Hi friends, Ummid karta hu aapko search engine se acha traffic mil raha hoga. Agar nahi to aapke blog par dofollow backlinks kam honge. Agar aap apni site ki search performance increase karna chahate hai to aapko apni site ki pagerank increase karni hogi or pagerank increase karne ke liye aapko inbound links par focus karne ki jarurat hai.
Is time YouTube online video dekhne ki sabse jyada popular site hai. Jiski google pagerank 9 hai. But aap YouTube partner bane begair YouTube se backlinks receive nahi kar sakte. Mera matlab iske liye aapko YouTube par apni site verify karni hoti hai.
- Youtube Par Subscribers Kaise Badhaye Top 20 Tarike
- YouTube Se Paise Kaise Kamaye & Full Guide in Hindi
Agar aap blogging karte ho to shayad aapke pas YouTube account bhi hoga. But kya aap jante hai ki aap YouTube se bhi apni site ke liye dofollow quality backlinks receive kar sakte ho. In this post, Mai aapko iske bare me details se bta raha hu.
- Youtube Par Video Ko Monetize Kaise Kare or Adsense Se Kaise Jode
- Youtube Videos Me Subscribe Button Kaise Add Kare
Youtube par apni site ko verify karne se pahle aapki site google webmaster tool me already verify honi chahiye. Or agar aapne abhi tak apni site google search console me verify nahi ki hai to pahle Blog Ko Google Search Engine Se Submit Kaise Karte Hai post padh kar apni site ko GWT me verify kar le.
Youtube Se Dofollow Backlinks Kaise Receive Kare Blog Ke Liye
Ek bar apni site ko google webmaster tool me verify karne ke bad aapko site YouTube par verify karni hai. Youtube par site ko verify karne ke liye aap https://www.YouTube.com/verify link ko use kar sakte hai. Ya fir aap ye step follow kare.
Sabse pahle aap YouTube.com par ja kar apni gmail ID se log in kare. Uske bad Channel Settings >> Advanced par jaye. Ab Associated website me apni site ka link add karke verify kare.
- Channel par click kare.
- Advanced par click kare.
- Ab yaha par apni site ka link add kare.
- Add par click kare.
Jaise hi aap add option par click karoge. Aapko “success” ka message dikhayi dega.
Finally save par click kare. Bas ab aapki site YouTube par verify ho chuki hai. Ab aap ko 1-2 bad se YouTube se dofollow backlinks milne shuru ho jayenge. Googlebot aapki site ko index karne me 24 hours ka time lega. Uske bad aap alexa.com site par backlinks check kar sakte ho.
Agar aapko is article me helpful information mili ho to is post ko social media par apne friends ke sath share jarur kare.
Aryan
Bhai ji mai bhut paresan ho gya hu mai apni site pe lagatar mehnat kar rha hu 45 days se fir bhi mai income ni kar pa rha hu bhai ji meri apse ek reqst hai ap muje domain kharid ke de dijiye mai domain ni kharid pa rha hu mai apko domain ke paise pehle de dunga uske bad hi ap kharidna mai. Com Bala domain lena chata hu ap ap godaddy pe jake dekh lijiye kitne rupay ka .com domain hai fir muje bata dijiye mai utne ka hi recharge kara dunga apke fone me ya koi esa tarika bataye jisse mai ap tak domain ke paise de saku pls bhai ap meri ek aur help kar dijiye
Jumedeen Khan
Aryan tention mat lo incomd bhi hogi. Mai abhi ghar par nahi hu. Aap nexr month 1-2 tarikh ko bolna domain de dunga. Ok
shubham
Jo old post hoti hai use update karne ke bad wo home page par aani chahiye jaise aapki aati last updated karke aisi updated post ko home page par kaise lana hai WordPress me.
Jumedeen Khan
Simple hai post ki date aapki latest post ke bas karo
Narayan Soni
Sir Mere Blog Me Images Dikhai Naihi De Rahi He Main Page Par Mene Abhi Shift Kiya He
Jumedeen Khan
Soni aapko har posr ko edit kad default image set karni hai. Kisi bgi post ko edit karo or right side me sabse niche dekho iska option hoga
Ankit Jha
Bhai aaj bhi aapne koi response nahi diya
Jumedeen Khan
Ankit bro mai ghar par nahi hu. Ghar aate hi reply karunga
Ravi Kumar
bhaiya bahut din wait kiye AdSense ka add ka kya aap ek bar mere mail id password se dekhte kahi kuchh gadbad to nahi please bhaiya, isse blogging ke pichhe borefeel mahsus kar raha hu , lagta hai ab mera pura mehnat pe pani phirne wala hai
Jumedeen Khan
Ravi is time mai ghar par nahi hu. Aap 5 may ko bolna mai check kar lunga.
Sandeep Kumar
Ye post. Mujhe bahut acchi lagi. Umeed karta hu ki sabhi blogger ke liye ye new jankari hai
Narayan Soni
Sir Mujhe Samjh Nahi Aa Raha He Ki Mera WordPress Account kabhi khul raha he or kabhi nahi wp-admin lagane par kabhi wo batata he ki this domain no longer available on godaddy
Jumedeen Khan
Aapne new domain liya hai. Thoda qait karo sahi se khulne lag jayega
abhi
sir meri site or AdSense kga hua hai but wo dns unlcker ke ads dikhta hai
and meri site pr koi plugin bhi nhi hai ab mai kya kru
plz check earningkart my site
Jumedeen Khan
Ek bar theme change karke dekho
kiran pawar
Jumedeen Khan ji meri world alexa rank show rahi hai but india kyu nahi show ho rahi kya problem ho sakta hai.
Jumedeen Khan
Jab aapki site par india se jyada visitors aayenge to show ho jayegi.
Narayan Soni
Sir Ab Me Mere WordPress Blog Me Kya Kya Improve Karu Please Aap Bataiye Or Ye Niche Likha Aa Raha He Theme By Ise Kese Hatana He Or Jab Bhi Me Jetpack Ko Connect Karta Hu To Aata He Ki “Your website needs to be publicly accessible to use Jetpack” Isko Kese Solve Karu
Jumedeen Khan
Aapne hosting kaha se li hai
Rajesh Sharma
meri site alexa par verify nhi ho rhi h
alexa par paid searvice aa rhi free service nhi show ho rhi h kaise kre please help
maine support me india ki aleca wali post padkar hi alexa par verify kar rha tha par ho nhi rhi.
Jumedeen Khan
Ho jayegi. Is post ko ache se follow karo Website Blog Ko Alexa Me Submit & Verify Kaise Kare
Kabir
Badhiya tips maine kar liya…
Anuj Godara
jumedeen bhai dofollow or nofollow me kya difference hai,
Jumedeen Khan
Ye posr padho No Follow Vs Do Follow Link Dono Me Kya Difference Hai [
Arif
Jummedin bro me android phone lene ja raha hun konsa lo please kohi acha saa android phone btaye please
Jumedeen Khan
Arif bro mai phone ke bare me aapko suggest kaise karu. Achi company ka hi lena.
Kundan
Hello sir,,Mai support me india ka daily visitor hu..aur meri khud ki v ek dite hai. Mai janna chahta hu. Ki aapke site k bottom me ek ad aata hai..usks prpcess btaye…aur pop up ad lgane se koi dikkt to nhi hai
Jumedeen Khan
Bro wo nahi bta sakta. Hum popup ad nahi laga sakte
Prabhjit
Very useful post . I read all posts of you. Thanks
ashish pandey
Backlink se kya fayda hai dear
Jumedeen Khan
backlinks se humari site ki search rank increase hoti hai.
samak ajmi
Jume Deen ji kya aisa karke traffic badh sakti hai..? Mera matlab maine bahut koshishe ki par traffic me koi khaas badlaw nahi hua..!
Mai Hindimeteach.blogspot.com ka founder hoo check karke batayen koi mistake to nahi hai na..?
Jumedeen Khan
Bro jab aapko backlinks milenge to traffic to badhega hi. Second mai traffic badhane ke bare me kei post kar chka hu. Unme se kuch ko hi follow kar lo. Good result milega.
samak ajmi
Magar mujhe ye samajh aa raha k GWT me maine website add ki verify ki aur sitemap submit kiya tab google search se traffic nahi aa rahi aisa kyun..?
Jumedeen Khan
Mai jo next post likhunga. Use padh kar aapko sabkuch samajh aa jayegs.
Pradip Mandal
is se kiya fayde hoga
Jumedeen Khan
Aapki site ko YouTube se bhi visitors milenge.
raju
google adscens me maine 6 new ads add kiya tha ab mughe use hatana hai kaisa use hatau
Jumedeen Khan
Sabhi ads ko hide kar do. Kuch day bad apne aap delete ho jayenge.
surendra rsdp
Bhai mere search console me ek SMS aa raha hai
Hacked content detected on hindinetbook.com/
To: Webmaster of http://hindinetbook.com/, Google has detected that your site has been hacked by a third party who added hidden or cloaked content on some of your pages. This critical issue utilizes your site’s reputation to show potential visitors unexpected or harmful content on your site or in search results. It also lowers the quality of results for Google Search users. Therefore, we recommend you remove the hacked content from your site as soon as possible. If you remove the spam, our system will automatically reflect these changes as we update our index.
Following are one or more example URLs where we found pages that have been compromised. Review them to gain a better sense of where this hacked content appears. The list is not exhaustive.
Ab mujhe yeh jaanna hai Ki isko fix kaise kare
Jumedeen Khan
Google team ko apki site pae hacking content mila hai.yani aapki site pr koi hacking posr hai use delete kar do. Warna aapki site google me show nahi hogi.