Hi friends, Ummid karta hu aapko search engine se acha traffic mil raha hoga. Agar nahi to aapke blog par dofollow backlinks kam honge. Agar aap apni site ki search performance increase karna chahate hai to aapko apni site ki pagerank increase karni hogi or pagerank increase karne ke liye aapko inbound links par focus karne ki jarurat hai.
Is time YouTube online video dekhne ki sabse jyada popular site hai. Jiski google pagerank 9 hai. But aap YouTube partner bane begair YouTube se backlinks receive nahi kar sakte. Mera matlab iske liye aapko YouTube par apni site verify karni hoti hai.
- Youtube Par Subscribers Kaise Badhaye Top 20 Tarike
- YouTube Se Paise Kaise Kamaye & Full Guide in Hindi
Agar aap blogging karte ho to shayad aapke pas YouTube account bhi hoga. But kya aap jante hai ki aap YouTube se bhi apni site ke liye dofollow quality backlinks receive kar sakte ho. In this post, Mai aapko iske bare me details se bta raha hu.
- Youtube Par Video Ko Monetize Kaise Kare or Adsense Se Kaise Jode
- Youtube Videos Me Subscribe Button Kaise Add Kare
Youtube par apni site ko verify karne se pahle aapki site google webmaster tool me already verify honi chahiye. Or agar aapne abhi tak apni site google search console me verify nahi ki hai to pahle Blog Ko Google Search Engine Se Submit Kaise Karte Hai post padh kar apni site ko GWT me verify kar le.
Youtube Se Dofollow Backlinks Kaise Receive Kare Blog Ke Liye
Ek bar apni site ko google webmaster tool me verify karne ke bad aapko site YouTube par verify karni hai. Youtube par site ko verify karne ke liye aap https://www.YouTube.com/verify link ko use kar sakte hai. Ya fir aap ye step follow kare.
Sabse pahle aap YouTube.com par ja kar apni gmail ID se log in kare. Uske bad Channel Settings >> Advanced par jaye. Ab Associated website me apni site ka link add karke verify kare.
- Channel par click kare.
- Advanced par click kare.
- Ab yaha par apni site ka link add kare.
- Add par click kare.
Jaise hi aap add option par click karoge. Aapko “success” ka message dikhayi dega.
Finally save par click kare. Bas ab aapki site YouTube par verify ho chuki hai. Ab aap ko 1-2 bad se YouTube se dofollow backlinks milne shuru ho jayenge. Googlebot aapki site ko index karne me 24 hours ka time lega. Uske bad aap alexa.com site par backlinks check kar sakte ho.
Agar aapko is article me helpful information mili ho to is post ko social media par apne friends ke sath share jarur kare.
gopal
useful information
ram
best information
Sanju Rauth
Bohot acchi jankari, mera ek sabal hai…
YouTube par dusro ka video k under comment karke, blog promote karunga to, google sei bura asar parega keya?
Jumedeen khan
No problem kar sakte ho.
Rohan
Thank you bhai mujhe mil gya backlink
VIJENDRA SINGH
hi sir
youtube me dofollow backlink ke liye blog url add karne ka option show nahi kar raha mene kai bar try kiya kya youtube me kuch changes hua hai plz ek bar youtube par visit kare and bataye ye option show ho raha hai ya nahi
Jumedeen Khan
Nahi abhi bhi option hai.
SUMAN
acchi information thi sir thankyou
neelesh
sir mere blog par me android mobile, moral stories aur health se related articles share krta hu par mera youtube channel education se related hai jis par main gk tricks share krta hu. To sir kya main is youtube channel se backlink bna skta hu. matlab isse blog koi negative effect to nhi pdega.
Jumedeen Khan
No problem.
sarfaraz warshi
thanks bhai achi jankari hai
Arun kumar
Hi very good article really informative and awesome article thanks for sharing keep up the good work and awesome smart work
eguardian india
nice information sir, i am learning lots of things from you