Website Ki Google PageRank (PR) Check Karne Ki Tools

Google pagerank tools me aap apni website ya blog ki google pagerank, domain authority, domain age, global rank, backlinks, EDU backlinks, pagerank quality and or bhi bahut jankari pata kar sakte ho. jisse website ki popularty pata chalegi. google pagerank 0 to 10 tak hoti hai. agar aapke website ki pagerank 1 bhi hai to bahut achi bat hai. actually 1 pagerank me aane ke liye aapke blog par kam se kam 20,000 pageviews per day hone chahiye. so do’t worry aapki site pagerank me na ho to tention mat lena.

Google PageRank Check Karne Ki Tool

Google pagerank 0 to 10 tak hoti hai. google pagerank sabse jyada website or blog ke backlinks par depend karti hai. jis website ki jitni jyada backlinks hogi uski google me utni hi achi ranking hogi. apni site ke liye backlinks pane ke lie aap Website Ke Liye Backlinks Kaise Banaye post padiye.

Google Pagerank (PR) Checker Tools

Is tool me aap google pagerank, domain authority, domain age, global rank pata kar sakte hai.

Apni website ki google pagrank pata karne ke liye checkpagerank site par jaye.

  1. apni site ka link add kare.
  2. capcha code sahi se enter kare.
  3. Check Domain par click kare.

Get Website Insights and Domain Analysis

Ab aapke samne aapki website ka result hoga. jisme aapki site ki details hogi. agar aap apni website ki ranking increase karna chahate hai to aap Blog Ki Traffic Badhane Ke 50 Best Tarike in Hindi post pade. isme aapko blog ki traffic badhane ke ek se ek badhuya tarike pata chalenge. or jab aapki site ki traffic badhegi to ranking bhi badhegi.

Is post me btayi tools se ranking pata karne par agar aapki site not ranking me ho to koi bat nahi. google rank me aane ke liye aapki site ki ek post par ek din me kam se kam 20k pagevies hone chaiye. so iske liye aapko bahu mehanat karni padegi. or jab aapki sie par 500+ post ho jaye to google pagerank me aapki sie aa sakegi.

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (38)

  1. Avatar for Pandit Chandra Pkakash TiwariPandit Chandra Pkakash Tiwari

    सुंदर जानकारी आपके द्वारा प्रदान की गई और यह जानकारी बहुत ही ज्यादा उपयोगी है आपको बहुत-बहुत धन्यवाद।

  2. Avatar for Vijay KumarVijay Kumar

    App ki website per is hindi me artical se hum logo ko bhute hi helpfull jankariya mili hai aap ki website hindi me aasch jankariya provide karati hai .

    Thanks for your articals .

  3. Avatar for vikash guptavikash gupta

    sir mere blog par per day 1000 pageview ho raha h kya mai adsense ke liye aply kar sakta hu

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      yes kar sakte ho.

  4. Avatar for kuldeep kaswankuldeep kaswan

    bhout achi jankari share ki hai aap ne. aap ki sabse achi baat mere ko lagi ki aap sabhi comment ka answer dete ho. thank you for help. mai bhi aap ki trha ek blogger banke logo ki help karna chahata hun. maine aaj se 2 year phale ek blog banaya tha. google par search karne par lagbhag sabhi post first page par sow hoti hai. par aaj bhi us par page view 500-600 par day hai. kaya aap check karke bata sakte ho ki meri website me kaya kami hai jiske karan traffic itana jyada low hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Welcome and thanks kuldeep blog par sirf content likhne se traffic nahi milega. Traffic ke liye aapko sahi se promotion karna chahiye or SEO optimizing ke sath apne content ko copy paste hone se bhi bachana chahiye.

  5. Avatar for Dharemendar GourDharemendar Gour

    Hello Sir
    mere blog par comment moderation option show nahi ho raha hai matlab koi bhi mere blog par comment karega wo automatically publish ho jata hai mujhe email dawara alert nahi karta hai ictipshindi.blogspot.com is blog par maine khub mehnat ki hain pura design khud hi kiya hai aap mere blog ko kitna number dena chahyenge

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap blogger dashboard >> settings >> post and comment settings par jao or Comment Moderation ke samen always select karo.

  6. Avatar for RajRaj

    Mujhe ap ye batye
    Me apna YouTube channel kisi dusre gmail par transfer karna chahta hu
    Mujhe ap ye bataye
    Channel transfer karne
    Ke side effects kya he

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      nahi YouTube channel jis email id se bana hota hai us par se dusri id par change nahi ho sakta. ha agar aapne google plus par page banaya hai to aap usse bane YouTube channel ko dusri email id par move kar sakte ho. us email id wale ko page ka admin bana kar.

  7. Avatar for JunaidJunaid

    Sir hme camtasia ki registration key chahiye waise bina reg. Key camtasia kitne din chal jayega

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      30 ya 15 days.

  8. Avatar for RajRaj

    sir me apni blog par aisa kam kar sakta hu
    1-sir me logo design kar leta hu kya me apne blog par aisa kam start kar saktu hu jese log mujhe online pay deker apna logo banba liya
    Agar aisa ho sakta he to me apne blog par aisa kam kese kar paunga log mujhe paise kese denge or mujhe kese prapt honge

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      iske liye aapko WordPress par hosting le kar blog banana padega. payment ke liye aapko usa ki ek website ko join karna padega. wo aapke costomer se paise le kar aapke bank account me dal degi. isme uska commission hoga.

  9. Avatar for JunaidJunaid

    Nhi sir mene use email per blog ka addres change kiya hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      agar address change kiya hai to bhi fir se add karna padega.

  10. Avatar for JunaidJunaid

    Hi sir mene apne blog ka addres change kar diya hai kya ab mujhe apne blog ka search engen dobara ,karna pdega kya

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      agar aapne blog me se old email delete kar diya hai to karna padega. aapne jo new email add kiya hai usse search console me add karke verify karna hai.

  11. Avatar for prakashprakash

    Q 1. sir WordPress me hstagator kharidna jaruri hai kya hum WordPress par blog banakar(bina hostgator)blog me post dalkar paisa nahi kama sakte hai kya
    Q 2.WordPress blog bhi 6 mahine purana blog hona chahiye AdSense ke ads lagane ke liye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      nahi 6 mahine purana hone ki jarurat nahi hai. but usme aapko AdSense account banane ke liye domain add karna padega. jo ki aap minimum $18 me kar sakte ho. or itne paise me aap hosting le sakte ho.

  12. Avatar for MohammadMohammad

    Hello, I wish for to subscribe for this webage to take newest
    updates, thjs where can i do it please help.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap yaha par click karke site subscribe kar sakte ho.

  13. Avatar for rohitrohit

    aap meri site open karke dekho ki template mobile friedly h ya ni vese mai ribbon template use kar rha hu mobile me alag tarah ki open hoti hai aur pc me alag

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ribbon theme allready mobile friendly hai. check karne ki jarurat nahi hai. kyuki mai bhi robbon them hi use karta hu.

  14. Avatar for devdev

    Mene Twitter account new banaya h isliye mughe kam jankari h bro plz retweet karna kya hota h plz bhyi jarur batana.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      agar hume kisi ka tweet pasand aaye to hum use apni profile par share yani retweet kar sakte hai. twitter par iska option hota hai.

  15. Avatar for Sandeep kumarSandeep kumar

    Mene blog par subscribe widget laga rakha
    Computer me show host lekin mobile me nahi show karta hai.

    Pleased help me

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      koi dusra subscribe code use karo. or agar fir bhi show na ho to aapki template mobile friendly nahi hai.

  16. Avatar for rohitrohit

    aapki site me jo ads aate h jine likha hota hai ads by google aur 3 text line hoti hai wo mere blog me ni aa rhe h ye kese add karu

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap 200×90 size ka links ads create karo.

  17. Avatar for devdev

    bro mughe post google profile par share karni chahiye ya google page par plz reply.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap jis par chaho kar sakte ho. profile par karo ya page par isme mai kya kah sakta hu.

  18. Avatar for hasimhasim

    apne mere blog ka temflet ke bare kaha
    tha mai janna chahta hu ki free ka template sahi rahega ya kharida hua

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      mai iska jawab aapko pahle bhi de chuka hu ki blogger par free me hazaro templates mil jayegi. paid template ki koi jarurat nahi hai.

  19. Avatar for prakashprakash

    sir aapne jaisa kaha tha maine waise hi kiya alg email subscribe search box apne blog mai lagaya fir bhi nahi aa raha hai please help me ya sir aap koi mujhe aap ki template jaisi koi template bata sakte hai ya send kar sakte hai jo computer ta mobile response ho

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      aap subscribe widget lagaoge to add kyu naho hogi. aap is Blog Ke Liye Top 5 Email Subscribe Widget post par jao or isme btaye code ko copy karke blog ke dashboard>>layout>>add a widget>>html/javascipt par click karke widget me code paste karo.

  20. Avatar for Ravi kumarRavi kumar

    bahut achha thanks,
    Bhaiya mera ek question hai,
    jaise aapne apne blog ka title logo ko kaise set kiya apne site,iska setting me option hi nahi aa raha hai,

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      sabse pahle aap logo banao or fir blog dashboard>>layout>>header>>From your computer: par jao or choose a file par click karke logo upload karo.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...