Mobile Site Par Adsense Page Level Ads (Beta) Kaise Use Kare

AdSense “Page-level ads ek new and innovative way hai jo aapko site ko monetize karne ke liye family ad formats ad offer karta hai. Is feature se aap apni site par pop up ads or sticky ads add kar sakte ho or apni AdSense revenue increase kar sakte ho. Is article me mai aapko page level ads ke bare me details me information bta raha hu.

New Page level ads

Aaj jab maine apna AdSense account open kiya to mujhe home page par “Monetize your content with innovative new ads format. Page level ads are optimized to only appear  when they’ll perform well for you. The provide a good user experience, and they’re easy set up too” message dikhayi dikhayi diya.

New ad formats: anchor/overlay ads and vignettes Kyo Use Kare:

  1. Page level ads se aapki AdSense earning increase hogi. Aapki site par agar mobile user jyada hai to wakai ye feature aapki income ko dugni kar sakta hai.
  2. Agar aap apni site par pop up or sticky ad lagana chahate hai to is format se aapka kaam ho jata hai.

Kya Page Level Ads AdSense ki per page 3 unit ads me count hote hai?

Nahi, is feature me already btaya hua hai ki “Don’t count towards your 3 ads per page limit” yani ki aap 3 ads unit use karne ke bad bhi page-level ads use kar sakte ho.

New page level ads features:

  • New ad formats: anchor/overlay ads and vignettes
  • Don’t count towards your 3 ads per page limit
  • Only display on mobile-optimized sites
  • Use the same ad code on all of your pages
  • Designed by Google with users in mind
  • Optimized to help increase revenue

Mobile Sites Monetize Ke liye Adsense New Page-level ads

Page level ads only mobile site ke liye hote hai or sirf mobile me show hote hai. Ye  type ke hote hai. Anchor/overlay ads & Vignette ads.

Anchor/overlay ads: ye ads sticky hote hai or mobile site ke niche show hote hai. User chahe to inhe aasani se dissmiss kar sakta hai.

Vignette ads: Ye ads full screen ads hote hai or mobile site ke bich me show hote hai. Ye ads page ko leave or enter karne par show hote hai. Jaise aap post me kisi link ko open karte ho to ye ads  show honga. Is ads me skip ads ka option hota hai. So user aasani se ads ko dissmiss kar sakta hai.

New ad formats anchor overlay ads and vignettes

Apni Site Par Adsense Page Level Ads (Beta) Kaise Enable Kare

Adsense.com par ja kar log ni kare or My Ads > Page-level ads beta par click kare.

Enable anchor overlay ads and vignettes

Jis tarah image me btaya gaya hai. Same wese hi aap AdSense par ja kar my ads > page level ads par click kar ke Anchor & Vignetter ke samne enable option par click kare.

Anchor & Vignetter enable karne ke bad aap niche dekhiye waha par Anchor & Vignetter ads code ko site par add karne ke bare me btaya hai.

Add the code for Page-level ads to your pages:

< > Get code” par click kar code copy kare.

Add the code for Page-level ads to your pages

Ab aapko ye code apni site or blog par add karna hai.

Blogspot: Agar aap blogger user hai to blogger dashboard > template > edit html option par jaye or <head> or <body> code ke bad code paste kare.

WordPress: Agar aap WordPress user hai to WordPress dashboard > apearance > editer > header.php par ja kar <head> ya fir <body> code ke niche code paste kare.

Test Page-level ads on your site:

Blog me page-level ads code add karne ke bad aapko ye pata karna hai ki ye work kar rahe hai ya nahi. Adsense ne iska bahut simple solution diya hua hai.

Aapko bta du ki AdSense ka ye beta version hai isme issue aa sakta hai. So ye kaam kar raha hai ya nahi check karna na bhoole.

Test Page-level ads on your site

Aapko sirf itna karna hai. Apni site ko mobile browser me is tarah open karna hai ki site ke url ke bad me #googleads likhna hai. Jaise https://www.supportmeindia.com/#googleads

Check Page-level ads to your pages

Ab agar code sahi work nahi kar raha hoga to yaha error show hoga or sahi work kar raha hai to ads show honge. Iske liye first aapko upar anchor option par click karna hai. Uske bad right side me vignettes par click karna hai. Uske bad aap apn isite ke kisi bhi link ko open kare. Pop up ads show hoga.

Agar aapke AdSense account me page lvel ads ko option available nahi hai t otohda wait kare kuch day bad aap bhi ye feature use kar sakoge. Ye har AdSense user ke liye enable hota hai. But isme thoda time lagta hai.

So agar aapke account me page-level ads format feature enable hai to aap ye guide follow kar sdakte hai or agar nahi bhi ha ito bhi aap ye information advance me sikh sakte hai.

Agar aapko AdSense page-levle ads ki ye jankari achi lage to ise dusre AdSense user ke sath bhi jarur share kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (167)

  1. Avatar for AnnyAnny

    Bhai
    Maine apne Blog par 600-1000 words ke Post likh rakhe hai.

    500+ words ke minimum kitne Article ke baad Adsense ke liye Apply kar skte hai?

  2. Avatar for PawanPawan

    Sir Maine page level ads use kiya hai mobile ke liye phir bhi mere desktop pe 6 ads aa rha hai is se koi problem hai kya please help me…

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      No problem.

  3. Avatar for krupalkrupal

    Error parsing XML, line 884, column 15: Attribute name “async” associated with an element type “script” must be followed by the ‘ = ‘ character.

    jab code past karta hu tab error aatihe

    or

    badhi past kartahu

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      No problem aap ad code ko blog ki kisi bhi widget me add kar sakte ho.

  4. Avatar for PradeepPradeep

    Sir Maine page level ad HTML me add kar diya hai but ad show nhi ho rhi hai koi pixel 340_420 mang rha hai aur zoom problem hai . please help

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Abhi google aapki site ka review karega uske bad ads show honge.

  5. Avatar for Debasish pandaDebasish panda

    sir,
    me mere blog par Adsense Page Level Ads ad kya hu me mera mobile par mere blog ki url ke sath #googleads
    type karke dekha but show nei ho rai hai.
    plz ap thoda mere blog visit karke botay ki ads work kar ra hai ya nei
    Thank you

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Page level ad work kar raha hai no problem

  6. Avatar for SantlalSantlal

    Great Great thanks Bro
    Aaj apki post read krke ads set kiye.
    Aap thoda check krke btana sb setting sahi h kya site pe.

  7. Avatar for ajay guptaajay gupta

    Nice post sir me ye post ke baare mr janana chahta tha
    Sir kya ye bina HTML me paste kiye kisi aur tarika se nahi ho Santa

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap code ko blog ki widget me add kar sakte ho.

  8. Avatar for RameshRamesh

    Hello sir, jab mein mobile pe ads test karta hu #googleads use karke tab ANCHORS ke niche “An anchor is being displayed. Users can simply slide the grippy bar to dismiss the anchor.” show hota hain. But jab mein VIGNETTES mein click karta hu toh “An interstitial is loading…If nothing happens try refreshing the page” show hota hain. Iska matlab kya hain Sir? Aur mein isko kaise thik kar sakta hu, kripaya kar ke bataye.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ramesh aapke blog par page level ad work kar raha hai. Aapke interent connection ki wajah se ad load hone me time lag raha hai.

  9. Avatar for ABDUL RAZIQUEABDUL RAZIQUE

    WordPress pe genesis them me ye option nahi h koi dusra tarika

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap kis option ki bat kar rahe ho details me btaya karo.

  10. Avatar for junaid siddiquijunaid siddiqui

    sir dashboard edit HTML me enter hone ke bad code paste kahan karna hai ..????

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap blogger ki widget me code paste kar do. Work karegi.

  11. Avatar for Harshad BataviyaHarshad Bataviya

    sir aaj jab mene mera AdSense acount open kiya to usme “Optimization” pe muje ek msg mila jo mene niche likha hai uska kya matlab hai…

    Add Page-level code to more of your pages
    Take full advantage of this new feature by enabling Page-level formats on more of your mobile site.

    Page-level ads only appear on the page when AdSense thinks they’ll perform well. Add the following Page-level code to more of your pages to increase the overall performance of ads on mobile.

    Copy the code below and paste it inside the tag of any page you want to show ads on. Place the same code just once per page, and AdSense takes care of the rest.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ye message page level ko use karne ke bare me hai. I mean AdSense aapse page level ad use karne ko kah raha hai.

  12. Avatar for Sanju DangarSanju Dangar

    Sorry sir aako baar baar comment karke pareshan nahi karana chahata tha but alag ala comment ho gyi

    Sir maine sitemanagement me sab domain me meri site ki link he use unverify karane se firse veryfi ho jati he to maine third party accesse me host to blog ko disebal kar diya sir isase meri site ki ads off nahi ho jayegi na or to dusari site ki link nahi he

    2 problem ye he ki maine post ke uper or niche ads ke liye templet me code add kiya tha or abhi page-leval ads code add karta hu but same err aati he

    (<script async src="//pagead2.googlesyndication.com/pagead/js)
    Isme err dikhati he (async src me se spece hatane se chali jati he par ads show nahi hoti kya karu pleas

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi koi problem nahi hai. Aap post se pahle or last me ek sath ads lagane ki trick use karo. Usse blog ke homepage par ad code show nahi hoga.

  13. Avatar for Sanju DangarSanju Dangar

    Thankq you so much sir ha vahi lagata he q ki jab maine aply kiya tha tab 6 month ho gaye the isliye blog me se approve ho gya he or site management me meri hi site ki link he domainvali vo veryfiy enabal he to disebal kar du sir?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap jis blog par ads dikhana nahi chaahte use delete kar do. but yaad rahe us par se ads code hata dena.

  14. Avatar for Sanju DangarSanju Dangar

    sir mera AdSense account ki nottifaction me ye massege aaya he
    (In the past 7 days, your ad code appeared a significant number of time on sites you don’t own. To avoid lost revenue, make sure to add any sites to your owned sites list in site management) iska matalab kya he

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapke AdSense account ke ad kisi or site par show ho rahe hai. Aap site management me check kar lo ki aapne waha site ka link add kiya hua hai.

  15. Avatar for AbhishekAbhishek

    very nice article on AdSense ads for mobile sites.

  16. Avatar for Rohit KumarRohit Kumar

    page level code toh mil gya hai lekin ke baad paste karne par template me save nahi ho rha hai ye msg aa rha hai ” attribute name”async” associated with an element type “script” must be followed by the ‘=” charecter

    aur jab async hta deta hu tab code save ho jata hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap blogger me koi bhi widget me page level code add kar do sahi work karega.

  17. Avatar for PratikPratik

    google AdSense approve ho gaya hei par ads keise show kate hei muje nahi pata plz tell me AdSense approve hone ke baad kya karna padta hei….

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap site management me apni site ka link add kar oor my ads par click kar ads banao or ads code blog par add karo.

  18. Avatar for vivekvivek

    bhai mere YouTube video ke ads par click ka 0.14$ milta hai .ye kaise badhega …Maine suna tha 1 click ka 1$ milta hai

  19. Avatar for vivekvivek

    bhai Maine YouTube se AdSense aprove karaya hai..bhai mai v jab apna AdSense account kholta hu to mere AdSense me Bhi notification show hota hai ..jaisa ki Aapne es post me bataya hai ..to mai use kaya karu .

    aapki ye post blogger ke liye hai .kaya YouTube ke liye kya karna chahiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Blogger ke liye hai. Agar aapke pas blog hai to aap bhi use kar sakte ho.

  20. Avatar for vivekvivek

    bhai mai jab apna YouTube Mob se dekhta hu .to Mob se kbhi ads show karta hai to Kabhi nhi yesa kue hota hai maine our logo ke Mob se chek kiya….yesa koi setting hai Jo karne se ads hamesa show ho

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ads humesha hi show hote hai. Kabhi kabhi khud ki video dekhne par ads show nahi hote hai. Ye koi proble nahi hai. Sabke sath aysa hi hota hai.

  21. Avatar for SakshiSakshi

    Hi,
    I activated the Google Page-level ads few days ago but nothing yet, I am sure things are going to turn out soon and i Think not all AdSense account have that feature for now because i have not yet seen the Page-level ad on it.

    Thanks for the info..!

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Wait some time page-level ads available flon your AdSense account. You can also contact me on mozedia.com

  22. Avatar for vivekvivek

    maine kal AdSense ke liye YouTube ko Aplly kiya tha aaj aprrov ho gya mai ye jaanna chahta hu YouTube video ka ads Mobile par YouTube video dekne par show nhi krta h kya

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      mobile me bhi karta hai. Aap chrome browser use karo.

  23. Avatar for sandeep kaushiksandeep kaushik

    hi bro thanks for this great post.

    bro aap mujhe btayenge ki ye text ad kaise lagate hai jo aapne lagai hui hai
    jinhke upar : ads by google: likha huwa aa rha hai
    aur jo aapne matter likha hai unhka naam aa rha hai jaise AdSense account, dowunload mp3 etc
    pls bro mujhe b ye ads lagani hi

  24. Avatar for PramodPramod

    WordPress ribbon theme me header.PHP me nhi mila only hi aa rha hai

  25. Avatar for irfanirfan

    Thanks buht ki bahtreen post likhe aap ne. google ne mujy jo code diya ose me ne convert krne ke bad head k niche paste kr diya or woh ab running me hn.
    Thanks

  26. Avatar for abhishekabhishek

    sir mene apni site pr AdSense ads lgaye hai earningkart.in pr but site open krta hu to mujhe AdSense Dns unlocker kd bhi ads shos hote hai

    pr mene sirf adsebse lyaga hai to ye dns unlocker ke bhi ads kyu show hote hai help .plz

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Mujhe aapki site par sirf AdSense ke ads dikh rahe hai. Or agar koi or ad hai bhi to wo aapki template me ho sakta hai. theme change karke try kar lo.

  27. Avatar for MYCMYC

    Ye Adsense ka naya ad feature hai jo recently lauch hua hai. Thanks for sharing so fast…great work

  28. Avatar for Harshad BataviyaHarshad Bataviya

    sir mene mere page par 3 content ads units aur 3 link ads unit lagaye hai to kya fir bhi me page-level ads laga sakta hu…. isse mere AdSense account me koi problem to nahi hoga na….

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ha laga sakte ho. Nahi page level ads per page count me nahi jode jate.

    • Avatar for HarshadbataviyaHarshadbataviya

      sir mene ke bad code past kiya lekin muje ye error aa rahi hai…

      Error parsing XML, line 6, column 15: Attribute name “async” associated with an element type “script” must be followed by the ‘ = ‘ character.

      • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

        Aap blog ki kisi bhi widget me code add karo. Error nahi aayega or ads bhi show honge.

        • Avatar for Harshad BataviyaHarshad Bataviya

          sir mene code add kar diya par jab me apne mobile me test karta hu to muje niche di gayi error aati hai….

          This paga cannot display anchor ads for the following reason(s)

          The current browser is not supported

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            Aap jis browser me site open karke check kar rage ho wo browser page level ad support nahi karta aap chrome me check karo.

  29. Avatar for SidSid

    Bhai jab me code apne template me add karta hu tab (Error parsing XML, line 1251, column 15: Attribute name “async” associated with an element type “script” must be followed by the ‘ = ‘ character.) dikhta hai, aapne bola tha body ke upar code dalna hai phir bhi esa dikhata hai mene google ka tutorial follow kia hai phir phi error,
    plssssssssssssss help kijiye bhai, mera blog blogger.com par hai, aur ye error kyu dikha raha hai???

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap code paste karte time code me se “async” ko remove kar ke setting save karo ho jayegi.

  30. Avatar for Aakash SharmaAakash Sharma

    Hello Sir, Aapka blog bahut jyada helpfull hai aur meri kafi problems ka solution mujhe aapke blog me mila… sir lekin dk chiz ko confuse hu that jab aapne apni site ko AdSense ke liy apply kiya to language me Hindi option diya ya fir english. because aapne hindi language. english spelling me use ki hai.. aap suggest kare ki AdSense me apply ke time kaun si langauge deni padegi?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Maine english select kiya tha. Aap english and hindi dono me se koi bhi select kar sakte ho.

  31. Avatar for Amit tripathiAmit tripathi

    Blogspot me add karme ke liye sidbar me kahi bhi , html code add kr de to bhi jo jaega…. Koi problem nhi h mai aise hi use kar raha hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi sirf head or body code ke bich me add kar sakte ho.

      • Avatar for Amit tripathiAmit tripathi

        Bro maine only sidebar me html code add karke kiya hai or test krke bhi dekh liya ye kaam kar raha hai.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Amit tripathi mere bhai google AdSense ise allow nahi karta or na hi mai aapko suggest karunga. Aap google page level ads help form check karo usme sirf head or body ke bich code add karne ke liye kaha gaya hai. Fir bhi aapki marzi aap chahe jaise kar sakte ho.

  32. Avatar for abdul qadeerabdul qadeer

    g han meri har lafz capital likhne ki adat ti phr mene apka ek comment read kya ta his me ap ne kisi reader ko bataya ta har lafz capital nhi hona chahiye us din se mene capital words use nhi kiye and lots of thanks br0 mujhe ap ki site ap bahut ache lagte hain

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Welcome bro.

  33. Avatar for abdul qadeerabdul qadeer

    dear pehle post k sath title ata ta but ab nhi ata bhai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapki kuch post search me hi nahi aa rahi hai. Aa google webmaster tools ki sabhi step follow karo. Or post me har word ke first character ko capital letter me likhna band karo.

  34. Avatar for Amit SainiAmit Saini

    bhai mere mozila firefox me koi bhi image ya ads show nahi ho rahe h kya karu setting bhi sab sahi h

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapke browser me do problem ho sakti hai. First firefox me ads blocker on hai. Second browser update nahi hai. Aap firefox ko fir se restart karo.

  35. Avatar for murarimurari

    sir mera hueman ka theme hai isko upload karne par next page ka option nahi deta hai safhi try kar liya hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Koi error message show hota hai to wo dikhao.

  36. Avatar for Abhinav ChaubeyAbhinav Chaubey

    jumedeen bro, mere blog hindiinternettricks.com me ek problem aa rhi hai jab se maine domain liya hai… mai site ko www ke sath open karta hu to khul jata hai par bina www ke kholne par godaddy ke page par redirect ho jata hu jaha kuchh is tarah ka msz dikhayi deta hai Welcome to hindiinternettricks.com
    This Web page is parked FREE, courtesy of GoDaddy.com.
    This Web page is parked FREE, courtesy of GoDaddy.com jabki maine redirect bhi kiya hai sahi tarah se plzz help kar do bhai..

  37. Avatar for SoniyaSoniya

    YouTube video create karne ke liye software kon sa use karte ho Aap?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ai video nahi banata but camtasia software maine use kiya hai. sabse better hai.

  38. Avatar for bhagirathbhagirath

    Bhai aap video auditing kon se softwer me kar the ho and aap video kese auditing kar the ho use upar post likhaye puri detel kese sathe

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      maine camtasia software use kiya tha.

  39. Avatar for abdul qadeerabdul qadeer

    Dear Ek Prob Ha ab Google me meri post k sath site ka title show nhi ho raha ha aor meri site search karen to site nhi ati balky meri posts show hoti hain kya Reason Hoga Aor ap k batane par men crawl error fix karta houn ab meri url daily indexed hrhi hai aor daily 1-2-3 error aty hain aor unheb fix karta houn kya sb thk ha ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap site ka link search karo site ka name bhi aa jayega. crawl error ko fix karne ke sath ye bhi check karo ki error kis type ka aa raha hai.

  40. Avatar for Abdul khanAbdul khan

    Assalamu alaikum bhai….bhai mene AdSense code direct code paste karke lagaya hai lekin..ab soch raha hun plugins ka istimaal karun..aap se ye information chahiye tha ki me apne WordPress site par plugins aur hard code dono istimaal kar sakta hun ki nahi…aur ek information ye chahiye tha ki…title ke neeche kaise add show krun apne WordPress site par..plz reply brother..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap direct code paste kar sakte ho or plugin bhi use kar sakte ho. menu ke niche ads mat lagao AdSense ise allow nahi karta. bro google me search karo. bahut sare plugin mil jayenge.

      • Avatar for Abdul khanAbdul khan

        Tha kyou bhai..Thik hai bhai me post title ke neeche ad lagane ke liye puch raha hun aap se…har post title ke neeche mujhe ad lagane ke liye kiya karna padega WordPress site me…plugins se hojayega ya bhai direct php file me jaake kuch krna padega mujhe…aur ek cheej mene menu ke upar header me ad show kiya hai waha par allowed hai ki nahi

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Ha aap menu ke upar widget me ads laga sakte ho. ad injection plugin se aap post ke title ke niche bhi ad laga sakte ho.

  41. Avatar for yashyash

    Sir, mera ek YouTube channel hai, jispe 9-10 video hai muje in par ads lgana hai…
    Par mera adsens dusre Google id se bana hai..
    Or YouTube channel alag Google email se bna hai..
    To kya me add laga skta hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha laga sakte ho. Aap AdSense ki email id change kar sakte ho.

  42. Avatar for Neyaz AhmadNeyaz Ahmad

    Khan bhai main abhi blog besik me thoda week hun aour aap ke sabhi post follow kar ke seekh raha hun bahut kuchh to mujhe aapke site par aasani se mil jaata hai magar kuchh cheejen nahi mil paati to aap se request hai ki ham new bloggers ka bhi dhyan rakhen thanks,

    aour bhai jaan mujhe ye puchh-na hai ki comments ka reply kahan se karen .

    aproval ke baad kaise comments ka reply karen , help me please

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bro aapko jo jankari na mile use comment me puch sakte ho. Aap bloggger dashboard > comment option me ja kar comment k reply kar sakte hai.

  43. Avatar for surendrasurendra

    bhai Maine pucha tha ki aap koi aise software ke baare me bataye jiski madad se me Hindi typing sikh saku..to aap ne likha ye post pade shayad usme link galat dal gayi he aap plz check kar lijiye or muje correct link dijiye….

  44. Avatar for vaibhav mishravaibhav mishra

    Jumedeen Sir, Mera Blog hindiblogguru.blogspot.in par 27 post hai lekin perday ke pageviews kewal 35 hi ho rhe hai. sir meri website ko check kare aur bataye ki site me kya problem hai jisse visitor nhi aa rhe hain.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      vaibhav mishra,
      aap apne blog par sirf wohi post share kar rahe ho jo pahle se net par hai. Kuch aysi post bhi share karo jo sabse alag ho. Fir dekhna traffic kaise badhta hai.

      • Avatar for vaibhav mishravaibhav mishra

        jumedeen ji, mere pass ek aur blog hai -victyoryaddas.com,.jisme contant saare unique hai lekin us par bhi 27 post hai aur visitors 35 hi aate hai,wo blog WordPress par hai,aap check kare aur kami bataye.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Aap jis blog ka link bta rahe ho. Actually us name se koi blog hai hi nahi. Plz don’t west my time.

          • Avatar for Shaikh muneerShaikh muneer

            Sorry bhai aaj aapki soche se mai bahut hi naraj hua hu. Ek successful blogger ko aise baat karte hue kabhi nhi dekh ho sakta hai aapne vaibhav ki site open nhi ki hogi mai usper visit kiya tha jiska url ye hai. aap bhi ek baar visit karke check karle.

            Bura lage to maaf karn mai aapko bhai manta hu isliye aapki galti bata raha hu.

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            Sorry shaikh but usne jo link diya tha wo na to open hua or na hi search me aa raha tha. But fir bhi i’m sorry.

  45. Avatar for SahinSahin

    Hai, mene kal AdSense ke liye apply kiya hai or mujhe “application has been successfully reviewed” message send kiya, me ads banane ke liye jab AdSense par jata hu tab ya message ata hai kya karun.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iske do reason hai.
      1. AdSense team aapke account me sahi information sahi show nahi kar pa rahe hai. Ye porblem 10-20 minute me automatic solve ho jati hai.
      2. Aapke interner connection me problem hai. Don’t worry ye temporary error hai.

  46. Avatar for Pavan choudharyPavan choudhary

    I am confuse about AdSense
    1 – me AdSense me my ads me ad create kar sakta hu. To kya mera account approve ho chuka hai ?
    2 – me ads create karke apne blog par laga deta hu lekin 4-5 dino tak my ads me ads unit dikhte hai fir gayab ho jate hai jabki aapne bataya tha to mene manage site me site ulr ad kardiya hai ky problem hogi ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Yes iska matlab aapka account approved hai.
      2. bro account approved hone ke bad AdSense account ko active karan hota hai. Uske kiye hume ads bana kar apni site par ads lagane hote hai. Uske bad AdSense team humari site ka review karti hai ki humar isite AdSense ke layak hai ya nahi. Uske bad hume iska message milta hai jisme AdSense ke activatehone ya deactivate hone ki information hoti hai. Agar aapke AdSense account par se ads gaya b ho rahe hai to iska reason ye hai.

      Jab hum AdSense par koi ads bana kar uske code ko kahi use na kare to wo 4-5 day me apne aap remove ho jata hai. Simple hai aap apni site par ache se ads nahi laga pa rahe ho.

      Solution aap apne blog par un page me ads lagao jin par sabse jyada traffic aata ho. examplu site ki popular post and homepage.

      • Avatar for pavan choudharypavan choudhary

        Mene 1 responsive ad header me lagaya hai, dusra responsive ad side baar me lagaya hai aur tisra post ke ander text/image 280×336 size ka aur 100×320 text ad lagaya hai .
        Koi suggestion ho to batao

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Aapne ads sahi lagaye hai. But agar aap sidebar me 300×250 or 300×600 size ke ads use kare to or bih better hoga.

  47. Avatar for Shibam KarShibam Kar

    Wow! It was a great post sir. Is post ko parke main apne site mein AdSense page level ads add karne mein kamiup hua. Thanks Again.

  48. Avatar for sonusonu

    Aapne bahut accha tarika se samjhaya hai Page Level Ads (Beta) ke baare me

  49. Avatar for Abhinav MishraAbhinav Mishra

    Hii bro, Mera Aapse Ek Question Hai, Jaise Aaj Maine Apna adsense Account login Kiya, Aur Maine Usme Finalized Earning Me O.49 $ Dekha. But Jb Mai Apna adsense Account Mobile App Se Open Karta hu To Usme Estimated Earning me 3$ Dikha Raha hai. to Mai Ye Samjh Nhi Pa Raha ki Ye Difference kis Liye Hai.

    Plz Help.
    Thanks

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ye internet connection problem ki wajah se hota hai. Adsense apps sahi earning nahi dikha pata hai.

  50. Avatar for surendrasurendra

    Mujhe Hindi typing sikhni he to kya pc me aisa koi software he.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ye post padho

  51. Avatar for Mohammad Farman KhanMohammad Farman Khan

    bhai yeh aapka ek widget hai “Most Popular Post” ka kya wo sahi mein popular post dikhati hai aapke blog ke ? Kyuki aapke blog pe kitne post ke 7 hour bhi nahi hote ki wo bhi popular post mein aa jate hai. Aur aapka ek post hai “smartphone kar sakta hai 10 kaam” iss post par kitne views huye hai ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ye widget latest popular post dikata hai. Yani last 24-48 hours me sabse jyada padhi gayi post. Bro new post karunga to mere reader use sabse jyada read karenge so wo top par to aayegi hi.

  52. Avatar for vikramvikram

    sir WordPress par blog banane ke kitne paise lagte hai

    sir aap ek baar mera blog open karke dekho …please mujhu batao ki mere balog me kon kon si kami hai jo mujhe dur karnhi hai …please sir

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      WordPress par aapko yearly 10000 pay karne padenge. Mujhe aapki site par koi kami nahi dikh rahi hai.

  53. Avatar for sunil bhargavsunil bhargav

    sir, blog ki templete pe jab click karte hai, to waha par 2 templete hoti hai ek to pc ki or dusri moblie ki, pc ki to thik hai lekin mobile ki templete me waha par AdSense error aa raha hai main use kaise thik karu and sir kya aapne meri templete thik kar di hai, plz mujhe bataye, maine jab usme about the author ki profile add ki thi to usme aapki profile add ho gayi thi, plz tell me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi maine nahi ki hai. Aap is post me btaye step ache se follow karo fir bhi koi error aaye to w oerror mujhe dikhao.

  54. Avatar for rehanrehan

    mai jab apni site open karta hu to ye likh k aata h The domain hindimenet.com is no longer parked by GoDaddy

    aisa kiun ye kaise sahi hoga

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ap cname record yani server dns file sahi se add nahi ki hai.

  55. Avatar for Surendra rsdpSurendra rsdp

    Yes , Mai bhi issi ke baare me soch raha tha ki yeh kya hai aor Iska pata mujhe aaj hi chala jab maine abne AdSense account ko login kiya tha . hame iski jankari turant mil gayi . ab AdSense user isko kaise use karte hai yeh jan sakte hai .

    Mera ek sawaal hai .

    WordPress me Setting>>Reading>> me sabse niche ek opation hai

    Discourage search engines from indexing this site

    Iska kya matlb hai aor isko kaise use kare . isme Tic karne par kya hota hai .

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iska matlab hota hai ki agar aap apni site ko search engine me nahi dikhana chahate ho to is option par tick kare.

  56. Avatar for manishmanish

    sir code paste nahi ho raha hai error dikha raha hai kya hame code ko parsa karna hoga matlab ki usse html code me badal ke paste karna hoga.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi aap direct code paste karna hai. Blogger ki kuch templates me ye error aata hai.

      • Avatar for pavan choudharypavan choudhary

        mujhe bhi eror aa raha hai ise kaise dur kare.

  57. Avatar for Umesh ChavanUmesh Chavan

    jumedeen bro mera AdSense to nahi hai but information purpose ke liye bata de ki AdSense ka code har ek post ko edit karke dalna hota hai ya blog template me code add karne pe chal jata hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Blogger par aap dono kar sakte hai. Second page level ads ka code aapko sirf ek bar template me add karna hai.

  58. Avatar for Sahil kumarSahil kumar

    In page level ads ka koi fyayda nahi, maine do mahine pahle bhi use kiye the. India me Mobile users jyadatar Opera aur Uc use karte hai, jin me ye ads kaam nahi karte.

    Bhai aap me post ke first paragragp me thodi si galti ho gyi, EW ki jagah new aana tha sayad.

    • Avatar for KabirKabir

      Sahil bhai is ads ki CPM bahut accha hain. Haan Opera Mini aur Uc Ki wajah se yeh hame utna fayda toh nahi pahucha sakta. Lekin maine iski CPM dekha toh yeh accha hain. Kaash Google isme aur bhi sudhaar kare, Taki future mein yeh ads sabhi Mobile Browser, Sabhi Mobile OS, Sabhi mobile devices par dikhayi de.
      Future mein google se bus yahi hope hain. Dekhte hain kya hoga….

  59. Avatar for malikmalik

    jumefeen bhai plz ek baar meri site open karke dekh lo ki ye sahi se kaam kar rahe he yaa

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapki site sahi se work kar rahi hai.

  60. Avatar for Amit SainiAmit Saini

    Jumedeen Bhai Mene aapko pahle bhi shoot my site ke bare me btaya tha lekin aapne mna kar diya koi baat lekin kya aap us form ko fill karke send kar sakte h or apni website ke visiter ko bhi uske bare me bta sakte h kya aap kahte ho ki me en sab ka post nahi lgata lekin blogger bhi to kisi ne bnaya h na bidviser bhi kisi aadmi ne hi bnaya h na or aap adfly ki bhi to post lgate h na phir bhi koi baat nahi aap nahi lgana chahte h to lekin aap visiters ko etna to kah hi sakte h na ki aap shootmysite ka form fill karke send karen or haan agar aap aisa sochte h ki mene shootmysite earning ya income ke liye bnai h to aapka sochna bilkul galt h or me es par kabhi bhi AdSense approve nahi karunga kyonki mene ye website paise kmane ke liye nahi bnai h balki me ye chahta hu ki agar kisi ko bhi apni traffic badhni ho to wo es par apni site ki post lga sakta h
    Letest
    Abki naar to mene usme shoot ka bhi option lgaya h taki jiski site ki post par sabse jyada shoot honge uski post ya uski site ka banner me apni site par lgaunga taki shootmysite par aane wLe sare visiters ko pta chle or jiska bhi top banner lgaunga uska andaja aap lga lo ki uski traffic kitni jayegi me aapko post lgane ke liye nahi bol raha lekin aap visiters ko to bta hi sakte h na facebook ya kisi par bhi
    Aapse umid h ki aap esse share jarur karen
    Thanks

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Amit sabse first to mai aapse kahna chahunga ki maine ye site logo ki help ke liye banayi hai kisi site ka promotion ke liye nahi. Agar aap future me apni shoutmysite par AdSense use nahi karna chahate ho to aap paid traffic khardi sakte ho. Second aapne abhi us par 30% work bhi nahi kiya hai or usse pahle hi aap us par traffic chahate ho. Man lo agar mai aapka promotion karuna to jo user mujh par wishwas karte hai wo aapki site par visit karenge. Ab future me aap aap us site par bad work karne lag gaye to users ki nazar me meri kya izzat bachegi. Bro bina mehanat ke fal ke bare me mat socho.
      Dusro ki bajaye khud ke dam par traffic badhao.
      Mai janta hu ki meri na ke bad aap mujhse relation nahi rakhna chahoge but i am sorry mai aysa nahi kar sakta. Mai apne visitors ke sath dhoka nahi kar sakta. Ha aap pahle apna kaam tart karo or uske bad mujhe btao. Jab mujhe lagega ki aap wastav me aysa kar rahe ho to mai aapke liye apne aap hi article likh dunga. Uske liye aapko mujhse rquest karne ki jarurat nahi padegi. But pahle mujhe lagna chahiye ki aap wakai acha kaam kar rahe ho. So plz pahle apna kaam shuru karo uke bad bat karo.

      • Avatar for PramodPramod

        jumedeen aap ne ye bhat bilkul shi khi ……amit aap pehle apna work to complete kro or ha ek hi post ko sab jage mat send kro mujhe bhi aap ne iss post ke bhare me gest post send ki or inder ko nhi aap ne wo hi post sned ki gest post ke liye…..mujhe aap ki guest post ko delete karna hoga or aap ko suggest krunga ki aap ek hi post ko sab logo ko naa send kre…..iss se aap ki img to khrab hogi hi saath me humare visitor ka wiswas bhi khrab hota hai…..or blog par copyright contact hone se aap ko nhi humko hi problm utani padti hai…….so yaato aap us par achi trike se work kro ya ushe abhi hi iss time hi delete kar do …..

  61. Avatar for malikmalik

    bhai plz aap check karke bata sakte ho ki meri website par ye work kar raah he ya nahi ….
    bcoz mere paas mobile nahi he me PC me hi net chalata hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap google page speed form par jao or jaise post me test karne ka tarika btay hai ur lke piche #googleads lagane ke liye. Same wse hi check karo.

  62. Avatar for Ankit JhaAnkit Jha

    #sandeep jinagal aisa bilkul nahi hai ki main SMI pe backlink ke liye comment karta hu aur waise bhi SMI pe jo bhi hum comment karte hai wo no-follow hota hai isliye uska SEO se koi relation hi nahi hai. Aur jaha tak iss blog pe comment karne ki baat rahi wo main iss liye karta hu taki main yeh jaan saku ki kya main koi galti toh nahi kar raha kyuki jume deen ji ko kafi achhi knowledge hai SEO ki. Jaldbaji main kabhi nahi karta agar aapko aisa lagta hai toh yeh aapki galti hai kyuki main jo bhi comment karta hu uska proof mere paas hota hai aur chahe toh mujhe contact karke proof le sakte ho

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ankit Jha sandeep ki taraf mai aapse sorry bolta hu. or maine wo comment delete kar di hai. Or ha bura mat manna supportmeindia aapki help ke liye bani hai na ki aapke bure ke liye.

  63. Avatar for VishalVishal

    Jumedeen bro ya ads mobile mai hi dhikhi GI computer mai nahi. Jumedeen bro meri site dhekh kar btana na ada sahi lagi hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Vishal bro ye ads sirf mobile ke liye hi hai.

  64. Avatar for Jai Singh ShekhawatJai Singh Shekhawat

    AMAZING information sir …. sir mujhe aapse ek bahut hi important suggestion leni hai mei jai hu Trickspur.in se please nd please sir ek baar aap mujhe whatsapp par message kare. mei aapka time kharab nahi karunga or na hi senseless question karunga…. ummid hai aap reply karenge

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sorry bro mai whatsapp use nahi karta agar karta hu to us par itne message aate hai ki mai 1 mahine me bhi padh nahi sakta. So plz aap mujhe facebook par contact kare.

  65. Avatar for VishalVishal

    Very nice article Jumedeen bro mujhe ya option aaya ta google AdSense account mai. Jumedeen bro Aap ek Aur ads aati hai spider wali vo kaise lagte hai .

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Wo jab mere AdSense account me enable hogi ot uske bare me bhi post kar dunga.

  66. Avatar for Rakesh KumarRakesh Kumar

    Bhai ye page level ads ka notification kal mere pass bhi aaya tha but abhi mere exam hai to mne ush par dhyaan nhi diya lekin pdha jarur tha. ye ad unit count bhi hogi matlab hume 1 page kitne ad allow unme ish ad ko count kiya jaayega.
    thanks for sharing this useful information

  67. Avatar for mohd sarfrazmohd sarfraz

    hello sir mera blog blogger par hai. ab main wp par jana chahta hun to sir kya hume pehle wp par ek blog banakar apne blogger ka backup file up load karna hai.
    sir main hosting aur domaun buy kar chuka hun pleas helpme

  68. Avatar for irfanirfan

    hi bro ma apse ik bat puchna chahta hun ye btaye ais ka kitna paisa hota hai $1.00

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      is time 1 dollar 65 rupees ka hai.

  69. Avatar for Altaf KhanAltaf Khan

    Mujhe Bhi ye bilkul pasand Nahi aaya Mobile user ko Missguide Karne Wala Ad Show hota hai kisi bhi link pe click karte hi wahan se Ad Show hone lagta hai user wakayi me aapke blog se leave kar sakta hai

  70. Avatar for ShaziyaShaziya

    Mujhe Nahi Lagta ye Zyada Success Rahega user isme hadhbadha jaata hai or wo aapki site se Leave Kar jayega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sorry Shaziya but aysa kuch bhi nahi hai. User anchor ads ko bahut aasani se dissmiss kar sakta hai. Or ye ads bar bar show nahi hote hai agar user ise bar bar hide karta hai to ads show nahi hote hai.

  71. Avatar for Ravi Kumar sahuRavi Kumar sahu

    bhaiay maine allready laga chuka hu, maine aapko pahele bhi bataya,
    mera jo all time popular post hai, 2 popular post me laga chuka, agar add nahi show ho rahi kuchh bhi reason ho, but AdSense team ko iski jankari deni chahiye,

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ravi AdSense me koi problem nahi hai. Adsense me aapne sahi ad banaya hai. Maine screenshot me dekha hai bas ab aap apni site par ads lagao. Adsense ko activate hone me time lagta hai aapko iska message mil jayega. Br oaapke pas wait karne ke siwaye koi option nahi hai. Plz take wait some time.

  72. Avatar for SidSid

    Bhai dono ads ke liye template me kya ek code hi add karna hai ya fir 2 ads lagane ke liye do code lagaye…????
    Mera blog blogger.com par hai…

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi sirf ek hi ads code add karna hai.

  73. Avatar for kiran pawarkiran pawar

    Jumedeen Khan ji blogger me page nevigation no kaise add kar sakte hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ap jo template use kar rahe ho usme page navigaton ka option nahi hai. Aap dusri template use karo.

  74. Avatar for Amit sainiAmit saini

    jume bhai meri traffic increse nahi ho rahi h or artical bhi top best h phir bhi kya karu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi bro khud ko kabhi best nahi btana chahiye. Abhi aapko bahut kuch sikhne ki jarurat hai. I mean mai bhi abih bahut kuch nahi janta hu. aap SEO ko ache se samajho or SEO friendly articles likhna sikho.

  75. Avatar for KabirKabir

    Bro maine check kiya yeh ads har baar show nahi hoti hain. Sirf Kabhi kabhi hi 1-2 baar hi show ho rahi hain. Maine blog ko mobile mein check kiya, har post mein nahi show ho rahi hain, Lekin chaliye jo bhi ho, google aage aane wale time mein ise aur bhi zyada badhiya banane ki koshish karega. Maine toh yeh laga liya. Lekin showing result ke mamle mein abhi yeh utna zyada accha result nahi de raha hain. Kyonki yeh kewal 1-2 baar hi show ho raha hain, Sabhi article mein nahi show ho rahi hain. Google se ummed hain ki future mein ise aur bhi behtar banayega. Thansk. Bro.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      kabir ye ads user experience ke adhar par show hote hai. Yani jab aap kisi page par kuch jyada time tak show hote hai. Adsnese team ne aysa janbujh kar kiya hai ki ads har bar show na ho kar kabhi kabhi show honge.

  76. Avatar for vivek rajvivek raj

    mere blog ke liye kon sa domin name accha hoga plz bhai btaooo

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      vivek mai aapki blogging me har step apr help karunga but sirf domain aapko khud sochna hoga.

  77. Avatar for Ankit JhaAnkit Jha

    maine coding mein thodi editing ki hai tab jake yeh kaam kar raha hai chahe aap isey sach mano ya jhoot lekin default coding blogspot mein work nahi kar raha. Mujhe lagta hai yeh abhi beta mode mein hai isliye

  78. Avatar for PujaPuja

    Accha article hai?
    waise ye AdSense ne kab launch kiya ha?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Adsense page level ads ko launch huye shayad 1 year se jyada time ho gaya hai.

  79. Avatar for Abdul khanAbdul khan

    Suprb post bhai jaan…every post awsm hai bhai aapka

  80. Avatar for KabirKabir

    Bro main aapka tahe dil se shukriya karna chahta hoon, Mere account mein yeh suvidha pichle 3-4 mahine se available thi, ek baar AdSense team ne mujhe mail bhi kiya tha. Lekin is baat se main anjaan tha. Main darta tha, lekin aapko bahut bahut thanks…. Aap ki har post hame kuch na kuch naya sikhaati hain. Thanks Bro God bless you. Aap Blogger ke liye bahut accha kaam kar rahe hain. Thanx…

  81. Avatar for KabirKabir

    Bro toh kya mere blog ke liye faydemand rahega kyonki mere blog ke 90% visitor Mobile se aate hain, Aur kya 3 ads unit wali rule bhi kharab nahi hoga. Thanks bro kai dino se yeh message mujhe aa raha tha, Lekin mujhe darr tha ki kanhi page level ads lagane se google AdSense ka 3 ads units wala rule na toot jaye. Thanks aapne bataya ki isse 3 ads units count nahi hogi. Thanks bro….

  82. Avatar for Ankit JhaAnkit Jha

    bhai maine yeh steps kar liye hai lekin fir bhi error aa raha hai. Aap khud hi isko kisi blogspot blog pe try karke dekh lo

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ankit Jha aapse ek choti si bat kahu bura mat manna. Aap kisi bhi work ko confirm kiye bagair jaldbazi me faisle lete ho. Aapke blog par page-level ads sahi work kar raha hai. Chrome browser me check karo. It’s final maine check kiya hai 101% work kar raha hai.

      • Avatar for Sandeep JinagalSandeep Jinagal

        Bro meine Try karke dekha tha blogspot par vo code 10 din pahle testing ke liye. vo thodi error how kar rha tha.
        vha par error aa rahi thi ki confirm type of script.
        mein sirf testing ke liye try kiya tha,isliye meine dubara try ni kiya.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...