Blogspot.com google ki hi service hai. so blgspot par banaya blog allready SEO friendly hota hai. but kuch step hume khud complete karne padte hai. jaise blog ki konsi jankari google search engine me dikhani hai or kounsi search engine se chipani hai. iske alawa or bhi kei options hai jinke bare me mai pahle hi bta chuka hu. aaj mai aapko final option meta tags ke bare me bta raha hu. iske bad meri blogger blog ki SEO guide complete ho jayegi. or fir aap apne blogger blog ko supportmeindia ki complete SEO guide se SEO friendly blog bana sakte ho.
Apne blog ko search engine me lane ke liye meta tags sabse jyada important hai. kyuki meta tags me hi hum hum apne blog ke bare me wo jankari add karte hai jo search engine me humare blog ka name ya url search karne par show hoti hai.
Table of Contents
Meta tags code me humare blog ki description, title, keyword, language, author or country ki jankari ke code hote hai. jisse search engine ko inke bare me pata karne me aasani hoti hai. jaise aap google search engine me mere blog ka name, url kuch bhi search karoge to search engine aysa result show karega. 1. ye mere blog ka title hai. 2. ye mere blog ke bare me yani blog ka description hai.
- Blogger Images Ko SEO Friendly Kaise Banaye
- Top List Articles Se 1 Month Me 100,000 Visitors Kaise Paye
Search engine me aysa result show karne ke liye hum blog me meta tags code add karte hai. blogger par free blog ke liye ye sabse jaruri hota hai. agar aapne blog me meta tags code add nahi kiya hai to search engine ko ye pata karne me bahut problem hogi ki is blog ka name, blog ke bare me, blog ka author koun hai, blog kis desh ka hai, blog ki language kya hai or blog par kya jankari share ki jati hai. in sabke liye blog me meta tags add karna bahut jaruri hai. simple aapko samajh na aaya ho to mai topic ke throw bta du ke meta tags me kya kya hota hai.
- Blog ke title ke bare me.
- Blog ke bare me ki blog kis bare me hai.
- Blog me kis topc par jankari share ki jati hai yani blog keyword ke bare me.
- Blog author ke bare me ki blog ko koun manage karta hai.
- blog language ke bare me ki blog ki bhasha kya hai.
- blog ki country yani blog kis desh se hai ke bare me hai.
- blog ki kin kin chizo ko search me lana hai or kin-kin cheejo ko search engine se chupana hai.
- Blogpost Vs WordPress Kounsa Platform Behatar Hai
- Apne blog ki template ko change or upload kaise kare aasani se
Upar btayi jankari se aapko ye to pata chal gaya ki meta tags kya hai or ise blog me add karna kyu jaruri hota hai. to ab sawal hai ki blog me meta tags code kaise add karte hai. so blog me meta tags add karne se pahle hume meta tags banana hoga. meta tags code kaise banate hai. iske bare me mai aapko details sebta deta hu jisse aapko meta tags banane me koi problem na ho.
- Description: isme aapko apne blog ke bare me likhna hai. blog ke bare me ayse shabd likhe ki jise padne se hi pata chal jaye ki aap is blog par kiski jankari share karte ho. yad rahe description 160 shabdo se jyada nahi hona chahiye.
- Keywords: keywords yani aapke blog par sabse jyada kis topic par jankari share ki jati hai. jaise mai is blog par blogging, make money, social media jaise keywords ke bare me jyada jankari share kartahu. same aapko bhi apne blog se sambandhit 10-15 words choonne hai. yad rahe har word ke bich “,” jarur lagaye. jaise social media, make money, earn money, SEO, intyernet etc.
- Author: author me blog admin yani apna name likhna hai. isse google ko aasani se pata chal jayega ki is blog ko kisne banaya hai or kon ise manage karta hai. kon post share karta hai.
- Language: isme aapko apne blog ki bhasha likhni hai. aapka hindi blog hai to hindi or english blog hai to english likhna hai.
- Country: yaha par aapko apner country ka name bharna hai. aap india se ho to india bharna hai.
- Robot: robot yani aapke blog ki konsi jankari search engine me dikhani hai or konsi chupani hai. mere hisab se is par all hi rahne do. kyuki hum blog ki sabhi jankari google search engine me lana chahate hai.
ab aapko in sabhi topics ke bare me to pata chal hi gaya hoga. so niche diye tool me btaye option bhar kar create batan par click karke aap aasani se meta tags code bana sakte ho.
Meta Code Generator Tool By Support Me India
|
Code banane ke bad us code me niche language or country ke ye 2 code or add kar le. or sabhi code ko copy kar le.
<meta NAME="language" CONTENT="Hindi" /> <meta NAME="Country" CONTENT="India" />Ab aapne meta tags code to create kar liya hai. ab ise blog me add karna baki hai. to chaliye mai aapko iska bhi tarika bta deta hu.
- Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike
- Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye
Meta tags ko blog me add karna bahut hi aasan hai aapko bas blog tempalte option par ja kar <head> ke niche meta tag code paste karna hai. Step1 :
- blogger.com par jao or apni log in id se log in karo.
- ab blog ke dashboard par template option par click karo.
- template par click karne ke bad EDIT/HTML par click kare.
- ab template box me kahi bhi click karo or ctrl+f key button daba kar <head> code search karo.
- ab meta tags code <head> ke niche paste karo.
- or save template par click karke setting save kar do.
Dhirendra
Sir blogger me maine abhi meta tag 2 karan ki wajah se add nahin kiya. aapka lekh pura padha. mujhe aap se 2 bat ki jankari chahiye.
1- aap ne bataya edit html me ye code add karana hai wo samajh aaya lekin blogger dashboard ki setting me bhi meta tag description hai to kya dono ko अलग अलग add karana hai?
2- meta tag description hinglish me dalna hai ya हिन्दी में भी चलेगा? Plz help
Jumedeen Khan
Abhi blogger setting me iska option de raha hai, to aap setting se hi karo, and jis language me aapki site hai us language me add karo.
Ankur Sharma
bhut acchi post bhiya ji ..aap jo b likhte hai bhut accha likhte aur jaldi samjh aa jata hai thnku brother
Pradeep Kumar
nice post bhaijaan thank you
Kishor
Sar. Me mobile se blogging karata hau. Me blog me meta tag lagata hu to theme save nahi hoti. Kya mobile se ye kam nahi kar sakate. Pz kuch solution dijiye.
जुमेदीन खान
meta tag add करते समय “” को चेक किया करो, गलत कॉमा लगाने से परेशानी होती है
Khalid Ansari
Thank you sir so helpful for me
Mahesh kumar
Mene meta tag code lagya lekin ye show nhi kar raha hai 72 hours ho gaye hai . Help me this problem
Ram
Very Useful information .. thanks For sharing this valuable information..
Shashi
Hi. Sir
Me blogspot pe hindi me blog likhna start Kiya hu jo psychology, society,cast, family, ye SB ke bare me likhata hu… To kya meta tag description me English me ye sare topic likhane ke bat. Mera jo blog h wo hindi me h to search engine me rank karega….
Sir me apke answer ka wait karuga..
Jumedeen khan
Aayega.
santosh rani
thanks for sharing your article
नवीन शर्मा
धन्यवाद सर, आपकी हेल्प के लिए. सर एक बात और पूछनी थी आपसे के, मेटा डिस्क्रिप्शन अब कितने टाइम बाद दिखने लगेगा हमारी वेबसाइट पर, मैंने बस अभी-अभी मेटा टैग्स को लगाया है हेड सेक्शन पर
Jumedeen khan
1-2 day me dikhne lag jayega.
Anirudh
Thank you bhai aapka ye post mujhko bahut help karega aur iski help se me apne blogger blog ko seo friendly bana sakta hu.
sachin
bhai code generate nahi ho rha he , sare option fill karne ke bad create par click kiya but generate nahi ho raha he. is any problem there?????
Jumedeen Khan
I will fix it please check after some time.
sachin Patel
Done sir now it’s work……
ImranAhmad
bro… kya meta tag code mobile se bhi add kiya ja sakta hai agar haan to kaise
Jumedeen Khan
Yes mobile se bhi add kar sakte ho.
Priya
good & helpfull information sir, Very appreciate article. Sir aapne ye meta tag tool generator kese kiya. isme koi coding hoti hai kya
Bhupender
Hello sir mujhe b apki trah code generator apni website me lgana hai plz itna sa btado ki kon kon c language ka use krke apne ye bnaya hai plz help me sir
Jumedeen Khan
HTML javascript.
shahzaib
A.O.A bhai jab me ne blog ko search console me add kiya tha tab 4 options aaye the un me se aik meta tag ka bhi tha us par click karne se blog me meta tag add karne ke liye aik code mila tha us code ko me ne blog me add kar diya hai to ab kya ye wala bhi add karo ya wohi kafi hai
Jumedeen Khan
W/a ek code hi add karna hai bas html meta tag wala.
Abhishek Meena
Hello Bro.
Jab Se mene apne blog me meta tag add kiya hai uske baad se mere kuch articles ko jab koi search engine me search krta hai to vo search engine pr show to hote hai but vaha unki heading ki jagah sirf Mere blog ka name Achchi Duniya likha hua hota hai aur is vajah se jyadatr log us pr click nahi krte…
So plz can you help me in solving this problem…
Thanks 🙂
Jumedeen Khan
Aap blog ki kisi bih post ka source code dekho or check karo ki title kya hai. Maine check kiya hai sabih post par title achhi duniya hi hai. So iska matlab aapki site ki template me problem hai aapne abhi jo setting ki hai uswe behal karo ya koi or template use karo source code me title me aapki post ka title show hona chahiye.
Abhishek Meena
Jab se mene apne blog me meta tag add kiya hai tab se hi ye problem aa rahi hai…
Aapki Meta Tag generator tool thhek se kam nahi kr rahi hai plz ise check bugs ko fix kijiye…
Pahle mene aapki Meta Tag generator tool se meta tag generate krne ki koshish ki but ye kaam nahi kar rahi hai so mujhe other site ke generator tool se Meta Tag banana pada and jab se mene vo Meta Tag apne blog me add kiya hai tbhi se mere blog pr 50-70% traffic kam ho gaya hai.
SO bhai please Fix your Generator Tool…
aur jb mene aapke meta tag se mera tag compare kiya to vo kafi alag tha and usme Tittle bhi dala hua tha (Jisme mene AchchiDuniya daal rakha tha shayd isi vajah se ye problem ho rahi thi)
Anyway Thanks for help 🙂
Jumedeen Khan
Yes apa un sabih meta tags ko blog se remove kar do. Ok main it tool ke bugs ko theek kar dunga.
Abhishek Meena
Bhai Meta Tag ko remove karne par aadhi posts to google search engine par sahi show hone lag gayi hai lekin aadhi posts ka tittle abhi bhi Achchi Duniya hi Show ho raha h
Jumedeen Khan
Wait sab theek ho jayega. Google results ko change hone me 1 week tak ka time lag sakta hai.
Ankita kanodia
Mobile me bane blog me meta tag add nahi ho pa raha he, please solution dijiye
Guddu Kumar
Hello Mr. Jummedin Mera ek blog hai jiska url https//blueyex.blogspot.com hai. Maine isse create karte waqt HEAD tag ke niche meta tag code paste bhi kiya tha lekin google search result mein site discription nhi dikhata hai wahi jab bing par search karta hu toh discription dikhta hai ek bar meri id google mein search karke dekho toh kya problem hai plzzzzzzz main janna chahta hu ki akhir problem hua kha hai
Jumedeen Khan
Aapne description meta tag 2 bar add kiya hua hai ek ko remove kar do uske kuch time bad check karna problem solve ho jayegi.
rajkumar
mera ek blog he jisme me cricket se related jankari deta hu Meri kuch request he aapse
1 isme dekhe or bataye ke kya changes karne he or kya remove karna h kya add karna he
2. me aisa kya karu ke agar cricket se related koi bhi Google pe search kare to sabse Pahle Meri website open ho
Jumedeen Khan
1. Check this post Blog Ko Acha Design Karne Ki 20 Important Tips Janiye Hindi Me
2. SEO friendly article likho.
gourab das
sir apse ek sawal he
sir apne meta content ad krne ko kaha jaise ki country content,author content,keywords content,
sir agar aisi meta content pahle se hi template mojud ho aur fir vi apke bataye huye anusar meta content firse ad kru.to usse kuch prblm to nhi he na sir?
mera matlab template ke seo pack me aisi content me agar apna sare content likh du..nd firvi apke bataye anusar content ad kru.kya isse kuch prblm hoga sir?
Jumedeen Khan
Nah iagar template me meta tag code pahle se hai to use hi edit karo ya use remove karke new add karo.
Double meta tag add anhi kar sakte.
Atul
hello mene bhi apne blog par meta tag se related post likhi hai aur mujhe ye generator show krana hai post par.mere generator ka html hai par usko kahan paste krna hai taaki vo post par aa sake plzz help
Jumedeen Khan
Iska code aapko post ke html section me add karna hai.
Arjun
Brother mujhey aur do tin sabal karna hey pls ho sakey to inka answer dena
1. brother mera ek blog he jisme mey hindi ke devnagri me likhta hu but mey chahta hu kuch aaisa gadget ko install karu jissey baha click karney par mera hindi ke akshar english me badal jaye kya aaisa mumkin hey.
2. bother mey apna blog mey third party ka template use karta hu kya issey copyright issue banta hey baisey mey jo template use karta hu uske nichey likha hua hey
“Copyright 2015. All Rights Reserved aur aakhir mey Design By & Distributed By ka naam likha hey kya issey Blog ko SEO friendly honey mey aur baad me AdSense link karney me dikkat ho sakta hey
PLS BROTHER MERA IN DO SAWAL O KA JABAB DENA TO MEY APSE BAA KARTA HU MEY HAR ROZ AAPKA SITE VISIT KARUNGA AUR ADS PE CLICK BHI KARUNGA
Jumedeen Khan
1. Nahi. Iske liye aapko dusri language me content likhna hoga. But ye SEO ke liye danger hai.
2. All Rights Reserved ko remove karo.
3. Adsense ko koi problem nahi hogi.
Nirmal
Vary important knowledge for newbie
Thnx sir share with us
amit kumar
bhai meta tags code bna kr save bi kr diye hai pr jb Edit HTML pr dubar click kr ke dekhta hu to code ulte shidhe ho jate hai ese
koi problem to nhi hai ??
Jumedeen Khan
Koi problem nahi hai.
Naresh Kumar Meena
Mene blogger templeat me code
ke upr or niche sbi kosis kee h pr erro ata h sb kr cuka hu pr problm yh h =
XML पार्स करने में त्रुटि, पंक्ति 673, खंड 5: The element type “meta” must be terminated by the matching end-tag “
Jumedeen Khan
Naresh aap bina jane coding edit nahi kar sakte. Thoda coding sikh lo fir karna.
Aj Jan
Ap na boht Acha article lehka hai thanks
hum knsi things apna blog ma chupahini chaye please ap ga kay
Bhupender Kashyap
hello sir mene jquery,php or html ka use krke is trah ka code generator teyar kar liya hai kya wo chl pdega kya blogger me plz btaiye
Jumedeen Khan
try karke dekho.
Aman
Jumedeen bhai meta tag code jo template mai daalna hai wo google site verification code ke neeche daalna hai ya upar..kyuki maine verification code daala hua hai ke neeche bhai kaha daalna hai aur bhai mera ek baar blog bhi check karke bataye ki kya problem hai.
Jumedeen Khan
code ke niche dalna hai.
Mantukhatik
Wow bro i like it your site meri
Ek help karoge me blogger banaya h new toh sab set karke de sakte ho Mantukhatik3.heck.in is par aake ek comment kardena me password deduga pls
Jumedeen Khan
Aap mujhe contact forum me contact kare.
dharm
sir meri site ka meta tag nhi dikh raha he google par bhi submit kardiya fir bhi
Jumedeen khan
Google kahi se bhi metadata utha kar show akr sakta hai. Sabke sath aesa hi hota hai.
Mohammed junaid
Sir mujhe google ki kuch shaandar tricks ke baare me bataye jo useful ho
Jumedeen Khan
Read this post Google Ki Top 8 Secrets Tips and Tricks 2016
Abhishek Meena
Bro. code Generate nahi ho rha hai please check it and fix it
Jumedeen Khan
Aap kuch time bad try kar lena mai ise thee kar dunga.
sudesh kumar
bhai me ye sab kar chuka hu par mere blog me discription show nahi ho rahi . mere blog me google par mere kuch post me jo likha he bo hi show ho raha he plz help kare
Jumedeen Khan
Sabke sath aysa hi hota hai. Google apne hisab se post description show karta hai.
suraj kariyare
hello sir mera ye sawal tha ki blog me jab meta tag add karte hai to kis type se add karte hai agar mera meta tag to word me ho to jayse hindi news, my news to ham aaysa space deke bindu laga sakte hai na “,” ye wala ya fir aysa banana padega hindi,news,my,news sir maine do type ke mata tag banaye hai par bindu kaha lagana hai samaj nai aa raha hai so plz aap help me aagar mai aapne blog me hindi news,my news jayse mata tag lagau to koi problem to nai hogi nai
Jumedeen Khan
Post ko ache se padho already bta chuka hu.
harshadbataviya
sir facebook debugger tools me jab me apne blog ka url debug karta hu to muje ye error aa rahi hai
“The ‘og:type’ property is required, but not present.”
to iska kuch solution bataye
Jumedeen Khan
Ap iske bare me facebook help form me search karo information mil jayegi.
ravi sharma
bhau maine mata tag daal diya site mape upload ker de seb khuch ker diya aur meri post bhi index ho gyi hai googler pe top ranking ke sath lakin meri website ka tittle like Akshay Kumar Times jab main yha google pe koi serch kerta hai to meri site ni aati pls bhai help main bahut bada page handle ker rha hu but muje smaj ni a rha ki kese kru apke ek friends ne muje suggest kiya ki apse baat kru so pls my bro help me its imp u can whatsapp me 9793531703 india if u have any help twitter verify followers like any pro so u can contatc me but pls help me
Jumedeen Khan
Ravi abhi aap new blogger ho jab aapke blog par traffic badhega to google aapke blog ko aapke title ke kuch words se hi show karne lag jayega. Aap thoda wait karo or blog par traffic badhao.
Md Arshad Noor
first jumedeen mene kal comment kiya tha usko delete kyo kar diye aur 2nd apne jo Mata tag Generater tool Add kiya hai iskeliye kon sa Plugins use kiya kyoki apne to kaha tha ki mujhe jyada coding nahi ati hai
Jumedeen Khan
Arshad bahut sare comments aate hai aapka comment galti se delete ho gaya hoga. Mujhe jyada coding nahi aati hai. Wo generater tool badi mushkil se 2 hours me create kiya tha. Nahi uske liye koi plugin use nahi kiya coding se banaya hai.
Md Arshad Noor
Me janta hu jumedeen bhai apne coding seekh li hai par mujhe bhi aisi tool apni site me add karni hai so iskeliye aap mujhe help karoge……!!!
Jumedeen Khan
Arshad mai jo kuch kahta hu sach hi kahta hu. Muje thodi bahut coding aati hai its 100% true. Sorry bro mai aapko coding me help nahi kar sakta.
akash ubale
sir mene 8 din me 14 post likhe hai….or Totle visitor 250 hai or mene teplate bhi lagaya logo bhi or sab kuch accha chal raha hai. aap ke hisab se itne visitor kafi hai ya kuch khaas add karu isme.
Jumedeen Khan
Aap first to dusro ki copy paste mat karo second google guidelines follow karo warna aapki site search me aani band ho jayegi.
pawan
Privacy policy ko blog ke footer me kaise add karte hai
Jumedeen Khan
Aapke blog ki template me jo “Created By Sora Templates & Blogger Templates” ke option hai. Aap blog ki template me ja kar inme se koi bhi words search kare or uske bad privacy policy ka link add kare.
Dayashankar
Hello jumedeen khan maine jankariwe. Com blog banaya hai check kar ke bataye kaisa hai
Jumedeen Khan
Badiya hai.
nadeem
Bahi shab kya aap bata sakte ki kaiea genreter tool banta hai!
Matlab jis tool se code banate hai meta tag is tool ko main banana chahata hu kaise banau
Jumedeen Khan
Ise javasript coding se banate hai. Agar aapko javascript coding aati hai to aap bhi bana sakte ho.
Amit tripathi
Code generate nhi ho raha hai….is there any problem
Jumedeen Khan
Ok, i check it and solve problem
helpfor
meta tag add karne ke baad kucch or bhi karna hota hai kya blogger me.
on page ke liye please help me.
Jumedeen Khan
ye post padho Blogspot User Google Webmasters Tools Kaise Use Kare – SEO Guide
nilesh patel
Sir mujhe Is bat ka Jawab Kisi blogger ne nahi diya he ki me Meta tage code kha dekhu or kaha paste Karu mene aap ke dwara diye hue form
Meta Code Generator Tool By Support Me India bhi bhar diya par code kaha dikhega or kaha copy karu sir help mi plz
Jumedeen Khan
Aapko meta generate box me se code copy karke blog template me ja kar head> ke niche paste karna hai. maine post me jo 2 lines ka code btaya hai. aap uske hisab se meta tags code bana bhi sakte ho.
nilesh patel
Sir par me form ko bharke create par click karta hu tho code nahi dikhta he or form wapis blenk dikhne lagta he code kaha milega plz help mi sie
PRADIP
bhai me meta tags ko copy karke paste karke save karta hu to aisa dikhata hai -error parsing xml, line 5, column 153: the reference to entity “coupons” must end with the ‘,’ delimiter- to kya karu bhai
Jumedeen Khan
aap meta code sahi add nahi kar rahe ho. jaisa post me btaya hai. wese add karo.
shiv shankar ram
Sir,
mera AdSense account ban gaya hai par jab mai code apne blog par lagata hu to add show nhi hota please guide me
Jumedeen Khan
AdSense par jao or setting icon par click karke setting par click karo. uske bad sitemanagement par click karke apni site ka url add karo. uske bad AdSense par new ads bana kar blog me code lagao. uske bad 1-2 day wait karo. ads show hone lag jayenge or agar nahi bhi honge to iski wajah ka AdSense aapko mail send karega. wo mujhe dikhana.
mangaldeep
Bro aapko yeh meta tag generator kaha se mila ? Mujhe bhi chahiye plz bataye
Jumedeen Khan
Kahi se nahi mila 2-3 hours mehanat kar ke blogger coding se banaya hai.
vijay singh
hmm!! koi baat nhi waise aapka meta tags generator tool me apni website par nhi laga sakta kya?
Vijay Singh
Aap hume coding nhi sikha sakte kya plz try to karo kuch post too dalo ho sakta he me aur aapke visitor bhi sikh jaye coding karna
“Duniya me aisa koi kaam nhi he jo manusay ke liye impossible he”
Jumedeen Khan
Coding me aapko tabhi sikha sakta hu jab aap mere samne ho. yu computer par nahi sikha sakta.
Shiv shankar ram
Sir muje aesa comment box ka code bhej sakte hai jaisa ki aapke site ka comment box hai
Jumedeen Khan
ye WordPress ka comment box hai. blogger par aysa comment box nahi laga sakte.
Vijay Singh
aapne meta tags code generator kaise banaya plz aap batao ge.?
Jumedeen Khan
Meta tags generator coding se banta hai. bahut mehanant karni padi isme.
sandeep
Mere page view 930 hai . . Mghe domain lena chahiye ya nahi suggest kare.
Jumedeen Khan
domain lena hai ya nahi ye pageviews par nahi aap par depend karta hai. aap jab chaho domain le sakte ho.
sanju
Sir pleas help me mere AdSense account pe ye nottifa…aati he
(We’ve recently integrated the Site Authorization feature with Site Management. Please review your settings to ensure they are correct. ) uska matalab kya he please
Youtube AdSense account se aply kiya he
Ab me aage kya karu sir
Jumedeen Khan
AdSense site management me blog ka url ache se add karo. or fir AdSense ko 1-2 din open mat karo. is comment ka jawab mai pahle bhi de chuka hu. ab agar aap aage se koi fake comment karoge to aapki comment automaticaly spam ho jayegi. so plz care it.
Sandeep
mene bedvertiser ka ad apne site par laga rakha par money earn nahi ho rahi hai.
phle mughe doiname lena padega kaya please suggest kare
Jumedeen Khan
earning tabhi hogi jab koi aapke blog ke ads par click karega. or ads clicks tabhi honge jab blog par traffic hoga.
juzer
ok sir ham apne blog ko jab bhi post update karte hai us waqt ham automatic hamare new post google+/fb/twitter me share kare jisce traffic bade automatic mere post in sabhi social sites pe update ho jaaye plz aisa koi tarrka bataye.
Jumedeen Khan
aap sirf google plus par automatic share kar sakte ho.
anuj
sir fake windows and copyright windows kiya hota hai pehele ye bataiye copyright to sirf blog me hota hai aur mera xp windows copyright nhi hai original mene install karwaya tha ek software engineer se plz isme aap help kre.
Jumedeen Khan
Jaisa ki maine aapko pahle btaya tha ki original windows ki price lagbhag 8,000 hoti hai. so aap 8,000 wali windows to use nahi kar sakte. or agar kar bhi rahe ho to computer ke cpu par check karo windows ka sticher laga hoga. or aapko original windows ke waranty papers bhi mile honge. bade bade bussiness man oroginal windows use nahi karte. mai bhi copyright windows use karta hu. cpu par windows ka sticher check karo. or aapko bhi pata hoga ki aapne windows ke 8,00 ruppes diye hai ya 200-500.
Rahul Thakur
Bhai google anlystic tool mein maine website submit katke tracking code settings>other>mein put kr diya hai 24 hr ho gaye abhi bhi no data show ho raha hai overview mein. Mere website pe abtak 576 visitors aa gaye leking ni data show ho raha hai
Ankit Kumar
Bro AdSense ad impressions kya hota hai aur ad impressions se kitne paise milte hai
Jumedeen Khan
hum jo ek page 2-3 ads lagate hai. unme se 1 page par kitne ads par click huye ko impressions kahte hai. impressions ke % ke hisab se commission milta hai.
Ankit Jha
bro maine google analytics mein register karke tracking id apne blogger ke settings>other mein laga di lekin 8hrs ho gaye no data dikha raha hai overview mein
Jumedeen Khan
aap is post me btaye step ache se follow karo Blog Ke Liye Google Analytics Account Kaise Banate hai
prakash
sir ham kisi ke blog ke content article ko copy paste karke firsr notepad me copy paste karke phir waha se usko apne blog me copy paste kar sakte hai ye copyright to nhi hoga apne AdSense disabled to nhi hoga.
Jumedeen Khan
Copyright hoga or AdSense bhi disable ho jayega.
anuj
Sir mere paas xp pc hai isko online muje windows7 me upgrade karna hai internet online upgrade karne ka tareka bataye plz.
Jumedeen Khan
upgrade sirf originol windows ko kar sakte hai. copyright windows upgrade nahi ho sakti. originol windows lagbhag 8,000 me milti hai. mere hisab se aap copyright windows user ho. so upgrade nahi kar sakte.
juzer
sir me android se blogging karna chahta hu android se apna blog manage karne ke liye karna hoga mera blog to hai blogger.com pe par mere andr.me opera mini yaa default browser me blog ka page sahi se khulta nhi hai aap koi help kar sakte hai android user ke liye.
Jumedeen Khan
agar aap meri bat mano to mobile se blog manage nahi kar sakte. mai aapko yahi suggestion karunga.
Dev
wo me smgh gya par bhyi ange chalkar yahoo or google verificatin code kaha lagana he shayad jarurat pad jaye abi nhi baad me to wo me phir apse q karunga isliye abi bhayi bata dijiye ki google or yahoo verification meta tag ke upar rakhne he ya niche..
Jumedeen Khan
meta tags ke niche.
Dev
(Copy the codes below and insert them just below Google and Yahoo verification codes below )
mene meta tag use kiya to ye kya likhkar aa rha he hame google or yahoo verification head ke niche yani meta tag ke upar rakhna he ya..phir
head ke niche meta or meta tag ke niche google or yahoo verification rakhna he..
Jumedeen Khan
code box me se sirf meta tags copy karo pure word ko copy mat karo. image me dekho maine head ke niche kaise meta tag code add kiya hai.
Ajay
Hello sir,
Pages k liye bhi yahi karna hoga kya
जुमेदीन खान
Yes