Bahut se blogger google plus se Traffic bdhane me asafal rahte hai. jabki hum google plus se acha traffic badha sakte hai. jog log google plus ko traffic badhane ke liye uchit nahi samajhte wo ek bahut bada mouka gava dete hai. mera matlab social media facebook, google plus, twitter ko ignore karoge to apne blog ki traffic badhane me bahut waqt lag jayega. so hume social network site par dhyan dena jaruri hai.
So aaj mai aapko google plus se blog ki traffic badhane ke 5 way bta raha hu. agar aap google plus par better post karoge or aapki post ka look behtar hoga to log aapki post par jada se jada like, share, comment karenge. or aapki post par jitne jada views honge utne log aapki site ko pahchanege.
Google Plus Se Blog Ki Traffic Badhane Ke Top 5 Tarike
yaha mai aapko jo tips bta raha hu agar aap unhe follow karke google plus par post karoge to aapke blog ko kam se kam 30% traffic mil sakta hai.
1. Image Share Kare: Sirf Post Link Nahi
Blog post ka url google plus par share karke bog ki traffic badhana to sab jante hai. magar important ye hai ki post ko kaise share kare. usme kya kya likhe. jisse blog par jada se jada visitor aa sake. mai aapse kahna chahunga ki aap sirf blog post ka url share mat kare. but post me image bhi jarur add kare. niche kuch tips bta raha hu follow kare.
- 1. Sabse pahle yani post ke sabse upar post ka title likhe. post ka title italic, arial ya kis bhi heading format me hona chahiye.
- ab post title ke niche ek line ki jagah chod ke post ke bare me 2-3 lines likhe. lines aysi honi chahiye jinhe visitor aasani se samajh sake.
- uske bad post ka link add kare.
- ab ab achi high quality ki photo jo aapne post me use ki hai. upload kare. image jitni bestr hogi. log us par jada dhyan denge.
2. Audience Ka Targeted Karke Share Kare:
hum kabhi bhi blog se post share karte waqt target nahi choonte or sirf publish kar post share kar dete hai. humari circle me humare kon konse frnds ko humari post pasand aa sakti hai. sab jante hai. so mai aapse kana chahunga ki aap aage se un sabhi ko targeted kar post share kare.
logo ko targeted karne ki ek achi trick mai aapko bta du ke aap ek alag se ek circle bana le or usme aapke kaam ke logo ko add kar le fir jab post kare to us circle ko targeted kare. sabke pas aapki post ki notification pahuchegi.
3. Post Ko Style Me Likhe:
Post me kuch stylish shabd use kare. ye bahut hi acha tarika hai visitors ki nazar pakadne ka. post me Bold, Italic, Underline, Strikeout, Bullets, etc words jarur use kare. aapki post highlight hogi to log uspe par jada dhyan denge. jo nahi padna chahega. uska man bhi padne ko karega. aapka post likhne ka tarika acha hoga to aa 30%-50% tak blog ki traffic badha sakte ho.
4. Tick “Send Email” for more Traffic:
post share karte time jab aap kisi friend ya circle ko target karoge to niche ek “Also share from you to your circle” ka option show hoga. us par tick kar de. uske bad jaise hi aap post share karoge to circle me add logo ke pas iska email send hoga. isse wo aapse contact kar sakte hai.
- Blogger Favicon Kya Hai or Blog Par Favicon Ko Kaise Change Karte Hai
- Blogspot Blog Ko SEO Friendly Banane Ki Puri Jankari
5. Target Google Plus Communities:
google plus par bahut si communitis hai jinse aap aasani se apne blog ki traffic badha sakte ho. agar aap kisi community ke member hai to aap apni profile se direct us community me post share kar sakte ho. ye baat to aap jante hi honge. agar nahi jante ho to ye step follow kare.
- post share karne par jo publish likha aata hai us par click kare.
- ab jo communitis aapne join kar rakhi hai. un sabki list show hogi.
- aapko kis community me post share karni hai. us par click karke category choone or share kar de.
is post me bataye tarike se aap blog ki traffic 50% tak badha sakte ho. kyuki google plus bhi google ki hi service hai or blogger bhi. so google search engine google plus par share ki gayi post ko blogger post se bhi pahle search result me show karta hai.
- Digital Ocean Par Free Hosting Kaise Kharide Cloudways Se
- Top List Articles Se 1 Month Me 100,000 Visitors Kaise Paye
agar aapko is post se kuch naya sikhne ko milta hai to ise share jarur kare. or agar kuch puchna chahate ho to comment karke puche.
Aapke sare sawalo ka jawab diya jayega. or a supportmeindia ka Google Plus Page follow karna na bhoole.
Bhupendra Singh
nice information sir
Deepak pareek
Sir maine 1 mahine pehle eek website bnai hai jismai mai kahaniya dalta hu pr traffic nhi badha pa rha tha unmai google+ facebook har jhaga link dalta par jda log nhi ate apke is post se mujhe meri glti smj agyi.
Rishabh raj
Sir मेरा ब्लॉग बनाये हुए 3 month हो गए है लेकिन trrafic नही आ रहा please मेरी help करे कोई tips दे
Sir एक और बात ये है कि आप मेरे ब्लॉग का एक बार review करके बताये की मैं क्या गलती कर रहा हु।please
Jumedeen khan
Achha content likho aur use publish karne ke bad sahi se promote karo.
Raj Kumar Ahuja
Sir … Mere Adsense ID Me Maine Apne Middle Name Ko Add Nahi Kar Paya dhoke Se, Jabki Meri Aadhar Card Me Mera Middle Name #Kumar Likha Huva Hai. Aur Maine 2 Baar Adsense Me Apni ID Upload Karne Ki koshish Kar Chuka hun, Name Ko Error Bata raha hai Kya … Karu Sir … Samjh Nahi Aa Raha Hai. Badi Mehnat Se $20 Kamaye Hain … Kya Karu Sahi … idea Bataiye … Sir
Jumedeen khan
Middle name ko add karne ki jarurat nahi hai aap sirf first and last name add karo.
BHARTI MISHRA
Sir,आपने बहुत ही बढिया जानकारी दी है।
Pradeep
Nice post sir. But sir seo ke bare me ek unique post de jisme puri jankari ek sath ho.
Sunil Kumar
NICE Article .. ye tareeke ajmane ja raha hu apne blog par
Avinash Chauhan
THANKS Jume Deen for sharing this article. ab se main google Plus ko seriously lunga aur in tricks ka use jaroor karunga. Thanks..
rajan singh
sir me jab google per share karta hu to post ke sath merapoto aata hai tp photo ke neche mere blog website nahai aate google + kar ke aate hai to kaya kare
Jumedeen Khan
Ye aapke blog template ki problem hai.
naresh
Sar blog, me ischi traffic aar hi he par alexa
Show nhi ho raha he please visit may blog or sek kar ke btaye nahttp://kaiyakese.blogspot.com/
Jumedeen Khan
Nresh aap blodpot.com se nahi blogspot.in se alexa rank check karo.
dharaiya
Bahot badhiya jankari dihe
Me ajay dharaiya hu mene ye blogging aapke site se sikhi aaj mere blog me 20+ traffic pm ho gya he thank you
naresh
Chitika me one day me kitne visitors aatehe to hume chitika pe ad mil sakta he
Jumedeen Khan
Apne blog par traffic badhao. Pahle se hisab mat lagao. Jab visitor aayenge or income hogi to pata chal jayega.
naresh
Sr mene templates cod veryfy nahi kiya he
Vo me mobile se site ko sala ta hu
To bhi alexa me seceful account likhke
Aata he or bat traffic ki to ak die 200 se 500
Tak pahus jata he to sar cool vigitor site ko
Open kiya 8000 bar or 65 din hu va mera site ko
To ssr alexa me dusara koy problem me nahi
Hoga ne
Jumedeen Khan
Nahi koi problem nahi hogi.
naresh
Sar mera aelexa renk nahi Dikhta he
Mene 36 aartical likha je or mera blog
Ka 65 din huva he
Or mera aelexa account seceful Likhke aata he
Or me ne templates me cod add nahi kiya tha
Jumedeen Khan
Alexa rank tabhi show hogi jab aapke blog par traffic badhega.
anshul
sir.. apki jankari kafi acchi hai maine ek blog bnaya hai. kya ap pls kuch time nikal ke bta skte ki mujhe usse attractive bnane ke liye kya krna chahiye.
Jumedeen Khan
Aapka blog acha hai. dheere dheere sab sikh jaoge. or aap humari SEO se related post padhiye. aapko achi jankari milegi.
Prahlad
Sir,me jab Google+ pe post share karta hu to page view 1min me badh jate hai ,kya ye spam traffic to nahi hoti hai?
Jumedeen Khan
Nahi spam traffic nahi hai.
Avnish kumar
Blog me kya kuch post karna hota h or kyun.
plz tell me about sir
Jumedeen Khan
Jo aapse aata hai aap apne interest ke hisab se post likh sakte ho.
Avnish kumar
Dear sir,
jisa k mene in 2 days me jana h ki u r a professional blogger. Mujhe aapse aasha h ki aap meri help jarur karenge. karenge na sir
main kai bar amzonmechanicalturk.com par part time job ke liye worker ke liye new email ke sath kai baar regestration kar chuka hun. har bar reges ke bad 48 hour ke bad mera reges nirast kyun kar diya jata h.
notic ke roop me sms ye diya jata h ki HUM ISKA KHULASA AAPKE SATH NI KAR SKTE. why?
Great ideal sir mujhe jarur bataye ki me mtruk.com work kyun ni kar skta.
Jumedeen Khan
Bro iske bare me mujhe jyada jankari nahi hai. aap amazon ki faq policy check kar sakte ho.
deeksha mishra
m YouTube videos bnati hu viewers bhadaane k liy blog bnaana jruri hai kya
Jumedeen Khan
ye post padho Youtube Videos Par Views Kaise Badhaye Top 20 Tarike
deeksha mishra
or circle m add krne s kya hota h or YouTube p jase hi hum videos upload krte hai to direct followers or circle k pas che jati hai ya Hume alag s share karna padta hai
Jumedeen Khan
isse aapke follower badhte hai. alag se share krna padta hai.
deeksha mishra
Sir jase humne koi YouTube video post ki communities mai to vo video spam m kab jati hai
Jumedeen Khan
Jab aap kisi or ki community me ahare karogi to us community ka admin spam kar sakta hai.
Farman Khan
Bhai maine ek aur nayi site banayi hai mujhe uspe AdSense ke ads lagane hai lekin meri ek site already connected hai AdSense se to main kya kru jisse dono pe ads show ho
Jumedeen Khan
aap usi AdSense ke ads dusri site par laga sakte ho. ads lagane se pahle AdSense me us site ka url add kar lena.
Vinod K Singh
traffic badane ke liye kafi achha jankari hai.
google par share karna google SEO ke liye bahut achha hota hai. achhe se G ka istemaal kare to blog ki page ranking aur traffic kafi bad jayegi
Manoj Singh
Hello sir ,
Aapse kuch sawal tha ,
1) mere post jab email se milte hai to poori Ki poori post as jati hai…aisa kyun aur use kaise band kiya ja sakta hai….? Kyuki Mai chahta hun Ki readers post KO web par aake padhe
2) main apne post ka title alag alag deta hun .. phir bhi wo email me ek hi naam show Karta hai baar baar ..use kaise solve karu ..plz reply kijiye
Mai aapko email me images bhej raha hun jisase aap KO clear Ho jayega
Dhnywaad
Jumedeen Khan
aapke dono sawalo ka ek hi jawab hai. feedburner par jao or publicize option par click karke setting change karo. isse related maine isse related aap ye post pado. Feedburner Ka Email Delivery Time Kaise Change Kare
ise follow karke aap dusri setting bhi cusmoze kar sakte ho.
ajay choudhary
to sir me kya karu mene blog to bana liya he mujhe abhi 6 mhine nhi hue isliye me AdSense bhi approve nhi kar sakta to me ad kese lagau aur kese paise kamau . me apka 4-5 din me AdSense approve karne ka tarika bhi use nhi kar sakta kyoki mere pas pc nhi he to mujhe kya karna chahiye
Jumedeen Khan
aapko 6month tak wait karna padega. tab tak apni site par visitors badhane par dhyan do.
ajay choudhary
sir mujhe apse chitika ke bare me puchna he ki chitika kitne din me approve ho jata he . Mene chitika par 12-14 din phle hi aplay kar diya he par abhi tak koi bhi email nhi aaya
Jumedeen Khan
agar ho jaye to 1 ghante me ho jata hai. or na ho to kitna bhi waqt lag sakta hai. ye chitika team ke upar hai.
Jumedeen Khan
Aap kiske ads use kar rahe ho, AdSense, bidvertiser ya fir koi or sites ke
Rafique Khan
mere blog par aids show nahi ho rahe hai.kya karu
Jumedeen Khan
aap apne blog ki post ka url social media kahi bhi share kar sakti ho, nahi copyright nahi hoga.
geetanjali kumari
ye byaye jab blog ko post karte h to Google par bhi share karte h jo ek hi url hota h oh copyright nahi hoga…