Blogger Ki Har Post Me Search Description Enable Kaise Kare

Hello blogger आप अपने blog को google search engine से तो connect कर लेते हो और आपके blog की post google search engine में show भी होती है but फिर भी visitor आपकी post पर click नहीं करते इसकी वजह है google search engine में दिखाई गयी आपके blog की post की Search Description यानी post की detail. Visitors जब आपकी post का title देखते है तो title के साथ उसकी details भी पढ़ते है google search engine blog की post की details के first के कुछ words दिखाता है but आप यहाँ पर अपनी पसंद के words भी set कर सकते है आज हम इसी पर बात करने वाले है यानी blog की हर post में आप अपने हिसाब से Search Description add कर सकते हो।

add search description to blogger every post

Search description क्या है और ये क्यू जरुरी है?

अब कोई भी google पर हमारी website से realated जानकारी search करता है तो google उसे हमारी website की post दिखाता है और post के open होने के बाद post के title के निचे कुछ detailes भी show होते है ये post की details के first words होते है अब visitor को जिस post की details में उसके काम की जानकारी मिलेगी वो उसी पर click करेगा तो अब आप समझ गए होंगे की post की search description कितनी जरुरी है अगर आप चाहे तो इन्हें custmize भी कर सकते है।

Blogger की हर post में Search Description Enable कैसे करते है?

Blogger की हर post में search description enable करने के लिए आपको पहले blog के home page के लिए search description enable करनी पड़ेगी उसके बाद ही आप सभी post के लिए search description enable कर सकते हो।

Step 1

अपने blog के dashboard में जाईये।
enable meta tags

  1. Settings पर click करें।
  2. Search preferences पर click करें।
  3. Meta tags description के सामने Edit पर click करें।

Step 2

अब एक new window open होगी।

add meta description only 150 words

  1. Yes पर click कीजिये
  2. यहाँ आपको अपने blog के बारे में 150 शब्दों में (आपका blog किस बारे में है और आप उसमे किस चीज के बारे में जानकारी share करते है ) details लिखनी होगी।
  3. last में save changes पर click कीजिये

Step 3

1. अब अपने blog की new post या फिर blog की किसी भी post के edit option पर जाये और post के right side में देखे की Search description का option है या नहीं।

add description on post

अगर आपकी website के post editor के right side में search description का option show नहीं हो रहा है तो आपको blog की template में एक छोटा सा code add करना पड़ेगा

Post Editor में Search Description का Option नहीं हो तो क्या करें?

  1. अपने blog के Dashboard>>Template>>Edit HTML पर जाये।
  2. अब code box में कहीं भी click कर के Ctrl+F dabaye or <head> search करें।
  3. अब आपको ये code copy करने है।
<b:if cond='data:blog.metaDescription != ""'>
<meta expr:content='data:blog.metaDescription' name='description'/>
</b:if>

4.  <head> के निचे code paste कर दीजिए।

meta enable code

5. Save Template पर click करें Done.

अगर आपका blogger से सम्बंधित कोई और सवाल हो तो आप मुझे comment में बता सकते हो आप हमसे blogger के अलावा internet से related सवाल भी पूछ सकते हो मुझे आपकी help करने में बहुत खुशी होगी।

I hope है ये post आपको पसंद आयेगी अगर आपको ये post पसंद आये तो इसे अपने friends के साथ social media पर share जरुर करना ताकी आपकी help से दुसरे भी इस पोस्ट को पढ़ सके।

Reader Interactions

Comments (71)

  1. Sir kya ek blog kai har post mai same description likhna hai ya alag alag likna hai plz reply me sir

    • अलग अलग लिखना है

  2. Sir mujhe aapki help chahiye
    Maine abhi blog bnaya hai . Or shayad usme kuch galtiya ho gai hai isliye help me.
    1.kya google docs me artical likh kar copy pest kar skte hai?
    2.educational blog ka description kaise likhe.
    3.metatag kya ek baar daalne ke baad dubaara nhi daal skte.
    Or mujhe aape contact number bhi chahiye.

    • 1. Nahi, Notepad me likh kar kare.
      2. aap blog me jo share karo uske bare me likho.
      3. Yes, meta tag me post ke bare me likhna hota hai.

    • Bhai aapka post itna achcha hai aap bich mein image exampleJaise samjha dete ho please yah bataiye ki aap kaise post likhate Ho aur aap yah image kaise banate Ho

      • Maine blogger Par apna blog banaya hai Par blog pe total views jitne hai utne posts Par nahi show Ho rahe iska reason Kya hoga?

        • क्युकी total views में homepage, categories, tags और अन्य पेज भी शामिल होते है

  3. Sir main to bahut hi jyada pareshan hun mera meta tags description save hi nahi hk raha he. Please help me Sir

    • meta tag add करते समय (“) कोमा को manually add करो

  4. मैंने ब्लाग बनाई हुई है । मैं आपके पोस्ट देखती हूं , मेरे ब्लाग पर ट्रैफिक बहुत कम आती। आप मेरी सहायता करें यह मेरी इल्तिज़ा है।

    • अच्छा content लिखो और उसे सोशल मीडिया पर शेयर करो

  5. nice post sir. lekin sir meri post google mai 3 ya 4 page tak show hi nahi karti hai. maine 36 post likhi hai. aur share bhi karta hu social sites par. lekin sir google mai rank nahi kar rahi hai.

    • Aap paragraph ko bahut long kar dete ho jisse user ko padhne me problem hoti hai, paragraph length 300 words se jyada mat rakho aur site content aur design ko user friendly banao.

  6. Mere blog K liye koi best template btao bhai. Maine sitemap load Kiya h jisme 55 page h Lekin 9 pages index hue h. Ye kya chakkar h. Pls help

    • Template aap apni pasand se aur achhe se review karke use karo, sitemap search console me submit karne ke bad kuch mat karo google apne aap aapki site ke saare url ko indexx kar lega. Isme time lagta hai.

  7. sir blogspot ke comment box ko change kese karte hai kya isko change kya ja sakta h. muje iske baare main internet par koi post nhi meli h.

    • Aap disqus comment box use kar sakte ho lekin usse site ki speed bahut slow ho jayegi. Better hai aap wordpress choose karo.

    • Sir mene description galt show ho raha hai post ka jab ki mane mata description bhi add kiya hai html me plz…help me

      Plz..riple fast dijiye

      • कोई बात नहीं, गूगल अपने हिसाब से meta data show करता है,

  8. Sir jab se mene meta tags Discription on kia hai to mene Sirf ek do post me hi search Discription likha hai. Lekin uske Baad se me jo post search karta hoon usme galat Discription show hota hai. Aur me koi aur post search karta hon lekin post name galat aata hai. Kya problem hai? Help me!

    • Google aapki post ke content se meta description le leta hai.

  9. Bahut useful post.
    Kya “post search description” ka koi fayda “SEO” me bhi milta h. Mera matlab kya eske dwara bhi post serch me aa sakte h.

    • Yes milta hai google ise bhi index karta hai.

      • Thanks for your valuable advice

  10. Sir description to enable ho gayi lekin Search engine me title ke niche discription show nhi hoti hai, Post content ke kuch word athe hai. Kya problem ho skati hai.

  11. bahut shaandaar article.

  12. sir jb me apna website ko khojta hun to kuch is tarah nzar aata h…
    A description for this result is not available because of this site’s robots.txt

    Learn more
    plz help

    • Robots.txt file sahi se use karo ya fir use hi mat karo jab aapko iske bare me jankari ho jaye tab use kr lena.

  13. Thanks Bhai
    Maine ek blog par padha tha ki
    Google search me post ke starting ki line hi show karta hai.

    Agar aisa hai to description likhna jaruri hota hai kya

    Sitemap SE hame kya fayde hote hai

    • Aapne aesa jaha bhi padha hai wo galat hai. Description important hai. Add kiya karo.

  14. Thanks
    Aapne jo blog header me seo,YouTube,adsean kaha rakha hai vo kaise lagaye hai.
    Pls replay

  15. Helpful artical
    Jab ham new post write karte hai to kya har post me discrimination likh sakte hai kya

    • Yes likh sakte ho.

  16. hello sir ,
    sir meri website me jo menu bar hai jab mai us par click karta hu to bo post not found dikhata hai,
    jabki meri website me us hi search ki label post hai , to sir bo not found kyu dikha raha hai , sir ekbaar check karna plss sir.

    Website name : myeducationfree.blogspot.com

    “sir aspki site par enter your website name nhi likha aa raha tha is liye maine comment me web ka naam likh diya

    • Aapne menu bar me wrong link add kiya hai. Aap sahi link add karo.

  17. bhai koi aisa trika hai jiske jariye blog ki post aapne aap fb page par published Ho jaye

    • Buffer, socilife jaisi site use karo inse aap sabhi social media site par e ksath post share kar sakte ho.

  18. sir me jab blog me post karta huan tab jo site banaya usme show nhi ho raha ha kuch din pahle sow hota tha ab wah post sow nhi ho raha

    • Ye cache problem ho sakti hai jisse aapka blog refresh nahi ho raha hai or old data hi show ka raha hai. Aap ctrl+f5 key se page refresh kare fir bhi na ho to ye point follow karo.
      1. Agar blog WordPress hai to chache plugin uinstall karo.
      2. Blog ki theme change karo.

  19. sir mene aap ka code blogger me add kar diya jab bhi wo show nhi ho raha hai kya karu sir

    • Aap sahi se steps follow kare or page refresh karke check kare.

  20. sir seo setting me jo meta tag ka option me jo dscription add krna hota hai woh maine add kr diya hai muze smartphone about share krna hai to pr smz nhi aa rha ) 1)ye descritptin apne coment box k pas nich jo about rahta hai uska rahta hai jo ek bar hi add krke ke har post pr show hota hai ya 2) hai post publish krte wakt har ek article sambndhit dscription dene k liye iska use har bar krna hota hai

    • Nahi ye description search engine me post title ke bad show hoti hai.

  21. Sir Mere Template Me To Description Show Ho Rahe Hai. But Fir Bhi Is Code Ko Lagaya Hai To Koi Problem To Nahi?

    • Ho raha hai to lagane ki jarurat nahi.

  22. Hello Sir Man Ligiye Aaj Ka Hamare Post Ka Topic Computer Hai Aur Mujhe Search Description Add Karna Hai. To Kaun Sa Add Karna Hai.
    1. Hello Aj Mai Computer Ke Bare Me Bataunga……

    2. Computer Kya Hai, Computer Means in Hindi, Computer Tips.

    Kaun Sa Sahi Description Hai 1 ya 2 Aap Batai. Mujhe Post Ke Right Side Wale Description Me Add Karna Hai.

    • First description nahi explain words hai. Second sahi hai but wohi likho jo aap post me bta rahe ho. Aapko 150 words me description likhni hoti hai So extra words use na kare.

  23. ye wala code add karne k baad bi description ka option show nahi ho raha

    or save template k baad done ka b option nahi aa raha h

    warning : Editing your template so it mixes HTTP and HTTPS may affect the security and user experience of your blog when it is viewed over HTTPS.

    ye warning show ho rahi h

    • ye warning http security use karne se show ho rahi hai. Isse koi problem nahi hai. Aap step sahi se follow karo. Ho sakta hai step change ho gaye ho show achhe se check kar lena.

  24. 2 types ki descriptions hein ek dashboard wali or ek vo jo new post ke right side me aati hai..kya dono descriptions ko same rakhna chahiye ya fir post ke hisab se

    • Nahi dashboard me blog home page ki or post me post ki description add karni hai.

  25. Sir maine post ki seatch description to laga rkhii hilekin search karne per kuch ur likh ke ata hi jo search description dali hu wo nahi aati aiaa kyo

    • Don’t worry sabke sath aesa hi hota hai google post me se keywords crawl kar search result me show karta hai.

  26. Kya AdSense blogspot blog ko suport karta hai?

    • Why not bilkul karta hai. Blogspot blog me earning ka option hota hai us par check karo.

  27. bahut hi badhiya jankari hai jumme din bhai but mera ek sawal ye bhi hai ki kya mai dusri post ka search discription ek dusre post me likh sakta hu kya as a related

    • nahi.

  28. aapki post ke mutabik maine pura kaam kar diya hai lekin jab main google me serach karta hu to jo maine likha hai 150 words me wo show nahi ho rahe hai kewal mere post ke shuru ke words hi show ho rahe hai.
    and jab maine meta me 150 words me jankari likhi or use save kar diya or jab uske baad maine search discption ka option open kiya to usme wo jankari nahi thi wo box khali tha. lekin aapne apni post me screenshot me dikhaya hua hai ki yaha par 150 words me jankari type kare kya waha par bhi jankari likhni padti hai, agar hume waha par jankari likhni padti hai to ese hume sabhi post me wahi 150 words ki jankari likhni padegi.

    • Ha aapko har post me meta tag description add karni padegi.

  29. Sir Meta Tag Search Description Main Hum post Se Related JankRi detey hai. agar hum Acchi Tarike Se description de Toh humari post 1 page Per Google Main aayegi

  30. Very good post.Thanks Again. Will read on…

  31. It’s remarkable to go to see this site and reading the views of all mates on the topic of this piece of writing, while I am also eager of getting familiarity.

  32. Sweet blog! I found it while surfing around on Yahoo News. Do you have any tips on how to get listed in Yahoo News? I’ve been trying for a while but I never seem to get there! Appreciate it

  33. bhai aapki muje information achhi lagi but muje aapki ek help chahiye me aapka title search karta hu jese ki
    Support Me India
    to Niche kuch alag se kese post laa sakte he jese aapke search pe bata rahahe
    (space) Support Me Indina Monthly incom
    (space) Tips & Tricks
    (space)make money
    AdSense
    etc.
    mera blog
    BestHindiTricks.Blogspot.com he to me kya karu jis se is tarah niche space post aaye

    • Iski koi setting nahi kar sakte. Jab aapki site poplar hogi or us par google se ache visitors aane lagenge to google apne aap aysa resulat show karne lag jayega.

  34. sir mujhe aap ki traha comment form apne blog me lagana hai jise mai aap ko abhi comment kar raha ho kyo ki mere blog me kuch alag he blog forme hai. aur sir mujhe aur ek chij jan ne hai maine blog toh banaya hai par mujhe aisa lagta hai ki mai kuch galti kar raha ho toh aap mera blog chqe kar ke bata sakte hai kya??

    • Aap ye comment box nahi paga sakte kyuki mera blog WordPress par hai. Blog me aapko kya kya karna hai uski puri jankari is post me hai ye pado Blog Banane Ke Bad Kya Kare Full Guide

  35. Nahi mobile se bhi template upload ho jati hai, aapne jo template download ki hai wo Zip file hai or blogger sirf Xml file support karta hai. Isliye aapko zip file ko xml formet me badla hoga. aap mobile se zip file ko xml file me nahi badal sakte. Aap meri site ke contact us forum par ja kar download ki gayi template mujhe bhejo. Mai use xml file me convert kar wapis aapko send kar dunga.

  36. Humne betamplate she ek template dounload kiya hai Lekin usko blog me upload kar rahe hai to nahi ho raha hai
    Kahi mobile she kar rahe hai isliye to nahi ho raha hai