Blog Post Content Ko Copy Pasting & Chori Hone Se Kaise Bachaye

Website or blog ke content ko copy hone se kaise bachaye? Post image, text content par copy pasting disable kar chori hone se kaise bachaye? Apni site ke content ko copy hone se kaise roke? Content copy pasting, chori hone ki tips & tircks. Agar aap isi tarah ke sawal google me search karte ho to aaj aapki talash puri hoti hai kyuki aaj main aapko blog ke content like text, photos, titles and other all material ko copy hone bachane ki complete information and top best tips btane ja raha hu. Aap yaha btaye gaye tariko ko follow kar ke apne blog ke content ko copy pasting hone se rok sakte ho.

Blog post content ko copy hone se kaise bachaye - stop copy pasting

Ek din tha jab internet par gine chune few blogs hua karte hai. But aaj internet par itne sare blogs ho gaye hai ki mostly people website banana chord kar blog start karte hai. Actually, website develop karne me coding ki jarurat hoti hai or but WordPress, blogger jaise platform par hum 5 minute me blogging ki shuruaat kar sakte hai.

Blog quantity badhne ke sath sath ek problem bhi badhi hai wo hum cop pasting, newbie and less knowledge wale blogger other blogger ka content copy kar lete hai jo kisi bhi blogger ya site owner ke liye danger hota hai. Iska sabse bada nuksan tab hota hai jab search engines chori ki gayi post ko original content or original content ko copyright man leta hai.

So aaj sabhi bloggers ke liye blog content ko copy pasting and chori hone se bachana ek bahut badi probelm ban gayi hai. Wese hum CSS, html, javascript coding se text, image content ko Right click disable karke, Image and text selection off kar ke secure kar sakte hai. Isme yaha btaye gaye tarike aapki help karenge.

Blog Content Ko Copy pasting and Chori Hone Se Bachane Ke Top 4 Best Tarike

Jab hum quality unique content likhte hai to usme bahut mehanat ke sath kafi time spend karna padta hai or jab use ko copy kar leta hai to bahut dukh hota hai. Kuch blogger to same to same content copy kar lete hai. Inme wo log jyada hote hai jo bina mehanat kiye money earn karna chahate hai.

Yaad rahe copy pasting stop karne bahut sare plugins or script available hai unme se kuch script and plugin aese hote hai jinhe site par istemal karne se search engines ko aapki site ka content read karne me problem hoti hai. So koi bhi script ya plugin istemal karne se pahle uska review check kar le.

Main yaha aapko jo bhi coding trick bta raha hu wo WordPress, blogspot and all blogger platform or website par achhe se work karegi. So aap inhe kahi par bhi use kar sakte ho.

How to Stop Copy Pasting on Blog Content:

Option 1: Onselectstart

Ye sabse easy or aasan tarika hai. Aapko bas apne blog ke <header> ya <body> code ke bad After ye tag code add karna hai. Aapki site par sabkuch copy hona band ho jayega.

<body ondragstart="return false" onselectstart="return false">

Ye un blogger ke liye best way hai jo coding ke nare me jyada nah ijante or easily apne blog par copy pasting ko disable karna chahate hai.

Option 2: Use JavaScript

Disable Right & Copy Paste Using JavaScript

Is part me aapko blog ke </header> ya </body> se pahle Before ek choti si javascript add karni hogi. Jiske bad aapke blog par right click disable ho jayega or koi bhi aapka content copy nahi kar sakega. Main is bare me already Blog Photos Par Right Click Disable Kar Copy Hone Se Kaise Bachaye post me details se bta chuka hu.

<!-- Start mozedia disable copy paste code -->
<script type='text/javascript'>
 if (typeof document.onselectstart != "undefined") {
 document.onselectstart = new Function("return false");
 } else {
 document.onmousedown = new Function("return false");
 document.onmouseup = new Function("return false");
 }
</script>
<!-- End mozedia disable copy paste code -->

Mostly WordPress and blogspot dono par header nad body ka option easily mil jata hai or generally ye feature sabhi theme / template me hota hai. By the way, agar aapko ye option na bhi mile to aap ise blog ki widgets me bhi add kar sakte ho. Script bilkul sahi work karegi or ek bar aap blog ko open karke copy karke try kar sakte hai.

Option 3: CSS Coding

Disable Copy Pasting, Test Selection and Image Selction

Sabse pahla or sabse aasan tarika jo bahut hi easy to hai hi sath hi isse aapki site ya blog par koi bhi bad effect nahi padta hai. All search engines easily aapke blog ko index and crawl kar sakte hai. Iske liye bas aapko apne blog ki CSS coding me ye code add karna hai. Ye text ko unselectable bana deta hai.

1. Disable text selection:

body {
 -webkit-touch-callout:none;
 -webkit-user-select:none;
 -khtml-user-select:none;
 -moz-user-select:none;
 -ms-user-select:none;
 }

Is code ko blog CSS coding me add karne ke bad koi bhi blog post, page and other web pages ke text content ko copy nahi kar sakega.

2. Disable image selection:

img {
 -webkit-touch-callout:none;
 -webkit-user-drag:none;
 -khtml-user-drag:none;
 -moz-user-drag:none;
 -ms-user-drag:none;
 }

Is code ko blog CSS coding me add karne ke bad koi bhi blog post, page and other web pages ki images ko copy nahi kar sakega. Halanki isse image par right click karne me par copy image and save image ke option disable nahi honge.

Image par right click disable karne ke liye hume javascript ki jarurat padegi. Jiske bare me main second option me btaya hua hai.

Option 4: Removing Content From Google

How to send report google of copyright content:

Is sabke bavjud bhi agar koi aapka content chori karta hai or aapke mana karne par bhi nahi manta hai to aap uski google DMCA form me uski report kar sakte ho. Agar wo blogger blogspot istemal karta hai to google uske content ko blog par se hi delete kar dega or agar usne aapka bahut jyada content copy kiya hai to google uske blog ko hi delete kar degai.

Copied content ko google se remove karane ke liye ye article read kare, Copied Content Ki Google DMCA Form Me Report Kaise Kare.

Second blog blogspot.com par na ho kar WordPress jaise kisi third party platform par hai to google us post ko google search engines se remove / delete kar degai. Sabse achhi bat ye hai ki mostly newbie blogger hi copy pasting karte hai or un sabhi ke blog free blogger.com par hi hote hai.

Is tarah se aap apne kisi bhi blog or website ke content copy paste hone se bacha sakte ho. Halanki hum 100% content ko copy hone se nahi ro ksakte hai btu jo copy paster newbie hote hai unke liye itni security kafi hogi or ummid karta hu kaf ihad aapka content copy ya chori hone se bach jayega.

Is post ko other blogger ke sath share jarur kare taki baki blogger bhi apna content chori hone se bacha sake.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (159)

  1. Avatar for Shital MandalShital Mandal

    Bro mere blog ka sara post ek banda copy kar raha hai. Mai jab bhi dalta hun tab wo copy kar leta hai.

    Mere blog ka post late index hota hai jabki uska post just index ho jata hai. Is wajah se uske post rank bhi ho raha hai.

    Mere right click disable kiya, uske bad DMCA Complain bhi kiya, lekin phir bhi kuchh nahi hua.

    DMCA Complain ke bad uska post index se hat jata hai, But kuchh time bad phir aa jata Hai.

    Us bande ne Contact Details bhi kuchh nahi diya hai. Mai uski wajah se bahut pareshan hun. Please aap iska kuchh solution bataiye.

  2. Avatar for Akshita ChaudharyAkshita Chaudhary

    Sir aap konsi theme use karte hai please reply karna

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      generatepress and genesis

  3. Avatar for chanderchander

    gajab information sir.. maza aa gya

  4. Avatar for Apna SandeshApna Sandesh

    Thanks, sir ji….. option 1st wala code lagake ho gaya, dusra code lagane ki jarurat nahi n.. pahle code se hi ho gya.

  5. Avatar for Vijay SinghVijay Singh

    Jumedeen bhai apki help ki jaroorat he. Ek dofollow backlink banwani he please please please please.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Submit a guest post

  6. Avatar for UmeshUmesh

    Thank you brother, aaj is article ko follow karke maine without pluggin apne blog ko copy hone se protect kar liya hai.

  7. Avatar for RudraRudra

    hello sir Option 2 ko use karne se search engine aur index hone ya fir blog ko koi nukshan toh nhi hoga

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      No problem

  8. Avatar for Ankit lahariyaAnkit lahariya

    bhai me yah janna chahta hu ki aapki blog me copy disable ke liye konsa code laga hua hai

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      CSS code.

  9. Avatar for saifuddin alisaifuddin ali

    hello sir…
    a very nice article, keep up the good work.

  10. Avatar for DeepuDeepu

    sir main ribbon theme apne WP blog pr use karta hoon usme kahan pe css code dalo

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Appearance >> customize option par jao or last me dekho custom css ka option hoga.

  11. Avatar for pawanpawan

    Sir Meri Ek Blog hai Jisme maine 76 post Likhe hai. Mera Total article copy ho chuka hai wo bhi 50 times each Article. mai kya karu sir. 1 post ke 50 copy hai lagbhag total 2500 copy ho chuke hai. aisa kyu ho rha hai please help me. page view bhi kam ho gya 3000 page view se 200 page view ho gya hai.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Copy paster se content kar copy article remove karwao.

  12. Avatar for gaurab dasgaurab das

    sir maine third wala tip use kiya.Fir kuch din bad maine notice kia ki sitemap me jo index post the usme se 4 deindex ho gaya.aur index nhi ho raha hai.
    sir kya iske karan ho raha hai plz help me.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi iske karan koi problem nahi hogi.

  13. Avatar for rajaraja

    Sir mera ekk blog hai jis pe main sabhi company ke baare mein likhta hooon.. Aur content ko poora karne ke liye main wiki,company ke sites,aur saath hi saaath aur bhi 10-12 sites ki help leta hooon….phir usmein se jo jaruri information hota hai…usse apni bhasha mein likhta hoon to kya ye bhi copy paste mein gina jaayega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi, ye copyright nahi hai.

  14. Avatar for Juhi RaniJuhi Rani

    Image link copy hona band nahi hua. Ise kaise band kare ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Use any other script.

  15. Avatar for aqeel nadwiaqeel nadwi

    sir aaapka bahut bahut shukriya aap ki achi jankari share karne ki wajah se copy paste to band hogaya .
    lekin ek chota sa question he ke uc browser par copy paste hojata he pleas is k bare me batayen please…?

  16. Avatar for Juhi RaniJuhi Rani

    Sir hame aisa code box chahiye. Jiske andar ham code ko color bhi de sake. Taki ham visitors ko code ke bare achche se samjha sake. Lekin simple text box me se code copy to ho jata hai. But ham usme code ko color nahi de pate. Kya kare ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iske liye aap CSS coding sikh lo fir chahe jaisa code box design kar lena.

  17. Avatar for shahid afrideeshahid afridee

    bro maine apne blog par copy past ko disable kiya hua hai,jisse mere blog par text box or text area me jo code ya kuch bhi dalta hu to wo copy nhi hota hai wo bhi disable ho chuka hai.

    please aisa koi tarika hai batao jisse text box ka code copy ho lekin blog ka koi post / content copy nhi ho plz help me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap text code par copy pasting ko enable kar sakte ho. Iske lyie ye code use karo.
      code{-webkit-user-select: text;}

      • Avatar for shahid afrideeshahid afridee

        JDK Bro is code ko blog me kaha par aur kaise use karna hai batao na please bhai plz….

        code{-webkit-user-select: text;}

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          CSS coding me kahi bhi add kar do.

  18. Avatar for Sunil PatelSunil Patel

    Hello Sir….
    mene ek post likhi hai. usse copy hone se bachaana hai. code copy karke kaha paste karna hai wo jaraa bataayye please Sir…..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Post me already btaya hua hai.

  19. Avatar for Shashi k. TiwariShashi k. Tiwari

    useful post bro

  20. Avatar for Sumit gautamSumit gautam

    Sir itne blogs hai net pr Ki Mai much bhi likhu to vo kahin na kahin Kisi k tpoic se to match Ho skta hai….to meri ye problem hai….ki Mai khud likta Hu….bt topic same Ho to kya copyright problem hogi??? Suppose Maine mobile phones k bare Mai lika to phone Ki specification to ek hi hoti hai vahi usne lika hai….or na chahte hue mjhe bhi vahi likhna hoga……iska solution btaye bhai….

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      No worry aap apne tarike se likho google toper ko apne aap pakad lega.

  21. Avatar for Shahid AfrideeShahid Afridee

    Bro aap isme SE kon sa code use karte ho, Ya phir aap kon kon sa code use karte ho kya aap hame bata sakte hai plz….

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      CSS code.

  22. Avatar for ramesh singhramesh singh

    jumedin ji blog post me copy disable karne ke baad post ke beech me code box me copy enable karne ka kya tarika hai aur wordpress par kya iska koi plugin hai please bataiye.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Jis text or code par copy enable karna ho uske liye ye CSS code use karo.
      code {
      -webkit-user-select: text;
      }

  23. Avatar for Neha PrajapatiNeha Prajapati

    jaisa ki apne 3rd option mein kha ki, ise krne se site par koi bad effect ni padega, aur sare search engines easily crawl n index kar lenge.. but mne 1st option use kiya hai to kya meri site easily crawl ni hogi? ya site par kya bad effect padega?

    1st option use karne se content to unselectho gaya bt image right click karne par abi b copy ho ja rahee hai

    n 3rd option ke liye CSS ke liye wordpressmein widget mein jakar starting mein hee code add karma hai kya?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Hogi no problem.
      Image ke liye koi or script use karo.
      kisi bhi widget me add kar do kaam karega.

  24. Avatar for Neha PrajapatiNeha Prajapati

    1. Agar koi mera content copy kar ke apni site par publish karta hai to google ko kaise pata chalega ki kon sa real hai?

    2. jab mai apni site ka plagiarism check karti hu to kuch sentence ya kuch percent content copied show karta hai. but m copy nahee karti hu. ha kuch sentences common ho sakte hai like.. kiya jata hai, manaya jata hai, wha ata hai like that. to bhee copied hai kya??

    3. ek blog par kitna percent content copied chal sakta hai? jo search engine rank down na kare.

    4. apne blog par adsense lagani ki basic conditions kya hai?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Nice question. Googlebots har ek site ko check karte hai jaise aapke visitors karte hai.
      2. No problem. aesa sabke sath hota hai.
      3. 10% average
      4. Only adsense terms follow karo or blog par copyright content mat dalo.

  25. Avatar for ramesh singhramesh singh

    bhai koi esa plugin hai jisko use karke copy disable ho jaye but code box (block quate) par copy enable rahe, please answer fast

  26. Avatar for mohd zakariamohd zakaria

    assalamu alaikum,, jumedeen bhai. maine option 2 ko use karke apne blogger blog ko copy hone bacha liya hai. lekin code box ka code bhi copy nahi ho raha hai. kya karu jo code box ka code copy ho jaye. lekin content copy na ho. please help me. sir detsil se batana. mai ek new blogger hu. aur aaki site par daily visit karta hun

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      W/a
      aapko jis code par copy pasting enable karni hai uski CSS coding me ye code add karo.
      -webkit-user-select: text;

  27. Avatar for faraz khanfaraz khan

    Jumedin bhai kuch galti ho gayi saayad aapne reply nhi kia
    Mai kya sabhi log apko dua dete honge itna fast reply karne par bahut shukria madad ke liye 1 help aur chahiye.

    1- mai kisi mahaprush( jo mar chuke hain yaa fir abhi zinda hain) kaa thaught, poetry,quotes, 2-line sher o shayri, anmol vichar unke naam ke saath post karu to kya copyright maana jaaega.
    2- ask.supportmeindia page nhi open hota hai q?
    3-koi mere content ko copy karega to kise problem hogi.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. kar sakte ho no problem.
      2. thoda slow hai try karo open ho jayega.
      3. Jo copy karega use problem hogi.

  28. Avatar for Ravi SharmaRavi Sharma

    Bro Mera AdSense Account 2nd Process Me Disapprove Ho Gaya,
    Ab Mai Dubara Apply Kaise karu,

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Kuch time wait karo fir dubara se applly karo. Us id se na ho to kisi or ID se kar lena.

  29. Avatar for Avinash KumarAvinash Kumar

    Second java option me mozedia ki jagah par apna blog ka naam likhna hoga ya same copy paste kar de ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Same bhi kar sakte ho.

      • Avatar for Avinash KumarAvinash Kumar

        Is coding se mere blog ka do gadgets kaam karna band kar diya. code ko hatane ke baad bhi same problem ho raha hai. Maine ise html gadgets ke through add kiya tha. Ye problem kaise solve hoga!

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Code rem ove kar page refresh karo.

          • Avatar for Avinash KumarAvinash Kumar

            remove bhi kiya lekin nahi hua. Fir maine default theme select kar diya aur dobara same theme ko upload kiya fir bhi same problem aa raha hai. Agar aapke paas time hai to ek baar aap mere blog ko check karke dekhe. Upper header me breaking news aur right side me feature post aur har post me similar post show karta tha saara kaam karna band kar diya hai.

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            Is post me btaya gaya code or script aapke blog par nahi hai us problem ki wajah kuch or hai.

  30. Avatar for suresh kumar gautamsuresh kumar gautam

    hello sir, jaise aapne apne technology ,make money etc. label banaye hai or jab hamm in per click karte hai to hamko isme post padhne ko milti hai ,per sir mere blog me aisa kuchh nahi ho raha hai , sir isko karne ke liye kiya karte plssss..

  31. Avatar for suresh kumar gautamsuresh kumar gautam

    hello sir aapne jo content ko chori se bachane ki trick di thi bo use ki h so check pls.
    .

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Perfect.

  32. Avatar for VIJENDRA SINGHVIJENDRA SINGH

    sir jo translate this page hai kya copy right mana jayega ek sawal aur bro.meri site
    per 500 ke aas pas view aarahe the jabki 6,7,post publish hai international
    targeting unlisted select tha jabse india select kiya hai ab view 50 ke aas pas hai
    sir kya easa ho sakta hai ki ham ek se zada country select kar sakte hai agar kar
    sakte hai to kaise karege.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi copyrighting nahi hogi. Ye sirf multiple language me content padhne ke liye hai. Nahi aa psirf ek hi country ko target kar sakte ho.

  33. Avatar for ShekharShekhar

    Mr. Jume,
    Do cheez puchni hai. Pehli, kuch websites mai to element bhi inspect ni kar sakte aur na hi page source dekh sakte hain. Kya is tarah ki security ek info-sharing blog ke liye sahi hai. Dusri, agar apka content kisi ne chori kar liya aur use apne blog par paste kiya to isse usi ka nuksaan ni hoga? search engines to duplicate content ko penalize karte hain. (agar apka pehle index hua to of course.)
    Baki hamesha ki tarah apka

    • Avatar for ShekharShekhar

      Baki hamesha ki tarah apka post bht informative hai.
      Thanks & Regards,
      Shekhar

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sekhar website ki jitni security ho utni better hai. Kei bar search engine original content ko copyright man leta hai tab problem hoti hai. Koi humare content copy karega to humari page rank down hogi.

  34. Avatar for VIJENDRA SINGHVIJENDRA SINGH

    HELO BRO MAI AAPKA DALY READER HOO MUJHE AAPSE KUCH JANKARI CHAHIYE SIR MERI EK POST
    PER GOOGLE SEARCH ME TRANSLATE THIS PAGE LIKHA AARAHA HAI JAB KI MAINE WO POST APANI
    JANKARI KE ANUSAR HI LIKHI HAI AUR KAHIN SE BHI TRANSLATE NAHI KI HAI FIR BHI KYO
    EASA LIKHA AARAHA HAI EK SAWAL AUR SIR JO CONSOLE ME GOOGLE FATCH ME DESKTOP,MOBILE
    KA OPTION HAI WO KIS LIYE HAI PLZ. JAWAB DENA SIR.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap hinglish ya hindi me likhte ho isiliye translate ka option aata hai.
      Fetach as google ka option ye dekhne ke liye hai ki post ko google me index kar show kaise kiya jata hai.

  35. Avatar for Sunil BhargavSunil Bhargav

    sir, AdSense ek code automaticly deta hai jise ke niche paste karna hota hai main ise paste nahi kar pa raha hu maine bahut koshis kar li templete bhi change kar li lekin nahi ho pa raha hai main kya karu plz help me
    main bahut time baad blog par wapas aaya hu kyoki pichhli bar mujhe success nahi mili thi jab main code paste karta hu to ye show hota hai
    Error parsing XML, line 4, column 23: Attribute name “async” associated with an element type “script” must be followed by the ‘ = ‘ character. Hide notification

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sunil iska solution bahut easy hai.
      1. Aap code me se “async” ko remove karke template save kar oho jayegi.
      2. Ya fir aap wo page level code blog layout widget me add karo sahi se work karega.

  36. Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

    Setting me ja kar google plus comment feature ko disable karo.

  37. Avatar for sehzadsehzad

    sir mere blog ke template mobile frinedly hai but wo moblile me best show nahe hota ….but ager me mobile ka option disable karo to per be mobile me show hota hai liaken buhat badha lagtaha hai aur desktop ke tarah sub kuch show hota hai to is me kon sa best hai…!!!
    disable karne se google ko koe proble tonahe hoga na…!

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aesa hai to aapke blog ki template mobile friensly hai hi nahi koi or template use karo.

  38. Avatar for Rohit MewadaRohit Mewada

    I am sorry sir but aap hmh ke sath dokha kiye hai aap ko manna padega hmh ke paas koi kaam hi nahi hai aap ne hmh ko bahut heart kiye hai khuda aapko kabhi khush nahi rakhenge crying.
    Aap ne mujhe bahut piche chod diya but koi baat nahi aap khush raho mera roji roti chinkar aap me himmat hi nahi hai ko logo ko bataye kyo ki aap ek dum kaam chor hai aur bujdil plz publish kar ke dikhayo

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Mere bhai aesa kuch bhi nahi hai apne pichli comment me mujhe gali tak di maine aapko fir bhi kuch bhi nahi kaha. Agar aap ab bhi aesa karoge to bhi main kuch nahi kahunga kyuki mere dil me aesa kuch hai hi nahi meri nazar me aap ab bhi ek achhe insan ho.
      Aapne ye comment ki iska matlab aapki feeling change ho gayi hai. My bro rohit ek bahut achhe insan hai or mere bahut achhe dost bhi hai. Maine iske bare me kei bar btaya bhi hai. He is a great person or main unka dil se samman karta hu. I know ki aapko aesa lagta hai ki maine hindimehelp ke sath dhoka kiya hai but ek bar aap rohit se bhi is bare me bat kar lete wo aesa bilkul nahi sochte or na hi main aesa sochta hu. Mere dil me HMH or rohit dono ke liye aaj bhi utni hi izzat hai. Maine kabhi khud ko rhoit se badhkar nahi mana to aap aesa kyu sochte ho. Aapne pichli comment me kaha tha ki main SMI par post nahi likhta koi or likhta hai to mer dost SMI par guest post ke alawa sabhi post maine hi likhi hai. Iske liye aap meri righting skill check kar sakte ho.
      Mujhe dukh hai ki rohit mewada pichle kei dino se post nahi kar rahe but iski wajah main nahi unki koi problem hai ya fir wo dusra koi jaruri kaam kar rahe hai. Main aapse request karunga ki aap aesa sochna chord de main aapki bhi izzat karta hu aap bhi aesa kar sakte ho.

    • Avatar for Mahaveer JainMahaveer Jain

      Ye bhai ko jealous hai Mujhe nhi lagta ye real rohit bro. hai.

    • Avatar for gautam nagrajgautam nagraj

      कैसा धोखा किया है भाई ? ज़रा हमें भी बता दे, एक तरफ जुमेदिन भाई हमारी मदत कर रहे है तो तुजे जलन हो रही है, जुमेदीन भाई आप बोहोत अच्छा काम कर रहे हो. rohit mewada आप की success से जल रहा है.

      • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

        Nagraj ye real rohit nahi koi or hai.

  39. Avatar for Deepak VaishnavDeepak Vaishnav

    Sir WordPress pr kisi or auther ka login kese karate hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      WordPress dashboard >> users >> add new par click karke aap kisi ko bhi add kar admin, author, editor, subscriber and contributor bana sakte ho.

  40. Avatar for vivek guptavivek gupta

    brother, mera blospot par beingadmin naam se aur isi same name se YouTube par vlog bhi hai, lekin mere blog aur chhannle par na to traffic aa rha hai aur na hi iski post search engen me show ho rhi hai. mai bhut pareshan hun.pls help me.
    my blog

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapke blog ke homepage par hi full post show hoti hai to traffic kaise milega. Aap blog ki template change karo or humari SEO realted post read karo. Youtube ke bare me bhi post mil jayegi.

  41. Avatar for Kamlesh pariharKamlesh parihar

    Sir Maine try kiya fir bhi nahi ho raha hai. Jab Maine domain add nahi kiya tha tab blog open ho raha tha. Lekin domain add karne ke bad nahi ho raha hai. Jab me apne blog URL par visit karta hun to go daddy page open hota hai. Iska kya karna hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Abhi aapne new domain liya hai so thoda wait karo domain ko proper work karne me time lagta hai.

  42. Avatar for VikashVikash

    Sir Jaise Ham .org Blog Ke Liye Login Page Alag Hoti Hai,Tab Hum Kisi Browser Me login kar pate hai,Lekin Android App Me Hamari Blog Open nahi hoti,Agar .com Blog hai,To Aap WordPress App Me login Aasani Se Username pass Se ho jata hai But .org Ka Process Wrong Username Aur Pass bata raha hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      WordPress.org alag hai or WordPress.com alag hai WordPress.org par log in karne ke liye aapko alag se account create karna hoga.

      • Avatar for VikashVikash

        Sir Wo To hai, Tab To Newspaper Theme Leke blogging kar raha hu,
        Mai WordPress Android Application Me Apne Blog Ko open nahi kar pata hu, Kyuki Username pass Wrong batata hai, Jabki Broswer Me Open ho jati hai, To application me open kaise kare, Ye Bataye

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Vikash aap mujhe error ka screenshot ya error message dikha sakte ho.

  43. Avatar for Rohit GuptaRohit Gupta

    sir 21 8Pm par AdSense ka mail aa gaya tha lekin abhi tk bank account me paise nahi aaye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bank account me payment send hone ke 3 to 5 day me payment aata hai.

  44. Avatar for Sagar patelSagar patel

    Bro. Apne blog ki internal links same page me open honi chaiye ya New tab me,
    SEO ke liye kya sahi rahega.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Internal links same page me open hona better hai. External links ko another tab me open karo.

  45. Avatar for kavyakavya

    sir mujhe apny blog key liye backlinks bananey hai kya aap mujhe kuch do-follow forms bta skty mera blog Customer Care Numbers provide krwata hai. please help me sir.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Main iske bare me ek article likh raha hu use follow kar lena.

  46. Avatar for Draveen SentinelDraveen Sentinel

    Apne jo tarika bataya hai wo kafi had tak sahi hai lekin aap isse pure tarikse se secure nahi kar sakte hai apne posts or pages ko copy hone se.Shayad aap ek cheejo bhul rahe hai aur wo hai aur wo hai source code kyonki post ke sabhi codes source sheet me hote hai aur vaha se koi bahut hi aasani se jo chahe copy kar sakta hai.

    Ctrl+A , Ctrl+C , Ctrl+Shift+I , Right click , ke saath aapko Ctrl+U ko bhi disable karna hota hai tabhia apka post 100% secure ho sakata hai.

    Agar aap chahe to Ctrl+U press kar ke check kar sakte hai aapka post copy ho sakta hai.So try adding this trick in your post prevention system.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      You are right draveen. Maine post me already btaya hai ki hum content ko 100% copy hone se nahi rok sakte. But newbie user ko in sabke bare me nahi pata hota so kaf ihad tak content secure ho jata hai.

  47. Avatar for Ramesh prajapatiRamesh prajapati

    Aap mujhe mere blog ke post automatic submit kyo nahi ho rahe hai. publish karne ke baad bhi post ki submit kiye post kisankhya jaise ki taise bani rahti hai. mai ye sitemap use karta hu – (/atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500) . maine socha ki ye gooogle problem hai do din wait kiya phir bhi post submit nahi hui 15 ke 15 post hi submit kiya hua dikha raha tha halanki mere blog par 18 postt the. Jaroor bataye. Aisa kyo ho raha hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ramesh aap google webmaster tool me crawl >> fetch as google ke throw post index kara sakte ho. Kei bar google ko post index karne me time lag jata hai.

  48. Avatar for Hindi Me HintHindi Me Hint

    hello JUME DEEN KHAN sir mai ye jajnna chahta hu ki aapne apni pahli payment google AdSense se kab paai thi ,or mai ye bhi janna cahta hu ki us wqt aap ke website par kitni traffic a rhi thi ,
    Sir mera ek blog hai jispar lagbhag daily 700 se 1000 visoter aate hain but organic search se bhot kabm ate hai mai aap se yah suggestion chahta hu ki mai apne website par organic traffic kaise lau, sir kuch help kariye na meri website ka nam hai hindimehint.com

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Main is bat par focus nahi kiya or wese bhi ab kafi time ho gaya hai.
      Aap seo friendly content likha karo.

  49. Avatar for MD shahidMD shahid

    Sir jee Facebook or google ki programming Kay HTML ki hai hai

  50. Avatar for Amit KumarAmit Kumar

    Ye jo aapne sabse pahle wala link diya hai vo post puri hone ke baad HTML me ya jha type karte hai vha paste karna hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Post me nahi blog ki html coding me body ya header code ke bad add karna hai.

  51. Avatar for AsweenAsween

    Nice post about stop copy-paste, I applied it on my blog through CSS method

  52. Avatar for fawadfawad

    meri blog ke template me post ke neche me about me nahe hai template ke poster me add kya hai laiken is se google AdSense per koe parak to nahe hoga na ….!!! me ne add kya hai butw wo best nahe hai…!!! help

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi google par iska koi effect nahi padega.

  53. Avatar for fawadfawad

    sir hum apne blog ke templates me to 7-8 days bad kuch na kuch change karte hai laiken is me template me be kuch na kuch kharab hote hai to hum is template ko dobara upload karte hai to is me google ranke per koe asar to nahe hota,….!!!

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi but aapki site ke readers ko problem hoti hai.

  54. Avatar for SurendraSurendra

    Bhut kosis karne ke Baad bhi Business hosting plan par Multisite Nahi Bana pa raha hu . Internet Pr English me Bhut article hai but Wo sahi se Samaj nahi aate Hain . Jaldi hi multi site ke baare me Hindi me post likhne ki kosis kare taki Blogging me help mil sake

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Welcome suredra main jaldi h iske bare me post likhunga.

  55. Avatar for Deepak sahuDeepak sahu

    1-sir mera blog hinglish me hai. keyword research karte time targeting country sirf india select karu ya fir india, pak,nepal aur bangladesh karu? kyu ki ek admin ne mujhe suggest kiya hai ki ye 4 country select kar ke keyword select karo kyu ki inme hindi boli jati hai.aap bataiye sir kya karna sahi rahega?

    2- aap sirf india ko targeting country me rakhte ho ya fir kuch aur? plz sir meri confusion dur kare.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      India ke alawa baki country bhi choose kar sakte ho.
      Main keywords se related location select karta hu jo india ke liye jyada best ho usme india baki me other country add karta hu.

  56. Avatar for DIVYANSHU VATSALDIVYANSHU VATSAL

    SIR main apni site kholta hun to vo chitika main as a blocked user count hoti h ,jisse mera revenue zero ho chuka h ,issse kaise bache ,koi tareka bataye blocked user ke taur pr na count houn aur main site bhi khol saku check karne k liye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Mujhe aapke blog par aesi koi problem nahi dikh rahi. Aap screenshot dikhao.

  57. Avatar for Manish SharmaManish Sharma

    sir Agar main Adsense ke app se Adsense Account open karta hu toh $12dollar show karta hai per Adsense Google se direct open karne per $7dollar se jyada nhi dikhta kyo or mere confirmation code bhi nhi aa rha help me sir

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Adsense ka desktop version open karo usme dikhayi earning sahi hoti hai. Pin post $10 hone ke bad milega.

  58. Avatar for Rishikesh MishraRishikesh Mishra

    Sir A ap no code box use karte hai mujhe uska code chahiye mai ek Article likh raha hu usme jarurat hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Comment me code show nahi hoga mujhe email kar dena main code send kar dunga.

  59. Avatar for Kamlesh pariharKamlesh parihar

    Sir ye meri website Maine domain add liye 24 hours ho chuke hai lekin phir bhi open nahi ho rahi hai. App ek baar dekhe jarur.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap blog ki template change karo. Blog me kuch coding issue hai jisse blgo open nahi ho raha.

  60. Avatar for Md Parvej AnsariMd Parvej Ansari

    hello Jume Deen..
    Humesa se aapka blog padta hu but ye kamal ki post hai..jisse post copy hone se bachaya ja sakta hai waah great post bro..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Thank you ansari.

  61. Avatar for AbrarAbrar

    Enter your comment here…

    Bro Maine apne blog Se Mobil Wala system to band kar diya hai lekin jab blog ko open Karte Hain to bahut lambi line aa raha hai yani saari post ek Baar Hi dikh rahi hai or zoom karke Hi Mobil Se padh sakte hai yani content bahut barik hai kuchh aesa batao k ye dono theek ho jaaye
    Please help brother

    My blog) www. 9rch.blogspot.com open karke batao mobile Se please bro

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Abrar ab apne blog ki template bhi chagne karo or read more option wali template use karna.

  62. Avatar for atul mauryaatul maurya

    hello sir
    agar aap ko hame ko screenshot bhejna ho aap ko to aap ke pass kaise bheje

    taki aap hame sahi se usake bare be bata sake

    help me

  63. Avatar for Deepak VaishnavDeepak Vaishnav

    Sir india me sports ke liye kon sa affiliate program achha hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap amazon and flipkart ke affiliate product try karo. In site par aapko sports ke bahut sare products mil jayenge.

  64. Avatar for jaymin kanjariyajaymin kanjariya

    sir ye sab to thi hai lekin kia right click karne par jo view source dikhai deta hai unse bhi copy ho sakti hai kya view page source ko hide nhi kia ja sakta coding ya plung se..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi view page source ko hide anhi kar sakte.

  65. Avatar for Tech To HindiTech To Hindi

    Ye aapne jo powers by Google me ads lagaya hai kaise lagaye Aur Aap kis Method ko use krte hai copy hone se

  66. Avatar for Deepak sahuDeepak sahu

    sir mai bada confuse hu ki mai kaise post likhu…mai ye chahta hu ki sab acche se samajh lu fir post likhna start karu kyu ki bina jane kuch likhne se koi fayda bhi nahi.

    sir agar humara blog hinglish me hai aur hum post ka title hinglish me na likh kar english me likhe.jaise ki bounce rate kya hai aur isko kaise kam kare. isko hum english me likhe what is bounce rate and how to reduce it.. kya hum english me title likh sakte hai? aisa karne ke koi problem to nahi hogi? aur kya english me title likhna sahi rahega?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sahu likh sakte ho but isse aapke blog par hinglish user kam hi aayenge. Kyuki english title ko dekh kar jyadatar log post ko ignore kar dete hai.

  67. Avatar for septa deepsepta deep

    Jumedeen brother mai apne ek mitra ke sath milkar ek blog bnana chahta hun. mera pahle se ek blog hai jis par AdSense bhi lga hai. jo naya blog ham bnana chahte hain us par mai apni vahi email id use karu aur AdSense ke liye apne mitra ki id se naya account bna skte hai ? aur payment ham joint account me chahte hai.
    please help me.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Bana sakte ho isme koi problem nahi hai.

  68. Avatar for Abhishek kumarAbhishek kumar

    Jume deen bhai 8-9 months ho gaye jab mai AdSense par loging karta hu to
    “Account Not Active
    An AdSense account does not exist for this login show hota hai aur na hi ab tak koi mail aaya hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Main is bare me aapko already oldest comment par reply kar chuka hu. Ab aap ya to AdSense ke approved hone ka wait karo ya dusri ID se apply karo.

  69. Avatar for Vishnu Kant MauryaVishnu Kant Maurya

    1 aapne kya kiya hai jisase ad blocker enable browser me SMI open nhi hota ?

    2 isase mobile se aane wale organic traffic par kya effect pada hai?

    3 AdSense earnings me isase kya kuch izafa hua hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Traffic kam hota hai ha thodi adsens earning increase hoti hai.

  70. Avatar for Shaikh MuneerShaikh Muneer

    Badhiya jankari, option 2 useing javascript me aapne jo code diya hai wo kaha add karna samjh me nhi aaya aur ke biche me hi add karna hai aisa aap bol rahe ho kya? iska jawab dijiye sir…..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Muneer bilkul clear btaya hua hai header ya body code ke bad add karna hai.

  71. Avatar for PappuPappu

    Nice bhai bahut aachi Jankari Di h
    Bhai jo apki theme h kya aap mujhe send kr skte ho plz reply me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Main genesis framework use karta hai. Main isko customize kar chuka hu so isme mere links add hai. Aap studiopress se le sakte ho.

  72. Avatar for Deepak VaishnavDeepak Vaishnav

    Sir me aapki post dund nahi paya kya aap muje uska link de skte ho

  73. Avatar for VivEk KuMaRVivEk KuMaR

    Jumedeen bro ye AdSense ki payment kyu nhi aa rhi h, aaj to 21 dec h

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Wait vivek aaj ya kal google send kar dega.

  74. Avatar for Tanveer HussainTanveer Hussain

    This is the quality post and love to read it…

  75. Avatar for HaammmadHaammmad

    Bhai Kia apki website ka template bata sakty he ap KONSA istimal karty ho?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      genesis framework.

  76. Avatar for ravinadraravinadra

    mere 2 question he bhai
    1 main apne WordPress site par guest post karwana chahta hu uske liye kya karna he.
    2 kaise chack kare ke hamara content kisi ne copy kar liya he.

  77. Avatar for gautam nagrajgautam nagraj

    Hello Sir,
    Kya aap bata sakte he ki aap konsa domain registrar or hosting server use kar rahe he ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Godaddy domain vps server.

  78. Avatar for DeepakDeepak

    sir aap ke dwara bataye gaye coad se to sirf ads mere post ke title ke niche hi dikhe

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ek code se ek hi jagah ad show honge. Aese hi dusre code use karo.

      • Avatar for DeepakDeepak

        fir se wahi code use kiya lekin ads fir se wahi pr aaye dusri jagah nahi aaye me ek ad to post title ke bad 2 link ads post ke bich me or ek link ad post ke last me lagana chahta hu

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Deepak fir se wohi code use nahi karna hai. Maine ek do place ke bare me post likhi hai aap kisi or ki post padh kar dusri jagah apr ad lagao.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...