WordPress Blog Me Adsense Ke Ads Kaise Lagate Hai

WordPress ek paid blog platform hai. jis par aap hosting le kae blog bana sakte ho. or online paise kama sakte ho. blog se paise kamane ke liye aapko apne blog me kisi advertising site ke ads lagane honge. jin ads par click karne se aapki income hogi. is post me mai aapko bta raha hu ki WordPress blog par ads kaise lagate hai.

Insert ads in WordPress blog

Sir apni ek post me yeh bata dijiye ki WordPress par AdSense ke ads kaise lagate hai. Aur kiya free plan WordPress pe bhi hum AdSense ads laga sakte hai ya phir premium plan kharidna hi padega.” ye sawal dec 29, 2024 ko mujhse Jitu ne kiya tha. isliye mai ye post share kar raha hu jisse jitu ke sath sath or bhi friends ko help milegi. or unki ye problem solve ho jayegi ki WordPress par ads lagane ke liye kya karna chahiye. post me direct code paste kare ya fir plugins use kare.

WordPress Par Blog Kaise Banaye?

WordPress par blog banane ke liye aapko hostgator, bluehost, godaddy jaisi kisi site se hosting leni padegi. jiska charge lagbhag 300-400 per month hota hai. ye aapke plan par depend karta hai. aap jaisa plan loge utna payment karna padega. or agar aap WordPress par free blog banana chahate ho ya fir aap hosting par WordPress blog banana chahate ho  to ye post pade.

WordPress Blog Paise Kaise Kamaye?

Blog chahe WordPress par ho ya google ke free platform blogspot par paise kamane ke tarike dono me same hote hai. aaj lakho success blogger monthly 20 lakh se jyada paise kama rahe hai. wo blogger blog se paise kamane ke jo tarike istemal karte hai. mai unke bare me aapko list se bta raha hu.

  1. Affiliate marketing
  2. Advertising sites (Adsense, chitika, bidvertiser and other)
  3. infolinks

inme se hindi blogger ke liye advertising sites ka 2 tarika sabse best hai. kyuki affiliate marketing se kamane ke liye blog par high traffic hona jaruri hai. or abhi hum new blogger hai.

WordPress Blog Me Adsense Ke Ads Kaise Lagate Hai?

Use Plugin

WordPress par ads lagane ke liye plugin hote hai. ya fir aap direct post me Visual/Text options me se text option par click karke kahi bhi ads code paste kar sakte ho. mai aapko dono ke bare me details se bta raha hu. ummid hai aapko meri bhasha samajh aayegi.

1) Ads Plugin

WordPress par ads lagane ke liye aapko WordPress.org bahut sare plugin mil jayenge. jinke throw aap post, sidebar, footer, banner par ads laga sakte ho. plugins ka sabse bada fayda ye hai ki aapko bar bar new post ke liye ads code paste nahi karna padega. aapko bas ek bar plugin boxes me ads code paste karna hai. uske bad aapki sabhi or new post me plugin automaticaly ads show karega.

Google AdSense, Ad Injection, Wordpress Ad Widget jaise bahut sare plugin hai jinke throw aap WordPress blog par ads laga sakte ho. in my case mai Ad Injection plugin use karta hu. by the way ab aapko ads plugin ka to pta chal hi gaya hoga. so ab aap google me ads plugin search kar sakte ho ya fir ads lagane ke sabhi plugins dekhne ke liye yaha click kare. plugin se blog me ads kiase lagate hai, aane wale time me iske bare me bhi bat karenge.

2) Direct Code Paste

Starting me hi kahuna chahunga ki ye bahut boring hai. har bar new post me ads code paste karna padta hai. but agar aap WordPress ka free plan use karte ho or plugin use nahi kar sakte to aap ye tarika use kar sakte ho. iske liye aap post likhte time Text section par click karke aapko jaha bhi ad dikhana ho waha code paste kar sakte ho. blogspot blogger yahi tarika use kartye hai kyuki 6 month se pahle blog ko AdSense se connect nahi kar sakte. jab mai blogger use karta tha to maine bhi yahi tarika istemal kiya tha. aap bhi kar sakte ho.

Actually ab aapko ye to clearly pata chal hi gaya hoga ki ads par ads kaise lagate hai or konsa tarika better hai. so iske bare me or jyada bat kar ke mai aapko bor nahi karunga. to chaliye aapko kuch or bate bta deta hu.

Aap post me sirf 3 text/display ads hi use kar sakte ho. isse jyada karoge to AdSense ban ho jayega. ha aap 3 ads ke alawa 3 links ads bhi use kar sakte ho. exaply aap meri post me 3 text and display ands or 2 links ad dekh sakte ho.

Plugins me jyadatar post me ads show karne ke hi options rahte hai. ayse me aap blog ke sidebar me widget add karke direct ad code paste kar sakte ho. sidebar me 250×300 or 300×600 ye 2 ads size sabse behtar hai. so aap bhi sidebar me isi size ke ad lagane ke bare me soch sakte ho.

I hope aapko ye post pasand aayi hogi. agar aapko is post se help milti hai to plz is post ko faceboo, twitter, google plus kisi par bhi share jarur kare. sirf 30 second ka time lagega ignore mat karna. jisse mai aage bhi aapki help karta rahu. or mujhe bhi blogging karne ki power mile. ye bat sach hai ki mai aapki help apni khushi ke liye karta hu. but jab humari site par jyada traffic aata hai to lagta hai ki meri mehanat kam kar rahi hai or mai sachmuch aap logo ki hel kar raha hu.

Jis tarah aap mujhse ummid rakhte hai. bilkul wese hi mujhe bhi aap se ummid rahti hai ki aap meri post ko pad kar ek bar share jarur kare. kyuki mera manna hai ki agar aapko kahi se help milti hai to uske badle aap bhi kisi ki help karo. taki ek din ye help ka jal itna bada ho jaye ki humare india me koi khali na rahe or sabke pas koi na koi kam ho.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (81)

  1. Avatar for khankhan

    Jumedeen Bhai
    1. Abhi present me ad show krne ke liye kaun si plugin use kru

    2. Manual ad code ko plugin ke alawa kahi aur to nhi lgana hoga ?
    Like Header or theme panel me

    3. Link ad kaise bnaye data ad format “auto” ko “link” se remove krke
    Please reply
    shukriya

    • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

      पहली बात तो आप नाम से कमेंट करो वरना आपकी कमेंट approve नहीं होगी

      1. ad inserter
      2. नहीं, सब प्लगइन से हो जायेगा
      3. अगर आपके adsense account में link ads available तो use करो, हां इस तरीके से बना सकते हो लेकिन ये रिस्की है

      • Avatar for Adil KhanAdil Khan

        Achha bhai
        Sorry mjhe pta nhi tha ab name se hi kruga
        Jawab dene ke liye shukriya

        • Avatar for Adil KhanAdil Khan

          Bhai
          1. Maine Ad Inserter se 4 Ad lgayi h but only 2 show ho rhi hai iska kya reason h

          2. 1K something word post me kitni ad lgau i mean kitne block ko kaise fill krna h mere smjh me nhi aa rha Please Help bhai

          3. Agar ho ske to aap mere blog pe visit krke btaye kis type ki kitni ad lgau

          Shukriya

          • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

            1. keval 2 ads ka hi code add hua hai.
            2. per post 2-3 ad unit enough hai.
            3. I see, aapne keval 2 ads ko enable kiya hua hai, ad inserter ko sahi se setup karo.

  2. Avatar for लालूलालू

    Apperance के बाद कहा टच करना है और कहा जाना है कहा पर एडसेंस कोड पेस्ट करना है? कृपया बताएं

    • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

      Widgets

  3. Avatar for Narendra ChoudharyNarendra Choudhary

    Q-1 मैने wordpress.com pr abhi ek Free website bnayi h wordpress.org better rhega ya WordPress.com hi thik h
    Q -2 m ek result website banana chata hu to es pr AdSense approval de dega Kya ya illegal bta dega ——
    Please reply me through my email

    • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

      1. हां क्युकी org full free है जबकि com पर आर feature का charge लगता है
      2. हां बिलकुल देगा

  4. Avatar for nehaneha

    1. sir mene add code apni website me nahi lagaya tha but add apne aap show ho rahe hai mere website me
    2. or aapne kaha tha 6 add lagane hai ek page me but yaha to 6 se jyada rahe hai mene plugin se bhi kuchh add lagaye hai
    sir ye bataiye ye add apne aap kyu show ho rahe hai ye website ke liye thik hai ya nahi

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      1. ad code lagaye bina adsense approve hi nahi hota hai, aapne auto ads laga rakha hai use remove karo.
      2. Aap ad inserter plugin use karke manually per page 2-3 ad hi lagao.

      • Avatar for rajeshrajesh

        हेलो सर बार बार हर पोस्ट में गूगल ऐडसेंस के कोड डालने से कोई प्रॉब्लम तो नहीं होता है ना Seo के लिए

        • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

          कोई प्रॉब्लम नहीं है लेकिन जब आपको सारे codes हटाने की जरूरत पड़ेगी तो आपको एक-एक करके हटाना होगा, इसलिए बेहतर होगा कि आप इसके लिए प्लगइन इस्तेमाल करें।

  5. Avatar for ajayajay

    Hello sir muje meri website pe ads lagane hai navigation ke niche jaise apke hai. ma gensis theme use karta hua ads kaise lagauu pls replay

  6. Avatar for Sonjoy LamaSonjoy Lama

    आपका बहुत बहुत धन्यवाद काफी अच्छा पोस्ट इसे मुझे काफी हेल्प हुई । क्योंकि अभी 2 दिन ही हुए है मैंने अपने ब्लॉग को वर्डप्रेस पर shift किया तो इस बारे में मुझे कोई Idea नही था कि Wordpess ब्लॉग पर ads कैसे लगते है ।

  7. Avatar for Nikhil kumarNikhil kumar

    सर मैं wordpress.com पे अपना ब्लॉग बनाया हूँ।लेकिन एडसेंस अकॉउंट create नही हो पा रहा है ।इसका कोई उपाय बताए

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap blog me custome domain use karte ho to direct apply karo.

  8. Avatar for Rabari PrakashRabari Prakash

    Sir WordPress.org par meme blog banaye he 4 month ho Haye he.ab me use adsense connect Karna chahta hun kese karu.adsense a.c. kese WordPress par approve karu.

  9. Avatar for shambhushambhu

    wordpress pe Bina Approve Ke Ads Lag Jaata Hain Ya Blog Ki Tarah Approve Ki Jarurat Hain Please Bataye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Adsense approve karana padta hai.

  10. Avatar for Yuva ThakurYuva Thakur

    Brother aap mujhe ye baat bata do ki main apna WordPress.com blog me custom domain ko kaise add karu please help

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iske liye pay karna hoga. Behtar hoga aap wordpress.org par blog shift kar lo usme aapko sirf hosting ke liye pay karna hoga.

  11. Avatar for Yuva ThakurYuva Thakur

    Brother mere paas jo blog hai vo maine WordPress.com se banaya tha lekin mujhse kisi ne kaha hai ki WordPress.com par blog bana kar hum paise nahi kama sakte hume WordPress.org par bana hoga lekin ab main kya karu maine par WordPress.com jo blog banaya hai kya main usse paise nahi kama sakta

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Kama sakte ho but wordpress.org is best. Aap wordpress.com se wordpress.org par apna blog shift kar sakte ho.

  12. Avatar for Bharat PrajapatiBharat Prajapati

    Maine WordPress Pe Ek Blog Banaya Hai Usme Plaugin Ka opstion Aa Raha Hai Lekin Add Pluging Jaisa Kuch Nahi Aa Raha Hai Please Help.. Me Sir.

    Aur Blog Main Plaugin Kaise Add Karne Ka Vo Mere Ko Batau Na Sir

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Plugin use karne ke liye aapko wordpress.org par blog banana padega.

  13. Avatar for Md SaddamMd Saddam

    Sir code ko pest kr diyr text me. Aage Kiy kare

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bas code paste karne ke bad ad shonw hone lag jayenge or aapki earning hogi.

  14. Avatar for dipak parmardipak parmar

    Hi Sir Kya Custom Rom Ko Remove Karke Vapas Puranavala Rom Us Kar Sakte He Kya?

    panasonic p55 novo

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Dipak I’m not a tech blogger.

  15. Avatar for VIJENDRA SINGHVIJENDRA SINGH

    HAppy new year bro.
    sir mene WordPress per free new blog creat kiya hai lekin dashbord menu me
    Appearance ka option nahi aaraha hai wo kaise show hoga

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Blog ki theme change karo. Second free WordPress par limit features hi milte hai behtar hoga aap hosting le kar WordPress blog banao.

  16. Avatar for Sumant NahakSumant Nahak

    Hello sir blogging ke liye konsa platform acha hota he blogger.com ya WordPress.com please bataye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      WordPress.com is always best.

  17. Avatar for DevishDevish

    bhai mene AdSense use krana hai par uske like kam se kam 300 visit per day hone chahiye ya monthly?
    or meri site me 300 visitor hai haiu iska pata me google search console se lagau ya google analytics se?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      analytics par.

  18. Avatar for surajsuraj

    mai free blog WordPress pe use krta hu..mera blog google AdSense account nhi bn rha hai. iske liye mai kya kru

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap only example.com domain se AdSense account bana sakte ho jabki free WordPress ka link xyz.WordPress.com hota hai. So aapko blog me domain add karna hoga.

      • Avatar for suraj yadavsuraj yadav

        Domain name kaise add hoga…mai add kar rha hu…bt ho nhi rha..

        • Avatar for suraj yadavsuraj yadav

          Mai godaddy se domain name add kr skta hu ki nhi…WordPress pe

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            Kar sakte ho.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Iske bare me mai post likh chuka hu aap blog ke search box me apna topic search karo.

  19. Avatar for Md barkatMd barkat

    Jume.sir… Muje ye nhi Samaj aaya ke.. jab main WordPress par Free Blog Bana lete hn…aur Usko Hosting par Install kar lete hun.toh kya main Ab Adsense ko approved kar Sakta hun aur Paisa kama Sakta hun..bataya…

    thanking you
    I’m you’re Daily visitor.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi AdSense ko approved karane ke liye aapke blog par per day search engine se 3000+ pageviews traffic hona jaruri hai.

      • Avatar for dinesh mishradinesh mishra

        sir mai ye jo blog bnaya hu ye blogger ka hai ya WordPress ka mera page khulta hai yo blogger me nhi so hota kyo to es me ads kaise lgaye blogger me lgaye ki WordPress me ye link hai.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Aapka blog WordPress par hai. Abhi aap apne blog par trtaffic badhao uske bad AdSense ke ads lagana.

          • Avatar for dinesh mshradinesh mshra

            sir AdSense ke ads WordPress blog me lgana padega ki blogger me hi

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            Aapka blog jis par hai aapko apne blog me ads lagane hai.

      • Avatar for DiaDia

        Adesense ka ad code Maine adjection mai jakaar paste kar deeyaa ad bhi how ho gayaa. But adjaction ka button dashbourd maishow honaa band ho gayaa kaya Karna h

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Adsense ad ke liye ad injection kaise use karte hai uske liye ye post padho or step sahi se follow karo WordPress Blog Par Ad Injection Plugin Kaise Use Kare

  20. Avatar for nashrahnashrah

    sir mere site p traffic to bht aari h but income ni ho pari h so what i do k income aane lge search engine s jo direct earning hoti h wo WordPress m kaese add kre plz sir i need. ye meri pehli website h i am new blogger

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      SEO friendly post likho.

  21. Avatar for UzairUzair

    Sir mene cloud way se 14 day ki free hosting le hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ab aap us par WordPress blog install karke sikh sakte ho.

  22. Avatar for UzairUzair

    Sir mene domain name goddady se le liya h ab me us domain name ko WordPress par kaise add kare please help me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Domain ko WordPress par add karne ke liye aapko hosting leni padegi. Pahle aap hostgato se hosting le lo.

  23. Avatar for NishantNishant

    Bhai main ek gust post karna chahta hu aap please mujhe apna email 9039987938 par send kar dijiye main aap ko post send kar dunga thanks

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap mujhe contact form par message send kar sakte ho.

    • Avatar for KavitaKavita

      Bahut hi anchchha article hai..
      Iske liye aapka Thank you

  24. Avatar for yashyash

    Kya me YouTube par movie trailar upload kar ke pese kma sekta hu…

    Or AdSense me liye meri SBI branch ka swift code nhi mil rha hai kya kru…

  25. Avatar for Suraj KumarSuraj Kumar

    Brother maine ads bana k blog pe laga diye hai 3 din ho gye hai bt ads show ni ho rhe h. Plz meri site check karke bataye ki kya problem hai. Or ad injection kaise use karte hai wo Bhi bata de plz brother. Maine blog pe kafi kharch kr diya h bt av tak income nhi hui hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap mujhe call par contact kar sakte ho.

  26. Avatar for RAVIRAVI

    sir infolink kya hai aur use kaise kama shakte he

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      infolinks bhi AdSense ki tarah hi hai. ise blog me add karne se humari post ke word hi ad link me badal jate hai.

  27. Avatar for VIPULVIPUL

    Bhai hum 1 site me AdSense ads and affilite dono use kar shakte he

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ha kar sakte ho.

  28. Avatar for vickyvicky

    bhai aap ne september 2015 ke baad koi bhi income report post nahi ki plz agar ho sake to jarur post kare.

  29. Avatar for jitujitu

    Thanks sir….

    Jo apne yeh post likne k liye apna kimti samay nikala…..

    Thank you very Much

    My wish for you…..

    Ki aap apne jivan me bhaut zada taraki kre//

  30. Avatar for satish kumarsatish kumar

    bhi mene ek templet lagai h usme mene post daali to computer me to show hoti h magar mobile sahi se show nahi hoti red box ke andar show kisi ko dikhti nahi h
    aap check karke batao na bhi please

  31. Avatar for ansaransar

    Sir ek post ko 3-4 category me rakh sakte hai????
    Agr ha to kaise???

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ha rakh sakte ho. lekin 5 categories jyada me nahi.

  32. Avatar for amitamit

    bhai aapka whats app no . h kya or haa mera no. 8302222573 aapke par day k pageview kitne h plz sabka answer den

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      mere no. meri facebook id par mil jayenge. iske liye aap supportmeindia income report check karo.

  33. Avatar for amitamit

    bhai mere pass guest post to h lekin usme 500 se 600 word hi h kya me kar sakta hu or kaha send kani h plz btaye kya abhi 500 600 ki hi h baad me or jyada kar dunga plz . . . . . kya me kar sakta hu

  34. Avatar for Suraj kumarSuraj kumar

    Thanks brother mai yehi post dhund RHA tha. Kya aap ad injection use kaise karte hai uske bare post likh sakte ho. Kyuki ad injection me bahut sare option h or kya kya krna h mujhe kuch samjh ni AA RHA hai. Or English me Bhi Google me ad injection ke bare thik se step by step tutorial nhi mil RHA hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Wao suraj bro, jitu ne ye post likhwayi hai. ab aapke liye liye likhni hai. don’t worry mera kam hi yahi hai. i’m tring to write post for you.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...