Blogger (Blogspot) Blog Bahot hi badiya or behtar Blogging platform hai. ye bahot hi popular or purana bhi hai.Blogspot Blog ke bahot sare faayde hai Or Isme Sabse achha ye hai ki ise aap aasani se or Free me Use kar sakte ho iske liye aapko Hosting lene ki bhi koi Jarurat Nahi hai.Aap Blogspot Blog ko Free me hi istemal (use) kar sakte ho Or Paise kharch kiye Bager hi aap Blog ko Unique or Professional look de sakte ho.
Blogspot Blog ke liye aapko Internet par bahot saari unique or professional looking Premium Templates Free me Hi mil jayenge jinhe aap free me Download karke Apne Blog Pe Use Kar Skate ho.
- Apne blog ki template ko change or upload kaise karte hai
- Blog Ke Liye Template Download Karne Ki Top 10 Websites
Is post me mai aapko un 5 Important Tips ke bare me bta raha hu jinge blog ki template change or upload karne se pahle dhyan me rakhna chahiye.
Table of Contents
Blogger Template Upload Karne Ki 5 Important Tips
Template Ko Apne Blog Me Upload karne se pehle kuchh baato ka dhaayn rakhe. 5 safety important Tips hai jinhe aap Template Upload karte samaye jarur Follow kare.
Tips 1:
Blogspot me Template upload karte samaye apni current yaani ke jo abhi hai uska Backup Jarur Download kare taaki agar kisi wajah se new Template me koi Error aa jaye to aap apni pehle wali template ko dobara use kr sako.
Tips 2:
Jab bhi aap kisi website se Koi Template Dowload kare To upload karne se pehle us template ko ek Baar jarur Anti-Virus se Scan karle jisse agar usme koi Virus ya maleware hoga to aapko pta chal jayga or aap use Fix kr skte hai.
Tips 3:
Jis tarah hamari Template ka Backup download karna jaruri hota hai, Usse jada jaruri hamare blog Ke Data Ka Backup Dowload karna jaruri hota hai. Kyuki template ko to doosri bhi use kar sakte hai lekin hamare blog ka data jo ki hamari mehnat hai, use ham dobara kaise recover karenge. Maan lijiye agar aapka Blog kisi nne Hack kar liya to ho sakta hai wo aapki posts or jo bhi aapne blog ko customize or Modify kiya hoga to use change ya fir delete bhi kar sakta hai ya fir agar koi technical error bhi aa skta hai, to hame apne blog ka Data har week Download karna chahiye , Waise mai to Kahunga ke Regular Hi Karna chahiye.
Tips 4:
Bahot se Logo ke sath ek Problem Hoti Hai wo ye Ki wo Template Download kar lete hai, or Fir use Direct Upload karne Lagte hai Fir Upload karte waqt Error aata hai wo isliye aata hai kyuki Jo Template hm Download karte hai internet se, wo jada tar (Almost) “.zip” Format me Hoti hai lekin Blogspot sirf “.xml” files ko hi support karta hai. To template ko pehle “.xml” me convert karle.
Tips 5:
Blogger Me Template Ko “.xml” format me convert karne ke liye aapin softwares ka istemaal kar sakte hai:- 1. WinRar 2. Unzipper To jab aap template ko “.xml” me convert krle tb Aap ise upload kare koi error nahi aayga. template ko zip file se xml file me badalne ki jankari ke liye ye post pade Blogger Template Ko Zip File Se XML File Me Kaise Badle
Ye ek guest post hai, agar aap bhi supportmeindia par guest post karna chahate ho to Guest Post On Support Me India page par jaye or btaye gaye rules follow karke hume contact kare.
- Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paise Kamane Ke Liye
- Blogspot Par Free Blog Banane Ke Bad Kya Kare Full Guide
Agar aapko ye post pasand aaye to ise social media par share jarur kare. sath hi comment me post ke bare me apne wichar jarur likhe jisse hum new post karne ki Inspiration mile or hum aage bhi aapki help kar sake.
Adsense hosted account or non hosted account kya hota hai.. Please guide or YouTube ka hosted account milta hai
To non- hosted kaise milta
aap ye post padiye Apna Adsense Account Approved Kaise Kare 4-5 Din Me
bhayi me to template badal badal ke pareshan ho chuka hu ab aap hi koi achi si seo ads ready ecommerce website ke liye bata dijiye with fast loading.
gooyaabetemplates
phle to bahut chhedkhani karta tha tab to aise prblm hui nhi ab to mene sirf 1 baar chhedkhani ki he or mene kuch hataya ya lagaya nhi he bas prblm ho gyi a
kuch template aysi hi hoti hai. unhe hum customize nahi kar sakte. dusri template use karo.
Thanks….Jume deen g,
For Publish My Post On Your Blog…
mythemeshop par blogger ke liye b template mil jayegi ya sirf WordPress ke liye milti h
sirf worspress ke liye blogger ke liye aap google me search kar lo.
bhayi meri template ke sath ajib prblm ho gyi he ki me fb page add karta hu to to mene apni site me jake dekha ki to jo mera like page ho wo bilkil blank aa rha he kitne likes he wo dikh nhi rha he kya ho gaya bhayi..
sirf mere fb like widget
aapne template ki coding se chedkhani ki hogi. kuch template coding change karne par error show karne lag jati hai.