Aaj is post me mai aapko btane ja raha hu ki google search result me blog post results ko kaise change karte hai. Is tutorial ko follow karke aap apne blog ki post ko chaho jaise google search engine me show kar sakte ho.
Search engine optimization ke liye blog post title and blog title dono most important hote hai. But agar aapke blog ki post ka title blog title se pahle search me show hota hai t oaapko jyada organic click milenge. Kyuki aapki post ka poura topic dikhayi dega.
- Blogspot Blog Ke Liye Custom Domain Name Kyu Jaruri Hota Hai
- Blogspot Blog Par Post Content Chori Hone Se Kaise Bachaye
Agar aap apne blog ko success banana chahate hai to aapki site par search engines se traffic aana jaruri hai. Or search engine se traffic pane ke liye aapko SEO ki basic information honi jaruri hai. Maine SEO ke bare me bahut post likhi hai, Jinme blogger ke bare me bhi post mil jayegi. So aap sach SEO ke bare me janna chahate hai to supportmeindia ki SEO se related padhiye.
Google search result me sirf post title ke first 65 characters hi show kartya hai. Baki ke sabhi shabd cut ho jate hai. So agar aap blogger user hai to ye post aapke liye bahut kaam ki hai.
- Blogspot Blog Ko SEO Friendly Banane Ki Puri Jankari
- Blog Post Me High Quality Keywords Kaise Aur Kaha Use Kare
Yaha mai aapko blogger SEO ke ek chote se but bahut important part ke bare me bta raha hu. Jisme aap google search results me apne blog ki post results ko customize kar sakte ho or search engine se jyada traffic pa sakte hai. Iske alawa bhi iski kuch or wajah ho sakti hai. Jinki wajah se aapko ye setting karini jaruri ho jati hai.
- Aapke blog ki title search me post title se pahle show hota hai.
- Aapke blog ki post title ki jagah par post ka link show hota hai.
- Ya fir search me post title ki jagah koi or words show hote hai.
- Post ka title first me show hoga to usme aapke main keywords show honge.
- Post title pura show hoga to user us par jyada click katenge. Isse aapko jyada beneft milega.
To kyu na is tricks ko try kar liys jaye. Don’t worry in teeno hi problem ka solution aapko is article me mil jayega. Aapko sirf apne blog ki templaye me ja kar thodi si coding editing karni hai.
Google Search Me Blogger Title Se Pahle Post Title Kaise Show Kare – Blogger SEO Guide
Agar aap newbie blogger hai or post title ko blog title se pahle show karna chahate hai to aap ye simple step follow kare.
- Sabse pahle aap blogger dashboard par jaye.
- Drop down menu par select kar Template par click kare.
- Now click on Edit HTML
- Ab CTRL+F key button daba kar “<title><data:blog.pagetitle/></title>” code search kare.
- Ek bar aapko ye code mil jaye to use delete karke uski jagah par ye code paste kare.
<b:if cond='data:blog.pageType == "item"'> <title><data:blog.pageName/> | <data:blog.title/></title> <b:else/> <title><data:blog.pageTitle/></title> </b:if>
6. Finally Save Template par click kare.
Ba ab sabhi setting h ochuki hai. Ab kuch day bad search engine me aapke blog ke title se pahle post ka title show hone lag jayega.
- Blogspot Blog Me Advanced SEO Settings Kaise Enable Kare
- Blogspot User Google Webmasters Tools Kaise Use Kare – SEO Guide
Agar aapko iske bare me koi or sawal puchna ho to aap niche comment me puch sakte ho. Ya fir aapke pas iske alawa koi or trick hai to aap wo bhi comment me share kar sakte ho.
I hope aapko ye post pasand aayegi. Or agar aap blogger user hai to ye post aapke liye helpful sabit hogi. So plz ise socila media par share jarur kare.
Nc
Bhai mere to blog title hi dikha raha hai or ap jo code diya hai bohot bhi nehi dikha raha hai sirf yehi dikha raha hai kaise thik kare
suraj singh joshi
Bhai aapka to zawab nahi yarrr! very nice !!
Aalia
Its fabulous,was looking for this..thanks jumedeen sir
neelam
hello sir, maine abhi kuchh hi samy pahle apna blog banaya hai. uske link ko google search console se link bhi kar diya hai, pr Sir mere blog ka title dikhne ke sath hi google search me declaimer aur sabhi post pahle dikhai de rhe hain. Please is problem ka solution batiye,
जुमेदीन खान
कुछ समय इंतज़ार कीजिये, आपका ब्लॉग सर्च में सही से आने लग जायेगा
ARVIND SAINI
sir mera ek blogger pr ek blog hai uski post google search me nhi aa rahi hai. Blogger Title show ho rha hai onl.
mene use google search console me bhi submit kr diya hai.
please help me………..
जुमेदीन खान
URL Inspection Tool का इस्तेमाल करो
Nripendra kumar singh
Sir maine blogger se wordpress par apna blog migrate kiya hu wordpress par blog to migrate ho gaya hai lekin jab post ko google me search karo to 404 page not found bata raha hai.aur permalink bhi save kiya hu.
जुमेदीन खान
redirect plugin उपयोग करो और blogger link को new link पर redirect करो
Niraj Yadav
sir aapki jaankaari humesha bahut acchi hoti hai ek blogger ke liye thanks.
Santosh kumar
सर जब मैं ब्लॉग पोस्ट के लिए इमेज बनाता हु तो वो मेरे मोबाइल में बिलकुल सही दिखती है और जब मैं इमेज को ब्लॉग पोस्ट में अपलोड करता हु तो बहोत ही लौ Quality की हो जाती है और मैं High Quality की इमेज नहीं अपलोड करना चाहता मैं मोबाइल से ब्लॉग्गिंग करता हु तो आप मुझे ऐसा सॉफ्टवेयर बताये जिस से मई क्लियर और Low Quality की इमेज बना सकु और मोबाइल से please Help कीजिये मई बहोत ही परेशांन हु सर।
जुमेदीन खान
मोबाइल से ब्लॉगिंग करने वाले ब्लॉगर के लिए 10 बढ़िया ऐप्स
pradeep
mujhe blog banaye lagbhag 10 din ho gaye lekin abhi tak google seaech me show nhi kar rha hai. please mujhe koi trick bataiye aur mera website check kijiye ki isme koi kami to nhi hai . template kaisa hai.
please
जुमेदीन खान
आप अपने ब्लॉग को गूगल सर्च कंसोल में सबमिट करो
Santosh kumar
सर मैं आपका रेगुलरली विजिटर हु और आपके हर आर्टिकल रीड करता हु सर मेरी एक प्रॉब्लम है मई जब अपनी वेबसाइट सर्च करता हु तो मेरे Linkedin,Twitter,Pinterest, id सर्च इंजॉन में आती है लेकिन मेरा ब्लॉग नहीं आता सर प्लीज मेरी हेल्प करो और सर देख कर बताना की डिज़ाइन ठीक है ।
जुमेदीन खान
आपका ब्लॉग सर्च इंजन में इंडेक्स्ड है, आप बस अच्छा कंटेंट लिखो सर्च रिजल्ट में रैंक करने में समय लगता है
Geyasudin Ansari
sir mere blogger site me kuchh post ka title google me show ho rahe hai aur kuchh post title ki jagah me site name hi show rahe hai
aur jab maine ek Blog Par Seo Friendly Post Kaise Likhe – Top 10 Tips ye post title diya to isme kewal Top 10 Tips hi show ho raha hai pura title show nahi ho raha hai kya karu please sir help me
जुमेदीन खान
अगर आप टाइटल में (-) लगाओगे तो उसके 2 टाइटल बन जाते हैं, गूगल सर्च क्वेरी के हिसाब से title शो करता है।
Nikhil raj
Maine apna naya blogger banaya h aur maine post bhi ki but ye search engine me nahi aata h . Jab mai apna bloogger link deta hoon tab show karti h . Post kiye hue 1 month ho gaye h.
जुमेदीन खान
wait, अपने ब्लॉग पर कुछ पोस्ट और लिखो और उसके लिए backlink बनाओ, rank होने में समय लगता है
Rakesh kumar
Sir Mera Total Blog Post Tittle Ki Jagah Only Blog Title Show Ho Rahe Hai Kya Kare Plz Answer
Jumedeen khan
Yoast appearance setting me ja kar seo title setting me only title set karo.
Rakesh kumar
Nice post bhai
भाई एक बात बताओ गूगल सर्च मे मेरा blogger tittle के description मे Other post ki article आता है ऐसा क्यो Plz बताओ भाई।
Jumedeen khan
Google aapki site ke page ke kisi bhi paragraph ko description me show kar sakta hai.
RAKESH KUMAR
Custom domain .in par adsense apurbal milti hai ya nahi..plz answer
First time only ek hi blog create kiya hu custom domain .in buy kr ke…
Please adsense apurbal baad me mil jayega ya nahi answer
Jumedeen khan
Yes, milti hai.
Tapan
sir mene iss code ko 10-12 din pahle apne blog html me add kiya tha. meri 52 post hai but ab problem ye hai ki 4-5 post hi blog title se phle show ho rahi hai. waki wese hi hai. kya problem ho sakti hai. ab iska koi solutiona hai to please bataye….
Jumedeen Khan
Baki bhi ho jayegi. Aap homepage ko fetch and render karo.
K. Verma
Sir Blog Tital Search karne par blog google ne nahi aa rahaa hai ! doamin se only search me aa rahaa hai ! domain name or blog name dono se search me kaise laae pls give me solution !
Jumedeen Khan
pnApni site ko google webmaster tool me sahi se submit karo or sitemap bhi submit karna hai. Uske bad aapka blog proper google me show hoga.
Mahendra
Blog address se www ko keise htate hain?
Jumedeen Khan
Ye post padho Blogger Blog Ke Domain Ko Bina www Ke Kaise Set Kare