Google adsense se $100, $200, $300 dollar per day kamana namumkin kaam nahi hai. Har koi aysa kar sakta hai bas usme kuch karne ka hosala hona chahiye. Bahut se bloggers or website owner isse bhi jada paise kama bhi rah hai lekin aap kyo nahi kama sakte, kama sakte ho par mehanat kar ke, bina mehanat ke kamayi nahi hoti. Aaj is post me main aapko yahi batane wala hu ki google adsense se ek day me $100 kaise kamaye.
Aaj mai aapko google adsense ke bare me jo baate btane ja raha hu. blogging karne se pahle aapko unki knowlegze hona jaruri hai.
Agar aapne google adsense account or website nahi banaye ho to yaha par click kar ke pahle apna adsense account or website bana lijiye.
Google Adsense Kya Hai?
Google adsense google ki ek aysi service hai.jise online websites ka promotion karne ke liye banaya gaya hai. jo log apni websites ka promotion karana chahate hai. wo adsense ko apni site ke ads dikhane ke paise dete hai.
Bilkul tv wale ads ki tarah, google adsense blog, websites, video par apne ads dikhane ke liye bloggers, websites owners, video managers ko commision deta hai.
Google adsense ke bare me btane se pahle mai man leta hu ke aapne blog ya website bana li hai. or aapne apni site par ads bhi laga rakhe hai. to ab sawal ye hai ki paise kaise kamaye ja sakte hai.
Google Adsense Se 100 Dollar Per Day Kaise Kamaye
Main yaha aapko gogle adsense se paise kamane ki kuch tricks bta raha hu. agar aap unhe follow kar le to aap $100 to kya $500 dollar bhi per day kama sakte ho.
CTR yani Click throw Rate. aapko per click ke kitne paise milte hai. man lo aapko $0.03 per click milte hai to $0.03/100=$3.00 hote hai. cpc adsense ke ads ki company par nirbhar hai. kyuki jo company adsene ko jitne jada paise degi. adsense hume utna hi comossion dega. to cpc kam jada hoti rahti hai.
CPC yani ctr ki average, aapki monthly ctr average kitni hoi hai. ye humari sites ke ads par nirbhar hai. koi visitors humari site ke ads per click karke jitne time tak rukta hai. hume utna jada commission milega. CPC lagbhag $0.25 se$2.00 tak ho sakti hai.
- To aapko $100 per day kamane ke liye aapko karib 500 ads click ki jarurat hai. or 500 ads click hone ke liye aapki site par karib 40,000-50,000 views hone chahiye.
- 40,000-50,000 views per day hone ke liye aapke blog ya website par 500 awesome, top, fomous article hone chahiye. to ab aapko pata chal gaya hoga ki $100 per day kamane ke liye kitni mehanat karne ki jarurat hai. dariye mat or mai ye kar sakta hu ki bhavna le kar start kijiye.
- Agar aapki sites par 40,000 views per day hi jate hai to aap Buysellads.com site par apne ads space bech kar bhi $3,000-$6.000 per month kama sakte ho.
To ek acha or high quality ka blog ya website bana kar hum aasani se$100 per day kama sakte hai. to aaj se hi apna mission shuru kar do ye soch ke ki mujhe ek din success blogger ya website owner banna hai.
Fir dekhna paisa kaise aapke piche bhagta hai. agar aap paise kamane ke or tariko ke bare me janna chahate ho to yaha click karo. Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike Jane
Agar aap online paisa kamana chahate hai to aap apni website bana kar ya youtube se bhi paise kama sakte hai. Iski jankari ke liye ye post padhe Online Blogging Kar Ke Google Adsense Se Paise Kaise Kamaye.
- Also Read: Mobile Se Paisa Kamane Ke 5 Best Android Apps
- Adsense Account Ko Approved Karane Ke 20 Tarike Janiye
Agar aap google adsense ke bare me adhik janna chahate hai to aap hamari website par adsense se related post padhiye aapko details se jankari milegi.
I hope aapko google adsense se per day $100 kaise kamaye post achhi lagi hogi agar lagi hai to social media par share jarur kare.
Rohit
Bhaijaan aap mujhe bas itna bata de ager main apni site per koi song dalu or vo song kisi or site se download kiya hua ho or maine uski detail change kerke apni site ki details daal di ho toh kya main aayese song daal sakhta hoon.. Ya mujhe banned ker diya jayega..
Please bhai koi article padne ko mat bol aap direct bata doh kya main aayesa ker sakhta hoon ya nahi
Jumedeen Khan
dal sakte ho but koi bhi aapke khilap action le sakta hai or aapki site ko ban kara sakta hai. Aap plz songs site banane ka chakkar chod do or koi post likhne wala blog bana lo.
Rohit
Thanks bhaijaan..
Bhaijaan kya aap mujhe bata sakhte ho ki main kis tarh ki site banani chahiye
Main jokes or status or quotes ki site banane ki soch raha hoon.. Apki kya advice hai..
Jumedeen Khan
Rohit aapka jisme sabse jyada interest ho usi ki site banao.
Ravi Rajan Sonvane
sir me YouTube, blog,and others website se paise kma sakta hu…..
and me blog bana rha tha tb create blog click nhi ho pa rha tha….
sorry…! me apke pas bar bar comment kr rha hu isliye
Jumedeen Khan
Ha kama sdakte ho aap sabhi step ache se follow karo.
Ravi Rajan Sonvane
sir
good evening
sir …kya me puchh sakta hu ki AdSense ko paisa kon si company deti hai .Or jab AdSense hume degi to hume kaise pata chalega ki kitna commission and kaise show karegi
Jumedeen Khan
Adsense google ki service hai google hi hume paise deta hai. Aap apne bank account me check kar sakte ho.
aniket
Sir hamne hamari website open ki hai but bank ac no kaha par dena hai.
Jumedeen Khan
Abhi aap apni site par kuch badiya post likho uske bad jab aapke blog par 300-500 pageviews daily traffic aane lag jaye to aapko AdSense account banana hai uske bad AdSense me bank account number add karna hai.
Anakh Ghumaan
Hello dear
Can you please tell how to upload copyright music in YouTube . Beacause from last six months i am trying to make money but i did not make single doller . And i see in YouTube there are many peoples they upload others content and make money . Can you give me any trick
Jumedeen Khan
You can’t upload copyright video on YouTube. You upload only your own videos and make money. Some channel do this but after some time, google banned them.
anish
sir hamari blog taiyaar hai par hame jitni income chahiye wo hame nahi mil pa rahi hai.hum puri mehnat se imp bhejte hai aur ads bhi lete hai par hume phir bhi kuch khaas inccome nahi mil pati.
sir hume batao ki income kaise badegi.
Jumedeen Khan
Anish maine hindi blog par AdSense se jyada paise kamane ke bare me bahut post ki hai wo padh lo better solution milega.
Rahul
Sir AdSense account kaise banaye
Jumedeen Khan
Iske llyaha click karo.iye
sumit kumar
buysellads.com per ad space kaise bechna hota hai bats sakte hai us site me jane ke baad kuch samagh nahi a raha hai aur internet me bhi iske bare me nahi hai please help
Jumedeen Khan
Mai iske bare me details se post likhunga wo padh lena.
shrikant
hindikkavita.blogspot.com
mai kavita likhta hu to kya mai isse paise kama sakta hu
meri blog ek baar jarur dekhiye kaisa hai
Jumedeen Khan
Ha kama sakte ho.
deepesh batham
bhai sahab yadi me blog ko aapki tarah hindi me likhta hun to mujhe income milegi
Jumedeen Khan
Bilkul hogi.
Rajja/ Faiz Muhammad
bhai mujhe aap se kuch help chaye
Jumedeen Khan
Bolo kya help chahiye.
Tauseef Ahmad
Hello sir mera addsens account disabled ho gya hai usko enabled kar sakte hai
Jumedeen Khan
Aap mujhe AdSense disapproved ka message dikhao.
Rahul Pal
Sir Google AdSense kya hai isme kya hota hai kya aap mujhe bata sakte ho isme kitne paise milte hai
Jumedeen Khan
Bro aap supportmeindia ki Adsense se related post padho sabki jankari mil jayegi.
satish sharma
sir mary websitehai sameexatv.com .mana adsons ek purana aproved person sa liya hai .and maximum content facebook sa liya hai.mujha guide kara pls ..mujha adsons kaise paise data hai…… kya kavel click karna par hee paise milta hai ..yah bhee jankary da sir ji
Jumedeen Khan
Satish aap humari AdSense se related post padho aapke sare sawalo ke jawab mil jayenge.
badshah khan
sir mujhe ab kya krna hai
mene kai post bhi kr diye
mujhe 3 mahine ho gye ab AdSense kaise lagaye
Jumedeen Khan
Aapne dusro ki post copy ki hai. yaha tak ki aapne meri bhi post copy ki hai. Unhe abhi delete kar do warna kisi ne aapki google ko report kar di to aap kabhi AdSense use nahi kar paoge. or google search se bhi aapka blog banned ho jayega. ye post padh lena 50 Reason Jinse Aapki Site Ko Google Se Penalty Mil Sakti Hai
ashish
Sir mujhe aapka contact no chahiye
Jumedeen Khan
Aap mujhe contact form me message kar sakte ho.
Aftab Hussain
bhai Maine apne blog par post dali hai lekin post Google par nhi dikha rha hai jabki site dikha rha hai site par click karte hai to homepage khulta hai lekin koi post nhi dikhta see more karne par dikhta hai.
Jumedeen Khan
Aap abhi or post likho or apne blog ko google webmaster tool me submit karo.
shrikant gupta
Sir maine website banaye hue ek hafte ho gye maine apne blogs pe post bhi kiya hai lekin google site pe mera website show nhi ho rha ..suggest me sir
Jumedeen Khan
Aap apni site ko search engine se submit karo read this guide Google Webmaster Tools Ko Use Karne Ki 7 Important Tips [GWT Overview]
Ramjan Malik
AdSense me my website m kya likhu
Jumedeen Khan
pni website ka link add karna hai.
shajad ansari
Sir me ek website bana chata hu aur usme add deke income karna chata hu plz batye ye kese hoga aur me aad kha se lau jese mujhe campney pese degi
Jumedeen Khan
Aap ye post padho Website Blog Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye
shital kumar
sir
money mail par hame parday imail padhne ko mil raha tha lekin tin dino se imail nahi aa raha hai
Jumedeen Khan
sme mai kuch nahi kar sakta. Aap sabhi servey complete karo.
shital kumar
sir,
paypal account me ham kis-kis bank ka debit card use kar sakte hai.
Jumedeen Khan
sabhi national bank ke.