Blogger Blog Me Category Widget Kaise Add Kare Ki Jankari

Apne blog ki traffic badhane me category bahut kam aati hai. Aapke blog me category ki list hogi to aapke visitors ko apni jarurat ki post khojne me aasani hogi. Agar aapke blog par aapne category list add nahi ki hai to ye aapke liye buri bat hai. Is post me main aapko apne blog me category widget add karne ka tarika bata raha hu kyuki isse hume bahut fayda hai. Aaiye jante hai ki apne blog me category widget kaise add kare.

how to add category widget in blogger

Blog me category widget add karne ke liye aapko bas ye simple step follow karne hai.

Blog Me Category Widget Kaise Add Kare

Step 1:

  1. Sabse pahale blogger.com par jaye or login kare.
  2. Ab layout par click kare.
  3. Ab jaha aapko category widget add karni hai waha par add a widget par click kare.
  4. Ab ek popup window open hogi usme link list par click kare.

select link list

Step 2:

Ab ek or new popup window open hogi.

  1. Yaha par categories type kare.
  2. Is box ko empty rahane de.
  3. Yaha aapko ye set karna hai ki aapki categories abc ke hisab se ho ya fir automatic ho.
  4. Is box ko empty rahane de.
  5. Yaha par apne blog ki tag ya label ka URL add kare.
  6. Yaha aap jitne chahe category URL add kar sakte hai.
  7. URL type kare or add link par click kare.
  8. Aapko kon kon si category add karni hai kar le jaise maine ki hai.
  9. Full settings karne ke bad save par click kare.

blogger category settings

Step 4:

Ab kuch is tarah se aapke blog me categories ka option aa jayega.

category widget

Ab aapke blog me category widget add ho chuka hai. Agar aapko ise add karne me koi problem ho comment me bataye.

Agar aapko blogger blog me category widget add karne ki jankari achhi lage to is post ko social media par share kare.

Agar aap apne blog me google points install karna chahte hai to ye post padhe. Blog Me Google Fonts Kaise Install Kare – Full Guide in Hindi

Sath hi agar aapne abhi tak apne blog me comment box add nahi kiya hai to ye post padhe. Blog Me Comment Box Kaise Add Kare

Agar aapka blog se related koi or sawal hai to comment me bata sakte hai.

Reader Interactions

Comments (98)

  1. bhai category wise post kese kar skta hu..kyonki me jo bhi post karta hu vo sidha home page par btata hai ..jabki muje kisi aur folder me post karna hai…

    • Aap home page par category ke anusar post show karo recent post nahi.

      • mera blog hai kahanikavita99 please aap ise visit kare and btaaye ki menu bar me jo समूह गीत ka विकल्प है उसमे केसे पोस्ट कर सकता हु….

          • ये POST मुझे बहुत अच्छी लगी धन्यवाद , पर सर में CATEGORY में नई LABLE बनाने की बजाय TEMPLETS में बनाये गये विकल्प जो की MENU BAAR पर है जेसे- कहानिया , कविताएं , समूह गीत …इन सभी में पोस्ट ADD करना चाहता हु..जबकि आपकी बताये PROCESS से तो CATEGORY में न्य LABLE बन जाता है |
            कृपया करके मुझे GUIDE करे ..
            THANK YOU SIR

          • Aap in labels ko hi apne blog ke menu bar me add akr sakte ho. Iske liye aapko bas blogger template ki HTML coding me ja kar menu option ke link ki jagah apni banayi label ka link add karna hai.

        • THANK YOU FOR HELP ME SIR.
          SIR I REQUEST YOU TO PLEASE DELETE MY ALL COMMENTS.
          THANKS supportmeindia thats really great

  2. blogger se realted achi jankari post ki hai apne

  3. Sir ek problem thi please ap madad kr de blog me jb hum post publish karte hai to woh hamare bnaye page me kaise judai hai or sath hi sath home par kaise dikhati hai

    • Blog ke home page par recent post set karo ya mujhe blog ka link btao taki main check kar ke bta saku.

  4. Sir apne Jo imags means blogger PE apne widet proof krne k liye blogger PE k images ka copy krke arrow k sath images dikhaye ye mai apne blog PE mobile se kaise dikhau.pl gve me satisfied answer pl

    • Mobile me aap blogger option open karke screenshot dikha sakte ho.

  5. sir mene mere blog me kuch post kr label dalta hu to vo aage piche ho jate hai serial se nhi hote

    • Aap jis label par jitni post likhoge wo first me show hogi.

  6. Bhai kya aap mujhe bta skte ho ki aapne jo upar home page bna rkha h
    Home Social Media Internet Tips and Tricks Mobile Tutorial Technology Adsense Blogging SEO Make Money Interesting Tricks
    esa mere blog me kese add kru???

    • Aap aesi template use karo jisme aese option ho. Ye coding se hota hai.

  7. bahi mine ek blog banaya hai our us me leble lagake post bhi likhi lekin jab mobail me
    dekhata huo to lebal nahi dikhta sirf post hi dikhati hai
    our jab web par dekata hu to
    Lbale our post dono dikhate
    hai mie blogar par simple templet uz karta huo lebal
    mobail me dikhne ke liy coie
    alg setting karna padti hai kay plese halp me?

    • Aapke mobile version me label hide ho rahi hai. Aap apni pasad ki theme use karo jisme mobile me bhi label show hoti ho.

  8. sir kya mai mai wikipidia ki kisi post ke link ko apni blog post me add kar sakte hai kya. iske liye kya jisne wo post wikipidia per likhi hai usse puchna padega ya mai aise hi add kar sakta hu.

    • kar sakte ho kisi se puchne ki jarurat nahi hai.

  9. sir ap naraj na honge to muje ek last help karenge kia
    mare blog me dakiye about me uske google + srif show hai to mai cahta hu aplogoke tarah jase aa llittle about me me jase description hai asi show karbana hai,

    • Aapka blog open nahi ho raha hai. Main check nahi kar sakta.

  10. sir ager mobile version off kia to oh mobile friendly nahe hoga na,
    Or ek baat sir help me
    Mane blog name or domain ek honey me koi problem hoge kia

    • Hoga kyuki wo blogger ka version hai use off karne ke bad aapke blog ki template ka mobile version show hoga. Nahi koi problem nahi hai.

  11. #Or sir mare ek confusion hai
    Mai blog name chorke domin name se Sobkuch banarsha hu
    Koi problem hoga kia

    #!Or sir Muje app batiye ki apka support me India search karne ke bad “Support Me India – India’s Best Hindi Blog to Learn Blogging” O jo India’s best jo option hai o kahase add karna hai,Please batiue
    #Blog name Or domain Name Same Hone Me Koi Problem Hai Kia
    Please Help sir….

    • Aap keywords ke enter button ke left button se common add kar sakte ho. koi problem nahi hai.

  12. HI sir Please help me
    mere blog me category or main menu show hone lag geya hai , lekin prob j hai k web version me sab Kuch show Hota hai but mobile version me categoy main menu show nni hote , mobile template v change kr k vekh chuka huu.. Mai chahta nu k mobile version me v sab Kuch show ho categoy , menu., Please Help me sir

    • Aap blogger dashboard me jao template par click karke mobile version off karo.

  13. Hello sir..aisa koi template hota hai jo mobile vrson view me sab followbatoon, gadge, dikhay de?

  14. Sir M Yogesh Mudgil

    Sir Mere Blog K Layout Me Add a widget show nhi hota plzzzzz… Aap mujhe btaye

    • Ad tabhi show hoga jab aapka AdSense account fully active ho jayega. Abhi aap ads laga rahne do or AdSense ke mail ka wait karo.

  15. helo sir mare blog ki about autor ko img link eror ho raha hai phease app tik karke do

    About Author Nazmul Hussain Barbhuiya

    Hello Dosto ! Mere Naam Nazmul Hussain Barbhuiya Hai. Main Ek Passionate Blogger Hun. Ye Website Maine Banai Hai. Is Website Par Main Longo Ko Hindi Me Jankari Deta Hun Aur Unki Help Karta Hun.

  16. bhai,meri website k footer se credit kese reemove kru ww.tricksredar.com

    • Aap blog template >> edit option me ja kar footer ke option search karke delete kar do.

  17. Hlo bro , mere blog me category or main menu show hone lag geya hai , lekin prob j hai k web version me sab Kuch show Hota hai but mobile version me categoy main menu show nni hote , mobile template v change kr k vekh chuka huu.. Mai chahta nu k mobile version me v sab Kuch show ho categoy , menu etc.. Plzz reply soon

    • Karan aapne apni site ka link nahi btaya jise dekh kar mai aapko guide kar saku. Aap koi aysi template use karo jisnme pahle se responsive menu ho.

  18. Bhai labels ke url kaha se pta chalenge ?

    • Aap apne blog ki kisi bhi post ko open karo (jisme label add ho) fir uski label par click karo ab browser me jo link hoga wo aapki label ka link hoga.

  19. Nice post bhai….

  20. WordPress me comments box ke liye koi free theme hai jisme hosting Ki jarurat na Ho. Aur fast loading Ho. Aap Koun si theme use kar rahe Ho.

    • Nahi aap hosting ke begait WordPress blog nahi bana sakte.