Bounce rate ka matlab hota hai user ke aapki site par ek hi page par visit karke site ko leave kar jana. Google analytics sabse better tarike se Bounce Rate ko define karta hai. Agar aapki bounce rate bahut adhik high hai to iska matlab hai aapki website or blog par audience completly AdSense ads anhi dekh pa rahe hai. Aayiye aaj main aapko high bounce rate par google AdSense se adhik paise kamane ke bare me kuch effective tips bta deta hu.
Lagbhag har website owner and blogger apni site ki bounce rate kam karne ki koshish karta hai but bahut hi kam log isme success hote hai or high bounce rate ka matlab hai ki aap AdSense earning ka bahut bada part gawa rah hai. Isme sabse important bat main aapko bta du ki experts ke lakh koshish ke bavjud analytics research sabse important matter tha.
Google analytics researching se bounce rate improve karne me jitni help mili utni kisi bhi or way se nahi mili. So agar aapko analytics ko avoid kar rahe hai to aapko abhi se analytics ka istemal karna shuru kar dena chahiye. Ye aapke best friend ki tarah site ko best banane me aapki help karta hai.
We also share many AdSense earning increasing tips:
- Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamaye
- Low CPC Sites Block Kar Adsense Se Jyada Paise Kaise Kamaye
- Google Adsense Se Jyada Paise Kaise Kamaye, Best Earning Tips
- Hindi Blog Par Adsense Se Jyada Paise Kaise Kamaye Secret Tips
- Google Adsense Se 10,000 Traffic Par $20 Se $50 Kaise Kamaye
- Online Blogging Kar Ke Google Adsense Se Paise Kaise Kamaye
- Matched Content Ads Se Adsense Revenue Increase Kaise Kare
- Low Traffic Par Google Adsense Se Adhik Earnings Kaise Kare
By the way, aapki site par bounce rate bahut jyada hai to to bhi aap google AdSense se adhik paise kama sakte hai. I sure yaha btayi gayi tips aapke liye helpful sabit hogi. Aap high bounce rate hone par bhi AdSense se achhi earning kar sakte ho.
How to Earn More Money with Adsense on High Bounce Rate in Hindi
1. Keep Column With Between 700 to 800 Pixels:
Bahut se big blogger ne apni site ki width par kaam nahi kiya hai fir newbie blogger ka to sawal hi nahi uthta. Actually, AdSense experts ke anusar sidebar me ads apr jyada clicks nahi milte hai. Iski main wajah mobile user ka jyada hona hai.
Mobile me user content padhne ke bad other content par chale jate hai ya site leave kar dete hai. Mushkil se 30% audience hi sidebar tak pahuch pate hai. Iska matter sidebar se jyada layout column important hai. Ab sawal ye banta hai ki layout column kis size ka hoan chahiye or AdSense ads se better performance pane ke liye kitne px ka width rakhna behtar hoga.
Adsense expert ke anusar 700 and 800 pixel ke bich ka width size AdSense ads ke liye jyada effective hota hai. Ek servey ke anusar 700 to 800 pixel width me 80% to 90% better ads show hote hai is wajah se clicks bhi jyada milte hai.
2. Do Not Use Very Long Paragraph:
Agar aap long paragraph ka istemal karte ho to main aapko bta du ki very long paragraph dekh kar user bahut jaldi back button ki or bhagte hai. Isse high bounce rate hoti hai.
Mostly blogger desktop and laptop par writing karte hai or wo 12 to 15 sentence paragraph ka istemal karte hai. Actually ye better nahi hota or jinki site par mobile user jyada hai unke liye to bilkul bhi nahi. Aap soch sakte ho 15 sentnce ka paragraph mobile me kitna long hoga ya fir aap mobile me apna article open karke dekh sakte ho.
Neil patel jo ki ek top blogger hai or SEO master hai. Apne blog par 5 to 7 sentence paragraph likhte hai. Google AdSense ke liye bhi maximum 7 sentence paragraph likhna better hota hai. Long paragraph se mobile ki screen me wo bahut hi jyada or boring ho jata hai. But iska matlab ye nahi hai ki aap 2 – 2 line ke paragraph hi bana dalo. 5 – 7 sentence me paragraph hona chahiye.
Isse aapko fayda ye hoga ki agar koi user content nahi bhi apdhega to check karne ke liye end tak scroll jarur karenga.
3. Use Header and Sub headers Ads:
Mujhe blogging me kafi time ho gaya hai or kafi time se google AdSense ka istemal karta hu. Is bich maine paya hai ki humar isite par only 40% hi reader hote hai baki 60% scanners hote hai wo sirf check karne ke liye hi humari site ko open karte hai or khas jaruri jankari milne par hi content read karte hai.
Important matter ye hai ki un 60% visitors ko reader kaise banaya jaye. Jis site par bounce rate bahut high hai us par scanner 60% se jyada bhi ho sakte hai. But mere pas ek or tarika bhi hai jisse aap scanner se bhi AdSense ads se earning kar sakte ho.
Kisi bhi blog ke liye header and sub header bahtu jaruri hote hai. Jab bhi koi user aapki site ko open karta hai to wo sabse pahle site ke header and logo ko jarur dekhta hai. Aese me aap header me AdSense ads istemal karo to achha hoga.
Ya fir aap home page par ad nahi lagana chahate to aap header me aesa effective banner add karo jis par koi bhi reader dekhte hi click kare. Aap isme apne blog ki kisi superhit post ka link add kar sakte ho. Example ke liye aap “10 Tips Required for Everyone”
Agar aap High Bounce Rate wale in 3 tariko se agree nahi ho or bounce rate kam kare ke AdSense earning increase karna chahate ho to aap humari ye post read kare. Isme aapko bounce rate kam karne ki puri details milegi.
- Bounce Rate Kya Hai Iska Kya Matlab Hota Hai Ise Kam Kaise Kare
- Bounce Rate Decrease Kam Karne Ki Top 20 Important Tips
Is tarah se aap high bounce rate par bhi google AdSense se achhi earning kar sakte ho. Aapki site par bounce rate 30% ke something honji chahiye. Agar isse kam hai to wakai aap kamal ho or agar isse jyada hai to aapko is bare me sochne ke sath kaam karna shuru kar dena chahiye or kam karne ki koshish karni chahiye.
Sadupayog Blog
Very Helpful Informations Sir…Thank You
Nargis praveen
Nice post thanks for information
SANGEETA
bahut hi accha article hai sir meri websit eka bhi Adsense high Rate bahut hi jada ho jata hai kabhi kabhi or CTR bhi 5 se jada ho jata hai kya yah safe hai .
Jumedeen Khan
No worry avoid it.
Suresh kumar gautam
Hello ,
mai to pareshaan ho gaya hu , ab mujhe to ye sab jhoot sa lagta hai ki adsense se 1000 pageviews par 5$ earn kar sakte hai . mere blog par 2000 pageviews per day hote hai par earning sirf .20$ (13.2 रू•) ki hi , so please .
Jabki sabhi qualitative content hai ,
please ek baar mera blog check kijiye or batao kaise mai earn kar sakta hu 5$ .
Thanks.
Jumedeen Khan
“Jabki sabhi qualitative content hai ” aapke anusar apake content me koi kami nahi hai. No bro aesa sochna galat hai. Main adsense or blvog ke bare me itni guide share kar chuka hu ki aap bahut kuch sikh sakte ho. Bas aap m sikhne ki talb honi chahiye.
Akash
Sir mene YouTube channel banaya AdSense se bhi jod diya hai par mera video dusro ke pas pahuch nhi rha hai kya karu help plzz…
Aap mere imail pe bataye please.
Jumedeen Khan
First aap video manager par jao or check karo ki aapke videos public hai fir apne videos ko social media par share karo.
omkumar agarwal
Sir aapki post par to bounce rate 10% ya isse bhi kam hoga kyunki aap itni achhi information dete ho ki leave karne ka man hi nahi karta
Main khud 3 din se continues aapka blog read kar raha hu aur mere blog main aapke 24 tabs khule hue hain lekin band karne ka man nahi kar raha
Jumedeen Khan
Thank you omkumar,
Aap jaise users se hi hume progress milti hai. I know main aapke comments kafi time dekh chuka hu. Thanks again.
navratan
Hello bro advance happy new year
Mujhe aasi site btao bro ki jha template sell kiye Ja sake aasani se
Jumedeen Khan
Aapko bhi happy new year 2017 check this link http://www.webdesignerdepot.com/2008/12/10-places-to-sell-templates/
Babita Singh
Thanks Jume Deen ji,really very useful tips on increasing earning from AdSense even when bounce rate is high.
Shubham
Bhai mera AdSense YouTube ke duara approved hai.Par Maine jabe AdSense ke account ko khola to usme place ad code nahi aa raha hai aur Bhai aur bhai mai AdSense ko blogger ke sent jodna chata hu to to wo to kaise karu.Bhai mera domain newlabnol.com hai Jo blogger se connect hai Bhai AdSense me na toh viewers dikha raha hai na hi earning please help me.
Jumedeen Khan
Youtube se approved AdSense par ad code ka option show nahi hota. Aap AdSense setting me jao or my site par click karke site management me apni site ka link add akro uske bad AdSense team us blog ka review akregi review complete hone par ad show hone lag jayenge.
Vishnu Kant Maurya
Wow….
Bahut hee useful jankari
Thanks bro
ajay
bhai best tool recommend kijye mujhe jisme mai sabhi blog ki worth aur backlink dekh saku.
and bro maine dekha tha apka blog websitelists.in me include hai kya apne khud submit kiya tha ya unki taraf se auto hua
Jumedeen Khan
Backlinks ke liye aap alexa report check kar sakte ho ya fir aap moz tools try. nahi wo site khud blog ka link mention karti hai.
sanjay
agar post ko facebook twitter aur google + me jyada share karunga to kya isse site ki ranking kharab hogi.
Jumedeen Khan
Nahi better hogi.
ankita
sir meri lappy bhot slow ho gayi hai …antivirus update kar li aur sab kuch uninstall bhi kar di ab kewal ms office ka hi package install hai…90% memory available hai ab mere lappy me fir bhi bhot slow chlti hai format bhi kar k dekh li…phle aisa bilkul nhi tha ab bhot slow chlti hai …reason kya ho sakti hai aur mujhe lappy ke lie koi software suggest kijye jisse mai data ki cokies cache ko clear karu..
Jumedeen Khan
Aap already sabkuch kar chuki ho ab aapke liye behtar hoga ki aap ek pbar computer repair shop par contact kare.
Tanveer
Bro…now facing prolem with search console jab blog ko console me add kiya tha tb sab kuch sahi tha next day post submit hoti thi aur within 20 hour index bhi ho jati thi…aur isi tarah 21 post submit hui aur 18 index last month abhi mere blog me 43 post hai ….and 80% index hai google me aur google me show bhi karti hai….but search console mujhe 1 month se same data dikha rahi hai ….21 submited aur 18 index jab ki ye wrong hai ……and console ke google index me bhi total index 0 show hoti hai ….jo galat hai…plz bro check kr ke bataiye…..m waiting for your valuable reply..
Jumedeen Khan
Tanveer you are right search console sahi work nahi kar raha hai. Aap ek bar google search console team ko feadback send karo.
Ankit Anand
hello sir,
mai apne blog par 2 email address use karta hu…maine jis email id se blog create kiya tha usse hi apne blog ko GWT me submit kiya lekin indexing problem hone par blog ko remove kar dusre email se add kiya hai..lekin ab mere template me 2 google verification code show ho raha hai.isse seo par koi fark bhi parega ya muje ek code ko remove kar dena chahiye??
Jumedeen Khan
Aap ek verification code ko remove karo.
Alisha sharma
Thank you very much jume deen.
M Wasekar
Bhai,Apne Bahut hi useful information share ki hai. Yeh truth he ki Google analytics Blogger ka best friend ki tarah hai.
Thanks.
Deepak sahio
sir blog ki bounce rate kaha cheq karte he ?
Jumedeen Khan
google analytics par.
z.a aalam
thankyou jumedeen bro
Nitin
Jumedeen bro,
Jab mai apna blog google me search karata hu to to sirf myblog>tips>internet> aur title show hota hai, lekin permalink nahi show hoti hai yesa kyon?
Jumedeen Khan
Blog ki SEO setting sahi se karo.
Nitin
Kaha change karana hai wo to bataye. Robots.txt, custom robots header tags, ya kahi aur.
Jumedeen Khan
check this post Blogspot Blog Me Advanced SEO Settings Kaise Enable Kare
hariom
sir namskar , maine YouTube pr kuch videos upload kr use AdSense se jod liya h , ab YouTube ko blog se jodne m prolm ho rhi h , kyuki maine YouTube channel , ar blog dono alg -alg Email id se banye h plz help me sir ..
Jumedeen Khan
Koi bat nahi YouTube ke sath blog ko AdSense se jodne ke liye aapko domain le kar blog me add karna hoga.
hariom
kya domain ke bina YouTube k AdSense a/c ko blog se nhi joda ja skta
Jumedeen Khan
Nahi. Kyuki hum hosted account youtue ya blog sirf ek par use kar sakte ho.
hariom
thank you sir , jankari dene ke liye ,
1-sir jaise ki maine YouTube pr apne channel banaya ar AdSense se jod liya , to kya blog k liye alg se AdSense k liye request dali ja skti h , mere kahne ka matlab h ki dono k liye alg-2 AdSense a/c .kyuki ki dono ki email id alg-2 h ?
2-sir domain lene ke bad kuch fees bhi time to time pay krni hoti h,abhi to meri shuruvat h to ,,,,?
Jumedeen Khan
1. Nahi usi AdSense se blog ko bhi connect kar sakte ho.
2. ye har saal domain renew karna hoga ya fir aap ek bar me hi kei sal ke liye domain renew kar sakte ho.
z.a aalam
sir mene ek social network muslimface.com per signup kiya process pura hua website kehti hai ‘your account successfully created please click on verify link we have sent on your email” mene email check kiya sir koi mail ya link nahi hai spam mail me bhi nahi hai me bahot baar try ker chuka hun kyun nhi ban rha account ya link q nhi aa rha hai please help me to create accont on muslimface.com
Jumedeen Khan
Aalam ye u ssite ki problem hai hai. Aap kuch time ya day bad try karna.
Haidar
mere blog ka average bounce rate 54% hai. Aur mujhe lagta hai ye bahut jyada hai kya isko kam karne ke tarike hain. Main last me related post bhi add karta hu lekin phir bhi bahut jyada hai.
Jumedeen Khan
Meri agli post isi ke bare me hogi wo padh lena.
ABDUL RAZIQUE
neil patle ka blog ka url dijiye to sir
Jumedeen Khan
neilpatel.com
Manish Sharma
sir Maine Apne blog per ads lgaye hai 3 jagh per mere blog per 5 jagh ads show ho rhe hai jabki Maine 2 jagh hi HTML Java script me code add kiya hai plz help me
Jumedeen Khan
view page source me check karo aapne jitni jagah par ad code lagaya hoga mil jayega.
Manish Sharma
sir ye view page source ka option kaha milega
Jumedeen Khan
apni site par right click karo mil jayega.
Rishikesh Mishra
Sir ji namaskar mera ek request hai ki aap mere Website ko Check kare techtohindi.com
Jumedeen Khan
Puri problem likha karo mblog par kya check karna hai.
ajay gupta
Sir header me minimum kitna size ke logo laga sakte hain.
Jumedeen Khan
Minimum aap jitna chaho laga sakte ho but maximum 468×60 best hota hai baki log 700 px tak use karte hai.
Deepak
sir mujhe SMI blog bahut achha lagta he khas kareke SEO related post, kya app mujhe bata sakta he aisa or bi koi achhi blog he jaha mujhe kuchh newa sikhno ko mile.
Jumedeen Khan
Hindimehelp, kaisekare, vikasplus and kei or blog hai.
Pawan Gautam
Sir kitna bounce Rete hona chahiye. Aapke hisab se to aachha hai. Average main.
Jumedeen Khan
25% se kam hona chahiye.
Earning helps
Very useful information thanks for sharing
Deepak Vaishnav
Sir header to smj me aata hai lekin sb header kya hota hai.
Or sb ek bat ye bhi smj se pare hai ki 700 pixal to link ads ho jate hai.
Or abhi tk mene 800 pixal ke ads to dekhe hi nahi hai sir agr ye hote hai to muje enke bare me guide kijiye sir
Jumedeen Khan
Its simpe deepak jis tarah navigation menu me sub menu hote hai usi tarah sub header hota hai. Aap ek header me ek se jyada subheader use kar sakte ho.
prashant
hlo sir…
mene direct website ka app banaya hai or mujhe wo app play store par upload karna hai or mene iske liye registration bhi kar diya i mean iske liye kuch special permission hoti hai kya??
Jumedeen Khan
yes aapko iske liye kam se kam $25 ya usse jyada pay karna hoga.
prashant
play store ke liye paise diye hai na to or alag se dene padenge kya??
Jumedeen Khan
Nah iaalg se nahi dene padenge. Main iske bare me aapko jyada nahi bta sakta aap kisi app developer se bat karo.
navratan
Bhai jab ham Google consul me jate hai to vha do trah ke options hote hai ki aap website ko submit kroge ya app vhi se koi app play stor per show nhi hoga kya vese aap mujh se better jante ho
Jumedeen Khan
Play store ka usse koi lena dena nahi hai. Wo sirf app or site ko search me lane ke liye hai.