Google AdSense blog se earning karne ka sabse best or easy way hai. Aap AdSense se lakho me income kar sakte ho. Google AdSense hume itna pay karta hai ki hum soch bhi nahi sakte. Adsense Insuranse keyword par AdSense ki high CPC $54.91 hai yani is par google maximum 3,500 indian rupee deta hai. Isi wajah se old and new sabhi websites or blog ki google AdSense first choice hai or mostly websites owner AdSense hi use karte hai.
Bahut si websites par bahut jyada traffic hota hai but unki AdSense earning bahut kam hoti hai. India me already AdSense ki CPC low hoti hai or user ko per click $0.5 to $0.10 cents hi milte hai.
Iska bilkul ulta kuch sites par traffic kam hota hai but unki earning maximum hoti hai. Dono me bas fark itna hai ki ek ko AdSense ki knowledge hoti hai or dusre ko nahi. I mean AdSense se jyada kamai karne ke liye aapko AdSense ki jankari hona jaruri hai.
- Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamaye
- Google Adsense Se Jyada Paise Kaise Kamaye, Best Earning Tips
Without information ke is post me btaye high paying keywords aapke koi kam nahi hai. Main already Top 20 High Paying Keywords Infographics me iske bare me bta chuka hu. Today, main aapko AdSense ke top number wale 100 high CPC keywords ke bare me bta raha hai.
In me se kuch keywords par google 3000 rupees se bhi jyada pay karta hain. Agar aapko ek bhi keywords par quality content likh lete ho to aapki earning 100%. Sirf in keywords se aap adsesne revenue ko 97% increase kar sakte hai.
Agar aap AdSense ki low CPC se pareshan hai or apni CPC increase karna chaahte hain to aap high paying keywords par article likha kare. Iske liye aap SemRush keywords search tools ka istemal kar sakte hai.
Google Adsense 100 High Paying Keywords List in Hindi
Aapko iske liye hard work ki jagah smart work karna hoga tabhi aap AdSense se good earning kar sakoge. So chaliye ab aap low traffic par smarter work karke AdSense se big earning karna shuru kar dijiye. Ye Google Adsense High CPC Keywords List 2025 – 2025 isme aapki help karegi.
Is highest CPC keywords list ko aap blog or YouTube par istemal kar sakte ho. Mostly dating and movies websites par AdSense CPC lo or Tech blog par AdSense ki CPC high hoti hai.
Google Adwords Advertising Top 20 Keywords Categaries List:
Keywords | Top CPC |
---|---|
1. Insurance | $54.91 |
2. Loans | $44.28 |
3. Mortgage | $47.12 |
4. Attomey | $47.07 |
5. Credit | $36.06 |
6. Lawyer | $42.51 |
7. Donate | $42.02 |
8. Degree | $40.61 |
9. Hosting | $31.91 |
10. Claim | $45.51 |
11. Conference call | $42.05 |
12. Trading | $33.19 |
13. Software | $35.29 |
14. Recovery | $42.03 |
15. Transfer | $29.86 |
16. Gas / Electricity | $54.62 |
17. Classes | $35.04 |
18. Rehab | $33.59 |
19. Treatment | $37.18 |
20. Cord Blood | $27.80 |
Some other Google Adsense 100 High CPC Keywords List for 2025 – 2025
Upar btaye high cpc keywords most important hai. Ab main yaha aapko kuch or bhi high paying keywords ke bare me bta raha hu. Isse aapko or jyada help milegi or keywords researching me aasani hogi.
Keywords | Top CPC |
---|---|
21. Mesothelioma Law Firm | $179 |
22. Donate Car to Charity California | $130 |
23. Donate Car for Tax Credit | $126.6 |
24. Donate Cars in MA | $125 |
25. Donate Your Car Sacramento | $118.20 |
26. How to Donate A Car in California | $111.21 |
27. Sell Annuity Payment | $107.46 |
28. Donate Your Car for Kids | $106 |
29. Asbestos Lawyers | $105.84 |
30. Structures Annuity Settlement | $100.8 |
31. Car Insurance Quotes Colorado | $100.9 |
32. Annuity Settlements | $100.72 |
33. Nunavut Culture | $99.52 |
34. Dayton Freight Lines | $99.39 |
35. Hard drive Data Recovery Services | $98.59 |
37. Donate a Car in Maryland | $98.51 |
38. Motor Replacements | $98.43 |
39. Cheap Domain Registration Hosting | $98.39 |
40. Donating a Car in Maryland | $98.20 |
41. Donate Cars Illinois | $98.13 |
42. Criminal Defense Attorneys Florida | $98 |
43. Best Criminal Lawyers in Arizona | $97.93 |
44. Car Insurance Quotes Utah | $97.92 |
45. Life Insurance Co Lincoln | $97.07 |
46. Holland Michigan College | $95.74 |
47. Online Motor Insurance Quotes | $95.73 |
48. Online Colleges | $95.65 |
49. Paperport Promotional Code | $95.13 |
50. Online Classes | $95.06 |
51. World Trade Center Footage | $95.02 |
52. Massage School Dallas Texas | $94.90 |
53. Psychic for Free | $94.61 |
54. Donate Old Cars to Charity | $94.55 |
55. Low Credit Line Credit Cards | $94.49 |
56. Dallas Mesothelioma Attorneys | $94.33 |
57. Car Insurance Quotes MN | $94.29 |
58. Donate your Car for Money | $94.01 |
59. Cheap Auto Insurance in VA | $93.84 |
60. Met Auto | $93.70 |
61. Forensics Online Course | $93.51 |
62. Home Phone Internet Bundle | $93.32 |
63. Donating Used Cars to Charity | $93.17 |
64. PHD on Counseling Education | $92.99 |
65. Neuson | $92.89 |
66. Car Insurance Quotes PA | ($92.88) |
67. Royalty Free Images Stock | $92.76 |
68. Car Insurance in South Dakota | $92.72 |
69. Email Bulk Service | $92.55 |
70. Webex Costs | $92.38 |
71. Cheap Car Insurance for Ladies | $92.23 |
72. Cheap Car Insurance in Virginia | $92.03 |
73. Register Free Domains | $92.03 |
74. Better Conference Calls | $91.44 |
75. Futuristic Architecture | $91.44 |
76. Mortgage Adviser | $91.29 |
77. Car Donate | $88.26 |
78. Virtual Data Rooms | $83.18 |
79. Online College Course | $78 |
80. Automobile Accident Attorney | $76.57 |
81. Auto Accident Attorney | $75.64 |
82. Car Accident Lawyers | $75.17 |
83. Data Recovery Raid | $73.22 |
84. Criminal lawyer Miami | $70 |
85. Motor Insurance Quotes | $68.61 |
86. Personal Injury Lawyers | $66.53 |
87. Car Insurance Quotes | $61.03 |
88. Asbestos Lung Cancer | $60.96 |
89. Injury Lawyers | $60.79 |
90. Personal Injury Law Firm | $60.56 |
91. Online Criminal Justice Degree | $60.4 |
92. Car Insurance Companies | $58.66 |
93. Dedicated Hosting, Dedicated Server Hosting | $53 |
94. Insurance Companies | $52 |
95. Business VOIP Solutions | $51.9 |
96. Auto Mobile Insurance Quote | $50 |
97. Auto Mobile Shipping Quote | $50 |
98. Health Records, Personal Health Record | $40 |
9. Online Stock Trading | $35 |
100. Forex Trading Platform | $20 |
Agar inke alawa bhi koi high CPC kryword mujhse miss ho gaya ho to aap comment section me use share karke humari or humare readers ki help kar sakte ho.
- Adsense Matched Content Kya Hai or Ise Kaise Use Kar Sakte Hai
- Google Adsense Se 1 Click Par $10 To $50 Kaise Kamaye – Secret Tips
Ummid karta hu aapko is post me google AdSense high paying keywords ke bare me details se pata chala hoga so abhi se high CPC keywords par post likhna shuru kar dijiye.
I hope aapko ye post pasand aayegi agar haa to ise social media par apne friends ke sath share karur kare.
Online Hindi Guide
Hi JDK bro kya aap bata sakte ho ke genesis child theme kaise banate hain?
Jumedeen Khan
Bahut simple hai aapko sirf header.php, funcctions.php folder banane hai. Iske bare me kuch english blog par article padh lo.
Rupendra kumar
1.Bhai mujhe bata sakte hai ki YouTube vedeo ke liye best free screen recoder kon se hai.
2.YouTube vedeo ham kitne mp me record kare YouTube par upload karne ke liye Example-mp4,hd,3gp.
Jumedeen Khan
1. camtasia ka free version use karo.
2. 720p
Ramanand mehta
wah,,,, gazab ka jankari hai aapka hr post kafi knowledgeful hota hai……
Manish
hello jume deen sir aapse WordPress se related kuch question hai-
1. main apni site me newpaper theme 7.4 wala version use kar raha hu jisme mujhe footer me pages add karne hai ab aapse question ye hai ki pages editor me jaker yani coding se add karna hai ya bina coding ke bhi add ho jayega or coding se add karna hai to template editor me kya find karna hoga..
2. maine yoast seo plugin install kar liya and setup bhi kar diya maine aapki yoast seo plugin wali post read ki hai ab yoast seo plugin me kuch changes huye issliye kuch option show nahi ho rahe hai mera question ye hai ki aap free yoast seo plugin use karte hai ya premium wala use karte hai. or dono me difference kya hai.
3. maine jetpack plugin install kiya hai or use connect bhi kar liya hai lekin jetpack plugin me bhut se plugin rahte hai vo kaise show honge.. or iss plugin se site ki speed slow to nahi hoti hai..
4. main apni site me featured image add karta hu jo title ke niche show hota hai ab ye question hai ki aap apni post me featured image hide kar dete hai or apni main image or usi main image ko featured post me add karte hai ya aap kewal ek featured image use karte hai to vo post ke paragraph ke baad kaise show hoti hai.
5. jume deen sir aap apne blog me kitne or kon kon se plugin use kar rahe please jarur bataye…
Jumedeen Khan
1. First to aap check kare ki theme me hi iska option hoga. Left sidebar appearance >> customize ya newspaper theme ke option par. Agar footer link ka option nahi hai to aap footer.php folder ko edit kar sakte ho.
2. Main free version hi use karta hu.
3. aap jetpack plugin ki setting me ja kar feature ko active kar sakte ho. Site spped bahut slow hoti hai main use nahi karta.
4. ISka feature genesis theme hai. Shayad aapki me bhi hoga.
5. Main sirf wp super cche or yoast seo plugin use karta hu kyuki jyada plugin use karne se site speed bahut slow ho jati hai.
Deepak Vaishnav
..Sir sbbdomain lene ke bhi pese lagte hai kya
..me mere domain ke kitne sbbdomain le skta hu
..ham kisi dusre ki site ki theme ka pata laga skte hai kya ki usne kon si theme laga rakhi hai
..Sir ye jo keyword hai un ka to meri site ka niche hi nahi hai kya fir bhi me enhe use kr skta hu kya
Jumedeen Khan
ahi sub domain or sub directory free use kar sakte ho.
jitni jarurat ho.
yes wpthemedetector.com site par pata laga sakte ho theme or plugin dono ka.
Nahi sirf aapki site se related keyword hi use karo.
Rashid Ansari
very nice post mujhe bahut khushi hui aapke likhne ka andaaz dekhkar
jaydeep bhanderi
Aapne WordPress me kaunsi theme use ki hai?
Jumedeen Khan
Genesis framework.
Md
Hlo jume deen bhai
Mujhe aapse puchna hai ki kya hum apne se AdSense ka ad laga sakte hain ya google lagata hai
Jaise maan lijiye ki jaise apke wabsite ke upar bigrock ka ad laga hua hai to aap agar chahein to use change kar sakte hain
Please bhai jarur reply kijiyega
Jumedeen Khan
1. Google automatically ad show karta hai hume sirf ad code lagana hota hai.
2. Nahi.
Rj saho khan
WordPress theme ko blogger me use kr sakta hu……
Jumedeen Khan
Nahi.
Dinesh
Dear Sir, mai Tech tips in hindi per content likhta hoon. Mere daily 2-3k pageview hote hai, aapke ke mutabik kitni daily earning honi chahiye. $1 se $2 ke bich me daily AdSense earning hoti hai. Kya aapko lagta hai ki mai itne hi page views se per day $10 earn kar skta hai. Please aap mujhe guide kare ki mai kaise is earning ko increase kar skta hoon. Daily Click bhi 30 se 100 ke bich me jo jate hai phir bhi earning $1 se $2 ke bich me hi rahti hai. cpc 0.02 se 0.05 hai.
Jumedeen Khan
3k pageviews se aap $5 to $10 earn kar sakte ho. Check this post Google Adsense Se 10,000 Traffic Par $20 Se $50 Kaise Kamaye
HindIndia
बहुत ही बढ़िया जानकारी है। काफी helpful है। ……Share करने के लिए धन्यवाद।
Jumedeen Khan
Hi man aap is tarah ki comments sabhi blog par karte ho or jaha tak mujhe pata hai aapki aesi 89% comments ko blog admin delete kar dete hai. I know aapko ye words type karne me 10 to 20 seconds ka time to lagta hi hoga. So please don’t lost your valuable time. Isse aapko koi fayda nahi hone wala. Real name se comment karo tabhi backlinks milega.
Ashvin Chaudhary
Great and Useful post Mr Jume Deen khan,
Mera Adsense Account 3 din pehle hi Appruv huva hai.mene Ads lagaye hai,jisme link ads 2 hi show ho rahe hai.normally 3 show hote hai,apke bhi ek shath 3 show ho rahe hai,to yaha par sawal ye hai ki kiya ye Adsense ki koi new policy hai ya mujse koi bhul huvi hai?
Thanks
Jumedeen Khan
Nahi post me copyrighti issue ya koi word copy paste karne se links ad show nahi hote.
Ashvin Chaudhary
Thanks for nice information Mr Jume Deen Khan,
Copy paste ka matlab yaha par kiya hai? me MS word me post write karta hu or copy karta hu to kiya ye issue ho sakta hai?
Dusri site content ke copyright issue ko me achi trah samjta hu par kud write ki huvi post me kis trah ke copyright issue a sakte hai?
please give some information about copy paste policy in post
Thanks
Ashvin Chaudhary
Happy Birthday Mr Jume Deen Khan,
Jumedeen Khan
Koi problem nahi hai.
Aapke khud ke likhe gaye content me koi issue nahi hoga. Agar aap kisi or ka content copy karoge to problem hogi.
Md Saban
Bhaijaan Happy Birthday. Dua karta hu aap blogging me aur aage jao.
Jumedeen Khan
Thank you saban.
Ayan Raj
Maine Avi Adsense Account Open Ki hai, To Notification Show ho raha Iska Matlab
In the past 7 days, your ad code has appeared a significant number of times on sites you don’t own.To avoid lost revenue, make sure to add these sites to your verified sites list in Site Management.
Jumedeen Khan
iska solution is post me hai. Kisi Site Me Aapke Adsense Ad Code Use Hone Par Kya Kare
kamlesh Parihar
Useful.
post_id{border: 1pix solid #000} sir aapne code bataya tha. par maine is kaise aur kaha use karun. kya ye sabhi blogger template par work karega.
Jumedeen Khan
ise blog css coding me ad akrna hai or post_id ki jagah apni post ki id ya class lagani hai.
Nitin
Hello, Bro aaj mujhe AdSense me ek message aaya “Today’s AdSense tip: Switch your Link Ads to Responsive Link Ads”.
Meri site pe jo 90% earning hoti hai wo 2 fixed link ads se hoti hai, isliye mai jayadatar responsive link ad nahi use karata hu.
Lekin kya agar mai AdSense ke is message ko ignore kar du to mera AdSense safe rahega na. Kyon ki agar mai wo 2fixed ads ki jagah responsive ad use karunga to meri earning bahut kam ho jayegi.
Jumedeen Khan
yes aap ignore kar sakte ho. Ye sirf suggestion hai.
Ayan raj
Mai Bihar Se hu, Mujhe Ek Bat Confirm Karni Hai,Mere Bank Branch Se Patna(125Km) Aur Muzzaphpur(123Km) Laghbhag Sem Hi Hai Thoda Defence Hai,
Q. Patna 2 Km Dur Hai, But Wo Ek famous City Aur Bihar Ka Rajdhani Hai, Agar Mai Patna use karu To Problem Kyuki Patna Sidhe Raste Aur Jana Bhi Aasan Aise Patan Ko kon Nahi Jnata hai.
Jumedeen Khan
Same nahi hai 2km ka fark hai jo najdeek hai uska swift code use karo. Main iske liye suggest nahi karunga.
Ayan Raj
Mai Bihar Ke Begusarai District Se hu, Aur Aap Hame Confirm Karaye Please Sir Ki Muzzaffarpur Aur Patna Kon sa Najdik Hai, Net par Kai site Me Kabhi Patna Aage To Kabhi Muzzf But Sahi Jankari sbi Customer Care wale Bhi nahi De Rahe hai,Kya kare , Samajh Nahi aa raha hai, Aap Kuchh Kare Income ka sawal hai
Jumedeen Khan
Google me “Begusarai to Patna KM” and “Begusarai to Muzzaffarpur KM: search karo. Maine check kiya hai Begusarai to Muzzaffarpur 115.7 km or Begusarai to Patna 127.6 km hai. Is hisab se Muzzaffarpur jyada najdeek hai fir bhi aap khud confirm kar le.
Yogendra Singh
jumedeen sir main aapse ek question puchhna chahta hoon.
sir ye bataye ki maan lo maine do post likhi
1- pahli post aise topic par likhi jis par bahut kam blogger likhte hai. jiska google search result bahut kam hai.
2- dusari post aise topic par likhi jis par bahut jyada blogger likhte hai. jiska google search result bahut jyada hai.
sir aap ye bataiye ki google search result me kaun si post ko top me upar lagega or kis post ko jyada log padhna pasand karenge.
Jumedeen Khan
first post ko kuch hi seconds ya minutes me index kar lega or top par aayegi. second type ki post inde hone me time legi or top par bhi nahi aayegi.
Nithis Kumar
Bro Mai Newspaper Theme Use kar raha hu, Mere Commment Me Date Aur Time Dono Show ho Rahe hai, Kya karu , Jubki mai Chata Hu Sirf Date show kare
Jumedeen Khan
Theme me comments.php me iski coding hogi waha se time ke code ko remove kar do.
Aman
Thank you bhai for sharing this post.