Facebook other all social networking sites me sabse jyada popular social media sites hai. Ye itna famous platform hai ki har kisi ka facebook par account mil jayega. Kyuki in social networking sites ki help se hum ek dusre ki feeling, Work, News etc ki jankari share or apne friends se online chat kar sakte hai. lekin bahut se new users in social sites ke rules ke bare me nahi jante jinki wajah se unki facebook account, facebook ID ko social team block kar deti hai. Agar aapke sath bhi aesa hua hai to ye psot aapke liye hi hai. Is post me btaye steps ko follow kar aap apne deactivate facebook account ko fir se activate or blocked account ko unblock kar sakte ho.
Facebook account ID block kyo hoti hai? Actually, Facebook hume photos, status, posts, pages, videos apne friends ke sath share karne ki service deti hai iski ek limit hoti hai. Agar hum us limit se jyada sharing karenge to ye facebook terms ka violation hoga or hamare account ko facebook team kabhi bhi block kar sakti hai. Agar aap Facebook account block hone ke reasons ke bare me details se janna chahate ho to aap hamari ye post read kijiye. Facebook Account Block Kyu Hota Hai Most 11 Karan (Reasons.
Bahut se user facebook par unwanted extra links share karte hai ya jarurat se jyada post, status publish karte hai. Aese bahtu se karano se facebook account disable ho sakta hai. ID band hone ke karan users ke dimag me bas yahi bat aati hai ki bas ek bar hamara account recover ho jaye uske bad hum facebook policy kabhi nahi todenge.
Facebook apne users ko apna account recover karne ke liye ek mouka deta hai jisse hum apni block huyi ID ko recover kar sakte hai. Agar aapke sath bhi aesa hua hai aap bhi apne facebook account ko fir se reactivate kar sakte ho.Is post me hum yahi sikhenge ki block huye account ko recover kaise kiya jaye.
Aagar aapka account block nahi hua hai or aap apne account ko block hone se bachana chahate ho to humari Facebook Account Ko Block Hone Se Kaise Bachaye post read kijiye or agar aapka account block ho gaya hai or aap use recover karna chahate ho to niche bataye steps follow kijiye.
Facebook Account ID Block Hone Par Unblock Kaise Kare
Blocked facebook account ko recover karana bahut simple hai lekin aap har bar recover nahi sakte so ek bar acocunt recover karne ke bad facebook policy follow are. Facebook ID unlock karne kel iye aapko facebook se request karni hogi. Iske liye aapko facebook team ko ek request send karni hogi ki hum aage se facebook rules carefully follow karenge to wo aapka account recover kar denge.
Step 1:
Sabse pahle facebook account recover request page par jaye. Yaha aapko apne account ko recover karne ke liye request karni hai.
- Yaha apna mobile number ya email address fill kijiye.
- Apna facebook profile wala full name type kijiye.
- Choose Files: Yaha par click kare or apne account ki pahachan ke liye apni koi ID like aadhaar card, identity card, pan card etc. ka screenshot le kar upload kare.
- Additional info: Yaha aapko account recover karne ke bare me kuch words type karne hai. Aap yaha likh sakte ho ki mujhse galti se facebook policy ka violation ho gaya hai and main next time aesa nahi karunga etc.
- Finally Send button par click kare.
Request send karne ke 24 hours bad facebook team aapke account ko recover kar degi or aapke email address par recover code bhejegi wo code verify karke aap apne facebook account ko open kar sakte ho.
Agar aapne ek bar facebook account recover request bhej di hai or aapko recover mail nahi mila hai or aap dubara recover message send karne ki soch rahe hai to to rukiye kai bar is process me ek week ta ka time lag sakta hai. Thoda wait kare or 1 week ke bad fir se request send kare.
Lekin hamesha dhyan rahe ki aage se aesi mistakes nahi honi chahiye nahi to aapko apni dusri ID banani hogi. Is tarah aap bhi apna facebook account reactivate kara sakte ho or agar aapko is process me koi problem ya is post ko samajhne me koi dikkat aaye to comment me bta sakte ho.
So friends aage se hamesha dhyan rahe agar aap apne account ko block hone se bachana chahate hai to facebook limit se jyada sharing na kare nahi to facebook team aapke account ID ko jald deactivate ya block kar sakti hai.
Sath hi agar aapko facebook account block hone par reactivate karne ki jankari helpful and useful lage to is post ko social media par share jarur kare.
Goluamliyar
Mera id please unblock karo
Asmira Bibi
My facebook id is bloke carrom Plaza is is bloke my id
Mauyri
Please my account unlock
arif sahab
please unblock my facebook account
Aakash saini
My Facebook account is blocked please unblocked
Bishnupada Samanta
My Facebook account is locked
arif sahab
facebook account is blocked please unblock my account
sonali sahi
Mera id lock ho gaya hai par unlock nahi ho raha hai kya kare sab kuch try kr chuke hai
Karan yadav
सर मेरा फेसबुक अकाउंट लॉक हो गया है प्लीज उसे ब्लॉक कर दे मैंने दूसरे के मोबाइल में खोली अब मेरे मोबाइल में वह ब्लॉक खो गई है प्लीज
Komal
Hello sir mere ek friend hai vo Jo bhi fb id banta hai vo 2,3 ghande bad band ho jati ais kya kre ki id band na ho Kabhi please help me sir
Dharmendra Yadav
Hi नमस्कार sir मै ये जानना चाहता हु की क्या मै अपने facebook fan page को किसी और के facebook id पर transfer कर सकता हु क्या , यदि facebook fanpage को transfer किया जा सकता है तो उसका प्रोसेस क्या है sir मुझे अपने एक फ्रेंड्स का facebook fanpage transfer करना please help me sir.
Jumedeen Khan
Aap us friend ko page ka admin bana do. Uske bad wo aapki ID ko page se delete kar dega. Bas transfer ho gaya.
Dharmendra Yadav
आपका बहुत बहुत धन्यबाद sir जो कि आपने हमें इतना अच्छा जानकारी दिया
रवि राय
हमारी फेसबुक आईडी बंद हो गई है कैसे खोलें
Raja Badkhane
Sar aur aapse ek request karta hu sar aap Kisi bhi tarah harkat nahin karunga sar jaldi se jaldi meri ID sar unblock kar do
Mona khairwar
Sir mera facebook id verify nahi ho pa raha hai main har baar try kar rahi hu verification hota hai fir aage ka process nahi ho raha hai abhi tak unblock hain meta id
Saurav Kumar Roy
Facebook in block account ho gaya hai
Rahul sharma
Bhai mera account block ho gaya tha mene ID diya lekin account disabled dikha raha he wapis mene help center me apna ID proof diya he account chalu ho jayega
Jumedeen Khan
Yes ho jayega thoda wait karo.
Rahul yadav
Bhai maine apni id deactivate kr di thee uske baad mai uska password bhool gaya or maine kai saare password use kiye par mera Facebook account nhi khula mujhe lagta hai Ki sayad mere id block ho gye hai bhai apne upar jo bataya hai bo tarika mere account me kaam krega ya nhi
Bhai
Agar mai ye tarika try krta hu to screenshot Ki jagah apne aadhar ki photo click krke bhej sakta hu ya nhi
Jumedeen Khan
Yes bhej sakte ho.
Aashish
bahut achi jankari di hai bhai .. Thnks
mukesh
ky Hum ek facebook account se dusre facebook account me ad ko transfer kr skte hai?
Jumedeen Khan
Nahi.
Aashish
Bahi ji Bahut achi Jankari Di aapne . Bahi kya permanent blocked id ko bhi open karne ka koi tarika hai.
Jumedeen Khan
Nahi but aap request send kar sakte ho.
Arjun Singh
Bhai hamare ek friend ki FB I’d block ho gayi hai use re-open kaise kare
Abhinav Ranjan Jha
Nice Post
mukul
sir ajj kal app fb per kyun nhi ate na hi koi post karte fb per na hi kuch sirf apne blog ki post share karte hp kya hua koi parshani hai kya sir jo app itne time se apni timeline per kuch nhi likhte na hi reply karte
Jumedeen Khan
Aesa kuch bhi nahi hai karta hu abhi thoda busy hu uske bad kiya karunga.
Yash
Hi, Kuch dino se aap aapke blog per experiment kar rahe ho , jo ki hum se bhi share karo. And aap ki blog income report ka intjar h.
Jumedeen Khan
Yash main jo bhi karunga aapke sath share karunga.
Asween
Useful tips for everyone
Jo lmbe samay se facebook user he unka facebook account aekad bar to block huaa hi hoga or reactivate ke liye unhone kaafi samay tak intejar bhi kiya hi hoga.
Mera bhi account 2-3 baar block huaa he,abhi thode dino pehle hi 1 month ke liye ho gaya tha jis douran me group post share nahi kar shakata tha.
Kaafi logo ko account block hone ke baad use unblock karne ki is process ke baareme pta nahi hota, including me.
Is tips se jo logo kaa kuchh mistakes ki vajah se account block ho jaata he unhe kaafi help milegi.
Ketan rathod
Muje hosting buy karni he,to me konsi site se karu, abhi blog par hu or muje traffic acha milne laga he,konsi compniy batter he
Jumedeen Khan
First hosting ke bare me thoda pata karo or decide karo ki aapko kitna bandwidth, space RAM chahiye fir uske hisab se hosting lo. Hostgator.com and Bluehost.com best hai.
MD Saban
Hello, bhai.. mai blogger templates Bana kar sell karna chahta hu.. to pls mujhe Bataiye ki blogger par apni theme selling kaise bnau…Aur payment system kaise setup karu…
Thanks,
Regards
MD SABAN 🙂
Jumedeen Khan
Payment system ke liye bhaut si sites available hai shoutmeloud par iske bare me post mil jayegi.
Suraj Singh
मेरी फेसबुक id bock ho gaya hai
Sir please
saqib
hello jdk mere blog ka title hindi me show kyu hota hai jaise
1. WhatsApp क्या है
2. व्हाट्सएप्प क्या है
men first bale ki tarah likhta hun lekin google search men dusre bale ki tarah dikhta hai jbki bloglon ke title main koi change nhi hota hai bo english aur hindi dono ka use karte hain
Jumedeen Khan
Aapke sawal ka jawab is post me hai Google Search Result Se Translate this Page Ko Remove Kaise Kare
saqib
isse bhi kuchh nhi ho raha ya robots tag men notranslate ka use karun ya koi aur option hai
Jumedeen Khan
Jo btaya hai wohi use kaor or kuch day wait karo ye 2 minute ki process nahi hai isme kai din ya week lag sakte hai.
Simran Jha
Bohot Achi tricks hain, is information ke liye shurkiya 🙂
rohaan
Cool ! Bahut hi kaam ki jankari hai.
Sagar Chauhan
Shaandar post brother 🙂
nitesh
Hello jummedin khan
Mujhe apke blog pe guest post update krne k liye kya krna padga?
Jumedeen Khan
Guest policy read karo.
Arnav
Mere Bhai maine fake id banai thi. jyada request bhejne se temporary block ho gai hai ek month ho gaya hai. Facebook Friends ki photo pahchane ke liye bol raha hai. aur ek bhi friends ki photo pehchan ki nahi hai yaar. Please bro guide me. Bahut log aapki bate karte hai, online Master bhi kehte hai aapko.
Muze pata hai fake id’s banana galat hai lekin wo id sirf apne friends ki maja lene ke liye hi banaya tha. Please tell me dear. how to fix this problem
Jumedeen Khan
Sorry is kaam me main aapki 1% bhi help nahi kar sakta.
Angel doll
Mera personal facebook account tha n mera wo no band ho chuka h usme meri sub personal details h mne meri Id submit kr di h kya wo on ho jyegi plzzz reply
जुमेदीन खान
हां बिल्कुल हो जाएगा, अगर ना हो तो आप फेसबुक टीम को कांटेक्ट कर रहा है, वह आपका अकाउंट वेरीफाई करके इनेबल कर देंगे