StudioPress Affiliate Program Se Paise Kaise Kamaye in Hindi

Blog se money earn karne ke Adsense or Affiliate marketing program 2 most important tarike hai. Aap chahe to dono ko ek sath apne blog par use karke paise kama sakte hai. Is post me mai aapko StudioPress Affiliate Program se earning karne ki information bta raha hu. I hope ye jankari aapke liye helpful sabit hogi.

Earn Money With StudioPress Affiliate Program

Affiliate marketing program blog se paise kamane ka most popular income source hai. Bas aapko apne blog ke liye sahi or perfect affiliate product choose karne ki jarurat hai. Agar aapko ek month me 5-7 sell bhi mil jaye to aap 15000 to 20000 aasani se kama sakte ho.

Yaha mai bat kar raha hu StudioPress Affiliate Marketing Program ki jo lagbhag har category ke blog ke liye perfect hai.

StudioPress world ki number one WordPress theme provider hai. Ye Copy blogger ka hi hissa hai. Genesis sabse jyada 8.35% rating ki WordPress theme hai. Jisse WordPress user sabse jyada like karte hai.

StudioPress Affiliate Program Se Paise Kaise Kamaye – Become a Theme Seller

StudioPress affiliate program aapko world-class themes promoting provide karta hai. Or iski sabse achi bat ye hai ki ye aapko ek sell par lagbhag $20 benefet deta hai.

Ab important bat ye hai ki studiopress ki theme sabse jyada popular hai. So ayse me aapko jyada se jyada sell mil sakti hai. Agar aapa koi user ek theme bhi buy karta hai. Jiski price $59 hoti hai. Aapko is ek theme par hi $20 mil jayenge.

StudioPress Affiliate Marketing Program

StudioPress Affiliate Program Promote Kyu Kare?

StudiPress program affiliate marketing ka top level product hai. Jisse aapko baki other product se jyada sell hone ke chance mil sakte hai.

  1. Maine upar btaya hai ki studioPress WordPress themes proveder company hai. Isliye ise user sabse jyada pasand karte hai or theme buy karte hai.
  2. Agar aapke reader best blog theme ki icha rakhte hai to unke liye genesis theme number 1 choise ho sakti hai.
  3. Sabse important bat studiopress aapko bahut jyada comission deti hai. Sirf ek sell par $20 to $30 mil jate hai. Jo ki ek theme selling ka bada benefet hai.

Agar aapko ek mahine me 10 sell mil jati hai to aap $200 to $250 earn kar sakte ho. Agar aapke blog par acha traffic hai to aapko isse bhi jyada sell mil sakti hai.

StudioPress Affiliate ProgramJoin Kaise Kare?

Studio Press affiliate program ko join karna bahut aasan hai. Iske liye bas aapko ShareASale par account create karna padega.

Sabse pahle aap StudioPress Affiliate Link ShareAsale ko open kare. Iske bad is form me btaye step sahi se follow kare. Iske sabhi step easy hai koi bhi aasani se follow kar sakta hai. Aap bhi kar sakte ho.

Join StudioPress Affiliate Marketing Program

StudioPress Themes Ka Promotion Kaise Kare?

StudioPress affiliate program ko join karne ke bad aap sochoge ki ab mai ise promote kaise karu. So don’t worry mai iske bare me bhi aapko kuch tips bta raha hu.

  1. Aap apne blog par genesis framework review wali post likh sakte hai. Jisme aap apne reader ko studiopress themes ke bare me complete knowledze de kar unhe theme buy karne ke liye kah sakte ho. Isse genesis theme ke bare me jankar user aapki btayi theme buy kar sakte hai.
  2. Aap apne blog ke sidebar, header area, below post title, below post content etc me studiopress affiliate program ke Banner laga sakte ho.
  3. Aap apne blog par genesis theme ko install karne or design karne wali information ke article likh sakte ho.
  4. Aap blog par top 10, 15 WordPress best themes ke bare me post likh sakte ho or usme genesis framework ko promote kar sakte ho.
  5. Aap apne blog ki post, post content, sidebar, header and footer widget me studiopress afiiliate ka link add kar sakte ho.

Is tarah se aap studioPress affiliate marketing ko join kar apne blog par achi income kar sakte ho. Sath hi aap aysi hi other WordPress themes affiliate program ko bhi join kar sakte ho.

Mai ek bar fir se kahta hu ki agar aapko month me 10 sells bhi mil jati hai to aap affiliate marketing se achi earning kar sakte ho.

Agar aapko ye article pasand aaye to ise socail media par apne firends ke sath share jarur kare.

Reader Interactions

Comments (116)

  1. mere blog me ek problem aa rhi h din me 2-3 hour mere blog ko jab open karo to service unavailable show hota h esa sirf opera browser par hota h chrome pe nhi

    • Aysa kuch bhi nahi hai. Or agar aysa hai to problem ke time mujhe bta dena.

  2. Bhai jaan mera blog mobile par right side se fonts kat ke dikh rahe hain aour wo bhi sirf ek-do word kat raha hai jabki mobile friendly blog hai to use main kaise sahi karun

    • Aapke blog par sabhi gonts sahi dikh rahe hai. Mujhe aysi koi problem nazar nahi aa rahi hai.

  3. Ok, Aapke kahne ka matlab hum ek hi blog par all type contents and all languages me post share kar sakte hai. Kya Hindi Fonts contents ke liye alag se blog banane ki Jarurat nahi hai. And Pure English ki bhi nahi hai. But Jab hum blog niche change karna chahte hai tab kya kare. Means Maine Blog Par kuch post to blogging ki share kar di. Ab Me Ek hindi Blog Par educationall Hindi story share karna chahta hun. and Pure English me kuch technical knowledge. Please again suggest. Thanks

    • Ashok sabse pahle to aap niche ka matlab samajho kya hota hai. second aap apne blog par alag aalg bhasha me post kar sakte ho. AdSense ko isse koi problem nahi hai. but aap ye pata kar lena ki aapke visitors ko ye pasand aayega ya nahi. Or sabse badi bat jo maza ek hi language me pahchan banane me hai wo alag alag bhashao me post karne me nahi hai. log aapko pasand nahi karenge or aapke blog ko samajh nahi payenge. So ek hi bhasha choose kar ke usi me bloggigng karo.

  4. ok bahut – bahut dhanybad ab aap ye bataye kitne post me add karu, aur 1,2 jo bhi ho ek post ke liye jo code use karunga wahi dusre post ke liye bhi, na ,
    aur post me kaise add lagaye,

    • Sirf ek do post or sidebar me add karne hai. Ye bat aapko mai pahle bhi bta chuka hu. nahi aap ek hi ad create karke kei post me add kar sakte ho.

  5. bro agar hum kisi english blog ke artical ko hindi me translate karke apne blog per dale to kya bo copyright mana jayega

    • Ha copyright hoga. Aap aysa nahi kar sakte.

  6. lekin sir rank show nahin ho rahi .in se sirf 1 link ho raha hai show

    • Ali ek hi sawal ko bar bar repeat mat karo mai aapko iska jawab de chuka hu.

  7. agar mein apne alexa code mein apne blog ko .com likh raha hun toh 1 link show ho raha hai par rank show nahin ho rahi aur agar .in likh raha hun toh rank show ho rahi hai link nahin

    • Aapka blog .in se jyada open hota hai isliye .in par rank shw hoti hai. Aap .in hi add karo.

  8. sir,, to hostgator ka baby plan lene se page speed iska shi hai, ya koi dusra plan lena padega

    • Plan aap koi sa bhi lelo speed same hi hogi.

  9. hello sir mere blog par kisi bhi site ka link nahin hai alexa widget mein kaise badau link

    • Ali aap dusri sites par comment kiya karo. jab koi aaki unki site par se aapki site par aayega to aapki site ke backlinks badhenge.

  10. Google par hamari post me. ( ~ ) ye bala sign aata h ( – ) kyo nhi aata aap ek baar Google par check kr lo kuchh post par template ki jankari aati h post ki nhi

    • Mujhe google me aapki site par ye icon kahi bhi nahi dikh raha. Dilip pura sawal btao aapko ye kaha par dikhayi de raha hai.

      • site:hindigyanland.blogsot.com ko Google par search karo or dekho ~ ye icon aata h

        • Aap subdomain use kar rahe ho ye tyrick sirf xyz.com domain ke liye hai. aap blogspot.com ka subdomain use kar rahe ho.

  11. post me add kaise lagaye aapne widget me add lagana bataye the, java script se, but kisi bhi post me add kaise lagaye, pl

    • Ravi bahut simple hai aap direct post edit option me ja kar html section par click karke jaha ad lagana hai waha d code paste kar do.

  12. bhaiy aapne bataya popular post me add lagane ke liye, waha kaise lagayenge,
    Q….Kya hame har ek post me add lagana padega, aisa koi tarika nahi hai, sirf waha ek bar code dal diya, jisse hamare all post me add show ho, har ek me lagana impossible lagta hai,

    • Abhi aap sirf ek do posts me add laga lo jab ads show hone lag jaye to baki post me bhi laga lena.

  13. bhaiya maine banner me banner add laga diya ab confused ho raha hu,

    Q…..1.. post ke bich me kon sa add lagaye, aapke post me diya tha link ya responsive but link add ka options nahi aaata, kya responsive use kar sakte hai,
    Q…2…Sidebar me kon sa add use kare, Add ka name bataye,
    Q…..kya avi 3 hi add rahene de,

    • 1. abhi aap sirf display/text ads hi add karo.
      2. 300×250 ya 300×600 koi bhi laga lo.
      3. yes, abhi aap 2-3 jagah par hi ads lagao.
      ek ad sidebar me or ek ads aapke blog ki sabse popular post me alagao. bas.

  14. Bhai mere blog ka alexa rank globally to dikha raha hai but, india me kitna rank hai nhi dikha raha hai kyun. Or bhai godaddy customer care ka hindi me baat karne ka no. agar koi hai to batao

    • Thode time wait karo country rank bhi show hone lag jayegi. Customer care ke ek hi number hai. Wo thodi hindi me bhi bat kar sakte hai. Aap google me number search aro.

  15. sir page loading speed se traffic me koi effect pdta hai kya,,,

    • Yes bilkul padta hai. 90% visitor 4 second se kam time me open hone wali site ko pasand karte hai. Sath hi google search engine bhi fast loading site ko pasand karta hai.

  16. Admin Ji Ye bataye ki Kya hum apne Hinglish Blog par Yadi pure Eglisgh ya Pure Hindi me post likhna start karde to kya AdSense ki koi problem ho sakti hai kya. Mera matlab mai apne blog par ab Pure english me post likhna chahta hun. kyuki ye hum sabhi jante hai ki hinglish blog ke apecha Pure English blog par traffic jayeda aata hai. Thanks

    • Why not. bilkul likh sakte ho. AdSense ko isse koi problem nahi hai.

  17. hello sir mere blog par alexa rank toh show karti hai lekin link no data show karte hain link kaise add karun please tell me

    • e post padho Blog Me Alexa Ranking Widget Kaise Add Kare

  18. home page MATLAB ye kya hota h jaha or ise kaise fatch kre

    • google webmaster par fetch as google option par jao or bina koi link add kiye fetch par click karo. homepage fetch ho jayega.

  19. kya post ko fetch karna jyada achha hota h ya Google khud index kr le bah achha hota h

    • Dilip aap bas home page ko fetch kar lo .Bas hr post ko fetch karne ki jarurat nahi hai.

  20. Hello bhai mujhe apne blog goharyana.in me problem aa rahi hai maine jo alexa widget lagaya hai usme purana rank Show kr raha hai Jab maine lagaya tha tab ka lekin ab mera alexa improve ho gaya hai wo Show nhi ho raha kya karu bhai jaldi batao

    • Sabki alexa widget me ek do day late rank show hoti hai. ye problem nahi hai.