Google क्या है? गूगल की पूरी जानकारी हिंदी में

Google Kya Hai – A to Z Full Information. Google Ki Jankari Hindi Me. Google world me internet ki sabse badi company or most popular website hai. Aap google ko kya samajhte hai ek search engine jyadatar log yahi samajhte hai but ye sirf search engine nahi hai. Google company ko kon chalata hai, google ko kisne banaya or iska owner malik kaun hai, Aaj hum isi ke bare me bat karenge Agar apako google ke bare me jyada jankari nahi hai to is post ko padhne ke bad aapko google ki full information ho jayegi. Agar google aapka favorite search engine hai to aap yakinan google ke bare me janna chahenge. Googke ki puri jankari hindi me janiye google ke bare me sabkuch.

Google Kya Hai Full Information in Hindi

Google jise duniya search engine ke name se janti hai duniya ki sabse badi internet company hai or internet par sabse jyada popular website hai. Ye lagbhag har us country me famous hai jisme internet use hota hai. Ye only search wengine na ho kar ek bahut badi company hai. Jo search engine ke alawa oe bhi bahut sari services provide karta hai.

Hum sabhi sabse jyada google ka hi istemal karte hai magar agar humse koi puche ki google kya hai to hum iska sahi jawab nahi de payenge. Isliye aaj main aapko google kya hai or google ke bare me jaruri jankari btane ja raha hu. Is padhne ke bad aapke pas google ke bare me prayapt knowledge hogi ki Google kya hai?

Google Kya Hai – Google Ke Bare Me Hindi Jankari

Google multi national companies ke multiple products me se ek hai jo aapko internet pat har tarah ki information available karata hai. Is kaam me google all word me no.1 position par hai. Aayiye jante hai iske bare me kuch jaruri bate.

Google Kya Hai

Wikipedia ke according google biography, Google ek american multinational technology company hai jo internet related service and products offer karti hai. Ye internet par kai tarah ki service or product banata hai or unse benefits kamata hai. Google ko california me sthit Stonford University me Ph.D. karne wale 2 students Larry Page, Sergey Brin ne 1996 me internet par files find karne ke liye banaya tha. Inhe “Google Gus”ke name se jana jata hai.

Google ko banane ke 2 saal bad yaani 1998 me google owners ko laga ki wo google ki wajah se apni study par focus nahi kar pa rahe hai to unhone ise bechna ka man bana liya or dono ne ise ko Excite company ke CEO George Bell ko 10 lakh me bechne ka offer rakha magar george bell ne is offer ko accept nahi kiya.

Bad me Vinod Khosla ne is decision ki ninda ki kyuki unhone google ko 750,000 dollar me buy karne ki Larry Page or Sergey Brin se bat bhi kar li thi. Tab khosla excite company ke venture capitalist the.

Shuruaati dino me google Stonford University ki website subdomain google.stonford.edu ke name se chalta tha. Bad me google liye uska google.com domain 15 september 1997 me register hua or September 4, 1998 me iski apni company bani.

Yaha aap google ka 1998 ka look ka screenshot dekh sakte hai.

Google Look 1998

Google search engine billions websites ke pages ko apni memory me store karta hai or jab bhi koi google me keywords search karta hai to google us userke dwara search kiye gaye keyword se related sites pages ko utha kar us user ke samne show kar deta hai.

Google Ka Matlab Kya Hota Hai

Google aaj apne aap me aesa shabd ban chuka hai jo khud hi apne bare me btata hai ki wo kya hai. Aap is formula se google clearly samajh sakte hai.

Full Form of Google: Google Ka Matlab

Google ki meaning is tarah hai – Global Organization of Oriented Group Language of Earth. Ise aap is taah se or bhi achhe se samajh sakte ho.

  • G :- Global
  • O :- Organization of
  • O :- Oriented
  • G :- Groups
  • L :- Language of
  • E :- Earth

Google Sirf jankari hasil karne ka nahi balki paise kamane ka bhi jariya hai. Ji haa, Aap google se achhi earning bhi kar sakte ho. Is website ki earning ka ek hissa hume google se hi milta hai. Hum is site par google ki service Adsense istemal karte hai. jo hume humare content se related advertisement offer karta hai. Iski adhik jankari ke liye aap Google AdSense Kya Hai or Isse Paise Kaise Kamayei post read kare.

Baki information ke liye aap humari other posts read kar sakte hai. Is site par aapko google se paise kamane ki puri jankari mil jayegi.

Google Internet Par Kitna Popular Hai

Google internet par sabse jyada famous hai. Internet ki duniya me google company or uska search engine sabse jyada popular hai. Google par har din lagbhag 3 billion search kiye jate hai. Ye na sirf logo ko information hasil karwata ha balki bahut sare business rojgar bhi dilata hai.

Ye apni company me lagbhag 60,000 to 70,000 people ko rojgar ke avasar provide karti hai. Iske alawa lakho croro log iski online services and product se income karte hai. Google ki earning sabse jyada AdWords se hoti ha jo is tarah hai.

  • Revenue Increase: US$66.00 Billion
  • Net Income:  US$16.00 Billion
  • Total Assets: US$130 Billions

Google Kon Konsi Service Provide Karta Hai

Jaisa ki maine upar btata hai ki google sirf search engine na ho kar or bhi bahut sari services provide karta hai. Yaha main aapko google ki kuch top services ke bare me bta raha hu.

No.1 service google ki google search engine hai. Aap apne browser me google.com type karke google search engine ko open kar sakte ho. Yaha aap kuch bhi search karo aapko aapke har sawal ka jawab mil jayega.

Google Other Services List:

  1. Google Homepage: Ye ek search engine hai jis par aap kuch bhi search kar sakte ho.
  2. Android: Android operating system Mobile smartphone me sabse jyada istemal kiya jata hai.
  3. Blogger: Apni personal website or blog banane ke liye. Adhik jane – Blogger Par Free Blog Kaise Banaye.
  4. Gmail: Online free email bhejne ke liye google gmail service provide karta hai.
  5. Google+: Google plus facebook, twitter, instagram ki tarah social media networking site hai.
  6. Google AdSense: Ye google ki adverting service hai jo website owner and blogger ko unki site par adsense ke ads show karne ke paise deti hai.
  7. Google Adwords: Adwords se aap google search engine or other adsense use karne wali site par apne ads dikha sakte ho.
  8. Google Analytics: Is site par apni website or blog ki performance report check kar sakte ho.
  9. Google Chrome: Ye ek internet browser hai jo google ki tarah hi famous hai. Aaj log sanse jyada chrome browser ka hi istemal karte hai.
  10. Google Drive: Google drive par aap pana jaruri personal data and documents store kar sakte ho.
  11. Google Earth: Bahut hi fantastic service hai si par user earth location, direction and other sabkuch dekh sakte hai.
  12. Google News: Ye google ki news site hai jo other top news site se news generate kar apne visitors ko provide karti hai.
  13. Google Play: Google paly store se aap android apps, movie, music, games etc. download install kar sakte ho.
  14. Google Photos: Yaha par aap apne personal and other sabhi photos, iamges save kar sakte ho or jarurat padne par apne friends ke sath share bhi kar sakte ho.
  15. YouTube: Is site par aap apni videos ko free me upload kar sakte ho or dusre logo ki videos dekh sakte ho. (Note:- Aaj youtube online earning ka top way ban chuka hai, log ise lakho kama rahe hai aap bhi kama sakte ho iski jankari yaha hai, YouTube Se Rupees Kaise Kamaye.)
  16. My Activity: Yaha aap apni browser history and activity track kar sakte ho.
  17. Google Webmaster Tools: Is too lki help se aap apni website or blog ko google search results me top par la sakte ho.
  18. Google Wallet: Ek aesi service jis par aap online money transfer or receive kar sakte ho.
  19. Google Trends: Is par google me search hone wali top 100 search queries and log kya search karte hai ki comparison jankari share ki jati hai.
  20. Google Translator: Is tool par aap kisi bhi language ko kisi bhi dusri language me translate kar sakte ho.
  21. Google SMS: Mobile user ke liye message send karne ki service.
  22. Google Play Music: Ye service radio station sunne and music download, upload karne ke liye hai.
  23. Google Maps: is par aap all world ka maps dekh sakte ho. Duniya me koi bhi location, business trace akr sakte ho.
  24. Google Images: Is par aap apni jarurat ke anusar har tarah ki image search kar sakte ho.
  25. Google Blog: Google ke or google ki service and products ke bare me jankari karne ke liye google ke bahut sare blogs hai. Un sabki information aapko yaha mil jayegi. Also check 50 Official Google Blog List.
  26. Google Custom Search Engine (CSE): ye service users ko apna khud ka search engine create karna allow karti hai.
  27. Google Books: Yaha aapko thousand best books mil jayegi jinhe aap online read akr sakte hai.
  28. Google Moon: Ye moon ki janakri ka collectio hai jis par aapko chand ke bare me puri jankari mil jayegi. Jaise sabse pahle moon par koaun kgaya tha?
  29. Google URL Shortcut: Iski help se aap kisi bhi website ke big URL links ko short URL me convert kar sakte ho.
  30. Google Groups: Is site par millions people discuss karte hai or ek dusre ki help karte hai.

Inke alawa google or bhi bahut sar iservice provide karta hai. Jaise Chromebook, ChromeOS, Froogle, Google Alerts, Google App Engine, Google Calendar, Google Docs, Google Developer, Google Fiber, Google Fonts, Google Now, Google Patents, Google Video, Google Voice, Google Directory, Google Labs, Google Talk, orkut, Picasa etc.

Aaj google par itna jyada famous ho chuka hai ki har internet user sabse jyada internet par google ka hi sitemal karta hai. Hume koi bhi problem hone par hum google ki madad le sakte hai. Pahle hum apne father se koi sawal puchte the or unhe uska jawab nahi pata hota tha to sharminda hona apdta thai.

Magar aaj agar aapse aapka beta sawal puche to aap use mana mat kare balki turant uske sawal ko google me search karke use sahi jawab de. Google aapko har problem ke hazaro solutions bta dega.

Ummid karta hu aapko google ke bare me ye jankari pasand aayegi or aap ab jan gaye honge ki google kya hai. Agar aapko is bare me or kuch pata hai jo hum nahi jante to aap wo comment me jarur btaye. Sath hi is post ko apne dosto ke sath share jarur kare.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (53)

  1. Avatar for UDAY DIWAKARUDAY DIWAKAR

    Thanks sir,
    Very nice information

  2. Avatar for AryankhanAryankhan

    Good information i like it sir thank u for the information.

  3. Avatar for aadarsh singhaadarsh singh

    this information is very nice. mujhe, google ke bare me is post se puri jankari mili.. thankyou.. support me India.. apne kaphi achha se jankari ko bataya hai

  4. Avatar for NidhiNidhi

    Best article hai bahut achchha laga

  5. Avatar for aman singh tomaraman singh tomar

    thank u sir aapne hame bahut achhi jankari di hai aapki khoj hamre kam aayi hai

  6. Avatar for Vivek RajVivek Raj

    Bhai bhut badi help kar do meri mai apne blog par hero,cricketer,blogger or Bhi bhut sare success logo ko Biography dalna chahta hu bro ..

    mujhe ye bataye kya biography wala blog pr traffic aayegi kya Google se plz aap apna experience share karna..
    mai apne blog par tech ke metter me jitna ho sake Maine post kar chuka hai traffic badhta nhi hai ab biography dalna chahta hu usse traffic aayega kya

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Vivek wikipedia par bahut jyada traffic hai. No suggestion. Main technology topic ko chord kar is category ke liye nahi kahunga.

  7. Avatar for RAVI SRIVASTAVARAVI SRIVASTAVA

    Janab Khan Sahab, maine google adsense k liye apply kiya tha ye reply aaya
    Ab kya krna hoga.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Insufficient content issue ki wajah se aapka adsense approve nahi hua hai. Aap abhi apne blog par or achha content likho or traffic badhao jab apake pas daily 500+ traffic ho jaye tab apply karna.

  8. Avatar for Yogesh KumarYogesh Kumar

    Bro…. Alexa ranking me website kaise add karte hai… Jo aapne phle method btaya hua hai wo free tha but mai usi link se gya to plan choose karne ke liye dika rha hai
    Please ek new post likho alexa ranking me site add karne ki { Free of cost kaise add kare}

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Alexa ab free service offer nahi karta.

  9. Avatar for Yogesh KumarYogesh Kumar

    Hello Brother,
    Brother……… 1) mere website ka article google search karta hun to website rank hoti hai , articles rank nhi ho pa rhe .
    2) daily vistors only 0 se 10 hi hai website ko 3 mhine se jyada ho gya bnaaye hue aur 45 post ho gai hai.
    3) andsense ke lliye abhi se apply karna shi rhega kya?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Work on SEO and quality content likho. Jab aapki site par daily 500+ traffic ho jaye.

  10. Avatar for Gunin gogoiGunin gogoi

    Bhai,hum flickr se photo download kaise kare.phone se aur laptop se.

  11. Avatar for UmeshUmesh

    Nice Information

  12. Avatar for HowFNHowFN

    Dear JUME DEEN KHAN sir… jo aap post likhte ho wah aap ek he din me likhte or same day public kae dete ho yah full information ho jane ke baad he public krte ho…kyoki ek din me aap kaise karte ho

    2. aap apne site me 24hrs me se kitta time supportmeindia ko dete ho..rply must

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Short post me jyada time nahi lagta. 7-8 hours.

  13. Avatar for Dilip PoddarDilip Poddar

    sir mere site google mai 36.000 url crawl error hai. itna sare url ek bar mai kaise fix karunga pls batana.
    kuch din pehele mera site hack ho gaye the but now ok. lekin webmaster tool mai 36.000 url crawl error please help me. mai kaise itna sare url ko fix karuga. sir mai apke answer ke liye intezer kar rahe hu.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Dear dilip aapke google me total 300 ke lagbhag URL index hai so 36000 crawl error ho nahi sakte or agar hai bhi to aapko spam traffic ki problem huyi hai, unhe fix karna hi padega. Sath hi aap blog ki post and pages ke lin kchange mat kiya karo or jo link aapk isite par work nahi kar rahe hai unhe fix karo.

  14. Avatar for naveen sharmanaveen sharma

    sir koi aisi website please btaaiye jisse hum free mai seo with certificate k saath seekh ske maine ek website dhundhi hai http://www.learningslot.com , kya isse hum free mai seo seekh skte hai please btaaiye ??

  15. Avatar for RUSHEEKRUSHEEK

    Nice post bahut Achi tarah se samja ya he detail me post he

  16. Avatar for DhanrajDhanraj

    bahut achhi post.
    sir I think you are missing Google Allo mobile app.

  17. Avatar for AlishaAlisha

    That’s a great article to read

  18. Avatar for Abdul KhanAbdul Khan

    very nice information

  19. Avatar for Ravi SharmaRavi Sharma

    Bahut acchi post hai sir 🙂

  20. Avatar for Deepak sahuDeepak sahu

    1- sir mai apne blog me jab interlink karta hu to ya fir koi link add karta hu to uske neeche underline aa jata hai so isko kaise hatau?
    2-maine jitne bhi post ab tak likhe hai aur usme jitne bhi image upload kiye hai uska backup apne paas nahi rakh hai . so please mujhe bataiye ki image ka backup kaise banau aur sari image kaha se aur kaise download karu. khas taur pe post image na ki screenshot.
    3- meri site ko visit kariye aur usme dekhiye ki kaun kaun si kamiya hai aur usme kya sudhar karna hai.
    4- meri site ki loading speed aap khud check kariye aur bataiye ki site ki loading speed thik hai ya nahi. kyu ki internet par jitni bhi website hai site ki loading speed check karne ke sab alag alag speed batati hai.. kabhi loading speed 14 sec to kabhi 3 sec.
    so mujhe to kisi bhi website par trust nahi hai. kyu ki sabhi galat result show karti hai.
    5-maine apni site bing webmaster me add kar rakhi thi jisme kuch time pahle tak meri post index bhi kar rahi thi but ab ek bhi post index nahi kar rahi hai. iski kya wajah hai?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. CSS coding me ye code add karo.
      a{text-decoration: none!important;}
      2. Blog dashboard >> tools >> export par jao or media option select karke time select karo or images ka backup bana lo.
      3. Koi kami nahi hai sab best hai.
      4. Good – Better page speed ke liye w3 total cache plugin use karo.
      5. Fir se bing me site ko verify karo.

      • Avatar for Deepak sahuDeepak sahu

        sir aapne w3 total cache plugin ko kaise setup karna hai iske bare me post nahi likh hai . so kya aap koi post suggest kar sakte hai jisko dekh kar mai iss plugin ko sahi se setup kar saku.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Main jaldi hi iske bare me post likhunga.

      • Avatar for Deepak sahuDeepak sahu

        second point me aapne image backup ka jo tarika bataya usse to xml file download hui.. aur mujhe to image ki jarurat hai jisko mai social media par share kar saku.

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Uske liye aapko manually image ka backup banana hoga.

  21. Avatar for DinuDinu

    सर में ने डोमेन (.com) लिया है। और सर मै फ्री टेम्प्लेट यूज़ कर रहा हु ।तो क्या आप ने जो तरीका बताया था 6 महीने पहले ही एडसेंस अप्लाई के लिए। मै कर सकता हु। मेरे ब्लॉग पर डेली 300-400
    पेज प्रीव्यू 20-25 पोस्ट । प्लीज हेल्प मी☺

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes kar sakte ho.

  22. Avatar for JustinJustin

    Bro …..i am really confuse ki mera new hindi blog …enghlish font mai start karu ya hindi font mai …i heard ki enghlish font ko ajkal google ka mehaatwaa de raha hai…please tell best free theme for blog jo asaane se custumize ho jaye or bina zyaada trchnical knowledge ke mai apna blog chala saku … thanks

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Sorry bro is matter par koi comment nahi. Aap khud decide karo.

  23. Avatar for Anand KumarAnand Kumar

    ये आपने बहुत ही अच्छी जानकारी शेयर किया है भाई. असल में, ऐसे जानकारियों की हमें सख्त जरूरत होती है. लेकिन एक बात ये समझ नहीं आता कि आपने जो गूगल के 30 सर्विस का जिक्र किया है उनके नाम में आपने लिंक भी दिया हुआ है. लेकिन 2, 5, 11, 12, 13, 14…. सीरियल नंबर वाले गूगल के सर्विस के नाम पर आपने उसका लिंक ऐड नहीं किया है. ऐसा तो असंभव है कि इनके लिंक आपको पता न हों. तो फिर ऐसी क्या बात है कि आपने उनमें लिंक नहीं ऐड किया है. ऐसा मैंने आपके कई पोस्ट में देखा है……

    मुझे उम्मीद है कि आपके जवाब से मुझे अपने ब्लॉग को और बेहतर बनाने का कोई नया तरीका जरूर पता चलेगा.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Anand jin product ke bare me humare blog par information hoti hai unme link add karte hai. Baki sabko user google me search kar sakte hai.

  24. Avatar for Manoj YadavManoj Yadav

    Hello Bro.
    Plz mere question ka answer do.

    1:- Maine apna AdSense account ak baar deleted kr diya hai kya mai use dubara delete kr skta hu.
    But delete ka option nhi aa RHA hai
    2:- Maine apna YouTube channel delete kiya hai aur mai apne AdSense account ko YouTube se approved nhi krwana chahta hu.
    But Maine new account banaya to use discovered de diya gya kyuki site name phle wale account par already hai.
    3. Agar mai AdSense account ko kisi another email account par transfer kr du aur us email account ko delete kr du to kya AdSense account deleted ho skta hai.
    Jisse ki mai new AdSense account banakr AdSense approved krwa SKU.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Ek bar delete karne ke bad dubara delete kyo karna hai.
      2. No problem mat karwao but youtube par ad lagane hai to kaewana padega. Already account hai to uske approve hone ka wait karo.
      3. Yes bilkul aap account ko another hosting par transfer kar usse new account ke liye apply kar sakte ho but address different rakhna.

      • Avatar for Manoj YadavManoj Yadav

        1 :- deleted es liye krna hai kyuki mai YouTube se approved krwana chahta hu but uska AdSense approved 10,000 views ke baad approved hoga .
        Esliye mai AdSense approved YouTube ke dwara approved nhi krwana chahta hu
        Aur Maine AdSense account ke site option me Maine apni site add ki hue hai hai.
        Aur fir aage kya kru samajh me nhi aa RHA hai

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Aap new gmail Id se fir se adsense ke liye apply karo.

          • Avatar for Manoj YadavManoj Yadav

            Jab site kisi dusre AdSense account me add rhti hai to approved nhi milta hai

          • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

            Us adsense account me aap site ke option ko disable kar sakte ho.

  25. Avatar for Krunal patelKrunal patel

    Hello
    Meri website http://www.edumahiti.com me ads show nahi ho rahi
    Blank ads aa rahi hai ( Adsense account fully approval hai)
    Code dale 1 week ho gaya hai
    Kab show hogi & complene kaha karu ??

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aapka aacount approved hai but active nahi. Wait karo active ho jayega.

  26. Avatar for ShashibhusanShashibhusan

    Hello sir hamne ik blog banaya hai WordPress PE uska setup nahi ho rha hai please solve my problem.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Humari wordpress se related post padh kar kar sakte ho.

  27. Avatar for vivek Rajvivek Raj

    Gajab post aapne Google ki puri janam kundli share kar Di hai ek baar me Mast post h

  28. Avatar for Rohit BhattRohit Bhatt

    Gujab Ki Information Share Ki Aapne Har Baar Ki Tarah Is Baar Bhi Dhamakedaar Post ki.

  29. Avatar for shaileshshailesh

    very good post.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...