Google adsense se $100, $200, $300 dollar per day kamana namumkin kaam nahi hai. Har koi aysa kar sakta hai bas usme kuch karne ka hosala hona chahiye. Bahut se bloggers or website owner isse bhi jada paise kama bhi rah hai lekin aap kyo nahi kama sakte, kama sakte ho par mehanat kar ke, bina mehanat ke kamayi nahi hoti. Aaj is post me main aapko yahi batane wala hu ki google adsense se ek day me $100 kaise kamaye.
Aaj mai aapko google adsense ke bare me jo baate btane ja raha hu. blogging karne se pahle aapko unki knowlegze hona jaruri hai.
Agar aapne google adsense account or website nahi banaye ho to yaha par click kar ke pahle apna adsense account or website bana lijiye.
Google Adsense Kya Hai?
Google adsense google ki ek aysi service hai.jise online websites ka promotion karne ke liye banaya gaya hai. jo log apni websites ka promotion karana chahate hai. wo adsense ko apni site ke ads dikhane ke paise dete hai.
Bilkul tv wale ads ki tarah, google adsense blog, websites, video par apne ads dikhane ke liye bloggers, websites owners, video managers ko commision deta hai.
Google adsense ke bare me btane se pahle mai man leta hu ke aapne blog ya website bana li hai. or aapne apni site par ads bhi laga rakhe hai. to ab sawal ye hai ki paise kaise kamaye ja sakte hai.
Google Adsense Se 100 Dollar Per Day Kaise Kamaye
Main yaha aapko gogle adsense se paise kamane ki kuch tricks bta raha hu. agar aap unhe follow kar le to aap $100 to kya $500 dollar bhi per day kama sakte ho.
CTR yani Click throw Rate. aapko per click ke kitne paise milte hai. man lo aapko $0.03 per click milte hai to $0.03/100=$3.00 hote hai. cpc adsense ke ads ki company par nirbhar hai. kyuki jo company adsene ko jitne jada paise degi. adsense hume utna hi comossion dega. to cpc kam jada hoti rahti hai.
CPC yani ctr ki average, aapki monthly ctr average kitni hoi hai. ye humari sites ke ads par nirbhar hai. koi visitors humari site ke ads per click karke jitne time tak rukta hai. hume utna jada commission milega. CPC lagbhag $0.25 se$2.00 tak ho sakti hai.
- To aapko $100 per day kamane ke liye aapko karib 500 ads click ki jarurat hai. or 500 ads click hone ke liye aapki site par karib 40,000-50,000 views hone chahiye.
- 40,000-50,000 views per day hone ke liye aapke blog ya website par 500 awesome, top, fomous article hone chahiye. to ab aapko pata chal gaya hoga ki $100 per day kamane ke liye kitni mehanat karne ki jarurat hai. dariye mat or mai ye kar sakta hu ki bhavna le kar start kijiye.
- Agar aapki sites par 40,000 views per day hi jate hai to aap Buysellads.com site par apne ads space bech kar bhi $3,000-$6.000 per month kama sakte ho.
To ek acha or high quality ka blog ya website bana kar hum aasani se$100 per day kama sakte hai. to aaj se hi apna mission shuru kar do ye soch ke ki mujhe ek din success blogger ya website owner banna hai.
Fir dekhna paisa kaise aapke piche bhagta hai. agar aap paise kamane ke or tariko ke bare me janna chahate ho to yaha click karo. Online Paise Kaise Kamaye: Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike Jane
Agar aap online paisa kamana chahate hai to aap apni website bana kar ya youtube se bhi paise kama sakte hai. Iski jankari ke liye ye post padhe Online Blogging Kar Ke Google Adsense Se Paise Kaise Kamaye.
- Also Read: Mobile Se Paisa Kamane Ke 5 Best Android Apps
- Adsense Account Ko Approved Karane Ke 20 Tarike Janiye
Agar aap google adsense ke bare me adhik janna chahate hai to aap hamari website par adsense se related post padhiye aapko details se jankari milegi.
I hope aapko google adsense se per day $100 kaise kamaye post achhi lagi hogi agar lagi hai to social media par share jarur kare.
vinod singh singh
sir maine weebly par account nnaya hai ab btao paise kaise kamau
Jumedeen Khan
Sorry bro mai aapko weebly par guide nahi kar sakta. blogger and WordPress par kar sakta hu.
nitsh
bhai mere blog pr AdSense is not automatically supported with Classic template kya karoon
Jumedeen Khan
e message aapko kaha par show ho raha hai.
nitsh
Bhai is page pr maine image dali hai jis pr AdSense is not automatically supported with Classic template aa rha hai blogger dashbord-earnning help bhai.
Jumedeen Khan
Aap blog ki template change karo. or kisi site se template download use karo. Means blogger par pahle se di huiy template ke alawa koi or template use karni hai.
nitsh
bhai ye tamplate bhi mene download ki hai ye blogger ki nahi hai
Jumedeen Khan
Ye template AdSense support nahi kar raha hai. Aaek bar koi dusri template use karke dekho.
badshah khan
sir meri ye site hai
onlinebasicknowlage.blogspot.com
sir mujhe kya karna hai
kya ye sahi hai
plz bataye
Jumedeen Khan
aap ye post padho Blogspot Par Free Blog Banane Ke Bad Kya Kare Full Guide
Dp meena
Thanks for this post sir
Sir meri website h snaplala.com Jis par me daily instantly Shopping offers update krta hu. Please Aap Is par jakar aap btaiye ki isme kya kami h and Mai kya improve kru or better results ke liye.
Jumedeen Khan
Aap blogging SEO par dhyan do or post likhna sikho.
Dp meena
Sir post me kya or karu kyoki offer related post me jyada change kr nhi sakti visitors ko offers related complete information me acche se de rha hu.. old post ke link me add nhi kr sakta to kya improve kru please details me btaye…
Seo me improve kya kru…
Google Yahoo Bing me already site submit kr chuka hu but Bing yahoo se visitors nhi aa rhe hai….
Temple bhi simple use ki hai…
Images ki size bhi kam… site loading time bhi kam…
Please give me some suggestions…..
Jumedeen Khan
ye post padho On Page SEO: Website Ko Search Engine Me First Page Par Lane Ki Top 10 Techniques
kaisharnavi
Software kaise banaye yeh to batao
monika
Sir, blog sey mei kaise paise kama sakti hu kuch bataiye mujhe iske kya karna hoga .
Jumedeen Khan
e post padho Blog Se Paise Kaise Kamaye 5 Popular Tarike
Dharamsingh PARMAR
Hi sir o mene website banaivh he to mujhe ishme sent much adrash hataana he kese hataye place help me
Jumedeen Khan
Plz right full question.
monika
Sir maine blog per site banai aur ush per ad bhi lag gaya hai lekin isme mere abhi tak 19 views they lekin ab 13 bata raha aisa kyu aap mujhe iske baare bata sakte hai
Jumedeen Khan
ye server problem ki wajah se hota hai don’t worry.
shashank gupta
sir.
sir tu mai kish websit se application banyo ki jise mai passa kama saku.
lakin websit free mai application banye…….
Jumedeen Khan
Nahi aap free me application bana kar paise nahi kama sakte.
Amod Kumar
Sir adesence per account kaise banate Hai or ise kaise suru kre sir koi video bhejiye jisse dekhaker Mai sub kuch Kar sku please………. Sir….. Please……. Z…. Z…fast
Jumedeen Khan
Amod aap ye post padho Adsense Account Kaise Banaye Step By Step Puri Jankari
shashank gupta
sir …
mai ne appgeyer se app banaya hai…
aur usko kayi log download kar rahe hai or use kar rahe hai mai aap se ya janae chahta hu ki jitan time log mere app per hai usska musko paise mila ga kya li nahi…..
Jumedeen Khan
Nahi kyoki wo ek free apps hai.
sk shobu
Bhai aisea hi ham logo ki madad karte raho
Jumedeen Khan
Sk pure name se comment kiya karo or comment me galat word use mat kiya karo. means meaning sahi likha karo.
Prince Akashii
Sir
maine apni website 8 march 2016 ko bana liya hai
par ab mujhe apne website ko design karna hai
lable kaise banate
menu bar kaise banate hain
sir mujhe iski jaankari dijiye
Jumedeen Khan
Ye post padho
1. Blogger Me Label Kaise Use Kare Post Categories Ke Liye
2. Blogger Menu Bar Ko Edit Kaise Kare Ki Jankari
Jitendra singh
Sir mai AdSense mai account bana liya hu par aap kaise add karte mughe malum nahi
Sir mughe samghage
Jumedeen Khan
Ye post padho Adsense Ke Ads Blog Me Kaise Lagate Hai
Chandan
Sir aap mujhe video ya koi aisa tarika btaoge jisse mai samajh Saku ki pahle kya kya banana hoga ……help me sir fb account my RawStar Chandan your I’d and what’s app number please do.
Jumedeen Khan
Aap sabse pahle blogger par free blog banao.
Chandan
kaise banaye aata nahi hai sir help kijiye
Jumedeen Khan
Aap hindi.supportmeindia.com par post padho
nitsh
great sir me aapki her ek post padta hu appki her ek post ke sath apke liye respect badti chalti hai kyuki india me ph.d holder bhi job ke liye paresan ho jate hai yadi koi bhi phd holder apki post pade to bo bhi motivate hoga aur aapka meri tarah fan ho jayega
sandeep kaushik
bro meri site pr 2200000 ( twenty two millions) impressions the aur 16 millon page views … par AdSense se mere 500 dollors hi bne hai … koi aur site btao bhai jishse ache khase paise kamaya ja sake
ya phir mujhe ye btao ki AdSense me cpm ads kaise lagau
Jumedeen Khan
Sandeep aap supportmeindia ki AdSense se related post padho.
sandeep kaushik
bro why u delete my comment??
Jumedeen Khan
Sandeep Aapko AdSense ko ache se janna chahiye. But aap iske liye mehanat nahi karna chahate. So aapko AdSense is tarah se samajh nahi aayega. Mai kya koi bhi aapko samajha nahi payega. Adsense se log croro kamate hai. Or aapko isse bhi badhiya service chahiye. Bro pahle ek kaam ko to ache se kar lo baki ke bare me bad me sochna. Adsense se paise kamane hai to AdSense ki full information rakho.
Sandeep kaushik
Ok bro koi bat nhi thanks
Buysellads.com k bare me aapne hi likha huwa h ishliye pucha . Agar aap nhi batana chahte toh koi baat nhi ..
Rohit
Bhai mera blog yaartera.blogspot.com par AdSense aprove ho gya hai
par muje samj nhi aa rha ki ab m uska use kese karu
mera matlab usse money kese kamayu
vese to mene bhut article pad liye hai AdSense se money kamane ke liye par kisi ne bataya nhi ki AdSense se ad kese lete hai.
aap bta do to aapka bhut danywad hoga.
Jumedeen Khan
Ab aapko AdSense par ads bana kar apne blog me lagane hai. uske bad jab koi aapki site par ads par click karega to aapki income hoti hai.
Akash raaz
Sahi h boss dimag bus hona
Jaruri h iske liy.
Alok Kumar
Mujkho Aoni ID babani hai mai kaise aoni ID banau or mujhko bhi online paisa kamana hai.
Please sir help me.
Jumedeen Khan
aap sabse pahle apna blog banao ye post padho Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye
Gaha meraj
Mobail se online YouTube and AdSense accountbana sakte hai
Jumedeen Khan
ha bana sakte ho. mobile or computer dono ka same tarika hai.
shubham
hello bhai kya AdSense aur bidvertiser ke ads ek saath laga sakte hain ek hi acconut main
Jumedeen Khan
Nahi AdSense ke sath aap chitika or bidvertiser ke adsnahi laga sakte.