Website ki loading speed search engine me better rank pane ka most important factor hai. Apni site ko speed up karne ke liye hum bahut se tarike use karte hai. Blog loading stime kam karne me CDN Content Delivery Network ek high popular way hai. Jo ki aapki iste ki loading speed ko 100% kam karta hai. Har koi site speed kam karne me CDN suggest karta hai. MaxCDN or CloudFlare sabse better CDN provider hai. Yaha mai aapko CloudFlare free CDN ke bare me bta raha hu.
Agar aap CDN (Content Delivery Network) ke bare me puri details chahate hai to aap CDN Kya Hai or Website Blog Ke Liye Kyu Jaruri Hota Hai post padhiye. Isme maine CDN ke bare me details se btaya hai ki ye kya hai aapki site ke liye kyo important hai or ise kyu use karna chahiye.
- Website Blog Ka Loading Time Check Karne Ki 5 Free Tools
- Website Ki Page Speed Kaise Badhaye 10 Best Online Tools [Boost Speed]
In this Post, Is tutorial me mai aapko btaunga ki aap apne blog ke liye Free CloudFlare CDN Setup kaise kare. Aapka blog blogger, WordPress ya kisi bhi platform par ho aap is post me btaye step se kisi bhi blog me free cloudflare cdn set up kar sakte hai.
CloudFlare CDN Kya Hai?
CloudFlare CDN basically ek Web Application Firewall, Ek distributed proxy server or ek Contend Delivery Network hai. Yeh aapki site ko optimize, security by attackers, request reaches, speed up time, unwanted traffic, server and visitor ke bich data transfer service me help karta hai. CloudFLare ki sabse achi bat ye hai ki jab kabhi aapki share hosting offline ho jati hai to bhi cloudflare work karta hai.
CloudFlare small websites or blogs ke liye free vasic plan provide karta hai. Sath hi CloudFlare $20 per month ke hisab se paid plan bhi offer karta hai. Agar aapki site par traffic jyada hai to aap premium plan perchange kar sakte ho.
Blog Me CloudFlare Free CDN Kaise Setup Kare Hindi Jankari
Isse pahle ki aap apni website ki speed improve karne ke liye CloudFlare istemal kare aap apni web hosting or apni site ki speed check kar le ki is time aapki site ki speed kya hai. Taki CloudFlare use karne ke bad site ki loading speed kitni kam huyi ka andaza laga sake.
Mostly, Web hosting company blouehost, hostgator par aapko cpanel par CloudFlare ka option mil jayega. So agar aap WordPress user hai to apni hosting par cpanel me ja kar ek click se CloudFlare CDN install kar sakte hai. Iske liye aap apne hosting customer care me contact kare. Wo aapki site ke liye CloudFlare CDN install kar denge. Iske bare me hum dusri post me bat karenge.
Yaha hum manually setup ke bare me bat karenge jo mere hisab se automatically setup se jyada behtar hai.
Option 1: Add Website
- Sabse pahle aap CloudFlare par ja kar sign up kare or fir log in kare.
- Ab Add Site par click kare or apni site ka URL add karke Begin Scan par click kare.
- Ab kuch time me scaning complete ho jayegi. Uske bad Continue Setup par click kare.
Option 2: Add DNS Records
Yaha par aapko domain ke DNS records add karne hai. Agar aap WordPress user hai to aapko DNS record aapki hosting cpanel me milenge. Or agar aap blogger use hai to aapne jaha se domain liya hai. Aapko waha par domain DNS setting me DNS record milenge. Exampy aapne godaddy se doamin liya hai to aap godaddy site par ja kar dns record copy karke yaha add kare. Yaha aap A, CNAME record add karne hai. Uske bad Continue par click kare.
Option 3: Select Plan
Ab aapko plan choose karna hai. Yaha mai aapko free plan ke bare me bta raha hu so aap abhi Free Website select karke Continue par click kare.
Option 4: Update Nameservers
Ye nameserver aapko apne domain site par add akrne hai. Iske liye aap apni domain site par jaye or log in karke my domains par click kare. Uske bad domain select kar DNS setting me jaye or old server ki jagaye CloudFlare ke nameservers add kare. Uske bad Continue par click kare.
Finall, Sabhi setting karne k bad kuch hours wait kare. CloudFlare CDN ko active hone me 1-5 hours ka time lagta hai. Is beech aapki site ho sakta hai work na kare or DNS error show ho. Or agar aapko CludFlare free CDN set up ke bare me koi sawal puchna hai to aap comments me puch sakte hai.
- Website Ki SEO Ranking Banaye Rakhne Ke Top 5 New Tarike
- How To Speed Up Your WordPress Site – 100% Working Tips
Website better performance ke liye CDN use karna bahut important hai. Har wo user jisko iske fayde ke bare me pata hai CDN jarur use karta hai. Mai aapko suggest karunga ki aap bhi apne blog ke liye CDN jarur use kare.
I hope aapko is article me achi jankari milegi. So plz is post ko social media par apne firends ke sath share jarur kare.
Vipin
Sir maine nameservers update Kiya lekin abhi bhi google
This page isn’t working
redirected you too many times
Show kar raha hai
Naeem ahmad
Sir mere wordpress blog ki site helth main ye do error show ho rahe hai
The REST API encountered an error
Your site could not complete a loopback request
Help kre plz
जुमेदीन खान
contact your host
rovin singh chauhan
sir domain me cloudflare ka nameserver update kar denge to hosting ka name server kaha set karenge plzz bataye
Jumedeen khan
Hosting ka nameserver kahi nahi add karna hai, aapko bas hosting ip address cloudflare dns setting me add karna hai usi se site run karegi.
Kiran
Sir wordpress par hai site lekin DNS record nhi mil raha hai
Jumedeen khan
Aapko sirf hosting ip address cloudflare me add karna hai aur cloudflare name server domain setting me.
Sahil Kumar
Kuch bloggers ke anusar blog SSl Certificate use karne ke baad blog ke address me change hone ki wahaj se Google unke pages ko dubara se index karta hai. Jiski wajah se unki traffic kam hui hai. To bhai fhir traffic normal hone me kitna samay lagta hai?
Jumedeen khan
Ye bilkul sach hai, https enable karne ke bad aapki site ki ranking down hogi lekin kuch time bad recover ho jaeygi. Isme kuch month ka time lagta hai.
Sarabjeet kaur
hello kya aap bta skte ho jaise maine hosting nd domain dono godaddy se liya tha…maine SSL certificate cloudflare se liya meri website bhi secure ho gyi hai….but ek doubt hai..???
jab maine nameserver change kiya aur cloudflare ka nameserver dala. to Kya mera server change ho gya..??
kyuki mere dns record godaddy show nhi kar rha…cloudflare me show ho rhe h…
Jumedeen khan
Yes aap abhi cloudflare cdn use kar rahe ho, jab koi aapki site ko browser me open karega to browser >> cloudflare >> your server type se request send hogi.
SOURABH DHANUK
Sir.. digital ocean me domain add kiya hu… Cloud fare SSL kaise lgaye.. suna hai uame kuch coding krna pdta
जुमेदीन खान
DO के नेमसर्वर की जगह डोमेन सेटिंग में क्लाउडफ्लेयर का नेमसर्वर ऐड कर दो।
Sonu
Bro help me mere website me HTTP to likha hua a gya hai bt Green lock ne ara mere website check kijiye and Help Me sir
Jumedeen khan
Aap site ke sabhi URL me http to https replace karo green lock show hoga.
sonu
sir mere domain name freenom website me Liya hai or hosting 000webhosting so free hosting le hai mere freedom ke serververname me 000webhosting ke nameserver hai mene Jab free domain ko hosting se Connect kiya tha tb inhe addtkiya tha ab aap btaiye Me kese addykaru cloudflaire ke nameserver ko isme agar hosting Wale hata du To domains and hosting disconnect Ho jayegi
Jumedeen khan
Bro free hosting aur domain le kar kaam karne se achha hai aap mat hi karo. Because abhi kuch time pahle ek cheap hosting ki wajah se kai bloggers ko loss hua hai.
Tripurari Kumar
Free Me ham lifetime Ke Liye Laga Sakte Hsi Ya Koi Limited Time Tak
Jumedeen khan
Is time lifetime hai future ka pata nahi.
Virendra maurya
sir apni website par https lagane ke liye kya cloudflare ko paisa paid karna padega ya puri tarah se free hai.
Jumedeen Khan
Nahi cloudflare free ssl provide karta hai. Look here WordPress Blog Me CloudFlare Free HTTPS SSL Setup Kaise Kare
Kamal
Blogger me jab custom domain use Karte h to, domain
( Godaddy.com) me do, cName bharne hote h
(1)- www gmk.google.com
(2)- fhsaqteq dgsvvwtjbh.google.hosted.com
But aapke btaye 1st step ke bad (begin scan ) cloudflare ne, kud he, automatically sare, A record (google ip address ) & only pahla cName ( www gmk.google.com ) add ker Liya.
To kyu mujhe dusra (bada wala) cName record ( fhsaqteq dgsvvwtjbh.google.hosted.com ) usme add karna chahiye ya nahi
Vaise apke btaye baki all steps (option 3 & 4) mai already complete kar chuka hun.
Jumedeen khan
Karna chahiye. Wo aapne domain setting me pahle kiya hoga agar cloudflare par kar chuke ho to double nagi kar paoge.
Kamal
Thank you for your valuable time & reply
Pravin
Sir mera automatcaly dns record aa gaya lekin usme A, CNAME, MX, TXT – ye 4 type ke record aa rahe hai. total total 11 record aa rahe hai. ab maine continue pe cluck kiya aapke bataye anusaar kuch fark to nahi padega naa.
kyonki aapne sirf 2 record A AND CNAME record ad karne ko kaha hai. isliye puch raha hu..kuch problem to nahi hogi naa.
Jumedeen Khan
Aap www or domain ko apne hosting IP address ke sath a or cname record add karo. Like
A record – domain.com – ip address
cname – www – domain.com
Pravin
Sir konsa wala dns record ad karna hai. jo domain wala ya domain with nameserver wala.
wordpress site ke liye
exa.
1) yourdomain
2) yourdomain – nameserver
isme me se kaun sa wala
dono 10 -11 record hai kya sabhi add karna hoga.
Q2- agar viewers mere through share liye Gaye video link ke through video dekhte hain aur viewers khud apne phone ke YouTube app me mere Chanel me Aakar video dekhte hain to kya isse koi fark padta hai? Q3- agar Haan to kya fark padta hai? Q4- kya share liye Gaye video ko viewers ke dwara dekhne par meri earning nahi hogi? Q5- kya share liye Gaye video me Jo dekhega to use ads dikhai nahi dega? Q6- kya koi mere YouTube Chanel me Aakar mere video dekhega tabhi use ads dikhai denge aur agar share kiye Gaye video ko dekhega to use ads dikhai nahi denge? Please help me sir!
Jumedeen Khan
Sirf 2 nameserver use karne hai.
nahi.
nahi, earning ad click se hoti hai.
nahi
only video ko play karne par ad show hoga.
dev
sir ip address kahan milega hosting par
Jumedeen Khan
Contact your hosting support team.
Nehal
dns record kaise bhare ya bina bhare kaam chal jayega
Jumedeen Khan
Hosting se aapko jo IP address milta hai wo add karo, Nahi bina DNS aapki site open nahi hogi.
Indrajeet
Sir main cloud account ko another gmail account se banakar add kar sakta hu ki nahi
Jumedeen Khan
Yes kar sakte ho.
Mukesh Gupta
Mere 2 sawal hai.
1. Kya free ka use karna thik rahega mera Matlab ki kya bina cdn jyada acha rahega ya ye free plan use karna jyada acha rahega.
2. Ye plan kitne days tak free milega
Jumedeen Khan
1. Cloudflare free plan best hai.
2. Always free hai.
Rushikesh sonawane
sir aapne kha, aapne jahase hosting kharidi. wahase aapko Dns record milega. sir mene hostgator se li to me kaise dns record lu. me cpanel me gaya bhi. par muze option nahi mil rha kya karu.
Jumedeen Khan
Iske liye aap hostgator customer care me bat karo wo bt denge.
Rushikesh sonawane
sir aapne kaha ki, aapko DNS record hosting provider se milega. mene hosting hostgator se li to me kaise dns record lu.
Jumedeen Khan
No worry aap ye steps follow karo.
1. Is post par jao or iske step follow karo Hostgator Hosting Par WordPress Kaise Install Kare
2. Step 2 me btaye screenshot ke anusar “Name server details” ke option par click karo.
3. Yaha aapko 2 name server record dikhayi denge jo aapko domain setting me add karne hai.
GIRDHARI SINGH
Jumedeen bro,mera blog abhi blogger par h.uske liye cloudflare ssl lgaya hai.flexible ssl ka option set kiya hua hai.usme green lock show nahi hota or site connection not fully secured dikhta hai.to kya hme kisi or company se ssl buy karke upload karna pdega kya?
Jumedeen Khan
Bro blogger mar aap cloudflare free ssl use nahi kar sakte.
Jaldeep Raval
Bhai Blogger Khud Abhi Free Me SSL Deta He Aapko Cloudflare Lgane Ki Koi Jarurat Nhi He | Aapko Free Me SSL Mil Jyega Aap Basic Setting Me Ja Kar SSL Active Kar Dijie Or Toda Samay Wait Kijie | 2 Se 3 Hours
raj
sir kya free blogspot.in wale domain par cloudflare use nhi kar sakte hai. agar kar sakte hai to kaise.
Jumedeen Khan
Blogger par aap custom domain ke sath cloudflare use kar sakte ho blogspot.in ke sath nahi.
Shaikh Muneer
Bahut hi acchi jankari kya mujhe bata sakte cdn ka setup w 3 total cache par kaise karna hai.
Jumedeen Khan
Agar aap cloudflare use karte ho to cache plugin use mat karo. Its best.
gautam
Main cloudflare use Karta Hu toh wp super cache plugin uninstall kar du kya ya fir rhne du. And agar uninstall karu bhi toh cloudflare m kya setting karni hogi
Jumedeen Khan
Dono karke dekho jisme speed jyada ho wo follow karo. Koi setting nahi bas plugin activate kar do.
INDERJEET SINGH
Hello Jumedeen Bro Nice Ur Gyan For All +=> Bro Mera Ik Importent Sawaal Hai Aapse ; Bro Mai Hostgator se Business Plan Use Kar Raha Hoon & Mujhe Ye Bataye Ki Mujhe Speed Fast Karne Ke Liye Kya Kya Krna Hoga Jaise (W3 Total Chache ) Or Cloud Flare in dono ko Use Kru Yaa Koi Ik Karu , Aur Bro Speed Ko Lekar Mai Bohut Sad Hoon Mujhe Bataye Mai Kya Kru W3 Total Kaise Use Karne Pe Bhi Speed Fast Nahi Huya Abh Kya Kru W3 Total Chache Ko Remove Krke Jo Aapne Cloud Flare Ke Baare Me Batayea Hai Wo Use KRu Kya Kru Bro Tell me I am Sad Jo Bhi Batao Jaldi Batana Mai Karne Ke Liye Tytaar Hoon Aapne Answer Ka Wait Hoga Mujhe Acche Se Bata Dena Reply Me Thank U Read Karne Ke Liye Aapka Dost Inder Bye
Mera Last Point Important Hai Yara Ish Ko Dhiyan Se Dekhna
Business Plan Maine Hosting Liya Hai Aur Kya Ye Speed Accha Provide Krwa Sakta Hai Jaa nahi . Ager Ye Hosting Me Koi Problem Hai To Bhi Bata Deya Mai Aur Cloud Flare Wala Paid Process Paid Kitne Ka Kru Jo Bhi Aapko Acche Laga Mujhe Best Info Dena Dil Se Comment Kiya Hai Thank U
Jumedeen Khan
Aap w3 or wp super cache dono ko remove kar only cloudflare use karo or 5-10 day bad check karo aapki site ki loading speed fast ho jayegi.
Aapke pas traffic kam hai to no problem wese hosting hostgator.com ki best hai.
chandrakesh
Thanks for this complete guide bro, Also I have a question is it good to use Cloud flare with any cache plugin
Jumedeen Khan
Free plan is bad but if you try paid plan will be good.
Govind
Kese pta kare ki hame cloudfare ki free service leni chahiye ya paid, i mean kitne traffic se above hamev paid service ke bare mein sochna chahiye, aur kya main domain par cdn use karne ka benefit subdoamin ko bhi milta h ya subdomain ke liye alag se lena hoga.
Jumedeen Khan
Subdoamin ko alag se add akrna padega. Free service free hoti hai or paid paid. Simple hai paid service huemsha better hoti hai.
Free Recharge Tricks
Thanks for posting this.
krishna
brother aap konsi webhosting service use karte hai
Jumedeen Khan
VPS hosting
sunil chandrakar
Sir actualy im new here
Mujhe blog ke bare me kuch khash malum nahi
Please aap mujhe iske bare me bta skte ho
Jumedeen Khan
Aap blogging wali post padho.
Sanju Dangar
Thank you sir nice information, me iske baare me fist janta nahi tha, our aap ne jaise bataye vaise hi sabhi step follow kiye hai, ak baat our ki CloudFlare par Add DNS Records otometicly aa gaya tha to maine vaise hi save kar diya, dusri baat ye ki godady par NS (Nameservers) me old rimove nahi ho raha hai err aati hai (An unexpected error has been detected. Please try again.) To maine old ko aise hi rahane diya our new ko bhi add kar diya totale 4 NS huaa, sir aap bataiye is se koi problem to nahi hogi na? Ya to me new NS delet kar du
Jumedeen Khan
Nahi isse koi problem nahi hai.
आकाश अग्रवाल
खान जी,
सादर.आशा है बेहतर होंगे.आपकी post लगातार पढ़ता हूँ.
आप खूब बढ़िया लिख रहे हो.
किसी blogging school से कम नहीं है आपका blog.
कुछ पूछना चाहता हूँ–M.S.word-2007 अवश्य use करते होंगे.इसके icon पर clik करने पर option “publish”दिखता है.
publish पर clik करने पर first option के तौर पर “ब्लॉग”है.जिसके तहत creat a new blog post with the content of……लिखा है .
प्लीज tell me किइस option का successfully प्रयोग कैसे किया जाता है. कृपया विस्तार से step-by-step बताने का कष्ट करें.
Jumedeen Khan
Iske liye aap iski site par iske articles padho. Unme sabkuch step by step btaya hua hai.
rohit
Hello,
Wordpress par ab ms word par se posting karne ka option available nahi hai.
Pahle Xml rpc ko enable kar aap word and WordPress connect kar sakte the.
But brute force attack hacking ki wajah se yah feature remove ho chuki he.
Aap ms word ki docx file mammoth docx convert plugin se WordPress me post add Kar skate Hain
Haidar Raza Khan
Jume Deen Bhai Kya Ab Apka Blog Genesis Framework pe hai ? Agar Han to Apne ye theme kitne ki kharidi hai. Kya Aapne isey customize karaya hai ya khud kiya hai.?
Jumedeen Khan
Yes, nahi kisi se customize nahi karwaya khud hi design kiya hai.
Vikash Kumar
Aaj mere site me cloudflare error 522 ho gaya. Jaisa apke site ka server down hone ki wajahs se phir bhi site open ho raha tha. Us tarah se mera nahi hua. Kuch minute baad site open hua khud se. Mai v chahya hu ki jab server down ho toh mujhe apke website ki tarah always online features mile. Kaise karu bataye.
Jumedeen Khan
Aap iske bare me apni hosting care me bat karo.
rohit
Hello
Yah cloudflare Ki always online feature hai.
Jo aap cloudflare account me caching option me enable Kar sakte he
kavya
Sir aapse ek choti see request hey backlinks badaney key liye jb hum directory submission krty hey toh usmey reciprocal link aata hey bhut seh log ussy use kha use krna hey nhi janaty mey be unhe logo mey seh ek ho bss aaps e ye request hey aap eshky uper ek airtcle jaror likhe taki mere be help ho skhy aur logo ki be .
Jumedeen Khan
Ok jarur likhunga.
Aditya
Sir blogger blog me ad block disable code kya hai or kaise add krte hai, uc browser me AdSense ad kaise dikhaye.
Please aapne abhi tak is per post nahi likhi, kya aap next post is topic par likh skte hai sabhi bloggers ka bhalla hoga.
Jumedeen Khan
ok mai is bare me post likhunga.
Dinesh Sharma
Hi i am trying to increase my revenue on my site, and i am working with google AdSense at the moment and would like some much needed advice. I have good traffic,
I am not sure what are better, text ads or image ads
plz help me….
Jumedeen Khan
Now time both types ad working same. So no changes to increase AdSense revenue but you can try blocking low cpc url and some other high paying keywords tips.
Sanjay Singh Rawat
Brother kya aap yoast seo ko baar-baar update karte ho ??? Please is baare me mujhe bataye.
Jumedeen Khan
Jab update available hoti hai tabhi karta hu.
Sanjay Singh Rawat
Ok Brother! Thanks for Quick Reply !!!
Vikash Kumar
Bhai kya pane theme change kar liya hai. Cloudflare me jab adhik traffic hoti hai toh ye website ko offline kar deta ya phir website ko error 504 kar deta hai. Isye kaise bacha jata hai.
Jumedeen Khan
Vikash ha theme change ki hai and post ko carefully padho sab btaya hua hai.
shubham
Bhai mene new blog banaya hai aur usme 2 post likhi hai aur Google Adsense approval ho gaya hai bhai aap mujhe batayege ki me Google Adsense sing up karu ya nahi aur Bhai Google Adsense ke liye kitni post honi chaiye aur Bhai mere blog ke liye best template batana Bhai please
Jumedeen Khan
Iske liye aapke blog par daily 500 se jyada traffic hona jaruri hai.
Aakash Soni
Bhai mene pichle post me lootoffers.net16.net se related comment pdha tha kya aap bhi uski post krna chahte hai or agr karna chahte hai to kab karenge kya main kr sakta hu kya plz btaye mere koi blog bhi nahi hai
Jumedeen Khan
Nahi maine uski post publish nahi ki kyuki wo usne khud ke blog par bhi ki huyi hai. Yes aap kar sakte ho.
GAURAV TIWARI
sir mera blog wp me haii bt sir ek problem ye a rhii ki dashbord me jo post hotii haii uski image nhii aataii sir jab post ko open to image a jati haii plz help sir
Jumedeen Khan
Aap post edit option ya new post likhne ke option me ja kar right side sidebar me sabse niche feature image select kiya karo.
Ravi Parwani
bhai main kafi time se apke blog ka visitor hoon aur ek bat maine notice ki hai ki ap jo post ke liye image add karte ho wo kabhi dikhai deti hai aur kabhi sirf image name hi show karta hai ,aisa kyun hota hai ? aur bhai, mera blog check karke batao ki kya kya kami hai ? aur page view aur reader kaise badaye ?
Jumedeen Khan
Ye aapki browser problem hai. aapke blog me koi kami nahi hai aap SEO ko follow karke content likho.
Rupesh Govardhane
Great article i had used this on my website and speed of my website really increased Thank you once again
sandeep kumar
Bro pahle ke name server ko remove karna hai ya nahi .
Yani ki Jo pahle ka domain server hai unko Remove karke cloud flare ka name servers add karna hai kya please details me batana
Jumedeen Khan
Pahle ke name server ko remove karke cloudflare ka name server add karna hai.
sandeep kumar
Me janta hu ki aap hostgator use karte ho lekin ye batao ki hostgator.in ya hostgator.com use kar rahe ho
Jumedeen Khan
Hostgator.com
Ashu Jack
Bahut hi atcha jankari hai mai ab AdSense apply kar sakta hu mera traffic 1000 pageviewer ho gya hai per day
Jumedeen Khan
Ha kar sakte ho.
Kabir
Hosgator par CPanel mein Cloudflair CDN kaise set kare, Iske baare mein jankari ya tutorial jaroor likhe. Thanks….
Jumedeen Khan
Ok jarur likhunga.
shahadatsherani
Most and usefull info. But sir subah meine aap se jo puchha tha kiyeh post aisa kyun dikha raha hai aboutislam786.blogspot.com/2016/05/16-top-secret-divorce-talaaq-ke-all.html
Aapne bataya ki full mobile friendly nahi templet but yeh templet jo mere blog par hai letest 2016 ka hai kafi logun ke log par chal raha hai mere bhi achha chal raha tha bus ye last ki 2 post aise hai jiski wajah se kafi gilty mehsoos ho rahi hai sir aap iss qabil hai ki dusrun ki problums solve kar saken iss liye baar baar aap se puchhte hain mujhe yeh bhi pata hai ki aapka waqt kitna qimti hai iss liye kafi question ko pending mein rakha huaa hai plz help
Jumedeen Khan
Maine aapki kei post check ki hai. Sabhi me yahi problem hai. Ho sakta hai aapne template me coding ko cheda ho or aapse coding delete ho gayi hai. Aap ya to dusri template use karo ya fir isi template ko fir se upload karo.
rohaan
Bahut hi badhiya jankari hai jumme din bhai bounce rate ke bare me thodi jankari dijiye na…
Jumedeen Khan
Ye post padho Website Me Bounce Rate Kya Hai or Iska Kya Matlab Hota Hai
zishan ali gulzar
sir mera ek questn hai,, jaise hm koi form ka format bna sakte hai jaise koi visitor usme input dale aur submit kare uske bad use output turant mil jaye automatic
Jumedeen Khan
gar aapko coding aati hai to bilkul kar sakte ho.
Tushar Chauhan
but mai bhi yehi template use krta hu pr sidebar jaisa nhi ata hai mtlb horizontal nhi ata apki tarah vertical aata hai?
Tushar Chauhan
bro kya aap ye bta sakte hai ki apne yeh privacy policy,about us,contact us,service,disclamer ye footer mai sidebar ki tarah kaise use kiya hai.
Jumedeen Khan
Tushar mai jo template use kar raha hu. Usme in sabka option already hai.
Tushar Chauhan
bro apne jawab nhi diya but mai bhi yehi template use krta hu pr sidebar jaisa nhi ata hai mtlb horizontal nhi ata apki tarah vertical aata hai?
Jumedeen Khan
Aap point theme use kar rahe ho. Usme sidebar aysa hi hota hai.
Tushar Chauhan
bro aap ye bta sakte ho ki aap konsa broadband use kar rahe ho aur jaipur mai konsa broadband best rahega?
Jumedeen Khan
Mai BSNL broadband use karta h. BSNL har jagah best hai.
Tushar Chauhan
bro mai itne sawaal puchta hu apko isse koi problem to nhi ho rhi na?
Jumedeen Khan
Agar aap useful question puchoge to koi problem nahi hai. Useless sawal mat pucha karo.
Tushar Chauhan
bro jo apne upar hi upar income,guest post, wp guide,blogging guide aur time aa rha h ye kaise use kiya hai?
Jumedeen Khan
Wo sab php coding se add kiya hai.
nilesh verma
sir maine bigrock hosting use karta hun and uske c panel me jo cloudflare hai use active kiya hun…..kya aap jo is post me bataye hai and jo mere c panel me diya hai wo alag hai ki dono same chij hai.
Jumedeen Khan
Dono same ab aap cloudflare namserver ko apne domain site par add kar do.
nilesh verma
sir mera domain nameserver to allredy cpanel me listed hai. and usme add karne ka option bhi nahi diya hai.
Jumedeen Khan
Cpanel me add nahi karne hai. Aapne jaha se domain register kiya hai. Us site par ja kar karne se domain setting me jao or dns setting me ja kar nameserver change karo.
Tushar Chauhan
bhai mere do sawal hai ek to yeh hai ki aap featured image bananer ke liye paint ka use karte hai kya?
aur dusra mai style.css mai gaya pr mujhe secondry menubar ka ption hi nhi mil rha hai ab kya karu kya aap iss par ek article likh sakte hai ya phir aap mujhe aise hi bta dijiye ki kya karna hai?
Aur ek aur sawaal ye hai ki apne apni site supportmeindia ke liye favicon kyo use nhi kiya hai?
Jumedeen Khan
Ha mai paint software se hi image banata hu. Aap style.css me jao or “secondary-navigation” search karo. Ye kei jagah par hoga. Isme aapko sabki width kam karni hai.
Abhinav Mishra
Again, A Nice Article Written By You, Bro, Mujhe Aapse Ek Help Chahiye, Maine Apne Blog Par Ribbon Theme Use Kiya Hai, Aur Usme Jo Maine Header Par Category Lagayi Hai, Wah Jyada Badi Hai, Aur list se bahar aa jati hai, to mai usko short kaise karu.
plz help, Thanks
Jumedeen Khan
Aap style.css me ja kar secondry menubar ki width kam karo.
Abhinav Mishra
Bro, secondary menubar ka option nhi Sikh RHA, style.css me to bahut se option aa the hai.
Jumedeen Khan
Abhinav aapko step bta chuka hu follow karna aapka kaam hai. Sabhi code par try kar sakte ho.
vicky
kya aap apni site ke liye CDN use kar rahe hai…….?
Jumedeen Khan
Yea, Bahut time pahle se use karta hu.
vicky
agar m CDN ka matlab sahi samjha hu toh…..CDN lene ke baad kisi aur server provider ki jarurat nahi padti na…..kyoki hamri website CDN server ke site se live rahti h……?
Jumedeen Khan
Nahi aap galat samajh rahe ho CDN sirf aapki site ke data ko fast send karne ka kaam karti hai na ki store karne ka. Means CDN only sirf aapke reader ko data send karti hai. Data store karne ke liye aapko hosting leni padegi.
vicky
oh….thank you….aap bata sakte hai ki aap kaun sa hosting provider use karte hai
Jumedeen Khan
Vick mai hostgator ka business plan use karta hu.
Amit kumar
vicky , CDN maine bhi use kiya hai but iska koi fayda nahi hota kyun ki ham log free plan use karte hain.free plan se bhaut adhik fayda nhi hai.aur cloudflare CDN specially Vps server hosting pe best [perform karta hai
Jumedeen Khan
Right bro. But kei bar jab humari site ko server down hota hai to hume cloudflare ke free cdn se bhi sahi speed mil jati hai. Ye maine confirm kiya hai.
Harpreet Kumar
bahut kaam ki jaankari batai hai apne bhai thanks