Google me sabse jyada kounse keywords search kiye jate hai. Ye question mujhse bahut se reader puch chuke hai Shayad aap bhi is bare me aap jarur janna chahoge. SemRush ne google searches par research kar 100 popular keywords ki list banayi hai. Yaha mai aapko iske bare me bta raha hu i hope isse aapko help milegi.
he below visualization, Yaha btaye keywords United State (USA) area me sabse jyada search kiye gaye hai. SemRush team ne is list se un logo ki mushkil bahut kam kar di hai jo google ke top most popular keywords ke bare me janna chahate hai.
Google Me Search Hone Wale Top 100 Popular Keywords List in Hindi
Attention here, Is list me se p*rn related keywords ko remove kar diya gaya hai. Google ke top five 5 keywords Gmail, Craigslist, Amazon, Yahoo and Porn Hai. Inme se koi bhi keywords ko is list me shamil nahi kiya gaya hai kyoki Inme se p*rn keywords ki big list me kisi ka interest nahi hoga.
- Weather
- translate
- maps
- news
- calculater
- g
- youtube to mp3
- dictionary
- f
- translator
- restaurant near me
- movies
- speed test
- cheap flights
- horocscope
- unblocked games
- solitaire
- mortgage calculator
- calendar
- games
- map
- love quotes
- restaurants
- social security
- spanish translator
- pill identifier
- ny lottery
- earth day quiz
- nj lottery
- periodic table
- tis the season
- halloween
- do a barrel roll
- quotes
- cheap tickets
- spanish to english
- cars
- pa lottery
- happy birthday
- go lottery
- reverse phone lookup
- youtube converter
- driving directions
- directions
- scrabble word finder
- school closings
- pizza
- st patrick’s day
- once upon a time
- english to spanish translation
- home
- flights
- test
- usa jobs
- b
- mp3 converter
- w
- i
- n
- michigan lottery
- weather nyc
- chicago weather
- illinois lottery
- us map
- motherless
- bmi calculator
- texas lottery
- zodiac signs
- va lottery
- currency converter
- funny pictures
- finance
- internet speed test
- labor day 2025
- speedtest
- inspiration quotes
- 2025 calendar
- hotels
- typing web
- oil prices
- addicting games
- post office
- nc lottery
- hello
- what time is it
- search
- music
- apartments for rent
- j
- free games
- add reminder
- synonyms
- euro to dollar
- videos
- weather forecast
- collage football scores
- flight tracker
- free movie online
- funny jokes
- flowers
Koi bhi nahi janta ki “G” google me sabse jyada popular hoga. Same ayse hibahut se keywords aapko Astonished kar sakte hai. Aap is 100 popilar keywords ki list me se top keywords par article write karke apni site ko or pupular or rich bana sakte ho.
It will interesting, jab aapko pata hoga ki google me sabse jyada konsi query search ki jati hai to aap apni site par top keywords par content likh kar google se or jyada organic traffic receive kar sakte hai. Bas aapko jarurat hogi top popluar keywords par SEO friendly post likhne ki uske bad log us keyword ko jitna jyada search karenge utna hi jyada aapko traffic milega. Example, weather keywords ko people google me sabse jyada search karte hai. So kyo na ho aap is par bhi ek articles write kar publish kare.
- Top 20 High Paying Keywords in Google Adsense Adwords Advertising
- Google Search Me Featured Snippets Result Kaise Show Hota Hai
I hope this google 100 popular keywords list will help you and you can get new ideas about search engine marketing. So plz share this some other peopls.
RN
tnx for information
Ajahar khan
Sir aapke blog se bahut kuchh sikhne ko milta hai.
Ajinkya S
Amazing Information aur Admin aap sabke sawalo ka javab dete ho ye kaafi achha laga.
Akshay Dhiman
Sir Mujhe ek Keyword mila hai jiski searches monthly 10K-100K hein. or like Photos search hai. is keywords se domain name bhi mojud hai. pr ye keyword 2 words ka hai. or iska second word misspelt search karte log. or google par is keyword ki search karne par 60k h results show hote… Kaam karna chahiye ?
Jumedeen Khan
Yes.
Vishal
Samajh me hi bahi aa raha hai kon sa plugin work nahi kar raha hai .kal se check kar raha hu.mujhe lagta hai
All in one SEO and yoast plugin me kush but unme se ek deactivate karne ke bad Bhi kush nahi ho raha hai
Jumedeen Khan
Simple hai ek bar sabhi plugins ko deactivate karke dekh lo.
VISHAL
bhai mere blog me abhi kush samay se ek problem aa rahi hai. me new post publish karta hu to publish hone ek bad meta discription, seo title aur focus keywords blank ho ja rahe hai . yoast plugin hai . result not available aa raha hai. aur site me ek massage bhi aa raha hai.
conflict with other plugin overwirte jquery
please solution ho to bataye
Jumedeen Khan
Aapke blog me jo plugin sahi se work nahi kar raha hai us plugin ko remove karo.
Vishal
1 . Bhai mera shayari blog hai , pahale mene is blog par bahut si single shayari post ki thi.but unpe traffic nahi ho raha hai. Kya un posts ko delete karke ek badi post bana sakte hai.
2 .kya WordPress blog me post ko delete karne ke liye move to trash karna chahiye.
1. Google AdSense apply karne ke liye minimum daily kitne visitors and page view hone chahiye.
Jumedeen Khan
1. Bilkul bana sakte ho.
2. trash karna chahiye.
3. 300 to 500 pageviews.
vipul
aapne yeh blog konsi wesite se banaya hai please tell me.
Jumedeen Khan
WordPress
niraj
Sir YouTube ka AdSense Approval Milne me kitne din lgte he
Jumedeen Khan
Just 1 to 3 day. blog se jaldi approve hota hai.
virender
sir please batayen mai meri websites JobsNExams.com and FreshMatrimony.com ka traffic kaise badhau. Mai 5lakh page views per month chahta hu iska koi upaay hai please batayen
Jumedeen Khan
Mai already iske bare me post likh chuka hu aap SEO se related post padhiye.
DEVESH
सर मेने Google ad sense के लिए Apply कीया था। ओर वो Approveed भी हो गया। था। मगर जब में Blogger में उस्की Widget add कर रहा हुँ। तो वहाँ Blank add show हो रहें है।
Jumedeen Khan
Ads tabhi show honge jab AdSense fully activate hoga. Aap blog par ads laga de or thoda wait kare kuch day me ads show hone lag jayenge.
मोनू महला
हेल्लो सर…
सर मने एकब्लॉग पे डोमेन सेट किया था पर वह www लघने से ओपन होती हे साईट पर www ना ललघाने पर त
ओपेन नहीं होती सर !!!!!!
Jumedeen Khan
Aapko domain without www ke set karna hoga. Ye post follow karo Apni Website (Blog) Ke Domain Ko Bina WWW Ke Kaise Set Kare
dr sharda
aapka sabki problem solve krne ka tarika achcha laga. isliye m bhi apni problem bata rhi hun..aap mera blog bhi chk krke galtiyan bataye taki traffic mil sake aur blog quality improve kar saku.mera article google first page par dikte h phir bhi traffic perday 50 se jyada nhi h.dhanywad
Jumedeen Khan
Blogging me sabse important hota hai site look or site loading speed. Aapke blog par ye to big issue hai. So mai aapko suggest karunga ki aap koi achi theme use kare or blog ke home page par only 5-7 post hi show kare and blogging me sidebar bahut important hai jo ki aap use nahi kar rahi aapko ye feature use karna chahiye.
swati
Kya mai without sound ka video YouTube se monetise kara sakti hu
Jumedeen Khan
Ha kar sakti ho.
Vijay panara
Jdk sir mera ek sawal hai ki mera Adsense account approve ho gaya hai to mai Blogger par hu mai aap ke blog ki trah post ke bich ads lagana cahta hu to kaise lagavu tell me.
Jumedeen Khan
Iske liye aapke pas do tarike hai first aap direct post me ad code paste karo or blogspot ke liye btayi gayi some tips follow karke ek sath sabhi post me add lagao. Inme se kuch post maine bhi ki hai baki aap google me search kar sakte ho.
rohaan
Hy bro koi code hai mobile view me feture image remove karne ka jaise aapne kara hai
Jumedeen Khan
ha CSS code se hide kar sakte ho.
shashank yadav
Maine YouTube per video upload karne ke liye apne smart phone se video banaya to 4 minut ke video ka size 400 MB show ho raha h. Ab 400 MB ka video YouTube per kaise upload karu, kyoki itni memory ka video koi nahi dekhna chahega. Mai Samsung Galaxy J 5 model use karta hu. Please help me.
Jumedeen Khan
Aap video editer software se video ka size kam kar sakte ho.
Vikram Bhambhu
Han aapne sahi kha h,but 400 url index nhi ho skte kyunki mere blog ka url achhibaaten.com h jbki bilkul iske jesa ek aur blog achhibaatein.com h,saayd aapne glti se is blog ka url check kr liya hai ,aap mera ye article check kr skte h,mene isme on-page seo k according sbkuch use kiya hua h ,but fir bhi mere blog ki alexa rank 70 lacs k krib h
achhibaaten.com/how-to-create-google-adsense-account-for-blog
,aur han aap plz ye bhi btaye ki mere blog ka design,sidebar,aur likhne k trike me kuch sudhar krne ki jrurt h kya?
Mere bahut presan bcz seo k anusar sbkuch use krne par bhi traffic nhi aa rha,mere khne ka mtlb h ki daily ke 50 page view bhi nhi aa rhe
Jumedeen Khan
Maine aapke domin ko hi check kiya hai aap Search Engines Me Aapki Website Ke Kitne URL Index Hai post me btaye tarike se check kar sakte ho.
Aapko traffic na milna lajmi hai becoz aapko domain hi copyright hai. second content me writing mistakes hai. Aapne commos bhi sahi se use nahi kiye hai.
Mai aapko suggest karunga ki aap apne blog ka domain change kare.
Vikram Bhambhu
Thanks bro,kya m apne blog k new domain me BLOGGER aur WEATHER dono word ek sath use kr skta hu kya bcz inki searches bahut jyada h
Jumedeen Khan
Ha kar sakte ho.
Vikram Bhambhu
Okey,domain change mtlb ki mujhe new domain purchase krna pdega kya ? Agr aisa h fir to mujhe blog ko cmpltly dubara bnana pdega,aur han mene domain godaddy se liya hua h,wnha dashboard me domain management me domain forward ka obtion aa rha h,uska kya mtlb h,kya wnha se domain change ho skta h kya ?
Jumedeen Khan
Ha agar aapko success hona hai to ye karna hoga. Nahi forwaed ka matlab aap us domain ko kisi or domain par redirect kar sakte ho.
Vishram verma
Sabe best page view lane ke liye koun sa artical post karni chahiye please jankari de aur pages View ke bare me bataye
Sir post ke bare me bataye
जुमेदीन खान
researching tool इस्तेमाल करो
swapnil jambhale
Jumedeen Khan जी मेरे गूगल analytics account par “You are using a filtered view, which may cause your Users count to be inaccurate” ये massage दिख रहा है. इसका मतलब क्या है? क्या आप बता सकते
Jumedeen Khan
aap filter views use kar rahe ho. isiliye ye message show ho raha hai.