Adsense Me Apna Bank Account Kaise Add Kare Hindi Jankari

Google AdSense pahle Electronic Funds Transfer (EFT) and Check ke throw payment karta tha. but ab AdSense par direct bank account me money trasfer karne ki service available hai. ab AdSense ‘Wire Transfer To Bank’ service se direct aapke bank account me paise send kartya hai. iske liye bas aapko AdSense ke kuch simplate step follow kar ke apna bank account google AdSense se connect karna hai.

How To Add Bank Account In Google Adsense

In this post: is post me mai aapko google AdSense me apna bank account number add karne ke bare me guide kar raha hu. agar aap alleady AdSense se income kar rahe ho ya fir abhi aapne AdSense se payment recieve nahi kiya hai to aap AdSense par apna bank account add kar ke direct apne bank me payment recieve kar sakte ho. by the way agar aapko koi step samajh na aaye to niche commnet kar sakte ho.

Adsense se paise kamane ke liye website ya blog banani padti hai. fir us par AdSense ke ads lagane padte hai. agar aapke pas koi website nahi hai to aap humari Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye post padh kar agle 5 minute me apni free website bana sakte hai or use AdSense se connect kar sakte hai. AdSense account banane ke liye aap humari Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Puri Jankari post padh sakte hai.

Agar aap india se ho to AdSense ko india me approved karana aasan nahi hai. india me rahte huye AdSense approved karane ke liye aapko AdSense ke rules follow karne honge. maine AdSense approved ke bare me details se allready btaya hua hau. so mai yaha post ko lamba nahi karna chahata aap humari AdSense se related post padh sakte ho.

By the way is post me hume AdSense ko bank account se jodne ki bat karni hai. jisse aap apne bank account me direct payement hasil kar sako. to ab mai aapko iske kuch step btane ja raha hu. aap inhe dhyan se padiye. uske bad jab aapko puri tarah samajh aa jaye to follow kijiye. becoz money ka sawal hai so koi galati nahi honi chahiye.

Adsense account me bank account ko jodne ke liye aapko 2 important code ki jarurat padti hai. first IFSC or seconf SWIFT-BIC code. to chaliye mai aapko inke bare me bhi bta deta hu.

IFSC Code Kya Hota Hai & IFSC Code Kaha Se Milega

IFSC code aapki bank branch ka code hota hai. har bank ka apna IFSC code hota hai. aapka jis bank me account hai aap usse IFSC code pata kar sakte ho ya us bank ke costomer care no. par call kar ke IFSC code pata kar dakte ho. In my case mera bank account State bank of india me hai or meri bank passbook par meri branck ka IFSC code likha hua hai. ye lagbhag sabhi banko ki passbook me hota hai. aap apni bank passbook check kar sakte hai. ya fir customer care se pata kar sakte hai.

SWIFT – BIC Code Kya Hai & SWIFT – BIC Code Kaha Se Milta Hai

SWIFT – BIC code international money transfer karne ke kaam aata hai. iske liye aap apni bank ke custome care me call kare or unhe btaye ki meri international income jo ki dollar me hai aane wali hai. mujhe uske liye apni branch ka SWIFT code chahye. ya fir aap apni bank branch me ja kar bhi pata kar sakte ho. ya fir aap Ifsc Swift Codes website par ja kar bhi apni branch ka swift code pata kar sakte ho. agar aapki branch ka code available na ho to uske as-pass ki bank ka code use kar sakte ho.

Apni Branch Ka SWIFT – BIC Code Nahi Milne Par Kya Kare

SWIFT – BIC code local bank branch me available nahi hota hai. so aap apni bank branch ke najdeeki home branch jisme SWIFT – BIC code available ho use kar sakte hai. I mean agar aapki bank branch me SWIFT – BIC ki suvidha na ho to aap usi bank ke jo branch sabse jyada karib ho uska SWIFT – BIC code use kar sakte hai. iske liye aap bank customer care, bank branch or upar di gayi ifsc swift code wali site se pata kar sakte ho.

Aapko jaha se bhi SWIFT – BIC Code mile use ek bar apni bank ke customer care me call kar ke confirm jarur kar le.

Google Adsense Par Apna Bank Account Number Kaise Add Kare

Is post ko aage badhane se pahle mai man leta hu ki aap allready AdSense account rakhte ho or aapke AdSense account me 100 dollar se jyada kar balance hai. so ab aap AdSense se earn ki gayi apni income recieve karna chahate ho.

Option 1: 

Sabse pahle aap Adsense par ja kar log in kar lijiye.

  1. Right side me settings ke gear icon par click kare.
  2. Payments par click kare.

Go AdSense home and click gear icon

Option 2:

Ab Transaction history ka new page khulega. usme aapki Payable earning yani aap jitna payemt recieve kar sakte ho wo balance hoga. or uske right me how you get paid ka optin hoga.

  1. How you get paid ke samne Manage par click kare.

 

Transaction history

Option 3:

Ab is tarah new page khulega usme  Payment Settings ka option aayega.

  1. +Add a new payment method par click kare.

Payment Settings

Option 4:

Ab jo page khulega usme aapko apne bank account ki details bharni hai. yad rahe is form ko dhyan se bharba hai. warna details galat hone par aapko payment recieve karne me problem ho sakti hai.

  1. Apna name add kare. (aapka bank account name or AdSense payee name same hona chahiye. warna aapko payment nahi milega.)
  2. aapka jis bank me account hai. us bank ka name add kare. jaise state bank of india.
  3. Apni bank ka IFSC code add kare.
  4. Apni bank ka SWIFT-BIC code enter kare. (Iske bare me adhik jankari ke liye ye post padhe SWIFT BIC Code Kya Hai Apni Bank Ka SWIFT Code Kaise Pata Kare.)
  5. Apna bank account number add kare.
  6. agar aap chahate hai ki aapko aage bhi isi bank account me payment milta rahe to “Set this payment method as primary’ par tick kare.
  7. Sari setting ek bar check kar ke save par click kare.

Add new payment method Wire Transfer to Bank Settings

Bas ab aapka bank account AdSense me add ho chuka hai. ab har mahine ki 21 to 30 tarikh ke beech aapko AdSense payment karta rahega. jo aapko 5-7 din me mil jayega. jab aapka payment aapke bank account me aayega to bank se aapko iske bare me calll aayega. wo aapse puchenge ki aap ne ye paise kaise kamaye hai to aap unhe AdSense ke bare me btaye. uske bad wo aapke bank account me payment add kar denge.

I hope aapko ye article pasand aayega. or AdSense account me bank account number add karne ki problem clear ho jayegi. but fir bhi aapko meri koi bat samajh na aaye to comment ke throw apni problem mujhse puch sakte ho. comment ke sath post ke bare me 2 lines likhna na bhoole.

Reader Interactions

Comments (293)

  1. hello, dear jumedeen khan pleache help me AdSense problem he, solve kro plzzz, mere current earning AdSense me 25,000 hua he our me bank account add nhi kar parahahun,,,add new payment method par click kartahun to koi form dikhai nhi derahahe sirf aisa dikhai derahahe our kuch nhi
    Add a payment method(?) is question pe click karne par ye arahahe(The payment method option(s) are based on your country and currency settings.)
    Select a payment method
    Save
    Cancel
    sirf itna dikhai derahahe, koi form dikhai nhi derahahe. kya karu plzz help karo. our
    kaise add kar saktahun bank account. sare sabalon ka jawab do bahut badi meherbani hogi, our me jis jagah pe rahtahun wahake 400 kilometers ke aspas ke branch me bhi swift code available nhi he kya karu solve karo plzzzzzzzzzzzzzzzz.. har jagah puch puch ke thak gayahun check se kaise payment le saktahun ya phir paypal pe kaise le saktahun boliye…

    • Sarohj AdSense se aap sirf wire transfer ke throw payment le sakte ho.
      AdSense me bank account add karne ke liye aapke AdSense account me $100 earning or aapka address verify hona chahiye.
      swift code aapko us bank ka use karna ho jo aapki bank ke sabse pas me ho. iski jankari maine is post me di hai. SWIFT BIC Code Kya Hai Apni Bank Ka SWIFT Code Kaise Pata Kare

      • Sir Ji mera AdSense a.c verify bhi kardiya he mne mereghar pe AdSense verification code ayatha 1 mahine pahle our 100$ she jyada hi he payment . Our jab me add new payment method pe click kartehun toh bank a.c add karneka koi v form nhi arahahe sir plz help kro.. sirf save option arahahe koi form show nhi karrahahe kaise add karu bank a.c. me. Our mine apka post padh chukahun but me jaha rahtahun yahake pass Ke bank bank me kahipe bhi swifth code available nhi he. Kya karu

        • Aap mujhe facebook par iska screenshot send karo.

  2. Adsense earnings receive karne ke liye bank account me PAN Card attach karni bhi jaruri hota hai kya…?

    • Nahi pan card ki jarurat nahi hai.

      • SIR KYA KARNE PAR ME APNA BANK ACCOUNT ADD KAR SAKTA HUN AP SCREEN SHOT DEKHIYE OUR PLZZ JALDI THODA BATADIJIYE I AM WAITING YOUR REPLY URJENTLY MERA 4 SAL KA SAPNA HE ONLINE KAM KARKE PAISE KAMANE KA ABHI WITHDRAW KARNE KA TIME AYATO BANK ACCOUNT ADD NHI KAR PARAHAHUN.. PLZZ HELP KARIYE KAISE ADD KARPAUNGA BANK ACCOUNT

        • Saroj mujhe aapko koi message nahi mila hai aap fir se send kare.

  3. bro..Adsense par login nhi ho pa RHA hu kya karu

    • Log in karne par kya error aa raha hai.

  4. Sir mane google AdSense ko open kiya to jesa aapne apni post me screen shot laga rakhe h vesa nahi aa raha h to ma kya karu mane ye mobile me open kiya h kuch diffrent hi aa raha h

    • Desktop me open karo. or AdSense me aap bank account number 100 dollar hone ke bad hi add kar sakte ho.

  5. Hello sir; myself Pradeep Rajput and my bank account holder name is “PRADEEP KUMAR RAJPUT”. My question to you that how to add middle name [Kumar] on Adsense Payee Name. I want to do “EFT Service (Wire Transaction)” on my Adsense account but Payee Name is “PRADEEP RAJPUT” without middle name “KUMAR” And My Bank Holder Name is “PRADEEP KUMAR RAJPUT” With middle name.

    So; Can I Set this “EFT (Wire Transaction)” form

    Payee Name : “PRADEEP RAJPUT” Or “PRADEEP KUMAR RAJPUT”

    without my Google Adsense account disable.
    Please; solve my problem …… thanks

    • Adsense kuch location par payee name change karna allow karta hai. aap AdSense settings par jao or payee name me wo name set karo jo aapkebank account me hai. iske liye aap first name me pradeep kumar or last name me rajput likho. agar payee name change karna available nahi hai to aapko AdSense name ke hi bank account ki jarurat padegi.

      • Sir; Maine apna Adsense & Bank A/c check kiya hai, jiske Payment Setting me “SWIFT Code” sahi hai, but Bank ne bataya ki mera dwara dale gaye “SWIFT Code” [By Given Branch] 04 Years palhe Bank Head Office dwara Access hota tha, jo ab Active hai, lekin Access [No password] nai kar payenge….
        Bank ke es “SWIFT CODE” A/c me mera March & April ka Payment dikha rha hai….
        Bank se mujhe Naya accessible SWIFT CODE diya gya hai….
        QUE : Kya main Purane “SWIFT CODE” [Wire Transfer to Bank Payment Setting] Remove kar Naye “SWIFT CODE” dal Wire Transfer Form fill kar sakata hu……?????

        • Ha kar sakte ho.

          • Thanks Sir;
            But maine Google Forum [By Google Search] ke “All Surrounded by Problem User Problem Questions” ke/me pada ki Unke First Form Remove karne ke baad New Wire Transfer Form appear nai hua….
            —Form Remove karne par mera bhi New Form appear hoga or nahi; es reason ka koi solution bataye. @Why did this happen…!!

          • Sorry bro mai iski aapko gauranry nahi de sakta aap bank ke customer care me confirm karo.

          • Please; Given Any suggestion Sir;….
            QUE : Kya main Purane “SWIFT CODE” [Wire Transfer to Bank Payment Setting] Remove kar Naye “SWIFT CODE” dal Wire Transfer Form fill kar sakata hu……?????
            OR
            Any Second Method hoga; Jisse “SWIFT CODE” Change kr sake..!!

          • Kar sakte ho. Aap jo chaho change kar sakte ho. But ye confirm kar lena ki aap sahi code use kar rahe ho.

  6. kya hum weebly.com par banye gaye blog par bhi ad laga sakte hai ? or apne domain name ko isme redirect kar sakte hai.

    • Ha kar sakte ho.

  7. Sir Mujhe to IFSC code mila par Swift code Nahi mila. Mene SBI Customer Care ko call bhi kiya par Vo bole ki Aap jis Shahar me rahte ho vahan Swift code ki swidha nahi hai..
    Me jis Shahar me rahta hu vahan SBI Swift code nahi hai ..
    me kya karu.
    Please Help me.

    • upar post me maine swift code ki site btayi hai. usme check karo ki aapke city ke aaspas kis city ka swift code available hai. wo use karo.

      • A Bhai mera ghar Araria Bihar Hua…ye ek district hai… par Yaha pe Swift code ki swidha kahi nahi hai .. mene online aap Jo bataye check kiya par nahi hai….
        Araria ke 40-50 Kilometers bagal me Bhagalpur hai … Par WO dusra District hai…
        Mene SBI Account to Araria se Open kiya hai.
        Bhagalpur Jo dusra District hai .iska Swift code chal sakta hai…

  8. maine aone AdSense account me bank ka account add karne se pahle
    Configure self-hold

    Payment scheduleMonthly
    Increase payment threshold to US$
    0.00
    (Minimum $100.00)
    Hold my payment until
    (1 year maximum)
    Save cancel ye a raha hai
    add a new payment mathod kahi a nahi raha hai

    • Jab aapke AdSense account me 100 dollar income ho jayegi. tabhi bank account add karne ka option show honga.

  9. thanks mera hi name he or ek sawal AdSense ke account se hum kitne site pe ad laga sakte hai. manlo k 2 site ho to mera mobi site wapka mobi pe us me AdSense ka ad use kr skta hu me

    • Mujhe aapki puri commnet edit karni padi hai. aage se commnet ki spelling check karke commnet publish kiya karo. adsesne ke ads aap 2-3v site par laga sakte ho. wapka ke bare me mai aapko suggest nahi karunga. kyuki us par 50% copyrighting hoti hai.

      • thanks u aapne meri hepl ki Aapki site bahot achhi he sare articles nice .is site ka template achha he

  10. Sir mene apne jo AdSense ki add lagayi hai vo sahi hai ya nahi pls check karke batayega….

      • bank
        account name or
        AdSense payee name
        same hona chahiye ???

        agr dono me word ( spelling) ka fark pdata hoto

        jese kī adsene pye name me W he
        or bank account ke name me v

        to muje kya krna pdega? ?

        • Koi bat nahi name to aapka hi hai na. 1-2 spelling misktake ho to chal jati hai.

  11. Sir mai blog me login karane ke bad earning me jata hu waha par tin options diya rahata hai 1 sidebar aur post dono me ad dikhane keliye vaha par clik karke save kar deta hu leki mai jab dusare din login karata hu to o settings apane aap change ho jati hai aur o show ads only post me save ho jata hai sayad isi liye add nahi show ho raha hai batayiye kya karu agar aap apana whatsapp number de dete to mai vaha apse asani se bat kar leta.
    Please meri help kijiye

    • Mai whatsapp use nahi karta. jab aapke pascustom domain hai or aapka AdSense account bhi ban chuka hai bas active hona baki hai to aapko blog ke earning option par jane ki koi jarurat nahi hai. aapki site par ads kyu show nahi ho rahe. iska reason jald hi aapko mail me send kar dega.

  12. Sir mere pe AdSense ka email aya hai usme jaisa jaisa tha vaisa kiya but add show nahi kar raha hai.
    Kuch aisa email aya that.

    Your application has been successfully reviewed. Now you need to create your first ad unit and place the ad code on hindimehelp.cf to fully activate your account. Note that before your account is fully activated, only blank ads will appear on your pages. Once your account is fully activated, you’ll receive a confirmation email and begin to see live ads. Please don’t click on your live ads, even to test them — doing so isn’t permitted by the AdSense program policies.

    Sign in to Google AdSense to create your first ad unit and get fully approved.

    For further information, please visit the Your guide to adsense.

    • google AdSense par ja kar ads create kaero.l uske bad apne blog ke sidebar or apne blog ki sbase jyada popular post me ads lagao. yan iaapko sirf in do jagah par ads lagane hai. puri post me AdSense ke fully activate hone ke bad lagana. ads lagane ke bad 1-2 din me ads show hone lag jayenge.

  13. Sir mera blog pe AdSense Ka add kyu nahi show kar raha hai kya mai apna templet change kar do

    • aapke blog ki template allready better hai. change karne ki jarurat nahi hai. aapko AdSense ka approve ya review ka koi mail aaya hai to wo mujhe dikhao.

  14. Plz,jumeed help me
    Maine 10days se Google ka AdSense code mere blog me lagaya hai,lekin verification code abhitak Nai mila…Apto kah rahe the ki 2din me Google approval email mil jata hai.

    • Adsense aapki site par ads kyu nahi dikha sakta. aapki site me kya kami hai. iska aapko AdSense amil send karta hai or aap apne blog ki wo kami dur karke fir AdSense ke liye apply kar rahe ho. aapko 10 day se AdSense ne mail nahi bheja. iske 3 karan ho sakte hai.
      1. aapka AdSense account approved hi nahi hua hai.
      2. aapko mail aaya tha but aapse delete ho gaya hai.
      3. ya fir aapne site ka Url AdSense par sahi se add nahi kiya or ads code blog me homepage or post me add nahi kiye.

      • Mera AdSense approve ho gya hair,YouTube earning bhi start hai aur mera blog six month old bhi hai…plz ap ekbar mera blog dekh ke muje batayie isme kya kami hai.
        2)Muje AdSense ka mail mila tha lekin isme yeh batya gya ki apne AdSense ka code sahi Tarah she lagaya nhi hai iske bad Maine fir she code lagaya hai.plz ap check karke dekhona mera blog

        • Ok. aapko AdSense ne reason btaya hai ki aapne site par sahi se ads nahi lagaye hai to mai aapko usi ka soluvation bta raha hu. aap sabse pahle apni site ka template change karo or koi acha template use karo. jiske home page par puri post show na ho.
          aap fir se AdSense par jao or site management me se pahle se add sabhi ads delete kar do. uske bat apni site ka url add karo. uske bad AdSense par new ads banao or uske code ko copy karke apne blog par 2 jagah lagao. ek blog ke homepage par dusra blog ki us post par jis par sabse jyada visitors aate hai. homepage par aapko blog ke sidebar me ads lagane hai. uske bad 1-2 day wait karo AdSense aapki site par ads show karna shuru kar dwega.

          • Sir,Maine to blog ke sabhi post me AdSense ka code lagaya hai ise kasise remove karu?maine template bhi chang kiya hai kya ye vala template sahi hai?ap dekh ke muje batayie…plz2)AdSense ke web pe website kaise manage karte hair?

          • aap kisi ki bat mante nahi to to kisi se puchte kyu ho. aapse kisne kaha ki aap AdSense ke active hone se pahle hi sari post me ads lagao. bro plz AdSense ko mazak mat samajho. warna aapko AdSense ban kar dega or aap kabhi bhi AdSense use nahi kar paoge. aapki bahut si post me 200 words bhi nahi hai. jabki mai har post me kam se kam 1000 words post me use karne ko kahta hu. are 1000 nahi to kam se kam 500-700 words to use kar hi sakte ho. aapke blog ko 6 mahine ho gaye hai. but aaj tak aap is bat se anjan ho aysa nahi ho sakta. aap mere alawa dusre blogger ki seo se related post padhte ho fir janbujh kar galti kyu karte ho.
            abhi sabhi post me se ads code remove karo or sirf sidebar me or apni sabse jyada popular post me add karo. jab aapka AdSense account active ho jaye to kahi bhi ads laga lena.

          • Maine 1post aur sidebar me AdSense ka widget lagaya hai,plZ ap 1bar dekhke Chek kar lijiye kya ye sahi hair?

          • sahi hai ab AdSense ke active hone ka intjar karo.

  15. very…very useful information jume deen ji,
    aap kaafi mehnat karte ho…or ab aap ek professional blogger hi bn chuke ho..aapki posts bahot hi achhi or useful hai…
    thanks aap inti achhi achhi posts share krte hai apne blog pe jo ki bahot helpful hai….new bloggers ke liye

    • It’s my pleasure bro, nahi nahi abhi professional blogger kaha. abhi bahut mehanat karni hai.

  16. bhayi mene costomer me b baat ki wo bol rhe he aapke baranch ka available nhi to mene apne di he us site pe check kiya plz aap check kar ke mughe bata dijiye ki me kya dalu site pe check kar ke sbi me state-madhya predesh
    district-gwalior

    • maine post me jo site btayi us par jao or apni bank ka name>>state select karo. uske jo bank branch open ho. usme se jo bank aapki branck ke sanse najdeek ho uska code use karo.

  17. Sir swift-bic code ek hi hota hai ki alag alag hota hai .

    Sir mera site ek bar dekh lijiye sahi hair ya nahi
    Hindimehelp.cf

  18. ok bhai mujhe godaddy se contact karna padega… accha bhai aap aapke purane post ko phir se kese post karte ho…

    • post ki date change karke.

  19. sir hamare ytub vdo pe tags kese daalte hai vdo pe agar ho sake to iska article likh le aur mje apse 5 tips chahiye mere new vdo jo ytub par search result pe jldi aaye kynki new channel hoga to views0 honge to ispar muje starting ranking chahiye ho to kiya karna hoga mje tips de.

  20. sir ham agar wire transfer se money payout kare to hame tax to bharna nhi hoga jaise paypal me hota h waisa koi tax ka system to nhi hai is process me ye clear kre.

    • dollar ko indian rupee me convert karne ka charge lagta hai.