Jab Maine blogging ki starting ki thi to google AdSense mere liye kisi dusre grah ke system ki tarah tha. But aaj mujhe google AdSense ke bare me kafi knowledge hai. Pichle kuch time se mere reader AdSense ke bare me bahut sawal puch rahe hai. So mai is post ki help se un sabhi new blogger ki problem solve kar raha hu. Jinhe AdSense ke bare me jyada jankari nahi hai or wo AdSense ke bare me janna chahate hai. Adsense ke bare me 20 jaruri question answer list.
Is article me mai aapko AdSense ke bare me kuch sawalo ke ke jawab de raha hu. Ummid karta hu ki isme aapke bhi kisi sawal ka jawab mil jayega. Agar na bhi mile to don’t worry aap niche comment me apna sawal puch sakte ho.
Google AdSense humesha hi new blogger ke liye sabse badi problem bana rahta hai. But ek nazar se dekha jaye to hum AdSense ko 2 day me ache se samajh sakte hai. Bas iske liye hume google AdSense ki policy padhni hogi or ache se samajhni hogi.
But 90% newbie blogger aysa nahi karte hai. Wo google terms padhne ki bajaye other bloggers se iske bare me puchte rahte hai. Agar aap bhi inhi blogger me se ek hai to mai aapko recommended karunga ki aap dusro se puchne ki bajaye google AdSense ki terms sand conditions read kare or ab to aap google terms ko hindi me bhi padh sakte ho.
“Ye Article 18 march 2024 ko likha gaya hai. Aane wale time me google AdSense policy me changes ho sakte hai.”
Google Adsense Ke Bare Me 20 Important Question and Answer List – Sawal Jawab
Agar aap upar btayi bato ko follow nahi kar pate hai to aapko google AdSense ko samajhne me salo lag jayenge or tab tak aapka career kharab ho chuka hoga. So fiasla aap hi ko karna hai. Yaha mai aapko AdSense se relatedd kuch bate bta raha hu jo aapke kaam aa sakti hai.
Question 1: Kya mai apne password change kar sakta hu or kaise?
Answer: Yes, you can change your password. Sign in to your account. Click the gear icon and select Settings from the drop-down list. In the “Personal settings” section, click edit password in Google Accounts. Follow the steps to change your password.
Question 2: Kya mai apna payment addpress change kar sakta hu or kaise?
Answer: Yes, aap capna payment address change kar sakte ho.Follow tihs guide Google Adsense Account Me Payment Address Change Kaise Kare
Question 3: Kya mai AdSense account type badal sakta hu?
Answer: Adsense aapko two type ke account offer karta hai, Business and Individual. In dono ki payment services me jyada difference nahi hai. Business account me aapko company name se payment milta hai or Individual account me aapko payee name yani aapke name se payment milta hai.
Question 4: Mai apne AdSense account me country address change kar sakta hu?
Answer: Yes, Generally, agar available ho to aap apne AdSense account me country address change kar sakte ho. Iski jankari ke liye ye post padho Adsense account me country address kaise change kare.
Question 5: Kya Mai apna AdSense account delete or cancel kar sakta hu?
Answer: Yes, Aap apne google AdSense account ko cancel or delete kar sakte hai.
Questin 6: Mai apna address verify kaise or kab kar sakta hu?
Answer: Jab aapke AdSense accont me $10 earning ho jati hai to aap AdSense par apna address verify kar sakte ho. Iski jankari ke liye Adsense Par Address (PIN) Verify Kaise Karte Hai article padhiye.
Question 7: Mai kitni bar address verification PIN recieve akr sakta hu?
Answer: Google AdSense aapko three time PIN number send karta hai. Agar fir bhi aapko PIN nahi milta hai to aapko google AdSense se contact kar apne personal documents verify karne honge.
Question 8: Kya mai ek se jyada AdSense account bana sakta hu?
Answer: No, Google hume ek se jyada AdSense account banane ki permission nahi deta hai. Aysa karne par google hume ban bhi kar sakta hai.
Question 9: Kya mai apne ek hi AdSense accout se ek se jyada sites par ads laga sakta hu?
Answer: Yes, Aap ek hi AdSense account se apni sabhi sites par ads laga sakte ho. Iske liye aapko other AdSense account banane ki jarurat nahi hai.
Question 10: Mai Google AdSense ke sath good relationship kaise bana sakta hu. Jisse future me bhi mujhe AdSense ki services milti rahe.
Answer: High quality traffic recieve karna hi aapki google AdSense ke sath dosti ko barkar rakh sakta hai. Agar aap apni site par high traffic lana chahate hai to mai aapko suggest karunga ki aap Google Webmaster Guidelines ko follow kare or Google Search Console me apni site ko submit kare.
Question 11: Kya mai hacking or s*xualy site bana kar AdSense use kar sakta hu?
Answer: No, Aap s*xy or hacking ki jankari dene wali site par google AdSense use nahi kar sakte.
Question 12: Mai google AdSense ke sath or konsi advertising sites ke ads use kar sakta hu?
Answer: Google kisi other advertising program ke ads allow nahi karta hai. Aap Affiliate Marketing and Infolinks ko google AdSense ke sath use kar sakte ho. Bidvertiser, chitika and other some advertisment sites ko use nahi kar sakte.
Question 13: Agar mai apna account type change karna chahu to kya mai apne old AdSense account ko delete kar fir se new account create kar sakta hu?
Answer: No, Aap old account ko remove kar fir se AdSense account nahi bana sakte. Agar aapko account type change karna hai to aap google help center me contact kare.
Question 14: Maine AdSense ke liye apply kiya but mera account reject ho gaya. Ab mujhe kya karna chahiye?
Answer: Agar aapka AdSense account reject ya disapproved ho jata hai to AdSense aapko ek mail send karta hai. Usme account diactivate hone ka reason hota hai. Aap us problem ko solve kar fir se AdSense ke liye apply kar sakte ho. Ya fir aap AdSense team se contact kar sakte ho.
Question 15: SWIFT BIC code kya hai or mujhe SWIFT code kaha se milega.
Answer: SWIFT BIC code ke liye aap apni bank branch ya bank customer care se contact kar sakte hai. Iski adhik jankari ke liye ye post padhiye. Google Adsense Me Swift BIC Code Kya Hota Hai.
Questin 16: Google AdSense se mai kitni earning kar sakta hu?
Answer: Google AdSense se aap unlimited income kar sakte hai. Aapki site par jitna traffic hoga aapki utni jyada income hogi.
Question 17: Mai AdSense Premium Publisher kaise or kab ban sakta hu?
Answer: Yes, Ban sakte ho. AdSense Premium Publisher banne ke liye aapki site par per month 20 million pageviews and 5 million unique search query traffic hona chahiye. Or aapke AdSense ke sath ache relation hone chahiye. Sath hi aapki site par original content hona chahiye.
Questin 18: Google AdSense kitni earning hone par payment karta hai?
Answer: Google AdSense alag alag country ke hisab se alag alag tariko se payment karta hai. India me google AdSense 100 dollar income hone ke bad hi payment karta hai.
Question 19: Google AdSense hume kab or kitni bar payment karta hai?
Answer: Google AdSense month me ek bar mahine ki 21 tarikh ke bad payment karta hai. Aapko payment milne me 3-5 day lag sakte hai.
Question 20: Google AdSense se jyada paise kaise kama sakte hai?
Answer: Google ne khud AdSense se jyada money earn karne ke bahut se tips bataye huye hai. Iske liye aap google AdSense terms policy read kar sakte hai. Google Adsense Se 10 Dollar Per Day Kaise Kamaye post me maine google AdSense terms ko follow kar AdSense se daily $1o earn karne ka tarika btaya hai.
- Top List Articles Se 1 Month Me 100,000 Visitors Kaise Paye
- Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamaye Ki Hindi Jankari
Google AdSense ke bare me abhi bahut si bate hai jo hume jan leni chahiye. Agar aap AdSense use karte ho to mai aapko suggest karunga ki aap google AdSense ki all terms ko padh le. Is article me btaye sawalo ke alwa agar aapke pas bhi koi AdSense se related question hai to aap use humare reader ke sath comments me share kar sakte ho.
I hope aapko google AdSense ke bare me ye jankari pasand aayegi. Agar ha to is post ko other AdSense user jo abhi AdSense field me newbie hai ke sath share kare.
Soham patel
Kya me ek hi adsense display ad code apni multiple websites par use kar sakta hu ??? Ya phir mujhe apni dusri website ke liye dusra display ad code generate karna hoga ???
Jumedeen Khan
kar sakte ho.
Rohit
Hello sir,
I have two google adsense account. One is mine and the other is my friend’s. I am running one website and my friend is running another website.
My question is that can I add two different (SBI and HDFC) bank accounts named my same name in these two google adsense?
(Two different bank accounts but the same details like name, pan card number etc. belong to the same person)
Will my adsense account be banned?
please help me
Jumedeen Khan
No, you can’t do this, add account of adsense owner only.
Shanker dangi
Sir muje AdSense ke liye apply kiye hue 10 din ho gaye hai aabhi tak AdSense team ka koi reply nahi aaya hai ! To ab muje Kya karna chaiye
Jumedeen khan
wait, isme 1-2 month ka time bhi lag sakta hai.
Roshan
Sawal 1)
Hello sir maine ek adsense account kharida tha. usme dusre blogger ke blog url bhi add hai. maine unhe unverified list me add kiya aur apne blog url ko verified list me add kiya. site authorization on kar diya.
lekin fir bhi unverified list kaa ek blog url adsense crawler me aa aa raha hai. muze laga kai wo bhi verified list me to nahi hai isliye check kiya to wo unverified list me hai. fir bhi wo blog url adsense crawler me aa aa raha hai.
aisa karte aaj 20 days pure ho gaye lekin wo prob ab tak solve nahi hui.
Error : You have ad crawler errors, which can result in lost revenue.
kya karu samz nahi aa raha hai. kauch upaay bataye.
Sawal 2)
Mere adsense account me mere blog ke hi kuch aise page not found wale url show ho rahe hai jo ki broken link checker me bhi show nahi hote to unhe kaise fix karu.
Error : You have ad crawler errors, which can result in lost revenue.
Maine already aise bahut se url redirect kar liya but ye koi solution nahi hai. aap mujhe iska upay bataye.
Jumedeen Khan
Crawl error me jis blog ka link show ho raha hai us par se aap adsense ads remove kar do. Uske bad aapko kuch bhi karne ki jarurat nahi hai.
Kunal jadhav
Kya Google AdSense ki payment 100$ hone par direct bank me wdrow Nahi kar sakte
Jumedeen khan
Nahi, payment month ki 21th ke bad hi send hota hai. Ye process automatically hai.
tapan
Sir maine adsense ke liye apply kiya tha or adsense ne mujhe reply me ye message bheja hai
Jumedeen Khan
Jab adsense ne aapki site ka review kiya to aapki site work nahi kar rahi thi.
tapan
but sir site to proper work kar rahi hai…sir ab mujhe kya krna hoga phir se apply karu ya kuch din wait karu…
Jumedeen Khan
Fir se apply karo.
Jigar
Dear , sir….
Mere YouTube par 4 videos Hai or 110 views hai….or income $0000 Hai….income nai ho rahi or ads nai aa rahe Hai isliye mai video upload nai kar raha hu
but mere sare videos monetized Hai aisa green button bhi Hai fir bhi ads nai aati Hai or income nai hoti hai
Or jab mai browser mai AdSense open karta hu to open nai hota Hai….
or playstore par AdSense ki Jo app Hai vaha AdSense open karta hu to batata Hai ki ” your AdSense account is disprove….”
Plz help me…….
Jumedeen khan
Look here, aap youtube par 10,00 views hone se pahle video me ad nahi laga sakte. 10k views hone ke bad hi aapki earning hogi.
Shahid afridee
Youtube wala AdSense blog par laga sakte hai kya
Jumedeen Khan
Ha laga sakte ho. Iske liye humari AdSense wali post check karo.
Chinki
Hello Sir,
Me yeh puchna chahti hu ki jaise meri website gujrati hai aur mera AdSense approve ho gaya..fir bad me yadi me use multi language me kardu jaise gujrati, hindi, malyalam to kya mera google AdSense hat jayeha ya fir kuch problem??
Please help me….
Jumedeen Khan
Nahi hatega but ek bar check kar lena ki AdSense koun kounsi language support karta hai.
अन्कुर
मेरा नाम अंकुर मुझे ये पूछना है की मेने जो पोस्ट बनायीं है वो हिंदी में है अगर use इंग्लिश में भी डालना चा हु तो डाल सकता हु मतलब दोनों भाषा में
Jumedeen Khan
Yes dal sakte ho iski jankari yaha hai 2 Language me likhne se SEO par kya fark padta hai.
Vijaykumar bhogayta
Hello sir mera name vijaykumar bhogayta frome gujarat…
Hello sir aapne bahut achhi jankari di iske liye aapko bahut dhanyavad….
Me aapse ek Ajib prashn puch na chahta hu plz aap muje iska answer dijiye iska answer aap de uske baad me blog banana chahta hu….
Q.1) Agar mere blog par par day 2000 visiter he lekin usme se kisine bhi meri ad par click nahi kiya to kya Google adsens kuchh degi ya nahi ?
Kya 2000 visiter se muje kuchh earning hogi ya nahi….?
Kya only visitor se Earning hoti he ya nahi ?
Q-2) Google AdSense ke sath hum dusri kon si Advertising use kar sakte wo bataye….?
Hum infolink to use kar sakte yesa mene padha tha lekin sir aap muje bataye ki iske ilava koy use kar sakte he….?
Clicksor us karsakta hu ya nahi….?
Aap sir bahut achha kaam kar rahe he help karke Sir aap Clicksor pe ek article likhiye….
Apka answerka wait karunga…
Thank u…
Jumedeen Khan
1. Bro mai future plan ke bare me nahi btata second aap aysa sochoge to work nahi kar paoge pahle mehanat karo pearning ke bare me bad me sochna.
2. affiliate markeing, infolinks.
iske alawa aap koi bhi affiliate product ads pane blog par use kar sakte ho.
suraj
pls ‘help me sir…mera blog google search console and AdSense me add nhi ho rha hai…iske liye mai kya kru
Jumedeen Khan
Aap agar WordPress par free blog use karte ho to pahle aap hosting le kar apne blog ko WordPress.org par migrate karo. Uske bad AdSense se connect karna.
vijay panara
sir maine apne blog ka address Chang kiya hai to kaya muje sitemap fir se submit karna hoga or google search cancol mai fir se add karna hoga
Jumedeen Khan
Ha dono kam fir se karne honge.
Ramesh
Mai 17year old hu AdSense par apply ka sakta hu gmail id bhi usi se log bnaya hu,kya apni parents ke id se AdSense apply kar sakta hu please
Jumedeen Khan
Dono kar sakte ho. but AdSense account banane ke liye aapko custom domain blog me add karna hoga.
Ajay Kumar
Sir blog ka design apne trike se karna chahta hu
mujhe ye sab janna hai
1 blog name logo kaise set karu
2 post me post related image or screen shot kaise add karu
3 mera AdSense account nahi ban raha why ?
4 chitika pe account bana hai lekin ads ko post me add kaise karu full method
5 blog me sharing butan kaam nhi karte means post ko fb par share karo to blog hi open hota hai
Bus yah sab batao bhai
please
Jumedeen Khan
1. blogger layout me ja kar header par click karke logo set karo.
2. aap post likhte time category use kiya karo. ye post padho post me category kaise use kare.
3. Pahle aap blog par traffic badhao or usme jaruri kamiya thee kkaro or jab aapke blog par daily 500 pageviews hone lage to AdSense account banana.
4. aap post me html section par click karke direct code paste karo. jab aapke blog par traffic hi nahi hoga to ads lagane se koi fayda nahi hai.
5. ye post padho or ache se share button add karo Blog Post Ke Niche/Upar Social Share Buttan Kaise Lagate Hai
picku
Teesri AdSense verification pin genrate ke baad AdSense bolta hai ki app apnadocument 30 din ke baad jma karen par agar mai kuch dinon main hi karu toh koi problem aa sakti hai kya.
Jumedeen Khan
usse pahle bhi kar sakte ho. Aap gravatar par apni photo lagao or name se comment karo.
Prahlad
Sir,mera AdSense approval kal hi hua hai kya ap meri ads setting&template disgen me thodi help karoge
Jumedeen Khan
Iske bare me aap contact form me message send karo. https://www.supportmeindia.com/contact-us
Prahlad
Sir,Maine sari details bhej di plz help…I m new in blogger… Plz muje ads setting &template design kardo..fastt
Jumedeen Khan
Prahlad, aap mere jaisa design karoge to usme aapka hi nuksan hai. User aapko meri copy karne wala manenge. Aap google me search kar lo. Bahut sari badiya design ki huyi template mil jayegi.
vikram
fb ac se pese kese kamaye
Jumedeen Khan
Facebook account se paise nahi kama sakte.
Amar Banshiwal
Helpful article, new blogger AdSense ke liye best article hai.
jay
Maine ek baar apne email se adsens k liye apply kiya tha par reject ho gaya. To Kya mai wahi email account se dubara apply kar sakata hu?
Jumedeen Khan
Ha kar sakte ho.
Ravi Kumar sahu
good 20 question and answer perfect mujhe bahut achhi lagi, aage aisi question ka smana ye post karegi
Sandeep kumar
Apne acchi post write kiya hai.
Dilip
template me pahle se menu bar me Jo topic h bo remove nhi ho rhe h jab take be remove nhi hoge to kaise add hoge
Jumedeen Khan
Dilip aap blogger template ko tabhi edit kar sdakte ho. Jab aapko blogger ki coding ki thodi bhi jankari ho. Maine aapko jo post btayi hai. Agar aap usme btaye step ache se padho to aap aasani se ye kar sakte ho. Bina mehanat kiye aap kuch bhi nahi sikh sakte. Blogger coding ko samajho uske bad editing karo.
Nitin
Very nice information about Google Adsense