Writers daily thousand articles likhte hai or unme links istemal karte hai. Aap bhi apne posts content me links istemal karte honge. Magar kya aap jante hai ki unme se kuch bahut achhe excellent links or kuch bahut hi bure bad links hote hai. Bad linking ka aapki site par bad effect padta hai or isse site ki search rank down ho jati hai, Iski wajah se google aapki site ko penalize bhi kar sakta hai.
Website ke liye links bahut jaruri hote hai but link building bahut mushkil hai. Hum without care ke link build karte hai to usse humari site par bad effect pad sakta hai or google se penalty bhi mil sakti hai. Link build karna risk free nahi hai isse bahut si problem ho sakti hai. Aaj main aapko links ke 10 hard truth ke bare me bta raha hu jisse aapko linking ko achhe se jan sako.
Good links humesha aapki site ki value increase karte hai. Aese me hume link building karne se pahle iske bare me janakri hona jaruri hai. Link building search engine me better ranking pane me most important hai. Isiliye bad linking ke dar se hum ise avoid bhi nahi kar sakte.
- Blog Par Quality Backlinks Kaise Banaye 20 Effective Ways
- Google Sitelinks Kya Hai Extra Sitelink Ko Kaise Remove Kare
Expert people humesha kahte hai ki only turth and proofly website ke links hi apne content me add kare or jis website par aapko believe na ho uske link me nofollow add kare. Iske bare me main already Nofollow and Dofollow Link Dono Me Kya Difference Hai post me btaya hua hai.
Content Links Ke Bare Me In 10 Bato Ka Aapko Pata Hona Chahiye
Aapke aesa na karne par ho sakta hai google manually apaki site ko penalty de sakta hai. Mujhe nahi lagta ki hum itna sab karne ke bad bhi bad links effect se bache rahe sakte hai but kuch jaruri bate hai jo hume jarur pata hona chahiye. Inse kafi had tak hum apne content ko secure rakh sakte hai.
1. No All Links is Risk Free:
Sabhi links risk free or acceptable nahi ho sakte hai. Aapke dwara blog posts me mention kiye links me se kuch links danger ho sakte hai or aapki site ke liye dangerous ho sakte hai. Google un links ko bilkul like nahi karta jo google webmaster guidelines ka violation karte hai.
For example, theoretically, ek nofollow link risk free ho sakta hai. Honestly, main iski aapko gaurantee nahi deta, Nowise. kyuki jin logo ki profile nofollow links se bhari huyi hai unhe bhi google penalty mil chuki hai.
2. Editorial Links aren’t Always Right:
Link cloaking, short linking ya other tricks istemal karke links ko edit karne par bhi jaruri nahi hai ki wo link risk free hoga or aapki site par uska koi bad effect nahi padega.
Search engine se kuch bhi nahi chupta. Wo kisi na kisi tarah aapke link ka pata laga hi lete hai or agar unhe aapki site par add link me kuch different milta hai to aapko penalty mil sakti hai. Really, main majak nahi kar raha hai ye bilkul sach hai.
I’m sure bahut se website owners ke links ko hide karne par bhi unhe google se penalty mil chuki hai. Yaha SEO or link development ke bahut jyada intelligent people hai or aap unse kuch bhi nahi chipa sakte. Aap agar koi paid link use kar rahe hai or use google se chupa rahe hai to ye sirf aapka bharm matra hai.
3. Any Site Can Affected by Link Issues:
Koi bhi website ya blog link issue se parbhavit ho sakti hai. Automatically and robots spam comments and other way se hacker aapki site ko future kharab kar sakte hai.
Aapki site par kisi bhi tarah ke links nahi hai to aap bahut achha work nahi kar sakte. Ye aapki site ke liye jaruri hai. Aapko link bulding karni hogi but carefull kyuki ye full risky hai.
4. Webmasters Doing Bad:
Webmasters aapke sath kitna bura kar rahe hai. We all know, webmaster quality content, brand content ko jyada like karte hai or content me add links ko bhi pasand karte hai but ek bad link ki wajah se aapko penalize bhi kar dete hai.
5. Quality Content But No Rank:
I think unique content lihne ke bad bhi uska search engine me top position me show nahi ho pana bhi bad links ka asar ho sakta hai. Ek bad link se aapki post ki search ranking bekar ho sakti hai.
Sochne ki bat hai ki ek SEO optimization wali post likhne ke bad wo sirf ek bad links se bekar content me add kar li jati hai.
6. Remember, No One may Fall:
Humesha yaad rakho ki koi bhi aapse aage nikal sakta hai or aapko muh ki khani pad sakti hai. Ho sakta hai ki aapki website ki humesha se badhiya rank rahi ho, bavjood iske ki aapka content better na ho.
Fir achanak ek competitor aapse jyada best content likh kar aapko shoot kar deta hai or aapko first position se khiska kar niche kar deta hai. Aese me backlinks aapki help karte hai or aapki search rank ko banaye rakhte hai, bavjod iske ki koi aapse best content likh raha ho.
7. You Can Be UnfrailyPenalized Manually or Algorithmically:
Maine aapko upar btaya tha ki aapke content me add ek link bhi google webmaster guidelines ka violation karta hai to google aapko penalty de sakta hai.
But aap jo link content me add kar rahe ho, kaise pata karoge ki wo bad link hai or kya aapko wishwas hai, Aap koi mashine to ho nahi jo aesa kar sakega, wese bhi certainly kisi mashine se bhi aesa nahi kiya ja sakta.
People kisi bhi forum ya kisi other bad websites me aapki site ko link kar sakte hai. Competitors jo aapki success pasand nahi karte wo aesa ajrur karenge. Wo aapki profile ko down karne me koi kasar nahi chordna chahenge. Because the want only abuse you.
Aapko ye jan kar hairani hogi ki dusre logo ke aesa karne apr bhi search engine aapko penalize kar sakta hai. Mujhe nahi lagta ki aapki site is tarah ki penalty ki haqdar hai but maine bahut si website par is tarah ke issue dekhe hai.
8. You Can Follow Rules and No Success:
By google rules, Main mostly users ko google webmaster guidelines and bing webmaster guidelines follow karne ki advice deta hu. Sirf main hi nahi bahut se SEO expert apne readers ko iske liye suggest karte hai.
In any case, Aap SEO ke matter me sabkuch sahi or perfectly kar rahe hai. Aap great contnet or great product rakhte hai. Aapki usability fantastic ho sakti hai.
Finally, Aap sabkuch follow karte hai but fir bhi aap outranked ja sakte hai or fir bhi aap galat ho sakte hai. Aap search results me top par honge iski koi gaurantee nahi hai.
Kyuki bad links aapki sari mehanat par pani fair sakte hai. Ek bura link aapko hero se zero bana sakta hai. Janta hu aap ye nahi manoge par ye bilkul sach hai.
9. You Can Break Rules & Never Get Caught:
Hum sabhi jante hai ki google and others search engines ke rules ko follow karne me kitni pareshani hoti hai. Hum apni hi site par freedom ho kar content nahi likh sakte. Aesa karne par humari site top search results me jagah nahi bana pati or hum fail ho jate hai.
Probably, Mujhe lagta hai ab ye humesha ka mamala ho gaya hai or hume always aesa karna hoga. Kyuki bahut se log mere pas aate hai or bad competitors ke bare me shikayat karte hai. Aese me main unhe google terms follow karne or site par backlinks increase karne ki advice deta hu.
Kyuki in bad competitors se aage niklne or apni site ko top rank me lane ke liye google algorithms ko follow karna or maximum backlinks ka hona jaruri hai. Tabhi hum apne original content ko google me first page par show kara sakte hai.
10. You Can Get Success Quickly:
Aapki site par bahut jyada links hai to aap wo kar sakte ho jo 5 year se behtar kaam karne wala nahi par paya. Backlinks aapki site ke liye bahut jaruri hai isse aapki site ki search rank or traffic dono boost hoti hai.
Examples, ek person apni car se 20 mile ka rasta tay kar movie ka ticket receive kar leta hai or aap Cinema hall ke 1 mile pas hone par bhi time par ticket nahi le sake. Yaha car se aap links ki tulna kar sakte hai.
Bad news ke liye I’m sorry. I know is post ko padhne ke bad links ki sachai jan kar aapko bura laga hoga but sabkuch sach hai. Success Marketing karni hai to aapko ye manna hi hoga. Post ko share jarur kare.
Pooja Mishra
Bahut dhanyawad sir, is jaankari ke liye. Simple language me samjaya sir aapne. than you
Ajeet Gupta
Sir मैं ब्लॉगिंग में कैरियर बनाना चाहता हूँ लेकिन मुझे SEO नही पता कैसे सीखते है वर्डप्रैस पे कैसे ब्लॉग करें प्लीज मुझे सिखाइये I hope you help me
Jumedeen Khan
Ajeet SEO ke bare me aap article padh kar hi sikh sakte ho. Iske bare me maine kuch post ki hai wo padho or jaha bhi aapko iski jankari mile wo bhi padho or koi bat samajh na aaye to puch lena.
kumar
jumedin bro. me apne blog me jab koi post par external link insert karta hu to ye outbond link show karta h. kya ye sahi h ya fir ise rel=nofollow karna padega ye samajh nahi aa rha kahi seo ka koi rule to nahi tut raha h
Jumedeen Khan
Dono better hai.
sudarsan panda
sir pls…answer jaur dena
mera sawal hai ke
99 mein domain buy to karliye
phir domain keliye monthly ya yearly koi charge dena padega kya
pls mein new user hoon
sab khulke batao
Jumedeen Khan
yes dena padta hai 500 to 700 yearly.
Qasim Pedia
Bhai hum AdSense account kaise delete karsakty he ??? Please bataen , mera count ormation me option nahi ata or kahin nahi
Jumedeen Khan
Adsense settings >> account >> account information par jao or account status ke samne
cancel account
par click karo.Qasim Pedia
Bhai wahan nahi ata option
Jumedeen Khan
Qasim main koi bhi step check karke hi btata hu. Yahi steps hai aap confirm kar lena.
Qasim Pedia
Bhai i know yehi he , google pe bhi yehi dala he unho ne but bhai mere he nahi ata …..me apko galat nahi karaha bs ye keh raha hun ke wo wahan hai he nahi
Jumedeen Khan
Ok aap mujhe screenshot dikhao.
dipakkumar panda
sir support me India website per
kan sa template ya theme use kar rehi he.
mujhe jara bataye mein bhi lagana chahata hoon.
Jumedeen Khan
genesis framework ye WordPress site hai or is par theme use karte hai jise aap blogger par use nahi kar sakte.
Abhinav Mishra
Wow Nice Post About Backlink, thanks for sharing
radhe gour
sir AdSense ki taraf se warning massage aaya hai jisme ek post ki link bhi di hai . sir is post me koi copyright nahi hai .
lekin is post me movie website ke link hai .( massage me ye bhi bataya gaya hai ki agar hum kisi copyright website ke link apni website ke post me lagate hai to AdSense us post me ads nahi dhikhayega.)
kya in link ki bajah se warning massage aaya hai . mujhe is post ke link hatana chahiye ya fir post ko hi delete kar dena chahiye
Jumedeen Khan
Aap mujhe warning message dikhao.
sanjay
Animated add lagane se site ki loading badh jati hai kya …Agar aisa hai to mujhe kya fixed add display krani chahiye.
Jumedeen Khan
yes animated ad se site speed slow hogi. yes kar sakte ho.
rohit kumar
hosting me bandwidth ka kya mtln hota h
Jumedeen Khan
Aapki site ko users open arte ho to maximum hosting company kitna data send kar sakti hai. Simple words me aapki site par ek time me kitna traffic handle ho sakta hai ko bandwidth kahte hai.
niraj
Hi . sir .. ab to sb users ad block use karte he to hamare earning pr kitna asasr hota he iska ?
Jumedeen Khan
lagbhag 30%.
Ayan Raj
Sir Aap Hame Ye Bataye Blogging Ke Liye Ye Laptop Achha hai, Kyuki Mere Avi Bugget Jayada Nahi So Internet Use Aur Ek Blogger Ke Liye Best hai,Flipcart Me 19000 Mil Raha Hai, Agar Isse Bhi Achha ho 20,000 Ke Andar To Suggest Kare,
Jumedeen Khan
Aap koi bhi laptop ya dekstop karo company ka lo. 20,000 me dell ka laptop mil jayega.
Dipak Patil
Bahut acchi tarah se explain kiya hai sir.
sachin sharma
BHai KYa aap bata sakte hai ki mere blog per advertise blank kyo aa rahe hai mene ye AdSense account YouTube se banaya tha or YouTube per ye normally kaam ker rha hai vaha advertise aa rahe hai or meri earning bhi almost 5 usd hone vali hai lekin mere blog pe ab laghbhag 30 post hone vale hai approval kabka mil gaya mujhe per fir bhi google AdSense blank advertise dikha rha hai mujhe mear theme me koi problem nahi hai mene kafi wait bhi kiya or har vo cheez dekhi jo mere advertise ko blank kerne me sahyata ker rahi hai per kuch bhi kaam ni kera mene blog per about us contact us and privacy policy ke tab bhi banaye hai or vo sabhi kam kerte hai mere post kabhi lambe bhi hai mene koi short post nahi likha mere 1 blog per copyright problem ho sakti hai isliye mere 2 or blog hai vaha per bhi mene google ad ke liye approval le liya advertise dalne per blank aa rahe hai jab me advertise apply kerta hon earning tab me jakar to google apne aap hi advertise laga deta hai lekin vo blank hai mene manually advertise dalne ki kohish ki vo bhi blank hai abhi kuch dino pahle hi mene ek video bhi dekhi jisme unhone code ko thoda badal diya mene bhi try kiya usme advertise aa gaye the meri website per lekin earning kuch nahi ho rahi thi 🙁 ab aap hi batayein koi dusri trick hoto me filhal alternative use ker rha hon AdSense ke or sab hi bekar lag rahe hai !
Jumedeen Khan
Sachin aapke pas hosted AdSense account hai jisse apa kisi ek YouTube ya blog par hi ads laga sakte ho AdSense account ko fully approve karne ke liye aapko domain le kar blog me add karna hoga. Tab ad show honge.
Vishal Rathour
sir maine apne blog me ads lagaye the 10din pahle sir earning nahi hoti hai aap check karke bataye ki ads sahi hai.
Jumedeen Khan
blog par traffic badhao tab earning badhegi.