Ye post money making related hai jisme main aapko champcash se paise kamane ke bare me step by step full information btaunga. Is se aap free me ghar baithe online mahine me 10000 se 150000 rupee tak kama sakte ho. Bahut se log isse monthly 50000 tak kama rahe hain.
Aap bhi kama sakte hain bas thodi mahanat karni padegi kyunki mehant ke bina kuch bhi kaam safal nahi ho sakta. Bahut se log isse paise kamane ko fake mante hai but aesa nahi or maine bhi isse earning ki hai.
Aap sachmuch isse ghar baithe apne android smartphone mobile se paise kama sakte ho. Yaha main aapko champcash se related jaruri jankari bta raha hu. Inhe padhne ke bad aapke sare suspicion or doubt dur ho jayenge.
How to Earn Money With Champcash Full Information in Hindi
Agar aap dusre tariko se internet se ghar baithe online paisa kamana xhahate ho to aap humari Internet Se Paise Kaise Kamaye, Online Paise Kamane Ke 20 Tarike post read kare isme aapko online paisa kamane ke 20 diffrent tariko ke bare me jankari milegi.
Step 1:
- Sabse pahle playstore se Champcash app ko apne phone me insrall kar lijiye.
- Ab is application ko open kijiye aur sign up with Champcash par click kare.
Step 2:
- Sign up with champcash par click karte hi ek page open hoga. Aap mere screenshot me dekh sakte hain jo is tarah ka form hoga.
- Fisrt aapke naam dale.
- E mail me Aapke E-mail dale.
- Password me new password dale jo password aapko yaad rahe yah password aap Champcash se balance redeem karte samay dene honge.
- D.O.B par aapne date of birth dale.
- Mobile number dale aapka.
- Country select kare (india)
- Aapne state select kare.
- Aur last me aap jaha rahte ho waha ke city ke name likhe.
Aur From ko pura bharne ke baad I accept par click karke proceed par click kare.
Abhi aapko sponsor id mangega jo sabse important hai ab sponsore id dalna hai. Sponsore id aapko 1829173 dalna hai aur verify par click kar dena hai.
Step 3:
Ab aap Champcash me register ho chuke hain. Register hone ke baad iska Challenge aayega.
Challenge me aapko Champcash me diya hua 10 apps se koi bhi 7 – 8 apps aapne phone me install karna hoga aur sare apps 1 – 2 minute tak open karna hai.
Step 4:
Champcash me diya huye 10 apps se 7-8 apps download kar lene ke ba\ad aapka Challenge complete hoga aur aapke samne ek is tarah ka window open hoga. Aap start par click kar de or challenge complete hone ke sath sath hi aapko
1$ (66 rupees) gift milega.
Aur challenge complete hone ke baad aap aap Champcash ka member ban jayenge. Abaap Champcash se earning karne ke liye ready ho. finally aapki referral id active ho jayengi.
Q. Champcash Se Earning Kaise Kare ?
Answer: Chamcash se earnings karne ke liye aapko apne friends ko invite karna hoga matlab aap apne friend ko bhi is me register karwate ho aur agar aapke friend ne challenge complete karte hain to aapko kuch poins milenge.
Yahi nahi aap jisko isme register karwate ho aur wo kisi aur ko champcash me register karwata hai to aapke friend ko bhi poins milenge sath sath aapko bhi poins milenge. Aese 7 level tak aapko poins milte rahenge.
Iske alawa aap isme earn more me jakar waha diye huye apps se kuch apps install karenge to bhi aapko poins milenge. 1000 poins ka 1$ banta hai.
Agar aap champcash se shopping karte ho to bhi aapko poins milenge. Yahi nahi agar aapke friend isse shopping karte hai to aapke friend ko to poins milenge hi aur uske sath aapko bhi poins milte rahenge.
Aap champcash ke dashboard me jakar INVITE AND EARN UNLIMITED option par jakar waha diye huye message se koi bhi message ko select karke facebook, whatsapp, twitter and other kisi bhi social media sites par share karke ya apne friend ko invite karke challenge cpmplete karwaye.
Is tarah se jitne logo ko aap Champcash me join karwate ho aur aapki team bada karte ho utni hi jyada aap mahine me earning kar sakte ho.
To abhi se aap bhi is par kaam karna start kar dijiye aur ghar baithe free me Champcash se per month lakho kamana shru kar dijiye. Agar lakho nahi to apa hazaro to kama hi sakte ho.
Thanks…
rahul roy
hiii… Sir kya pan card ki alaba koyi dusri docoments use nahi kar sakte?
Jumedeen Khan
Nahi nahi kar sakte.
deepak sahoo
bhai mera champcash per 20 dollar he but usmne pan card ki copy mang raha he payment kiliye but mere pass pan card he hi nehi kisi dusre ki pan card se payment le sakta hun kya
Jumedeen Khan
Nahi aapka hi pan card use karna hoga.
Anand Singh
Ha ye jaroor ho sakta hai ki ham apni post ko jaanboojhkar alag banakar post kare ….
Ya to fir ham apni post ko itna achha
banakar post kare ki vo sabhi se differenc lage …….
Mera to yahi manta hu ki yahi sab karna chaiye.
Aapka kya soch na hai
Bas iss probleme ka solution mil Jaye to meri aadhi problems solve ho jaye
Jumedeen Khan
Yes you are right, aapko dusro se better likhna hai.
Anand Singh
Bro…Maine Google par search kar ke dekh liya hai sabhi bloggers ne health ke bare me lagbag alag alag likha hai lekin kuch topics aise bhi hai jinki headlines same to same hai
Is probleme ka koi solution ho to batao bhai
Matlab agar mai health ke baare me likh raha hu to ye jaahir si baat hai ki
Hieght ke bare me likhenge aur wait loss le bare me likhenge ……aur ha ek baat aur
Ki inn sabhi ka solution bhi ek hi hoga
For example ke liye maan lo ki …….
Mai wait loss ke baare me likh raha hu ki wajan kaise kam kare …………
to iska answer to yahi hoga ki ……
1 – oily food na khayen
2 – morning me walking par jaye
3 – paani jada se jada piyen
4 – exercises karen
Ab baat aati hai ki yahi topics to kisi dusre blogger ne likhe hi hoge
kyo ki ye bate to bahut normal si baate hai ……
Maine search kar ke dekh liya hai ki
Health ke liye jitne bhi bloggers hai jo health ke baare me likhate hai
sabhi ne yahi topics likhe hue hai
Yaar iska koi best solution ho to batao jo ekdam perfect ho ……
Jumedeen Khan
Anand kahte hai samajhdar ko ishara kafi hai but aap samajh hi nahi rahe ho. maine aapse kaha ki aap dusro se alag tariek se likho, maine ye nahi kaha ki points ko hi change kar do. examples, aap in topics ko is tarh bhi likh sakte ho.
1. oily food bahut kam ya nahi khane chahiye.
2. har subha jaldi uth kar walking kare.
3. Jitna ho sake utna jyada pani piye.
4. daily 30 minute to 2 hours zym kare.
Anand duniya me study sabhi karte hai but unme se sirf kuch log hi mahan bante hai jabki sabhi ne ek jaisi hi books padhi hoti hai. Actually, ye deemag ka matter hai. I mean your talent.
Anand Singh
Bro…Mera naam Anand hai maine aapse ek sawaal puchaa tha
Aapne bataya hi nahi kya aapke paas iska answer nahi hai ……..
Jumedeen Khan
This is a guest post, i want author solve your problem.
Anand Singh
Bro…mai ye question dubaara repeet kar raha hu matlab aapse fir se puch raha hu …..mujhe iska jawaab shayad mil nahi paaya. ..
To mera question ye hai ki ….
Agar koi bhi candidate ek new blog create karta hai maanlo us blog ka naam hai ………smarthealth.com
Ab baat aati hai ki blog bannane ke baad vo apne blog me health se related sabhi articals likhega……
jaise ki ………body kaise banaayen,hieght kaise banaayen,pet kam kaise kare, waieght kam kaise kare,………etc
Lekin ab baat aati hai ki ye sabhi articals likhane se pahle us blogger ko ye acchi tarah se jaan Lena hoga ki kahi aisa to nahi ki mujhse pahle
Kisi dusre blogger ne yahi articles usne khud apne blog me likhe ho…..
Agar aisa ho gaya to fir copyright jaisi probleme aa jayegi
Mai aapse ye puchana chahta hu ki
Articals likhne se pahale ye kaise pata kare ki jo articals mai likh raha hu vo kisi dusre blogger ne nahi likhe hai
Please guide me…………………………………………….
Jumedeen Khan
Aap jis topic par post kar rahe ho uska topic pahle google me search kar liya karo agar kisi ne usi topic par post likhi hogi to pata chal jayega.
Anand Singh
Bro…champchash se koi benifit nhi hai ……………..isliye mai to blogging ko hi best manta hu ………….
Blogging se achha kuch nhi hai…. blogging is best
Jumedeen Khan
yes blogging is more better.
isq
Hello sir champcash se paise Bank me transfer large waqat PayPal account ki jarurat hoti h ya paise sidhe bank me transfer ho jate h
Chanakya
Chamcash se paise sidhe bank me transfer hota hai .
PayPal account ki koi jarorat nahi hain.
chipu nagar
Bahut he acchi post h
Mere blog ki post b pde
prakash
Sir mere friends sub isse fake mante hai isiliye me abhi tak ek bhi user add nhi kar paya
Aap bataye main kya karu
Chanakya
Champcash fake nahi hain . Me chamcash ka balance bank redeem bhi kar chuka ho . Aur next month ke 15-20 Tarikh ke andar payment mill jati hain .
Champcash fake nahi hain ..
aman
I want to make a guest post here..Can you give me a chance?
Jumedeen Khan
you can read guest post policy and joi smi blog.
mariam
the site is good site for seo.
alisha
Kya hum bank account me b le sakte hai?
Chanakya
Of course.
Job aapke Chamcash balance 5$ ho jayenge tab aap Chamcash ka balance aapne bank me redeem kar payenge .
Qamar abbas
sir ap mujhe YouTube say paisay kamane tarika batain
Jumedeen Khan
Ye post padho YouTube Se Paise Kaise Kamaye – Full Guide in Hindi
S K pathan
Hello bhai mene last month $112 kamaye the aur aaj 21 tarikh bhi hai to paise account me kab tak aayenge
Jumedeen Khan
Aaj 21 oct hai just wait karo AdSense ka payment 25 tairkh tak aata hai. ya isse jyada itme bhi lag sakta hai.
arsh
Hello Bhai
1) main blog ka knowledge blogspot prhai or main ek tech ka blog bnanane wla hu sir
To blogspot sai earning hogi na ? Y WordPress use krna prega
2) blogspot main hosting use krni prti hai y nhi ?
3) Ribbon template milsakti hai ky Blogspot kai leye
4) or main future main blog ko WordPress me convert KR sakta hu ky ?
Jumedeen Khan
1. bilkul hogi.
2. nahi us par hosting free hai.
3. nahi wo WordPress theme hai.
4. bilkul kar sakte ho maine bhi kiya tha.
Irshad Ahmad
Bhaut Achi Information Hai Bhai
GAINDLAL SAHU
apka amazon ad bikul AdSense jaise dikhta hai… mai bhi amazon affliate use krta hu pr mere site me amazon ad alg type ka rhta hai……. aap amazon ad ko kaise create krte hai…..
Jumedeen Khan
Simple hai aap kisi bhi AdSense ads ki image bana kar us par amazon affiliate link add kar sakte ho.
Abdul Qadir
Sir my name Abdul Qadir from Pakistan sir Ma yeh puchna chahta hun k Ma ny champ cash join kiya hy aur mujhy yeh pata ni k Ma kis group Ma add hun aur is k bary Ma pada Hy mujhy achi information mili hy Aur mujhy kaam kis tarah sy Karna hoga aur many YouTube ka chanal banaya tha Wo band ho gya hy usko kis tarah sy open krna hoga
Jumedeen Khan
Aap champcash ki terms padho. YouTube par apni id se log in karo open ho jayega.
Anil
Hi..sir Expired domain ko ham renew kar sakte hai kya ? Aur agar renewal kar sakte hai to kaise process kya hai ?
Jumedeen Khan
Bilkul kar sakte ho iske bare me aap domain company ke customer care me bat karo.
Chanakya Das
Thank you bro .