Blogging ab online bussiness ke top tariko me se ek ban chuka hai. lakho log daily blogging me aate hai or apna career banae ki starting karte hai. jinme se kuch fail hote hai or kuch success hote hai. jis tarah blogging ki duniya badhti ja rahi hai wese hi blogging se paise kaamne ke way bhi badhte ja rahe hai.
Blogging or jyada official banta ja raha hai. agar aap bhi blogging se online bussiness karna chahate ho or internet se money earn karna chahate ho to aap blog se 5k, 10k, 20k ,50k , 100k monthly kama sakte ho.
Agar aapne abhi tak blog nahi banaya hai to aap Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye or WordPress Par Free Blog Kaise Banaye post pad kar 5-10 minute me blogger par apna free blog bana sakte ho.
Mujhe blogging me 6 month huye hai. maine in 6 mahino me blogging se 100k se jyada paise kamaye hai. iternet se paise kamane ke sare tariko me se mujhe ye sabse best lagta hai.
Kyuki is par ek bar aap jo jankari share karoge, wo aapko humesha money earn karke deti rahegi. yani blogging ek bar ki gayi mehanat se bar bar sellary milne jaisa hai.
Kamyab (Success) blogger blogging se paise kamane ke bahut sare raste (Many Ways) apnate hai. jaise AdSense, advertismet, affiliate marketing program, viglink, referral, infolinks etc. magar har blog par ek jaise tarike se paise nahi kama sakte hai. kisi blog par affiliate market se jyada income ho sakti hai to kisi par AdSense ya kisi or se hoti hai. so ye aapko tay karna hoga ki aapke blog se jyada paisa kaise or kis se kamaya ja sakta hai.
Hindi blogger adhiktar (sabse jyada) jise use karte hai wo hai – Adsense. AdSense ad par click karne ke paise deta hai. isliye ise log sabse jyada use karte hai. but sirf AdSense hi blogging se paise kamane ka way nahi hai. aap or bhi kai tariko se apne blog par money earn kar sakte hai.
Maine blogging ki duniya me jab kadam rakha tha to mujhe iske bare me jyada nahi pata tha. bas mujhe itna malum tha ki hum blogging par AdSense ke ads laga kar paise kama sakte hai.
Dheere dheere mai blogging me purana hota gaya or aaj mujhe blogging ke bare me itna kuch pata chal gaya hai ki mai blogging ko ek gahra samundar (Deep Sea) kahna galat nahi hoga. or mai is bat se sahmat bhi hu. is post me mai aapko AdSense ke alwawa blog se paise kamane ke or bhi kuch important tariko ke bare me bta raha hu. Now read careful.
Blog Se Paise Kamane Ke 5 Badhiya Tarike Janiye Hindi Me
New blogger khas kar jo hindi me blogging start karte hai. unke liye humesha confusing rahti hai ki aakhir wo hindi blog se adhik kamayi kaise kar sakte hai. mai unhe kahna chahunga ki wo AdSense use kare.
Becoz is par aapko only avertismeting yani ads par click karne ke paise milte hai. fir bhi agar aapko lagta hai ki aapke lilye AdSense sahi nahi hai to aap ye tarike tru kar sakte hai.
1. Affiliate Marketing:
Affiliate marketing blog se income karne ka sabse better tarika hai. affiliate advertismet par 1 click kse aap $1-50 earn kar sakte ho. high pay affiliate program se aap per click $100 bhi kama sakte ho. par iske liye aapke blog par kam se kam 5,000 pageviews per day hone jaruri hai.
Aap apne blog ke hisab se SEO affiliate, hosting affiliate, theme design affiliate ke alawa jo bhi aapke visitors pasand kare 1000ro affiliate program join kar ke apne blog se paise kama sakte hai.
- Top 7 Affiliate Marketing Program In India
- Affiliate Marketing Vs Adsense Hindi Blog Ke Liye Kounsa Behtar Hai
2. Adsense Advertisment:
Affiliate ke bad AdSense sabse acha tarika hai. ek hindi blogger ke liye AdSense affiliate marketing se jyada bwenefit wala sabit huya hai. becoz hindi blog par adhiktar audience local location se hote hai.
Jo online shoaping karna pasand nahi karte hai. jiski wajah se affiliate hindi blog par jyada income wala sabit nahi hota. AdSense par ads ke click karne ke paise milte hai. so hindi blog ke liye AdSense behtar hai.
- Blog Banane Ke Bad Adsense Ke Liye Apply Kab Kare
- Adsense Ads Lagane Ke Liye Kya Blog 6 Months Purana Hona Jaruri Hai.
- Adsense Par Ads Kaise Banate Hai in Hindi
- Apna Adsense Account Approved Kaise Kare 4-5 Din Me
- Adsense Account Ko Approved Karane Ke 20 Tarike Janiye
3. Infolinks:
Infolinks un blog ke liye better hota hai jo tech se related jankari share karte hai. agar aapka blog interne, blogging se related hai to aapke liye infolinks koi kam ka nahi hai.
Isski sabse bat ye hai ki aapko ek bar blog ko infolinks se connect karne ke bad kahi ads lagane ki jarurat hi nahi padti. ye aapki post ke top words ko hi ads link me badal deta hai.
Agar aap infolinks use karna chahate hai to infolinks join karne se pahle mai aapko ek bad bta du ki visitors infolinks ke ads kam pasand karte hai. or iski post content ko links me badlne ki wajah se user ko problem hoti hai. jisse user ka aapki site par interest kam ho ta jata hai. or aapke blog ki traffic low hoti jayegi.
4. Sell Product:
agar aap top internet marketer hai or internet ki achi jankari rakhte hai to jahir hai aapke blog par acha traffic bhi hoga. agar aap chahe to apne blog local product bech kar income kar sakte hai.
Ye product aapke banaye ya kharide huye ho sakte hai. aap apne visitors ke hisab se kam jyada keemat ke product apne blog par sell kar sakte hai.
5. Start Service:
Agar aapko designing, SEO, create blog, blogging kisi ke bare me bhi achi jankari hai to aap apne blog par self service start kar income kar sakte ho. examply agar aap blog theme, template design kar sakte ho to aap per design minimum RS500 india me or $10 other country se earn kar sakte ho.
Ek hindi blog ke liye ye sabse best tarika hai. becoz 70% new bloggers ko iski help chahiye hoti hai. or aap unki help kar benefit kama sakte hai.
- Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike
- Top List Articles Se 1 Month Me 100,000 Visitors Kaise Paye
I hope aapko is post me better jankari milegi. or aap apne blog se paise kamane ke or bhi tarike janenge. blog se paise kamane ke or bhi bahut tarike hai. but hindi blogger or new blogger ko dekhte huye maine aapko wohi tarike btaye hai jo aapko aasani se samajh aa sake. or aapka blogging me confusing na ho.
Post padne ke bad post ko share jarur kare. sirf 5 second ka time lagega.
Badri Kewat
Hello Friends,
Mera aap se bas ek hi saval hai ki AdSense ke alawa aur kaha se paise kama sakte hai. koi idea ho apke pass to meri help karo.
Jumedeen Khan
Adsense ke alawa or bhi bahut sare advertisement program hai like adnow, media.net, bidvertiser, chitika inke alawa aap affiliate program use kar sakte ho jo blogging se earning karne ka sabse best tarika hai.
Sheela
Sir Mene blog banaya he usme koy galti ho to bataye plz
Jumedeen Khan
Aap blog ka link mention nahi karoge to blog check kaise karunga.
Rushikesh sonawane
Sir;
Aapko ebook se paise kaise kamaye. Ke bare me post nahi likhani hai,to kamase kam yeh bataye ki kindle payment kaise karta hai? Bank account me ya fir paypal ke account par
Jumedeen Khan
Dono tariko se kar sakte ho. I’m sorry but ab jaldi hi iske bare me details se post likhunga.
Geeta
Sir,Mai naya naya blog likhna suru kiya hain.mai roj likti hu to jis din ka likha us din post kar sakte hai kya?Doosre din fir continue kar sakte hai kya?
Jumedeen Khan
Yes kar sakit ho aap apne blog par jab chahe post kar sakti ho.
gourab das
sir mene google console pe do property verify kia he.
http:// pyarlovezindagi.blogspot.in
aur dusra
http:// pyarlovezindagi.blogspot.in
ye dono site me mene do sitemap ad kia he.jisme atom aur sitemap.xml he
atom sitemap pe 10 url submit aur 7 index he
aur sitemap.xml pe 5 submit aur 3 index he,.
to sir mujhe kaunsa rakhna chahiye.aur kaunsi sitemap delete krni chahiye?.
aur mere dusra ques he..http:// wala mera property ke sitemap me warning aa raha he.jisme redirect ho raha he http:// blog pe…
sir to kaunsa property rakhu aur kaunsa delete karu?
http:// wala property ..ya fir http:// wala property?..
sir plz plz iska reply dena.
Jumedeen Khan
Agar aap http:// security use karte ho to http:// se hi property submit karo baki ko remove karo or sitemap sirf sitemap.xml wala hi submit karo.
gourab das
thank you so much sir..mujhe bahut khusi he ki ap jaisa koi mila mujhe meri prb solv krne ko…
ajit
hello sir main ek village me rehta hun mera acount bhi village ke bank me hai par uska swift code nahin hai google AdSense se 100$ kaise aayenge mere a/c main without swift code
Jumedeen Khan
Iski jankari is post me hai SWIFT BIC Code Kya Hai Apni Bank Ka SWIFT Code Kaise Pata Kare
murli
blog bnane or post dalne k bad k just bad google AdSense se contect krna hoga kya
Jumedeen Khan
Nahi pahle aap blgo par traffic badhao fir AdSense se connect karo.
murli
blog bn gya h post bhi dal di h ab kya kru
traffic kese badhau
Jumedeen Khan
Apni post ko social media par share karo.
murli
mene aaj blog bnya 500 traffic h ab AdSense k liye aaply kru kya
AdSense m your website m kya dalu
Jumedeen Khan
Blog aaj hi banaya hai to kuch day or ruk jao taki koi problem na ho or blog ko or complete kar lo.
Rishabh shukla
Main apne blog per kisi local advertisement ko nahi post kar sakta jaise kisi dukan ka prachar aadi
Jumedeen Khan
Kar sakte ho.
rajendra singh
hello sir mere problem ye ha ke mene perfectmony par account khol diya ha aur ek mahena bhe ho chuka ha lekin mere $10,000 pure ho jane ke baad ab ma pay out kese karu
Jumedeen Khan
Contact your company providers.
Arun mandal
sir mai aapko blogger se padhake mai apana naya blog khola hu aur esa me thoda kux likha hu
mujhe aur kya kya karna padega please mujhe bataiye….
Jumedeen Khan
ye post check karo Blogspot Par Free Blog Banane Ke Bad Kya Kare Full Guide
VAIBHAV
SIR MAINE HAAL ME HI APNA PAHLA BLOG BANAYA HAI MUJHE US PAR TRAFFIC BANANE KE LIYE KYA KARNA HOGA AUR ISSE KAISE MONEY EARN KI JATI HAI PLESE DETAIL ME BATAIYE STAPE BY STEP
Jumedeen Khan
Humari SEO se related post padho.
Raja
Bhaiya mujhe khuch ni aata but mujhe shok bahut hai net earning sikhne ka..mujhe appke jaisa banna hai please help app teacher ban jao mere…….my whats app no.x*xx*xx*xx*xx. please mujhe rasta dikhaou app mujhe padhi me intrest ni net me interest hai please bhaiya sms karna wait karunga
Jumedeen Khan
Aap lease humare blog ki blogging se related post padhe.
Dikesh Rajwade
Apne blog ko mai dusre mobile me use nahi kr Sakta kya?? Please sir mujhe bataye,,,,,,
Jumedeen Khan
Kyu nahi kar sakte kya error aata hai.
avinash
sir maine blog bana liaya hai abb kya karna hai mujhe ek website bannai hai pls suggest me???
Jumedeen Khan
Ab blog par badiya badiya post likho or traffic badhao.
PAVAN BHAIYA
sir mujhe mere blog accont me kitne pese aaye h dekhna h or chitrika ko mera bank name & etc. bhejna h sir plezzzz bataiye
Jumedeen Khan
Paise blog account me nahi aapke bank account me aayenge. First aap check karo ki chitika ne aapko payment send kiya hai ya nahi.
charley
Nice blog here! Also your site loads up very fast! What host are you using?
Can I get your affiliate link to your host? I wish my website loaded up as quickly as yours lol
suraj
Bhai maine ad placment barabar kiya hai fir bhi AdSense ka plug-in bol raha hai aap 3 se jyada ad use kar rahe ho. plz ek bar meri site check karke batau maine kuch galti toh nahi ki hai. Plz
Jumedeen Khan
ads aapne sahi lagaye hai. aap shayad google AdSense plugin use kar rahe ho. usme yahi problem hoti hai. aap koi dusra plugin use karo.
suraj
Bhai Plz ek bar meri site check maine AdSense ke ads barabar place kiye hai kya? unme kahi koi galti to nahi hui. Plz check karke batana mera AdSense account new hai es liye dar lagta hai
Jumedeen Khan
ads aapne sahi lagaye hai. bas menu bar ke niche o ad lagaya hai. uski jagah kahi or ads lagao. adsnense ke ads kaha kaha lagane hai or kaha nahi mai iske bare me allready post kar chuka hu. Blog ke 1 Page Me Adsense Ke Kitne Ads Laga Sakte Hai or Adsense Ke Ads Kaha Kaha Nahi Laga Sakte
prakash
hello sir
1.aapke blog me jo every post ke niche comment box lagaya hai woh kaise laga sakte hai
2.sir aapne ko category ka widget bataya tha lekin usme dropdown ka option nahi bata raha mujhe aapke jaisa select category ka box lagana hai
Jumedeen Khan
1. blogger par aysa comment box nahi laga sakte.
2. blogger me uska option nahi hoga. mere jaisa lagane ke liye aapko hosting le kar blog banana padega.
Ravi Kumar
sir mujhe post ko updates karna hai, but mai time kaha se change karu,Ye option nazar nahi aa rahi hai.
Jumedeen Khan
blog post edit option par jao or right side me post settings me publish on par post ki date change kar lo. agar aap thodi koshish karte to kar sakte the.
arpi
gajab ki post hai jumedeen sir
aapki post padhne ke baadaza आ jata hai.
esa lagta hai jaise aaj hamne kuch seedha
thanku for writing us
have a nice day
dev
bhyi pata nhi kya ho gaya do din se phle me google par share karta tha to 1 post par 15-20 page views ho jate the par ab pata nhi kya ho gaya he kitni b acchi post daldo sirf 4-5 views hi hote he bhyi kuch prlm to jarur hui he ab aap hi bata skte ho kya ho gaya plz bhyi smghne ki kosis karna ki prlm kaha ho gayi or wo prlm mughe bata dijiye me use shotout kar dunga. plz reply bro..
Jumedeen Khan
Kahi koi problem nahi hai. aapki post par visitors aayenge yan ahi ye aap or mai tay nahi karte. ye aapke vistors par depend karta hai.