Aaj har koi android mobile use karta hai. Lagbhag har kisi ke pas smartphone mil jata hai. Android mobile ke secret codes se aap bahut se ayse kaam kar sakte ho jo generally possible nahi hote hai. Is post me mai aapko adroid phone ke working best hidden secret codes ke bare me bta raha hu jo aap sabhi android user ke bahut kaam aayenge.
Internet par mobile secret codes ki bahut jyada demand rahti hai or all android user inke bare me janna chahate hai. Visitor google me ye topic bahut search karte hai par is post ko padhne ke bad aapko adroid ke liye koi bhi USSD code search karne ki jarurat nahi padegi.
- Android Mobile Ki Screen Record Karne Ke Top 7 Free Apps
- 2024 Me Sabse Jyada Pasand Kiye Gaye Top 5 Android Apps
Yaha mai aapko jin android symbolic or numeric secret codes ke bare me bta raha hu wo sabhi android mobile me work karenge but ho sakta hai kisi specific device and system me kaam na bhi kare. But aap inhe try jarur kare.
Table of Contents
100+ Best Android Secret Code List, Android Phone User Ke Liye
Ye secret ocdes user ko android devices ki setting karne or comman information pata karne ke liye hote hai jo direct numbric code type karne par report show karte hai. Kisi bhi andorid mobile ke bare me ya uski battery ke bare me jankari lene ke liye aap in USSD code ka istemal kar sakte ho.
1. Common Android Secret Codes
- Factory restore setting:- *#*#7780#*#*
- Clear all application and data:- *#*#7780#*#*
- Remove Google account setting:- *#*#7780#*#*
- Remove System, application data and settings:- *#*#7780#*#*
- OTA update menu:- *#8736364#
- Data usage status:- *#3282*727336*#
- Data create menu:- *#273283*255*3282*#
- Software and Hardware Info:- *#12580*369*
- Let you know Ciphering Info:- *#32489#
- Used to know Battery Status:- *#0228#
- Used to display product code:- *2767*4387264636*
- For Google Talk service monitoring:- *#*#8255#*#*
- Opens file copy screen where you can backup your media files like (images, videos and audios):- *#*#273283*255*663282*#*#*
- Create backup to all your media files:- *#*#273283*255*663282*#*#*
- Enables the direct power off without asking for selecting any option (silent mode, Aeroplane and power off):- *#*#7594#*#*
- Changing the power button behavior:- *#*#7594#*#*
- Update camera firmware option:- *#*#34971539#*#*
- Get camera information:- *#*#34971539#*#*
- Information about mobile camera:- *#*#34971539#*#*
- Battery information:- *#*#4636#*#*
- Phone usage detail:- *#*#4636#*#*
- Phone basic information:- *#*#4636#*#*
- You can run and change various tests and settings in the service mode:- *#*#197328640#*#*
- Used to enter into Service mode:- *#*#197328640#*#*
- Enabling test mode for service activity:- *#*#197328640#*#*
- Reinstall the firmware:- *2767*3855#
- Remove all files and settings including the internal storage:- *2767*3855#
- Used for factory format:- *2767*3855#
2. GPS Bluetooth & WLAN Test Android Codes
- WLAN Test:- *#*#526#*#*
- WLAN Test:- *#*#232339#*#*
- WLAN Test:- *#*#528#*#*
- For quick GPS test:- *#*#1472365#*#*
- Displays/Shows WiFi MAC address: *#*#232338#*#*
- Different type GPS test:- *#*#1575#*#*
- Bluetooth test:- *#*#232331#*#*
- Displays Bluetooth device address:- *#*#232337#*#
3. Factory Tests Secret Android Codes
- LCD test:- *#*#0*#*#*
- Packet Loop-back test:- *#*#0283#*#*
- Audio/Melody test:- *#*#0673#*#*
- Audio/Melody test:- *#*#0289#*#*
- Vibration test and Back Light test Device test:- *#*#0842#*#*
- Displays Touch screen version:- *#*#2663#*#*
- Touch-Screen test:- *#*#2664#*#*
- roximity sensor test:- *#*#0588#*#*
- RAM version:- *#*#3264#*#*
- Real time clock test:- *#0782#
- Light sensor test:- *#0589#
- Quick test menu:- *#7353#
4. Firmware Version Information Secret Codes
- GCF mode status:- *#3214789#
- NAND flash serial number:- *#03#
- Shows Build time changelist number:- *#*#44336#*#*
- PDA, Phone, CSC, Build Time, ChangeList number:- *#*#44336#*#*
- System dump mode:- *#9900#
- Debug dump menu:- *#746#
- RIL dump menu:- *#745#
- USB logging control:- *#872564#
- USB 12C mode control:- *#7284#
- Diagnostic configuration:- *#9090#
- RF band selection:- *#2263#
- PDA and Phone firmware info:- *#*#1234#*#*
- Firmware Info PDA, Phone, H/W, RFCallDate:- *#*#4986*2650468#*#*
- FTA Hardware Version:- *#*#2222#*#*
- Let you know about FTA SW Version:- *#*#1111#*#*
5. PDA and Phone Secret Codes
- Field test.:- *#*#7262626#*#*
- View phone lock status:- *#7465625#
- IMEI number:- *#06#
- Enables voice dialing logging mode:- *#*#8351#*#*
- Disables voice dialing logging mode:- *#*#8350#*#*
- HSDPA HSUPA control menu:- #301279#
- Execute from Emergency dial screeen to unlock PUK code:- **05***#
6. Other Android Secret Codes
- Galaxy S3 service menu:- *#0*#
- Lg Optimus 3D hidden service menu:- 3845#*920#
- LG Optimus 2x hidden service menu:- 1809#*990#
- Motorola DROID hidden service menu:- ##7764726
- The default SPC password is six zeroes:- ##7764726
- When prompted for a code enter six zeroes:- 1809#*990#
- When prompted for a code enter six zeroes(000000):- 3845#*920#
I hope upar diye android secret code all devices me work karenge aap ek bar try jarur kare. Ho sakta hai kuch android phone me ye secret code work na kare to aap us code ko ignore kar sakte ho. Mai aapko suggest karunga ki aap in codes ko catefully use kare taki aapko koi problem na ho. Developer ka kahna hai ki secrets code se android mobile system me serious changes hote hai isiliye aap inhe own risk par hi istemal kare.
- Apne Android Phone Me 2 Whatsapp Account Kaise Use Kare
- Smart Phone Ki Battery Life Badhane Ke 10 Android Apps Battery Saver
Agar aap android mobile use karte ho to in secret codes se aap apne phone ke bare me aysi bate jan sakte ho jinke bare me aapko shyad hi pata ho. Ye secret codes anfroid phone ke bare me wo sab btate hai jo hum simple tarike se nahi jan sakte. Agar aapke pas inke alawa android phone ke koi or hidden secret code ho to aap comment me share kar sakte ho.
Agar aapko is post me helpful information mile to is post ko social media par apne friends ke sath share jarur kare.
Kamlesh
Sir ye codes har ek smartphone me kaam karega please reply me siir
Divya
Most useful information thank you sir
Faiyaz Ahmad
ज़बरदस्त जानकारी ..भाई बहुत काम की जानकारी दी है आप ने इस पोस्ट में मुझे Used to know Battery Status का code और Phone basic information का code बहुत काम का लगा और मैंने इसको कॉपी कर लिया है
Muhammad yaseen
Sir *#0228# as code pe kuch amaj me ni arha as ka mtlb kia he g
Jumedeen khan
Isse mobile battery ke bare me pata kar sakte hai.
surendra rai
Micromax smart Fon ko chalu Karne par powared by Android likhta hai iske Siva screen par Kuch nhi aata kripya Hal Kare samasya
Ashish
thanks for this awesome information. now days android phone on every hands. this amazing codes useful for all users. i checked many codes on my phone. its working.
Sanskar Srivastava
Hello sir mai Electronic technology ke threw song banata hu .but kis site per upload karu please help me….
Harshit Raikwar
hlp me sir
Agar mai kisi ki Credit Link bhi deta hu… To usme mera ek question h…
Example:- Mujhe gettyimages.com ki credit link deni h.. okkk
Per me ye bhi chahta hu ki mera Traffic mere paas hi rahe… To me sirf GettyImages sirf aisa hi akela likh deta hu jisse ki mere traffic mere pass hi rhega aur credit link bhi ho jayegi…
To bhai ye btao ye si h ? feedback 2
Jumedeen Khan
Harshit aapka original traffic aapke pas hi rahega. Aapke kisi or site ka link add karne ka matlab ye nahi hai ki user uski site par jane ke bad aapki site visit karna band kar denge. Main post me already bta chuka hu ki 50,000 temporary traffic se 10,000 original traffic sahi hota hai.
Harshit Raikwar
bro mujhe ek question h .. . mera ek blog h xyz.com wo renew karaya h ppichlle month me…
per me apne blog ka name Change krna chahta hu Abc.com
problem ye aa rhi h ki mujhe dusra domain buy nhi karna bas transfer krna h… aap Please meri hlp kren aur Idea dein… I need hlp…
Bas mujhe apni website ka name change krna h …
Jumedeen Khan
Bina domain buy kiye apa use transfer nahi kar sakte.
Harshit Raikwar
Jummedin bhaiya mujhe apki Comment policy Foooter me achhi lagi .. mene se pdha… to me chahta hu ki jo bhi apne comment pplicy me likha h wo me copy krlu…
To usse apko ya mujh ko koi Problem ho sakti he kya ???
Jumedeen Khan
Nahi aap apne blog ke liye apne hisab se comment policy banao.
Harshit Raikwar
uss website ne poora poora copy kiya he mera… aur agr me report nhi bhi kru to koi Problem mujhe ho skti he kya google se ???
Report kese kru Dmca per paste link here ,,,,
Jumedeen Khan
Problem to hai aapki post google me top par show nahi hogi.
Harshit Raikwar
bro per usse mujhe Koj problm to nhi hogi na aur aap btaye ki DMCA me report kese karu ??? link snd kriye…
sir kuchh bhi ho jaye koi hmara blog bnd nhi krwa skta na pehle hmaare paas ek Warning jarur ayegi na…
Answering fast
Jumedeen Khan
Agar aap sahi report karoge to koi problem nahi hogi.
Harshit Raikwar
Bhaiya mene apna 1 Article public kiya tha per ussey ek badi website ne Copy kr liya pura pura… Times of Education he wo website… To mujhe smjh nhi aa rha ki me khush hu ya dukhi
Jumedeen Khan
Aap google DMCA forum me uski report kare.
Harshit Raikwar
Bhaiya Getty Images Free Stock Image Ki site he kya ???
Aapke hisaab se 1 best free stok image site bataye ??
question:- 3,,,
bhaiya jese mene 1 topic per Article likha per mene 12 sites se Idea Leliya… aur wrote kiya.. Per mene unki Subheading wohi use kari jo English waali me thi to kuchh changes kru kya ?? per mene pehle Seekha aur jitna smjh aaya use apne hisab se likha bt not copy ?? appp batao??
Jumedeen Khan
Yes ye free photo use karna allow karti hai. Ye post check karo top free stock images websites
Yes bilkul change karo kisi ki heading copy nahi karte.
Harshit Raikwar
bro mene 1 post likha to mene kuchh websites ke subheading ek copy me likh liye aur fir usse apni site per daala… Per mene jo bhi wo chhoti waali Headings thi uska translate bilkul nhi kiya Sirf usse thoda samjha aur apne Experience aur apne Level per hi likha to kya ab me perfect hu ?
Ab aap suggest kro isse mujhe google se koi problem to nhi …??
mene 1 articals ke liye thode thode Subheading Points Selct kiye aur un per EXplaination kiya…
Per subheadings English me hi likhi he mene apni bhi Site per To kya me Unko Hindi Me hi likhu ???
Jumedeen Khan
Bilkul nahi aapki post copyright ho sakti hai.
Harshit Raikwar
bhaiya jese ki apki Alexa Rank me Date Mention ho rhi he wo mere me bhi ho rhi he per Apki updated he aur meri 4,5 din purani date show ho rhi he aap batao ??
Jumedeen Khan
Page ko refresh karo update ho jayegi.
Dev
Sir mera question is post se bilkul bi sambandhit ni h.. But plz help me..
Sir mere pas hp pevallion g ka laptop h means akhilesh yadav vala.. To agar mai isme window 8 daalu to lappy pe koi bad effect to ni padega.. Means hang vagairah… Aur sir kya window 8 install karne ke baad jo mera window 7 me data pda h vo to dlt ni ho jayega.. Plz help me.. Nd ho sake to aap window 8 kaise dalte h ispe ek blog bi likh dijiye nd pendrive ko bootable kaise banate h is pe bi..
Jumedeen Khan
Dev behtar hoga ki aap iske bare me kisi computer engineer se bat kare. I mean kisi shop par jo windows dalte hai.
Harshit Raikwar
bhaiya aapne bola tha ki United States ke Keyword use kro to Jyada Fayda hoga…
Per problem ye he ki mene bus Permalink me English Keyword use kiya aur uska hindi translate Title use kiya per….
Hindi Title use karne per hi site google per aa rhi he… English permalink use karne per nhi aa rhi…
Suggest kro ap…
Aap mujhe ye btaye ki aap English Keyword kaha kaha use karte ho ?
Jumedeen Khan
Harshit main aesa kahi nahi bola aap content ko carefully padha karo. Post aapko un topic par likhni hai jo UK or USA me popular ho. Tabhi aapko waha se traffic milega or post english me likhni hai.
Harshit Raikwar
bro aap pehle Post ka Title Decide krte ho ya fir likhte ho
ya pehle Article likhte ho fir post title decide krte ho..
Jumedeen Khan
First me post ka title decide karta hu uske bad content likhta hu.
Harshit Raikwar
bhai ap post likhte ho to kis page per likhte ho Direct Blogging ke Post Editor me ya MicroSoft Word me…
aap mujhe ye batao ki likhne ka Writing ka Size kya hona chahiye konsa bst he ?
Jumedeen Khan
Main direct blog post editor me post likhta hu. Koi writing size nahi hota. Aapko font size set karna hai wo aapki template me already set hota hai.
Harshit Raikwar
Bhai aap batao jese ki meri ek website he aur ek mere frend ki bhi he ….
question :- Mene facebook group banaya he to Admin me hu to kya mujhe apne uss frend ko bhi Admin banane me koi problem hogi??
Work dono ka ek hi he….
To ussey bhi Admin bana kr koi problem ho sakti he baad me ?
Jumedeen Khan
Agar aapko us par wishwas hai to aap use admin bana sakte ho.
Harshit Raikwar
Bhaiya ap btao ki humaare blog per kisine comment kiya fir baad me last me usne apni website link xyz.com likh di faltu ke liye …. to us cmnt se hme problem hogi kuchh ?
Jumedeen Khan
esi comment ko delete kar do.
Harshit raikwar
Bhai Hume Facebook me kitni baar Artical Link share karni padegi jisse ki Facebook ko koi problem na ho kyuki jayaada baar link paste karne se Sirf link share hoti he fir Photo nhi dikhti…
to bhaiya aap batayen ki hum minimum kitne groups me kitni baar kr sakte he jisse ki Photo Link waali problm na ho…
Jumedeen khan
Iski limit nahi hai par jarurat padne par hi kiya karo.
Aap daily 10-20 group me hi post share karo.
Harshit Raikwar
bro jaise ki hamane blog me Longtail Keyword use kiya he to us Longtail Keyword ke alawa hume Related Keywords bhi use karme chahhiye ?
Jumedeen khan
Hum har post ko ek targeting keywordfs par focus karte hai or keywords se mil kar hi long tail keywords bante hai. So aapko sirf wohi related keyword use karne hai jo jaruri hai extra nahi.
Harshit Raikwar
bro jaise ki mene Shutterstock se Direct photo download kari per me iss pic ko apne blog me use krunga aur fir Likhunga ki….
Credit:- Shutterstock
per ye link nhi hogi sirf Likha he kewal to koi problem ayegi
Jumedeen khan
Agar shotterstock ko usse problem ho to bilkul hogi.
Harshit Raikwar
Sir ye Ads widget means Advertisement ki bol rhe he aap ??
Sir yadi Adsense Dissaprrove bhi ho jaye to iska Alternative/ ya iski takkar ka konsa he ads network ?
Jumedeen khan
Any affiliate use karo,
Harshit Raikwar
Bhaiya aap mujhe naam se mention krdo ki Header me Konsa Widget aur Footer me Konsa Widget use karna he ???
Aur background kaha se change karte he ??
Jumedeen khan
Harshit, aapko blog ke header me ads widget lagan ihai, second footer me aap other bahtu sare blog par dekhte ho unme se jo aapke liye better ho wesi widget add karo.
Harshit Raikwar
Sir kai logo se mene suna he ki Hamara Adsense Dissaprrove Ho Gaya…. Per aisa kyu hota he ??
Jumedeen khan
Adsense policty folloow na karne par aesa hota hai.
Harshit Raikwar
bhai achhe se kaise karu aap naam se bata kar Mention krdo mene apni taraf se poori koshish kr li he…
Jumedeen khan
Header or blog footer me jaruri widget add karo. site ka background color change karo.
Harshit Raikwar
bhaiya mujhe ye btao ki dono me se best kya he :–
1. Facebook popup
2. Email popup
jisse traffic me changes ho ??
aur aap meri ye website check karen aur bataye kesi he aur kya changes krne padengay ??
hindimehealth.com
Jumedeen khan
Dono important hai. Email marketing jyada important hai. Badiya hai Bas aap thoda blog ko or achhe se design kar lo.
Harshit Raikwar
Bhaiya me ye chahta hu ki meri website me log aaye to unka thodasa manoranjan bhi ho jaye…
yo mera question ye he ki Me ek JOKE ki category bana leta hu per problem ye aa rhi he ki wo joke kaha se milenge jisme copyright ka dar nhi rhe
Jumedeen Khan
Mere hisab se aap aesi koi category mat banao. Isse aapke blog ki vaue down hogi.
Harshit Raikwar
bhai me blogger per hu mujhe ye jaanna he ki Konsa Commenting System Achha He BloG Per ?
1, Google wala jo pehle se hota he..
2, Facebook Plugin comment system
3, Disqus Comment System…
which is best aap thoda jarur batayen aur konsa mobile Freindly bhi achha h..
Ya to koi dusra aap batao ??
Jumedeen Khan
Disqus Comment System
Harshit Raikwar
Umesh Sir,,,,
Meri website chek kren hindimehealth.com lagbhag designing poori ho gai he bus ek problem yhi he ki jitni bhi post he wo poori ek hi baar me show ho rhi he Full Articals ke saath….
Layout ki jo wo setting hoti he mne wo bi krli…
Number of post ;- homepage er kitni post dikhaani he etc etc….
Layout me Left side waale jitne bhi options hote he mene sabhi kar liye per hua kuchh nhi…
ha ek baat aur pehle mere se Template ki Coding kharab ho gayi thi to fir me New download kari to bhi wo sahi nhi hui uski Coding…
To fir mne English site se pada aur Template ko pehle ki tarah Default kar di,,,, jaha bohot saare option aate he format template edit template etc….
Uske baad se hi aisa ho rha he baaki meri template ki kharab coding sahi ho gayi he bus ab
Yahi problem lasst bachi he ki Puri Post Ek hi page per Full Decribe ho rhi he… to ab me kya karu.. layout se kuchh nhi ho rha … Template me hi kuchh karna padega
Jumedeen Khan
Aap template ki coding edit karke sabkuch bekar kar diya hai. Aap template change karo ya fir se template upload karo.
jiteash
sir kya aap mujhe bata sakte he ki kisi mobile number ki call statment kese nikale
Harshit Raikwar
bro jo pehle se Template per promotion wala Email Newsletter aata he to usko kaise Remove kare mene kiye per mijhse nhi hua me apko uski Coding send kr deta hu..
Email NewsletterSubscribe to our newsletter to get the latest updates to your inbox. ;-)Your email address is safe with us!
Aaap please jarur batao,,, jldi
Jumedeen Khan
blog layout me jao or us widget ko delete kar do. Agar nahi kar pao to us widget ke title par right click karke uska uski id pata karo or blogger template me ja kar uski id ke samne true ke jagah false likho, Ab setting save karke fir se layout me jao widget remove karne ka option mil jayega.
Harshit Raikwar
bhaiya ye batao ki …
Yadi hamari Website band bhi ho jaye aur hamare paas uska backup bhi ho us band site ka to dowara se hmmm use pehle ki tarah Operate kr skte he ? without Adsense problem?
mujhe ye batao bhai ki WordPress per hamara jyada control rehta he toh Google kabhi site band nhikr saktana hamari ?
thoda detail me batao bhai…
Jumedeen Khan
Ha kar sakte hai.
Ha WordPress site ko google delete nahi kar sakta but AdSense or search engine se ban kar sakta hai.
Harshit Raikwar
Bhaiya mujhe ye bata do ki Traffic badane ke liye in me se konse tarike best he suggestion dein…
1. Yadi jo Keyword/ vo artical jo jyada search kiye jate he google per…
2. Ya hum kuch new kare visitors ke liye..
dono me se konsa best trika he help kare..
Jumedeen Khan
Dono important hai but dusra tarika jyada better hai.
Harshit Raikwar
bhaiya blogger per kisi karanvash hamari site band bhi ho gayi to hum kar kya sakte he ?
Yadi hum template change karte he to hamare dwaara usme add codes kya hat jayenge ?
Jumedeen Khan
Aap google se contact kar sakte hai.
Harshit Raikwar
sir regular hum starting se blogging kare sincerely hoker to success hame kitne months me mil sakti he…
Jumedeen Khan
Aap kitne din me success banoge ye aapke talent par depend karta hai kisi ko salo lag jate hai or koi kuch dino me hi success ho jate hai.
Harshit Raikwar
bro mujhe ye puchna he ki jo bhi Royalty Free Stock Photos hoti he to jab hum unhe download kar lete he to Unka attribut image me hi hota he unka site link image per display hota he to usse kuch problem ho skti he ya other organic traffic per changes kuch ho sakte he ?
Jumedeen Khan
Aap us links ko remove kar diya karo taki aapke reader us site par na ja paye.
Harshit Raikwar
approx bro hamara ek paragraph kitne WORDS ka hona chahiye jisse ki readers padna chahe ignore na karein me 50 se 60 words use karta hu jisse saamne vaala padne ki ikchha bhi rakhe aur aap batayein aap kitne use karte ho ?
Jumedeen Khan
SEO ke hisab se paragraph 200-300 words ka hona chahiye. Bak iaap apne hisab se use kar sakte ho.
Harshit Raikwar
Mujhe blogging se itna lagav ho gaya he ki mera 16 july se college reopen ho gaye he aur mera bilkul bhi vaha jaakar time waste karne ka man nhi he…. Normally bhaiya jo log apni job job 8ghante aur 10 hours tak dusro ka kaam karte he to sabse badiya yahi he ki apna bussiness Blogging hi karo…. aur me to isse kar ke bahut khush bhi hu….
Harshit Raikwar
Per sir jo photos free website per nhi mil rahi aur paid site se leni nhi he photos to iska koi aap solution de sakte he ?
Yaa aapke according best se best free stock ki site bataye ??
Jumedeen Khan
Google me freee stock image likhoge to bahut si site mil jayegi. Mai aapko yahi advice dunga baki aapki marzi aap jo chaho karo.
Harshit Raikwar
bro mene privacy policy page bana liya per ye batayein use Menu Bar me kese add karu …. aur menu bar kya hota he… Serprank site se banaya he….
Aur mujhe ek problem he ki Mere site k sidebar me faltu ke Options aa rhe he jabse yahi wala template use kiya he mene…. To kya mujhe template change karna hoga ?
Isme Service about contact facebook twitter google about home inko hatana he aur ekdum last me CREATED BY SORA TEMPLATE AND BLOGGER TEMPLATES
DISTRIBUTION BY gooyabi template jesi cheezen likhi hui he ab aap bataye in sab cheezo ko kese hatau… template me bhi mene search kiya to kuch bhi inka naame show nhi ho rha ek baar aap check jarur kare meri site ko hindimehealth.com he…
Mujhe bhaiya ye bhi bataye ki image ko use krte time jab hum usme Keywords use karte he To Title Me aur Alt Tag dono me karna compulsory hota he kya ?
yadi ek se jyada photo use kare to usme bhi vahi Keywords use karna chahiye ?
Bhaiya yadi me google ki hi photo lu aur photoshop se us photo per thoda bohot kuch likh du to vo photo edited kehlayegi per isme kya karna hoga mujhe kuch??
ye jo bro picmonkey ya canva jo bhi online photo deti he vo kesi hoti he unko direct use kare to kesa rhega ?
Jumedeen Khan
Aap sabse pahle template change karo or privacy policy ka link footer me add karo.
Aapko template me se jo bhi remove karna hai uske liye aap template me ja kar us word ko search karke remove kar de.
image ke bare me ye post padho Blogger Images Ko SEO Friendly Kaise Banaye
aap google me se photo use karoge to wo copyright ho sakti hai. so aap free stock image offer karne wal isites se photo use karo isme koi problem nahi hai.
Harshit Raikwar
Bhaiya mene ek post me 4 5 images use kri he per vo kuch hi KB 12 14 ki hi he to mujhe kuch krna hoga ?
Aur photo ka size aap kya rakhte he ussme kuch options aate hena jese ki Normal small large extra large to hume konsa use karna hoga ?
Jumedeen Khan
Nahi kuch nahi karna hai photo ka size normal rakha karo.
Harshit Raikwar
bhaiya ek example se apko samjhata hu yadi galat ho to batayein…
Jese ki hamne google per search kiya ki…
8 Things that Attract Mosquitos Facts you Need to Know
Ab ye poora English me he…. Aur yadi me issi cheez ko Hindi language me likhna chahu to likh sakta hu….
Haa per me thoda apna content Change ker dunga jese ki MOSQUITO AAP KE GHAR ME KYU AATE HE KYA AAP JANTE HE ??
Ab issi cheez ko mene thoda change ker diya….content thoda alag ho gaya…
ab rahi baat post ki to yadi asities English ke jesa likha to ye cheating ho jayegi To kuch points upper neeche ker deta hu… Aur koshish ye karunga ki thoda alag likh saku jisse ki Copy na lage… apne man se add karunga thike bhaiya…
To problem ye to nhi hogi ki ye to translated he… Yaa baad me kuch dikkat aaye aap jrur batayein?
aur aap keh rhe he ki jo English vaali post he to hum use post ki photo use kar sakte he to koi problem nhi hogi yhi keh rhe ho aap ?
Yadi isme mujhe kuch changes karne ho to vo bhi aap batayein….
Jumedeen Khan
Nahi mai aapse nahi kah raha hu ki aap kisi english post ki images use karo. na hi aap jo bta rahe ho uski mai aapko salah dunga. Mai aapse kahna chahunga ki aap kisi ki bhi post copy mat karo. Agar aap kisi topic par post kar rahe ho to pahle uske bare me internet par ek se jyada articles padho uske bad apne dimag se decide karo ki kya better hai fir bina kisi ki post dekhe post likho.
Harshit Raikwar
Aap jiske bare me post likhte ho usi ki post use kiya karo…… Sir ye apne jo likha he thoda explain ker ddein me samjha nhi ache se …
Jumedeen Khan
Suppose aap google ke bare me post likh rahe ho to google ki hi post use karo. Isi tarah aap jiske bhi bare me post likho usi ki site se photo use karo isme aapko koi problem nahi hogi.
Harshit Raikwar
per sir yadi mene asa kiya bhi to kisiko kese pata chalega ki mene kharidi he ya free he ?
Mujhe Ac ki photo chahiye to aap bataye me aur kaha se le sakta hu itni websites dekhi mene per un per nhi mili aap batayein?
sir me blogefmr platform per hu mene DISQUSS comment box lagaya he kyuki vo normal vale se acha dikhta he to koi dikkat hogi kya usse ?
Jumedeen Khan
Aap jiske bare me post likhte ho usi ki post use kiya karo ya khud image create kiya karo nahi koi problem nahi hai bahut se log disqus comment form use karte hai.
Harshit Raikwar
bro me link share ker raha hu fb per to sirf akeli link Share ho rhi he Photo show nhi ho rhi sistemetic tarike se to me ab kese karu share taaki foto ke sath artical dikhe?
Ek website he gettyimages.in mene yaha se ek photo li he per ek problem he ki yadi me download ker rha tha to photo dusre page me khulne ke baad usme website ka name likha as rha tha us ka..to mene ek cheating kari ki us browser se press kerke download kerli to ab mene apni site ka naame daal diya photo ke upper to suggestion dein aap… Ek option aur aa rha tha ADD TO CART ka ahr dusra option tha download ka… per ye free stock photos ki site bhi he to bataye mene kuch galat kiya ?
Jumedeen Khan
Jab hum facebook par limit se jyada link share karte hai to aysa hota hai aap kam link share kiya karo.
Simple hai aap paid photo ko free me use kar rahe ho jo allow nahi hai. Aapko aysa nahi karna chahiye.
Harshit Raikwar
bhaiya mujhe apse ek koshion he ki paper me thoda bohot ek artical likha hua tha to mene
bada chadakar 1135 word ki post likhi per unka kopy bilkul ni kiya ha per idea jarur liya thoda bohot to ab aap batayein usme mene bohot mehnat ki likhne me aur sochne me …
Jumedeen Khan
Koi problem nahi aapne wo article copy nahi kiya hai. Aapne sirf usse sikh kar apne thoughts likhe hai.
Harshit Raikwar
Sir me Free stock ki photos use kar rha hu to mujhr koi baad me problem to nhi hogi ?
Aur me chahta hu ki un free stock photos per apni site ki link likh du ab aap apne suggestion jarur dein ….
Jumedeen Khan
Nahi koi problem nahi hogi ah bilkul likh sakte ho.
Harshit Raikwar
Bro CeO kya hota he ek exmple jarur dein?
Jumedeen Khan
CEO ka matlab hota hai chief executive officer. Ab aap kis ceo ki bat kar rahe ho ye aapne nahi btaya.
Harshit Raikwar
Sir kya hum Camere mobile ki photos use kar sakte he blog per ??
Sur yadi Shutterstock ki images hum direct uc browser se download karke bina paid kiye usphoto ko use kare per Image ki Link de dein to kya baad me koi problem ayegi ???
Sir ye Niche website ka kya matlab hota he ? niche
Sir ye website check kare kaisekare.in To mera question ye he ki isne ye sab kahi se to padi hogi na ?
Jumedeen Khan
Mai iske bare me kuch nahi kah sakta aap shutterstock ki faq policy read karo. Niche website ka matlab hota hai badiya website. Mai iske bare me pahle se janta hu sab kahi na kahi se sikhte hai.
Harshit Raikwar
Sir mujhe dmCa ke baare me batayein…. ye paid he kya ?
Jumedeen Khan
Ye post padho DMCA forum me copied content ki report kaise kare
Harshit Raikwar
Sir yadi me Patrika Newspaper se Sir Topic Topic select karu aur fir apna additional kiya hua likhu to chalega copy toh nhi kahlayega ?
ya to aap kuch trick batayein per vo Newspaper se hi honi chahiye ki me kese artical likhu paper se ?
ya to sir aap apne according bataye ki me kisi bhi topic per Smart work kese karu… jese apne kuch din pehle Computer Keyword ke baare me bataya tha to vo mene google per search kiya thpda thoda hi Same laga to vo batayein usli ek trick.
…
Sir me ye chahta hu ki mere business me baad me koi bhi problem na ho sake… to isliye doubt clear kar rha hu…please answering fast
Jumedeen Khan
Harshit aapke dekha hoga ki internet par log same articles likhte hai. Aap mere reader ho meri hi post ko google me search karo usse related aapko bahut sari post mil jayegi.
Agar aap future ke dar ke bare me soch kar abhi se kaam karna chod doge to kuch nahi kar paoge dusro ke bare me sochna chod kar apna kaam karo. Aap apni post khud likho bas kisi or ki copy mat karo. Baki mai or baki log bhi kahi na kahi se sikhte hai aap bhi aysa kar sakte ho.
Harshit Raikwar
Bro meri ek help aur kar dijiye vo ye ki jese mujhe likhna he Tulsi ke Fayde in hindi Per problem ye he ki mujhe iske baare me bilkul knowledge nhi he to fir aap thoda Detail me batayein me kese Smart and hard work karu is topic per ?
Jumedeen Khan
Apa iske bare me internet par padh sakte ho ya oofline kisi books se sikh sakte ho.
Harshit Raikwar
Sir me health se related Artical likhna chahta hu…. Per pehle konse artical se start karu ? quki jo me likhna chahta hu vo pehle se Lokha hua he to muje kya karna hoga ?
Sir adword se hindi Pure Keywords le sakta he pure hindi me ??
Jumedeen Khan
Aap dusro ke bare me sochna chod kar apne kaam par dhyan do or jitna acha kar sako karne ki koshish karo. Nahi but aap english keyword search karke unhe hindi me use kar sakte ho.
Harshit Raikwar
Sir aap ye batayein mera Blog Health ka he sabhi post already pehle se dali hui he to mujhe suggestion dein 2 unique post ki jiske baare me me write ker saku ??? please sir please Request he meri apse
Jumedeen Khan
Mai post likhne ke bare me bahut se article likh chuka hu. Aap unhe padh kar sikh sakte ho.
Anas khan
Bhai Marea blog PR Ads nhi a rahe manea Sab try Kr leyea Aap ki De hui Sab post Check kr le or Ads show nhi ho rahe hai or mera Blog bhee Bhout Simple hai Aap kai Jaisea kaise banao Website jasa marea pass Domain bhee hai or WO mane add bhee krdeya hai Blog pr pls help kro mera Blog News ki leyea Hai aabhi sirf marea 3post keyea hai Or Views 800-1000 a jai hai pls batao main aap ki jesa Blog kaisea banao
Jumedeen Khan
Aap mujhe apni sitwe ka link btao or ye bhi btao ki aap AdSense ya kiske ads use kar rhae ho.
Priyanka
inme se kuch code android ke liye nahee hain baki post bahut achcha likha hai aapne Android Factory Setting Reset karne ko… Hard Reset Karna bhi bolte hain