Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Puri Jankari

Blogger ya Youtube user dono ke liye Adsense account bahut jaruri hai. kyuki AdSense se hi humari income hoti hai. AdSense ke alawa hum affiliate marketing se apne blog par paise kama sakte hai but hindi blog ke liye AdSense sabse better hai. bahut si site hai jo hume ads dikhane ke paise deti hai. par AdSense sabse jyada paise deti hai. AdSense account kaise banaye iske bare me or janne ke liye ye post ache se padhe.

AdSense account kaise banaye

Adsense Account Banane Ke Liye Kya Kya Chahiye?

sabse pahli or most baat aapko AdSense ke niymo (rules) ka palan karna hoga. agar aap AdSense accont ke niymo ka palan nahi kar pate hai to aapka AdSense account block bhi ho sakta hai
Yaad rahe aap sirf ek hi AdSense account bana sakte ho. kyuki google ek se jyada AdSense account banane ki anumati nahi deta.
1. Email (Gmail) Accont
2.   A. Website ya Blog         B. Youtube Accont
aap 2no se ansense accont bana sakte ho. yaha mai aapko 2no ke bare me puri jankari kesath bataunga.
1. Gmail Account
aapke pas pahle se gmail accont hai to bahut achi bat hai or agar aapke pas gmail account nahi hai to pahle apna gmail account bana le.

A. Website ya Blog kaise banaye?
Dosto aapne blog to bana hi rakha hoga. or usme kuch post bhi upload kar rakhi hogi. aapke blog par visitors nhi aate honge. or agar aapne apne blog ko AdSense se connect nahi kiya hai to aaj mai aapko iska tarika bta raha hu. agar aapne abhi tak apna blog nahi banaya hai to pahle apna blog bana le.

Adsense account banane ke liye aapki site par per day kam se ka m300 pageviews hone jaruri hai. agar aap isse kam traffic se AdSense account banane ki koshish karoge to aapka AdSense account nahi banega.

So plz pahle apne blog ki traffic badhaye uske bad ye post follow kare. blog ki traffic badhane ke liye Website Blog Ki Traffic Badhane Ke 50 Best Tarike in Hindi post padiye.

Google Adsense Account Kaise Banaye Step By Step – Full Guide

AdSense account banane ke liye aapko bas kuch simple step follow karne hai. but dhyan rahe AdSense account me galt jankari nahi bharni hai. apna sahi address or sahi details bhare. jisse aapko future me koi problem na ho.

sabse pahle adsense.com site par jaye.
1. Sign Up Now par click kare.

  1. AdSense account2.  Ab ek new windows khulegi .
    create AdSense account
    1. agar pahle se log in account se AdSense account banana chahate ho to Yes, procced to google account sign in par click kare.
    2. agar aap kisi dusre  ya new gmail account se AdSense banana chahate ho to No, create new google account par click kare.
    add your site url
    1. yaha par aap apni website ka url type kare.
    (agar aapke pas khud ki website nahi hai to aapke pas 2 option hai
    1. aYouTube ke dwara AdSense account banaye
    2. ya fir aap apni khud ki website banaye.
    agar aap YouTube ke jariye AdSense accont banana chahate ho to yaha par click kare.
    YouTube ke throw AdSense account banane ke liye yaha click kare
    or agar aap apni website banana chahate ho to yaha par click kare.
    free website kaise banate hai online paise kamane ke liye)
    2. fir Continue par click kar.
    Continue par click karte hi aapke samne AdSense account ke ek information window khulegi. jisme aapke address ke bare me pucha jayega. isme aapko sari jankari sahi sahi bharni hai kyuki aapke btaye address par ek dak aati hai usme aapke address ke verify ke code honge jo aapko AdSense account me dal kar apna pata verify karna hai. address verify hone ke bad hi aapko payment milegi.
    AdSense sign up forum
    1. yaha par aap apni country select kare.
    2. apne country ka time zone set kare. india ka time zone +05:30 hai
    3. Apne kaam ka option select kare. aap business karna chahate hai to Business select kare.
    4. Apna company naam likhe. company naam se aapka bank account hona chahiye.
    5. apna sahi pata yaha par enter kare. dyan rahe ye sahi sahi bharna hai. ye maine aapko pahle bhi btaya hai.
    6. apne city ka sahi naam bhare.
    7. apna state konsa hai wo select kare. jaise:- Rajasthan
    8. apne pin code enter kare.
    (pin code aapko usi jagah ke bharne hai jaha aap rahte hai agar aapko nahi pata to aaspas kisi jankar se puch le)
    9. yaha par aapko apna pura naam bharna hai. aap jo bhi chahe bhar sakte hai. wese apna asali wala naam jyada sahi rahta hai.
    10. apne mobile number enter kare.
    (*agar aapke number verify nahi hai to aap jaise hi 12 no. par click karenge to aapko apne mobile no. verify karne hai. no. verify karne ke liye aap msg ya voice call koisa bhi option choon sakte hai. ab aapke pas ek msg ya call aayegi usme aapke verify password honge unhe enter karke verify kar le agar koi problem aaye to comment me apni problem likhe mai madad karunga*)
    11. aap kis liye AdSense account bana rahe hai wo select kare. agar aap blog ke liye AdSense account bana rahe ho to “online forum or blog” select kare.
    12. yaha par sabhi jagah yes par tik kar de.
    13. ab ek bar apni sari jankari check kar le taki koi galti na ho. sabkuch theek bharne ke bad Submit My Application par click kare.

ab aapka assense account ban gaya hai . ab bas AdSense account approved hona baki hai . jab aapka AdSense account approve ho jayega to aapki gmail id par ek msg aa jayega. isme 2-5 din bhi lag sakte hai.

I hope aap is post ko follow karke aasani se AdSense account bana sakte ho. fir bhi agar aapko kahi par koi probem aaye ya aapko koi step samajh na aaye to niche comment me mujhe apni problem btaye.

Sath hi apna 1 minute ka time nikal kar is post ko share kar ke humari help karna na bhoole, aap chahe to hume social media par follow kar ke humse contact kar sakte hai.

Reader Interactions

Comments (585)

  1. Google Adsense Account Kaise Banaye , kya ham isse achha paisa kama sakte hai?

  2. Nice Post Sir Thank You Very Much

  3. Mai aapse ek information chahta ho Agar main clothes \ se related site banaye to adsense approved karta haai.

    • Yes karta hai, aesi bahut si site par aap adsense ads dekh sakte ho.

  4. Sir,

    Main bahut paresan hu,kyoki mere samaj me ye nhi aaraha ki mera adsense approved hogaya hai.mene ads unit bhi creat karliya usse blog par bhi laga diya 1 hours me ads ((Status “Active” )) hogaya hai. lekin ads show ho nhi raha hai.agar hamare blog me koi problam hoti to adsense approved nhi hota ,main bahut paresan hu me kya karoo.please help me sir.

    • New ad unit bana kar add karo.

  5. sir,

    Kiya hum uss blog ke liye new adsense account dusri email id se bana sakte hai. jis blog par adsense disable hogaya tha.

    • agar adsense disable hua hai to kar sakte hai aur agar aapke blog ko google ne adsense ke liye banned kar diya hai to nahi kar sakte.

  6. sir,

    mera adsense account approved hogaya ,ad bhi creat kar liya usse blog me implement kar diya ads status (active) hai,but ads blog par show nhi ho rahae hai .kiya kar,pls help me sir

    • ad create karne ke bad show hone me 20-30 minute lag jate hai. uske bad bhi na ho to new ad unit bana kar add karo.

      • मेरा एक पहले से एडसेंस एकाउंट था लेकिन मैने दूसरी चैनल बनाई तब भी सेम एड्रेस वाला एडसेंस बनाया है अब मेरा चैनल monetize भी हो गया है लेकिन गूगल पे पहले वाला एडसेंस खुल रहा है अब में बैंक डिटेल कहा डालू में बहुत ज्यादा परेशान हूं अब में क्या करू आप मेरी मदद

  7. adsense approved ho gaya hai,ad init creat karliya hai ,blog par ads implement bhi kar diya hai .
    But ad show nhi ho raha hai. next step hum kia kare .pls help me sir.

    • wait kuch time bad ad show hone lag jayenge.

  8. sir,

    main aapse ek jankari chahata hu invalid traffic ke bajhe se adsense account disable hone par kia kare.

  9. Sir thanks aapki vjh se mera account bn gya …Aap great ho sir ji

  10. Hi Jumedeen,

    Very interesting aur bahut important blog tha ye mere information ke liye, kyuki maine isse pehle bhi adsense ke bare me account setup aur usage ke kafi blogs padhe hai, par mjhe confusion thi. Is blog me bahut se imp info aapne share ki aur sabse achi chiz thi ki aapne jo languaghe me samjhaya. uske liye thanks.

    Mera apse ek question hai meri ek news site hai, kya aap mjhe bata skte ho ki mai adsense ko apne news channel ke liye kaise use karu aur uski blogging ke liye kya kya mjhe krna chahiye?
    Please help

    Thanks in advance!!

    • Simply, aap news channel ko usi adsense se connect kar do.

  11. sir,
    mere adsense account me ye issue (Earnings at risk – One or more of your ads.txt files doesn’t contain your AdSense publisher ID. Fix this now to avoid severe impact to your revenue.) ise kaise fixed kare.please help me sir.

    • Apne blog ke page source code me adsense publisher id check karo, aapko 1 se jyada id milegi usme se jo id aapki na ho use ad code me se remove karo aur apni publisher id ad karo.

  12. kisi bank ka swift code kaise pta kare

  13. Sir,

    mere adsense account me ye message ((In the past 7 days, your ad code has appeared a significant number of times on sites you don’t own. To avoid lost revenue, make sure to add these sites to your verified sites list in My Sites.)) aarha hai.main kia karu.

  14. thanks esi hi jankari ko dhund rha tha me

  15. Mere WordPress blog ke liye Adsense account approved hai kya mai is account se ads create kar apne blogger blog par laga sakta hun agar blogger blog ka custom domain name liya hai.
    Koi problem to nahi hogi aisa karne se ?

    • Laga sakte ho no problem.

  16. Sir,

    Mian aapse ek jankari chahta hu.main Adsense me payment receive identity verify karna chahta hu.jabki meri payment profile me name LAKSHMAN PRASAD hai.mere aadhar card me LAKSHMAN hai.Aap muje ye bataye ki mai AApne Aadhar card se Identity verify kar sakta hu.—please help me .

    • Yes kar sakte ho name me itna chalta hai.

  17. sir mene kuchh mahino pahle adsense account banake chhod diya tha ab jab ise open kar raha hun to ‘The AdSense Account linked to this Google Account is closed.’
    ye likha a rha hai kya mai ab usi name se dobara adsense account bana sakta hun

    • Aapka adsense close ho chuka hai.

  18. hello sir aapki post bahut benefit deti hai,
    aap sbki help karte ho so i hope u are dissapointed to me plzz help me
    mera qus adsense account related se so plzz dhayn se pdhiyega or mjhe solution dijiyega

    sir,
    maine apni gmail i’d subhams4646@gmail.com se “Shubh World” name ka youtube channel bnaya tha maine 10,000 + views earn kiye, maine monetize ke liye adsense account create kiya and wo approve bhi hua, bt mere me coyright strike kisi ne de diya so mera monetize pending me hai,

    so isliye mai bht preshan hua to maine ek new gmail i’d account skiduniya93@gmail.com se ek new channel “KTech Shubh” naam se banaya abhi to kewal 1700+ only views hai,

    ab mera qus sir ye hai ki mera adsense account to already pehle wale gmail i’d subhams4646@gmail.com se create kiya hua hai, and ab mai agr apne dusre channel “KTech Shubh” ka monetization karunga jo ki dusri gmail i’d skiduniya93@gmail.com se connect hai to adsense account ke liye kis i’d se mai karu?

    phle wali i’d se : subhams4646@gmail.com

    ya

    skiduniya93@gmail.com

    ?????

    i m waiting for ur reply sir

    • Aap different details se apply karo koi problem nahi hogi.

      • Sir thora explain karke bata dijiye to bht hi helpful rahega mere liye. and mai kis i’d se adsense account ke liye apply karu

        • Aap different email, name and address ke sath apply karo.