Agar aap internet use karte hai aur aapka koi gmail account nahi hai to yeh bahut buri bat hai.Chalo aaj hum aapko gmail account banana sikhate hai. Gmail par account bana kar aap isi account se YouTube me log in kar paise kama sakte hai. YouTube se paise kaise kamaye iske liye yaha par click kare YouTube Se Paise Kaise Kamaye Video Upload Kar Ke?
Table of Contents
Gmail Account Kya Hota Hai?
Gmail account ek aysi cheej hai jiske dwara aap kisi dusre gmail account wale ke pas msg bhej sakte hai. isme ek username hota hai or ek personal password hota hai. jinki sahayta se hum google ki site par log in kar sakte hai. isse hum youtube par bhi log in kar sakte hai.
- Internet Se Ghar Baithe Online Paise Kaise Kamaye
- Online Paise Kaise Kamaye Internet Se Paise Kamane Ke 20 Tarike
Exam- Jumedeenkhan@gmail.com and Jumedeenkhan@Jumedeenkhan.com
Ab mai aapko aage gmail account banana sikha raha hu. aap bas mujhe follow kijiye.
Gmail Account Kaise Banate Hai
Gmail google ki hi ek service hai or isi liye ise google account bhi kahte hai. gmail account banana bahut hi simple hai. aapko bas itna karna hai ki ap mujhe follow karte rahe.
Agar aapko meri koi baat samajh nahi aati hai ya fir koi or probelm hai to is post par comment kare main aapki help jarur karunga.
Step 1:
- Sabse pahle aap Gmail.com site par jaye.
- Ab Create an Account par click kare.
Ab aapke pc me ek naya form ho jayega jisme aapko apni complete jankari bharni hai.
- Isme aap apna first and last namr dale.
(Exam- mera nam hai Jumedeen khan to mera first name Jumedeen or last name khan hua. - USERNAME me aap apna khud ka name ya koi or name ya apne number bhi bhar sakte ho.
magar aap isme wohi name bhar skate ho jo pahle kabhi bhi na bhare gaye ho>
(Exam- man lo aapka name Rahul hai or Rahul USERNAME dalne par error aa raha ho to aap use thoda sa change kar lo jase : Rahul11, Rahul123, Rahulthegreart etc.) - Ab PASSWORD me aapko ayse word bharne hai jo aap kabhi bhule nahi or sath hi kisi or ko pata bhi na chale. iske liye sabse behtar tarika mai aapko meri agli POST me batunga. filhal aap aysa kariye apne password me( ABC,123.!#*^^.aBc etc.) tarike ke dale yani ki word, number and spcial carracter dale or ha ye password aap achi tarah yaad rakh le taki aapko aage log in karne me problem na ho.
- Isme aapko apni birthday detail bharni hai. yaad rahe ye ek dam sahi bharni hai kyoki future me kabhi aapka account band hone par inki jarurat padti hai.
- Isme aap ko apna gendare bharna hai
(Exam- agar boy ho to mail or girl ho to female) - Isme aap apna mobile number bhare . jisse aap gmail account banana chahate hai.
- Isme upar diye gaye numbero ko achi taraha samajh kar bhar dijiye.
- Isme aap jis country ke bhi hai apni country ka name dal de.
- Gmail ki term of service and private policy ko teek kar de’
- Next par click kare.
Step 2:
Next par click karne ke baad aapke samne ek or new window open hogi.
Ab aapko apna mobile number verify karna hai to Phone Number ki jgah par apna mobile number bhar do ye wohi number hone chahiye jo abhiabhi upar wale form me bhare the.1. ab aapke pas verify karne ke 2 option hai ek SMS ka ek CALL ka aapke liye SMS wala option hi behtar hai.
Ab Continue ke button par click kar dijiye.
Step 3:
Continue par click karne ke bad aapke mobile number par ek massage aayega us massage me kuch password honge jinhe aapko is form me bharna hai.
Note: aapko ye password 15 minitke ander hi verify karne hai warna aapka account expire ho jayega)<
- Aapke pas jo sms aaya hai usme diye gaye passward yaha dal dijiye.
- Ab Continue wale button par click kar dijiye.
Step 4:
Ab jo form open hoga usme aapse google par profile banane ke liye pucha jayega aap chahe to profile bana skte hai.
Magar abhi hum gmail accont par kam kar rahe hai to No Thanks par click kar dijiye.
Aapke No Thanks par click karte hi ek bar fir ek page open hoga aap niche screenshot dekh sakte hai.
Is page me aapka walcome kiya jayega kyuki aapne pahli bar gmail par account banaya hai.
- Is page me aapko Get Start button par click karna hai.
Bas aapka kam khatm ho gaya is tarh aapka gmail account ban gaya hai. Ab aap jab chahe Gmail.com website par jakar log in kar sakte hai aapko bas itna karna hai aapka jo username or password hai wo is website me dalna hai or aapka account aapke open ho jayega.
- Gmail Account Me Galat Email Send Hone Par Wapas Kaise Kare
- Google Adsense Content Policy Violation – Full Guide in Hindi
Agar aapko google par gmail account kaise banaye post achhi lagi hai to is post ko social media par apne sabhi friends ke sath share jarur kare.
Tuleshwar singh
sir ji video to mai dalna chalu kar diya hu magar paise mere ko kaha se milega
pize help mi sir ji
Jumedeen Khan
Aap humari adsense wali or post padho sabki jankari mil jayegi.
Zuhaib
Bhai maine gmail to bana liya hai jisme meri date of birth november 2000 jo meri real age hai hai us hisaab se mai 18 years ka nahi hu ab kya mai ye gmail adsense se connect ker sakta hu koi problem to nahi hogi plzzz answer me…
Jumedeen Khan
Try karo ho jaye to achhi bat hai.
Pankaj Kumar
sir ek bar gmail me name dalne k bad kitne din bad name change kr skte hain
Jumedeen Khan
Email address verify karne ke bad.
ramesh jain
sir mai Google par business karna chahta hu merit help kijiye taki mai business start kar saku 0%idea
Jumedeen Khan
Check my business start up posts.
zubair khan
sir ..
mene ik gmail account bnaya ta YouTube se paise earning k liye
ab is mein 4 dollar aagye hea
mene AdSense account mein address NIC ka jis ilaqe mein rehte te NIC is ilaqe ka ta
ab mein ne house shift kiya city se baher
ab mein kiya kese chang kro apna adress
national card tu hmara city ka ta
av hum city sa bahir rihte hea …
plz bata de
Jumedeen Khan
Nahi ye earning nahi hai. earning ka option alag se show hota hai. Uske smane earnings likha hua hota hai.
Nilesh
Gazab post hai
satyanarayan singh
gmail account ko facebook account se kese connect karte h
Jumedeen Khan
Facebook profile me ja kar gmail account add kar do. Bahut simple hai.
tikesh mourya
Hello sar my google to desabl ho gaya he us fir se kase open karu please halp sar
suresh
sir mera gmail ac disabled ho gaya h …jab usko wapas recover karne ki kosis Marta hu to gmail alag alaa question puchhata h jiska mere pass answer nahi ….pls help me
Jumedeen Khan
Aapne gmail par koi recovery gmail account add kiya ho to aap usse account recover kar sakre ho. Iske alawa koi or rasta nahi hai.
Dharmendra saxena
Sir kya hum mobile se blogs nahi bna sakte hai
Jumedeen Khan
Bana sakte ho. But screen choti hone ki wajah se thodi problem hoti hai.
Harshad Bataviya
sir Gmail me me jo chahta hu vo user name available nahi hai to kya me username ke bich me Dot lagakar account banavu to vo sahi rahega….. pls muje batayega….
Jumedeen Khan
Aapko jaisa acha lage wesa username select kar sakte ho. Bas aysa select karo jo aapke liye behtar ho.
Prince
Bhai post me aapne jo step by step no deke samjhaya ki kese form ko fillup karna hai usme number me thoda prblm hai 4 no confirm password ke baare me aapne nehi likha aapne us no pe dob enter karne ke liye bola hai…
isko thik kar lijiye
Prince
Bhai photoshop se kese screen shot lia jata hai
Jumedeen Khan
Aap direct windows+PrtSc key button daba kar le sakte ho.
Prince
Bhai aap konsa sniping tool use karte ho aur aapne kese itna bada image ko ek saath snip kia hai, me nehi kar pa raha hu, me jab capture karta hu tab jitna mere laptop screen me dikhata hai utna hi capture hota hai niche aur bhi bohot kuch baaki rehta hai par me nehi le pata, kese karu bro
Jumedeen Khan
Image ki zooming kam kar ke screnshot lo. mai photshop use karta hu.
Matt Dickens
If you’re still on the fence: grab your favorite earphones, head down to a Best Buy and ask to plug them into a Zune then an iPod and see which one sounds better to you, and which interface makes you smile more. Then you’ll know which is right for you.
abdul
I like the helpful information you provide in your articles.
I will bookmark your blog and check again here frequently.
I am quikte sure I’ll learn many new stuff right here!
Best of luck for the next!
Sandesh
Jumedeenkhan@Jumedeenkhan.com Sir ye wala account kaise banta hai sir hame bhi bata dijiye ye mera pahla qustion hai..
Jumedeen Khan
Iske liyhe aapko hosting leni padegi. usme aap apne domain ka email bana sakte ho.
Firoz aalam
Iam Indian thanx for sharing this informition in hindi