Hostgator Se Hosting Kharide 50% Discount – Limited Offer

Hostgator India Coupon 50% off Discount – Limited Offer 2024. Wao, Hostgator India se 50% off discount offer mil raha hai. Normally Hostgator hosting ka price Rs. 222 hai yani aapko hostgator india se web hosting lene ke liye 222 rupees ki jagah only 99 rupee ka hi payment karna hoga. Itna bada offer kabhi kabhar hi milta hai.

Hostgator India offer

Mostly hindi bloggers, Hostgator India ya Bluehost India companies se hi hosting buy karti hai. Maine bhi inki hosting use ki hai or apni small sites ke liye aaj bhi use karta hu. Dono ki service amazing hai or inki support service ke to kya kahne. Aapko koi bhi problem hone par ye aapki turant help karte hai.

Yani agar aapko wordpress and coding ki bahut kam knowledge hai to bhi aap in companies ke sath easily wordpress blog manage kar sakte ho aapki 24/7 help hogi. Small business and starting me ye indian hosting company sabse behtar option hai.

Agar aap hindi blogger hai or apako indian audinece ko target karna hai to hostgator india aapke liye best option hai.

Ye offer sirf limited hai. Agar aapko hosting leni hai or aap achhe discount offer ki talash kar rahe hai to isse achha aapke liye or kya ho sakta hai pura 50% discount mil raha hai. Jaldi hosting kharid le aesa offer bar bar nahi milta, sirf kuch day baki hai.

Hostgator India 50% off Discount Offer – Limited Offer 2024

Jaisa ki main bta raha hu adhiktar hindi bloggers Indian companies ki hosting use karte hai. Newbie blogger ko humesha wordpress manage karne me help karne ki jarurat padti hai. Hostgator india support team 24 hours aapki help karegi.

Hostgator India se 50% off discount ke sath web hosting buy karne ke liye is link par click kare. Offer limited time ke liye hai.

Website par visit karne ke bad jab aap hosting buy karo to ye coupon code use kare. SUNSHINE

Ye offer first 250 customers ke liye hai, isiliye agar aapko discount ke sath hosting leni hai to jaldi buy kare.

Yaad rahe ye offer limited hai. Aapke pas bahut kam time hai sochne ke liye. So agar aapko ye offer chahiye to aapko offer date se pahle hosting buy karni hogi. Ab aap soch sakte hai ki aapke liye ye offer kaisa hai best hai to abhi buy kar le. Mere khyal se aesa offer bar bar nahi milega.

Actually, USA and other big hosting companies ke support me aap only english me bat kar sakte ho but in sites ki support service hindi me bhi available hai. Aapki hindi bhasha me help ki jayegi.

Noramlly aap USA companies se without Credit Card and Paypal account ke hosting nahi le sakte wo debit card support nahi karte. Sabse achhi bat aapko hostgator india hosting company se hosting buy karne ke liye Credit Card ki jarurat nahi hai. Insse apa nimn method se hosting le sakte ho.

  • Debit Card (All Indian banks)
  • Net Banking
  • Credit Card (Visa/MasterCard/Amex/Diners)
  • Paypal
  • Other Offline Payments

Hostgator india or kin kin method se payment accept karti hai. Iski adhik jankari ke liye aap Hostgator Payment Option page par visit kare.

I sure new bloggers and starting ke liye hostgator india ki hosting best hai. Agar aap soch rahe hai ki main ye hosting recommend karta hu ya nahi to Yes main starting ke liye hostgator india hosting recommend karta hu.

Grab this offer

Agar aapko hosting lene ki jankari nahi hai to iske bare me adhik jankari ke liye ye article read kare.

Hostgator India से होस्टिंग कैसे खरीदें – हिंदी जानकारी

Agar apako hostgator india ke bare me koi or sawla karna hai to aap comment me apna sawal puch sakte ho. Sath hi agar aapke kisi friend ko hosting leni ho to use is post ke bare me jarur btaye taki wo bhi discount ke sath hosting le sake.

Enjoy!!!

Avatar for Jumedeen Khan

About Jumedeen Khan

I'm the founder of this site and we regularly share useful and helpful information here for beginners. ❤️

Reader Interactions

Comments (51)

  1. Avatar for NiteshNitesh

    Bhai abhi me hostgator ki shared hosting use kr rha hu pr site ki speed bhut slow h
    1. kya mujhe cloud hosting use krni chahiye hostgator ki
    2.ise manage krna difficult hota h kya kyuki me jyada time ni de sakta ise
    3.mere kuch webpage top pe search hote the Jb me blogger pr tha abhi ve 2 ya 3 number pr search hote h kya isme site speed problem b

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      1. VPS use karo
      2. Yea, cloud manage karne ke liye thodi coding aani chahiye.
      3. ho sakta hai.

      • Avatar for NiteshNitesh

        Thanks bhai SMI pr iske liye tutorial ho to link de jisme asaan ho thoda

  2. Avatar for Vikash GuptaVikash Gupta

    भैया ब्लॉगर पर फ्री टेम्पलेट तथा प्रीमियम टेम्पलेट में क्या फर्क होता है?, इससे seo पर कोई इफ़ेक्ट तो नहीं पड़ता है न?

  3. Avatar for Shashi kumarShashi kumar

    Hii sir.
    Sir app kun sa hosting use karte h

      • Avatar for Pardeep NegiPardeep Negi

        bhai ji, multiple website kaise daalte hai digitalocean me……………………………….ye bhi bata do

        • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

          Digitalocean par iska tutorial mil jayega.

  4. Avatar for SadabSadab

    1.Sir 111rs par month ya per year?
    2.Sir paytm se pay kar sakte Hain kya?

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Per month, yes kar sakte ho.

  5. Avatar for gagan raypariyagagan raypariya

    sir hosting plan konsa badhiya rahta hai , m abhi wordpress par blog banana chahta hu new blogger hu konsa plan badhiya hai starter,hatchling,baby ya business.please btaiye mujhe inki jaankari bahut kam hai,koi post bhi suggest kar dijiye taki inko theek se samajh saku

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Aap apni jarurat ke hisab se plan choose karo.

  6. Avatar for surendra kumarsurendra kumar

    sir me blog banana chahata hun kaunsa hosting plan lun aur kis website se jo mere liye best aur supportive rahe please sir suggest me..

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Hostgator se hi le lo baby plan starting ke liye best hai.

  7. Avatar for Sumit patelSumit patel

    sir hostgator ki shared hosting pr mera blog h… ab m use hostgator ki cloud hosting pr rakhna chahta hu kaise hoga ? plz help

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Aap blog ka backup lo aur new hosting par wordpress install kar usme old hosting se lyia backup import kar do.

  8. Avatar for Shahid AfrideeShahid Afridee

    Bhai host gator hosting 11 Ka offer Hai,Lekin 111 me kitne dino Ke Liye hosting milti Hai,I mean 1 month 1,2 year.
    And Bhai mai kuchh dino baad hosting lena chahta hu Lekin Mujhe WordPress ki bilkul jankati nahi Hai,so kya Aap mere site par hosting Ko puri tarah setting kar sakte ho,plz Bhai bahut aasa Ke Sath Maine ye baat aap Se kah raha hu,Mere nazar me ek aap Hi ho Jo mere blog par hosting Ko settings kar sakte ho,Q ki Mujhe 0% bhi hosting ki jankari nahi Hai.

    • Avatar for Jumedeen khanJumedeen khan

      Maine is bare me complete guide wali post likhi hai aap wo check kare aur kuch samajh na aaye to puch le.

  9. Avatar for AbhiAbhi

    Bhaiya Sabhi bloggers America ghumne jate hain , but aap kahin nhi jate hain kya , agar jate ho to hamse share jarur karen jisse ham bhi motivate hon. Jaise Harsh Bhaiya, Mewada bhai jate hain log, aap maharaj kahin jate nhi hain kya .

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Abhi har kaam ka dhidhora pitna jaruri nahi hota hai but agar kabhi blogging se related work hoga to jarur btaunga.

  10. Avatar for Ashish PandeyAshish Pandey

    hi sir meri wallpaper website hai to kon si hosting use karni chahiye eske liye ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Hostgator hosting aapke liye better rahegi.

  11. Avatar for AsweenAsween

    Hello Sir

    Meri site par daily 2000 visitors he jiski snkhya badhti jaa rahi he,abhi meri site hostgator shared hosting par hosted he or meri hosting renewal date najdik aa rahi he to kyaa muje isi hosting par continew rehna chahiye yaa koi or plan buy karna chahiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Abhi aap yahi plan use kar sakte ho 5,000+ traffic ke bad plan change kar lena.

  12. Avatar for Ravi SharmaRavi Sharma

    Sir Jumedin Sir.
    Maine Pahle Other Hosting Comapny se Hosting le rakhi hai but ab mai blog ko hostgator hosting pe transfer kru to ho jayega kya ??

    Or kaise ???

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes ho jayega. Aap hostgator se hoasting le kar blog ko is par move kar sakte ho.

  13. Avatar for Sonu RajputSonu Rajput

    Wow Bro ,Big Information में कुछ ऐसे ही Offers की Wait कर रहा था , Thanks To Sharing

  14. Avatar for RAHUL KUMAR SINGHRAHUL KUMAR SINGH

    Hello Sir,
    parallax pro genesis theme ko buy karne pr isko ek blog pr install kr sakte hai ya phir unlimited blog pr.kyuki mujhe kahi bhi studiopress ki site pr iski information nhi mili.please suggest kare.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      unlimited blog par.

  15. Avatar for Qasim ButtQasim Butt

    Bhai great post. Bhai mene alexa pe check kia meri bounce rate 58% he almost to kia ye sahi ya nahi ? Bounce rate kam honi chahye ya zada ?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Nahi bounce rate 30% se kam hona chahiye.

  16. Avatar for Deepak sahuDeepak sahu

    sir maine aapko mail kiya hai. plz uska reply zaldi dene ki kosish kariye. aapke reply se hi ye decide hoga ki mai blogging continue kar paunga ya nahi.

    aur sir w3 total cache ke upar post likh dijiye ya fir suggest kariye kyu ki mai jab bhi ye plugin install karta hu to meri site bahut slow ho jati hai aur isko hata dene ke baad sahi ho jata hai.

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Ok bro main dono ke bare me aapko mail kar dunga.

  17. Avatar for kumarkumar

    Hostgator is best ever hosting it accept paytm transfer also and its customer support is brillient

  18. Avatar for Pramod SinghPramod Singh

    Ye hosting 1 month k liye hoti h ya 1 year k liye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Aap jitne time ke liye hosting loge utne time ke liye hai.

  19. Avatar for Sant LalSant Lal

    Sir , Mai godaddy ki wordpress shared hosting use krta hu .kya ye sahi hai ya mujhe kisi aur plan me upgrade krna chahiye

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Agar aapke pas traffic kam hai to no problem.

  20. Avatar for Rahul TiwariRahul Tiwari

    Jume Deen bhai, Maine Ad injection plugin install kar liya hai or is topic par aapka post padh kar uski setting bhi kar liya hai. Mai bas itna janna chahta hu ki jab mera blog, blogger par tha tab maine post ke bich me Adsense ka Ad lagaya tha jiska code abhi bhi post HTML part me dikh raha hai lekin publicly waha blank space aa raha hai.

    Ad injection lagane ke baad mai us code ko remove kar du ya Ad injection us code ki jagah ad show karayega?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes aap sabhi posts se ad code remove kar do. Ad injection se aap ahr post me ad show kar sakte ho.

  21. Avatar for Chakradhari kumarChakradhari kumar

    Sir ji mera kuch sawal aur problem hai.. mai pichle kuch din se bahut pareshan hu…

    1. Jabse mai blog ko wordpress par sift kiya hu tab se bahut sare pots search me nhi aa rhe the.. aur Search console me Sitemap me error ho gya tha lekin jaha Sitemap hota hai waha HindiMeTrick tha aur wo bhi error aur mujhe mail bhi aaya tha bahut zayada error hone ke wajha se.. phir mai dubara sitemap submit kiya lekin uske sath ek Attachment ka link bhi submit ho gya hai jisme blog ka sabhi photo ka alag alag link hai.. aur ab wo search me aane lagega hai. Aap is post ko ek baar search karke chek kijiye 2 post aayega usme se ek only photo ka link hai ( computer me Torrent file Download kaise karte hai )
    Aur photo wala link post ke pahle aa jata hai aur bahut se post index hone ke baad bhi dur dur tak search me nhi aa rhe jabki pahle sabhi top par aate the… To iske liye kya karu…..???

    2. Aaj kal visitors bahut kam aa rhe hai lagbhag 100 – 150 jisme se 200 se 300 pageview ho jata hai lekin buch me 2 din visitors 1000+ ho gye aur wo bhi Us, Uk se only jisme Google search bilkul bhi nhi tha.. aur aaj 100+ visitors hua hai aur pageview apne aap badh rha hai chek kiya to visitors aaye nhi hai aur Pageview 800+ ho gya aur badhte hi ja rha hai to ye sab kya ho rha hai please bataiye…. Iske liye kya karu…..????

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      1. Yoast plugin ke XML sitemap option par jao or ye ste follow karo.
      1. Post type par click kar “Media (attachment)” option ko disable karo.
      2. Taxonomies option par jao or “Format (post_format)” option ko disalbe kar setting save karo.
      2. Traffic ke liye SEO optimizing karo.

      • Avatar for Chakradhari KumarChakradhari Kumar

        Thank you….

        Ab rahi baat jo photo ka link Search Console me submit ho gya hai usko Remove karwane ke liye kya karna padega kyuki Media Attachment ko Diseble kar diya hu to usko list ab Search Console me Open nhi ho rha hai, Direct blog open ho rha hai aur 404 error aa rha hai . to ab un sab link ko Remove kaise kare. jisse Search me na aaye….??

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Blog ki robots.txt file me ye code add karo.
          User-agent: Googlebot-Image
          Disallow: /

  22. Avatar for Indrajeet rajIndrajeet raj

    Sir Main godaddy se hosting buy kiya hu. Kya aap bata sakte hai isse koi problem to nahi hai.
    Godaddy aur Hostgater hosting me diffrent kya hai

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      No problem but hostgator godaddy se jyada best hai.

  23. Avatar for Rahul TiwariRahul Tiwari

    Maine iska 6 month ka Baby plan check kiya or wakai me mera bill 3242 se ghatkar 1878 rupees rah gaya…isme unlimited domain, spaces & transfer de raha hai. Mai ye janna chahta hu ki mai abhi apne internethindime domain se is purchase kar leta hu lekin kuch dino ke baad me mai isme dusra domain add karna chahunga to add to ho jayega n?

    or us domain ke liye bhi mujhe isi price me hi hosting milegi ya fir se mujhe hosting ke liye pay karna padega?

    • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

      Yes ho jayega aap multiple domain wala plan le lo.

      • Avatar for Rahul TiwariRahul Tiwari

        Aapke behatarin salah ke mutabik maine apne liye host bhi purchase kar liya or ek mjedar baat batata hu…mai 6 month ke liye hosting le raha tha lekin usme mujhe ek promotion code mila jisse mujhe sirf 50 rupees extra dene par 1 saal ke liye hosting mil gai… or aapke blog ko wordpress par move karne wale post padh kar maine apne blog wordpress par move bhi kar liya..

        abhi kaam chalau theme lagaya hai…ek baar mere site par visit kar ke achcha sa theme suggest kariye or aapke bataye 3 plugin ke yoast, jetpack, wp cache ke alawa koi jaruri plugin install karna ho to vo bhi bataiyega.

        Mere post me Adsense or Adnow ke ad show nhi ho rahe hai…isko show karane ke liye kya karna hoga? agar koi plugin install karna hai to best plugin bataiyega jo sabhi ads me kaam aa jaye..

        Ek baar fir aapke Guidance ke liye Thanks 🙂

        • Avatar for Jumedeen KhanJumedeen Khan

          Good but abhi aapki site open nahi ho rahi hai ise live karo. A injection plugin use karo.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

I need help with ...