100 High CPC Keywords Jin Par Adsense Jyada Pay Karta Hai

Google AdSense blog se earning karne ka sabse best or easy way hai. Aap AdSense se lakho me income kar sakte ho. Google AdSense hume itna pay karta hai ki hum soch bhi nahi sakte. Adsense Insuranse keyword par AdSense ki high CPC $54.91 hai yani is par google maximum 3,500 indian rupee deta hai. Isi wajah se old and new sabhi websites or blog ki google AdSense first choice hai or mostly websites owner AdSense hi use karte hai.

Google AdSense high CPC keywords list

Bahut si websites par bahut jyada traffic hota hai but unki AdSense earning bahut kam hoti hai. India me already AdSense ki CPC low hoti hai or user ko per click $0.5 to $0.10 cents hi milte hai.

Iska bilkul ulta kuch sites par traffic kam hota hai but unki earning maximum hoti hai. Dono me bas fark itna hai ki ek ko AdSense ki knowledge hoti hai or dusre ko nahi. I mean AdSense se jyada kamai karne ke liye aapko AdSense ki jankari hona jaruri hai.

Without information ke is post me btaye high paying keywords aapke koi kam nahi hai. Main already Top 20 High Paying Keywords Infographics me iske bare me bta chuka hu. Today, main aapko AdSense ke top number wale 100 high CPC keywords ke bare me bta raha hai.

In me se kuch keywords par google 3000 rupees se bhi jyada pay karta hain. Agar aapko ek bhi keywords par quality content likh lete ho to aapki earning 100%. Sirf in keywords se aap adsesne revenue ko 97% increase kar sakte hai.

Agar aap AdSense ki low CPC se pareshan hai or apni CPC increase karna chaahte hain to aap high paying keywords par article likha kare. Iske liye aap SemRush keywords search tools ka istemal kar sakte hai.

Google Adsense 100 High Paying Keywords List in Hindi

Aapko iske liye hard work ki jagah smart work karna hoga tabhi aap AdSense se good earning kar sakoge. So chaliye ab aap low traffic par smarter work karke AdSense se big earning karna shuru kar dijiye. Ye Google Adsense High CPC Keywords List 2025 – 2025 isme aapki help karegi.

Is highest CPC keywords list ko aap blog or YouTube par istemal kar sakte ho. Mostly dating and movies websites par AdSense CPC lo or Tech blog par AdSense ki CPC high hoti hai.

Google Adwords Advertising Top 20 Keywords Categaries List:

Keywords Top CPC
1.  Insurance  $54.91
2.  Loans  $44.28
 3. Mortgage  $47.12
 4. Attomey  $47.07
 5. Credit  $36.06
 6. Lawyer  $42.51
 7. Donate  $42.02
 8. Degree  $40.61
 9. Hosting  $31.91
 10. Claim  $45.51
 11. Conference call  $42.05
 12. Trading  $33.19
 13. Software  $35.29
 14. Recovery  $42.03
 15. Transfer  $29.86
 16. Gas / Electricity  $54.62
 17. Classes  $35.04
 18. Rehab  $33.59
 19. Treatment  $37.18
 20. Cord Blood  $27.80

Some other Google Adsense 100 High CPC Keywords List for 2025 – 2025

Upar btaye high cpc keywords most important hai. Ab main yaha aapko kuch or bhi high paying keywords ke bare me bta raha hu. Isse aapko or jyada help milegi or keywords researching me aasani hogi.

 Keywords Top CPC
21.  Mesothelioma Law Firm  $179
 22. Donate Car to Charity California  $130
 23. Donate Car for Tax Credit  $126.6
 24. Donate Cars in MA  $125
 25. Donate Your Car Sacramento  $118.20
 26. How to Donate A Car in California  $111.21
 27. Sell Annuity Payment  $107.46
 28. Donate Your Car for Kids  $106
 29. Asbestos Lawyers  $105.84
 30. Structures Annuity Settlement  $100.8
 31. Car Insurance Quotes Colorado  $100.9
 32. Annuity Settlements  $100.72
 33. Nunavut Culture  $99.52
 34. Dayton Freight Lines  $99.39
 35. Hard drive Data Recovery Services  $98.59
 37. Donate a Car in Maryland  $98.51
 38. Motor Replacements  $98.43
 39. Cheap Domain Registration Hosting  $98.39
 40. Donating a Car in Maryland  $98.20
 41. Donate Cars Illinois  $98.13
42.  Criminal Defense Attorneys Florida  $98
 43. Best Criminal Lawyers in Arizona  $97.93
 44. Car Insurance Quotes Utah  $97.92
 45. Life Insurance Co Lincoln  $97.07
 46. Holland Michigan College  $95.74
 47. Online Motor Insurance Quotes  $95.73
 48. Online Colleges  $95.65
 49. Paperport Promotional Code  $95.13
50.  Online Classes  $95.06
 51. World Trade Center Footage  $95.02
 52. Massage School Dallas Texas  $94.90
53.  Psychic for Free  $94.61
54.  Donate Old Cars to Charity  $94.55
 55. Low Credit Line Credit Cards  $94.49
 56. Dallas Mesothelioma Attorneys  $94.33
57.  Car Insurance Quotes MN  $94.29
 58. Donate your Car for Money  $94.01
 59. Cheap Auto Insurance in VA  $93.84
60.  Met Auto  $93.70
 61. Forensics Online Course  $93.51
62.  Home Phone Internet Bundle  $93.32
63.  Donating Used Cars to Charity  $93.17
64.  PHD on Counseling Education  $92.99
 65. Neuson  $92.89
 66. Car Insurance Quotes PA   ($92.88)
 67. Royalty Free Images Stock  $92.76
 68. Car Insurance in South Dakota  $92.72
 69.  Email Bulk Service  $92.55
 70. Webex Costs  $92.38
71.  Cheap Car Insurance for Ladies  $92.23
 72. Cheap Car Insurance in Virginia  $92.03
 73. Register Free Domains  $92.03
 74. Better Conference Calls  $91.44
 75. Futuristic Architecture  $91.44
 76. Mortgage Adviser  $91.29
77.  Car Donate  $88.26
78.  Virtual Data Rooms  $83.18
79.  Online College Course  $78
80.  Automobile Accident Attorney  $76.57
 81. Auto Accident Attorney  $75.64
 82. Car Accident Lawyers  $75.17
 83. Data Recovery Raid  $73.22
 84. Criminal lawyer Miami  $70
 85. Motor Insurance Quotes  $68.61
 86. Personal Injury Lawyers  $66.53
87.  Car Insurance Quotes  $61.03
88.  Asbestos Lung Cancer  $60.96
89.  Injury Lawyers  $60.79
 90. Personal Injury Law Firm  $60.56
 91. Online Criminal Justice Degree  $60.4
 92. Car Insurance Companies  $58.66
 93. Dedicated Hosting, Dedicated Server Hosting  $53
 94.  Insurance Companies  $52
 95. Business VOIP Solutions  $51.9
96. Auto Mobile Insurance Quote  $50
 97. Auto Mobile Shipping Quote  $50
 98. Health Records, Personal Health Record  $40
 9. Online Stock Trading  $35
100.  Forex Trading Platform  $20

Agar inke alawa bhi koi high CPC kryword mujhse miss ho gaya ho to aap comment section me use share karke humari or humare readers ki help kar sakte ho.

Ummid karta hu aapko is post me google AdSense high paying keywords ke bare me details se pata chala hoga so abhi se high CPC keywords par post likhna shuru kar dijiye.

I hope aapko ye post pasand aayegi agar haa to ise social media par apne friends ke sath share karur kare.

Reader Interactions

Comments (197)

  1. Maine aapka domain name lene wala post padha tha….jisame keyword ka use karke domain name ka suggesion diye the.

    To maine Seomoze.com domain liya hu .Yah kaisa domain name hai aapki nazar me ??

    Jabki Moz.com

    Aur Seomoz.com pahle se maujud hai.

    Ye mujhe domain le lene k bad pata chala hai

    • Bhai is domain par aapki site top par english me to mushkil aayegi agar aap hindi blogger ho to no problem

  2. bro mujhe ek baat puchni thi .. jaise apka blog approval hai aur apki site par ads lagi hai … aur mera AdSense coount disapproval hai to kya aap mera account aproval karwa sakte ho .. asia ho sakta hai kya agar maine 2 ya 4 post hi upload ki ho to

    • Agar aapki site ko google ne ban nahi kiya hai to ho jayega.

  3. sir meri website hindi me hai lekin kuch post hinglish me bhi hai kya mujhe uc news me website submit karne se pehle hinglish post ko delete kar dena chahiye

    • Uc news mostly hindi blog ko support karta hai. hinglish ko submit mat karo.

  4. Hello sir, Agar hame Kisi blog par guest post karna hai aur hum us post ko likhkar draft me save kar Lete hai phir uske Baad use hum Kaise send kare

    • Us post ka aap text file me convert kar ya direct message box me paste kar send kar sakte ho.

  5. Hlw Sir,, mera blog ke google webmaster tools me target country india set kiya hua hain, aur jab maine other country ka google me apna blog ka koi bhi post search krta hun to wahaa show nhi krta hain, jbki other blog ka krta hain,,, to kya main target country ko untick (Remove) karunga to traffic me koi effect hoga,,,ya iska koi aur reason hain??? ,, mera domain .com hain

    • Yes aap jis country ko target karoge google apaki site ko usi country me jayda show karega.

  6. sir mere AdSense me hat day 4,3,5 clicks show hote hai.but inki earning kabhi nhi aati

    • Ye fake clicks hai aap traffic badhao earning bhi hogi.

  7. Jumme Deen Bro mera ek sawal hai WordPress beginner theme shayad paid theme hai lekin kya mai use kisi tarah free me use karsakta hu aur agar koi uss theme ko buy karke khud bhi use kare aur kisi aur ko bhi use karne de to aisa karna thik hai ya nai.

    • Nahi internet par aapko iske free version bhi milenge but use mat karna danger ho sakta hai. Kyuki free version hackers ka hota hai.

  8. Hello jume deen sir. Maine apni site ki theme change ki thi lekin uske baad mai 10 post likh chuka hu wo post search consol me nahi aa Rahi

    • Aapke blog ki post search me aa rahi hai. Aap ek bar site:example.com se check karo.

  9. namaste jumedeen ji. sir ye bataye
    1-1000 word ki post aur 500 word ki post me kitne keyword use karne chahiye.
    2-ek post me ek keyword ko kitni bar repeat kar sakte hai.
    3-post ke first paragraph me aur last paragraph me kitne keyword use karne chahiye.
    4-ek paragraph me ek keyword ko kitni bar use kar sakte hai.
    5-high quality contentke baare me bataye.
    6-meri site sochworld.com journalism par aadharit hai.kya mujhe post me I, Me, You jaise word friendly post banane le liye use karne chahiye.

    • 1. 1000 words ki post me 20-25 bar or 5000 words ki post me 10-12 bar maximum.
      2. 2.5%
      3. dono me 2-3.
      4. 2-3 and post content ki jarurat ke anusar.
      5. Iske bare me ye post padho High Quality Content Kya Hota Hai
      6. yes kar sakte ho.

  10. Hello jdk bro
    India me AdSense ki sabse lowest cpc kitni hai

    • $0.01

  11. bhai… pahle cpc $0.07 se $0.09 mil rahi thi but 6 7 din se $.04 se $0.05 hi rah gai aisa kiyu ho raha hai

    • Main jaldi hi iske bare me post likhne wala hu.

      • kiya apne low cpc ke karan par koi post likhi hai??

        • Chck our adsesne category posts.

  12. Sir, mai ek doctor hu or nya health blog bnana chahta hu lakin aapne jo high paying keyword ki list btayi h usme to iska nam b ni mai is bat me confused hu ke ye key word blog post me aane chaye ya blog ka niche hi in keywords me se hona chaye. Kyo ki is list k kisi b topic ka mughe koi knowledge ni h or na hi interest h

    • Sanjay ye 2015 to 2016 ki list hai or ab 2017 chal raha hai so no problem second list btane walo se bhi mistake ho sakti hai. ye semrush ki report hai google ki nahi so istna mat socho. Aap apne niche se related keyword hi use karo.

  13. bhai maine kal 03.01.17 ko apna .com domen blogger me add kiya lekin google par search karne par .blogspot.com hi aa raha vaise koi problum to nahi hai kyoki open karne par redirect hokar .com me open hoti hai magar .blogspot ko google search se kaise remove kare koi solution ho to bataiye.

    • Aap new domain ko search console me submit karo uske kuch bad new domain search me aane lag jayega.

  14. many many happy returns of the day bhai , Happy birthday
    hello bhai
    blogger me H1 tag kaise add karte hai title me?

    • thank you. H1 heading use karne ki jarurat nahi humari post ka title already H1 tag me hota hai.

  15. Sir Ji Mere Khayaal Se “Support Me India” Bhi Ek High Keyword Hai Kyoki Jisme Bhi Maine Support Me India Ka Naam Liya Hai Agar Apne Topic Se Support Me India Ka Naam Likhu To Mera Blog apka Blog Search Engine Par Hone Lagta Hai High Keyword-> Support Me India.

  16. 1-sir post title me max kitne keywords use kar sakte hai jisse koi problem na ho?

    • Post title me ek hi target keyword use kar sakte hai. Baki aap 2-3 use kar sakte ho but itna nahi ki title title na lag kar keyword hi nazar aaye. Like “Computer Kya Hai? Computer Ki Puri Jankari” Ye galat hai isme computer keyword ek hi bar aana chahiye.

  17. Sir meri site ke ye kya ho gay hai na khul rahi hai na kuch ho raha hai fb pr screenshot dekh lijiye sir mene aapko bheje hai

    • Site open ho rahi hai no prolbem

  18. Bro Mai AdSense Account Se Money Withdrawal Karna Chahta Hu. Mere Account Me Enough Money Hai Jisko Mai Redeem Kar Sakta Hu But Mujhe Kuch Jan Na Hai Aapse –

    Mera SBI Ka Account Hai. So Mai Usko Istemal Kar Raha Hu –

    Aap Mujhe Bataeye Ki Bank Details Me Account Number, Account Holder Name & IFSC Code Ke Alawa Bhi Kuch Dena Hoga Kya ? Kyonki AdSense Withdrawal Form Me 2 – 3 options Or Bhi Hain Wo Blank Chorr De Kya ?

    Or Kitne Samay Bad Account Me Paise Transfer Honge ?

  19. sir uc news me dusre ka pan card number submit kar sakte hai ?

    • yes kar sakte ho.

      • Sir kya aap 2 minutes fb par bat kar skte ho

        • Facebook par 8pm ke bad karna.

  20. Bhai mujhe aj AdSense walon ki taraf se message aya her jissme unho ne kaha ha kai we have dissaprove and closed your account change your accouunt etc ..bhai apko mene mail pe screeen shot bhi send kia hai ,bhai kia ap bata sakty ho ab me kia karun??????new account bana ke request bejhun kia??ya fr kia??

    • Main mail check karke aapko reply kar dunga.

      • Bhai sorry jiska apne reply dia wo subha kia tha ,,, ab mene dubara ek mail bejha he usspe dosra screen shot bhi hai jo apne kaha tha ke channel> monitize ka ss bejhdo ,,,wo mee bejhdia he dosri email se .check krley please

        • Aap 9pm par facebook par bat karo.

          • Apki id pe ya page pe??? Apki id pe messages deye hue hai me 9pm ko dubara kardunga

          • Kahi bhi kar do main check kar lunga.