Youtube Partner Kaise Bane or Apni Videos Par Ads Kaise Dikhaye

Apni video host karne ke liye YouTube sabse better or popular or sabki favorite site hai. Iska sabse acha fayda ye hai ki aap YouTube parternership program join karke is par video upload kar ke unse paise bhi kama sakte ho.  Bahut se log sochte hai ki YouTube partner banne ke liye pata nahi kya kya karna hota hai. Aysa kuch bih nahi hai. Aaj mai aapko bta raha hu ki YouTube partner banne ke liye kya karna hoga.

How to become a YouTube partner

Internet par aapko YouTube partner banne ke bare me bahut tarah ki jankari mil jayegi. but ye bahut easy hai. Aap chand second me YouTube partner ban sakte ho. Actually, aapke pas agar gmail account hai to aap jaise hi YouTube par apni gmail ID se log in karoge aap YouTube partner ban chuke hoge.

In this post, mai yaha aapko YouTube partnership program join karne or video ko monetize karne ke bare me clear step bta raha hu. Bahut se newbie people YouTube ke bare me janna chahate hai but clear or sahi information na milne par unhe YouTube join karne me bhi problem hoti hai.

Youtube Partnership Kaise Join Kare or Video Uploading Se Paise Kaise Kamaye

Aap jaise hi koi video creare kar YouTube par upload karoge YouTube partner ban choke hoge. But yaad rahe aap kisi or ki video, content i mean copyright  video upload nahi kar sakte.

How to become a YouTube partner:

  1. Go to YouTube.com and log in with your gmail account.
  2. Upload some videos and get viewers.
  3. Monetize your video.
  4. Connect your YouTube channel with google adsense.
  5. Make money from your video and enjoy.
  6. Now upload regular videos like minimum 1 video weekly.
  7. Make sure your video are helpful other
  8. Increase your video viewers and get YouTube partnership program.

In simple words, Sidhe shabdo me YouTube join kar video upload karna, videos ko monetize karna, AdSense account se connect karna, regular video upload karna or uske bad apne videos par millions views receive karna hi YouTube partner banna hai.

Enable your YouTube channel for monetization:

To check your channel’s eligibility and opt in for monetization:

  1. Sign in to your YouTube account.
  2. In the top right, select your account icon > Creator Studio.
  3. In the left menu, select Channel > Status and features.
  4. Under “Monetization,” click Enable.
  5. You’ll only see this option if your account hasn’t been disabled for monetization.
  6. Follow the on-screen steps to accept the YouTube monetization agreement.

Iske bare me adhik jankari ke liye ye article read kare Youtube Par Video Ko Monetize Kaise Kare or Adsense Se Kaise Jode. Maine is post me iske bare me step by step screenshot ke sath samajhaya hai.

Youtube Partner Banne Se Kya Fayde (Benefits) Hai ?

  1. Aap YouTube par videos upload karke online money earn kar sakoge.
  2. Jab aap YouTube patner ban jate ho to aapko branding option milenge or aap YouTube par banner ads, over lay ads, images ads, video page banner use kar sakte ho.
  3. Iske alawa aapko mobile version me bhi branded option milenge.

Youtube partner banna mushkil nahi hai but aapko imaandari se work karna hai or koi bhi video copyright upload nahi karni hai. Sath hi aapki video logo ke liye hewlpful or useful honi chahiye.

To kya ab aap abhi YouTube partnership ke liye apply karne wale ho. Agar ha to mai aapko suggest karunga ki aap humari YouTube se rrelated or bhi post padhe. I hope aapko sahi jankari milegi or aapki help hogi. Sath hi aap Youtube partner program overview page par iske bare me information pata kar akte hai.

Agar aap ye jankari kisi video se janna chahate hai to aap YouTube Partners: Guide to setting up your account video dekhe.

Reader Interactions

Comments (85)

  1. Sir mera ek YouTube channel h jis par me Hollywood videos download karke upload karta hu…..kya downloaded video upload karke bi ads mil sakte h or YouTube se earning ki ja sakti h??? Ya fir khud ke banaye hue video se hi earning hoti h???

    • Nahi aesa karne se copyright issue hoga aur aapka channel band ho jayega.

  2. sir my self muazzam ali mai shahjahanpur se belong karta hu sir mere channel par 9999 views complet ho gaye fir bhi koi ads ni aa rhe na hi channel grow kar raha hai bhaijan please help me my channel name round2 youtube please kuch bataiye koi help ni karne wala h meri yaha ….to aapse help maang raha hu bhai

    • ab aap monetization enable karo uske bad ad show honge.

  3. Sir meri ek video pr add show kr rha h baaki pr nhi

  4. Sir meri video par ads nahi aate hai. Views 47000 se bhi jyada hai. Chennal bhi monitize hai. Adsense bhi link ho chuka hu mai. Subscribe bhi 200 ke aas paas hai. Sir please help me .

    • Aap video manager >> channel option par jao or check karo ki monetize ka optio enable hai. Agar ha to fir aap video manager par ja kar videos ko monetize karo. Ads show hone lag jayenge.

  5. hi sir mere YouTube channel par monetize option
    Ni mil Raha hai ye kaha hai

    • youtube video manager >> channel par dekho.

  6. Assalamualaikum , Adsense per ad click kerne ke kitne paise deta hain??

  7. मेने यूट्यूब पर कई वीडियो अपलोड किए ह और एडसेंस पर भी लिंक ह और वीडियो मोनेटाइज भी ह पुरे तरह से सही ह लेकिन ads नही आते ह नेटवर्क 4 g ह

    • Video manager par jao or fir se videos ko monetize kar check karo ki kisi video par error to anhi hai error ho to us video ko remove kar check karo ad show honge.

  8. Sir mere youtube channel me add show nhi hoti … Kya reason ho skta hai ?
    Adsense se add hai view bhi 2000 ke aas pass hai ….
    Monetize bhi hai ….
    Dusre ke mobile se chek kiya tb bhi add nhi aati ……
    4g updated chrome browser se log in krte hai ……. Pls suggest me sir

    • First aap video manager me jao or videos ko fir se monetize karo or dekho ki koi error to nahi aata hai agar nahi to dekho ki video ke samne dollar ka green icon hai. Uske bad browser ki cache file delete kar try karo ad show honge.

  9. Bhai mai youtube mobile app se vidoes dekhta hu or videos bhi app per se upload ker deta hu simply or mera abhi income kerne ka koi man nahi hai apni videos se soch raha hu ki thode bahut views or subscribers ho je tab mai adsense or vagairah vagerah jo bhi kerna padta hai income ke liye usse apna youtube channel connect ker du to kya mai baad mai yahi account connect ker sakta hu
    Or ha mera you tube channel youtube mobile app se simply bana hai…
    Plzz answer my question

    • Yes kar sakte ho. Aap first person ho jo aesa kah raha hai warna sabhi 1-2 videos banate hi paiso ke piche bhagne lagte hai. Good luck bro ek din bahut aage jaoge.

  10. i am new in youtube maine video upload ki hai usmain 5 views hai toh main views increase kaise karu kya ek video upload karke bhi main apne account monitize kar sakta hoon

  11. sir mene apni youtube video monetize krne k baad bhi ads show nhi ho rhe

    • Kei bar khud ki video dekhne par ad show nahi hote aese browser me check karo jisme aapne log in nahi kiya ho.

  12. Hello sir
    Mere YouTube chanel se ek video upload ki h
    But mere YouTube m video msneger ka option nhi aa raha h
    Vo option mobile m nhi aata kya
    Plz tell me
    Uske bina m video monetize vagera kese krunga
    Kya ye option mobile m nhi aata kya

    • Mobile me aap YouTube ka desktop version chrome browser me open karo.

  13. bhai mere YouTube video par sabhi views par ads show nhi hoti hai.
    agar 20 log dekhte hai to 1 ya 2 views par hi ads show hoti hai.
    aur CPC bhi bahut kam hai 0.001 hai.

    • Slow internet connection ki wajah se ads show anhi hoti. 3G ya 4G me try karo ad show hongi.

  14. jume deen Bhai mere YouTube channel pe video open hone par ads nahi aa rhi hai..mere channel pe Adsense bhi laga hua hai..mere friend ke video ke 40 view hone par bhi ads aa rhi hai……mere video pe 500 view hai….tabhi bhi nahi aa rhi…..place help….

    • Video ko sahi se monetize karo or browser ke history delete karke check karo ya YouTube app se check karo.

  15. Sir
    Mujhe apka Details padker bahoot acha laga. Bahoot acha se likha apne ye post.
    .
    Sir mujhe ye bataye please.
    1, YouTube pr Channel naam Game select kiya aur Naam v Game rakha hy,toh kiya may us channel may koi v Videos yaani khudh ka video , cooking ka jaankari ho ya Game ka , Mobile Triks kuch v upload krne se koi problem hoga?

    2. YouTube per kuch video offline save ka options off hota hy .ye keise hota hy Sir please.
    Helped me. Thanks.

    • 1. Nahi nahi hogi.
      2. Videos download karne ke option ko off karne ki jarruat nahi hai. Isse aapko koi nuksan nahi hogi.

  16. you tube acount band kyu ho jata hai

    • YouTube policy violation karne se.

  17. Sir mere pass view 2000 hai magar ering 00:09$ hai sir mere ering kese badega place help me

    • views or badhao.

  18. Sir…! Adsens account बनाने के बाद क्या क्या settings करना पड़ता है,या क्या क्या satting करना चाहिए।

    • Is sabke bare me main already post likh chuka hu wo search kar lena.

  19. Aslamulekum
    janab mene apne you tube channel par do vedio upload kiya h mgr mgr uspar ad nhi dal pa RHA hoo jabki vedio income me liye ready h uspar green dollar ka Nissan bhi aa RHA h mgr ad nhi dal pa RHA hoo kya ap meri maddat krenge please

    • W/a
      Sddam agar video par green icon aa raha hai to iskas matlab ads show ho rahe hai aap dusre browser me achhe se check karo.

      • BHAI MERA YOUTUBE ACOUNT BAnd ho gya hai …. mai jitne you tube acount bnata hu band ho jate hai …. kya mujhe dusra computer lena hoga

        • aap mujhe YouTube account band hone ke bad google ka message dikhao.

  20. sir mera YouTube channel h usme mobile phone par ads nhi aati sirf desktop par aati h meri earning bhi increase nhi ho rhi h pls hell

    • Mobile phone par slow internst connection ki wajah se ad show anhi hoti hai second update browser use karo.