Online Business Start Karne Aur Paise Kamane Ke 6 Popular Tarike

Is post me main aapko btaunga ki aap kaise apna online business shuru karke paise kama sakte hai. Main aapko aese 6 popular online business ideas ke baare me bataunga. Actually kya hota hai ki kabhi kabhi aap chahte hai ki jyada se jyada paise kamaye or koi khud ka business chalu kare jisme koi investment bhi nahi karna pade to dosto aap ye bilkul kar sakte hai main aapko kuch aese hi online business ke baare me bta raha hu.

Best online business ideas for make money online

Online business without investment in india. Dosto agar aap jyada padhe likhe educated nahi hai ya jyada padhe likhe hai or apna khud ka business karke jyada se jyada paise kamana chahte hai or aapko internet ka thoda bahut gyaan hai to main aapko aese hi 6 popular online business ke baare me btaunga jinse aap online achcha khasa paisa kama sakte hai.

Aapko koi jyada investment bhi nahi karna padega sath hi aap ghar par baith kar kuch ghante apne computer me internet par work kar ke acha paisa kama sakte hai or apna business start kar sakte hai. to chaliye jaante hai in 6 popular online business ke baare me.

ऑनलाइन बिज़नस शुरू करने और इन्टरनेट से पैसे कमाने के 6 बढ़िया तरीके

Yaha par btaye tarike bilkul free hai or aapko in par kaam karne ke liye kisi ko ek paisa bhi pay karne ki jarurat nahi hai. Bas aapko mehanat karni hogi or aap lakho kama sakte ho baki aap par depend karta hai ki aap kitna better work kar sakte ho. 6 best online business ideas.

1. Blogging Se Online Business

Ye online business ka sabse accha idea hai jisme aap ko koi investment bhi nahi karna padega. Aap apna ek Blog jise website bhi kahte hai ko bana kar apna business shuru kar sakte hai or online paisa kama sakte hai. Iske liye aapko sabse pahle Blogger.com ya WordPress.com par apna ek blog ko register kare or koi topic ko le kar aap es par Article or apne thought, ideas ko post kar ke share karte rahe.

Jab aapke blog par accha traffic hone lage matlab jayda se jayda log aapke blog par visit karne lage to aap Google Adsense ki Ads apne blog me laga de jis se jab koi aapke blog par visit karenga to wo ye Ads ko bhi dhekhenge or in par click karega ye Ads hi aapko paisa denge.

Ads ko lagane ke liye aap Adsense.com par se ad unit create kar apne blog me laga sakte hai. Aapke Blog par jitna jayda traffic hoga or log aapke blog me lage Ads ko visit karenge aapko utna adhik paisa milega.

2. Youtube Se Online Business

Dosto aap sochte honge YouTube to videos dekhne ke liye hota hai isse paisa kaise kama sakte hai magar aap YouTube se bhi paisa kama sakte hai. Ye bat bilkul sach hai iske liye aapko YouTube par apna ek channel bana kar usme video upload karni hogi.

Aapko YouTube par apne hath se banaye gaye kuch khaas videos ko upload karna hai jisse log jayda se jayda aapke channel par videos ko dekhe. Yaad rahe agar aap kisi or ki video upload karte ho to aapka YouTube channel google delete, suspend or bann kar sakta hai.

Jab aap kuch khaas or acche ache videos upload karenge to log aapke videos ke jayda dekhenge tab aapko Youtube Partner Program se jud jana hai fir aapke videos ko dekhe jaane par aapko accha paisa milega.

Saath hi aap es par adsense.com se apne videos me ads laga kar bhi bahut jayda paisa kama sakte hai. Bahut sare log is tarike se monthly lakho kama rahe hai.

3. Freelancing Se Online Business

Is business ko shuru karne ke liye agar aap acche padhe likhe hai or aap me kuch khaas skill hai to aap ye business karke bahut sara paisa kama sakte hai.

Freelancing ka matlab hai ki agar aap me koi skill hai like Article writing, Designing, Link Building, Videos Making, Drawing etc. Ye sab kaam karke aap kisi dusre aadmi ko sell kar dete hai ise hi freelancing kahte hai. Kull milakar aap apne skill se kaam karke kisi dusre aadmi ko service dete hai or uska charge lete hai use hi freelancing kahte hai.

Internet par yesi dhero websites hai jin par freelancers ki talaash log karte rahte hai jaise Fiverr, Freelancer, upwork, Turelancer etc. in website par aapko skill seller or buyers dono mil jayenge.

Agar aap technical background se belong karte ho to aap Programming ke jariye bhi Freelancing se projects le sakte ho. Programmers ko to hourly basis par pay out kiya jata hai aur unke charge bhi bohot jada hote hai.

4. Affiliated Marketing Se Online Business

Dosto Affiliated Marketing Program se aap itna paisa kama sakte ho ki aap soch bhi nahi sakte. Bahut se blogger isse per month kei lakh kama lete hai. Affiliate market ka matlab hai ki aap ghar baithe kisi company se online jud jayiye or us company ke products ko online advertising kariye.

Aap Amazon, snapdeal, ebay etc. company ke product ko online prachaar karke paisa kama sakte hai. Dosto ye products companies aapko kuch link or product details deti hai aap in link or product details ko apne blog ke through or whatsapp, Facebook and other social media par share karke inka promotion kar sakte hai.

Jab log aapki in link ke through product kharidenge to aapko un product ka kuch kuch percent commission milega. Es prakaar aap dhero product ko bech kar accha paisa kama sakte hai. Aapko per sell 1,000 to 10,000 tak mil sakte hai.

India ke alawa agar aapko USA affiliate program jo dollar me pay karte hai se or jyada money earn kar sakte hai. Kyuki ye per sell $10 to $500 tak payment karti hai.

5. Online Survey Se Business

Dosto internet par aesi dhero website hai jo aapko online survey karne ka accha paisa deti hai. Is survey me aapko koi hard work karne ki jarurat nahi hai or isme koi special talent ki bhi koi jarurat nahi hai.

Isme aapko kisi survey pradaan karne vali website par register hona hai or usme aapko apne ideas, opinion or views ko dena hota hai jiske aapko paise milte hai jaise – suveypaid.com, surveyscout.com etc. ye company aapko online survey ka paisa deti hai.

Is work se aap daily 2 to 5 hours kaam karke 500+ rupee easily earn kar sakte ho or agar aapke pas jyada time ahi to aap kei servey join karke or jyada earn kar sakte ho.

6. Online Data Entry Jobs

Yeh bhi ghar baithe online internet se paise kamane ka ek jabardast tarika hai. Agar aapke pas aapka computer ya laptop hai aur ghar par internet lagaya hai to aap ghar baithe Data Entry forms se projects le sakte hai.

India me aise bohot se companies he jo data entry ke liye apna kaam out source karti hai. Par yaad rahe ki is Data Entry me bohot si farzi companies bhi hoti hai. Project lete waqt company dhyan se chune jiska proper office ho aur proper record ho.

Is field me apne jankar ke throw hi work kare warna aapke sath dhoka ho sakta hai. Bahut se company apna kaam karwane ke bad aapko payment nahi karti hai ya fir kuch percent sallary kam karke pay karti hai.

Mera matlab is area me froud company jyada hai so kisi ka work karne se pahle uske bare me achhe se confirm kar le ki wo aapke sath chiting to nahi karenge or agar karenge to aapke pas uska solution kya hai.

Thank you.

Avatar for Sushant Chaudhari

About Sushant Chaudhari

Reader Interactions

Comments (78)

  1. Avatar for Bhupesh kumarBhupesh kumar

    Sir u r genuinely caring loving person who described al things very gently… Thanks a lot

  2. Avatar for shiv guptashiv gupta

    bhai, aapne bahut sahi idea diya
    koi etna help nahi karta hai
    thanks bhai

  3. Avatar for PinkiPinki

    Bahut hi acchi jaankari hai sir.

  4. Avatar for SonamSonam

    Nice information thank you for sharing with us. great work.

  5. Avatar for AvinashAvinash

    bhai ye bato ki mai mera fb account officle kaise karu?
    aur mujhe ye batao ki fb account hack kase karate hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap nahi kar sakte ye facebook team karti hai.

  6. Avatar for deepak vaishnavdeepak vaishnav

    bhaijaan itne bhi kha busy ho, plz mere swal ka jwab to de do…

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Main aapki comment ka reply kar chuka hu check kar le.

  7. Avatar for deepak vaishnavdeepak vaishnav

    sir plz ak bar mere blog ko dekh kar btaye mujhe kya kya add krna he, or kya remove krna he,
    or koun kounse pages bnane he, post ko read krke btana mene kya kya gltiya ki he,
    “health2expert.blogspot.com,

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapke blog me koi kami nahi hai bas header me koi widget add karo. Aapko blog par about us, contact us, privacy policy pages banane hai.

  8. Avatar for himanshihimanshi

    jumedin sir me apni site WordPress.com pr bnau WordPress.org pr ya blogger ya e blogger pr

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Hosting le kar WordPress.org banao.

  9. Avatar for Rashid AnsariRashid Ansari

    hello sir menu bar mein search box kaise add karte hain plz bataiyye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Do tarike hai ek aapko coding aati hai to aap site ke design ko apne anusar set akr sakte ho or dusra aap pani pasand ki template use karo. I mean jisme pahle se memnubar me search box ho.

  10. Avatar for AryanAryan

    Sir Meri site me copyright Images hai to isko hata kar agar AdSense ke liye apply kare to koi problem to nahi hogi na

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Agar aap copyright image remove kar doge to koi issue nahi hoga.

  11. Avatar for Naveen PooniaNaveen Poonia

    khan Bhai muje mail karo aap or contact number like whatsapp bhi share karna.
    meri site ke content ko pura copy kar liya hai kisi ne or ab jab mai article ko update karta hu tab plagiarism checker mujje batata hai ki aapka content 90% copyrighted hai.

    so please understand me and come in inbox please…

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iska solution bahut simple hai aap DMCA furum me uski report karo.

  12. Avatar for AmitAmit

    Very Nice Post. I like This post very much. I feel Very Good After Reading This Post. I hope you will be Provide Always this Type Post. Thanks so Much For Sharing This Post..

  13. Avatar for Rupesh GovardhaneRupesh Govardhane

    Hello sir mere blog ke post kabhi index hote hai kuch nahi dukhate. Dusre din jo index huve hai vo chale jate hai or jo deindex huve the vo vapas aate hai. Yaisa kyu ho raha hai kuch samaj nahi aa raha pls help karna

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Rupesh iski ek wajah ye bhi ho sakti hai ki aap new content ko fetch as google karte ho jo top par aa jata hai. But jo aapke content ki real position hogi kuch time bad wo usi par aa jata hai. Aapki post se pahle jinki post show hoti hai aap unse better content likho.

  14. Avatar for Vinod SinghVinod Singh

    hello JUME DEEN Bro,..mai apne ek blog ke liye WordPress install kiya lekin dashboard pe appearance >> theme me ‘add new’ ka option nhi aa rha. .. & plugin me bhi ‘add new’ ka option nhi show kar rha…aisa kyo ?? hostgator hatchling plan ka use kr rha hu..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap WordPress.com par blog banaye ho to aap free plan me third party theme use nahi kar sakte but agar aapka lbog WordPress.org par selh hosted hai to aapko iske bare me hosting care me bat karni hogi.

  15. Avatar for surendrasurendra

    Hello jumedeen bhai haal hi me mai abhi ek problem ko face kar raha hu AdSense me. “Your payments are currently on hold. Action is required to release payment.” yeh notification aa raha hai jabki mere AdSense acc. me 10$ pure huye bhi nhi hai. aap jaldi bataye me wait kar raha hu ho sake to details me post likhde..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ye alert message hai don’t worry abhi aapki earninh $100 nahi huyi hai so ise avoid karo.

  16. Avatar for Deepak SahuDeepak Sahu

    sir, Aapne kaun sa theme lagaya hai.. kya ye free theme hai aur isko kaha se download kar sakte hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      genesis nahi free nahi hai.

      • Avatar for Deepak SahuDeepak Sahu

        1- sir mai bhi apke jaisa email subscription widget add karna chahta hu.. iske liye mujhe kya kya karna padega..plz detail me bataiye..

        2- aur sir meri website seoflock.com ko open kar ke dekh lijiye isme kya kya changes karu aur kya add karu.

        3- plugin kaun kaun se install kare?

        4-mythemeshop se ribbon theme apne website me lagana chahuta hu but mere se lag nahi raha.. error ka msg show ho raha hai.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          1. Aap is post me btaye widget add karo Blog Ke Liye Top 5 Email Subscribe Widget
          2. aapke home par par koi post show nahi ho rahi or na hi sidebar or footer widget. ise theek karo.
          3. jetpack, yoast SEO, wp super cache
          4. Kya error aata hai wo btao.

          • Avatar for Deepak SahuDeepak Sahu

            sir mai jetpack by WordPress plugin install kar raha tha but ye error aa raha hai kaise solve karu?

            Error Details: The Jetpack server was unable to communicate with your site [HTTP 404]. Ask your web host if they allow connections from WordPress.com. If you need further assistance, contact Jetpack Support: jetpack.com/support/

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            Iske bare me apni hosting care me bat karo.

  17. Avatar for Pawan VermaPawan Verma

    Sir Kya YouTube me AdSense pin verify karna hota hai aur ye kitne dollars ke bad verify pin aata hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Haa karna hota hai wohi $10 ke bad.

  18. Avatar for Mahaveer JainMahaveer Jain

    Bahut se log apna career online business ko select kar chuke hai aur bahut se log kar bhi rhe hai. apke ye ideas Digital India me ek Contribute hai

  19. Avatar for Seema CharanSeema Charan

    Thanks for this wonderful information about ‘Online Paise Kamane Ke Popular Tarike’.

  20. Avatar for SanjuSanju

    Sir Mere Blog Adsense k liye aprrove ho gaya.. mai Blogspot user hu .. Jab mai Adsense par log in Huwa toh google Adsense ke ek code mere html par save karne ko show kar rahe hai kiya Blogspot user use save karne honge? And Sir Abb Fully Approve hone K liye kya karna hoga?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ab aap AdSense par ads create karke ad s code apne blog par lagao.

  21. Avatar for RusheekRusheek

    Bro kya aap Horizontal email subscribe box ka code de shakte he muje uski jarurat he

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Rusheek main blogging par help karta hu design par nahi.

      • Avatar for RUSHEEKRUSHEEK

        Bro आपने मेरी wordpres पर ब्लॉग बनाने में इतनी सारी मदद का हैं आखरी बार डीजाइन में मदद कर दीजिए प्लीज मुझे Horizontal email subscribe box की जरुरत हैं search engine में बहुत बार serch किया लेकिन हिंदी में कोई भी अच्छी सी पोस्ट नहीं मिली आप हीं आखिरी उम्मीद हो यार please

  22. Avatar for AryanAryan

    bro. apne jo ‘share with your friends ‘ ke niche sharing widget lagaya bi kaise lagaya mai bhi apni site me esa hi widget lagana chata hu mai blogger par hu tarika bataye kaise lagau

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ye social warfare plugin ke share button hai.

  23. Avatar for Sidra KhanSidra Khan

    I am Sidra khan Sir mery blog ma Schema error arha hai homelocation missing ka kiya ap bata sakty hain ma itna bata du kay ye eroor is liye aya hai q kay schema ny new update jari ki hai please mery erorr barty ja ry hai structre kay please help me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bilkul bta sakta hu aap mujhe error ka screenshot dikhaye.

  24. Avatar for kavyakavya

    Sir mey aapko 2 months seh request kar rhi ho ki ples aap Directories mey apna blog kesy sumit krty hai aur uss key baad WordPress mey jakar kha reciprocal link add krt hai ye sawal mey aapse 4 barr poch liya hi aapne kha tha ki aap e airtcle ess par likhogy but aapny aaj tak nhi kiya ples sir airtcle likhe dijiye .

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      You are right, kavya ji i am sorry ab main jald iske bare me post likhunga.

  25. Avatar for Himanshu GrewalHimanshu Grewal

    sir kya aap meri site check karke bta sakte ho ki mai site ki speed fast kaise karu. PLEASE

    mene homa page pr 6 post show kare hai.
    mai W3 Total Cache plugine use karta hu.

    Pls 1 baar check jarur kro or btao ki mai kya kru?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Menu bar ke niche se random posts ko remove karo.
      2. Blog ke home par only ek ya 2 hi ads use karo. 300×600 size ke ads ko avoid karo load hone me time leta hai or click bih kam milte hai.
      3. Sidebar me se extra widget ko remove karo.
      4. blog par se bekar ke plugin uninstall karo or only wp supe chache, jepack, yoast seo plugin use karo. extra me ek plugin AdSense or share button ke liye use karo bak isabko avoid karo.

      • Avatar for Himanshu GrewalHimanshu Grewal

        thx for this mene kuch changes kare hai i hope aapko pasand ayenge

  26. Avatar for Deepak SahuDeepak Sahu

    Sir, Aap jo image create karte ho.. wo kaise banate ho?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      photoshop

  27. Avatar for ashis jainashis jain

    aapne uske baare me toh bataya Nahi ki 2 website Banane ke liye konsa plan lena hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ashish jab aapke pas traffic kam hai to aap shared hosting par hi ek se jyada blog host kar sakte ho. Traffic badhne ke bad plan upgrade kar lena.

  28. Avatar for Prakash RajPrakash Raj

    bahut hi umda jankari di hai aapne sir, kafi achha laga padhkar aur bahut hi nayi jankari mili iske dwara.

  29. Avatar for Rashid AnsariRashid Ansari

    hello sir mere aapke blog ke menu bar aur sidebar jaisa karna chahta hun mein bhi apne blog ko plz bataiyye kaise karun

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iske liye aap koi mere blog ke jaisi template use karo.

  30. Avatar for Ashis JainAshis Jain

    Mai Bluehost Se Hosting Lena Chahta Hu Lekin Mujhe Ye Samaj me Nahi Aa Raha Hai Ki Bluehost india se Hu Ya Fir Bluehost.com Se Kyu Ki Doni Me Price Bhi Alag Alag Hai . India Me price Jayda Hai Aor .com Ki Low Price .

    Ab Mujhe 2-3 Website Ke Liye Hostiong Chahiye Jisme Konsa Blan Sahi Rahega .

    Single Domain Wala
    3 Domain Wala
    Unlimited Domain Wala

    Plaz Ans. me .

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap Bluehost.com se hosting lo ye Bluehost india se jyada best hai.

  31. Avatar for Naveen PooniaNaveen Poonia

    Brother Mujje bhi aapse kuch blogging par personal bate karni hain …
    mai Admin of HinditrickBlog.com

    so give me your contact email.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Naveen ji aap already ek blogger ho or aapko pata hoga ki har blog par contact form page hota hai fir aap mujhe contact forum me message kar sakte ho. Abhi bhi kar sakte ho.

      • Avatar for Naveen PooniaNaveen Poonia

        ok bro thanks maine dhyan nahi diya tha so…

        but now maine aapko contact form me message kar diya please check it…

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Ok main aapko time milte hi reply kar dunga.

  32. Avatar for Vijay bansalVijay bansal

    Bro mera post 1500 words ka hai usme kuch keyword jaise
    a) Hai
    b) nahi
    jyada use hota hai kya ye keyword stuffing hai.
    aur kya is trah ke word bhi kam use krni chahiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ye keywords nahi hote hai ye sirf words hai.

  33. Avatar for ShashankShashank

    1.- kya mai YouTube views badhane ke liye google adword me ad. De sakta hu. Adsense approvel me problem to nahi hogi.

    2.- blog na hone per YouTube se AdSense account banate samay website vale colum me kya likhenge kya YouTube ke channel ka url likhna h.

    3.- maine aapki ek comment dekhi jisme aap kisi visitor ko bata rahe the ki hostgator se hosting lene per vo blog me 15 hajar visitors ko sambhal leta hai. Isme 15 hajar ka matlab kya hua. Blog me Ek sath ek hi samay per 15 hajar logo ko handle karna ya pure mahine ke totel 15 hajar visitor ko handle karna.

    4.- apke comment box ke plugin ka kya name h.

    5.-mai job ki vacancy ki information dene vala blog banana chahta hu jisme mujhe un alag alag website ki link lagani hogi jaha per visiters job ke liye apply kar sakte hai. To post me dusri websites ki maximum kitni link honi chahiye ki koi nagetive effect na pade.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Nahi nahi hogi.
      2. Jab aap YouTube ke throw AdSense account banaoge to automatically usme YouTube ka link aa jayega.
      3. ye daily traffic ke bare me bta raha tha ki aapke blog par daily 15000 pageviews hai to aap shared hosting se handle kar sakte ho. Isse jyada traffic hone par aapko VPS plan lena hoga.
      4. Kuch nahi ye WordPress ka comment box hai.
      5. Jitni jarurat ho. Aap extra links ko nofollow kiya karo.

  34. Avatar for PramodPramod

    Sir aap jaise koi topics likhte ho to koi na koi images lagate ho to image jaise ka waisa upload kiya to copyright hoga aise aapne kaha tha magar for example gmail account banate waqt login karte hai wo image jaise ka waise aapne dala hai to wo copyright nahi hua kya?
    kaise nahi hua pla explain me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Promod hum jis bare me post likhte hai uski image use kar sakte hai wo copyright nahi hoti kyuki aesa karke hum usi ka promotion kar rahe hai. Example aap mere bare me post likh rahe ho or meri image use kar rahe ho to mujhe isse problem nahi fayda hoga.

      • Avatar for PramodPramod

        Thanks sir and god bless you

  35. Avatar for Rupesh GovardhaneRupesh Govardhane

    hello sir mere blog ki ek post google me index ho gayi thi but abhi vo google remove ho gayi hai yaisa kyu huva. Aap kuch bata sakte hai kya kaisa kyu huva

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapki us post me kuch na kuch duplicate content hoga isiliye google ne use remove kar diya.

  36. Avatar for Pawan kumarPawan kumar

    Sir maine YouTube ko monetize kar diya hai kya aap mere YouTube videos ko dekh kar bta sakte hai ki ad aarhe hai ya nhi.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi aapki video me ads nahi dikh rahe apa fir se videos ko monetize karo. Mujhe lagta hai aapki video me music copyright hai.

      • Avatar for Pawan vermaPawan verma

        Sir But maine to YouTube audio library se download ki thi.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Video manager me ja kar check karo ki kisi video par copyright to nahi likha hua.

          • Avatar for Pawan VermaPawan Verma

            Sir Mere Koi Video Per Copyright nhi aarha hai. Mujhe monetizing me dikt hai jab mai aapne video ko monetize karta hu to 3 ad format dikhai deta hai maine un tino me tick kar diya hai. mujhe kya koi ek me karna hoga?

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            o ab aap video manager me ja kar sabhi videos par tick karke monetize karo or dekho ki kitne videos monetize ho rahe hai or kitne nahi jo nahi ho rahe hai unhe delete karo.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...