100 High CPC Keywords Jin Par Adsense Jyada Pay Karta Hai

Google AdSense blog se earning karne ka sabse best or easy way hai. Aap AdSense se lakho me income kar sakte ho. Google AdSense hume itna pay karta hai ki hum soch bhi nahi sakte. Adsense Insuranse keyword par AdSense ki high CPC $54.91 hai yani is par google maximum 3,500 indian rupee deta hai. Isi wajah se old and new sabhi websites or blog ki google AdSense first choice hai or mostly websites owner AdSense hi use karte hai.

Google AdSense high CPC keywords list

Bahut si websites par bahut jyada traffic hota hai but unki AdSense earning bahut kam hoti hai. India me already AdSense ki CPC low hoti hai or user ko per click $0.5 to $0.10 cents hi milte hai.

Iska bilkul ulta kuch sites par traffic kam hota hai but unki earning maximum hoti hai. Dono me bas fark itna hai ki ek ko AdSense ki knowledge hoti hai or dusre ko nahi. I mean AdSense se jyada kamai karne ke liye aapko AdSense ki jankari hona jaruri hai.

Without information ke is post me btaye high paying keywords aapke koi kam nahi hai. Main already Top 20 High Paying Keywords Infographics me iske bare me bta chuka hu. Today, main aapko AdSense ke top number wale 100 high CPC keywords ke bare me bta raha hai.

In me se kuch keywords par google 3000 rupees se bhi jyada pay karta hain. Agar aapko ek bhi keywords par quality content likh lete ho to aapki earning 100%. Sirf in keywords se aap adsesne revenue ko 97% increase kar sakte hai.

Agar aap AdSense ki low CPC se pareshan hai or apni CPC increase karna chaahte hain to aap high paying keywords par article likha kare. Iske liye aap SemRush keywords search tools ka istemal kar sakte hai.

Google Adsense 100 High Paying Keywords List in Hindi

Aapko iske liye hard work ki jagah smart work karna hoga tabhi aap AdSense se good earning kar sakoge. So chaliye ab aap low traffic par smarter work karke AdSense se big earning karna shuru kar dijiye. Ye Google Adsense High CPC Keywords List 2025 – 2025 isme aapki help karegi.

Is highest CPC keywords list ko aap blog or YouTube par istemal kar sakte ho. Mostly dating and movies websites par AdSense CPC lo or Tech blog par AdSense ki CPC high hoti hai.

Google Adwords Advertising Top 20 Keywords Categaries List:

Keywords Top CPC
1.  Insurance  $54.91
2.  Loans  $44.28
 3. Mortgage  $47.12
 4. Attomey  $47.07
 5. Credit  $36.06
 6. Lawyer  $42.51
 7. Donate  $42.02
 8. Degree  $40.61
 9. Hosting  $31.91
 10. Claim  $45.51
 11. Conference call  $42.05
 12. Trading  $33.19
 13. Software  $35.29
 14. Recovery  $42.03
 15. Transfer  $29.86
 16. Gas / Electricity  $54.62
 17. Classes  $35.04
 18. Rehab  $33.59
 19. Treatment  $37.18
 20. Cord Blood  $27.80

Some other Google Adsense 100 High CPC Keywords List for 2025 – 2025

Upar btaye high cpc keywords most important hai. Ab main yaha aapko kuch or bhi high paying keywords ke bare me bta raha hu. Isse aapko or jyada help milegi or keywords researching me aasani hogi.

 Keywords Top CPC
21.  Mesothelioma Law Firm  $179
 22. Donate Car to Charity California  $130
 23. Donate Car for Tax Credit  $126.6
 24. Donate Cars in MA  $125
 25. Donate Your Car Sacramento  $118.20
 26. How to Donate A Car in California  $111.21
 27. Sell Annuity Payment  $107.46
 28. Donate Your Car for Kids  $106
 29. Asbestos Lawyers  $105.84
 30. Structures Annuity Settlement  $100.8
 31. Car Insurance Quotes Colorado  $100.9
 32. Annuity Settlements  $100.72
 33. Nunavut Culture  $99.52
 34. Dayton Freight Lines  $99.39
 35. Hard drive Data Recovery Services  $98.59
 37. Donate a Car in Maryland  $98.51
 38. Motor Replacements  $98.43
 39. Cheap Domain Registration Hosting  $98.39
 40. Donating a Car in Maryland  $98.20
 41. Donate Cars Illinois  $98.13
42.  Criminal Defense Attorneys Florida  $98
 43. Best Criminal Lawyers in Arizona  $97.93
 44. Car Insurance Quotes Utah  $97.92
 45. Life Insurance Co Lincoln  $97.07
 46. Holland Michigan College  $95.74
 47. Online Motor Insurance Quotes  $95.73
 48. Online Colleges  $95.65
 49. Paperport Promotional Code  $95.13
50.  Online Classes  $95.06
 51. World Trade Center Footage  $95.02
 52. Massage School Dallas Texas  $94.90
53.  Psychic for Free  $94.61
54.  Donate Old Cars to Charity  $94.55
 55. Low Credit Line Credit Cards  $94.49
 56. Dallas Mesothelioma Attorneys  $94.33
57.  Car Insurance Quotes MN  $94.29
 58. Donate your Car for Money  $94.01
 59. Cheap Auto Insurance in VA  $93.84
60.  Met Auto  $93.70
 61. Forensics Online Course  $93.51
62.  Home Phone Internet Bundle  $93.32
63.  Donating Used Cars to Charity  $93.17
64.  PHD on Counseling Education  $92.99
 65. Neuson  $92.89
 66. Car Insurance Quotes PA   ($92.88)
 67. Royalty Free Images Stock  $92.76
 68. Car Insurance in South Dakota  $92.72
 69.  Email Bulk Service  $92.55
 70. Webex Costs  $92.38
71.  Cheap Car Insurance for Ladies  $92.23
 72. Cheap Car Insurance in Virginia  $92.03
 73. Register Free Domains  $92.03
 74. Better Conference Calls  $91.44
 75. Futuristic Architecture  $91.44
 76. Mortgage Adviser  $91.29
77.  Car Donate  $88.26
78.  Virtual Data Rooms  $83.18
79.  Online College Course  $78
80.  Automobile Accident Attorney  $76.57
 81. Auto Accident Attorney  $75.64
 82. Car Accident Lawyers  $75.17
 83. Data Recovery Raid  $73.22
 84. Criminal lawyer Miami  $70
 85. Motor Insurance Quotes  $68.61
 86. Personal Injury Lawyers  $66.53
87.  Car Insurance Quotes  $61.03
88.  Asbestos Lung Cancer  $60.96
89.  Injury Lawyers  $60.79
 90. Personal Injury Law Firm  $60.56
 91. Online Criminal Justice Degree  $60.4
 92. Car Insurance Companies  $58.66
 93. Dedicated Hosting, Dedicated Server Hosting  $53
 94.  Insurance Companies  $52
 95. Business VOIP Solutions  $51.9
96. Auto Mobile Insurance Quote  $50
 97. Auto Mobile Shipping Quote  $50
 98. Health Records, Personal Health Record  $40
 9. Online Stock Trading  $35
100.  Forex Trading Platform  $20

Agar inke alawa bhi koi high CPC kryword mujhse miss ho gaya ho to aap comment section me use share karke humari or humare readers ki help kar sakte ho.

Ummid karta hu aapko is post me google AdSense high paying keywords ke bare me details se pata chala hoga so abhi se high CPC keywords par post likhna shuru kar dijiye.

I hope aapko ye post pasand aayegi agar haa to ise social media par apne friends ke sath share karur kare.

Reader Interactions

Comments (197)

  1. Sir badiya artical hai

  2. sir apne jo cpc keyword btaye hai inko YouTube p jab video upload krte hai tab tital m or tag me ye keyword likhne pdte hai kya ise hi cps khte h na sir plz tell me

    • Aapko video title or description me keyword istemal karne hai.

  3. sir mai apni website per kuchh achhi post dalta hoo. aur bahut jyada mehanat karta hoo. per hame ek bhi click nahi milti hai AdSense se aur maine aapke bahut se article read kiye hai 20 se bhi jyada pageview nahi hote hai. aur share bhi bahut karta hoo. please check web and help.

    • Apni writing skill sudharo or SEO friendly content likho.

  4. Blogger ko AdSense se link hai par ads nahi aata hai kyu

    • Kyuki abhi aapka AdSense activate nahi huya hai.

  5. Sir yeh jo cpc keywords h inko kaha use krna hota h YouTube me jaise ki me ek gaming pr video upload kr rha hun to in words ko kaha use kru tag me kya

    • in keywords par video banao jaise insurance par video banao ki ye kya hai or iski kyua jarurat hai.

  6. sir me jab post me ad lagata hu to site me aa jati he or photos buchme rah jata he kay aap bataye ge ki add ko bich me kaise set kare

    • check my blogspot posts.

  7. Sir, Maine ek website banaya hai 1.5 months pehle. Sir maine post bhi likh kar ke daal rakhi hai. Mere website mein visitors nahi aa rhe hain, please help me ki kaise visitors badhayein, aur sir main new hoon iss field mein to isiliye main aapse yeh bhi jaanna chahta hun ki apni website ki rank google search engine mein badhane ke liye atleast kitna post monthly likhna hoga.

    • Jin topics par aap post likh rahe ho un par pahle se bahut si posts hai aap kisi aese topic par post likho jis par kam post ho or log aapki post padhna pasand kare.

  8. Vidio par ads shov nahi horahe monitize hi krli
    Kya kre sir btaeye
    ..???

  9. sir aap WordPress me page views dekhne ke liye kon sa plugging use karte hai

    • google analytics

  10. Sir , agar agar hum kisi topic par post likhate he or usi topic par pahelese kisi or ne post likhi ho to kya humrai post copy Mani jayegi.

    • aap same usi ki tarh likhoge to hogi alag se likhoge to nahi hogi.

  11. adsene क्या viewr ओर traffic को भि नजरराख्ताहै क्या AdSense के लिय?

    • yes

  12. sir maine ek website banaye hai maine usme post bhi dal diya hai. but jab apne post ko google mai search marta hu to mere wali post aati hai nhi. but jab mai apni website ka name google mai search marta hu to wo search ho jati hai. maine apni website ko google search console mai bhi submit kar diya hai. plz sir muje batao.

    • blog par seo friendly post likho aa jayegi or aapne blog ka link nahi btao bina dekhe main aapko kaise bta sakta hu ki aap kya galti kar rahe ho.

  13. Jumedeen sir Main Releted Post plugin ke neeche Ads show karna chahta hoon.. Ise manually kaise set kare.. Maine aapse pahle bhi pucha tha.. please iske baare mein koi post likhe… mera question yeh hain ki jaise maine related post ka plugin lagaya hain aur theek iske neeche main Ads lagana chahta hoon to yeh main kaise karoo…

    kahne ka matlab yeh hain ki main post mein ads nahi balki releted post plugin ke neeche Ads dikhana chahta hoon… please reply dijiyega.. Blogger mein yeh hum asaani se kar lete thay. lekin WordPress mein related post ke neeche kaise ads show honge..

    Thanks..

    • kabir ads lagane ke liye bahut sare plugins hai aap plugin kko try karke ads laga sakte ho.

  14. sir mujy .com domain buy karna hai meri pass pasie be hai but created card bank account kuch be nahe kya aap meri liye domain kharid kar dai sakte hai me aap ko money kasie send karo gaaaaaa………….
    please help meeeeeeeee(meri NIC card me ab be 6 month baqi hai jis ke waja se meri accont waghaira kuch nahe ban tha…………..
    from pakistan

    • aap apne kisi friends ya family members ka debit card use karo.

  15. Google AdSense ki ads do website par laga sakte kya bhai jaise aapne 2-2 blog banaye hai?
    agar dono website approval ho gaye to aalag alag naam se aur dono blog se income kar sakte hai kya

    • Haa laga sakte ho.

  16. Bro google AdSense के बाद दूसरे नंबर पर कौन सा विज्ञापन नेटवर्क आता है जो हमें अच्छी cpc देता है
    2)क्या याहू bing भी अपने Ads नेटवर्क चलातेहै

    • chitika, iske bare me kuch nahi kah sakta

  17. sir meri blog ka domain .tk hai but ik post aaj padha jis me us ne bthaya tha keh .com ke muqable me .tk ke domain ko google ranke nahe daite …aur aap ke blog jab popular hojaye to ager koe buy karna chahe to aap ke domain be buy karsakte hai its true sir…
    kya hum .tk per quality ke post likh ker .com domain jaise traffic hasil nahe karsakte

    • Yes ye bat bilkul sach hai .tk domain itna famous nahi hai.

  18. Ek Post Uske Baare Me Likhiye Jisme Ham Adsense Ke Sath Dusre Ad Network Use Kar Sake Unke Name Aor CPM , RPM ,CPC , PPC Ki Bhi Earning Ho . Kyu Ki Adsense Se India Me Earning Karna Muskil Ho Raha Hain .

    • ok jarur, thanks for suggestion

  19. sir maine ek website banaya hai blogger.com per . sir jaise aapke website ka title support me india hai aur jab mai apki site ko on karta hu to apka website ka title stylish mai ata hai . mai apni website mai ye kaise kar sakta hu. aur mujhe kaun kaun se steps follow karne honge.

    • CSS coding se apne blog ka design change karo ya aapki apsand wali template use karo.

  20. bro maine yoast sitemap generate kiya hai lekin uska location /sitemap_index.xml hai. Problem yeh hai ki jetpack plugin ne bhi sitemap generate kar diya hai jiska location /sitemap.xml hai. Ab mujhe inn dono mein se kaunsa use karna chahiye ?

    • aap sirf yoast seo ka sitemap use karo.