Google Me Sabse Jyada Search Hone Wale Top 100 Popular Keywords

Google me sabse jyada kounse keywords search kiye jate hai. Ye question mujhse bahut se reader puch chuke hai Shayad aap bhi is bare me aap jarur janna chahoge. SemRush ne google searches par research kar 100 popular keywords ki list banayi hai. Yaha mai aapko iske bare me bta raha hu i hope isse aapko help milegi.

Top 100 popular keywords on google

he below visualization, Yaha btaye keywords United State (USA) area me sabse jyada search kiye gaye hai. SemRush team ne is list se un logo ki mushkil bahut kam kar di hai jo google ke top most popular keywords ke bare me janna chahate hai.

Google Me Search Hone Wale Top 100 Popular Keywords List in Hindi

Attention here, Is list me se p*rn related keywords ko remove kar diya gaya hai. Google ke top five 5 keywords Gmail, Craigslist, Amazon, Yahoo and Porn Hai. Inme se koi bhi keywords ko is list me shamil nahi kiya gaya hai kyoki Inme se p*rn keywords ki big list me kisi ka interest nahi hoga.

  1. Weather
  2. translate
  3. maps
  4. news
  5. calculater
  6. g
  7. youtube to mp3
  8. dictionary
  9. f
  10. translator
  11. restaurant near me
  12. movies
  13. speed test
  14. cheap flights
  15. horocscope
  16. unblocked games
  17. solitaire
  18. mortgage calculator
  19. calendar
  20. games
  21. map
  22. love quotes
  23. restaurants
  24. social security
  25. spanish translator
  26. pill identifier
  27. ny lottery
  28. earth day quiz
  29. nj lottery
  30. periodic table
  31. tis the season
  32. halloween
  33. do a barrel roll
  34. quotes
  35. cheap tickets
  36. spanish to english
  37. cars
  38. pa lottery
  39. happy birthday
  40. go lottery
  41. reverse phone lookup
  42. youtube converter
  43. driving directions
  44. directions
  45. scrabble word finder
  46. school closings
  47. pizza
  48. st patrick’s day
  49. once upon a time
  50. english to spanish translation
  51. home
  52. flights
  53. test
  54. usa jobs
  55. b
  56. mp3 converter
  57. w
  58. i
  59. n
  60. michigan lottery
  61. weather nyc
  62. chicago weather
  63. illinois lottery
  64. us map
  65. motherless
  66. bmi calculator
  67. texas lottery
  68. zodiac signs
  69. va lottery
  70. currency converter
  71. funny pictures
  72. finance
  73. internet speed test
  74. labor day 2025
  75. speedtest
  76. inspiration quotes
  77. 2025 calendar
  78. hotels
  79. typing web
  80. oil prices
  81. addicting games
  82. post office
  83. nc lottery
  84. hello
  85. what time is it
  86. search
  87. music
  88. apartments for rent
  89. j
  90. free games
  91. add reminder
  92. synonyms
  93. euro to dollar
  94. videos
  95. weather forecast
  96. collage football scores
  97. flight tracker
  98. free movie online
  99. funny jokes
  100. flowers

Top 100 popular keywords on google.

Koi bhi nahi janta ki “G” google me sabse jyada popular hoga. Same ayse hibahut se keywords aapko Astonished kar sakte hai. Aap is 100 popilar keywords ki list me se top keywords par article write karke apni site ko or pupular or rich bana sakte ho.

It will interesting, jab aapko pata hoga ki google me sabse jyada konsi query search ki jati hai to aap apni site par top keywords par content likh kar google se or jyada organic traffic receive kar sakte hai. Bas aapko jarurat hogi top popluar keywords par SEO friendly post likhne ki uske bad log us keyword ko jitna jyada search karenge utna hi jyada aapko traffic milega. Example, weather keywords ko people google me sabse jyada search karte hai. So kyo na ho aap is par bhi ek articles write kar publish kare.

I hope this google 100 popular keywords list will help you and you can get new ideas about search engine marketing. So plz share this some other peopls.

Reader Interactions

Comments (85)

  1. Hlo sir,
    bahut bdhiya post likhi h aapne,aur ye hmsb k liye helpful bhi h
    meri ek problem h jo m aapse share krna chahta hu,
    mujhe blog bnaye huye kaafi time (10 months) ho chuke hai,phle motivational topic pe tha but ab me Blogging pe articke likhta hu,but itna time hone ke bad bhi google me show nhi,agr site ka complete name bhi google me search kru to bhi nhi hota,sabhi articles seo optimized hai,important keywords use kiye huye h,seo k point se sbkuch kiya hua h but fir bhi improvement nhi h,aap plz mera blog check krke btaye ki knha aur kya aur kyu problem aa rhi h ?

    • Vikram aapka blog already google me indexed hai aapke blog ke 400 url google me index hai. Ab problem hai apni post ko first page par lane ki to wo aapko quality content se milegi. Aapko 10 month ho chuke hai. So aapko SEO ke bare me samajhane ki jarurat nahi aap already jante honge.

  2. Hlw sir aap pls mere ek qsn ka answr detail me degiye…
    Adsense me address verify karne ke liye jo pin aata hai bo kya hmare ghr aata hai.. i mean bo kese aata? pls detail me bataye..

  3. bhai aap reply q ni kr rhe 3 bar contact us page pe apko msg kr chuka hoo

    • Mai aapko reply kar chuka hu.

  4. Sir John aapne post dali hai wo siege media per bhi ye photo bhi whi ka hai siege media semarus ka hi site hai kya?

    • Ha ye media semrush site ka hi hai. Aap first post ko padha karo mai already bta chuka hu ki ye image kiska hai.

  5. jume deen khan bhai apko contact us page pe message kia tha guest post ke baare mein lekin ap ne koi reply ni kia jawab to dein haa ya nhi mein

    • Abdul mujhe aapko koi message nahi mila aap fir se send kare.

  6. sir ye to galat bat hai ap mere question ka jbab nhi dete me aapse 4 bar puch chuck hu ki redirect page kaise bnae apnenek bhi bar nhi btya plz bte agr appko jnkri nhi to bhi reply kre

    mujhe redirecting page bnna hai btye krpya kr sir ji

    • Aman aap first apni comments ke words dekho kitni mistakes hai. Second aap kahte ho jawab nahi dete or aapne sawal me ye bhi nahi btaya ki aap kis type ka redirection page banana chahate ho. Pura sawal likhoge to jawab jarur dunga.

      • accha to ye btaye ki mujhe thankyou ka redirection page bnna hai jaise kisi ne mere blog ki post pr click kiya to vo mere partner ki site pr jaye or click ke 2 sec bad Or 2 sec me use Thankyou page dikhe aisa kuch mene kfi sites pr dekha hai and mujhr bhi krna hai aap btye ya mujhe facebook pr bat kre me puri process smjha dunga

        • Bahut sime hai aap google me “how to create thank you page on blog” likh kar search karo is bare me bahut sari posts mil jayegi.

  7. Thank you so much sabhi blogger ki muskil aapne ak post me hi dur kar di, sir maine 15 day pahle weather apps ke baare me post ki thi our is post se muje traffic bhi bahut mila, sir muje meri site ke post font me dout hai, mije lagta hai ki post ke font ki size kam hai our effective nahi hai, sir aap meri ak help kar dijeye, meri site ko ak baar dekh ke bataiye ki muje font family change karna chahiye ya nahi our font ki size bhi, vaise aapne meri bahut sari help ki hai, ye bhi kar dijiye sir,

    • Yes aapko font family change karni chahiye or sath me font size bhi.

  8. 1) Bhai Image ad & link ads kisko jyada dhyan dena chahiye jisse ctr increase ho ? Main post mein 3 link ads aur 1 image ad use karta hu sath hi sidebar mein large image ad use karta hu aur meri ctr 1-2% hi hai. Please suggest something.

    2) Meri cpc 0.05$ chal rahi hai 1 months se pehle 0.10$ se above thi kya problem ho gayi hai

    • Aapko links ads ki jagah images ad par jyada focus karna chahiye. becoz usme text image ke sath links ad bhi show hote hai. AdSense ki cpc abhi low hi hai.

  9. Maine apne blog ko cloudflaire main
    Add kiya ab vo open nhi ho rha hair.
    Sucseccfull add ho gaya he main bhi aaya tha.
    4-5 hours ho chuke hai add kite.
    Please help me.

    • Cloudflare ko active hone me thoda time lagta hai aap thoda isme 24 hours bhi lag sakte hai.

  10. Bro मैंने पहले आपको कमेंट में बताया था कि वर्डप्रेस को सिखने के लिए मैंने एक ब्लॉग बनाया है मुझे लगता है कि अप मुजे वर्डप्रेस की बेंजीक जानकारी हो गई है तो प्लीज मैं आपको कहना चाहता हूं कि मैंने वर्डप्रेस पर जो ब्लॉग बनाया है उसे एक बार देखकर बताइए कि उस में कोई प्रॉब्लम है कि नहीं और कोई प्लगीन की जरूरत हो तो प्लीज बताइएगा
    २) एक ओर बात की मैंने एक वेबसाइट पर देखा था Jetpack plugin shared hosting पर काम नहीं करता क्या यह सच है या झूठ

    • Aapne url box me apni site ka link add nahi kiya jo mai check kar saku. Nahi aysa kuch bhi nahi hai. Maine already shared hosting par jetpack use kiya hai.

      • I am sorry मैंने वेबसाइट का URL बॉक्स में डाल दिया है प्लीज चेक करके बताइए एक ओर बात मैंने यह ब्लॉग सीर्फ वर्डपेरेस सीखने के लिए ही बनाया है इसीलिए इसमें जरूरी पेज मैंने नहीं डालें

        • Blog me koi kami nahi hai bas aap writing thodi effective banao.

  11. khan sir wordpres me post ke beech me link ad kaise lagate hain

    • Post edit bar me link ka icon hai us par click karke.

  12. Sir, I have a question in mind.. Website k liye sitelinks kaise genrate kre?

  13. Really very very very useful post! Waise bro maine dekha ki movies aur mp3 keyword google par kucch jayda hi search hote hain. Inka craz kucch jayda hi hain.

    • Humare or aapke experience se SemRush ka experience kahi jayda hai.

  14. sir contact form me ek messege kiya hai. please sir use padhe aur mujhe isko sahise hamare mail par batatye .
    please sir hume aapki help ki jaroort hai.

    • Mai aapko mail send kar chuka hu aa pgodaddy ki jagah bluehost or hosrgator se hosting buy karo to better hoga.

  15. Hlw sir pls mere ek qsn ka answer degiye me jab phele apna blog name google par search karta tha to bo bilkul sahi se show ho jata tha lekin ab jab search karta hu to blog name show nhi ho ra h. only posts show ho rhi hai. pls bataye me kya karu?
    or jab extension ke sath blog ko search karta hu to show ho jata hai lekin uski description me “No Longer parked by godaddy” esa show hota hai. aap pls detail bataye ki me kya karu?

    • Aapke blog ki post blog ke homepage se jyada bar open ki jati hai show pahle aapke blog ki post show hoti hai. Jaise jaise aapka blog famous hoga results sahi se show hone lag jayega.

  16. Sir mujhe bri problem ho gai hai mai kal aapne blog ka name change kiya hai jisse mujhe dikte aarhi hai jab mai aapne blog ka koi post search engine se open karta hu to Blog has been removed likhta hai mai kya kru.

    • Name change karne se blog post search result par koi effect nahi padega. Aapne blog ka url change kiya hoga. don’t worry kuch time bad new link index ho jayega.

  17. In top keywords se Hume bhut help milegi organic traffic pane me. Bhut acha article hai apka

  18. Bro हमें वर्डप्रेस थीम का कलर चेंज करना हो तो कैसे करें मैं कलर ऑप्शन में गया था लेकिन वहां पर सिर्फ बैकग्राउंड कलर का ही ऑप्शन आ रहा है लेकिन अगर हमें थीम के फुटर या किसी और का कलर चेंज करना हो तो कैसे करें

    • Mai aapko already bta chuka hu ki aapko iske liye CSS coding aani chahiye aap apna old comment check karo and comment repeat mat karo.

    • Css sikhna kafi aasaan hai,,, aap google search me w3skools namak website par jaao aap 3 mahine me css ke master ho jaoge,,, best luck

  19. bhaii screenshots clear ni dikhra aur kuj b show nahi hora hai update krdo

    • Screenshot bilkul clear hai aap mobile use kar rahe ho to zooming karo ya desktop me try karo. Image big size ki hai so load hone me thoda time lagta hai.

  20. Hello nice post again sir aapse ek help chahiye please aap mera blog dekhiye or btayiye isme kya kami hain or kya nahi please sir

    • Aapke blog ka design crack hai template change karo ya fir se upload kar uski widget and layout ko customize karo.