Backlinks Kya Hai or Ye Blog SEO Ke Liye Kyu Jaruri Hote Hai

Backlinks Kya hai or Blog me backlink kya kaam aate hai. ye question most important hai. Bcklinks search engine optimazation me kaam aate hai or search engine se better result pane ke liye backlinks bahut jaruri hai. har ek success blogger ya website owner backlink pane ke liye har ek way follow karte hai. is post me mai aapko backlinks ke bare me puri jankari hindi me or details se btaunga. plz read carefully belove content.

What are Backlinks and why need blog to backlinks

Blogging me success hone ke liye aapko search engine se acha traffic milna jaruri hai or search engine se acha traffic pane ke liye aapko backlinks ki jarurat padti hai. so backlink ke bare me aapko puri jankari honi chahiye.

Jis se aap ek din success blogger ban sako. is post me mai aapko backlink ke bare me details se bta raha hu. agar fir bhi aapko meri koi bat samajh na aaye to niche comment me puch sakte ho.

Blog SEO ke bare me mai allready article likh chuka hu jinhe padh kar aap blog SEO ko achhe se samajh sakte ho. aaj hum baat karne wale hai website backlinks ke bare me ki aakhir backlink blog ya website me kya kaam aate hai or ye itne important kyu hote hai. backlink ke bare me aapke jo bhi sawal hai. un sab ka jawab is post me mil jayega. bas aap post ko dhyan se padhiye.

What Are Backlinks – Backlinks Kya Hai?

Backlinks wo external link hote hai jo kisi or site par aapki site par aate hai. jaise koi meri site par aapke link par click kar ke aapki site par visit karega to aapko meri site ka backlink milega, ise hi backlink kahte hai. aapki site par total kitni other sites se visitors aate hai wo aapki site ke total backlink hote hai.

Mera matlab backlinks un links ko kahte hai jin par click kar ke audience dusri website ya blog se aapki site par aate hai. ek page se dusre page par jate hai.

Backlinks Kitne Tarah Ke Hote Hai

Mai aapko yaha backlinks ke kuch points bta raha hu. jinse aapko backlinks or jyada clearly samajh aa jayenge.

  1. Internal Links: Ye wo links hote hai jo hum post me apni hi dusri post ya page ka link add karte hai.
  2. External Links: Ye wo links hote hai jo hum kisi other site ka link apni post me add karte hai.
  3. Link Juice: Jab aap kisi website ki post ya page hyperlink karte hai to googlebots wo link follow karte hai or wo link juice pass karta hai. Ye link juice article ki ranking and domain authority improve karne me help karta hai.
  4. Anchor Text: jab koi aapki site ke text ko kisi or site se copy kar search kar ke aapki site par aata hai.
  5. Low-Quality Links: jab koi spam, trash ya anya kisi harvested sites se aapki site par aata hai.
  6. High-Quality Links: Kisi high quality site se backlinks milna jiski domain authority DA and page authority achhi ho like wikipedia.com se backlinks milna high quality backlink hota hai.
  7. No-follow link: Search engine se external links ko hide karne ke liye link me rel=”nofollow” tag ka istemal karte hai. Isse googlebots us link ko follow nahi kar sakte. Agar aap chahate ho ki aap kisi site ko backlinks do but google use follow na kare to nofollow attribute use karo.
  8. Do-follow link: Jab hume kisi website ko dofollow link dena hai or hum chahate hai ki google bhi use index kare to rel=”dofollow” tag use karte hai.

Ab aapko clear ho gaya hoga ki backlinks kise kahte hai. to ab hume janna hai ki backlinks blog SEO ke liye kyu jaruri hai.

Blog SEO Ke Liye Backlinks Kyu Jaruri Hote Hai

Website or blog ke liye backlinks bahut jaruri hai. backlinks se site ki popularty or value increase hoti hai. sath hi aapki site par jitne backlinks honge aapko utna jyada traffic milega. or aapki utni jyada income hogi.

Sabse badi baat aapki site par backlinks jyada honge to aapko search engine se jyada traffic milega. mai yaha aapko kuch important poins de kar samajha raha hu ki backlinks ki blog ke liye kyo jarurat padti hai.

1. Search Engine Fast Index Your Site

Search engine jab aapki site ko index karta hai to wo sabse pahle aapki site ke backlinks par focus karta hai ki ye is site par kaha kaha se traffic aata hai or ye site other kitni sites se judi huyi hai.  ya fir aap ispost me kis ki jankari de rahe ho. ayse me backlinks search engine ki help karte hai or search engine ko aasani se pata chal jata hai ki aapki post kis bare me hai.

Examplay aap YouTube ke bare me me post likh rahe ho to aap us post me YouTube ka link add karoge. to aapke post publish karne ke bad search robot jaise hi aapki post ko index karne ke liye review karega to use post me YouTube ka backlinks milega. isse search robot fastly samajh jayega ki aapki post YouTube ke bare me hai.

Bilkul wese hi agar YouTube ki jagah koi aapki site ka link apni post me add karega to aapko us site se backlinks milega.

2. Improves Search ranking

Jab search engine aapki site ko faster index karega to jahir hai aapki site ki search engine me achi ranking hogi. or jab aapki site ko kisi or site se backlinks milta hai to search engine un site ke search result ke sath aapki site ko bhi search me dikhayega. ise organic search ranking kahte hai.

Examply agar aapki site ko supportmeindia se backlinks mila hai to search engine me aapki site bhi supportmeindia ke result me show hogi. isse aapki site ki ranking badhegi or aapko search engine se or adhik traffic milega.

3. Referral traffic

Backlinks ka sabse bada fayda hai ki isse aapki site ka dusri sites se relation banega or aapko unse direct traffic milega. yani aapko dusri site se direct backlinks milega.

Examply jaise aapko https://www.supportmeindia.com/post-link ki jagah https://www.supportmeindia.com se backlinks milega to ise referral traffic kahte hai.

Search engine me top ranking ke liye ye bahut important hai or search engine referral traffic ko sabse jyada pasand karta hai. isliye aap apni site ki search ranking badhane ke liye dusre blogger se achhe contact banaye or unse jude rahne ki koshish kare.

4. Increase Alexa Rank

Blog ke liye alexa ranking kitni jaruri hai iske bare me mai Alexa Rank Kya Hai Alexa Rank Blog Ke Liye Alexa Rank Kyu Jaruri Hai post me allready bta chuka hu. backlinks se alexa ranking badhti hai or aapki site ki value badhti hai.

Agar aapki site alexa me top apr hogi to aapki site par 60% visitors to aapki site ki ranking dekh kar visit karna pasand karebge. by the way aapki site par jitne jyada backlinks hone aapki site ki alexa rank utni jyada increase hogi.

5. Backlinks Help You To Get Success

Blogging me success hone ke liye aapko apne blog par acha traffic chahiye or backlinks iska sabse acha tarika hai jo aapki ek tarah se nahi balki kei tariko se help karta hai.

Search engine result, website value etc. sab ke liye backlink kaam aata hai. so agar aapki site par ache backlink honge to aapko bahut jald blogging me kamyabi milegi.

I hope aapko is post me backlinks ki basic jankari mili hogi or aapko backlinks ke bare me thoda bahut samajh aaya hoga.

To ab aap agar mujhse puchoge ki apni website par backlink kaise badhaye to mai aapko kahunga ki aapv humari Blog Ke Liye Comments Kyu Jaruri Hote Hai post padhiye. isme maine commenting se blog ke liye backlinks kamane ki jankari hai. backlinks badhane ke abhi or bhi bahut tarike hai jin ke bare me hum aane wale samay me bat karenge.

By the way agar aapko is post se related koi sawal puchna ho to niche comment kar sakte hai. sath hi post ke bare me 2-4 linesbhi jarur likhe or is post ko facebook, google, twitter jaha bhi aap karna chaho share jarur kare.

Reader Interactions

Comments (116)

  1. Hello sir… kya backlink kharidna safe hota hai?

    • Yes danger ho sakta hai. Aap bad backlinks mil sakte hai first trust hone ke bad hi buy karo to no problem.

  2. sir ye backlink kaise add hogi , sir mai isko add kr rha tha tab isme ek form open hua jisme title , url , add kiye or niche bhi title , link de rakhe hai to sir us form ko full kaise bhara jayega plsssss. sir help me

    • Simple hai jo forum me pcuha ja raha hai wo details add karo.

  3. Jumedin bhai, plz check my blog.. daily page view 50-60 he… page view kaise badhau

    • Blog ka design sahi karo.

  4. 1. Apka blog par comment kar raha hu to 5 visitor apka blog se mera blog par araha hai to mera back link kitna hoga 5 ya 1 ?

    2. Mera Food blog hai. mujhe kaha se back link pane ke liye try karna chahiye ?

  5. Agar Koi Aapko Comment kar ke Kahta hai ki ” Mere Blog me mujse koi mistake to nahi Ho rahe, Please aap Aap check kar ke bataye ” To usne comment me Apna Blog URL diya hoga aap waha click kar ke uske blog pe jayenge to kya Uske liye Ye Referral Traffic Hoga…?

    • Yes milega but tabhi jab wo user pahle post ke bare me kuch line slikhega direct blog check karne ke liye kahne se backlinks nahi milega. check this post Blog Ke Liye Comments Kyu Jaruri Hote Hai

  6. Bahut Shi h Bro
    Thanks for sharing This information 🙂

  7. hello , sir aapki sari post bahut hi informative h , maine isse bahut kuch seekha .sir maine v ek education blog taiyar kiya .ar m chahta hu ki ek baar aap usse jarur dekho , jisse ki m uski kamiyon ko door kr sku , mera blog netkafanda2016.blogspot.in h, plz plz plz ,,, aap jarur dekhiye..

    • Aap blog ki tempate change karo blog ko sahi se design karo.

  8. Supup article!
    Aapka sabhi article ekdam best hota hai. Maine approx 70% aapki sabhi post ko read kar chuka hu. Phir bhi mera 6 question hai-:
    1. Aap backlinck paane k liye kya karte hai ?
    2. Aap backlinck paane k liye kis-kis site par comment karte hai?
    3.Aap Wikipedia se backlink panane ka koi method ya post bataye. ya likhe.
    4. Aapne kaha jab hum dusaro ki site par comment karte hai to hume backlinck milta hai but aksar readers humare comment ko read kark next comment read karne lagte hai. Aor backlinck to hume tab miliga jab wo humare comment par click karenge. But aksar visitors ye nhi karte . To backlinck kaise milega?
    5. Maine ye comment kiya aapki site par kiya to kya mujhe iska backlinck milega?
    6. Dusaro ki site par jab hum comment karte hai to waha par humare site ka link ban jaata hai. To visitors ko kaise pata chalega ki ye comment se hum comment kiye huye k site par jaa sakte hai?

    • 1. Abhi tak kuch bhi nahi kiya reader mere blog ka link ane blog me add karte hai usse hi backlinks milta hai.
      2. kisi par bhi nahi.
      3. aap achha work karo wkipedia par aapki site or aapke bare me likha jayega.
      4. user aesa tabhi karenge jab aap post ke bare me achhi comment karoge.
      5. mushkil hai kyuki ye post se unrelated hai.
      6. wo aapke name par click karke aapki site par ja sakta hai.

  9. Bahut badhiya jume bhai….Achhi post hai..

  10. Dear Sir Appki blog mene padi mujhe bahut acchi lagi me sir ye janna chahta hu ki backlinks k liye konsi best sites se jyada traffic milta h

    So plz tell me some best sites name.
    Thanks

    • Backlinks ke liye sabse better site ki bat kare to wo hai wikipedia, agar aapko isse ek backlinks mil jaye to wo 100 backlinks ke barbar hai. Baki apni site se related backlinks milna better hai.

  11. shukuriya sir buhat achi post hai.sir mujhe ap se ak question hai.mijhe blog mai phle free domain tricksworld.tk tha.ab mai ne godaddy se new domain liya techtricksandtips.org. but mai sab traffic.ore backlinks kho chuka hu.aisa kyun huwa plz mujhe kuch help chahe.oer ap ak bar mari site check karo plz

    • Aap dono hi work galat ki kiye hai. First .tk jo ki popular domain nahi hai .Second aapne .mk domain liya hai is par bhi traffic nahi milega. Mai aapk osuggest karunga ki .com, .org domain use karo.

  12. bachlinks ke baare me aapne bahut hi achhi jaankaari di par ek baat puchni hai aapse ki agar mai google plus ki communities par apni post daalta hoon link dekar to vo kis backlink ki category me ayegi aur isse meri site ki ranking me koi bad impression to nai parega?

    • Wo google.com ki categories me aayegi. Means aapko google,com se backlinks milenge. Nahi isme koi problem nahi hai.

  13. Nice post bht achi information de aap me.

  14. Hey Jume Deen,
    Awesome post buddy,
    You made it really easy to understand how to get quality Backlinks for my blog. Now we can get unlimited free Backlinks for our blog. You helped me alot so I just wanna say thanks to you.
    Thanks for sharing this info with us.
    Thank you

  15. Very good post dear I hope ap is tarhaan ki help karty rahain gay szrnfx ap ki is koshish per ap kp bohat bohat Mubarak daita hai

  16. bhai backlink submit krne ki koi sites h kya.
    orr Ye SEO se post ka kaya matlb h

    • Ha bahut hai. Mai bahut jald iske bare me post karunga. SEO ka matlab hota hai search engine optimization yani search engine friendly post likhna. SEO post ke liye isliye jaruri hota hai ki humari posr jitni jyadaa SEO friendly hogi. Hume search engine se utna jyada traffic milega. Or ye bar aap bhi jante hai ki jab aapki site par google search engine se traffic nahi aayega to site par traffic na ke barabar hoga.

  17. jumedeen bhai
    agar hum (External links) kisi doosre ka links apni post me dalenge to isse hume kya fayda hoga.
    ya aisa nahi karna chahiye koi problem bhi ho sakti hai.
    plsssssss bataye.

    • Blog me external links add karne se aapki site ki alexa rank yani ranking or value increase hoti hai.

  18. mujhw apki ye post bahut pehle padh leni chahiye thi but mujhe time nhi mila brother or ek mahine se bloging bhi nhi kar paya hu. ab me apse thoda ye janna chahta hu meri site ko 40 day ho gaye he or 19 posts he or 2000 page views hein or abhi tak bahut kam traffic he 70-100 tak today page views hote hein kya aap check kar sakte hein meri site me kya kami he but mene ek mahine se blogging ishliye nhi kar payi mujhe paise ki jarurat thi and kam karne bhar jana padha.

    • SEO follow karke post likha karo.

  19. Sir jaise main dusre blog per comment karta hu Toh Mera phooto nhi aata kuch cartoon sa aa jata hai jabki Maine gmail per profile set kar rakhi hai Aap Mujhe btaye kyo nhi aata hai

  20. jumedeen aapne apni post ke bich me heading me ye blue colour kaise use kiya

    • iski alag se coding banani padti hai. mujhe isme 2 hours ka time laga hai.