Post title padh kar aapko ajeeb jarur lagega but ye sach hai. Aaj mai aapko aysa tarika bta raha hu jisse aap faceboo, twiiter, google gmail ID, blog and other kisi bhi A-Z account ke password bhoolne par bhi reset kar sakte ho. Actually bahut bar hum password bhoolne par forgot your password par click karte hai but jab isse password recover nahi hote hai to ummid chod dete hai. Magar ab aap chaho toapne kisi bhi account ke password or username pata kar sakte ho.
Bahut bar aysa hota hai ki internet browser par work karte karte hum apne social media account ya kisi or ID ka password or username tak bhool jate hai. Or forgot password wale option ko try karne ke bad us account ko chod dete hai. But kei bar humare account me jaruri fataa hota hai or use restore karna important hota hai.
Shayad bahut kam log jante hai ki jab hum chrome, firefox, opera nad other browser me kisi bhi account par log in karte hai to browser hume save password ke liye bolta hai. Actually, agar kabhi aap save password par click kar dete hai to us account ke password and username browser me save ho jate hai or aap unhe aasani se pata kar sakte ho.
Apne Kisi Bhi Account and ID Ke Password Recover Kaise Kare
Aaj ke time me internet user sabse jyada google chrome browser hi use karte hai. Isiliye mai aapko sabse pahle chrome browser me hi password username restore kare ki tips bta raha hu.
Google Chrome:
Step 1:
Sabse pahle aap chrome browser ko open kare or right site me menu par click karke settings par click kare.
Step 2:
- Ab scroll down kijiye or sabse niche advanced settings par click are.
- Ab password and forums me manage passwords par click kare.
Step 3:
Ab ek pop up windows open hogi.Usme saved password me aapke sabhi account ke username or password ki list hogi.
- Is tarah list me aapke username or password honge.
- Password dekhne ke liye show par click kare,
Yaha par aapko wo sabhi username or password mil jayenge jo aapne store kiye the. Is tarah aap apne kisi bhi account ka password bhoolne par aasani se uska pata laga sakte ho.
Agar aapne galti se browser me password ko store kar diya hai to aap inhi step ko follow karke yaha par se password username ke right side me cute ke icon par click karke unhe remove kar sakte ho.
Mozilla Firefox
- Is browser me bhi same wese hi option hote hai. sabse pahle aap dayi taraf menu icon par click kar settings me jaye.
- iske bad niche diye gaye advanced settings par click kare.
- ab aapke samne jo option show ho unme se aapko security par click karna hai.
- ab saved log in par click kare.
- Ab aapke samne sabhi username or passwords ki list hogi. Ab jaise hi aap kisi password par click karoge to ek popup list windows open hogi usme likha hoga kya aap sahi me password dekhna chahate hai. yaha aapko yes par click karna hai. Iske bad password aapki aankho ke samne hoga.
Finally, Really, new internet users ke liye browsers ki ye service helpful hoti hai but kei bar ye aapke liye danger bhi ho sakti hai. Ho sakta hai koi or aapke borwser me aapki ID password pata kar le. Isliye apne PC me kabhi bhi browser me password save na kare or agar kar bhi diye hai to unhe delete kar de.
- Android Phone User Ke Liye 100 Hidden Secret Codes 2025 | Full List
- Google Me In 5 Cheezon ko Search Karna Khatarnak Ho Sakta Hai
I hope aapko ye trick pasand aayegi. So plz ise social media par apne friends ke sath share jarur kare.
Luckysongara
My Instagram account is recovered
Kajal pathak
Mai apna snapchat ka password bhul gyi thi fir maine snapchat me forget password kar ke dusra password bana liya too app yea bataye ki agar mai new pass word se apna snapchat fir se log in karu to snapchat ka photos or video romove ya delete to nhi hoge
PRINCE CHOUDHARY
Mera bhi number band ho gaya hai
Aur password yaad nahi hai
vishal
sir mera hotmail ka password nhii yaad hai or jis no se banaye the wi no kho gya hai kaishe kholu
Rajat sharma
Sir mera instagram account tha vo number bnd ho gya mera aur gmail sai link ne hua muje vo bahut jrure hai (rajatamrahs )ke naam sai id thi
Meena
Main apna fb password. Bhool gyi.. Nd jo no. Link h fb se vo b bnd ho chuka or gmail b link nhi h koi solution. H kya sir
Kumar anil
Mera G-mail account password bhul gaya hu mera phone reset ho gaya he G-mail account login nahi horaha hai keese kare sar
Jyoyi
Mera phone resent ho gaya hai or me apni gmail id ka password bhool gai hu kese pata kare
जुमेदीन खान
password भी reset कर लो
Khursheed abbas
Sir mera pasword bhul gaya hu aur mobille no bhi band hain yo es cunditonmekya karenge aur sin in maang raha hain
Vikash
Sir ji m mere phone ka MI account ka name or password bhul gya ab use remove kse kro plz sir help me
Pankaj Gupta
Hii sir….. Mai apna Facebook password bhul chuka hun…. Aur jab mai password forgate karta hun… Toh Facebook otp ke liye bolta hai… Wah otp pankaj__gupta@india.com iss mail pe aa raha hai.. But jab maine India mail open kiya toh ye mail kuchh din pahle band ho chuki hai… And ab mai apna fb account kaise use karu… Please help me
…… Please reply me sir…..
Manish
Realme C1 ka password bhul Gaya Hun
Pankaj patel
Sir mai apna enter password bhool gaya ho mera phone reset nahi ho raha hai Enter code mang raha hai
Preksha
Hello dear sir,
Mara gmail account ka password reset nahi ho rha. Jo recovery mail di the vo rediff ki he lekin rediffmail open nahi ho rha. Fir mene mobile mobile number se krne ki koshish ki mobile pe otp aaya or mene otp reset ke liye dala fir aaya ki this account is not belongs to you. Fir mene apni or email se reset ke liye dala. Email me message aaya ki 3 to 5 days wait kro hum investigate kr ke reply krenge. Sir mera youtube account or adsense issi account se bna he. Sir agar koi bhi tarika he to please meri help karne ki koshish kre. Apki sda aabhari rahungi. Sir please reply jaroor kijiyega. Thanks
Jumedeen khan
wait 3-5 day me account recover ho jayega.
israr khan
Sar g mai apni recover email bhol giya hun or mai apna facebook ka password bi bhol giya hun or jis nambr se banya ta us nambr se kisi or id arahi hai. Israr khan ke nam se nai arhi or facebook ka gmail yad hai leken kuch kam nai ho rha. Mai ye apni facebook ki id har hal mai wapiskolna chahta hun jis par meri pic lagi hai.
Ap mehrbni kar ke kuch karen.
Jumedeen khan
Facebook ko contact karke document se veriy kar recover kar sakte ho.
Rohit kumar
Mere phone kho gya h or muihe mail I’d let Shiba kuc bhi nhi PTA kes see bani
Abhishek Rathod
Instagram password reset msg nhi aaa rha h plz help me
is tarike s mene password reset kiya to password glt bta rha h
and password reset krne ka bol rha h but mere mobil pr password reset msg nhi aaa rha h plz help me
Syed shafiuddin
My apna mobile lost hogaya Mara gmail account hair I’d pata hai password bhulgaya reset kara to previous mobile number per cod ara jo number gum lost hogaya kaisa kara new number hai Mara pass
Jumedeen khan
Us number ki new sim le lo.
Mukeem Ahmad
Sir mere facebook account ka password mai bhul gya hu or password reset nhi ho rha hai plz help me
komal
sir mera fb ka account mob num se bna hai and usi num se ab dusra account bhi creat kar liya gya hai nd mai apne first id ka password bhul gyi hu uske liye mai kya karu and forget password bhi kiya but koi msg ni araha hai mob pe aur meri gmail id bhi ni hai jo recover kar saku
iske liye mai kya karu …plz…rply me
Jumedeen khan
Aap facebook help center recover facebook account par ja kar account reocver kar sakte ho.
Pooja shukla
Hello sir mai apni fb Id ka password bhul gyi hu and jis numbr se fb I’d h vo numbr bhi bnd ho chuka h forget password me jane se bhi koi bhi code nhi aayega to mai apni id kaise open kru
Jumedeen khan
agar aapne facebook account me koi email address add kiya hai to usse recover kar sakte ho.
Jagannath bamnra
Mi Redmi 6 mi account id
Bholi yadav
Mai samsung account ka password bhool gaya hu please help me
Alpana
Jiski bhi post h vo hume facebook ki id ko kaise open kre forget pass pr bhi click kiya nhi ho rhi open bhut try kiya personal id h plzz help kijiye
jyoti saini
Good morning
sir,
pls help me sir m apni gmail id ka password bhula gai hu or
apka btaqya hua steps follow bhi kiya hai but meri cellphone s
password reset nhi ho rhai hai yha tk ki mena apna laptop par
bhi try kra ka dekha but koi benift nhi hu hai sir .pls help me
thanks.
Jumedeen Khan
Try carefully, step sahi se follow karo.
Samrat Thapa Anmol
hello sir me saudi arabia se hu kia meri help mil skti hai ?? Mene fb id ka pswd bhul gya aur jis nbr se banaya tha oh nbr saudi me xod kr aaya hu kia mere id ki pswd pta kr skte ho plz help me
Jumedeen khan
Aap ID proof se password ke liye request kar sakte ho.
vishal
sar mera lyf ka mobile hai aur may usko reset kar diya hai usmey dala gaya email id aur passward yad nahi hai to us mobile ko Kasey open start karey
bhavya
hamara facebook page start hi nahi hota bohot der tak bhi loading karke nahi khulta isko thik kaise kare
Jumedeen Khan
3G ya 4G internet use karo.
Ruby chaudhari
Sir mera Jo whstsaap number band ho chuka hai and mai uska password bhul gayi hu
Jumedeen Khan
No worry aap apne number par whatsapp use kar sakti ho.
Surendra
Sir main mere Gmail I’d ka password bhul Gaye hain kaise kya hoga
जुमेदीन खान
लॉग इन करते समय reset या forgot password का आप्शन आएगा उस पर क्लिक करके पासवर्ड रिसेट कर सकते हो
Isha
m apne snapchat ka password bhul gyi hoon or forget password kr rahi hoon toh nhi ho raha kyuki mera account naah mobile number or nahi toh email se verify hai toh m ab kya kru mera account band hai khul nhi raha ab?
Ravi kumar
sir mai apna irctc a/c ka user id or passward bhul gya hu
kai se prapt karu.