Google AdSense ek pay per click par kaam marne wali advertising company hai jo advertisement par click ohne par pay karti hai. Bahut se publisher AdSense se lakho me earning karte hai but uni site par million traffic hota hai. Interesting matter wo hota hai jab bahut kam traffic se achhi kamai ki jaye. Yani ki only 10,000 traffic par $10, $20, $30 ya $50 dollar ki earning ki jaye. I sure ye easy nahi hai but is post ko padhne ke bad aap khud khaoge, Yes main kar sakta hu.
Hum jab kisi ko kuch sikhate hai koi tarika btate hai to uske 3 source hote hai ek humne wo tarika kisi or se sikha ho dusra wo tarika humne khud develop kiya ho or khud aajmaya ho. Inme se second source 100% results dene wala hota hai kyuki samne wala already aesa kar chuka hai.
Main bhi yaha aapko kisi se sikha hua tarika nahi bta raha balki main yaha aapko wo secret way btane ja raha hu jo maine khudne banaya hai or aajmaya bhi hai. Sabse achhi bat ye aaj bhi work kar raha hai or is tarike se hum google AdSense program se sirf 10,000 traffic par $20 to $30 kama sakte hai.
Main pichle 1 year se AdSense ka istemal kar raha hu or good earning bhi kar raha hu. Is bich maine apne readers ko bhi AdSense se good earnings karne ke formulas btaye hai. Examples,
- Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamaye
- Google Adsense Se 10 Dollar Per Day Kaise Kamaye 2024
- Online Blogging Kar Ke Google Adsense Se Paise Kaise Kamaye
- Google Adsense Se Jyada Paise Kaise Kamaye, Best Earning Tips
- Google Adsense Se 1 Click Par $10 To $50 Kaise Kamaye – Secret Tips
- Google Adsense Ad Se Kitni Traffic Par Kitne Paise Kama Sakte Hai
Inke alawa bhi maine google AdSense se adhik income karne ke kei articles likhe hai. Today, aaj main ek bar fir aapko apna AdSense experieince share kar raha hu or kuch aesi tips bta raha hu jinse aap apni AdSense earning increase kar sakte ho.
Aapke liye sabse achhi bat ye hai ki yaha par btayi gayi tips indian traffic ke liye hai or iske liye aapko USA ya UK jaise other AdSense high CPC wale country se traffic ki jarurat nahi hogi.
Table of Contents
Google Adsense Se $20 to $50 Kamane Ke Liye Mujhe Kya Karna Hoga
Aap apne blog par only 10 hazar traffic ke sath AdSense ke 20 to 30 dollar earn kar sakte hai. But iske liye aapko ye points follow karne hone. Main yaha aapko step by step bta raha hu. Aapko chahiye ki inhe carefully read kare or achhe se samajhe.
Google AdSense se 10000 traffic par $20 to $30 Kamane Ke Liye Aapek Blog Par ye Sab Hona Jaruri Hai. Yaad rahe agar aap in step ko follow nahi kar pate ho to shayad hi aap google se good earning kar sakoge.
1. Write Content Using High CPC Keywords:
Sabse pahle aapko keywords researching tools like google adwords keyword planner tool ki help se high CPC keyword search karne hai. Uske bad unme se kisi keywords par aapko content likhna hai. Yaad rahe yaha aapko content me keywords istemal karne ki jankari honi chahiye.
Agar keywords ka istemal karna nahi jante hai to pahle aap SMI blog par SEO se related post read karke iske bare me jankari prapt kar le. Agar aap bina keywords ki jankari or researching ke content write karoge to AdSense se good earning karne ke bare me sochna bhi bekar hai. Aapko only $0.02 to $0.05 hi milega. So care this point and follow carefully.
2. Site Speed & Look:
Second aapki site ka fast laoding hona jaruri hai. Agar site load hone me jyada time leti hai to jahir hai AdSense ads ko load hone me or bhi jyada time lagega. Google AdSense ads se achhi kamayi karni hai to aapke blog par ads fast laod hone chahiye.
Site ki speed ke sath site ka look bhi better hona chahiye. Adsense eb page laod hone par har bar w different ad show karta hai. Aese me aapki site ka look un ads ki wajah se bekar nahi hona chahiye.
Site par aap kahi bhi kisi size ka ads istemal nahi kar sakte. Adsense ne iske rules banaye hai unhe follow kare or sahi jagah par ads show kare. Iske bare me main already Adsense Ke Ads Kaha Kaha Nahi Laga Sakte Hai post me bta chuka hu.
3. Ads Placement:
Adsense se good earning karne ka ye sabse important part hai. Agar aapko AdSense placement ki information nahi hai to bhale hi aapki site par lakho me traffic ho aapki earning kam hogi aapko maximum $0.10 hi milega. Aap ye post padh rahe ho matlab aap AdSense suer ho or jante ho ki main ye sahi kah raha hu ya galat.
Ek AdSense expert jiske pas only 10,000 to 20,000 daily traffic hai wo other AdSense user jiske pas daily 1,00,000 se jyada traffic hai se jyada earning kar sakta hai. Isme sirf uska AdSense placement experience hota hai.
Mostly new AdSense suer kya karte hai ki ek dusre ke ads placement ko dekh kar apni site par ads laga lete hai. But kya really other AdSense user ki btayi trick aapke liye kaam karti hai. Yaha mera jawab nahi hoga kyuki har ek blog par same traffic nahi hota or har ek blogger ke readers me difference hota hai.
Agar meri site par post title ke niche ads sahi work karta hai to jaruri nahi hai ki aapki site par bhi karega. Isi tarah blgo sidebar, header, post content sabhi me AdSense ads ek hi place par all site par same work nahi karta. Kyuki jo readers meri site par focus karte hai wo aapki site par bhi karenge jaruri to nahi.
So avoid other tips and use your own experience, Apn isite par different place par ads lagaye or pata kare ki kis jagah par ad lagane se aapko jyada benefit mil raha hai.
Jis place par ad click or CPC kam mile or earning kam ho but impressions bahut jyada ho waha ad unit use na kare. Blog post title se ke bad, content se pahle, sidebar and header har jagah ads laga kar dekhe uske bad site par ads placement choose kare.
4. User Engagement:
Traffic 2 tarah ka hota hai ek user aapki site ya post ko open karke kuch seconds me hi leave kar jaye or ek user aapke blog par aa kar kam se kam 2-3 minute bitaye or content read kare. First traffic koi kaam ka nahi hai second importnat hai kyuki pahle wala user aapki site par kuch hi second rukta hai itne time me ads load nahi ho pate.
Adsense se aap tabhi earning kar sakte ho jab aapki site par user engagement achha hoga or bounce rate achhi hogi. Agar aapki site par ye nahi hai to AdSense ke good changes nahi hai.
5. Organic Traffic:
Last point hai aapki site par 10,000 traffic me se 3000 to 5000 traffic google search engines se aana chahiye. Search engine se aaye user AdSense ads me jyada interest lete hai or aapko jyada click milte hai. Sirf itna hi nahi interest achha hone ki wajah se aapki CPC bhi high milegi.
Aapko search engine se traffic kaise kamana hai is bare me SMI blog par aapko complete information mil jayegi. Aap humari baki blogging post padh kar iss sabke bare me sikh sakte hai.
How to Earn $20 to $30 From Google Adsense With 10000 Traffic
Tips to Earn More Money From Google Adsense on Low Traffic Site:
Now, ab main man leta hu ki upar btaye 5 step ko aap completly follow karte hai or aapke blog par in five step ko follow karke content likha hua hai. Ab bat aati hai 10,000 user ki ki kaise hum only 10,000 visitors se AdSense se $20 to $30 earn kar sakte hai.
In five step ko follow karne ke bad main gaurantee se kah sakta hu ki aapki AdSense CPC minimum $0.10 hogi. Maximum CPC $5 ya isse bhi jyada ho sakti hai.
Actually, aapke invited traffic se aap google AdSense se achhi earning nahi kar sakte. Main yaha point bta raha hu aapke pas wesa traffic hona chahiye.
- 3,000 google search engine.
- 4,000 direct traffic.
- 2,000 social media sites & Referral Traffic.
- 1,000 traffic from other sources.
Ye 10,000 traffic google analytics ki report ya kisi other tool se count nahi honge. Ye google AdSense par show hone wali traffic report se count honge. Mujhe nahi pata aapki site par kitna traffic hai bas mujhe AdSense me itna traffic chahiye. Yaad rahe aapke blog par 10,000 traffic in step ko follow karna chahiye. Warna ho sakta hai ki aapki earning itni na ho sake.
Ab main is traffic ko 2 part me batunga.
- Mobile Traffic.
- Desktop Traffic.
Mobile user or desktop user se huyi AdSense earning me jameen aasman ka fark hota hai. Iske bare me main niche explain karunga.
1. Organic Traffic:
Jaisa ki maine btaya tha search engine se aaye visitors AdSense ads me jyada interest lete hai. Iski main wajah new user ko ads ke bare me jankari nahi hoti hai or wo nahi jate hai ki AdSense kya hota hai or uske ads kya hai wo bas ads dekh kar us par click karte hai. ye sirf wo apni pasand ke liye karte hai.
Jaruri nahi hai ki search engine se aaya har user ads me full interested hoga. Sirf isi waja se aapko organic traffic se kam CPC milegi but click jyada milenge. 3000 organic traffic se aapko 100 to 200 ad click easily mil jayenge. Magar ye tabhi hoga jab aapki site par user engagement high hoga. Low user engagement apr aapko 3000 traffic par 100 click bhi mushkil se milenge.
Organic traffic ki CPC medium hogi. Lagbhag $0.10 yani $0.10×200 = $20 earning hogi. Wese organic traffic ki CPC jyada bhi ho sakti hai or clicks bhi jyada ho sakte hai. But hum yaha $20 average man lete hai.
2. Direct Traffic:
Agar aap AdSense kafi time se use kar rahe ho to aapko bta hoga ki old readers AdSense ad par bahut kam click karte hai or jinko AdSense ke bare me pata hota hai wo to na ke barbar ad par click karte hai. But main aapko yaad dilana chahunga ki jo person aapki site par daily visit karta hai use aap par kitna trust hoga.
Ab jab bhi use koi product buy karne ki jarurat hoti hai to wo google me iske bare me searching karta hai. Google uski activity ko track karta hai or agli bar jab wo aapki site par aata hai to use uski jarurat ka ads dikhayi deta hai. Ab yaha uska aap par trust kaam karega.
Wo fully interested ho kar us ad par click karega or ho sakta hai wo koi prodcut buy bhi kar le. I know AdSense pay per click par work karta hai but jab koi user aapke ads par 100% interest hota hai to uski CPC high hoti hai or aapko maximum $5 mil sakte hai.
Now, main is traffic ko unique & original traffic man leta hu. Ab agar aapko 4,000 users par 100 click bhi mil jate hai to fully interest hone ki wajah se aapki AdSense CPC $0.20 ke aaspas hogi. Kuch click ki cpc kam or kuch ki jyada bhi ho sakti hai. Ye average CPC hai. Yani aapki earning $0.20×100 = $20 hogi.
3. Social Media Site & Referral Traffic:
Social media ka traffic bhi ek had tak organic traffic ki tarah hota hai but uske jitna better nahi hota. But hu mise bana sakte hai. Aapko bekar ke or extra traffic ki jagah uniqe quality referral traffic kamana hai. Uske liye aap jis topic par post likho usse related socila comunity or groups me hi us post ko share karo taki post me interested people hi post padhne ke liye visit kare.
2000 referral traffic se aapko kam se kam 50 clicks to mil hi sdakte hai jinse aap $5 to $10 earn kar sakte ho. But yaad rahe useless traffic se nahi sirf aese user ke site par aane se jo really me aapki post ko pasand karte hai or use pura padhte hai.
4. Other Traffic:
1,000 other sources traffic se aapko kam se kam $2 to $5 easily earn kar sakte ho. Agar aapko other traffic se earning na bhi ho to ise hum mention nahi karenge.
- Total Clicks: 200 + 100 + 50 = 350
- Total Earnings: $20 + $20 + $10 = $50
Yani aapko 350 clicks se $50 mil rahe hai to aapki average CPC $0.14 hogi. Jo ki jyada nani hai. I know aapki CPC isse kam hogi so chaliye uski bhi wajah bta deta hu. But aapki sirf $0.14 CPC ki jarurat hai jo bahtu jyada bhi nahi hai.
Ab ek sawal jo aapke dimag me aa raha hoga ki kya har bar humari CPC itni ho sakti hai. Iska main aapko simple jawab deta hu wo bhi aapki hi aawaz me. Aap kab se AdSense use kar rahe ho main nahi janta par abhi adsense.com par jaiye or performance report check kijiye.
Go to adsense.com Performance reports >> Common reports >> Platforms yaha par aapke samne 4 option honge.
- High-end Mobile Devices
- Desktop
- Tablets
- other Devices
Yaha par Desktop report me dekhiye ki kitne clicks par kitni earning huyi hai. I sure desktop par kitne bhi clicks honge $0.20 se jyada CPC hogi or mobile version me CPC kam hogi. Agar aesa nahi hai to aapko ads placement optimization karne ki jarurat hai.
Maine upar mobile traffic or desktop traffic isiliye add kiya tha ki desktop par AdSense ki CPC humesha jyada hoti hai. Ab agar aapko 350 clicks me se 100 clicks desktop se milte hai to mobile or dekstop dono ki average CPC $0.10 ho jati hai.
Finally, $0.10 CPC kisi bhi blog or website par ho sakti hai or iska simple sa solution hai aapko google AdSense ki full information hona. Agar aap me ye hai to aap lakho traffic wali sites ko bhi picher chord sakte ho. Its true kyuki main already aesa kar raha hu.
I hope ye article aapke liye helpful sabit hoga to kyo nahi ise social media par share karke dusre logo ki bhi help ki jaye. Information achhi lage to share jarur kare.
rozina
agar hum 1 page par 2 ads lagayenge (1 fix ad & 1 normal ad) to kya humara CPC aur IMPRESSION rate badhega?
Basupancholi
Sir,domain kharidne k bad website banane k liye kya kya karna hata h.
Step to step btayen.
Thanks
Jumedeen Khan
Check here
WordPress Par Free Blog Kaise Banaye in Hindi
Free Website Blog Kaise Banaye – Complete Guide in Hindi
WordPress Par Site Kaise Banaye Step By Step Puri Jankari
Abhishek Kumar
Hello sir kya domain lekar baad m WordPress par shift ho sakte h baad m koi problem to nahi aayegi.
Jumedeen Khan
No problem.
Satyan Srivastava
आपसे अगर ब्लॉग को कस्टमाईज कराना हो और एड प्लेस कराना हो तो आपसे कैसे बात होगी आपका जो हक़ बनता हो हम online पेमेंट कर देगे
Jumedeen Khan
Iske liye aap contact forum me mail send kare.
Hritik Patel
Hi Sir, I am trying your idea. if i will target this goal, it means amazing article.
Faeez khan
sir mere bank account me old address h or ab ham dusri jagah shift ho gae hamara permanent address ni h bcz ham rent pe rehte to fir me you tube pe kese AdSense account banu
Jumedeen Khan
Jab aap location change karte ho to adsense details change kar sakte ho.
Paraskhan
App buht achi jankari dy rahy ho.
Mera ik sawal hy apse.. Agar mera blog free platform per ho or kuch arsa bad me osy paying platform per lana chahun matlab domain or hosting kharedna chahun to kia me bad me esa kr sakta hun?plz mjy mail me answer jarur dejye ga
Jumedeen Khan
Yes kar sakte ho but aap jitni jaldi domain blog me add karoge utna achha hoga.
abhishek purohit
hello sir,
meri website hindi me he or iske page view 14k tak daily ho jate hai par cpc 0.02 hi hoti hai or daily clcik 250-300 ke bich me ..kya aap meri site dekh kar kuch suggest kar sakte ho ..plz bhai me bahut hardwork kar raha hu par result nahi mil raha hai .. i need your super experience plz.
Jumedeen Khan
Aap display ads only 3-4 hi use karo or post ke first me add lagao is place par click or CPC dono jyada hoti hai. Second maine AdSense placement ke bare me kei post lihki hai wo bhi check kar lena.
abhishek purohit
thanks a lot sir ..mene ab 3-4 ads hi dale hai ..jese apne supportmeindia me dal rakhe hai par abhi bhi cpc 0.02 hi hai, kai baar ye 0.03 dikhati hai par end of the day 0.02 hi rehti hai
Jumedeen Khan
is post ke steps follow karo.
Lakshya Narbariya
mere blog par daily 1500-2500 tak views aate hai fir bhi kam earning hoti hai.
Jumedeen Khan
Is post me btaye tips follow karo.
Sanju Dangar
Hello Sir, Advance Happy New Year, Naye Saal ki khbu khub badhaiya,
(1)- Sir mera Payment 20-dec-16 ko Outomatic cancel huya, kyu ki 1 month ho gaye the par icici bank me nahi aaya tha, uske baad maine 21-dec-16 ko icici ka bank account remove kiya or SBI ka bank account add kiya feer 24-12-16 ko google payment ka mail mila or kal hi mera fist payment aa gaya, sir aaj tak me mobile se hi bloggig karta aaya hu, or ab me full time bloggig karuga, kyu ki meri fist payment se ab me computer bhi kharid sakuga, help ke liye thank you
Jumedeen Khan
Welcome and good bro. Aage bhi jarurat pade to yaad kar lena.
Utsav
Sir mein mobile se blogging kaise kru.pl steps btaye.pl hlp me
Aur kya mein mobile se hi seo frndly templates ,seo plans ye sab kuch krke earn kr skta hu .kya mera yeh spna possible hai.I vry hungry for blogging succes pl hlp hlp me sir kaise start kru
Jumedeen Khan
Mobile or desktop ke liye ek hi tarika hai. Aap same step mobile par bhi follow kar sakte ho. Main is sabe bare me content likh chuka hu aap humari blogging wali post padha karo.
TYes mobile me bhi possible hai but aapko choti screen ki wajah se pareshani hogi.
Muktar Nohri
Hello
Kya domain ke bina 6 mahine pehle AdSense ke ads blog par lga skte h aur agar lga skte h to AdSense kitne dino me approve hoga
Jumedeen Khan
Haa laga sakte ho AdSense kitne time me approve hoga ye aapke content ki quality par depend karta hai. Content achha hai to ek din me hi approve ho jayega.
sanju dangar
thank you sir. bank account or sari details kaise dekh sakte hai? mera AdSense account me payment option me sirf add new payment method hi show hota hai. bank ke details show nahi hoti hai. new and old version me try kar chuka hu. or sir mere pas SBI ka bank account hai vo new payment method me add kar du? or mera fist payment vapis AdSense account me aa jayega ya nahi?
Jumedeen Khan
Yes aap AdSense me bank account details add karo. Kah nahi sakta 90% chance hai.
sachin
hellow sir aap ka template bahot hi acha hea or ye post bhi achi hea
Jumedeen Khan
Thank you man please read my some other articles.
sanju dangar
Hello sir, muje nevember ki 21 ko google payment ka mail mila tha, lekin abhi tak muje bank account me payment nahi mila hai, maine bank me jakar baat ki lekin abhi tak bank me bhi nahi aaya hai, or meri dusri payment bhi aane vali hai, to ab me kya kari meri fist earning bhi na mili or dusri bhi.. ab kya karu sir pleas aap help kijiye.
Mera icici bank me account hai, or swift bic code or sab kus details maine 3 baar confime karke add kiya tha, usme to koi mistic nahi hai sir or mere AdSense account me google payment ki receipt bhi show hoti hai, lekin usne payment send hi nahi kiya hai
Jumedeen Khan
Google payment send kar chuka hai. Iski do waja hho sakti hai.
1. Aapne swift code sahi use nahi kiya.
2. Aapke bank account or AdSense account ki details match nahi hoti.
I know aapne sahi se details add ki hai but aapko fir se confirm karna hoga. Ho sakta hai aapne jis bank ka swift code use kiya hai usse najdeek koi or bank ho.
Nikhil Jain
kaafi achhi jaankaari di aapne earinings ko badhane ke liye.. lekin meri site par adhiktar clicks mobile se hi hai aur cpc 0.05 dollar aur lifetime cpc 0.04dollar hai, aur sbse jyada tablte se 0.08 lifetime.
Ab jaise aapne btaya earinings badhane ko lekar uspar try to kyi baar krta hoon is baar bhi krke dekhte hai fir maalum chalega kya hota hai.
But ek question hai Active View Viewable ka kya mtlb hua ….i think k user jitna dekh pa rha hai ads ko …par mera 30.89% hai….to yeh kitna k sahi hai agar nahi acha to ise kaise achha kiya ja skta hai….???
Jumedeen Khan
Nikhil iske bare me aap AdSense ki policy padho to behtar hai.
Jandail
sir mere blog me coding problem face ho rahi hai or seo bhi kamzor ho raha hai to kya ye template galat hai ? ya kuch or plz suggest kare !!
Jumedeen Khan
Yes aesa ho sakta hai aap ek bar change karke try kar le.
Jumedeen Khan
Design me sidebar widget, header, logo, footer, sabhi ko customize karo.
Abhishek Kumar
thankyou sir ! sir kya aap muhje bta sakte h mujhe kya kya karna chaihye
Abhishek Kumar
sir aapne bahut achi jaankari de ! aap mera ek baar blog check kar le aur mujhe bataye isme kya mistakes h aur inko kaise improve karu(please help me)
Jumedeen Khan
Good blog koi mistake nahi hai bas thoda design sahi kar lo.
Karthik B
Hi Abhishek
i saw your blog as jume bhai said your blog koi mistake nahi but as its in the default theme
Visit Here : gooyaabitemplates.com/
choose one you like and download and extract zip and place the theme XML into your blog that s it your blog will look awesome
mukund prajapati
sir kya song dalkar bhi me erninng kar sakta hu sir aap meri website dekho mene abhi suru ki ha me bahut ache she editing karunga sir meri mehnat bekar nahi jaye isliye pls sir aap mujhe bataiye replay sir
Jumedeen Khan
Kama sakte ho but copyrighting ki problem jyada hoti hai.
Naveen Poonia
Bro Mera CPC bahut low hai. mera CPC 0.4$ hai sirf.
Bhai isko kaise badhau koi upaye batao yaar bahut kam income ho rahi hai Google AdSense se…
lagbhag average CPC kitna hone chahiye ?
aapka CPC kitna hai ?
Jumedeen Khan
Adsense guideline follow karo iske alawa or koi rasta nahi hai.
Babulal kol
Nice tips for earning from AdSense thanks
Naveen Poonia
Bro Check My Blog Right Now.
maine AdSense ke 6 – 7 Ads per page lagaye hain. esse koi problem to nahi hogi na ? jara check karke reply karna…
Jumedeen Khan
Problem hai CPC or site speed bilkul down ho jayegi 3-4 se jyada ad per page use mat karo.
Divyanshu Vatsal
DEAR SIR I HAVE 5 QUESTIONS , PLEASE HELP ME
1.SIR KYA AAP HAMARI SITE REVIEW KR SAKTE HAIN ,HUMBLE REQUEST;
2.SIR HAMARI SITE CHECK KARKE ISKI KAMI BTAYE PLS;
3.SIR HAM SITE KO LEKHAK MANCH BANANA CHAHTE HAIN ,AISE LEKHKO KE LIYE JO ACCHA LIKHKR BHI PACHAN NAHI PA PATE,ISKE LIYE KYA TAYARRI YA STRATEGY BNANI CHAHTE;
4.SIR BHUT SI BAAR SITE ADDRESS DALNE PR SITE NHI KHULTI H AUR GODADDY KA MSG AATA H KUCH IS TARAH “THIS DOMAIN IS NO NO PARKED AT GODADDY” ,KYA SOLUTION H ISKA ;
5.SIR JIS SITE KA THEME MAINE USE KIYA H KAI BAAR SITE PR KISI BHI LINK PR CLICK KARNE PR WAHI SITE KHULTI H ,ISKA SOLUTION KYA H
I AM THANKFULL TO YOU.
Jumedeen Khan
1. site ka design bilkul sahi nahi hai template change karo or esign sahi karo. sidebar, layout sabkuch chota show ho raha hai.
2. apni knowledge badhao.
3. domain ko proper work karne me time lagta hai ye apne aap sahi ho jayega.
4. theme ko customize karo or us site ke link delete karo.
Deepak choudhary
Hello bhai ji . Mera name deepak choudhary hoon maine apna ek blog bnaya h or mai 2 month se usper kaam kr rha hoon. Maine per day 2 to 3 post likhta tha .. Maine AdSense bhi kisi se buy kiya h … Mere post me 500 traffic rhta h.. Meri earning nhi ho rhi h mai bhi blogging ki dunia me susecc hona chata hoon .pls bhai ji aap meri help kro aap meri website dekh ke btao kha kya kami h ku earring nhi ho rhi h. Meri website h. Letesthollywood .com
Jumedeen Khan
Deepak sirf 500 traffic se earning ki ummid kat karo trafficc badhao earning bhi badhegi or thoid writing skill bhi sudharo.
Sachin
Nice Post Thaks for your help in hindi.
N Wasekar
Bhai, Apne bahut achi tarah se explain kiya. Thanks for giving valuable information.
Sarfaraz
isska matlab kya hai bhai…? darne ki koi baat hai kya?
Jumedeen Khan
20 aug, 2016 ko aapne policy violation kiya hai isiliye aapko warning mili hai. Message me me koi affect nahi btaya hai sirf aapko warning di gayi hai. aage se galti mat karna.
Sarfaraz
Sir main to yasa kuch bhi nehi kiya jisse mujhe warning mile 🙁 just blog par post karta hu isse jada aur kuch bhi nahi karta hu 🙁 .. YouTube channel ke whaja se ye hoo sakta hai kya 🙁
Sarfaraz
Higlish me post likhta hu iss liye ye hoo sakta hai kya bhai 🙁 mujhe bohut cinta hoo raha hai bhai kya karu 🙁 mene AdSense approved kiya tha ek english blog se uske bad mera hinglish blog me use karta hu…. isse koi problem ho raha hai kya ?
Jumedeen Khan
Nahi iski wajah nahi hai AdSense warning me violatino mention nahi ki warna bta deta. dont worry aapne galti nahi ki to koi problem nahi hai.
Jumedeen Khan
Aap bas AdSense policy ka violation mat karo fir koi dikkat nahi hogi.
Sarfaraz
Thanks bhai, main AdSense ke policy ko kabhi bhi violation nehi karta huu..
Ajay Sharma
@himanshu ray ye aapne galat kaha hai ki dusre blog se sikhi hui jankari se hm best nhi de pate. To ak baat batye aap roj nyi jankari sikhte kahan se hain.
Sidha sa jwab hai dusro ke blog ko pdhkr hum sikhte hain dusro se lekin sirf sikhna hi kaafi nhi hai usko apply krna or phir uska result dekhna bhi jruri hai.
@jumedin ji aapka article acha hai pr bhut si jgh spelling mistake hai and Mai aapko ak sujhav Dena chahunga sir aapne post me likha h ki google se aane Wale traffic se hm esliye jyada paisa kmate h ki un logo ko add me interset hota h pr sir ye wrong hai
Un logo ko add me nhi topic me interset hota h kyuki wo organic traffic h wo us topic ko khojkr aapke blog pr aaye hai to simple si baat h time bhi jyada lenge or bounce rate km hogi and earning increase hogi.
Thank you sir
Jumedeen Khan
Ajay har insan alag alag sochta hai or ek hi bat ka sahi or galat arth nikal leta hai. Aapko bhi wesi hi misunderstanding ho rahi hai.
1. Himanshu ka kahne ka matlab un logo se hai jo sidhe kisi ka article copy kar lete hai. Yani hume dusre blog padh kar pane hisab se content likhna hota hai.
Second iska matlab ye hai ki agar hum dusro ki tarah content likhenge to traffic kam milega or earning bhi kam hogi. Yaha kisi or blog se padh kar content na likhne ki nahi good earning karne ki bat ho rahi hai. Aapka responsive traffic ke liye sahi hai good earning ke liye nahi. agar aap dusre blogger ke jaise same likhoge to AdSense CPC bilkul low hogi.
2. Thanks for suggestion about spelling mistake.
3. ajay yaha traffic ki nahi jyada earning ki bat ho rahi hai wo bhi kam traffic ki. Hume yaha isse koi matlab nahi hai ki aapko kitna organic traffic milta hai. Mai already 3000 original traffic mention kar chuka hu ki original traffic yani aesa traffic jo user aapke blog me fully interested ho.
yani aapke blog par kitna bhi traffic ho 3000 organic achha traffic hona chahiye. isi me organic user ka topic interest aa jata hai.
Jaruri to nahi ki puri post padhne wala hi ads par click karega. User aapki site par aate hi ad par click karke ad site par visit kar sakta hai.
jaruri nahi bounce rate kam hone se jyada earning hogi. Mere bhai yaha post ka title kam traffic par jyada earning karne ka hai traffic badhane ka nahi.
Welcome and i hope aap samajh jaoge.
Himanshu Rai
Good post bhai. But ye aapne sahi kaha h ki agar ham kisi dusre blog se jaankari sikh kar apne blog me post karte h to ham apna best nahi de pate. Yahi karan h ki sabhi bloggers success nahi hote kyoki bo khud se kuch nya nahi likhte h. But aap mughe ye bataye ki aap hindi ko english me likhte h to isse aapko kya AdSense se jyada cpc milti h kyoki aapka madhyam to english h.
Thanks.
Jumedeen Khan
Yes CPC jyada milti hai or mere pas hinglish reader jyada hai.
Manish sharma
thanks sir mujhe ye jaankari acchi lagi main ise jarur follow karunga
Aman Chauhan
Greater post sir keep it up, thanks for everything you done for us
vijaykumar bhogayta
hello jumedeen sir mera ek sawal he me kafi dino se janna chahta hu ki…
Google AdSense gujarati ko support nahi karta to Gujarati news paper ki wap site he jese ki Sandes news and divyabhaskar news ye sab gujarati news ki site he to usme google AdSense kese support karta he bro ?
Jumedeen Khan
Us site par other language me bhi content hai. like meri hindi site hai to main usme kuch post urdu me bhi kar sakta hu jabki urdu ko AdSense support nahi karta. But isse AdSense disable ho sakta hai.
Divyanshu Vatsal
sir Mera sawal yeh hai ki Maine apne blogger blog pr 3mahine pehle domain lgaya hai,jabki Mera blog 6month purana h ,toh sir Kya main Adsense ke liye apply kr sakte Hun.maine but jagah padha h 6month old blog ho to apply kr sakte than.detail me samjhaye
Jumedeen Khan
Aap 6 month pahle bih kar sakte the. Ab time ho gaya hai to koi bat nahi ab bhi kar sakte ho.
Naresh
Bhot hi acche trikese आपने बताया है बहुत ही अच्छा जी मेरा वेबसाइट को देखकर आप बताएंगे प्लीज इसमें कुछ खामियां है क्या थैंक्स
Jumedeen Khan
Blog achha aap alexa, apps jasi useless category mat banao. Sirf jaruri category hi create karo.
Sanju Dangar
Bahut badiya jankari,
Sir muje 21 ko google payment ka mail aaya tha par abhi tak muje payment nahi mili, ye meri fist income hai, bank se contact kiya to bol rahe hai ki aapka saving account hai isliye jab payment aayegi tab outomaticly account me credite ho jayegi, uska kehna hai ki Currant Account hota to vo manualy aaccess kar pata, but Saving account ka access uske paas nahi hota, sir ab kya karu? Please help me..
Jumedeen Khan
Saving account me bhi AdSense payment aa jata hai. payment month ke last tak aa jana chahiye tha. Aapko abhi tak nahi mila iske 2 reason ho sakte hai.
1. aapne bank account details galat add ki hai.
2. Second aapne swift code galat bank ka use kyia hai.
Asween
Maine Adsense kaa upyog halhi me start kiya he,me iske better upyog ke liye hmesha aapki site hi pdhta rehta hu,aapki yh tips bhi muje kaafi help kregi
rohan
sir Kya aap bata sakte he ki keyword rank badane ke liye kyyword ko sahi tarikese kese optimize Kare plz details me bataye
Jumedeen Khan
Iske bare me already content likh chuka hu wo post padho.
Pawan Kumar
Nice Post JDK Bhai…
Akshay
Your daily reader….
Problem 1-blogger par new hun jab AdSense ka code template ke html edit me inside …..AdSense code….. tag me dalta hun to template editor error show karta hai “async” ke bad me. jisse maine async=”async” ke sath error fix kiya koi problem to nahi???
Jumedeen Khan
ds code me se async code ko remove karke save karo ho jayega.
Anirudh Kumar
maan gaya bhai love you, aapna aaj fb par post ki pichle month ki income 2 lakh thi. Iss goal ko pura karne mein daily kitni earning aur traffic honi chahiye
Jumedeen Khan
30,000 to 50,000 Original traffic daily.
Himanshu Grewal
sir kya aap meri site ka design, ad placement or content dekhkr bta sakte ho ki kesi hai?
Jumedeen Khan
Himanshu you are smart boy so aapko aesi comment shobha nahi deti. Ek newbie ke tarah comment mat kiya karo.
Aapke blog ka design best hai. I like it but importnat matter aapka blog hindi me hai or generally hindi user simple blog design pasand karte hai so thoda look simple bana lo or homepage par 5-7 post hi show karo.