Aaj ki is technical duniya me koi hi aysa hoga jisne computer ke bare me nahi suna ho or computer se ab tak anjan ho. kyuki aaj bahut se kam computer ki madad se hi hote hai. so har ek educated person ke pas computer ya laptop mil jata hai. chaliye aaj hum bhi jan lete hai ki computer kya hai or ye kya kaam aata hai. computer ki basic knwoledge kya hoti hai. basic computer kaise sikhe and or bhi bahut kuch is post me aapko bta raha hu.
Computer koi ek cheez nahi hai. ye kei hardware or sofware se mil kar bana hota hai. jaise keyboard, mouse, cpu, moniter etc. is post me mai aapko sabke bare me details se btaunga. aap bas apna 5 minutes ka time nikal kar post ko pura padiye.
- Computer Ke Bare Me 10 Jhooti Baatein – Janiye Hindi Me
- Computer Vs Laptop Kounsa Behtar Hai, 10 Bato Se Samajhe
Aaj ke is badlte yug ko computer ka yug (world) kaha jata hai. computer aaj bahut jyada important ho gaya hai. isliye har kisi ko computer ki jankari hona jaruri ho gaya hai. agar aapko computer ki jankari nahi hai to aapko computer ki thodi bahut (Basic jankari) to honi hi chahiye. to chaliye is post ko dhyan se padiye.
Table of Contents
Computer Kya Hai?
Computer ek electronic device hai or aaj ke new computer electronic hone ke sath digital bhi hai. jo input ke madyam se aankado ko recieve karta hai. unhe proccess kareta hai or suchnao ko ek fix jagah par store karta hai. simple shabdo me kahu to computer ek tarah se ek machine hai.
Jise humare jarurat ke kamo ko karne ke liye banaya gaya hai. computer ko ek shabd me paribhashit nahi kiya ja sakta hai. isliye mai aapko iske bare me details se btata hu.
- Computer Ko Bina Mouse Ke Kaise Chalaye Keyboard Shortcut Se
- Computer Me Whatsapp Kaise Use (Chalate) Karte hai
Computer Ko Electronic Mashine Kyu Kahte Hai?
Ek tarah se computer khud kuch nahi karta hai. computer se jo kuch hota hai. hume usme wo pahle se store karna padta hai. computer usi store ki gayi jankari ko hume dikhata hai. examply hum apne computer me windows XP, windows 7, windows 8 or 8.1 and windows 10 jo bhi use karte hai. humare PC me usi ke jisab se fuction hote hai. is tarah hum jo bhi file computer me store karenge computer hume wohi dikhayega.
Uske pas khud ka kuch bhi nahi hota. windows ke alawa hum computer ki hard disk me jo memory insert karenge. hum computer par wohi dekh sakte hai. isliye ise ek electronic machine kahte hai. jo inshan ke nirdesho (instructions) par kam karti hai.
Computer Kya Hai Computer Ki Puri Jankari Hindi Me
Computer ke 2 parkar hote hai. ek hardware or ek software. agar simple bhasha me kahu to hardware ko manushy (Human) ka sharir or software ko inshan ki aatma kahna galat nahi hoga. ise aap is prkar samajh sakte hai.
1. Hardware:
Hardware computer ke un hisso ko kahte hai jinhe hum apni aankho se dekh sakte hai. unhe touch kar sakte hai or jarurat padne par un par aojaro se kaam kar sakte hai. hardware computer ke wo bhag hote hai jo wastav me hote hai.
2. Software:
Software computer ka wo bhag hota hai jise hum apni aankho se nahi dekh sakte hai. unhe chu nahi sakte or na hi un par aujaro se kam kar sakte hai. software hardware ka bilkul ulta hota hai. inka kam computer ko order dene ka hota hai. or jin ke order par computer ka hardware kam karta hai.
Hardware V/s Software:
- Hardware ko computer banane wali companies me hota hai jabki software ka nirman computer ke jankar ke dimag se hota hai. I mean hardware ko hatho se bana sakte hai but software ko inshan apni soch se banata hai.
- Hardware ko hum apni aankho se dekh sakte hai magar sotware ko nahi dekh sakte hai.
- Hardware ko banane ke liye kuch samman (product) ki jarurat padti hai jabki software ko banane ke liye kisi product ki jarurat nahi hoti hai.
- Hardware ko ke kharab hone par hum use computer se alag kar sahi karwane le ja sakte hai magar software ko theek karwane ke liye hume computer ko shoap dukan par le jana padta hai.
- Hardware ka kam nirdesho ka palan karna hota hai or software ka kam hardware ko nirdesh dene ka hota hai.
- Hardware ko banane ke liye karkhano me bahut sari machino ki jarurat padti hai jabki software ko computer ka jankar koi bhi aadmi apne dimag se bana sakta hai.
Computer Basic Units:
Basic units yani mool ikayiya. inka matlab computer ki un bato se hai jinse gannao ka kam shuru hota hai.
1. Bit
Bit yani binary digT. bit computer computer ki memory ki sabse choti unit hai. yeh memory me ek bynery ank 0 and 1 ko show karta hai
2. Byte
ye computer memory ki manak unit hai. computer memory me keyboard ka har ek button isme sanchit hota hai. ise ASCII Code kahte hai. har ASCII code 8 byte ka hota hai. isi tarah 8 byt se mil kar 1 bit banti hai.
Computer Kaam Kaise Karta Hai?
- Input ke sadhan jaise keyboard, mouse, CPU se hum apne nirdesh data processer ko send karte hai.
- processer humare nirdesh ka palan kar kaam karta hai.
- future ke liye suchna, data ko computer ki hard disk me save kar sakte hai.
- jaise hi processer humare order ka palan karta hai to wo use screen par show karne ke liye bhej deta hai.
My means computer ko hum jo order dete hai. wo usi par kam karta hai. ek bar computer ko band karne par wo sabkuch bhool jata hai or fir se start karne par par shuru se kam karta hai. ayse me hum apni data computer ki hard disk me save kar sakte hai or dubara computer ko start kar un par kam kar sakte hai.
Computer Ki Memory Tips (युक्तियाँ)
1. Read Right Memory (RAM):
ye wo memory hoti hai hai jisme user kuch smay ke liye apna data save rakh sakta hai. simple shbdo me jab tak computer on hai data save rahta computer band hone ke bad ram me save ki gayi files remove ho jati hai.
2. Dynamemic Ram (DRAM):
is ram ka kam khali memory ko bharna hota hai. xamply aapke computer ki kisi file me 200 music songs hai or usme se aap bich ke 100 to 150 tak 50 music songs delete kar dete hai to 150 to 200 tak ke songs ko 100 to 150 tak karna is ram ka work hota hai.
3. Read Only Memory (ROM):
Is memory me store ki gayi jankari ko hum sirf read kar sakte hai. but usme editing nahi kar sakte hai.
Data Kya Hai?
Imperfect facts points ( असिध्द तथ्य अंक ) or Statistics Group ( सांख्यिकी समूह ) data kahlata hai. jis par process ( प्रक्रिया ) karne se Expressive ( अर्थपूर्ण ) declaim ( सुचना ) recieve hoti hai.
Process ( प्रक्रिया ) Kya Hai?
Data jaise word, numberic ya kisi photo ko orderly ( सुव्यवस्थित ) karna hi process kahlati hai. jaise jodna, ghatana, bhag dena, guna karna etc.
Declaim ( सुचना ) Kya Hai?
jis data par process ho chuki ho wo suchna kahlati hai.
Computer hardware structure – कंप्यूटर हार्डवेयर संरचना
Computer hardware structure ko aap is image se samajh sakte hai.
I hope aapko ye post pasand aayegi. or wese bhi aaj ke jamane me har kisi ko computer ki basic jankari honi chahiye. kyuki aane wale samay me har kam machines se hone lagega or machines ko computer se control kar sakte hai. so aapko computer ki jankari ki jarurat padegi.
agar aap apni website banana chahate hai to humari Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye post pad kar abhi apni free website bana sakte hai. or agar aapko internet se paise kamane ki jankari chahiye to aap Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike post padiye. isme aapko ek se badh kar ek best tarike milenge.
Share post on social media
reyaj alam
hame ye janana hai ki mobile me google drive ko kish tarah se sing out kiya jata hai
please replay
Jumedeen khan
Aap google account se log out kar do ho jayega.
priya
aapne to poori details me samjhaya hai
Shivam Pandey
Bahut Hi Acchi Jankari Share Ki Hai. Aise Hi jankari Dete Rahe
dharmesh sahu
Sir computer m kisi game ko kholne par vo half aata h display m kya krun
Plzzz help me..…
vinay negi
Sir desktop and screen sever command kya hota h
Jumedeen Khan
Desktop computer ko hi kahte hai. COmputer 2 type ka hota hai desktop or laptop. Desktop me sab parts alag alag hote hai like CPU monitor and laptop me sabhi ek jagah. Command se hu mdirect koi bhi file open kar sakte hai I mean computer ko direct order de sakte hai.
Rajveer Kumar
Laptop bahut hagg
Kar rha his kya kare
Plzzzz help me
Jumedeen Khan
Laptop ki cache file delete karo Windows+R key press kar command ox me “%temp%” type kar enter press karo or in sari files ko delete karo.
Ankit
Agar game dale h to delet karo anti various dalo faltu ke app hatao ram free rekgo
vishal kumar
sir mera computer on ho raha h aero bhi aata h lakin moniter dark hi rahata h or kuch kam nahi karta h
Prashant Tiwari
Sir pc में दो अलग-अलग version के Intel graphics driver install कर सकते हैंl
Jumedeen Khan
Nahi Old verison ko hi update karo.
Prashant Tiwari
Sir मैं NVIDIA graphics driver install करता हूँ। तो वह install ही नहीं होता। लिखा आता हैं। NVIDIA installer cannot continue. The graphics driver could not find compatible graphics hardware.
Jumedeen Khan
Aap sahi driver download nahi kar rahe ho. Apne computer laptop ki site open karo or apna PC verify karo usme aapko jin drivers ki jarruat ho wo download karo.
Prashant Tiwari
Sir मेरा memory card Microsoft का हैं। format नहीं हो रहा हैं। Mobile में memory card डालने पर error आ रहा हैं। कुछ भी download नहीं हो रहा हैं। Sir memory card को ठीक किया जा सकता हैं।
Jumedeen Khan
Computer me antivirus se card scan kar format karo ho jayega.
Ravi kumar Pandey
Antivirus Kya Hota hai Iska kya kary Hai
Jumedeen Khan
Anti virus humare PC ko virus se bachata hai taki koi humari persona data chori na kar sake.
vijay sajwan
sir agar Microsoft excel main bina likhe ya phir maan lijiye humme voice se likh kr bolna ho aisha khuch ho ki hum apne muh se Hindi ya English word bolte rahe or Microsoft excel main khud hi likh tha rahe bus hum bolte rahe aur woh khud type krta rahe
agar aapke pass koi trick ho toh please reply me OK ….
kyonki main ish trick ko 5-6 baar kar chuka hoon aab ho nhi rahi hai mujhse ish liye aap se maddad le rha hoon ….
Jumedeen Khan
yes aap aesa kar sakte ho but voice recording abhi proper work anhi karti aap kya bologe or wo kya likhega hindi me to ye bahut mushkil hai or englsih me aap words ko sahi se bol anhi ksate so please write hi karo.
Iski jankari is post me hai. http://smallbusiness.chron.com/record-voice-microsoft-word-text-78873.html
alam
may online computer sikhna chata hu please mugha batana kysa my sikh sakta hu
Jumedeen Khan
Aapko online computer ke bare me sikhane wali bahut si website mil jayegi google me search kiya karo. Like hongkiat.com
Satyam lodhi
Sir mere computer mai window7 hai. computer ke icon Jo ke neeche window wale icon mai aate hai WO badal gaha hai.unko sahi kese kare.
Jumedeen Khan
open this post howtogeek.com/howto/21161/change-the-windows-7-taskbar-color-with-no-extra-software
rabia
please ye bta dayn ky operating system kis trhan kam krta h
Jumedeen Khan
Ok main iske bare me details se post likhunga.
Raja
Sir mere computer me hard disk E bhag Na format ho raha hai Na delete ho raha hai Windows install karke partion banake bhi dek liya hai koi solution bataye
Jumedeen Khan
Contact any computer shop.
ajay kumar lahare
sir.
photoshop chalane ke liye kaun sa computer ya kaun varjan achchha rahega
Jumedeen Khan
sabhi version me achha work karta hai wese windows 10 best hai.
deepak
1…agar sir me server lan se 10 pc cannect kiya huwa hu muje sarver me ek drive ko aisa canvat karna h ki other pc me file copy kiya jaiye magar cut na ho ???ye kaise kare ge
2…jaise mare server me 4 drive h C.D.E.F ab mare server se 20 pc cannect h or muje 5 pc me C drive sayer karna h or 12 Pc me E drive or 1 pc me D or 1 pc me F drive or ek pc me kuch nhi sirf net cannect rahe kaise kare ge????
3….mana mare server se 20 pc cannect h or sab me server se file sayer ho raha h muje total pc lock karna h ki usme koi v hard disk .pendrive. chip. dvd cd ye .sport na jare ya koi naya software install na ho mare employees aise or server se data le or kam kare or usi me move kare
4…net gayer ky h ise kaise use kare …
5…agar server me muje 32 Tb ya 16 tb rakhna h to muje kaise karna hoga kitna ram lagana hoga .or wo kaise mare 20 pc me speed me copy pest hoga agar koi drive craft kar gaya h to use kaise recovery kare ge
6…ek 20 pc cannect karne wala server banane me jime 30 tb laga ho or fast kam kar raha ho usko kaise baniye ge .
7…ek server me savi drive ko alag alag ip me kaise convate kare ge …..
8….ek 4 gb wala pc kitna gb hardisk fast sport kr sakta h
Thanku plz mare savi sawalo ka jawab muje jarur vaje
Deepak agarwal mail id
Deepak.kol5566@gmail.com
Jumedeen Khan
Aap ye kaam offline external hard disk ya pen dirvie ki help se kar sakte ho. Aap iske bare me bare kisi computer shop par computer engineer se bat karo.
Khairun
Helo Sir,mere laptop me bahot zada net ki khapat ho rahai hai. par samajh nahi aaraha hai k net ki khapat kaise km karoon. please helpe me.jaise mobail men background data on hone se net zada kharch hota hai kya laptop men bhi aisa hota hai.agr haan to please mujhe batain ki main use OF kaise karoon
Jumedeen khan
Aap internet browser open karne ke bad task manager ko pen karke check karo ko backgorund me kya kya processing ho rah ihai .Extra processing ko band kar do.
Rishikesh mishra
Bhai mujhe apne website par aapke jaise link lagana hai jisme kewal post ka naam show ho post address nahi
Q2 mere website par blank ads show ho raha hai to kya AdSense ke lite apply hua hai
Jumedeen Khan
Aap apni site ka link btao mai aapko site check karke hi guide kar sakta hu.
shivam
sir window 8.1 me minimize page jo pc k left corner per aa raha hai page hatye kaise kare aur homescreen par kaise gaya
Jumedeen Khan
Us par right click karke delete kar do.
ARIF RAZA
sir mere laptop me voice recording karte same ya video call karte same samne wali party ko voice nhi ja pa rahi h mera laptop windows 8 h sir pls meri help karen
Jumedeen Khan
Arif mujhe iske bare me jankari nahi hai. Aap kisi computer shop par bat karo.
Rooma
sir btaiye muje kse use krte h plzz
dharambeer singh
sir i am dharambeer maine apne pc mai window 7 daali hai to usme usb support nahi kar raha hai maine cd dalkar bhi check kiya parantu usb se mobile cable charge ho rahi hai parantu pc se mobile mai song dale to dal nahi rahe hai
Jumedeen Khan
Aapne jisse windows dalwayi hai. usko apni problem btao.
Rooma
plz tell me m computer course kr rhi hu vse mne one year ka pvt.diploma kr liya h m online job krna chahti hu jisse m khud ka khrch utha sku kya aap muje koi ray denge
Himanshu
Tags kaise add karte hai post ke kha option ata he tags dalne ka
Jumedeen Khan
ye post pado Blogger Me Label Kaise Use Kare Post Categories Ke Liye
sandeep kumar
Aap meri website dekhe bataye kaya karna hai. WordPress ka template kaha hai .
Jumedeen Khan
sabse pahle aap apni site ki them ko thoda pane hisab se design karo. uske bad apne WordPress blog me yoast seo plugin use karo seo ke liye.
rohit
alexa me site free me submit kese hogi aur aap ke jaisa alexa widget muje free me lagana hai
Jumedeen Khan
ye post pado Website Blog Ko Alexa Me Submit & Verify Kaise Kare – Hindi Guide
Sandeep kumar
me word press ka dashboard par kaise jau
Jumedeen Khan
apni site ke url ke piche /wp-admin laga kar link open karo. ayse yoursiteurl.com/wp-admin.
prakash
1.WordPress par bina hosting and bina domain ke AdSense ke ads laga sakte hai aur paisa kama sakte hai
2.jab me WordPress par apna blog banana chahta hu toh uska url jaise ki example.WordPress hona chahiye lekin me jab blog banata hu toh exampleblog.WordPress .com aa jata hai url me blog nahi likhta hu fir bhi url par blog sabd aa jata hai
Jumedeen Khan
ha bina domain ke ads laga sakte ho. free WordPress.com blog me domain add karne ka 18 dollar charge lagta hai.
prakash
WordPress par bina hosting ke post likh sakte hai aur visitors badha sakte hai jab tak AdSense account banakar us par ads laga paisa nahi kama sakte
WordPress par blog banane par blog adress example. WordPress. com ki jagah exampleblog.WordPress. com hota hai
please help me
Jumedeen Khan
ha aap WordPress Par Free Blog bana kar post upload kar skate ho. nahi AdSense se jode bina paise nahi kama sakte hai.
custom domain use karna hai to aap hosting le kar hi blog banaye.
rohit
alexa rank paid service hai ya free service isko use karne ke liye muje payment bhi karni padegi
Jumedeen Khan
alexa paid service hai. but aap alexa me apni site free me submit kar sakte hai.
augustina
This is very fascinating, You are an overly skilled blogger.
I have joined your feed and look ahead to in quest of extra of your fantastic
post. Additionally, I have shared your web site in my social
networks
sandeep kumar
Maine hosting purchase kar liya hai.
Domain ko hosting se kaise connect karu
Please full details me bataye
Jumedeen Khan
ab Hostgator Hosting Par WordPress Blog Kaise Install Kare post me btaye tarike se WordPress blog install karo.
domain ko hosting se connect karne ke liye aap hostgator vpanel me jao oradd on domain par click karke apna new domain add karo.
Ravi Kumar
mai pyaple account bana lunga, chitika add bhi,
but confused hu ki,
1….Ye dono ko aapas me kaise jodenge, jub jodenge tavi to chitika hame paise dengi, please bhaiya gussa mat hona , Ye question hi aisa hai please answer dena,
Jumedeen Khan
jodne ki jarurant nahi hai. aap chitika se direct apne paypal account me paise transfer kar sakte ho.
dev
bhyi mughe ye bataiye ki meri site first page par kese aye alexa rank to – ho rhi he par site first page par kese aayige
or me apki sabi post pad chuka ho seo wali apne ab hisab se kuch suggetion dijiye mughe kya krna chahiye
Jumedeen Khan
aapki site par visitors badhenge to site top par aane lag jayegi. sirf padne se kuch nahi hota hai. post me btaye step follow kiya karo. mai blogger ko complete seo ready banane ki guide kar chuka hu. aap wo ache se follow kar sakte hai.
Manish
OH very Detailed explain about computer i get to know more about it from here thank you for your post.
Ravi Kumar
1……hum apni blog pe ads lagana chahte hai kiska ads lagaye,Adsense ko chhodkar jo pageview pe bhi paise de,
kya ads lagane se pahele pyple account usme submit karni padti hai,
2…..pyple account ko hum submit kaise karenge please koi achha ads ka name bataye
Jumedeen Khan
1. koi bhi company pageviews ke paise nahi deti hai. hindi blog par AdSense hi sabse better hai.
gangwar
hello sir plzzz aap meri help kare main kya karun plzzz sir aap meri website ko check kar sakte ho sir usme
Google Chrome has blocked access to- my url- This website has been reported as a phishing website.
Phishing websites are designed to trick you into disclosing your login, password or other sensitive information by disguising themselves as other websites you may trust
my url ki jagha meri website ka naam
ya sir aap meri website par jaakar dekho
Jumedeen Khan
aapki site par kackinh attack hua hai. aap is link par click karke apne domain ko check karo. google safe vrowsing
gangwar
sir kya ye thik ho jayegi
Jumedeen Khan
ho jayegi. aap apni site ko kisi online tool se scan karo.
Prince
Thank youuuuu bro…
Accha bhai ek baat bataiye site me logo ke niche aur menu bar ke upar kisi image ko upload kese kare aur usme link kese daale…
Me nehi kar pa raha, mujhe yaha pe sirf html code ka option mil raha hai image ka nehi mil raha kese karu bro
Jumedeen Khan
aap blogger ke layout me jao or header ke samne edit par click kao. yaha tisre no. par upload photo ka option hoga.
Prince
Bhai me apne site pe alexa renk lagana chahta hu aapki tarah par kya uske liye mujhe pay karna padega har mahine…???
Plzzzzzz bataiye…
Jumedeen Khan
Nahi ye bilkul free hai. aap is post ko follow kar ke apne blog me alexa rank laga sakte ho. Blog Me Alexa Ranking Widget Kaise Add Kare
prince raj
Mera laptop me window7 corrupt kar Gaya h kaya hum window 7 ka backup bana kar laptop ko format kar sakte h
Jumedeen Khan
Nahi aap windows ka backup nahi bana sakte. aap kisi computer shop par ja kar bat karo.