Abhi google ne adsense blog par “Dangerous or Derogatory Content” policy update ka announcement kiya hai. Isme kya kya updates huyi hai, is sabki jankari is post me details se hindi me share ki gayi hai. To chalite jante hai google adsense new update ke bare me.
Google adsense top advertising program hai lekin iske rules bhi bahut strong hai, aapki ek galti se aapka adsense account suspend, block ho sakta hai.
Isiliye google adsense policy, terms and rules ko achhe se padh aur samajh le taki aapko aesi koi problem na ho.
Google Adsense New Policy Update in Hindi 2024
Google adsense dangerous or derogatory content update users, publisher, advertiser sabke liye important hai. Carefuly read kare.
Dangerous or derogatory content update:
Google adsense apne users ki freedom me believe karta hai aur dangerous and derogatory content allow nahi karta hai. Google in nimn type ke content par ad allow nahi karta hai.
- Khud aur dusro ka nuksan karne wala warning content.
- Kisi person ya person’s group ko harasses, intimidates or bullies content.
- Ethnic origin, religion, disability, age, nationality, veteran status, sexual orientation, gender, gender identity, or other characteristic content.
Yaha main aapko example de kar samajha deta hu.
- Real life me kisi vyakti ko dhamki dena ya fir use attack karne ke liye bulana.
- Advocating suicide, anorexia, or other self-harm.
- Kisi ko abuse karne wala harassment content.
- Aesa content jo kisi person ke liye pure social ke people ko ye believe karati hai ki wo vyakti nafrat ke yogy hai.
- Hate groups or hate group paraphernalia ko promote karne wala content.
- Kisi aur ki family ki dukhd ghatna ke bare me btane waal content, jabki wo us family ka member nahi hai.
- Terrorist groups and terrorist acts ko promote karne aur terrorist attack ko celebrate karne wala content.
In sabhi type ke content par google adsnese ads allow nahi karega. Jis site par aesa content hai aur pahle se adsense aprpvoe hai to unka adsense account bhi band ho saka hai.
I suggest you, agar aapki site par aesa koi content hai to aap use abhi delete kar de aur future me kabhi aesa content share na kare, ye adsense hi nahi hum sabhi aur humare samaaj ke liye bhi dangerous hai.
Agar aapko adsense policy ki aur jyada jankari chahiye to ye posts padhe,
- Google Adsense Content Policy Violation – Full Guide in Hindi
- Google Adsense Ke Policy Violation Se Bachne Ki 10 Best Tips
Mere hisab se google ne ye bahut achha kiya hai, aap kya kahte ho, apne khyal comment box me share kar sakte hai, aur ho sake to is post ko share bih kare.
Bhavesh Patel
Hello Sir,
sir mere 2 saval hai,
1.mere blog me Adsense ki ads show hona bandh hogai hai. esa message show hota hai ki “The number of ads you can show has been limited. For details, go to the Policy center”.
please sir bataye ki kab mere adsense me ads fir se show ho sakte iske lie kya karna chahie?
2. kya koi alternative ads programme hai jo me temparary use kar saku?
जुमेदीन खान
1. per page 2-3 ad hi use karo.
2. nahi, adsense hi best hai.
Kishor Futane
Accha amendment laya hai Google. Published karne ke liye Dhanyawad . Muze ek advice chahiye. Muze Hindi blog shuru karna hai. Mera Gmail 3 saalse mere nick name se hai. Agar online kuch kamate hai toh kya dikkat aa Sakti hai? Kyo ki bank account mere original Naam se hai. Plz!
Jumedeen khan
No problem, aap chahe to gmail profile ka name change kar sakte hai.
Chaudhary anil jaat
Google ne ye bahut achhi policy update ki hai
Bhavani
Bhai G Mera YouTube channel bane 3 year ho Gaye h
Lekin mere Subscriber AB gain hone lage h
To kya Mera watch time purA hone pr mai AdSense apply kr Sakta hu
Kya AdSense approve hoga
Jumedeen khan
Aap last 12 month ke subscribe aur watch time count karo.
MANISH
Sir blogger me maine custom domin add kiya hai tabse adsense ka add show nhi ho raha hai usse पहले होता था
Jumedeen khan
ustom domain ko adsense me add karo.
Ankush Ekapure
Acchi update di hai apne google adsense ki isse new blogger jo samjte hai aur aise content likhte hai unhe vaqt rhte iske bare me pta chal jayega
Raj Bhardwaj
Bohot hi Zabardast Jankari apke dwara, Read karke bohot acha lga.. aise hi lage rahiye 🙂
Hindime
गूगल एडसीन की ये पॉलिसी यूजर और समाज दोनों के लिए अच्छा है। ऐसे कंटेंट जिनसे किसी को दुख हो या समाज को गलत संदेश जाता हो,को पब्लिश करने से रोकना बहुत ज़रूरी है।
ये जानकारी आप ने हिंदी में पोस्ट कर के बहुत अच्छा किया ।ऐसे बहुत सारे ब्लॉगर जिनके ब्लॉग पर ऐसे पोस्ट हैं वो वक़्त रहते अपने पोस्ट को डिलीट कर लेंगे।
Sharuf Khan
thanks sir ye update dene ke liye, aapki help se hi hum apne account ko safe rakh sakte hain.