Google Adsense Se Low Earnings Hone Ki 5 Badi Wajah (Big Reasons)

Google AdSense cost per click par kaam karta hai or AdSense CPC up down hoti rahti hai jiski wajah se hum humesha fix income nahi kar sakte but kuch big reasons main karan ki wajah se AdSense advertisement se low earnings hoti hai or CPC $0.02 tak ho jati hai. Aaj main aapko AdSense se low earning hone ke kuch bade karan bta raha hu. Aap in issue ko fix karke AdSense CPC, RPM and CTR boost kar sakte ho or apni site par Adsense Revenue Increase kar sakte ho.

Google Adsense Low Earnings Big Reasons

Bahut se blogger AdSense low earnings ki wajah se pareshan hai or bahut se blogger good earning na hone ke karan blogging ko alwida kah chuke hai. Actually, iski sabse badi wajah hoti hai humare google AdSense ke bare me sahi jankari nahi hona or jiske bare me hume basic information tak nahi hogi us field me humara fail hona fix hai.

Main kafi bloggers ka review kar chuka hu mostly blogger AdSense se achhi earning nahi kar pa rahe hai. Isi matter ko le kar aaj main ye post likh raha hu or aap sabhi ko kuch aesi waja hbta raha hu jiske karan aap AdSense achhi kamayi nahi kar pa rahe hai. Mujhe ummid hai isse aapki AdSense low earnings wali problem solve ho jayegi.

Yahaa par btaye gaye reasons ko aap apni mistake ki nazar se bhi dek hsakte hai. Aapko ye galtiya fix karni hai tabhi aap google AdSense se achhi earning kar paoge.

In 6 Reasons Ki Wajah Se Adsense Se Low Earnings Hoti Hai

Main already AdSense earning increase karne ke bare me articles likh chuka hu aap ek bar humare AdSense category wale dusre articles bhi jarur padh le.

1. You Don’t Have Enough Traffic:

Maine kei bar dekha hai ki new AdSense publisher ko earning karne ki jaldi lagi rahti hai or jaise hi uska AdSense approved ho jata hai wo sabkuch chord kar sirf AdSense se kamayi karne ke bare me sochna shuru kar deta hai. Aesa maine bahut se blogger ke sath dekha hai. Ye ek bahut badi galti hai or kisi bhi blogger ke blogging career ka the end kar sakti hai.

Jab aapke pas traffic hi nahi hai to aapke ads par click kaise honge. Lagbhag 5,000 daily traffic tak AdSense se good earnings ke sapne mat dekho. 5000 traffic hone ke bad hi aap AdSense se achhi earning kar sakte ho. So isse pahle aapko sirf or sirf content likhne or blog ki traffic badhane par dhyan dena hai.

Jab aapke blog par high traffic hoga to aapki click through rate CTR bhi better hogi. Average CTR to btana mushkil hai but 5 thousand traffic hone par AdSense CTR 1.5 to 3% tak ho sakti hai. Iska matlab aapko pahle kuch traffic ki jarurat hai. Agar aapke aps achhe visitors hai to hi aap AdSense se enough money earn kar sakte ho.

Agar aapko low traffic par AdSense se jyada earning karni hai to aap humari Low Traffic Par Google Adsense Se Adhik Earnings Kaise Kare post check kare. I hope isme btaye gaye tariko se aapki problem solve ho jayegi.

But principal rule yahi hai ki AdSense low earnings ki problem ko 100% jad se khatm karne ke liye aapki site par pryapt traffic hona jaruri hai.

2. You’re Write on Low Paying Niche:

Google AdSense low earnings ka ye bhi ek bada reason ho sakta hai. Aap jis niche par blogging karte ho ho sakta hai us parAdSense kam pay karta ho. Jab aap low paying niche par content write karoge to simple hai aapke content par low paying ads show honge jinki CPC bahut hi kam hoti hai.

Examples, Game ek aesa niche hai jis par AdSense bahut kam pay karta hai or per click par sirf $0.01 to $0.03 tak hi milta hai. Halanki kuch web based games par ye high ho sakti hai but mostly ye niche low paying hi hota hai. Gaming site par AdSense se good income karna bahut mushkil kaam hai.

Agar aap ek game blog run karte hai to aapko tension lene ki jarurat nahi hai .Aap amazon, flipkart jaise kuch Affiliate Marketing Program join kar apni low earnings ki problem ko solve kar sakte hai. Affiliate program bhi google AdSense ki tarah blogging se earning karne ka best source hai.

Agar aap nahi jante ki blog par affiliate program se kamai kaise ki jati hai or aap is bare me guide chahate hai to aap humari affilaite marketing se related posts read akr sakte hai.

3. Your Ad Units Have Low Click Through Rate:

Maine first me hi btaya tha ki AdSense pay per click par work karta hai or har site ya content par click through rate ke anusar ads show karta hai. Agar aapki site par High Paying Ads Show nahi hote hai to ye bhi low earnings ka main reason ho sakta hai.

In simple words, sidhe shabdo me kahu to jab aapki site par show hone wale ads par koi click nahi karta to aapki click through rate down ho jati hai or fir google aapki site apr high paying ads show karne ki jagah low paying advertisement show karne lag jata hai.

Yani AdSense se better earning ke liye aapki site par CTR ka better hoa jaruri hai. Iske liye aapko kuch jaruri bato ka khyal rakhna hoga. Also read – Google Adsense Me CTR Kya Hai, Click through Rate Increase Kaise Kare.

Follow below steps and solve your low earnings problem:

  1. Choose best ad sizes.
  2. Site par per page 2 – 3 ad unit se jyada ad add na kare.
  3. Jis place par clicks kam milte ho waha se ad remove kare.
  4. High impressions or low clicks wale ads ko remove kare.

Adsense CTR increase karne ke liye aap per page 2 ya 3 ad unit se jayda use na kare or jis place par aapko kam clicks mi lrahe hai waah se ad ko remove karke right palce apr ad lagaye.

Adsense ad placementsahi se kare or best ad size ke ad unit istemal kare. Mostly ye ad sizes best hote hai. Kabhi bhi ek se jayda 300×600 ya koi or large size ka ads istemal kare or ho sake to large ad istemal karne se bache kyuki ye load hone me jyada time leta hai.

  • Responsive ad unit (Recommended)
  • 300×250 – Medium Rectangle
  • 336×280 – Large Rectangle
  • 468×60 – Banner Ads
  • 728X90 – Leaderboard
  • 970×250 – Billboard

Halanki main is bare me already kei article likh chuak hu so mujhe is bare me details se btane ki jarurat nahi hai. Aap AdSense placement ki full informationk el iye ye content read akr sakte ho.

Agar aapko AdSense low earnings problem ko solve karna hai to aapko AdSense ads kis place par lagana better hota hai, kis size ke ad se achhi performance milti hai, per page kitne ad lagana better hai and AdSense policy violation ki jankari hona jaruri hai.

4. Your Experiment with Ad Stile:

Google AdSense default style generally good work karti hai but ise apni site ke design ke anusar change akr liya jaye to hume better results mil sakte hai. Some newbie AdSense publisher ki ye 2 sabse badi galti hoti hai.

  1. Ad style feature ka istemal na karna.
  2. Ad style feature ka istemal kar ke ad ko site content me hi mila dena.

Maine bahut se blogger ko dkeha hai jab unhe ads style option ka pata nahi hota to wo simple and default ad style istemal karte hai magar jaise hi unhe iske bare me thodi bahut jankari milti hai ow bina kuch soche ad ko itna design kar dete hai ki wo unke blog content me hi match ho sakta hai.

Actaully ye dono tarike galat hai. Google chahata hai ki user ad ko ad samajh kar hi click kare so ad style ko itna customize karo ki wo aapke content se match na ho or user ko aasani se pata lag sake ki ad kya hai or content kya hai. Iske alawa bhi ads style feature ko istemal karne ki kuch or bhi tips hai jinhe aap follow kar sakte ho.

Customize Your Ad unit Styles:

  • Do not use border.
  • Set URL color black (If possible).
  • Make link color matched your content links.
  • Use image and text both type ads.
  • Make space 10px to 20px content or ads

Ads unit par border ka istemal na kare, h osake to URL color black hi rakhe, ad link ka color aap apne cotent link se match kar sakte ho, mostly image / text ad unit ka hi istemal kare, content or ad unit me 10px t0 20px ka space hona chahiye taki user ko content and ads me difference dikhayi de or wo ad ko ad man kar hi us par click kare.

5. Make Sure Your All Ads Work Correctly:

ye google AdSense low earnings ka sabse bada reason hai or lagbhag 70% new publisher se ye mistake hoti hai. Bahut se blogger ko kafi time se low earnings ki problem hoti hai but mostly wo ye kabhi check nahi karte ki unk isite par AdSense ads proper work kar rahe hai ya nahi.

Actually, aapke blog ki template ya aapke wrong ad placement ki wajah se ad unit sahi se work nahi kar pata. Aapko ye check karna hoga pata karna hoga ki aapki site par sabhi ad unit proper correctly work kar rahe hai. Mostly aapko ye problem ho sakti hai.

  1. Your ad don’t work good all devices.
  2. Your ad don’t show proper.
  3. Your ad show slowly.
  4. Your ad don’t fit with content.

Sabse badi problem hai ads ka sabhi devices me proper work nahi karna. Aapko ye achhe se check kar lena chahiye ki aapki site par AdSense ads computer, laptop, tablet, mobile and other all devices me sahi se open hote hai ya nahi. Iske liye aap apni site ko different device me open karke dekh sakte hai.

6. Which Size Ad unit Best for Me:

Advance guidelines: Aapke is sawal ka jawab bhi hai mere pas iske liye aap google analytics ka istemal kare jo aapko btayega ki aapke lyie kis size ka ad better rahega. Sabse pahle aap google AdSense ko google analytics se connect kare. Uske bad google analytics ko open kare or ye step follow kare.

Go to analytics >> Audience >> overview and select Screen Resolution and see results: Yaha par aapke samne wo sabhi screen sizes show honge jinme aapki site open ki jati hai. Example ke liye aap ye screenshot dekh sakte hai.

Screen resolution

Google analytics ki is report se aap easily pata kar sakte hai ki aapki site sabse jayda kis size ki secreen wale device me open hoti hai. Ab aapko ye btane ki jarurat nahi hai ki aapko kis size ka ads istemal karna chahiye. Mere hisab se itna to har koi samajh sakta hai ki use us  size ke hisab se ad lagane chahiye jis size ki screen par site ko jyada open kiya jata hai.

Iske liye aap ad unit ko target kare or sabhi ad unit ki performance check karte rahe ki sabhi ad unit proper work kar rahe hai ya nahi. Iske liye aap custom channel ur URL channel ka istemal akr sakte hai.

Finally, low AdSense earnings ke ye five big reasons hai jinki wajah se aapko low earnings ki problem ho rahi hai. I sure agar aap in problems ko solve kar longe to 100% aapki AdSense revenue increase hogi. Ye article aapko pasand aaye to aap humari AdSense se realted or bhi post check kare achhi jankari milegi.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (84)

  1. Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

    demo comment

  2. Avatar for kumarkumar

    hello sir mere blog par daily 2.5k traffic h. me total hindi me post me likhta hu or hindi keyword hi use kar rha hu. mujhe daily 15-20 click bhi mil rahe h lekin cpc $0.01 h is vajah se earning bilkul low h mujhe kya karna chahiye kya aap blog par visit kar bta sakte h.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iska reason hai aapki site fully hindi site hai. Aap post content me keywords ko english me use karo CPC badh jayegi.

  3. Avatar for Saif AliSaif Ali

    sir meri interest tech me hai jaise smartphones ke baare me windows ke baare me adsense ke baare me affilate marketing ke baare me youtube ke baare me or apps ke baare me etc jo ki tech se hi related hai or saath hi success stories me bhi jaise snapchat ka idea kaise aya whatsapp ka idea kaise aaya kya ye ek multi blog hai ya ek niche blog hai or aisa apne blog me likhna thik hoga ya nhi

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Yes likh sakte ho.

      • Avatar for Saif AliSaif Ali

        sir toh en sab ko likhne ki wajah se mere blog ko mutli niche blogging kaha jayega ya niche blogging kaha jayega

        • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

          multi niche.

          • Avatar for Saif AliSaif Ali

            sir toh mujhe ek niche blogging banane ke liye me sirf smart phones,windows or apps ke baare me likhu toh WO ek niche blogging keh layega

          • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

            Yes. Aap sirf technical topic par likh sakte ho.

  4. Avatar for Abhishek kumarAbhishek kumar

    Sir mera ek question h ki Hindi bloggers keyword tool ka use Kaise Kare kyoki isme Hindi ke liye keyword show nahi karta h

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Keyword aap english me hi use kar sakte ho.

  5. Avatar for nitesnites

    Jumedeen ji yadi sirf blogger post me hi ad lagaye to cpc kya effect degi

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Kam ad lagoage to CPC jyada hogi.

  6. Avatar for BHAVANI SINGHBHAVANI SINGH

    sir mera naam BHAVANI SINGH hai
    from nagaur Rajasthan
    aap bhi Rajasthan se hi ho to mai apse puchna chahta hu ki mere Adsense account me Swift code me konsa code dalu agar mere Swift code nahi hai to apna najdiki Swift code kaisepata kare

    sir please apna najdiki Swift code kaise pata kare ataye sir

  7. Avatar for rahulrahul

    sir agar AdSense ka account deactivate ho jaye to use dubara activate kaise karvate hai?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes but new details se.

  8. Avatar for Shailesh chaudharyShailesh chaudhary

    Hello Bhai
    Mere blog kuch din pahle 5 minute ke liye down ho gya tha. Uske bad Blog par AdSense so hona band hoga. Fir maine naye Adsense Code Generate kiye aur Blog par lagaye. But ab keval Blog par Sychronous (Non-Resposive) ads hi show kar rhe hai. Pahle Asychronous (Resposive) ads show karte the. Iske sath Google Related width bhi nahi show kar raha hai. jiske wajah se Blog ka rank aur Traffic dono kam ho ja rha hai.

    Aap batao ab mai kya kar sakta hu.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap fir se asychronous type ke ad unit create karo or blog me add karo show honge. New ad unit banane ke bad use show hone me 5 to 20 minute lag sakti hai. Second AdSense ka koi mail aaya ho to mujhe dikhao.

  9. Avatar for SandeepSandeep

    Dear Jume Deen Bhai,

    Apki blog par aaj hi Google ke through aaya hu. Apki safalta par badhai. Sirf ek question hai ki aap ka blog Hindi script me kyo nani hai? Roman Hindi se sayad pure Hindi ki script padhne me bhi aasaan hogi hum readers ke liye. Aur Adsense bhi ab Hindi ko support karta hai? Thank you.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Welcome Sandeep. SMI par aapka swagat hai. Actually maine hinglish me starting ki thi ab mere pas india ke alawa other country se bhi traffic hai. So hindi font me nahi likh sakta.

      • Avatar for SandeepSandeep

        Thanks for reply. To kahene ka matlab ye hua ki SMI ke dusre desho ke pathak Roman Hindi to pad sakte hai aur samaj sakte hai par Hindi script me likhi hui Hindi nahi samaj sakte?

        All the best.

  10. Avatar for Gautam NagrajGautam Nagraj

    Hello Sir,
    Maine google keyword planner tool use kiya tha or usme kuchh blogging or online money making keywords search Kiye the lekin muze bohot kum CPC dikha raha tha or keyword bhi zyada nahi the, to ek hindi blog CPC ke zariye kaise earn kar sakta hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap earning ki jagah blog content likhne or traffic badhane par dhyan do. Hindi blog par CPC kam hi hoti hai.

  11. Avatar for ParvejParvej

    me naya blog banane ke bare m soch rha hu bhai kya tum bta sakte ho ke google AdSense ko kitne dino me aktevat kar sakte h or blog se first month me kitne kamaye ho sakte h ? or jo ₹ google deta h vo sede bank m aate h ya chack k duvara. me new user hu margdarshan k leye aap ka saat cahta hu .

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Jab aapke blog par daily traffic 500+ ho jaye tab apply karna.
      2. Kitne bhi kama sakte ho aapke upar hai.
      3. ha direct aapke bank account me aayenge.

  12. Avatar for NITESHNITESH

    Jumedeen ji google anayltic aur adsemse ad click ko sahi tarh se track nahi kr pane ka kya karn ho sakta hai jaise ki AdSense me 10 click show ho rha hai aur analytic me report bnane pr 7 ad click show ho rha hai ise fix krne ke liye kya krna pdega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Analytics google AdSense ko correctly track nahi kar patai. Mujhe ummid hai google team jaldi hi iska solution nikalegi.

  13. Avatar for Amit VelekarAmit Velekar

    Sir aapka ye blog hum jaise new blogger ko bahut madat karta hai. Please post me keyword kaise target karte hai bataye.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Thank you amit maine is bare me kei article likhe hai. Like.
      1. post title me keyword use karo.
      2. post url me keyword use karo.
      3. post first, second, last paragraph me keyword use karo.
      Aapk pas WordPress hai yoast SEO plugin use karo wo isme help karta hai.
      Baki jankari ke liye humare SEO related content read kiya karo.

  14. Avatar for Matloob AhmadMatloob Ahmad

    Sir mere YouTube channel per page views hai but earnings nahi hoti.
    Please help me, Mai earnings kaise increase karu.

    Page views 79,211
    Impressions 10,137
    Clicks 1046
    Page rpm $0.12
    Impression rpm $0.91
    CTR 10.30%
    CPC$0.01
    Total Earnings $9.24

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Earning to aapki ho rahi hai bas CPC low hai. Iske liye aap video title and description me keywords ka istemal kiya karo.

    • Avatar for satendra singhsatendra singh

      SIR MERA ADSENSE HOSTED BATA RAHA HAI AISA KYO SIR

      • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

        Kyuki aap sirf blogspot.com blog ke liye AdSense create kiye ho.

  15. Avatar for ShubhamShubham

    Bhai yesterday mera all time ctr 10% hogaya tha kaya bhai mera google AdSense account baand ho jayega.agar nahi toh bhai AdSense ke account ko invalid activity she kaise bachaye air nahi today meri ctr 9.8% hai toh mai kya karu Maine apne blogger se ad ko disable kardia hai.please help bhai ek our request bhai me AdSense ke bare me much nahi janta hu.

    • Avatar for ShubhamShubham

      Bhai mere website ke home page pe 3 ad page huye hai 1 side me aur 2 post me show ho rage hai bhai aap meri website me Jake check karke batana ki mujhe kaha par ad lagane chaiye please.

      • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

        Main ad placement ke bare me kei post likh chuka hu wo read karo or blog ki template change karke custom template istemal karo.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapke blog par uniqu clicks hote hai to no problem. Aap blog par trafficc badhao.

  16. Avatar for RAMESHRAMESH

    Is post mein bahut kuch sikhne ko Mila hai. Thanks sir

  17. Avatar for अमित कुमारअमित कुमार

    आपके द्वारा बताये गये Google Adsense की ये जानकारी अच्छी लगी पर मुझे Google Webmaster Tool Use करना नही आ रहा है उसे कैसे इस्तेमाल करें

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Uske bare me bhi main articles likh chuka hu aap search box me “Google Webmaster Tool ” likh kar search karo usse related post mil jayegi.

  18. Avatar for sunil bhatsunil bhat

    sir g mare blog me AdSense ke add nahi lage 2 bar disapprove ho gaya hu kya kru aph mare blog ko check kare aajkipathshala.blogspot.com aur please muge bataye maine kya galat kar raha hu please help me blogger khan sahab…

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sunit site to sahi hai. Aap mujhe AdSense disapprove wala message dikhao dekhte hai google ne aapki site me kya kami btayi hai.

  19. Avatar for YashYash

    Sir, meri site ko abhi 1 mahina huva h, or meri site par 9000 pageview daily hotel hai, mene kuchh din pahle YouTube video se AdSense approved kiya hai, or meri site AdSense par Add kari h, AdSense par to site verified bata raha hai,, par site par add nahi show ho rahe hai…help

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yash site par ad tabhi show honge jab AdSense fully approved hoga. Aap fir se or sah ise AdSense par ad bana kar blog me add karo.

  20. Avatar for Deepak VaishnavDeepak Vaishnav

    Sir aapne jo post dal rakhi hai post ke bich me ads wali us ak coad se meri sari post me ads show hone lag jayenge kya

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      yes.

  21. Avatar for Sandeep kumarSandeep kumar

    Keep writing bro i am again return of back on your site.
    How are you

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Thank you man visit again.

  22. Avatar for niteshnitesh

    Jumedeen ji yadi hme apni blogger post me 4 ad dikhane hai to 4 new ad unit use krna theek hai ya ek hi ad ko 4 jagh use krna jisse cpc pr negative effect na pde

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Dono kar sakte ho but alag ad unit use karoge to jan sakte ho ki kis unit se jyada benefit mil raha hai.

  23. Avatar for AlokAlok

    sir mai apko jo bhi message kar raha hu wo show kyu nahi ho rahe … kya wo delete ho rahe hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Maine aapko mail send kiya hai check kar lena.

  24. Avatar for AsweenaAsweena

    Thank Your Sir I Will Wait

  25. Avatar for Anwar AliAnwar Ali

    Sir BLOGGER POST and FACEBOOK PAGE ke liye Jo image banate hai uski size kitni hoti hai. Maine banaya to aadhi show hoti hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Anwar mostly 600×300 size ki iamge banate hai. Aap blog par big size ki image show hone wali template use karo.

  26. Avatar for deepak sahoodeepak sahoo

    sir agar mujhe google se visitors nehi aye toh kya me paid advertise ki madat lekar visitor la sakta hun

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes.

  27. Avatar for PoojaPooja

    Plz Sir, koi free blogger theme suggest kro..jo SEO and AdSense friendly ho

  28. Avatar for amitamit

    thankyou, sir aap ka ye wala blog post bhi mujhe bahut passand aaya.

  29. Avatar for Ram ChoudharyRam Choudhary

    Hello bhai blogging cariore ke baare me janna chahta hu.apka number mil skta h kya

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap blog par blogging post read kar kare.

  30. Avatar for Pardeep sainiPardeep saini

    Sir meri site me ek error aya gya hai jis se site open nhi ho rhi hai pls open my website and give me solution of this error

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      cPanel me jao or file manager >> public_html >> wp-content >> plugins me ja kar “googleanalytics” ko delete karo fir site ko open karo ho jayegi. Agar aap ye na kar payo to hosting care me call kar len wo kar denge.

  31. Avatar for AsweenAsween

    Sir,old domain ko new domain par forward karneke baad show honeme kitna vqt lgta he kyoki jab me browser me apni site kaa name dalta hu to error 1016 aati he,or me jab search console me address change karne jaata hu vahaa 301 redirects confirm me ‘We couldn’t find any 301-redirect directives for your site’ yh massage show ho rha he

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aween domain ko forward hone me 24 hours tak lag sakte hai.

  32. Avatar for ankitankit

    mere me 100$ complete ho gaye hai aur maine account information add kar di hai ab iske baad muje kya karna hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bas ab kuch nahi karna hai next 21 tarikh ke bad aapko payment mil jayega. Account details or swift code sah ise check kar lena.

  33. Avatar for Deepak VaishnavDeepak Vaishnav

    Sir AdSense ke ads me hmesh post k bich me manually lagata hu esase koi problm yo nahi hogi na kl kisi ne mujse kaha ki agr esa karoge to tum blog krr diye jaoge

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi aesa kuch bhi nahi hai. But aap sabhi post me ek sath ad show karne wali trick use karo ot best hai. Kyuki isse aapko har ek post me ad lagane ki jarurat nahi padegi.

  34. Avatar for Sonu RajputSonu Rajput

    Bro . Mujhe Aapki Post Bahut Pasand Aai . Mujhe Aap Se Ye Janna Hai Ki AdSense Ne Abhi Haal He Mai Ek New Ads Lonch Kiya Hai Jiska Name *Responsive* Hai Or Text Ads Par Work Karta Hai .

    Or Maine Aapne Blog ki Har Ek post Par Text Ads lagai Hui Hai jinka Size 90*180 Hai .

    Kya Mai AdSense Ki New Ads Yani Ki Responsive text Ads ko sabhi post Mai lagai gai Old Text ads Par Replace Kar Sacta Hu Ya Nahi .

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sonu responsive size ka ad bahut time pahle launch hua tha. Yes aap laga sakte ho but sabhi post me ad code lagane ki jya jarurat hai. Aap ek abr me hi sabhi post me ad laga sakte ho.

  35. Avatar for Saurabh ThakurSaurabh Thakur

    Maine 20 din phle AdSense k liye aply kiya tha bt abi tk approval ya disapproval ki koi mail nhi aai. Jb aply kiya tha to AdSense se 1 email receive hui thi ki ” Your application has been successfully reviewed. Now you need to create your first ad unit and place the ad code.” Eske bad se koi b mail recive ni hui.

    Why?

    Please help me.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap ad code fir se create kar blog me add karo. Uske bad ad show hone lag jayenge.

  36. Avatar for yasir khan saqlainiyasir khan saqlaini

    new bloggers aur purane bloggers sabke liye bahut hi useful hai AdSense ki yah post

  37. Avatar for Neha khanNeha khan

    Hello sir main Blogging me new hu or i love Bollywood that why I’m creating a Bollywood Related blog..
    Sir pls aap mera blog dekho usmi keya kami hai muje btao
    Sir is me muje Aabhi daily 100+ traffic a rha 5post main 200+ a rha sir
    Sir main keya kru jisse mera traffic grow ho or mera blog aachi rank pr aai
    Sir aap mera blog promote krdo pls

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Neha aapka blog mere blog se related nahi hai. Aap apne blog se related blgo par comment karo or unke author se promote karne ki bat karo.

  38. Avatar for AsweenAsween

    Thank you sir,maine GoDaddy se old domain ko nye par forward to kar diya he,ab kyaa muje dusri koi setting search console,Adsense yaa analytics me karni pdegi

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi ab kuch nahi karna hai. New domain ki SEO setting complete kar lo. Use search console me add karo.

  39. Avatar for AmanAman

    Bhot achi post hai sir …future me insa allah use karunga…

    Sir ek swal hai

    Blogger me all post ke section me just comment count se pehle jo hota hai like …+1,+2 kabhi ,+7 ye hoti kya hai…sabhi post me alag alag hoti hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ye social share count hai.

  40. Avatar for AsweenAsween

    Adsense ke baareme bhut badhiya jaankari di aapne,Sir mere 1 swal tha ki humare purane domain ko nye domain pr redirect karneke baad kyaa purana vala domain bhi chalu rkhna pdega mtlb ki mera purana domain 2 month ke baad expire hone wala he to kyaa muje vh bhi update karna pdega.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      2 month me aapka old domain wala traffic new domain par aa jayega tab tak use new domain par forward kar do. sue renew karne ki jaurat nahi hai.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...