Google Adsense Se $100 Per Day Kaise Kamaye

Google adsense se $100, $200, $300 dollar per day kamana namumkin kaam nahi hai. Har koi aysa kar sakta hai bas usme kuch karne ka hosala hona chahiye. Bahut se bloggers or website owner isse bhi jada paise kama bhi rah hai lekin aap kyo nahi kama sakte, kama sakte ho par mehanat kar ke, bina mehanat ke kamayi nahi hoti. Aaj is post me main aapko yahi batane wala hu ki google adsense se ek day  me $100 kaise kamaye.

Google adsense se paise kaise kamaye

Aaj mai aapko google adsense ke bare me jo baate btane ja raha hu. blogging karne se pahle aapko unki knowlegze hona jaruri hai.

Agar aapne google adsense account or website nahi banaye ho to yaha par click kar ke pahle apna adsense account or website bana lijiye.

Google Adsense Kya Hai?

Google adsense google ki ek aysi service hai.jise online websites ka promotion karne ke liye banaya gaya hai. jo log apni websites ka promotion karana chahate hai. wo adsense ko apni site ke ads dikhane ke paise dete hai.

Bilkul tv wale ads ki tarah, google adsense blog, websites, video par apne ads dikhane ke liye bloggers, websites owners, video managers ko commision deta hai.

Google adsense ke bare me btane se pahle mai man leta hu ke aapne blog ya website bana li hai. or aapne apni site par ads bhi laga rakhe hai. to ab sawal ye hai ki paise kaise kamaye ja sakte hai.

Google Adsense Se 100 Dollar Per Day Kaise Kamaye

Main yaha aapko gogle adsense se paise kamane ki kuch tricks bta raha hu. agar aap unhe follow kar le to aap $100 to kya $500 dollar bhi per day kama sakte ho.

CTR yani Click throw Rate. aapko per click ke kitne paise milte hai. man lo aapko $0.03 per click milte hai to $0.03/100=$3.00 hote hai. cpc adsense ke ads ki company par nirbhar hai. kyuki jo company adsene ko jitne jada paise degi. adsense hume utna hi comossion dega. to cpc kam jada hoti rahti hai.

CPC yani ctr ki average, aapki monthly ctr average kitni hoi hai. ye humari sites ke ads par nirbhar hai. koi visitors humari site ke ads per click karke jitne time tak rukta hai. hume utna jada commission milega. CPC lagbhag $0.25 se$2.00 tak ho sakti hai.

  1. To aapko $100 per day kamane ke liye aapko karib 500 ads click ki jarurat hai. or 500 ads click hone ke liye aapki site par karib 40,000-50,000 views hone chahiye.
  2. 40,000-50,000 views per day hone ke liye aapke blog ya website par 500 awesome, top, fomous article hone chahiye. to ab aapko pata chal gaya hoga ki $100 per day kamane ke liye kitni mehanat karne ki jarurat hai. dariye mat or mai ye kar sakta hu ki bhavna le kar start kijiye.
  3. Agar aapki sites par 40,000 views per day hi jate hai to aap Buysellads.com site par apne ads space bech kar bhi $3,000-$6.000 per month kama sakte ho.

To ek acha or high quality ka blog ya website bana kar hum aasani se$100 per day kama sakte hai. to aaj se hi apna mission shuru kar do ye soch ke ki mujhe ek din success blogger ya website owner banna hai.

Fir dekhna paisa kaise aapke piche bhagta hai. agar aap paise kamane ke or tariko ke bare me janna chahate ho to yaha click karo. Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike Jane

Agar aap online paisa kamana chahate hai to aap apni website bana kar ya youtube se bhi paise kama sakte hai. Iski jankari ke liye ye post padhe Online Blogging Kar Ke Google Adsense Se Paise Kaise Kamaye.

Agar aap google adsense ke bare me adhik janna chahate hai to aap hamari website par adsense se related post padhiye aapko details se jankari milegi.

I hope aapko google adsense se per day $100 kaise kamaye post achhi lagi hogi agar lagi hai to social media par share jarur kare.

Reader Interactions

Comments (498)

  1. bidvertiser se aprroval krane k liye kitne content ka hona jruri h.
    or yh bhi btao ki google AdSense se aprroval krane k liye blogger 6 month old hona jruri h kyaa.
    plz help me

  2. aap apne YouTube channel ke sare videos delete kar do, or 8-10 din wait karo. problem apne aap solve ho jayegi.

  3. sir mera, YouTube 6 mahine ke liye expire ho gaya partner verified ke neeche good dikhai deta tha mager ab bad bata raha hai shayad Maine koi to video copy kiya tha. ab kya karu Sir ab to mai bahot badi problem me fus gaya hoo please help me sir! khan bhai bahot badi galati ho gayi kaise to bi Paise kamane ki umeed mili thi ab vo bi…

  4. Post likhte waqt editing line me ek chota sa photo hoga us par click karke aap post me photo add kar sakte ho. Google plus me profile me ja kar jaha aapne apne bare me likha hai uske samne privacy 'only me' kar do

  5. sir ager Hume post ke bich me foto lagana hai to kaise lagaye. meri google setting kahase Karani hai YANEKI icon hai kya koi setting ka

  6. aap blogger ke layout>>header>>image ke samne choose file par click karke photo upload kar sakte ho.

  7. agar aap apni details kisi ko dikhana nahi chahate ho to google plus par ja kar profile settings me sab par privacy private kar do.

  8. or ye bi bataiye ki tital me foto kaise add kare

  9. ab jaker dekhiye sir Maine private ki hai setting mere alava koi opennahi kar sakta

  10. aapka blog open nahi ho raha

  11. apke comment me mera url hai

  12. Blogger ke layout me ja kar profile widfet ko remove kar do, apne blog ka url btao, mai blog dekh kar btata hu

  13. or mera blog ager koi open karta hai to view my complete profile visitors ke saamne ATI hai. kya karu sir jaise meri profile sabko dikhai deti hai.mai Jo likhta hoo sirf vahi dikhai Dena chaiye sir please help sir

  14. sir blog ke liye konsa templete use karna chaiye mera powerd by google remove nahi ho raha foto kaise ad kare post ke center me or tital me sir

  15. Blogger bahut se code support nahi karta. aap jo maths ke code use karte ho unhe type kiya karo copy kar ke paste mat kiya karo.

  16. firbhi mix ho raha hai mera blog enter karke space diya to bi nahi ho raha mager jab mai apni post edit karta hoo to tik dikti hai kya karu sir

  17. aap post likhte waqt jaha aapko space dena hai waha enter key button daba kar space diya karo.

  18. suvas hai Maine domain to nahi register kiya hai aisa nahi open hoova to blogspot lagana sir

  19. apne blog ka url btao, aapne enter key se space de kar check kiya ya nahi