Website Blog Ka Loading Time Check Karne Ki 5 Free Tools

Website blog laoding time search engine ranking or user-experience ke liye most important hota hai. Agar aapki website fast loading hoti hai to search engine aapki site content ko jaldi index karta hai or user aapki site par jyada visit karte hai. Aaj is post me mai aapko website ki loading time check karne ki 5 free website speed checker tools ke bare me bta raha hu.

Top 5 tools to check your site loading time performance

Maine inhi tools ke step follow karke apne blog ko fast loading banaya hai. Mujhe kisi or se kaam karana pasand nahi hai. Mai chahata hu ki mai har kaam khud karu. Example, aap meri site ka loading time check kar sakte ho main genesis framework+child theme use karta hu.. Iske bare me maine mozedia.com ek specialy experience article bhi likha hai.

Maine iske bare me or bhi post ki hai. Agar aap WordPress user hai to maine iske bare me How To Speed Up Your WordPress Site – 100% Working Tips complete tutorila write kiya hai. Jise follow karke aapke WordPress blog ki speed 30% increase hogi. Iski mai aapko garantee deta hu. Aap is article ko ek bar jarur read kare.

Mai aapko suggest karunga ki apne blog par fast loading template/theme hi use kare. O r agar aap WordPress user hai to aap W3 Total Cache, WP Super Cache plugin use kar sakte hai. WordPress blog ko speed up karne ki puri jankari ke liye yaha click kare.

Yaha mai aapko jin tools ke bare me bta raha hu. Wo sirf aapko site ki loading speed time ki information nahi deti hai. Balki wo aapko site ko optimize karne ki tips bhi btati hai. Agar aap kar sakte ho to unke step follow karke apni site ko fast loading bana sakte ho.

5 Free Tools Website Blog Ka Loading Time Check Karne Ke Liye

In tools par apni site ka laoding speed time check kijiye or inke diye suggestion ko follow karke apni site ko fast speed up banaye.

1. Google PageSpeed Insights:

Google PageSpeed Insights

Google PageSpeed Insights tool meri sabse favorite tool hai. Mere blog ki loading time kam karne me is tool ne mujhe kafi achi guidelines di hai. Mere alawa baki blogger bhi is tool ko sabse best btate hai. Mai dusro ki nahi apni bat karta hu. Hakikat me agar hum iske steps ko ache se follow kare to khud apni site ko fast loading bana sakte hai.

2. GTmetrix:

GTmetrix Website Speed and Performance Optimization

GTmetrix pahli aysi tool hai jo aapko site ke loading time ko kam karne me sabse better guide karti hai. Aapko is par sabhi webpages error ke solution milenge or har ek kami ki tips milegi. Jo 101% sahi work karti hai. GTmetrix aapko performance report, pagespeed time or yslow score ke bare me details se btati hai ki aapki site kaha kis script par kitne time me load ho rahi hai. Aap chahe to apne worspress blog par GTmetrix plugin bhi install karke apni site ki loading spedd test kar sakte ho.

3. Pingdom Website Speed Test:

Pingdom website speed test tool

Pingdom website speed test Google pagespeed or GTmetrix ke bad tisri sabse best site speed checker tool hai. Ye aapki site ki loading time check karne ke sath sath site ki loading performance bhi btati hai or use better karne ke top suggestion bhi deti hai. Is par aapko ye bhi pata chalta hai ki aapki site ka konsa part load hone me kitna time le raha hai. Upar aap supportmeindia ki loading speed ka screenshot dekh sakte ho. Pingdom tool aapko waterall, parametes, performance grade or page analysis ki information tips btati hai.

4. Sucuri Load Time Tester:

Sucuri Load Time Tester

Sucuri Load Time Tester tool ek or badiya website speed testing tool hai jo aapko global location ke anusar site laoding speed show karti hai. Ye tools aapko ek hi time me bahut sare places par apaki site ki loading speed test karke btati hai. Is tool ki report me “Time to first byte” sabse importa report hoti hai. Iska matlab hai ki server user ke browser me content data kitne time me send karta hai. Mostly ye tools aapki web hosting ki server spedd test karne me better hai.

5. Webpagetest: Test a websiye’s performance:

Webpagetest - Test a websiye's performance

webpagetest tool website ki loading time performance test karne ki ek or badiya tool hai. Iski sabse important bat ye hai ki aap is par location select karke world me kahi bhi apni site ki speed test kar sakte ho. Sath hi isme aap chrome, mozilla firefox and other browser me bhi site speed details me check kar sakte ho.

Finally, Ye thi wo tools jinhe use karke mai apne blog ki loading time kam karta hu. Mai aapko special suggest karunga ki aapki site 4 second se kam time me open honi chahiye. Agar aapki site open hone me 3-4 second se jyada time leti hai to aapko site ko speed up karna chahiye. Isme How To Speed Up Your WordPress Site – 100% Working Tips article me btayi tips aapki 100% help karegi.

Now, To chaliye ab aap bhi mujhe btayiye ki aap apni site ki loading speed better karne ke liye kis tool ko use karte ho. Agar aapko inke alawa kisi or aysi site ke bare me jankari hai jo site speed ke site site speed optimization ki information deti ho to hume comment me jarur btaye.

I hope is article me aapko helpful jankari mili hogi. So plz mai sahi hu to is post ko social media par apne dosto ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (67)

  1. Avatar for VishalVishal

    Helpful article. Thanks

  2. Avatar for uttam guptauttam gupta

    Mostly Usefull information on SMI ,
    1. Jaisa apne apne topic me bataya h ki app free theme ko jada best mante h so can you guide me which free theme best for wordpress.
    2. Mene apne blog ka site map ready karliya h Active ho gya h but jab me new post likhta hu toh vo post google me show nahi ho rha h mene direct blog name type karke check kiya tha. Uskeliye kya karun ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Sorry dear main kahi bhi free theme ko best nahi btaya hai.
      2. Apni site ko search console me submit karke verify karo or site content ko promote karo.

  3. Avatar for kashifkashif

    sir ek post AMP(Accelerated Mobile Pages) per bhi likh dijiye

  4. Avatar for Prateek sharmaPrateek sharma

    Sir mai blogging blogger pr krta huin to kya mai
    aapkey liye koi post likh skta huin

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Why not but first read guest post policy.

  5. Avatar for Umesh ChavanUmesh Chavan

    nice tools mai bhi GTMatrix Aur Pingdom , google page speed in 3 ka use karata hu.

  6. Avatar for suraj moresuraj more

    Bhai maine AdSense ka form fill up karke submit kiya hai but unki taraf se koi responce nahi aaya abhi tak 2 din ho gaye help me.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap pura sawal likho aapne kisko throw AdSense banaya hai. kab banaya hai kab apply kiya aapki site ka link.

  7. Avatar for prashant rathoreprashant rathore

    aapke blog ki kitni speed hai plz tell me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Prashant is post me gtmetrix or pingdom ka screen dekh sakte ho.

      • Avatar for sameer khansameer khan

        bhai mai maafi chaaunga but tmhara rpl mujhe nhi dikha,,, mai subah se intezar kr rha tha ki kb ghar jaunga aur tmhara rpl padhunga ghar aaya hu abhi,,, meri night shift hoti hai,…,, agar aitraaz na ho toh bhai yahan rpl kr do,,, ya mujhe mail kr do plzzzz usse aasani hogi,, mai do[har ko jb uthunga to dekh lunga… bhai mere zehen mai bohat saare sawaal hai,, jo lambe time se lekr ghum rha hu…

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Sameer mai aapko already mail send kar chuka hu. or aap yahi comment mere blog ki 5 se jyada post par kar chuke ho maine sabka reply kiya hai. what is this.

  8. Avatar for Irshad AhmadIrshad Ahmad

    bahi aapka bhaut bhaut sukriya jo aaj aapne meri bhaut madad kiya aaj hamne aapke blog se khuch sikha mai hindi me help ki post use karta tha but vaha rply nahi milti kamse kam aap rply tu karte hai iske liye bahi dil se sukriya

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Welcome bro.

  9. Avatar for Irshad AhmadIrshad Ahmad

    bahi kiya hai eror aa raha hai agar koi meri help kar sake tu mai use blog ka admin bna du jo ki meri help kar sake plzzz bahi koi bahi ho tu muje bta do

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Jo error aa raha hai wo btao. jab aapki help kar raha hu to aapse step bhi follow nahi ho rahe.

      • Avatar for Irshad AhmadIrshad Ahmad

        Warning: Setting a custom domain will disable HTTPS.
        bahi ye eror hai

  10. Avatar for jeet makwanajeet makwana

    Me online coaching class sharu karna sahta hu to kaise karu please help me details me batana please

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      log par post likh kar sakte ho. Ya apni location ke aaspas wale blogger ke sathmeeting kar ke sikha sakte ho.

  11. Avatar for Irshad AhmadIrshad Ahmad

    BAhi hamne apne blog ko domain me change karna chaha hamne sari setting ki hai but jab save pe click karta hu tab ye eror aata hai
    We have not been able to verify your authority to this domain. Error 12.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapne jis site se domain loya hai. Us par ja kar blogger ke dns record add karo.

  12. Avatar for Sameer khanSameer khan

    Bhai mai tmhara blog kal se follow kr rha hu & maine kyi comment aur msg kiye tmhe bt tmne ek ka bhi RPL nhi diya ??~

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sameer maine aapki comment ka reply kiya hai. Aap ache se check karo.

  13. Avatar for Sandeep JinagalSandeep Jinagal

    Bro mein kuch tips chahta hu
    meine ek blog banaya hai Hinglish mein
    or mein chahte hu ki mein ek subdomain bnau matlab meri site ha askmeindia
    or agar mein subdomain bnau hindi.askmeindia or sari posts jo hinglsih mein vo iss subdomain mein Pure hindi mein post kru. Kya ye sahi hoga matlab kya ye idea sahi hai.
    Ya fir muje or domain resister kro or iss se alag dalu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Why not kar sakte ho. Dono me koi problem anhi hai.

  14. Avatar for AkashAkash

    Hello Sir
    Maine aapki website par ye comment pahle bhi kiya
    Par is baar isme kuchh aur add kiya hai isliye comment pura padhna !

    Mujhe ye confirm karna hai ki

    Mera naam ye hai

    Shchool marks sheet par – Ak ash
    Bank account me – Akash

    Aadhar card me – Aakash
    Pan card me – Aakash

    Sir marks sheet aur bank wale me single ‘A’ hai
    Aadhar card aur Pan card me Double ‘Aa’ hai

    To AdSense account kis naam se banaun
    Single A se ya double Aa se

    Adsense account me pan card aur bank account dono lagega
    Bank me single A h
    Pan card me double Aa h
    Upar dekh sakte ho

    To sir ab aap batao AdSense kis naam se banaun
    Jisse ki koi dikkat na ho

    Is message ke answer ko jaanne ke liye maine 3 website par comment karke puchha

    Website hain-
    1. Hindi Me Help – Rohit Mewada
    Inka answer tha –

    Aap bank me apna naam change karwa lijiye
    Double Aa karwa lijiye
    Waise bhi marks sheet ki kahi jarurat nahi hai !

    Isse pata chalta h ki Rohit Mewada Sir ne double Aa wale naam ki salaah di h – Aakash

    2. Support Me India – Jumedeen Khan

    Inka answer tha –
    Aap double Aa wala Aakash naam use karo

    Jumedeen Khan sir ne bhi double Aa wale naam use karne ki salah di h – Aakash

    3. Hindi Soch – Pawan Kumar

    Inka answer tha –

    Aap apna bank wala naam use karo
    Because wo sahi hona bahut jaruri hai

    Pawan Kumar sir ne bank wala naam use karne ke liye salaah di hai
    Yaani ki single A wala – Akash

    Maine ye message aap teeno ki website par isliye comment karke puchha tha kyunki AdSense account ka maamla h
    Jisme naam sahi hona bahut jaruri hai

    Meri najar me aap teeno top three bloggers ho
    Achchha knowledge rakhne wale ho
    Isliye maine aap teeno ki salaah li

    Jisme se Rohit Sir aur Jumedeen Sir ka answer
    Double Aa wale naam se banane ki h

    Aur Pawan sir ka answer single Aa yani ki bank wala naam

    Ab aap mera ye message itna padh chuke ho

    Ab aap ek baar dubara se mujhe bata do ki
    Main kis wale naam se banaun

    Isse- Akash

    Ya fir isse – Aakash

    Marks sheet – Akash
    Bank – Akash

    Aadhar card – Aakash
    Pan card – Aakash

    Ab aap decide karke bata do
    Ki kon sa wala naam se AdSense account banaun

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ok mai aapko proofly btata hu. Mai rohit ke reply se agrre hu pawan ke se nahi.
      Man lijiye aap dauble aa wala aakash name use karte ho to aap bank account me apna name change kar sakte ho. Aapke aadhar card or pan card jo ki importantly aapke document hai un par aapka name aakash yani dauble aa wala hai. So aapke aapne wale samay me documents verify karne me problem nahi hogi. So maine aapko aa use karne ke liye suggest kiya.
      Second akash oe aakash dono ka hindi arth ek hi hota hai आकाश isliye aap dono me se koi bhi use kar sakte ho. But dono me se aakash aa wala name jyada better hoga kyuki aapke documents me yahi name hai.
      Ummid karta hu aapki confusing dur ho jayegi.

      • Avatar for Sandeep JinagalSandeep Jinagal

        Bro aap Bank Name easily change kar sakte ho bank mein jakar.
        Or aap mark sheet ka naam bhi change kra sakte ho . toh problem khan hai.
        AA wala name use karo.

        • Avatar for AkashAkash

          Thanks all of you

      • Avatar for AkashAkash

        Ji bilkul
        Aur bahut bahut dhanyavaad

        Sahi se guide karne ke liye

    • Avatar for Sandeep JinagalSandeep Jinagal

      Bro agar aap ab bhi doubt mein hai toh apko ek solution btata hu aap google ke official AdSense forum mein apna question post kro. Google ke jitne bh product hai sab ka apna apna official forum hai . toh aap AdSense forum mein apna question post kro apko answer mil jayega..

  15. Avatar for solankisolanki

    sir aapke post ads ke vajase post pad nahi parahai hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Kya problem ho rahi hai.

  16. Avatar for Md Arshad NoorMd Arshad Noor

    Bro..
    Bahut hi achhi Tool ke bare me jankari di hai.
    Thanks

  17. Avatar for yashyash

    Sir,me godaddy she domain karida hai or blogger par add kar diya hai , par me jab browser me apna domain bina www ke search karta hu to godaddy ki site par pahuch jata hu,
    Or www me sath meri website open hoti hai
    Me kya karu ke bina www ke bhi site open ho

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Domain active hone me 24 to 72 hourds ka time lagta hai aap 2-3 day wait karo. site proper open hone lag jayegi.

      • Avatar for yashyash

        Sir mene aap ko Facebook par message kiya hai or screenshot send kiya hai meri help Kare…..

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          k mai aapko jaldi hi message karta hu.

  18. Avatar for zishan ali gulzarzishan ali gulzar

    sir bhut jyada 404 error ho rha hai kya kare, mera blog WordPress me hai,,

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap mujhe error 404 ke kuch liinks btao.

  19. Avatar for ManishManish

    Sir overlay ads kaam kyu nahi kar raha hai Na aapke blog me Na mere Na kisi aur ke lekin Jo vignette ads hai wo sahi SE kaam kar rahe hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      overlay ads har bar work nahi karta hai. Wo user activity ke adhar par work karta hai.

  20. Avatar for Shibam KarShibam Kar

    Bohot kam ayega. Thanks for sharing…

  21. Avatar for Harpreet KumarHarpreet Kumar

    Bhai apne apki monethly income me affliate income bhi mention ki thi. Kya aap bta sakte hai aap konsa affliate programme use kar arhe ho or kitna commission melta hai..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Mai hostgator, bluehost, WordPress theme, semrush, studiopress theme, flipkart and other kuch or affilliate program use karta hu. Mujhe miaximum hostgator ki hosting sell se $26 mile hai.

      • Avatar for Harpreet KumarHarpreet Kumar

        Ek blog me jitne chahe affliate programme use kare. Apki income sirf apki traffic or apke readers ka ap par trust par nirbhav karti hai. Am i right bro?

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Yea you are 100% right. Affiliate marketing se wohi log buying karte hai jinko aap par wishwas hota hai. Ise original traffic kahte hai.

          • Avatar for Harpreet KumarHarpreet Kumar

            kya aap muje bta sakte hai ki apki Supportmeindia logo ka size kya hai. muje bhi alag se apne blog ki liye logo banaaa hai

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            Photo to big size ka hai but maine ise 400×70 par set kiya hai.

  22. Avatar for Harpreet KumarHarpreet Kumar

    Hanji bhai me iske bare me janta hu kuch hi time pehle iske bare me pta chala tha muje. By the way baki bhi me try kruga jiska apne apne article me mention kiya hai.

  23. Avatar for Irshad AhmadIrshad Ahmad

    BAhi mera ek blog hai islamisthebest7.blogspot.com
    jab mai isko open karta hu tab ye coding aati hai
    #blog-pager{clear:both;margin:30px auto;text-align:center; padding: 7px;} .blog-pager {background: none;} .displaypageNum a,.showpage a,.pagecurrent{padding: 5px 10px;margin-right:5px; color: #F4F4F4; background-color:#404042;-webkit-box-shadow: 0px 5px 3px -1px rgba(50, 50, 50, 0.53);-moz-box-shadow:0px 5px 3px -1px rgba(50, 50, 50, 0.53);box-shadow: 0px 5px 3px -1px rgba(50, 50, 50, 0.53);} .displaypageNum a:hover,.showpage a:hover, .pagecurrent{background:#EC8D04;text-decoration:none;color: #fff;} #blog-pager .showpage, #blog-pager, .pagecurrent{font-weight:bold;color: #000;} .showpageOf{display:none!important} #blog-pager .pages{border:none;-webkit-box-shadow: 0px 5px 3px -1px rgba(50, 50, 50, 0.53);-moz-box-shadow:0px 5px 3px -1px rgba(50, 50, 50, 0.53);box-shadow: 0px 5px 3px -1px rgba(50, 50, 50, 0.53);}

    aaisi aati hai na tu layout mai kya karu plz bahi help karo

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapke blog ki template me problem hai. Template ko fir se upload karo ya fir koi or template use karo.

      • Avatar for Irshad AhmadIrshad Ahmad

        bahi kaise use karu isme khuch aata hi nahi hai jaise phaile open hota tha ab vaise nahi hoti

        • Avatar for Irshad AhmadIrshad Ahmad

          bahi muje aapka blog bhaut acha laga ki aapne muje rply diya cahhe meri problam solve ho ya na ho but rply dene ke liye sukria

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            Irshad problem solve jarur hogi. Mujhe jiske bare me pata nahi hota hai uske liye mai apne reader ko clear mana kar deta hu ki iske bare me mujhe nahi pata.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          ye step follow karo. sabse pahle aap internet par kahi se template download karo or use xml file me convert karo. read rthis guide blogger template kaha se download kare or use xml file me kaise convert kare.
          1. blog dashboard par jao.
          2. ap drop down menu me template par click karo.
          3. ab right side me backup/restore par click karo.
          4. ab ek popup page khulega. usme choose a file par click kare template select karo.
          5. ab thodi der me aapki theme upload ho jayegi.

          • Avatar for Irshad AhmadIrshad Ahmad

            bahi ek bar cheq kar lo mera blog jaise ki mai isme khuch dalna chata hu but isme catogeri#1
            catogeri#2 catogeri#3 catogeri#4 catogeri#5 aaise hai mai kya karu jo inko hata ke apne man se jo dalna hai vo dal do

    • Avatar for Harpreet KumarHarpreet Kumar

      Arshad apki template ki editing krte waqt me koi point chhod diya hoga. Aaap dubara se same template download karke blogger me upload karle ya fir koi or template bhi try kar sakte hai. Isase apki problm 100% solve ho jayegi

  24. Avatar for Harpreet KumarHarpreet Kumar

    Bahut badhya jankari di hai apne bhai. Me apni website speed pingdom.xom par chek karta hu. Kaafi achi service hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Welcome harpreet aap pingdom ke btaye step bhi follow kar sakte ho.

    • Avatar for Irshad AhmadIrshad Ahmad

      harpreet bahi aap meri help kar do blog ke liye mai aapko admin bna du tab aap setting kar do plzzz bahi

      • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

        Irshad aap mujhse acebook par contact karo. mai aapki setting kar dunga.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...