Ek jamane me computer ki screen record karne ke liye bhi koi software nahi tha. but aaj market me ayse ayse applications aa gaye hai ki aap chote se android mobile ki bhi screen record kar sakte ho. ek tarah se android phone aaj little computer ban gaya hai. becoz isme hum unlimited apps install karke apni jarurat ki jankari pa sakte hai or apna work kar sakte hai. so kuch smartphone apps masters ne ayse applications banaye hai. jinse aap wo sab kam kar sakte hai jo aap apne computer se karte ho. to chaliye aaj mai aapko btane ja raha hu ayse hi top 7 android apps ke bare me jinse aap android mobile ki screen recording karne ke sath sath or bhi bahut kuch kar sakte ho.
Internet par aapko computer screen recording ke sath sath android mobile screen record ke 1000ro applicatrions mil jayenge. iske alawa maine apni pichli post Mobile Se Paise Kamane Ke 5 Best Android Apps me ayse apps ke bare me btaya tha jinse aap online work (Part Time Job) karke moeny earn kar sakte ho.
Aaj ke is badlte yug me smartphone sabse jyada popular or humari per day ki jarurat ban gaya hai. isse hum wo sab kam kar sakte hai jo aaj se 2 sal pahle apne Pc se karte the.
- Apne Android Phone Me 2 Whatsapp Account Kaise Use Kare Hindi Me Jane
- Smart Phone Kar Sakta Hai Ye 10 Kaam Kya Aap Ne Kabhi Try Kiya Hai
Android Mobile Ki Screen Record Karne Ke Top 7 Apps
mai aapko yaha jin android application ke bare me bta raha hu. unse aap android mobile ki screen recording karne ke sath sath or bhi bahut se kam kar sakte ho. ye sabhi apps free hai or inko istemal karne ke liye aapko koi charge nahi dena padega. aap in sabhi apps ko free me download kar sakte ho. or apne phone ki screen record kar sakte ho.
SCR Screen Recorder ek simple android mobile screen recorder hai. isse aap apne smartphone ki screen ko 3 minute tak record kar sakte hai. I mean aap SCR Screen Recorder se aap 3 minutes ka video bana sakte hai.
But is apps ko use karne ke liye aapka phone root kiya hua hona chahiye. bina root kiye gaye phone me ise use nahi kar sakte. sath hi aapka android phone kitkit 4.4 se adhik version support hona chahiye.
- Facebook Mobile Apps Se Ab Photo Sync Nahi Kar Payenge
AZ Screen Recorder ek bahut hi acha android screen recorder hai. ise specialy lolipop ke liye banya gay hai. isme screen recording ke bahut se top features hai. jinse aap ye set kar sakte ho ki kya record karna hai or kya nahi. bas aapke android mobile ka camera achi quality ka hona chahiye. ye apps better video maker sabit hoga.
Is apps ko use karne ke liye phone root hona jaruri nahi hai. aap bina root kiye gaye android mobile me bhi is apps ko use kar sakte ho.
3. Telecine
Telecine apps mbile screen record karne wale popular application me se ek hai. I mean ye 5 star rating wale apps me se ek hai. android mobile ki screen record karne ke liye ye apps no.1 hai. tabhi iski itni high rating hai. ye apps free hai iska koi charge nahi hai. aap google play store se ise download kar sakte ho.
Telecine Screen Recorder apps ko use karne ke liye aapka android mobile root kiya hona jaruri nahi hai.
4. Unlimited Screen Recorder
Unlimited Screen Recorder bhi top most android mobile screen recorder apps me se ek hai. isme aap unlimited video record kar sakte ho. screen recording ke alawa aap is apps se or bhi work kaam kar sakte ho. sath hi isme aap video ke sath audio bhi record kar sakte ho. iske isme better features option hai.
Unlimited Screen Recorder apps ko use karne ke liye aapka android mobile root kiya hona jaruri nahi hai.
- Chitika Kya Hai Or Chitika Se Paise Kaise Kamaye Hindi Me Jane
- Bidvertiser Se Paise Kaise Kamaye Website Ya Blog Bana Kar
Mobizen Screen Recorder apps se aap mobile ki screen record karne ke sath sath apne mobile ki files ko computer me bhi send kar sakte ho. I mean transfer kar sakte ho. or is apps ko computer se connect kar direct mobile screen record kar sakte ho. is apps ko games recording karne ke liye banaya gaya hai but aap isee other features bhi record kar sakte ho. is apps ko mobile me install karke jaise hi aap computer se connect karoge or mobile par game kheloge to computer me uski recording hoti rahegi.
Mobizen Screen Recorder apps ko use karne ke liye aapka mobile root kiya hona jaruri nahi hai. is apps ko use karne ke liye aapka android mobile kam se se kam 4.2 android version support karna chahiye.
Rec Screen Recorder apps se aap video ke sath android mobile ki audio bhi record kar sakte ho. is apps ko install karne ke bad screen par record ka ek button show hoga. aapko jab bhi mobile ki screen recotd karni ho to is button par click kar screen record kar sakte hai. video bana sakte hai. isme 1 to 10 numberic ke bad recording start hoti hai. in 10 second me aap apne mobile ko set kar sakte haai.
Rec Screen Recorder apps ko use karne ke liye aapka android mobile root kiya hona jaruri nahi hai. is apps ko use karne ke liye aapka android mobile kam se se kam 4.2 android version support karna chahiye.
7. Shou Screen Recorder
Shou Screen Recorder android phone ki screen record karne ka ek bahut hi better apps hai. isse aap screen recording ke sath or bhi bahut se kam akr sate ho.
Video banane ke sath isse aap android mobile ki screen ka screenshot bhi le sakte hai. ye ek tarah se google community ke jaisa hai. jis par aap online chatitng bhi kar sakte ho.
Shou Screen Recorder apps ko use karne ke liye aapka android mobile root kiya hona jaruri nahi hai. is apps ko use karne ke liye aapka android mobile kam se se kam 4.2 android version support karna chahiye.
- Affiliate Marketing Kya Hai or Isse Income Kaise Hoti Hai
- Affiliate Marketing Vs Adsense Hindi Blog Ke Liye Kounsa Behtar Hai
Aapko ye post kaisi lagi or kaisi jankari mili hai. post bare me comment jarur kare or is post ko social media par share kare. by the way agar aap apni free website banana chahate hai to aap humari Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye post pad kar agle 5 minute me apni free website bana sakte hai.
Agar aapko online paise kamane ke tariko ke bare me janna hai to aap Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike post padiye. isme aapko internet se paise kamane ke 20 free tarike milenge. jinme aapko ek bhi paisa kharch karne ki jarurat nahi hai.
Agar ab bhi aapko apne sawal ka jawab nahi mila hai to don’t worry comment box kab kaam aayega. to dil khol kar commnet kijiye bas commnet me sahi word use kare. iske liye comment ko post karne se pahle commnet words ki meanings check kar le.
Aap chahe to supportmeindia ko subscribe bhi kar sakte hai. jisse jab bhi hum new post share karenge to aapko uska notification message mil jayega.
Kunj
Bahut hi badhiya janakri share की hai aapne
meghnath rajak
android 4.4 kit Kat hai screen recoding nahi ho rahi hair bahut sare app try kiya nahi huaa please help….. bro.
.
Jumedeen khan
Phone reset karke fir karo ho jayega.
amit verma
sir …
ham ese janna chahte ki you tube ke lie screen record ke saath voice ko record karne ka app konsa h
Jumedeen Khan
google play store par jao or “Audio Recorder” search karo ab jo apps dikhe unme se koi ek isntall kar lo.
shreyansh
Thank you so much for sharing this post with us.. I was Searching for this for long time…
Rohit
Maine sab use kiye but nahi work kar raha or Rec.screen recorder root permission mang raha
Jumedeen Khan
Bhai aapke pas 4.2.2 ya isse kam version hai. Ye app 4.4+ version me kaam karenge.
Rohit
bro.aapne jo screen recorder bataya hai wo lolipop Android k liye banaya gya hai jab maye playstore par download kar raha hu to likh kar aa raha hai (this device not support) or install ka option nahi aa raha plz help
Jumedeen Khan
Is post me or bhi screen recorder hai unme se koi try karo.
rohit
Hlo Bro.Mera Mobile Moto E Hai Nd Android 4.4.4 KitKat hai mujhe screen record karni hai apne Mobile ki bina root kiye plzz help Bro.
Jumedeen Khan
Aap Az screen recorder use karo.
shashank Jain
Thanks For Sharing This Information
vikas
Sir jb hum screen record krke koi video bnate hai to hum apna koi password e.t.c hide kaise krte h please help me
Jumedeen Khan
Video ko edit karke.
anuo sharma
helo bhaiya mujhe aap ye btao ki kya me screen record krte huye uc browser se koi song record kr skta hu kya jese pc me idm kam krta h internet download menegar me jo chiz download krna chahta hu usme save ka opsion nhi aata h to me esa konsa software install kru jisse me net se online audio record kr sku plz bhjya help me… ..
Jumedeen Khan
Youtube par aap sirf pani banayi video hi dal sakte ho.
sk shahed
Assalamualikum Bhai mujhe root se related kuch questions puchna hai aap madad kar sakte pls
Jumedeen Khan
w/a sorry bro mai isme aapki help nahi kar sakta.
mohd shariq
mujhe aapki post me mera jabab nahi mila. so me janna chahta hu ke kya me YouTube per apne phone ki screen record ker video dalu. to kya bo copyright hogi.
Jumedeen Khan
Ye post padho Youtube Par Kis Kis Tarah Ke Videos Copyright Mane Jate Hai
ved choudhary
nahi screen recoder karke bnaya gya video YouTube par upload karne par copy
rite nhi mana jata
mohd shariq
bro agar hum screen recorder se video banaket YouTube per upload kare to kya bo copyright mani jayegi. aur hum video ko compress karke dale to kya bo copyright he
Jumedeen Khan
ye post padho Youtube Par Kis Kis Tarah Ke Videos Copyright Mane Jate Hai
sandeep pawar
Sir mujhe esi app batao jisse computer wale game phone me chla sake please help me
Jumedeen Khan
Nahi aysa koi software nahi hai.
Subham jana
Gionee p2 ke liye konsa screen recorder apps shi rhega? plz help me
tanuj
Apni website bnane k liye kya kru
Jumedeen Khan
Ye post padho Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye
Chirag Gupta
मैं बहुत दिन से यह search कर रहा था पर आज मुझे सही और अच्छी post मिली
Thanks
mahaveer jain
waoo ….. it’s amazing trick for recording my mobil,,,,, thanks brother for sharing
Moti
Mene 2 or 3 no vale app try kiye lekin nhi ho rha video record .
Sirf nile colour ka video chalta he kuch nhi dikhta.plz help
Jumedeen Khan
in apps ko use karne ke liye aapka mobile 4.4 android version support hona chahiye. tabhi ye apps aapke mobile me kam karenge.
Moti
Mere pass Micromax lolipop android 5.0 ka mobile konsa app use kru?
Bina root kiye karna he
Jumedeen Khan
inme se jo bina root support apps hai. unme se koi sa bhi kar sakte ho.
Arjun
bro meri 1 problem hai meine apna phone root kiya and kuch dino baad usme internal storage problem aa rahi hai.. kuch apps download hone k baad install nahi ho rahe infusiant storage ka pop up msg show hota hai and app install nahi hote .. meri internal storage bhi 4gb khali hai … koi solution btao bro …
Jumedeen Khan
koi solution nahi hai. aap phone ko root kar ke uska licence bhi rexpire kar sakte ho. ab koi phone servicer bhi iske sahi hone ki garantee nahi lega. fir bhi aap phone sahi karne wali dukan par check karwa sakte ho.
Himanshu
Bro mera blog check karke bataye please kaisa he ager koyi kami hai to voh bhi btaiye or use kse door kr skta hu vo bhi btaye please
Jumedeen Khan
maine aapki site check ki hai. aap ye post pado Blogspot Par Free Blog Banane Ke Bad Kya Kare Full Guide
raj
brother me apko article send kar chuka hu aap ushe check karke publish kar dena.
note- agar aap publish nhi karnge to me apni site karunga agar apka post publish karni he to ye bata de. nhi karni he ye bta de. please aap jo bhi kare jaldi kare.
Jumedeen Khan
aap jo post supportmeindia par share karoge wo apni site par publish nahi kar sakte hai. aap thoda wait karo mai check karta hu.
Jumedeen Khan
Sorry raj but mai aapki post ko publish nahi kar sakta. post supportmeindia ki terms ko follow nahi karti.
Parvez
Sab aap latest version android ke liye hai, free thik traha se kam nehi karti hai. Thanks for share
raj
brother me apke sath ek guest post karna chahta hu kya aap ushe aj hi publish kar denege and mene kuch apne videos ke link bh add kiya he aap bo link delete to nhi karenge or me ye pehli bar guest post karha hu ishliye mujhe ap ye batao me apko article kese bhejunga mene article ko complete kar liya he bs publish karne ko der he lekin me chahata hu me ish post ko apki site par guest post karu.
Jumedeen Khan
@Raj
aap mujhe admin@supportmeindia.com par apni guest post send karo. mai post ko dekh kar hi bta sakta hu ki publish kar sakta hu ya nahi.
raj
lekin brother me apko post send kese karu copy kar paste karu ya fir ishka bhi xml backup ban jata he.
Jumedeen Khan
copy kar ke send karo.
Nitesh Nayak
Sir ek aur sawal hai mera ki kya gravatar sirf WordPress ke liye hai blogger ke liye nahi hai??
Jumedeen Khan
ha grawatar only WordPress ke liye hai. blogger ke liye goole plus par photo upload karo.
rohit
kya aisa ko tarika hai jisse ye pta lgaya ja ske ki kon se word google me sbse jyada search hote hai
Jumedeen Khan
google adwords tool
Nitesh Nayak
Sir mere bidvetiser account mein impressions har din lagbhag 800 -1000 aate hain phir bhi kabhi kabhi hi earning hoti hai aisa kyu
Jumedeen Khan
aapke ads par jab koi click karega. tabhi aapki income hogi.
rohit
mobizen screen recorder kese work karega muje poori process bataiye usme bina PC connect kiye record nahi kar skte
Jumedeen Khan
aap application ko download karke try kar sakte ho. mai jitna bta sakta tha. utna post me bta chuka hu.
Nitesh Nayak
Sir AdSense ke liye maine apply kiya tha lekin jab mein AdSense account open karta hu or usme my ads me jata hu to sirf new search engine esa dikhata hai ads ka code kaise loon??
Jumedeen Khan
aap jab ads option par jao to left side ke sidebar me content par click karo. Gr content ka option na mile to search ke alawa kisi bhi option par click karo. uske bad content ka option aa jayega. us par click karke ads bana sakte ho.
Moti
Sir kya AAP bta sakte he post ke bich me ads kese lgaye jaise aapke lgaye hua he.
Muje main rup se link ads lgane he post ke bich me.
Mene blogger me layout me post edit me jake ads between post par check mark karke try kiya usse ads post ke bich me nhi aa rhe he.
Plz help
Jumedeen Khan
aap direct post ke html section me ja kar jaha ads. lagana hai waha ads code paste kar sakte ho.
Raj
Mijhe phone ki screenrecording karne ka apps nhi mil rha he kuch to aaps lollipop ke liye he magar mera phone nokia x2 he android 4.3.2 jellaybeen
Me bahut se ap se,try karke dekh chuka agr apko malum ho to jarur bataye
Jumedeen Khan
is post me tisre apps ko try karo. ye lollypop support hai.
Nitesh Nayak
Bhai ek aur sawal hai maine pehle ek blog banaya tha. Pehle kuch din aacha chala lekin baad me deceptive site ahead esa kuch aa raha tha blog open karne se uske karan bohot jayda traffic kam hogya to maine vo blog delete kar diye aisa kyu hota hai bhai please help.
Jumedeen Khan
aap apni problem ke bare me thoda details se btaya karo. jisse mai aapki sahi help kar saku.
Abdul QaDeEr
Dear jab Meri Website .blogspot Par Thi To Din Men 3500-4000 Traffic Ati Thi Kal Maine Is K Liye Domain Buy Kia Aj Mujhe Takreeban 30% Kam Traffic Lag Rahi Hai Kia Waja Hogi Domain Change karna mera First Experiens Hai
Ab new Domain Ka Alexa Par Rank Bhi show Nhi Hoga
Kab Tak traffic/rank NorMal Hoga ????
Ap ne Bhi Domain Change Kia Ta
apko iska experiens hoga
is k ilawa ap ye bhi bataye domain name kaisa hai
Jumedeen Khan
jab maine domain change kiya tha to mujhe kya kya problem huyi thi. uske bare me maine is post me details se btaya hai. aap ye post padiye aapko aapke sawalo ke jawab mil jayenge. Support Me India Traffic & Income Report – December 2015
Nitesh Nayak
sir mera blog check kijiye agar kuch problem hai to please bataiye
Jumedeen Khan
sabkuch sahi hai. bas images ko aap dusre style se banao warna aapki image meri image ki copyrighting ho sakti hai.