OpenLinkProfiler ek online free backlinks checker tool hai. Ye aapko kisi bhi domain ke backlinks btane ke sath great solution bhi btati hai. website par kaha kaha se backlinks mile hai. Sabhi backlinks ka details se pata chalta hai. Or sabse achi bat ki is tools me hum unlimited backlinks check kar sakte hai.
Kisi bhi domain ya website ke backlinks check karne ke liye OpenLinkProfiler tools best no.1 tools hai. Jo aapko kuch hi second me kisi bhi domain ke Backlinks ki jankari de deti hai.
OpenLinkProfiler tools par aap unlimited backlinks check kar sakte ho. Or kisi bhi website ki 1000 links ko .CSV format me download bhi kar sakte ho.
Unlimited Backlinks Check Karne Ki Best Free Tools – OpenLinkProfiler
Yeh tools aapko domain backlinks check karne ka sabse acha offer deti hai. Aap kisi bhi website ke unlimited backlinks check kar sakte ho. Jisse aapko apni site ke liye backlinks pane ka idea milega or aap bhi un site se backlinks recieve kar sakenge. Openlinkprofiler sirf trusted top level domain ka hi result show karta hai jinka LIS score hota hai. LIS ka matlab link influence score of any page. Ye tools 0% to 100% result show karti hai.
- Link Age: Is section domain age yani yearly backlinks details show hoti . Aapko kis sal kitne backlinks mile hai. Uske liye ye option bahut hi acha wayi.
- Country: Is section me coutry by country backlinks show hote hai.
- Link Alert: Agar aap chahate hai ki aapko new backlinks email notification mile to aap linkalert enable karkte hai.
- LIS distribution: Is section me aap high lis or low lis domain links dekh sakte hai.
- Pages: Jis site se backlinks mile hai usme kis kis page or post me aapki site ka link add hai. Is section me isi ke bare me jankari milti hai. Means site ke kis page me aapki site ke kis page ka link add hai.
Mujhe is tool ke bare me abhi abhi pata chala hai. So aap jyada jankari ke liye OpenLinkProfiler tools par visit kar sakte hai. But ek bat jaru hai, Backlinka pata karne ki ye ek bahut hi badhiya tool hai.
raj
Sir ji aap Focus Keyword Par Kya Likhte Ho or SEO Green Kaise Karte ho
Ravi Kumar
bhaiya jaise maine abc.blogspot.com se abc.com karunga, to abc.blogspot.com pe agar koi aate hai, to wo mere abc.com ka post to nahi na dekh sakte, agar wo home me jayenge,
mai samajh nahi raha hu, aage kya hoga
Jumedeen Khan
Uske liye aap abc.blogspot.com blog bana kar use apne main blog par redirect kar sakte hai.
Dilip
sir moderation me email I’d mang RHA h to jis se blog h bo email I’d dalu ya dusasri bhi dal sakta hu
Jumedeen Khan
Koi bhi id use kar sakte ho.
swapnil jambhale
Jumedeen Khan ji google AdSense ham contact kaise kar sakate hai
Jumedeen Khan
Aapki location ke aaspas koi google ki office ho to waha ja kar kar sakte ho.
prakash
sir
WordPress par aisa koi tool hai jise humare sabhi post ki langage language style change ho jaye WordPress ke sabhi post ki jaise jaise arial black ,algerian
Jumedeen Khan
Ha bahut hai. aap googlee font style plugin likh kar search karo.
dev
Bhayi meri Alexa 5 lac par h me ads ke liye try karu ya abi or Alexa kam karu..
Jumedeen Khan
Bilkul kar sakte ho.
surendra
bhai yeh toh purani backlink show karta hai koi esi site bataye jisse ham daily ki backlinks recive kar sake
Jumedeen Khan
Aap mere continue reader ho. iske bare me bhi jald hi post mil jayegi.
rupesh govardhane
i question ahe how to put floating menu bar in blog as you put in above live date and some menu and social networking etc pls tell me sir
Jumedeen Khan
You can read this post Blog Ki Left Side Me Floating Social Media Share Buttons Kaise Add Kare
surendra
bhai mene ek blog banaye he lekin uspar header image Laga raha hu to name or image ek saath aa rahe he aap samaj rahe he na plz muje ye bataye ki supportmeindia name ki jagah supportmeindia logo kaise add kiya? I’m waiting u r ans…
Jumedeen Khan
jab aap blog par header image upload karo to, niche diye 3 options me se “Instead of title and description” par select karo. description show nahi hogi.
Ankit Jha
Your alexa rank get improved very much keep it up bro ! Best of luck
Ravi Kumar
wau good site aapne ek achhi site ki jankari di thanks bhaiya,
but ye last updated wrong kyu batati hai
Jumedeen Khan
Koi bhi tools site ki fix jankari nahi de sakti hai, thoda bahut fark rahta hi hai.
Sahil kumar
अच्छी वेबसाइट के बारे में अच्छी जानकारी दी है।
Amit Kumar
Useful Information..
Dilip
jab koi mere blog par comment karta hai to comment apne ap publish ho jata h koi ESA upay hai ki jab me approve karu tab publish ho
Jumedeen Khan
Blogger dashboard>>settings>>posr and comment par jao or comments ke samne moderation enable kar do.
Dilip
sir Jo main comment karta hu mera photo nhi aata ESA kyo hai
Jumedeen Khan
Iske liye aapko apns photo gravatar par upload karna padega, ye post follow karo Gravatar Kya Hai or Gravatar Par Account Kaise Banate Hai
Dilip
Mubarak ho sir apka blog Alexa rank 1 lakh ke andar ho par
Jumedeen Khan
Thanks bro, sab aap jaise dosto ki hi meharbani hai.
Dilip
apki jankari to bahut achhi hai lekin Maine apki or bibhinn blog par back link ke bare me pada hai lekin aj tak back link dimaag me nhi gusa
ye kis k bare me hota h
Jumedeen Khan
Abhi aap new blogger ho dheere dheere sab sikh jaoge ye post padho Backlinks Kya Hai or Ye Blog SEO Ke Liye Kyu Jaruri Hote Hai
Mangal deep
hello jume deen bro, aapke website me jo left side me social share ke buttones ate hai bo kaise use kiya ho sake to plz mujhe uska script dijiye bro.
Jumedeen Khan
Mangal uski mere pas coding nahi hai. Maine wo WordPress plugin social icon se lagaye hai.
mahaveer jain
Very Nice Article Sir, ji,, Really like it software for checking Backlinks
surendra
bhai ek sawaal he ki Adsense ke ads jo hamari site par aate he un ads ke corner me cut ka options hota he too koi visitors un ads ko cut karta he to usse bhi hamri income hoti he kya?
Jumedeen Khan
Nahi usse koi income nahi hoti hai. Jab koi ads me diye links par click kare tabhi income hoti hai.