Unlimited Backlinks Check Karne Ki Best Free Tools

OpenLinkProfiler ek online free backlinks checker tool hai. Ye aapko kisi bhi domain ke backlinks btane ke sath great solution bhi btati hai. website par kaha kaha se backlinks mile hai. Sabhi backlinks ka details se pata chalta hai. Or sabse achi bat ki is tools me hum unlimited backlinks check kar sakte hai.

Free Backlinks Checker Tool openlinkprofiler

Kisi bhi domain ya website ke backlinks check karne ke liye OpenLinkProfiler tools best no.1 tools hai. Jo aapko kuch hi second me kisi bhi domain ke Backlinks ki jankari de deti hai.

 OpenLinkProfiler tools par aap unlimited backlinks check kar sakte ho. Or kisi bhi website ki 1000 links ko .CSV format me download bhi kar sakte ho.

Unlimited Backlinks Check Karne Ki Best Free Tools – OpenLinkProfiler

Yeh tools aapko domain backlinks check karne ka sabse acha offer deti hai. Aap kisi bhi website ke unlimited backlinks check kar sakte ho. Jisse aapko apni site ke liye backlinks pane ka idea milega or aap bhi un site se backlinks recieve kar sakenge. Openlinkprofiler sirf trusted top level domain ka hi result show karta hai jinka LIS score hota hai. LIS ka matlab link influence score of any page. Ye tools 0% to 100% result show karti hai.

  1. Link Age: Is section  domain age yani yearly backlinks details show hoti . Aapko kis sal kitne backlinks mile hai. Uske liye ye option bahut hi acha wayi.
  2. Country: Is section me  coutry by country backlinks show hote hai.
  3. Link Alert: Agar aap chahate hai ki aapko new backlinks email notification mile  to aap linkalert enable karkte hai.
  4. LIS distribution: Is section me aap high lis or low lis domain links dekh sakte hai.
  5. Pages: Jis site se backlinks mile hai usme kis kis page or post me aapki site ka link add hai. Is section me isi ke bare me jankari milti hai. Means site ke kis page me aapki site ke kis page ka link add hai.

Mujhe is tool ke bare me abhi abhi pata chala hai. So aap jyada jankari ke liye  OpenLinkProfiler tools par visit kar sakte hai. But ek bat jaru hai, Backlinka pata karne ki ye ek bahut hi badhiya tool hai.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (76)

  1. Avatar for ParveenParveen

    सर इस वेबसाइट से हम एक ही पेज के backlinks देख सकते है.
    next पेज पर free demo version show करता है.

  2. Avatar for umeda khanumeda khan

    Hi very good article thanks for sharing keep up the good word sir

  3. Avatar for Ashutosh PandaAshutosh Panda

    Sir bahat hi achhi post likhi hai aapne. Mjhe aapse bahat inspiration milti hai.

  4. Avatar for Nikhil JainNikhil Jain

    sir jo aapne site btayi isme unique active backlinks ka kya matlab hai, aur INDUSTRY aapke blog ki computer aa rhi mere me kuch nahi usme kaise fill hoga kya muje sign up krna padega?
    aur android playstore me SEO BACKLINK TOOL application hai vo bhi kaafi achhi hai aur facebook ke backlinks ek bar check jrur kre, very intereting (36847857157) itne hai es time par 20may, 2016 joki google se kaafi jyada kam hai .

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      iska matlab hai ki ye active backlinks se aapko traffic milta rahtra hai.

  5. Avatar for sandeep kumarsandeep kumar

    Dubara se apply kaise karu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Pahle aap apne blog ki wo kamiya dur karo jo AdSense ne aapko btayi hai. uske bad apply karo. dubara bhi same wese hi site ka link AdSense me add kar ke ads lagane hai.

  6. Avatar for Ankit JhaAnkit Jha

    Bhai main abtak 120+ post likh chuka hu aur sabme maine html mein jake AdSense ads paste kiye hai aur maib ab WordPress pe move karna chahta hu to kya aap mujhe yeh bata sakte ho ki worpress mein bhi html ka option hota hai yah plugins use karke hi hoga

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      WordPress par aap AdSense plugin use kar sakte ho. aap pahle free hosting le kar WordPress ko try karo.

  7. Avatar for chetan kumarchetan kumar

    bhai mera google AdSense hosted hai. par mere account me Access and authorisation me “Show ads on other websites” ye option nahi dikh raha. wo option dikhane ke liye kya kare

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Uske liye aap AdSense par jao or setting icon>>settings par click kar ke site management par click karo or apni site ka link add karo. uske bad kuch day wait karo. Jab aapka AdSense account fully approved ho jayega to ye option show hone lag jayega.

  8. Avatar for akshayakshay

    1] Apane ye site worldpress me banai hai kya ?
    2]Apae ye site templat kaha se download kiya ?
    3]Apne hosting kharidi hai kya ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. WordPress, 2. mythemeshop ribbon theme, 3. hostgator.com hosting.

  9. Avatar for Sandeep kumarSandeep kumar

    Good morning brother
    google adsense ke mail mila hai maine apke email par send kar diya hai check karke batao kaya problem hai. aur comment box me bhi send kar diya hai. thanks my dear

    Your AdSense application status

    Thank you for your interest in expanding your Google AdSense account to implement ad code on your own website. Unfortunately, after reviewing your application, we’re unable to approve this application for the time being. Your existing AdSense account that allows you to show ads on partner sites is not affected by this disapproval.

    We did not approve your application for the reasons listed below.

    Issues:

    Unable to review your site: While reviewing hindionlinehelp.com/2016/01/18/kaise-kare-ki-whatsapp-message-padh-bhi-le-pata-bhi-nahi-chle/, we found that your site was down or unavailable. If you applied through an AdSense host partner, such as YouTube or Blogger, your hosted site was not available or not found (removed) at the time of the review.

    ———————

    You can find more details and application tips in this help article.

    To update and resubmit your application, please visit google.com/AdSense and sign in using the email address and password you submitted with your application. Our specialists will review your account for compliance with our program policies, so please make sure to resolve all of the issues listed above before resubmitting.

    For a complete list of AdSense criteria, please visit the AdSense program policies and AdSense Terms and Conditions.

    For more information, visit our Help Center or search the AdSense Help Forum, where a community of publishers shares AdSense best practices. Representatives of Google AdSense also participate in discussions.

    Sincerely,
    The Google AdSense Team

    This message was sent from a notification-only email address that does not accept incoming email. Please do not reply to this message. If you have any questions, please visit the Google AdSense Help Center to find answers to frequently asked questions.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapka AdSense account disapproved ho gaya hai. Sabse pahle to aap report me btayi post ko delete kar do. Uske bad apne blog ki dusri kamiya bhi solve kar ek kuch day bad fir se AdSense ke liye apply karo.

      • Avatar for DayashankarDayashankar

        Sir ye post delete kyo karni hai mujhe bhi bataye

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Wo post hacking post hai. Jo AdSense allow nahi karta hai.

  10. Avatar for rajraj

    Me Blrha Hu Ki aap jab koi post likhte ho to Yoast SEO par Focus Keyword Kya likhte ho Or usko Green SEO kse Karte Ho

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Jab hum post likhte hai to wo post kisi na kisi fcus keywords par focus hoti hai. usi keywords ko mai target karta hu. Jaise is post me mera target tha “backlinks”

      • Avatar for RajRaj

        Or Aap Green Seo Kase Karte Ho? Mera Green Nhi Ho Raha Red Dikha Ta H

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Yoast seo plugin aapko focus keyword ki kamiya btata hai. unhe solve karo. good ho jayega.

  11. Avatar for DilipDilip

    android mobile ka koi ESA apps bataye jisase ham PNG ke photo bana sake

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Dilip me pc me photo edit karta hu. Isliye aapko android mobile software suggest nahi kar sakta. aap google play store par check kar lo.

  12. Avatar for Nitesh NayakNitesh Nayak

    Sir alexa rank visitors increase hone se kam hota hai kya..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes, hota hai but alexa rank sirf visitors increase hone se kam nahi hoti hai. uske liye visitors ka aapki site par interest hona jaruri hai.

  13. Avatar for prakashprakash

    KYA me WordPress par abc.WordPress.compost publish karu baad me post ko blogger par transfer Kar sakta hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha kar sakte ho.

  14. Avatar for rajraj

    Plz Reply Me Don’t Remove Mah Comment.

    aap Focus Keyword
    Par Kya Likhte Ho or SEO
    Green Kaise Karte

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap pura sawal likhoge to hi reply kar paunga. aap kiski bat kar rahe ho details me btao.

  15. Avatar for Sandeep kumarSandeep kumar

    Please aisa mat kijiye domain select kar dijiye.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sandeep mai nahi chahata ki kal ko aap domain ki wajah se mujhe koso, so plz domain aapko khud hi select karna hai.

  16. Avatar for Sahil kumarSahil kumar

    भाई यह जो Play Rummy वाली ad आती रहती है क्या इसे ब्लॉक कर दुँ। इसके बारे में पता हो तो बताना जरूर।

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi, iski cpc high hai, block mat karo.

  17. Avatar for Sandeep kumarSandeep kumar

    hindionlinehelp maine 7 January 2016 ko purchase kiya tha Ab me koi dusra domain purchase karke hindionlinehelp ke jagah par use karna chahta hu. Aap ki mughe help chahiye domain select karne mai because mai bahut problem me hu . please meri domain select karne mai help kijiye.
    Aap domain select karke mughe 9971967647 par call karke bata dena please brother ya aap mughe apna number dijiye jaise bhi ho select karke mughe bata dijiye. please please ………………………….please…………………

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sandeep mai aapko blogging me har mod par guide karunga. but domain select karne ka dawab mujh par mad do plz.

  18. Avatar for DilipDilip

    sir blog par minimum kitni traffic per day ho to Alexa rank show hogi

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Alexa rank sirf pageviews se show nahi hoti hai. aap humari alexa se related post padho, aapko jawab mil jayega.

  19. Avatar for prakashprakash

    sir
    meri site abc .WordPress.com par hai lekin usme usme plugin kaise use kare maine hosting and domain nahi liya hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap free WordPress blog me plugin use nahi kar sakte. uske liye aapko hosting leni padegi.

  20. Avatar for DilipDilip

    sir mere blog me back link hide hai use agar show kr du to kya hoga

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Kuch nahi bas other person bhi aapki site ke backlinks dekh sakte hai.

  21. Avatar for rajraj

    Sir ji aap Focus Keyword Par Kya Likhte Ho or SEO Green Kaise Karte ho

  22. Avatar for Ravi KumarRavi Kumar

    bhaiya jaise maine abc.blogspot.com se abc.com karunga, to abc.blogspot.com pe agar koi aate hai, to wo mere abc.com ka post to nahi na dekh sakte, agar wo home me jayenge,
    mai samajh nahi raha hu, aage kya hoga

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Uske liye aap abc.blogspot.com blog bana kar use apne main blog par redirect kar sakte hai.

  23. Avatar for DilipDilip

    sir moderation me email I’d mang RHA h to jis se blog h bo email I’d dalu ya dusasri bhi dal sakta hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Koi bhi id use kar sakte ho.

  24. Avatar for swapnil jambhaleswapnil jambhale

    Jumedeen Khan ji google AdSense ham contact kaise kar sakate hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapki location ke aaspas koi google ki office ho to waha ja kar kar sakte ho.

  25. Avatar for prakashprakash

    sir
    WordPress par aisa koi tool hai jise humare sabhi post ki langage language style change ho jaye WordPress ke sabhi post ki jaise jaise arial black ,algerian

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ha bahut hai. aap googlee font style plugin likh kar search karo.

  26. Avatar for devdev

    Bhayi meri Alexa 5 lac par h me ads ke liye try karu ya abi or Alexa kam karu..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bilkul kar sakte ho.

  27. Avatar for surendrasurendra

    bhai yeh toh purani backlink show karta hai koi esi site bataye jisse ham daily ki backlinks recive kar sake

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap mere continue reader ho. iske bare me bhi jald hi post mil jayegi.

  28. Avatar for rupesh govardhanerupesh govardhane

    i question ahe how to put floating menu bar in blog as you put in above live date and some menu and social networking etc pls tell me sir

  29. Avatar for surendrasurendra

    bhai mene ek blog banaye he lekin uspar header image Laga raha hu to name or image ek saath aa rahe he aap samaj rahe he na plz muje ye bataye ki supportmeindia name ki jagah supportmeindia logo kaise add kiya? I’m waiting u r ans…

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      jab aap blog par header image upload karo to, niche diye 3 options me se “Instead of title and description” par select karo. description show nahi hogi.

  30. Avatar for Ankit JhaAnkit Jha

    Your alexa rank get improved very much keep it up bro ! Best of luck

  31. Avatar for Ravi KumarRavi Kumar

    wau good site aapne ek achhi site ki jankari di thanks bhaiya,
    but ye last updated wrong kyu batati hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Koi bhi tools site ki fix jankari nahi de sakti hai, thoda bahut fark rahta hi hai.

  32. Avatar for Sahil kumarSahil kumar

    अच्छी वेबसाइट के बारे में अच्छी जानकारी दी है।

  33. Avatar for Amit KumarAmit Kumar

    Useful Information..

  34. Avatar for DilipDilip

    jab koi mere blog par comment karta hai to comment apne ap publish ho jata h koi ESA upay hai ki jab me approve karu tab publish ho

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Blogger dashboard>>settings>>posr and comment par jao or comments ke samne moderation enable kar do.

  35. Avatar for DilipDilip

    sir Jo main comment karta hu mera photo nhi aata ESA kyo hai

  36. Avatar for DilipDilip

    Mubarak ho sir apka blog Alexa rank 1 lakh ke andar ho par

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Thanks bro, sab aap jaise dosto ki hi meharbani hai.

  37. Avatar for DilipDilip

    apki jankari to bahut achhi hai lekin Maine apki or bibhinn blog par back link ke bare me pada hai lekin aj tak back link dimaag me nhi gusa

    ye kis k bare me hota h

  38. Avatar for Mangal deepMangal deep

    hello jume deen bro, aapke website me jo left side me social share ke buttones ate hai bo kaise use kiya ho sake to plz mujhe uska script dijiye bro.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Mangal uski mere pas coding nahi hai. Maine wo WordPress plugin social icon se lagaye hai.

  39. Avatar for mahaveer jainmahaveer jain

    Very Nice Article Sir, ji,, Really like it software for checking Backlinks

  40. Avatar for surendrasurendra

    bhai ek sawaal he ki Adsense ke ads jo hamari site par aate he un ads ke corner me cut ka options hota he too koi visitors un ads ko cut karta he to usse bhi hamri income hoti he kya?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi usse koi income nahi hoti hai. Jab koi ads me diye links par click kare tabhi income hoti hai.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...