Hooray, Google ne just abhi AdSense per page ad unit limit policy change ki hai jisse all AdSense publisher bahut khush hai. I mean ab aap apni site ke ek page par jitne chaho ad laga sakte ho. Adsense ne per page 3 text and display ads, 3 links ad or 2 search box add unit ki limit ko remove kar diya hai.
Abhi kuch time pahle google ne apni AdSense service ki per page ad unit limit me badlav kiya hai or one page par se ad unit limits ko hata diya hai. Ye un sabhi blogger or website owners ke liye khushi ki bat hai jo google AdSense advertisement se earning karte hai or jinki income ka main source google AdSense hai, I’m also happy.
- Google Adsense Me CTR Kya Hai, Click through Rate Increase Kaise Kare
- Google Adsense Ad Se Kitni Traffic Par Kitne Paise Kama Sakte Hai
I hope ad per page limit remove hone se aap apni site par 3 se jyada ads use kar sakte hai or isse aapki earning jarur increase hogi. Google ne apne announcement me kaha hai ki ab AdSense user apne experiment ke anusar apni site pages par ads unit use kar sakta hai.
Iska main reason hai google me user ka bahut jyada advertisement related product search karna. Google ka kahna hai ki ad unit limit delete karne se is par break lagega or user ko bar bar google search engine me product search karne ki jarurat nahi hogi. Jyada ad unit use karne se visitors ko unki pasand ka product aasani se mil jayega.
Adsense Ne Per Page Ad Limit Ko Remove Kar Diya
Actually, ye bahut serious metter hai or har ek AdSense publisher ke liye most important news hai. Mai nahi chahata ki aapko iske bare me koi confusing ho. So mai aapko iske bare me proof ke sath bta raha hu. An Important Policy Updates in Google Adsense in hindi:
Yaha mai aapko AdSense ki old per page limit policy or new ad per page limit policy dono ke bare me screenshot ke sath bta raha hu.
1. Adsense Per Page Ad Unit Limit Old Policy:
Maine old AdSense per page policy ke bare me Blog ke 1 Page Me Adsense Ke Kitne Ads Laga Sakte Hai post me pahle se btaya hua hai ki hum ek page par sirf 3 text / display ads, 3 links ad unit and 2 search box use kar sakte the. Sath hi yaha aap iska screenshot bhi dekh sakte hai.
2. Adsense Per Page Ad Unit Limit New Policy:
Yaha aap AdSense ki change ki gayi per page limit policy dekh sakte hai. By the way more proof ke liye aap AdSense ke Ensuring proper ad placement page par visit kar sakte hai.
Ye thi AdSense ki old and new policy ki proof ke sath report, jo aap check kar sakte hai. I sure AdSense ne per page ad limit ko remove kar diya hai but fir bhi hume AdSense use karne me savadhaninya bartani chahiye. Kahi aap iska galat upyog karke apni site ka traffic kam na kar lo.
Old Policy: Ad limit per page
Pahle hum is tarah se website pages me ad unit use kar sakte the.
- Up to three AdSense for content units
- Up to three links units
- Up to two search boxes
Sath hi AdSense publisher 300×600 ka large ad sirf ek hi use kar sakta tha. I mean aapko big size ka ek page me ek hi ad use karna allow tha.
New Policy: Valuable inventory
Ab aap apni site ke content ke hisab se advertising and other promotinal matrial add kar sakte ho. But aapki post me advertisement ke liye jaruri content hona chahiye. I mean agar aapki post me 5000 words hai to aap usme jyada ad unit use kare or 1000 words hai to kam ad use kare.
- Mirroring, framing, scraping or rewriting of content from other sources without adding value;
- Pages with more advertising than publisher-provided content;
- Automatically generated content without manual review or curation;
- Hosted ad pages or pages without content;
- Pages that don’t follow our Webmaster Quality Guidelines.
Finally ab aap 3 ad unit se jyada ad use kar sakte ho or apni site par ek se jyada large ad bhi laga sakte ho. I mean aap kitne bhi ad unit use kar sakte ho. Isse AdSense ki policies ka ullaghan nahi hoga.
A little advice from me,
Google AdSense policy ki taraf se aapko relaxation mil gaya hai or mai janta hu aap abhi apne AdSense placement me changes karoge but mai aapko suggest karunga ki aapko ad limit se chutkara mil gaya hai to aap bahut jyada ad unit use na kare. Mere hisab se aap 3 ki jagah 5 ad unit use kar sakte hai isse jyada ad use karne se aapki site or aapke reader par bad effect pad sakta hai.
- Google Adsense Ads Format Ko Fast Loading Kaise Banaye in Hindi
- Google Adsense Se 1 Click Par $10 To $50 Kaise Kamaye &; Secret Tips
Sabse important bat halanki AdSense ne per page ad limit policy remove kar di hai but fir bhi usne valuable content jaisi terms btayi hai. Use achhe se padh le taki aap koi galati na kar sake.
Agar aapko is post me btayi jankari pasand aayi ho to ise social media par apne friends or other blogger ke sath share jarur kare.
kunal Jadhav
Sir 1000 word ki post me kitne ads laga sakta hu..
Jumedeen khan
2-5
Vishal
I have done amp in my blog , can i put 4 adsense ad on every page ?
Right now i am using 3 ads unit.
Jumedeen Khan
Yes but 4 ads make slow down your site use only 2-3 ads.
harpreet
Great article broo i hope you post more post in your future
pawan
jume deen ji main apne wesite pe 5 se jayada ads use kar rha hu . koi problem to nhi hai na . Ctr or page rpm to sahi rahega na please help me…
Jumedeen khan
3-4 ad se jyada d unit use mat karo.
Jackie
Very Informative post, Really loved it sir,
deepak
Bhot achi site hai apki bahot help milti he idhar se hmesha. Salute you
deepak sahoo
Ye toh bahut hi acchi khabar he sabhi bloggers ke liye
pankaj
bhai meri 2 website hai. i website ki bounce rate kafii jyada hai. ise kam karne ka koi tarika bataye. ?
orh kya me apni webiste par 3 se jyada text adsece laga sakta hu?
Jumedeen Khan
Ye post padho Bounce Rate Kya Hai Iska Kya Matlab Hota Hai Ise Kam Kaise Kare
ha kar sakte ho.
jitu
Jumedeen sir apki yeh jankari bhaut achi thi thank you sir
shubham
Par Bhai maine Google Adsense sing up karne ke baad Google Jo place the ad code deta hai maine bass Bhai code apne blog me lagaya hai aur Bhai invalid activity ko kaise roke
Jumedeen Khan
Apane ads par khud click mat karo or apne first ko click karne ke liye mat kaho or jankari ke liye ye post padho Adsense Ads Par Invalid Click Rokne Ke Liye Kya Kare 10 Tips