1 Site Me Multiple Domain Names Kaise Use Kare – Full Guide in Hindi

How to point multiple domain to one website? Site par multiple domains kaise add kare? Blog me 1 se jyada domains kaise set kare? Apne blog par bahut sare URL links kaise add kare? 1 site par different domain names ka istemal kaise kare? Site ke kai URL address kaise banaye? All domains ko apni main website par redirect or forward kaise kare? Domain redirection kaise kare? Agar aap aese hi sawal internet par search karte ho to aaj aapko is post me in sabhi questions ka jawab mil jayega. Is post me btayi gayi trick se aap 1 site par bahut sare domain use kar sakte ho.

Point multiple domain names to one website

Multiple domain SEO ke liye important nahi hai but aap chaho to apni site par ek se jyada domains ka istemal akr sakte ho. Aapne bahut si websites par dekha bhi hoga ki unke ek se jyada web address hote hai. Aap bhi apni site or blog me .com, .in, .net, .org jaise kai sare domain address add akr sakte ho. Un sabhi ko open karne par aapki site open hogi.

Apa is trick ko WordPress blog, blogspot blogger blog, websites and other all platform par bani sites me istemal kar sakte ho. Chaliye sabse pahle me aapko ek site par multiple domain point karne ke benefits ke bare me bta deta hu.

  1. Short domain use kar ke user ke liye typing or remember me help kar sakte ho.
  2. Competitor ko avoid karne ke liye local country level domain le kar use main domain par redirect kar sakte ho.

Site par multiple domain use karne ka sabse bada fayda hota hai competitor se site ka nuksan bachna. Kuch log aapke domain ko copy kar .in, .org, .net jaise domain le kar aapke audience ko bahkane ki koshish karte hai. Jisse aapki site ke traffic ko nuksan hota hai.

So isse bachne ke liye jab aap brand domain registration karo to uske sath .in, .uk, us, .org, .net jaise country level and local domain buy karke unhe apne main domain par redirect kar sakte hai. Domain ko main web address par redirect or forward kaise karna hai? Iske liye aap niche btaye step follow kare.

How to Point Multiple Domain Names in One Websites

Mostly sabhi domain companies domain ko another domain par forward karne ki service provide karti hai or aap easily domain settings me ja kar extra domain ko apne brand domain par forward kar sakte ho. Aapne jis website se domain liya hai us par domain forward ka feature nahi hai to aap 301 and 302 redirection kar site par multiple domain ko point kar sakte ho.

1. Forward Domain:

Is process ki sabse achhi bat ye hai ki aapke blog ke domain ke sath sabhi posts, pages and other web ke link bhi forward ho jayegne. Example: – aap exampple.com ko domain.com par forward karoge to page url is tarah se change ho jayega.

  • Old Domain: Example.com/how-to-forward-domain-to-another-domain
  • New Domain: Domain.com/how-to-forward-domain-to-another-domain

Yani aapke blog ki posts ko kisi bhi domain se open kare wo open ho jayegi. Iski jarurat tab hoti hai. jab hum blog domain chnage karte hai ya blog ko kisi or platform par transfer karte hai.

Iske liye aapko domain website par ja kar domain setting me jana hoga or domain ko dusre domain par forward karna hoga.

  1. Go to your domain website and sign in your account.
  2. Ab wo domain select kare jise aap forward karna chahate hai.
  3. Ab settings par click kar forwarding ke samne manage par click kare.
  4. Ab yaha par aap domain ko another domain par forward kar sakte hai.

Domain forwarding ki step by step with screenshot process ke liye aap Domain Ko Another Domain URL Par Forward Kaise Kare post read kare. Isme domain settings me domain ko another domain par redirect karne ke complete information milegi.

2. Redirect Domain:

Agar aapka blog WordPress hai to aap .htaccess file me 301 and 302 redirection code add karke bhi domain ko another domain par redirect kar sakte ho. Aap niche btaye kisi bhi ek code ko us blog ki .htaccess file me add kare jisko aapko dusre blog par redirect karna hai.

WordPress me .htaccess file aapko cPanel >> public_html par milegi ya fir aap yoast SEO plugin use karte ho to WordPress dashboard >> SEO >> Tools >> File Editor par ja kar .htaccess file ko edit kar sakte ho.

A. 302 Redirection:

## SMI Domain Forwarding Start ##
RewriteEngine On
Redirect 302 / /example1.com
Redirect 302 / /example2.com
Redirect 302 / /example3
## SMI Domain Forwarding End ##

B. 301 Redirection:

## SMI Domain Forwarding Start ##
RewriteEngine on
RewriteCond %{HTTP_HOST} !^www\.example\.com$ [NC]
RewriteRule ^(.*)$ https://www.example.com/$1 [R=301,L]
## SMI Domain Forwarding End ##

Agar .htaccess file me RewriteEngine On pahle se ho to is code me se ise remove kar de. Yaad rahe aap jis blog me ye code add karoge wo dusre domain par redirect ho jayega. Yaad rahe is file me jara si glati hone par aapka blog work karna band kar dega. So .htaccess file ko carefully edit kare.

Is tarah se aap ek website me apne sabhi domain names ko point kar sakte ho. Aapke domains ko point karne ke bad user kisi bhi domain se aapki site ko open kar sakte hai.

Agar aapko ye post pasand aaye to ise social media par other blogger ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (88)

  1. Avatar for FirozFiroz

    kya pehle se kharidi hui domain phir se saste me le sakte hai? kya aap iske bare me ek fully article likh sakte hai. existing domain ko dusre hosting par kaise buy karte hai?

    • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

      आखरी सकते हैं, लेकिन अगर डोमन मालिक उसे भेजना चाहे तभी, नहीं सस्ती कीमत और नहीं मिलेगा, डोमन की वैल्यू के हिसाब से कीमत चुकानी होगी।

      • Avatar for FirozFiroz

        wo coupan code dekar bhi domain aur linux hosting saste mein milta hai. “Do you already have a domain for your hosting plan” iska matlab samjha sakte hai. ye hostgator india account ka hai usi se hi hosting buy kar raha hu. lekin my.hostgator.in account mein jaakar exipring ho rahi domain aur linux hosting ko extend karne se paisa jyada maang raha hai. naa hi usme coupon ka koi option hai or naa hi add karne ke bhi option, jise hostgator india ne 50% OFF coupon code provide kiya hai.

        • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

          hostgator support से बात करो

  2. Avatar for veerendra singhveerendra singh

    mera blog abhi .in me hai lekin mere paas .com bhee hai to kya mujhe gomain chaing karna chahiye

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Kar sakte ho .com .in se jyada better hai.

  3. Avatar for Mahi siyagMahi siyag

    Sir mera question yeh hai ki mere paas 2 gmail id hai. Pahle maine apni 1st gmail id se blogger pr blog bnaya tha fir us phone ko usi gmail id k sath papa ko de diya aur maine new phone le liya. Maine isme bhi blogger par blog bnaya but mere anusar 1st gmail id pr bnaya blog ka naam jyada achchha tha so mai us naam ko apne is 2nd blog m use karna chahta hu but us naam ka domain nhi mil pa rha hai. Mai meri 2nd blog ki sari posts ko yahin rakhna chahta hu, mujhe sirf vo naam/domain is blog m include karna hai…

    Please sir tell me how can I do this …?

  4. Avatar for sangeetasangeeta

    sir hosting me subdomain kese add karte hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Call hosting support team they help you live.

  5. Avatar for ranjot singhranjot singh

    Sir mujhe ek bat btaiye maine blogger pr free blog create kiya hai or 2 4 post bhi kr di hai mere blog ka webaddress example.blogspot.com h sir mujhe btaiye is type ka blog success ho skta hai ya mujhe ab age kya karna chahiye kya mujhe domain lAina chahiye aur sir domain godaddy se Lakar kitna kharcha aa sakta hai plz jvaab jrur de

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes ho sakta hai. Domain le loge to bahut achha hoga. Godaddy se 100+ me mil jayega.

  6. Avatar for Amandeep SinghAmandeep Singh

    301. 302 Yeh Code Copy Karke htaccess file Me Dalna Hai To Khaa Dalna hai

    Agar Yeh Code htaccess Me Nhi dalna Hai.
    edit karna Hai to Es type Ka Code htaccess file Me Nhi hai

  7. Avatar for Amandeep SinghAmandeep Singh

    Redirect 302 / /example1.com
    Redirect 302 / /example2.com
    Redirect 302 / /example3
    ## SMI Domain Forwarding End ##

    example1.com
    example2.com
    example3

    Enki Jagha Konsa Doman Add Karna hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Inki jagah aapko apna domain add karna hai jis par domain ko forward karna hai.

  8. Avatar for GouravGourav

    301 redirect ki latest google guideline ke according… 301 redirect use karna sahi hoga ya nhi ?
    Quki maine meri website pe kuch pages ko Old URL to New URL me es tarah redirect kiye hai

    Old URL : website.com/singapore/
    New URL : website.com/sg/

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Redirection external links ke liye use karna sahi hota hai. Agar aap apni hi site par bahut sare redirection use karoge to problem hogi.

  9. Avatar for maharshi kushwahamaharshi kushwaha

    thank you so much so sharing this amezing post 🙂 keep it up

  10. Avatar for maharshimaharshi

    Thank you so much sir!
    es post se kaafi kuch sikhne ko mila 🙂

  11. Avatar for Naeem ahmadNaeem ahmad

    mera blog mobile browser per www or bina www ke sahi kaam karta hai ager me ise desktop browser main search karts hu to mera blog show nahi hota
    mera dusra swal hai lebel our sidebar mobile version me nahi dikhaye dete

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapne blog ka link nahi btaya jise main check kar saku.

  12. Avatar for BHAVANI SINGH RAWNA RAJPUTBHAVANI SINGH RAWNA RAJPUT

    jumedin ji sir me
    apni BLOGG me jiska
    url (BLOGG address) bhavanisinghrr.blogspot.com
    hai esme ek aur url jodna chahta hu wo bhi url
    blogspot ka ho jaise xyz.blogspot.com

    to kya me apne BLOGG me
    blogspot ke aur bhi url jod sakta hu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi jod sakte uske liye aapko custom domain lena hoga.

  13. Avatar for imranimran

    Hello Bhai Kiya Aap Bata Sakte Hai Ki Bluehost Ki Jo VPS Hosting Hai Jis Me

    2 Cores
    4 GB RAM
    60 GB HDD in RAID
    2 TB Bandwidth

    Isme Current time M Kitne User Website Use Kr Sakte Hai Ek Time M. Yani Ek time M.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Iske bare me kisi bhi VPS provider ne koi information share nahi ki hai so kuch bhi kahna mushkil hai. For idea, 20k to 100k kar sakte ho.

  14. Avatar for JasimuddinJasimuddin

    mera blog bina www me open nehi ho raha hai. Godaddy customer care me bat kiya hai. bol raha hai jaha par hosting hai uska IP address lagana hoga. to Google ka mera blog me IP address kaha milega ?

  15. Avatar for Nikhil JainNikhil Jain

    bahut badhiya jaankaari share ki aapne.
    ek help chahiye thi aapki, mera Blog blogger par hai aur kyi baar ja bahut baar aisa ho jata hai ki bina www. ke khulta hai nahi,mtlb agar sirf Blog name likhu to blog nahi khulta lekin www. lgane ke bad open ho jaata hai. isme kya dikkat ho skti hai, godaddy se liya tha domain aur uski saari settings 2-3 bar check kar chuka aur mujhe bilkul sahi lg rhi hai lekin bina www. ke kaafi baar nahi khulta. Kya kru?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Abhi koi problem nahi hai. Aapka domain without www ke work kar raha hai. Kei bar issue ki wajah aapke browser cches hoti hai.

      • Avatar for Nikhil JainNikhil Jain

        problem jab aati hai tb har ek browser pe hi ho jati hai, maine clear cache krke bhi dekh liya hua, browser chnge krke bhi,laptop aur mobile pe bhi aur frnds ke mobile pe bhi, jab bina www. ke nahi khulta tb www lgana padhta hai aur thori der bd fir se apne aap sahi ho jata hai. yeh problem blogger pe hi mainly aati hai kuch aur sites pe bhi aisa hua hai. to ab mai kya kru ki yeh dikkat na aaye?

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Kuch mat karo tohde time pad domain without www ke proper work karne lag jayega.

  16. Avatar for Gaurav tiwariGaurav tiwari

    Brother ye batao ki mai apni sari post ko social media se jodna chaheta hu kya karu??

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Social media par post share karo.

  17. Avatar for TanveerTanveer

    Bro mera blogger platform hai kon si plugin use ya tool use kru….404 ke lie

    aur dusra swal hai WordPress par ham plugin ke madad se image aur videos ki sitemap submit kar sakte hai..
    kya blogger me aisi koi sitemap hoti hai jo specially image aur videos ki ho and blogger platform par bhi image indexing ko analyze kar paun.

  18. Avatar for Tanveer HussainTanveer Hussain

    Jume deen Bro….Console me 24 url mera 404 not found ka show hota hai jabki usme meri koi galti nahi hai .

    Ye sabhi 24 404 error 2 saal purani hai jisne bhi ,mere domain ko use kiya hoga.

    How to fix it one by one robots.txt me block kar doon ya other option bhi kuch hai?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap error 404 ke liye plugin use karo plugin in sabhi URL ko blog homepage par redirect kar dega.

  19. Avatar for ManishManish

    Hello jume deen sir main apna blog WordPress par shift kar raha or aapse isse related kuch question hai..

    1. Main godaddy ki hosting use karne wala hu. Jo meri nahi hai mere friend ki hai to aapse ye question hai ki agar main WordPress par apne email se login karta hu. Or hosting kisi or email ki use karta hu or c- penal bhi dusre ka use karta hu to isse problem to nahi hogi.

    2. Main apne blog ke sabhi content ka backup WordPress par export kar deta hu fir mujhe apne blog ke sabhi post comment yani pura blog delete karna hai ya nahi.

    3. WordPress par shift hone ke baad AdSense ke ads kab laga sakte hai ya apply kar sakte hai.

    4. Jume deen sir mujhe WordPress ki jayda knowledge nahi hai issliye please aap in question ke answer thoda detail me de. And apni WordPress ke post me bare bhi batade. Jo mere liye helpful ho..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Problem to nahi hai but aapka friend aapek sath dhoka nahi karna chahiye.
      2. WordPress par complete set up karne ke bad blogger blog ka sabhi content delete kar do.
      3. Aap WordPress par blog ki setting puri karne ke bad ad laga lena. Setting ek din me kar loge to ek din me hi laga lena.
      4. Maine wodpress ke bare me bhi kuch post ki hai wo check kar lena or kuch puchna ho to puch lena.

  20. Avatar for Kishan TomarKishan Tomar

    Sir me ye janana chahta hu ki agar me apna blog blogspot se WordPress par transfer karta hu to kya mere purane post delete hojayege ya kya unhe dubara post karna padega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapki sabhi old post, pages, comments, category, tags, image sabkuch WordPress par shift ho jayega.

      • Avatar for Kishan TomarKishan Tomar

        thank you sir,

        sir me aapse ye aour janna chahta hu ki post ke liye subjective image ya post banner kaise banate hai

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Aapko image create karne ki thodi biasic information ho to aap kisi bhi photo editor se kar sakte ho.

  21. Avatar for prabhaprabha

    Sir google search m post ko hr baar search m daalna pdta h ya ek baar bs blog ko hi google search m dalte h .plzzz btae

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap ek bar blog ko search console me submit kar de uske bad aapki new post apne aap google me index ho jayegi.

  22. Avatar for Fawad khanFawad khan

    Bahiya mai Ranchi se hoon aaj mujhe mere friend ne apke bare me bataya to mera ek list hai umeed karta hoon ap solve kar doge mera problem kyu ki maine dekha hai yaha sabhi ke help karte ho.

    1) Google+ aur facebook me grup aur communities hoti hai ,kya twitter me bhi hoti hai groups?

    2) jis blog me traffic kam hai use most searches keyword par post likhna chahiye ya jyada cpc keyword par.

    3). Kisi ne kaha hai facebook ke jiyada grup par article share karne se jo backlink milta hai usse search engine performance khrab ho jata hai .kya ye sach hai.

    4). Koi 2 best advertising network ke baare me bataiye jise sath me laga saku matlb dono ke add saath me lagani hai AdSense ko
    chorkar.

    Thank you …… may god bless you…

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Nahi twitter m aapko paid business plan lena hota hai.
      2. Dono ko care karo taki traffic ke sath earning bhi achhi ho.
      3. Aesa nahi hai but aap sirf related groups me hi articles share karo.
      4. Affiliate marketing or adnow. Adsense sabse better hai.

  23. Avatar for RusheekRusheek

    आप अपने पोस्ट की इंटरनल लिंक के लिए क्या कोई प्लगींन यूज करते है
    क्या न्यू पोस्ट में ऑटोमेटिक इंटरनल लिंक एड करने का कोई अच्छा सा प्लगींन बता सकते हैं

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi main iske liye plugin use nahi karta aap manually related post ke liye content me add karo.

  24. Avatar for Sasi KumarSasi Kumar

    Bro, Which is best url format for WordPress sites for higher seo. www or non-www ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      www is best.

  25. Avatar for Yogendra SinghYogendra Singh

    Namaste jumedin ji.aaj main aapse ek bahut hi sidha sa sawal puchh raha hoon. jumedeen ji mujhe kuchh logo ne  bataya hai ki hume low keyword use karne chahiye. Sir hum keyword ka ka use chaar jagah karte hai.

    1- Title me 

    2- Permalink me

    3- Discretion me

    4- Post ke first and last paragraph me 

    Sir  ye bataye ki in chaar jagah par kitne low keyword use karna chahiye.

    1-  1 – 100  Google search result tak ke keyword

    2-  100 – 1000  Google search result tak ke keyword

    3-  1000 – 50000  Google search result tak ke keyword

    4-  50000 – 100000  Google search result tak ke keyword

    5-  100000 – 10000000  Google search result tak ke keyword

    Sir hume in chaar jagaho par kitni search result ka keyword use karna chahiye. No. 1  ya  2  ya  3  ya  4  ya  5. Sir is baat par dhyan de main ek hindi blogger hoon aur hindi bhasha me post likhta hoon. Ab Bataye

    1- Title me 

    2- Permalink me

    3- Discretion me

    4- Post ke first and last paragraph me 

     

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yogendra jab hum kisi keyword par post likhte hai to jaruri nahi ki us par high traffic ho. Kuch keywords aese hote hai jin par 1000 to 50000 traffic hi hota hai. So jitna ho sake high searches wale keywords use karo, Aesa anhi ho sakta to aapko low keyword use karne honge. Ab aapka sawal hai ki hume kitne low traffic wale keywords use karne chahiye.
      Iska simple sa jawab hai ki jitna jyada traffic wale keywords use karoge utna better hai.
      Post me sirf jaruri keywords hi use karne hote hai so aapko itna sochne ki jarurat nahi hai.
      1. Aap ek target keywords ko focus karke content likha karo or uske liye jaruri keywords hi use kiya karo.
      2. Post content me heading , highlight words bhi use karo.
      3. Bahut long paragraph mat banao. maximum 7 to 120 sentence ka paragraph better hota hai.

  26. Avatar for Rishikesh MishraRishikesh Mishra

    Best Article For New Bloggers

  27. Avatar for Abhishek kumarAbhishek kumar

    26 October ko alexa widget ke retired ho jane ke baad mai blog par alexa widget lagata hu to kuchh bhi show nahi hota to kya karu.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap alexa rank ka sahi code istemal karo.

  28. Avatar for Vishnu Kant MauryaVishnu Kant Maurya

    Lekin google redirection ko like nahi karta hai to kya yah SEO ke liye negative point ho sakata hai ?

    Kya blog ka bhi copyright kiya ja sakata hai jisase koi hamare domain name ko use na kar sake.
    Jaise aapke blog name ko koi aur country level domain Supportmeindia.in se blogging karta hai to kya aap uss par koi legal action le sakte hai.

    Subdomain WordPress me free ban jata hai to kya isaka use kar ke ham blog ko aur SEO kar sakte hai jisase blog ki ranking improve ho.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Good question yakinan google ise like nahi karta kyuki isse google ko aapki site ko index karne me problem hoti hai. But jab aap brand domain lete ho to koi bhi aapke domain ki copy kar sakta hai. Jo ki aapki site ke liye danger hai.
      Suppose aap ek indian blogger ho or .com domain use karte ho or aapki site par USA ka achha traffic hai ab koi aapke domain ko copy kar .uk domain le lete hai to aapko problem hogi.
      Hum kisi par legal action tabhi kar sakte hai jab wo humara content bhi copy kare sirf domain copy karne se kuch nahi kar sakte.
      Subdomain bih use kar sakte ho. But google subdomain ko bhi itna care nahi karta jitna example.com domain ko karta hai.

      Finally sabse badi bat hai ki hum sirf search engine ke dar se apni site ka future kharab nahi kar sakte.

  29. Avatar for ALTAF HussainALTAF Hussain

    Thanks may yehi jana chahre tha

  30. Avatar for Abhay SinghAbhay Singh

    Sir website par traffic improve karne k liye kuch likhiye.

  31. Avatar for PramodPramod

    Mere site par footer me author profile nahi dikhayi de rahi hai aapne jo post me bataya waise kiya lekin kya hua pata nahi?
    plz guide me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Pramod aap settings sahi se nahi kar paye. Ek bar fir se try karo.

  32. Avatar for radhe gourradhe gour

    sir facebook ke alaba koun koun si social sites par post share karna chahiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Google plus, twitter, pinterest etc.

  33. Avatar for AsweenAsween

    Hello Sir,me meri old site ko new site par migrate karna chahta hu to kyaa me mera jo filhal hosting he usse hi kar shakta hu-addon domain add kar yaa fir muje nyi site ke liye nyaa hosting buy krna pdega,filhaal mera hostgator pr baby plan active he,kyaa primary domain or subdomain se site pr koi effect pdega?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap add on domain se site migrate kar sakte ho. Nahi blog par iska koi effect nahi padega.

  34. Avatar for rajkumar meenarajkumar meena

    nice jankari …aap mere WordPress blog ko setup kar sakte hai kya .aap ne jo thems use ki hai. mene bhi yahi thems use kiya hu.par aapke jaise setup nhi kar pa rha hu .please sir ………..????? me aapka wait kar rha hu sir please

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Rajkumar abhi nahi kar paunga. Kuch personal work ki wajah se time kam hai. I am so sorry.

  35. Avatar for The Technical ShowThe Technical Show

    aap ne bahut acche tarike se bataya hai.

  36. Avatar for NareshNaresh

    Nice post thanks

  37. Avatar for kamalkamal

    sir ager mai apni website ka domain change karu toh mere AdSense per koi effect padega?? mera matlab hai ki abhi .tk hai mere paas aur mai usse badal kar .com ya.in lu toh mere blog pe ads toh show hoti rahegi na?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap new domain ko AdSense me add kar dena koi problem nahi hogi.

  38. Avatar for Deepak sahooDeepak sahoo

    free me image kahase download kare blog ke liye …koi post he to link dijiye please

  39. Avatar for Deepak VaishnavDeepak Vaishnav

    Sir aap se 2 Question puchne the.

    1.sir yoast plugin ka Sitemap mene ek bar search console pr add kar diya hai kya use bar bar add karna padata hai ya bas ek bar se hi kam chal jata hai

    2.sir meri site me jo go to menu aati hai usme sari category to aa rahi hai lekin home page ka option nahi aa rha hai aap dekh kr batao ki kya problm hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Sirf ek bar add karne ki jarurat hai. Aapki new post apne aap sitemap me add ho jayegi.
      2. Aap menu bar me home ka option add karo tabhi aayega.

      • Avatar for Deepak VaishnavDeepak Vaishnav

        Sir jb mene keyword planner pr keyword dhundne ki koshis ki to usne sign in krte hi muje billing ki window de di

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Aap billing ko avoid karo or direct keyword planner tool use karo.

  40. Avatar for sachin kumar rajansachin kumar rajan

    bahot achi post hea

  41. Avatar for kamleshpariharkamleshparihar

    Specially thanks for this post.

  42. Avatar for SachinSachin

    Jume Din Khan Sir,

    I am using Google XML Sitemap Generator for Creat Sitemap & Udinara All Image Sitemap Plugin for Image Sitemaps. I have submitted both sitemaps to Google Search Console. Is It Okay? Or Need to Do Some changes ??? Please Reply..

    Regards,
    Sachin.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap sitemap ke liye yoast SEO plugin use karo. Yoast SEO ka sitemap sabse best hai.

      • Avatar for SachinSachin

        Sir,
        Maine Kiya tha Lekin Wo Accha Nahi Aisa Mujhe Lagta Tha. Thanks for ur suggestion maine ab phir se yoast use karta hu.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Yoast SEO sabse best plugin hai.

  43. Avatar for Shailesh chaudharyShailesh chaudhary

    Sir ji apne bahut aachi jankari di. Main aaj isi ke bare me soch raha tha kyoki mujhe apne Blog par ek Forum Start karna hai. Iske liye mujhe kuch aisa Domain name chahiye tha jisme mere Blog ka nam bhi rhe,
    Apke Farword Domain Mehtod Trick se mai ye kar sakta hu. Itni useful jankari ke liye thnaks

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap forum ke liye sub domain ya sub diretory bhi use kar sakte ho. Like ask.example.com or example.com/forum

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...