Blog Se Paise Kaise Kamaye, Blog Se Paise Kamane Ke 5 Tarike

Blogging ab online bussiness ke top tariko me se ek ban chuka hai. lakho log daily blogging me aate hai or apna career banae ki starting karte hai. jinme se kuch fail hote hai or kuch success hote hai. jis tarah blogging ki duniya badhti ja rahi hai wese hi blogging se paise kaamne ke way bhi badhte ja rahe hai.

Blog Se Paise Kaise Kamaye Top 5 New Tarike In Hindi

Blogging or jyada official banta ja raha hai. agar aap bhi blogging se online bussiness karna chahate ho or internet se money earn karna chahate ho to aap blog se 5k, 10k, 20k ,50k , 100k monthly kama sakte ho.

Agar aapne abhi tak blog nahi banaya hai to aap Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye or WordPress Par Free Blog Kaise Banaye post pad kar 5-10 minute me blogger par apna free blog bana sakte ho.

Mujhe blogging me 6 month huye hai. maine in 6 mahino me blogging se 100k se jyada paise kamaye hai. iternet se paise kamane ke sare tariko me se mujhe ye sabse best lagta hai.

Kyuki is par ek bar aap jo jankari share karoge, wo aapko humesha money earn karke deti rahegi. yani blogging ek bar ki gayi mehanat se bar bar sellary milne jaisa hai.

Kamyab (Success) blogger blogging se paise kamane ke bahut sare raste (Many Ways) apnate hai. jaise AdSense, advertismet, affiliate marketing program, viglink, referral, infolinks etc. magar har blog par ek jaise tarike se paise nahi kama sakte hai. kisi blog par affiliate market se jyada income ho sakti hai to kisi par AdSense ya kisi or se hoti hai. so ye aapko tay karna hoga ki aapke blog se jyada paisa kaise or kis se kamaya ja sakta hai.

Hindi blogger adhiktar (sabse jyada) jise use karte hai wo hai – Adsense. AdSense ad par click karne ke paise deta hai. isliye ise log sabse jyada use karte hai. but sirf AdSense hi blogging se paise kamane ka way nahi hai. aap or bhi kai tariko se apne blog par money earn kar sakte hai.

Maine blogging ki duniya me jab kadam rakha tha to mujhe iske bare me jyada nahi pata tha. bas mujhe itna malum tha ki hum blogging par AdSense ke ads laga kar paise kama sakte hai.

Dheere dheere mai blogging me purana hota gaya or aaj mujhe blogging ke bare me itna kuch pata chal gaya hai ki mai blogging ko ek gahra samundar (Deep Sea) kahna galat nahi hoga. or mai is bat se sahmat bhi hu. is post me mai aapko AdSense ke alwawa blog se paise kamane ke or bhi kuch important tariko ke bare me bta raha hu. Now read careful.

Blog Se Paise Kamane Ke 5 Badhiya Tarike Janiye Hindi Me

New blogger khas kar jo hindi me blogging start karte hai. unke liye humesha confusing rahti hai ki aakhir wo hindi blog se adhik kamayi kaise kar sakte hai. mai unhe kahna chahunga ki wo AdSense use kare.

Becoz is par aapko only avertismeting yani ads par click karne ke paise milte hai. fir bhi agar aapko lagta hai ki aapke lilye AdSense sahi nahi hai to aap ye tarike tru kar sakte hai.

1. Affiliate Marketing:

Affiliate marketing blog se income karne ka sabse better tarika hai. affiliate advertismet par  1 click kse aap $1-50 earn kar sakte ho. high pay affiliate program se aap per click $100 bhi kama sakte ho. par iske liye aapke blog par kam se kam 5,000 pageviews per day hone jaruri hai.

Aap apne blog ke hisab se SEO affiliate, hosting affiliate, theme design affiliate ke alawa jo bhi aapke visitors pasand kare 1000ro affiliate program join kar ke apne blog se paise kama sakte hai.

  1. Top 7 Affiliate Marketing Program In India
  2. Affiliate Marketing Vs Adsense Hindi Blog Ke Liye Kounsa Behtar Hai

2. Adsense Advertisment:

Affiliate ke bad AdSense sabse acha tarika hai. ek hindi blogger ke liye AdSense affiliate marketing se jyada bwenefit wala sabit huya hai. becoz hindi blog par adhiktar audience local location se hote hai.

Jo online shoaping karna pasand nahi karte hai. jiski wajah se affiliate hindi blog par jyada income wala sabit nahi hota. AdSense par ads ke click karne ke paise milte hai. so hindi blog ke liye AdSense behtar hai.

  1. Blog Banane Ke Bad Adsense Ke Liye Apply Kab Kare
  2. Adsense Ads Lagane Ke Liye Kya Blog 6 Months Purana Hona Jaruri Hai.
  3. Adsense Par Ads Kaise Banate Hai in Hindi
  4. Apna Adsense Account Approved Kaise Kare 4-5 Din Me
  5. Adsense Account Ko Approved Karane Ke 20 Tarike Janiye

3. Infolinks:

Infolinks un blog ke liye better hota hai jo tech se related jankari share karte hai. agar aapka blog interne, blogging se related hai to aapke liye infolinks koi kam ka nahi hai.

Isski sabse bat ye hai ki aapko ek bar blog ko infolinks se connect karne ke bad kahi ads lagane ki jarurat hi nahi padti. ye aapki post ke top words ko hi ads link me badal deta hai.

Agar aap infolinks use karna chahate hai to infolinks join karne se pahle mai aapko ek bad bta du ki visitors infolinks ke ads kam pasand karte hai. or iski post content ko links me badlne ki wajah se user ko problem hoti hai. jisse user ka aapki site par interest kam ho ta jata hai. or aapke blog ki traffic low hoti jayegi.

4. Sell Product:

agar aap top internet marketer hai or internet ki achi jankari rakhte hai to jahir hai aapke blog par acha traffic bhi hoga. agar aap chahe to apne blog local product bech kar income kar sakte hai.

Ye product aapke banaye ya kharide huye ho sakte hai. aap apne visitors ke hisab se kam jyada keemat ke product apne blog par sell kar sakte hai.

5. Start Service:

Agar aapko designing, SEO, create blog, blogging kisi ke bare me bhi achi jankari hai to aap apne blog par self service start kar income kar sakte ho. examply agar aap blog theme, template design kar sakte ho to aap per design minimum RS500 india me or $10 other country se earn kar sakte ho.

Ek hindi blog ke liye ye sabse best tarika hai. becoz 70% new bloggers ko iski help chahiye hoti hai. or aap unki help kar benefit kama sakte hai.

I hope aapko is post me better jankari milegi. or aap apne blog se paise kamane ke or bhi tarike janenge. blog se paise kamane ke or bhi bahut tarike hai. but hindi blogger or new blogger ko dekhte huye maine aapko wohi tarike btaye hai jo aapko aasani se samajh aa sake. or aapka blogging me confusing na ho.

Post padne ke bad post ko share jarur kare. sirf 5 second ka time lagega.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (136)

  1. Avatar for ProsenjitProsenjit

    Sir ,
    apka article padha. Me isse bohut pravavit hua.

  2. Avatar for AftabAftab

    Thanks for sharing this excellent article with us

  3. Avatar for Parashuram meenaParashuram meena

    Mujhe blog bnakar paisa kamana h

    Iske liye mujhe domain kharidne ki aavshyakta h ya nhi

    Kisi se blog bnwaye to kitna pay krna pdega

    Tell me sir

    • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

      किसी से ब्लॉक बनवाने की जरूरत नहीं है, हां आपको दो में लेना पड़ेगा, इस पोस्ट में आपको इसकी पूरी जानकारी मिल जाएगी

      वेबसाइट कैसे बनाएं?

  4. Avatar for UbaidUbaid

    Assalam o Alaikum Khan G. Mai ne Blogger me aik blog banaya hai. Ab es ko promote aur monetize karne k liay kya karu. Plz kuch help kare to mehrabani hogi. Link ye hai.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      read our adsense articles.

      • Avatar for PawanPawan

        Bloging me paisa kaha aata h batayee

        • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

          Ads se.

    • Avatar for Abhay singhAbhay singh

      Sirji achank mere blog me traffic aana bnd ho gya h kya kare iske liye

      • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

        ट्रैफिक कौनसा कम हुआ है, उसकी वजह पता करो, और फिर इसका रीज़न

  5. Avatar for Parveen KumarParveen Kumar

    Jumedeen ji – bahut achhi jankari di hai aap ne thanks for sharing this information

  6. Avatar for Gaurav KumarGaurav Kumar

    Very nice article my dear friend. Thanks for this article. I really glad to visit your website and read article.

  7. Avatar for princeranaprincerana

    blogspot se kya paise kma skte hai blospot.com pr

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Yes kama sakte hai.

  8. Avatar for Mukesh thakorMukesh thakor

    Hello sir AdSense approval कराने के लिए Google का ही traffic होना चाहिए।

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Thoda traffic hoga to jaldi approval mil jayega.

    • Avatar for ShyambhaviShyambhavi

      Website dekh kr uski post ko padhne ka paisa nhi milta h? Only ads ka milta h? Or agar koi website pr jata h or only post padh kr chhod de or ads pr click na kare to earn nhi hoga?

  9. Avatar for KEVAL VAGHELAKEVAL VAGHELA

    very nice article sir thank you so much sir ji fully help full

  10. Avatar for Suraj BaraiSuraj Barai

    Wakai aapki har lekh me dum hai. Jab bhi aata hu yaha se kuch na kuch sikh ke hi jata hu…

  11. Avatar for bhavinbhavin

    sir apke artical bahot hi help full hote hai me apka reqular user hu,, apki jaankari bahot hi achhi hoti hai ,, apko bahot bahot shukriya itni information hamare sath share karne ke liye

  12. Avatar for MohanMohan

    Hamne suna aap blag ki duniya ke samundar hai
    Per Maine aapse cament me puchha English blog per Adsense aids laga skate hai ya nahi aap ne koi jabab nahi diya ya fir diya hoga per yah jabab mujhe kaha dikhega yah bhi nahi maalum
    Sir mai kafi din se aapki post padh raha hu kaafi achcha likhate hai
    Aapse hi seekhker maine bhi kuch post likh liye hai lekin ise publish nahi ker raha hu kyoki publish karne se pahle mai aapse kuchh janana chahta hu
    Mai cament me poochh leta magar apka jabab kaha dikhta hai mujhe nahi malum
    Sir —————ye mera number hai
    Please ek baar meri madad kariye
    Taaki mai apna kaam suru ker saku
    Agar aapne meri madad ki to aapki bahut meharbaani hogi
    AAPKA VISITOR-
    MOHAN KUMAR

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Main aapki comment ka jawab de chuka hu. Ok main aapko contact kar lunga.

  13. Avatar for MohanMohan

    Sir English blog per Adsense aids laga sakate hai ya nahi

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Laga sakte hai.

  14. Avatar for MunshirMunshir

    sir mere Adsense account se second blog ko monitize kar sake hai

    • Avatar for JumedeenJumedeen

      Yes kar sakte hai.

      • Avatar for Sebastin MarandiSebastin Marandi

        Sir kya mai 1month m trafic pa skta hu iske lie kitna mehnat krna hoga.

        • Avatar for जुमेदीन खानजुमेदीन खान

          बिल्कुल पा सकते हो, सबसे अच्छा और बेहतर लिखो

    • Avatar for Sebastin MarandiSebastin Marandi

      Sir apka blog bahut hi helpfull h,
      Thankyo

  15. Avatar for MadhvendraMadhvendra

    Sir,
    Mughe Apna Blog banaye 5 month ho gaye Aur kai post bhi kiye but Adsence Approve Nhi ho rha Mere blog me Kya Problem Hai Please. Kuch Bataye Mai kya Karu Apne Blog Ke Liye.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      custom domain use karo or 300 to 500 daily traffic hone ke bad apply karo.

  16. Avatar for Himalay karshHimalay karsh

    Sir,
    Mera blog tech se releated hai , to mai infolinks ke.liye apply karu ki adsense ke liye.

    Kya kisi se bhi releted blog ke liye adsense apply kar sakte hai…..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      adsense ke liye, yes

  17. Avatar for Awan jafriAwan jafri

    sir mere blog ko kitne logo ne dekha ye kaise janege

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Analytics use karo.

  18. Avatar for RiteshRitesh

    Sir, Kaya ham keval paid wali website se hi adsence jod sakte hain or free wali website se hi adsence jod sakte hain. Plz reply me.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Free wali blog se bhi jod sakte hai.

  19. Avatar for montu raimontu rai

    awesome sir thanku so ,much today ,me aj hi blog banaun ga

  20. Avatar for dharmendra vishwakarmadharmendra vishwakarma

    article achha hai par kya hindi blogger kisi affiliate program se achi earning kar sakta hai agar ha to konsa affilate program join karna chahiye

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Ye us blog ke content ki category par depend karta hai.

  21. Avatar for AnuragAnurag

    Bhai maine blog bana liya hai
    earn kaise hoga
    kitne view hone chahiye
    please help me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Main is ksabke bare me bta chuka hu humari blogging wali post check karo.

  22. Avatar for Shailendra TiwariShailendra Tiwari

    Thanks dear apne bahut acche se samjhaya I like your blog

  23. Avatar for SujitSujit

    भाई मुझे एक बात जाननी है जैसे मैंने वेबसाइट के लिए हॉस्टing और doमेंट खरीद लिया है इसके बाद मैं अपनी वेबसाइट में पोस्ट कैसे करुंगा ब्लॉगर से कनेक्ट करके या वर्ड प्रेस से कनेक्ट करके या विbly से कनेक्ट करके

      • Avatar for Mohammad mustakeemMohammad mustakeem

        Assalam walekum bhai Jaan muje b blog start karna h kya ap muje iski Puri jankari de sakte ho

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          W/a aap humari blogging wali post read karo sabki jankari mil jayegi.

  24. Avatar for kaifkaif

    sir mere blog ko kitne logo ne dekha ye kaise janege

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Analytics use karo.

  25. Avatar for Ankit kumarAnkit kumar

    Bhut badiya jankari hai di hai bhai.

  26. Avatar for RoshanRoshan

    Bahut aachi post hai
    Thanks sir

  27. Avatar for Ankit kumarAnkit kumar

    Kafi helpful information di hai bhai.

  28. Avatar for shabnamshabnam

    Please help me and check my blog

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap custom and short domain use kare taki aapke visitors easily browser me aapki site ke domain ko type kar sake.

  29. Avatar for nitish kumarnitish kumar

    Kya mobile se blogging kiya ja sakta hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes but blogging ko achhe se manage karne ke liye PC jaruri hai taki aap kam time me achha kaam kar sako.

      • Avatar for SumiankitSumiankit

        Bhai mere blog me ad n aa rha but sara process kr chuka hu adsense me bhi add kr chuka hu.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Aapko adsense se jo mail mila hai wo mujhe cotnact forum me send karo.

  30. Avatar for Shashi k. TiwariShashi k. Tiwari

    nice article

  31. Avatar for Rakesh/AchhiAdviceRakesh/AchhiAdvice

    Very Nice Tips..

    Jumedin ji Aap is Post ko jarur padhe,

    Kaise Ek New Blogger ko Aapke blog Se logo ko help milta hai , Iska bhi hmne Jikra kiya hai
    Aap Jarur Padhe aur Bataye….

    कैसे बने एक सफल ब्लॉगर High Traffic Blog Kaise Banaye
    achhiadvice.com/2017/06/25/high-traffic-successful-blogger-kaise-bane-1-year-experience-review

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Why not

      • Avatar for RAKESHRAKESH

        Thanks Jume Deen Ji,

        Agar hmare Website ke liye koi Tips ya Advice ho to jarur batayiyega…….

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          No advice aapki site me koi kami nahi hai.

  32. Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

    Brand and top level domain use karo like .com, .org inko google jyada rank deta hai.

    • Avatar for SumitSumit

      Jab visitors aane lagege tab me inko use karooga.

  33. Avatar for Sultan singhSultan singh

    sir apke article vaut hi ache hai hai. sir 3-4 month phale blog banya hai sir me chata hu ap ek bar mere blog ko deke are jo kami kirpya karke mujhe vatye.
    are sir mujhe ads ke bare me bi jayda jankari nnhi hai. to mere website per kase ads aha sakte hai …..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sab kuch best hai. Is site par aapko har sawal ka jawab milega apna sawal search box me search karo.

  34. Avatar for QAMAR zeyaQAMAR zeya

    Blog Se Paisa Kamana Bahut Hi Mushkil Kaam Hai Jab Koi Blogging Start Karta Hai
    To Ushe Blogging Ke Alawa Kuch Aur Nahi Dikhta Na To Wo Subah Uthkar Tahal Sakta Hai
    Na Hi Gym Kar Sakta Hai Aur Na Hi Dosto Se Mil Sakta Hai
    Bus Har Time Blogging Hi Nazar Aata Hai Iss Liye Ye Jail Ki Trah Hai Aur Paisa Kamana Bhi Toughf Hai
    Totally Luck Par Depend Hai Aur Web Designing Ka Complete Jankari Honi Chaye

  35. Avatar for M. Asghar KhanM. Asghar Khan

    jumedeen sir maine apne Facebook profile ko page me convert kiya hai. 5k friends +900 followers the.
    page user name sahi hai.
    but profile aur page dono show ho raha hai. Sir kya Facebook profile hide nahi hogi, only page show kare.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi.

  36. Avatar for kailash Rawatkailash Rawat

    deen bhai ajkl jyada se jyada log mobile se hi net chalate hain or adhe se jyada loh browesr ka istemal krtr hain jisme pahle se hi adbocker on rahta hai jis. Se gooGoogle adsense se hone wali kamai fark padta hai ….to koi aisa tareeka hai jis se ham adbocker hone ke bawjood bhi ad show krwa sake …….is adbocker ki samsya ka samadhan ke liye agat possible ho to ek post banayen please

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi aesa tarika nahi hai. Aap adblocker ke liye warning script use akr sakte ho.

  37. Avatar for VishwajeetVishwajeet

    sir mai new blogger hu.blogspot me hu.meri trafic kuch din badh rahi thi.par achanak se kam ho gayi.mere blog ko 2week ho gye kya mai adsense ke liye apply kar sakata hu.check my blog.
    kya aap W.P. me ho

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Agar aapki site par daily 500 to 1000 traffic hai to bilkul kar sakte ho.

  38. Avatar for kailashkailash

    jeme deen bhai hindi font men blogging krne wale bloggers ke liye jyada option nahi hote
    ek hai adnow.com koi kahta hai theek hai koi kahta hai fake hai wo asal sachhai kya hai uski ya to ap mujhe commet men bata den ya fir uspr ek post banayen

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Main adnow use nahi karta. So is bare me clear comment nahi kar sakta. Aap achhikhabar, kaisekare, hindisoch jaise blogger se puch sakte ho wo adnow use karte hai.

  39. Avatar for SOHAIL KHANSOHAIL KHAN

    Sir meri website google me to submit hai per result me nhi aati kyo? please help.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapki site ke pages google me bhi add hai aap sahi se check karo.

  40. Avatar for AryanAryan

    Sir mere pas ek WordPress blog hai. mai use band karna chahta hu. uski domen and hosting expire ho gai hai. aur uske sabhi post dusre blog par dalna chahta hu. blogger blog me. kya kuch problems to nahi hogi naa.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      No problem.

      • Avatar for AryanAryan

        Domain and hosting expire hone ke bad usme se post kaise nikaale.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Domain se koi problem nahi but hosting expire hone par backup nahi mil sakta aapko plan renew karna hi hoga.

  41. Avatar for Vijay panaraVijay panara

    Aap ka ye post really mere liye usefull Raha hai or bahut dino ke baad aap ke blog ko visit kiya hai muje kaafi acha laga or aap ne design bhi badiya banaya hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Welcome back vijay panara. Please visit continue.

  42. Avatar for Virendar WarwalVirendar Warwal

    बहुत ही अच्छे तरीके से आपने बताया।

    Well done.

    क्या आप मेरे नए blog पर एक नजर डालके बता सकते हैं कि कैसा है?

    धन्यवाद जी।

  43. Avatar for khalid khankhalid khan

    bhai mera 1 sawal jaise aap har post me adsense ads lagate ho jisme links wae ads aur banners wale bi ads aate he wo aap manually lagate ho ya automatic aate he , means ki theme me koi option he ya fir koi plugin 🙂

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Iske liye main ad injection plugin istemal karta hu.

  44. Avatar for Abhishek KumarAbhishek Kumar

    Sir mene aapki lagbhag saari post padi aap bahut acchi jaankaari share karte ho thankyou sir help to all bloggers

  45. Avatar for Badri KewatBadri Kewat

    Hello Friends,
    Mera aap se bas ek hi saval hai ki AdSense ke alawa aur kaha se paise kama sakte hai. koi idea ho apke pass to meri help karo.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Adsense ke alawa or bhi bahut sare advertisement program hai like adnow, media.net, bidvertiser, chitika inke alawa aap affiliate program use kar sakte ho jo blogging se earning karne ka sabse best tarika hai.

  46. Avatar for SheelaSheela

    Sir Mene blog banaya he usme koy galti ho to bataye plz

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap blog ka link mention nahi karoge to blog check kaise karunga.

  47. Avatar for Rushikesh sonawaneRushikesh sonawane

    Sir;
    Aapko ebook se paise kaise kamaye. Ke bare me post nahi likhani hai,to kamase kam yeh bataye ki kindle payment kaise karta hai? Bank account me ya fir paypal ke account par

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Dono tariko se kar sakte ho. I’m sorry but ab jaldi hi iske bare me details se post likhunga.

  48. Avatar for GeetaGeeta

    Sir,Mai naya naya blog likhna suru kiya hain.mai roj likti hu to jis din ka likha us din post kar sakte hai kya?Doosre din fir continue kar sakte hai kya?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes kar sakit ho aap apne blog par jab chahe post kar sakti ho.

  49. Avatar for gourab dasgourab das

    sir mene google console pe do property verify kia he.

    http:// pyarlovezindagi.blogspot.in
    aur dusra
    http:// pyarlovezindagi.blogspot.in

    ye dono site me mene do sitemap ad kia he.jisme atom aur sitemap.xml he

    atom sitemap pe 10 url submit aur 7 index he

    aur sitemap.xml pe 5 submit aur 3 index he,.

    to sir mujhe kaunsa rakhna chahiye.aur kaunsi sitemap delete krni chahiye?.

    aur mere dusra ques he..http:// wala mera property ke sitemap me warning aa raha he.jisme redirect ho raha he http:// blog pe…

    sir to kaunsa property rakhu aur kaunsa delete karu?
    http:// wala property ..ya fir http:// wala property?..

    sir plz plz iska reply dena.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Agar aap http:// security use karte ho to http:// se hi property submit karo baki ko remove karo or sitemap sirf sitemap.xml wala hi submit karo.

      • Avatar for gourab dasgourab das

        thank you so much sir..mujhe bahut khusi he ki ap jaisa koi mila mujhe meri prb solv krne ko…

  50. Avatar for ajitajit

    hello sir main ek village me rehta hun mera acount bhi village ke bank me hai par uska swift code nahin hai google AdSense se 100$ kaise aayenge mere a/c main without swift code

  51. Avatar for murlimurli

    blog bnane or post dalne k bad k just bad google AdSense se contect krna hoga kya

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi pahle aap blgo par traffic badhao fir AdSense se connect karo.

      • Avatar for murlimurli

        blog bn gya h post bhi dal di h ab kya kru
        traffic kese badhau

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Apni post ko social media par share karo.

      • Avatar for murlimurli

        mene aaj blog bnya 500 traffic h ab AdSense k liye aaply kru kya
        AdSense m your website m kya dalu

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Blog aaj hi banaya hai to kuch day or ruk jao taki koi problem na ho or blog ko or complete kar lo.

  52. Avatar for Rishabh shuklaRishabh shukla

    Main apne blog per kisi local advertisement ko nahi post kar sakta jaise kisi dukan ka prachar aadi

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Kar sakte ho.

  53. Avatar for rajendra singhrajendra singh

    hello sir mere problem ye ha ke mene perfectmony par account khol diya ha aur ek mahena bhe ho chuka ha lekin mere $10,000 pure ho jane ke baad ab ma pay out kese karu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Contact your company providers.

  54. Avatar for Arun mandalArun mandal

    sir mai aapko blogger se padhake mai apana naya blog khola hu aur esa me thoda kux likha hu
    mujhe aur kya kya karna padega please mujhe bataiye….

  55. Avatar for RajaRaja

    Bhaiya mujhe khuch ni aata but mujhe shok bahut hai net earning sikhne ka..mujhe appke jaisa banna hai please help app teacher ban jao mere…….my whats app no.x*xx*xx*xx*xx. please mujhe rasta dikhaou app mujhe padhi me intrest ni net me interest hai please bhaiya sms karna wait karunga

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap lease humare blog ki blogging se related post padhe.

  56. Avatar for Dikesh RajwadeDikesh Rajwade

    Apne blog ko mai dusre mobile me use nahi kr Sakta kya?? Please sir mujhe bataye,,,,,,

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Kyu nahi kar sakte kya error aata hai.

  57. Avatar for avinashavinash

    sir maine blog bana liaya hai abb kya karna hai mujhe ek website bannai hai pls suggest me???

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ab blog par badiya badiya post likho or traffic badhao.

  58. Avatar for PAVAN BHAIYAPAVAN BHAIYA

    sir mujhe mere blog accont me kitne pese aaye h dekhna h or chitrika ko mera bank name & etc. bhejna h sir plezzzz bataiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Paise blog account me nahi aapke bank account me aayenge. First aap check karo ki chitika ne aapko payment send kiya hai ya nahi.

  59. Avatar for charleycharley

    Nice blog here! Also your site loads up very fast! What host are you using?
    Can I get your affiliate link to your host? I wish my website loaded up as quickly as yours lol

  60. Avatar for surajsuraj

    Bhai maine ad placment barabar kiya hai fir bhi AdSense ka plug-in bol raha hai aap 3 se jyada ad use kar rahe ho. plz ek bar meri site check karke batau maine kuch galti toh nahi ki hai. Plz

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      ads aapne sahi lagaye hai. aap shayad google AdSense plugin use kar rahe ho. usme yahi problem hoti hai. aap koi dusra plugin use karo.

  61. Avatar for surajsuraj

    Bhai Plz ek bar meri site check maine AdSense ke ads barabar place kiye hai kya? unme kahi koi galti to nahi hui. Plz check karke batana mera AdSense account new hai es liye dar lagta hai

  62. Avatar for prakashprakash

    hello sir
    1.aapke blog me jo every post ke niche comment box lagaya hai woh kaise laga sakte hai
    2.sir aapne ko category ka widget bataya tha lekin usme dropdown ka option nahi bata raha mujhe aapke jaisa select category ka box lagana hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. blogger par aysa comment box nahi laga sakte.
      2. blogger me uska option nahi hoga. mere jaisa lagane ke liye aapko hosting le kar blog banana padega.

  63. Avatar for Ravi KumarRavi Kumar

    sir mujhe post ko updates karna hai, but mai time kaha se change karu,Ye option nazar nahi aa rahi hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      blog post edit option par jao or right side me post settings me publish on par post ki date change kar lo. agar aap thodi koshish karte to kar sakte the.

    • Avatar for arpiarpi

      gajab ki post hai jumedeen sir
      aapki post padhne ke baadaza आ jata hai.
      esa lagta hai jaise aaj hamne kuch seedha
      thanku for writing us
      have a nice day

  64. Avatar for devdev

    bhyi pata nhi kya ho gaya do din se phle me google par share karta tha to 1 post par 15-20 page views ho jate the par ab pata nhi kya ho gaya he kitni b acchi post daldo sirf 4-5 views hi hote he bhyi kuch prlm to jarur hui he ab aap hi bata skte ho kya ho gaya plz bhyi smghne ki kosis karna ki prlm kaha ho gayi or wo prlm mughe bata dijiye me use shotout kar dunga. plz reply bro..

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Kahi koi problem nahi hai. aapki post par visitors aayenge yan ahi ye aap or mai tay nahi karte. ye aapke vistors par depend karta hai.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...