Youtube videos host karne ka ek aesa platform hai jis par aap video upload karke lakho kama sakte hai. Mai is bare me already YouTube Se Paise Kaise Kamaye; Full Guide in Hindi article me iske bare me details se bta chuka hu. But kuch logo ko YouTube par video monetization or google AdSense se connect karne ke bad YouTube account ki earning report check karne me problem hoti hai. So today mai aapko iske bare me step by step jankari details ke sath bta raha hu.
Actually, google AdSense account me YouTube estimated earning month me ek bar end me add / show hoti hai. Isi wajah se newbie YouTube user ko apne YouTube channel ki income check karne me pareshani hoti hai. But google AdSense ke alawa bih hum YouTube analytics par revenue reports check kar sakte hai.
- Youtube Videos Par Jyada Traffic Pane Ki 7 SEO Tips
- Youtube Partner Kaise Bane or Apni Videos Par Ads Kaise Dikhaye
I mean aap apne YouTube channel ki estimated earning ka review Youtube analytics revenue report par dekh sakte hai. Ye revenue report only usi YouTube partner ke liye available hoti hai, jiska YouTube channel google AdSense se associated hota hai. Adsense account se channel connect karne ke kuch hours bad earning report show hone lag jati hai.
- Youtube Ke Bare Me 20 Interesting Facts Amazing Jankari
- Youtube Par Video Upload Karne Ki Defaults Setting Kaise Kare
Youtube analytics par show hone wali income estimated earning hoti hai, Wese ye kafi had tak true hoti hai but main aapko iski gaurantee nahi deta ki ye 100% sahi or finalized earning hogi. Aap bina YouTube ke google AdSense account me apni YouTube finalized earning balance pata kar sakte ho.
Table of Contents
Youtube Analytics and Adsense Par Youtube Earning Kaise Check Kare
Now, Agar aapko YouTube analytics or google AdSense dono me confusing ho rahi ho to main aapko AdSense account wali earning report recommend karunga baki aap anuman (Guess) ke liye YouTube analytics par apni earning report check kar sakte ho. So first me aapko bta raha hu ki “Google AdSense par YouTube finalized earnings report kaise check kare.”
Finalized earnings in AdSense:
- Sign in to your AdSense account.
- On the left, select Payments option.
- Under the heading “Finalized earnings and payments,” you may see your total earnings for the selected timeframe.
- Click the details link to see the breakdown between AdSense earnings (listed as “AdSense for Content host”) and DoubleClick earnings (listed as “YouTube”).
Google AdSense me show hone wali other reports like performance report included nahi hoti hai. Ye sirf financial performance ke liye hoti hai. Correct earning aapke payments me add hone wali earning hi hoti hai. Jaisa upar screenshot me dikhaya gaya hai.
Now, Ye the google AdSense par YouTube earning check karne ke step and ab hum YouTube analytics par earning reports check karne ke bare me step by step janenge.
Youtube Par Apni Earning Report Kaise Check Kare Step By Step Jankari
Youtube analytics par aap earning report ke alawa all claimed content, claimed partner and premium user uploaded content, claimed standard user uploaded content, and all partner uploaded content and estimated ad revenue ki performance report check kar sakte hai.
See Your Revenue Report in Youtube Analytics:
- Go to your YouTube channel and sign in with your gmail ID.
- In left sidebar, click my channel and select video manager.
- In left sidebar, click Analytics.
- Now select revenue reports >> revenue.
- Now see your YouTube channel earning review.
Iske alawa aap chahe to directly ye step follow karke bhi YouTube analytics par earning report check kar sakte hai.
- Log in to your YouTube account.
- In the top right, select your account >> Creator Studio.
- In the left menu, click Analytics >> Revenue report.
Earning data typically 24 hours me show hoti hai. Some time, earning report show hone me kuch day ka time lag jata hai. Aese time me aap kuch time bat report check kar sakte hai.
You can also check your analytics with the Creator Studio app on your mobile device.
Agar aapko YouTube analytics par earning report check karne ke bare me bilkul bhi jankari nahi hai to main yaha aapko sare step ke bare me details se bta deta hu.
- Estimated Revenue: Selected date range or region ke liye all Google-sold advertising sources ka Net revenue.
- Estimated Ad Revenue: Iske do part hai estimated AdSense revenue and estimated doubleclick revenue. Ek me AdSense ke advertising ki report hoti hai or dusre me DoubleClick (DCLK) and other youtube-sold sources wale reserved-sold advertising ki report show hoti hai.
- Estimated transaction revenue: Revenue derived from YouTube Rentals, which are available for select Partners.
- YouTube Red revenue: Isme YouTube red wali earning sho hoti hai. Youtube ted ke bare bare adhik janne ke liye ye link open kare about YouTube red.
Youtube ki finalized earning next month ki 15th tarikh tak google AdSense account me add hoti hai. So agar aap original earning pata karnachahate hai to AdSense par month ke end me earning report check kare. Agar aap YouTube se paise kamane ke bare me puri information pata karna chahate hai to humari YouTube se related dusri post read kare.
Share thi post on social media with your friends.
arpit rai
hello sir,
mere channel par 1 video me 1500 views aa jate h ab mujhe paise earn ke liye kya kya option pr jakar google adsense enable krna hoga aur sath hi kya krna hoga paise kamane ke liye
Jumedeen khan
Views matter nahi hai, youtube videos ko monetize karne ke liye aapke channel par 1k subscriber aur 4,000 hours watch time hona chahiye.
vikas saini
bro mere adsense account me estimated earning this month 0.07 show but balance me 0.00 hai why ?
Jumedeen Khan
Balance me month ke bad add hogi.
mukesh chakre
bhai mere chanl par roj 4000 vivs badti hai par par usme par usme 1S bhi nahi badta ky hoga bhai
shashikant nimje
dear sir
mere youtube creator app me estimat earning roj 1 $ hoti but kuch der bad ya shyam ko usme se 50 % yani 0.50 kam ho jata hai.. aisa kyo hota hai .. roj subah muje 1 $ k karib milta hai aur usi din shyam tak vusme se kuch amount kam ho jata hai …
Jumedeen Khan
Invalid click ki wajah se.
Taufique Zafar
Sir Adsense mai total earning kitne date ko
add hoti hai
please reply
Jumedeen Khan
1 tarikh ke bad.
sumit singh
bhai g …mere channel pr roj 1200 views hote h bt….earning bahut km badh rahi h..aur kabhi kabhi to $12.78 h ..to wo km hokae $12.40 itni ho jati h….pl.. help m…ye km jada kaise hora h….aur bro maine apna google addsens pin bhi verify kar diya h bt bank account nahi joda h..to isme koi dikkt hogi?…aur bro mera account sbi m h bt is bank m swift bic cod nahi h…to m kya kru …pl ..pl..help m….
Jumedeen Khan
1200 views par $12.78 earning or kya chahiye aapko. No problem aap jab chaho account add kar sakte ho.
sumit singh
nahi bro ye earnig puer mahine ki h… jo up down ho rahi h…..15 tarik k bad ye earnig addsens m jake $2 ho jati h ….aur 16 k bad ye $12 tk hi pahunch rahi h aur iske bich ye km jada ho rahi h…
Jumedeen Khan
Iski wajah invalid clicks hai.
Akash ravat
Sir ma apna you tube channel kaise banau or kaise earning karu kaise se vidio upload karu mujhe sikhane ki kosis kare
जुमेदीन खान
इसकी जानकारी यहां है, YouTube से पैसे कैसे कमाए?
Rahul Poul
Bhout Shukria Bhai As post kay lea aur wo bhi hindi mein
shubham Verma
Sir mera YouTube channel se AdSense approved huye 1 month se jyda ho gaya per abhi estimated earning nahi show ho rahi hai
Please help
Jumedeen Khan
Aap adsense ko feedback send karo.
nasir
jume deen bhai..apne kaha tha ke video par 1000view par 1$ milta hai par mere AdSense par 1300 view hai income 0.11 bata rha hai…….
Jumedeen Khan
Earning tabhi hogi jab koi aapke ads par click karega.
Raja farhad
Salam mara YouTube channel pa dashbord k right wali side par ju 28 day ki analyst report hoti hai jis main views subscribe or estimated revinue report likha hta ha wo hide ho choki ha kaya karo
Jumedeen Khan
Browser ko band kar fir se report check karo fir bhi error ho to mujhe screenshot dikhao.
raaj
maine you tube se AdSense account bnaya h jo hosted h is account ko fully approved kaise krau mere pas koi domain ni hjaisa ki apki pehle video me domain dalker fully approved krna btaya gya tha plz help me
Jumedeen Khan
Without custom domain ke AdSense fully approved nahi hoga. Aap firs domain le kar ek site ya blog banao fir uska link AdSense me add karo uske bad google aapki site check karega or AdSense fully active ho jayega.
shubham
Sir mere account per 1558 view hai per earning nahi bata raga hai
Jumedeen Khan
Earning tabhi hogi jab koi ad par click karega.
Md Ashfaq
sir pahle mere. pass1$ tha
lekin ab 00:54$ hai sir asha q ya to enring – hota hai aur mere pass 3500 view hai
Jumedeen Khan
Ashfaq invalid click ki wajah se aesa hota hai. Ye sabke sath hota hai.
mayur bhatia
Hello sir
sir mere AdSense Settings me Payments ka option open nhi ho raha
settings / Status / Sendfeedback / Open ho rahe he par view payments nahi ho raha kya problam hogi pehle hota tha
Jumedeen Khan
Log out karke fir se AdSense open karo fir bhi na ho to latest version use karo show ho jayega.
Rajeev Gupta
Sir Maine 3 months pahle blog banaya tha. 26 post dalkar AdSense apply kar diya. Jyada knowledge na hone ke karan 3 bar aisa kiya, har bar AdSense disapproval ho gaya. Fir apki post mili jisme bataya hai ki YouTube per video dalkar jaldi AdSense approved ho jata hai. Maine waise hi kiya, video dalkar approved Kara liya. Mere blog ka gmail aur YouTube ka gmail Alag alag hai. Blog per traffic na ke barabar hai.kyuki koi post nahi kiya.
* YouTube wale AdSense ko blog per laga sakta hu kya?
* Blog wale gmail se 3 bar disapprove ho chuka hai koi prob to nahi hogi.
* jyada traffic nahi hai to AdSense kya accept kar lega.
Ab Mai blog per dhyan Dena chahta hu. Please guide me.
Thanks a lot.
Jumedeen Khan
Abhi nahi pahl aap blog par traffic badhao or kam se kam 500 traffic hone ke bad blog ko AdSense se connect karna.
saurabh gujjar
AdSense verify kitne lagbhag time me ho jata ha …
Jumedeen Khan
Aapke account me $10 hone ke bad aapko google pin send karega jo aapko 20 to 25 day me mil jayega. ye aapki location par depend karta hai isse pahle bhi pin post mil sakta hai.
sachendra trivedi
sir google AdSense ka payment or pin to shayad 100$ pe send karta hai na
Jumedeen Khan
ahi google AdSense me $10 earnings hone par PIN send karta hai.
raj
bhahut hi help content he bro.
dharmendra
sir mera YouTube a/c one month ho gya ha 200 views ha but earning nhi show nhi kar rha ha
Jumedeen Khan
200 views se kya earning hogi 2000 se bhi jyada views hone par earning ke bare me socho.
Deep
Bhai mere you tube kids ek video pat 82k views hai lekin income sirf 1$ ki hui hai
Jumedeen Khan
video ki SEO setting sahi se karo or video title description me keyword add karo.
Abhishek gupta
Sir mere 10 dollar ho gaye h…..but mera payment method kyu nhi khol rha
….
Jumedeen Khan
$100 hone ke bad enable hoga. abhi aapko address verify karna hai.
uttam
सर, जब एडसंस के अकाउंट में आपके 100 डाॅलर हो जाते है, तब एडसंस आपको कितना पेमेंट करती है? मेरे युट्युब के अकाउंट मे अब ९२.९० डाॅलर हो गये है। 100 होनेके बाद मुझे कितना पेमेंट मिलेगा।
Jumedeen Khan
is time 1 dollar ki prize 66 rupees se jyada hai ab aap hisab laga le ki 100 ke kitne hote hai.
Narayan Patidar
Sir,
100 dollar k baad hi payment milega uske phle nhi milega kya
or ye payment kaise provide hoga
Jumedeen Khan
yes ye post check karo Google Adsense India Me Payment Kaise Karta Hai
Farhan ahmed
Hlo sir, maine apne channel ko monetize karne k baad AdSense se jod bhi diya video bhi upload kr di thi bt uss vdo k samne green dollar bhi aa gya tha 19 views aur 5 subscribers k baad jab maine check kiya toh dollar ka sign kat gya hai plzz sir help me
Jumedeen Khan
dollar ke icon par mouse le ja kar dekho ki kya message show ho raha hai. Agar copyrighting usse ho to us video ko delete kar do.
Farhan
But aisa kuch bhi nhi likha aa rha hai…
maine vdo me thodi thodi jagah background music diya h usse koi problm toh nhi hogi na…
Jumedeen Khan
Glat hum jab dollar icon par mouse le jate hai to monetize ka message show hota hai. yes aapka background music copyright ho sakta hai.
Farhan
ispe likha aa rha ” not eligible for monetization”
abb kya karna hai
Jumedeen Khan
google ne aapke YouTube channel ko AdSense ke liye disable kar diya hai.
Farhan ahmed
But uske alawa 2 videos aur bhi hai…unn par green dollar bana hua aa rha hai
abb btao kya prblm hai
Jumedeen Khan
Jo video monetize nahi ho rahi hai unhe delete kar do.
ajay raikwar
Sir Maine aapka article padkar hi YouTube se AdSense ac banaya hai aur monetization enable kar diya aur Maine 2video upload bhi ki hai air unhe montiz bhi kar diya dollar ka green signal bhi hai per usme add so nahi ho rahe hai much he kaise pata chalega ki add so hone lage hain Maine cyber cafe main apni uplod ki hui video dekhi per tab bhi add so nahi ho rahe hain plz koi solution dijiye ya apna mobile no. Plz buhut jaruri thanx
Jumedeen Khan
Aap video manager par jao or sabhi videos par select karke unhe monetize karke dekho uske bad dekho ki videos ke samne dollar ke icon par mouse le jane kar kya show hota hai.
shivam singer
kya aap bata sakte ha meri YouTube video per daily 45000 daily ka traffic ha kya mujhe montize karne me koi dikat to nahi hogi mene apna YouTube url sabhi social media per bhi share kiya hua ha
isse meri YouTube channel ban to nahi hoga aur add pe click mujhe iss hisab se 10000 to mil hi jayenge isse mera YouTube channel ban to nahi hoga kyoki sabse jayda mujhe facebook or other social media se bhi mil raha ha please reply
Jumedeen Khan
Nahi koi dikkat nahi hogi, ek bar aap sabhi videos ko check kar lena ki kisi me copyrighting ka issue to nahi hai.
Nahi YouTube channel ban nahi hoga.
soumil
please help me my YouTube account got suspended and i earn more than 200 dollar before my account got suspended on 27 sept 2016 did my earning update on my AdSense account bcoz my AdSense still working please help me bro and answer me what to do now.
Jumedeen Khan
Don’t worry your YouTube account are suspended but your AdSense account is safe so you can get payment. Please set your bank details on adsense. google send you payment next month.
avi gorai
sir muje kuch jankari chayiye 1. meri YouTube ki earning AdSense mai kab ayega or YouTube earning check kaise karu
Jumedeen Khan
YouTube ki earnign AdSense me 1 tarikh ke bad add hogi. ye post padho Youtube Account Ki Kamai Earning Report Kaise Check Kare
adesh singh
Sir maine kal 3 video upload ki hai mere you tube account me earning nahi ho rahi hai maine 3 video dale hai monetize kiya hua hai ad bhi show ho rahe hai mere Friends ne 4 click bhi kiye hai par earning show nahi ho rahi hai maine you tube me revenue report me check kiya tha kuch bataye
Jumedeen khan
Aapki earning nahi hogi kyuki aap khud hi apne friends se click karwa rahe ho. Isse aapk YouTube channel banned bhi ho sakta hai.
ram lal
Sir mere video green dollar ka sign dikha rahe h but wo earning nahi de rahe h. Matlab ki keval ek hi video h jisse earning ho rahi h baki se nahi jabki un par green signal h
Jumedeen Khan
Aap video manager par jao or sabhi video ko fir se monetize karo or earning tabhi hogi jab koi aapke videos ke ad par click karega. So views badhao.
RAM LAL
Kya me jab video upload karta hu usi time video ko monetize karu ya fir baad me jab 5000-10000 views ho jaye.
Mere pahle wale videos ko mene upload karte samay monetize kar diya tha kahi is wajah se to un par ads show nahi, ho raha. Lekin un par green dollar
ka sign h
Pls tell me
Jumedeen Khan
Ap jab chaho kar sakte ho. Aap dusre browser me log out karke check kiya karo. khud ki video dekhne par kei bar ad show nahi hote hai.
Swapnil
Jume bhai Great article likha he aapne about Youtube earning par. Youtube ke update ke bad bahot log confuse ho gaye the ki YouTube ki earning show nahi hoti. Ye post jarur helpful rahega unke liye. Thanks for sharing 🙂
Prince
sir aap kon sa theme use karte ho or isi kaha se download kr sakte hai
Jumedeen Khan
genesis ye paid hai aap ise studioplress site se download kar sakte ho.
junaid siddiqui
bhai kisi ne I’d hack karne ki koshish ki ye possible hai kya meri I’d ke trow outomaticaly kisi ne page banaliya….???? ab mujhe kya karna chaiye
Jumedeen Khan
Apni id ke password change karo or 2 step verification enable karo.
junaid siddiqui
ok bhai mene password change karliya hai verification enable kese hogi
Jumedeen Khan
Gmail setting me jao iske option mil jayega.
Sahil wali
Assalam walekum bhai mujhe apse help chahiye.
a) mera love story ka site h Hindi me kya har story Ke liye keyword research krna jruri h
love story site k lie
b) mere 1000 daily visitor h ….AdSense ke lie apply karu AdSense support kregi love story site par
c) AdSense ko chor Kr aur kiske ads lgana sahi hoga jisme visitor ko popup aur auto click ka problm na ho
d) agar AdSense approve hoga to kya wo hme ads love story ke related hi degi site pr lagane ke lie
e) blogger platform kitne traffics ko Handel Kr sakti h at a time …
Jumedeen Khan
1. Nahi koi jaruri nahi hai.
2. itna traffic hai to bilkul kar sakte ho.
3. first aap AdSense hi use karo jyadatar log ise hi use karte hai.
4. ye ads aapke content se related hi show honge.
5. kitna bhi ho unlimited kar sakta hai.
Prince
Sir mera website Google poo e search karne pe nahi aa raha hai. Aap check karo mantrguru.com .or plz batao ki mujhe kya krna padega taki Google pe search krne pe aaye.avi ye website nayi bani hai.
Jumedeen Khan
Aapni site ko google search console me verify karo.
Arun
bhai kya aapka cpc kabhi 0.05 yaa isse kam hua hai ?
Jumedeen Khan
Nahi.
Sabina Ghulam
Sir plugins update karne se koi dikkat to nahi hoti na?
Jumedeen Khan
Nahi koi dikkat nahi hai.
arun
mera AdSense account suspended ko gya 30 day ke liye par maine kabhi apane invalid click nahi ke or na kise ko kha ke wo ads par click kare
temporarily suspended for invalid click activity or other policy reasons
Jumedeen Khan
Aapke blog par spam traffic hoga ya aapne blog ka galat location par promotion kiya hoga.
uttam
सर मेरी युट्युब इर्निंग चार पाच दिनों से कम जादा कम जादा हो रही है। ऐसा क्यू होता हैं । जबसे मैने गूगल एडवर्ड पर एड दिया है तबसे ऐसा हो रहा है अब मैने एडवर्ड पर किये एड बंद किये है लेकिन कमाई कम जादा होना चालू है। क्या बात है।
Jumedeen Khan
Adsense ki earning kabhi bhi fix nahi hoti. ye kam jyada hoti rahti hai.
Rohitash
Youtube se earning karne walo ke liye, useful jankari
shahadatkhan
Good information dear 5 din hogae google ne aprovel nahi diya kaya baat ho sakti hai kya trraffic iski wajah hai ya new email id jo
Health2hindi.net se koi problem hai please help me chack my new website convert from aboutislam786
health2hindi.net
Jumedeen Khan
Adsense ko aaproved hone me mahino lag jate hai. Aapke pas wait karne ke alawa koi or option nahi hai.
Junaid Siddiqui
Bhai mujhe apki post bhot Achchi lagi Thanks ….
1 sawal tha mene kuch videos apne YouTube Chanel per dal rakhi hai usme se much per green dollar ka Nishan hai or kuch per dollar bana hua hai magar tranparant hai to me iske bare me puchna chahta hun
Jumedeen Khan
Jin videos par green dollar ka icon nahi hai unme copyright content hai. Unhe fir se monetioze karke dekho agar nahi ho to unhe delete kar do.
Alok Yadav
Bhai mere YouTube channel analytic me 4 din pehle dekha tha $22. 88 show kar rha tha aur aaj dekh rha hu to $22. 24 show kar rha h aisa kyon?? Tab se kai hazar view bhi aa gye aur kuch click bhi phir bhi???
Jumedeen Khan
Aalok analytic me sahi earning show nahi hoti hai. Aap is post ko achhe se padh lo samajh jaoge. Maine aese hi sawalo ke liye ye post likhi hai.
Sanjay Singh Rawat
Main yahi janna chahta tha YouTube ki earning 15 tarik tak hamare AdSense account me add hoa jati hain aur 21 ko direct bank wire payment
Thank bro.
naresh detruja
Sr bhot hi important info fiya hai aapne aapne is jankari se YouTube se income karne valoko jyada help hogi nice a article bro
Hina Ayub
Bahut useful jankari hai. Aap hamesha useful jankari hi share karte ho.
thanks
Jumedeen Khan
Welcome hina plz share this content.